5 - nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār

Smriti Pushp-01

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār
madhuban mē̃ jō diyā hai
madhuban mē̃ jō diyā hai
nahī̃ bhūlēṅgē bābā tērā dulār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā tērā dulār
madhuban mē̃ jō kiyā hai
madhuban mē̃ jō kiyā hai
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār

mīṭhā sā madhuban yād dilāē
binā kahē nayan mē̃ tū bas jāē
mīṭhā sā madhuban yād dilāē
binā kahē nayan mē̃ tū bas jāē
tērī yādō̃ kī baṛhtī phuhār
tērī yādō̃ kī baṛhtī phuhār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār

tūnē hamē̃ apnā banāyā hai
yē divy guṇō̃ sē sajāyā hai
tūnē hamē̃ apnā banāyā hai
yē divy guṇō̃ sē sajāyā hai
diyā tūnē jīvan kō nikhār
diyā tūnē jīvan kō nikhār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār

jis ōr bābā ham jāē
chaltē-phirtē tumkō pāē
jis ōr bābā ham jāē
chaltē-phirtē tumkō pāē
har samay hō tērā dīdār
har samay hō tērā dīdār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār
madhuban mē̃ jō diyā hai
madhuban mē̃ jō diyā hai
nahī̃ bhūlēṅgē bābā tērā dulār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā tērā dulār
madhuban mē̃ jō kiyā hai
madhuban mē̃ jō kiyā hai
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār
nahī̃ bhūlēṅgē bābā vō tērā pyār

Essence & Explanation
This song is a heartfelt tribute to Brahma Baba, expressing deep gratitude and eternal remembrance of his love, guidance, and spiritual care. It beautifully describes the special connection with Madhuban, where his presence is felt deeply, and his blessings continue to uplift souls.

The lyrics highlight how Brahma Baba has nurtured each child, bestowing divine virtues and transforming their lives. Even though he is no longer in the physical form, his presence is felt everywhere, guiding souls at every step.

The song is a promise—never to forget his unconditional love, spiritual sustenance, and the invaluable gift of knowledge. It serves as a reminder to stay connected to Baba’s teachings and experience his love in every thought, word, and action.

← गीतों पर लौटें