11 - nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Madhuban Songs -02

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

nainō̃ mē̃ bhartī chamkō

Fill your eyes with your Beloved

nainō̃ mē̃ bhartī chamkō

Fill your eyes with your Beloved

sōjā tū ātmā rānī

And go to sleep sovereign soul.

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

chā̃d sitārō̃ sē dūr chalē

Go far beyond the moon and the stars

sabkī yādō̃ kō bhūl chalē

And forget the remembrance of everyone else

ambar kē sukh pānē kō

To experience the happiness of heaven

sōyē bābā kē sāyē talē

Sleep under Baba's canopy

khayālō̃ mē̃ ēk bābā hō

Let there be just Baba in your thoughts

khayālō̃ mē̃ ēk bābā hō

Let there be just Baba in your thoughts

sōjā tū ātmā rānī

And go to sleep sovereign soul.

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

is tan sē hōkar nyārē

Become detached from this body

sōjā bābā kē pyārē

And go to sleep, Baba' dear child

yād kē jhūlō̃ mē̃ jhūlē

Swing in the swing of remembrance

bābā kē duniyā mē̃ khōjā rē

And become lost in Baba's world

nindiyā kē sāth hō bābā

Let Baba be with you in sleep

nindiyā kē sāth hō bābā

Let Baba be with you in sleep

sōjā tū ātmā rānī

And go to sleep sovereign soul.

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

nainō̃ mē̃ bhartī chamkō

Fill your eyes with your Beloved

nainō̃ mē̃ bhartī chamkō

Fill your eyes with your Beloved

sōjā tū ātmā rānī

And go to sleep sovereign soul.

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

nindiyā lēkar āyī bābā kī yād suhānī

Sleep has brought with it beautiful remembrance of Baba

bābā kī yād suhānī

Beautiful remembrance of Baba

← गीतों पर लौटें