176 - ōm namaḥ śhivāy

Murli Songs

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

ōm namaḥ śhivāy

ōm namaḥ śhivāy

pīt mat sahāyak svāmī sakhā

Father Mother Helper Lord Companion,

tum hī sab kē rakhvālē hō

You are the only Protector of all.

jiskā kōī ādhār nahī̃

For the poor who has no support in world,

uskē tum ēk sahārē hō

You are the only Support.

pīt mat sahāyak svāmī sakhā

Father Mother Helper Lord Companion,

tum hī sab kē rakhvālē hō

You are the only Protector of all.

tērī līlā aparampār prabhu

Your magical game Is limitless,

tērī mahimā sabsē nyārī hai

Your glory/virtues are unique of all.

jab-jab dhartī par pāp baṛhā

Whenever there was excess of sin on Earth,

tūnē hī vipdā thārī hai

You were the only destroyer.

is jīvan kē andhiyārē mē̃

In darkness of this life,

bas ēk tum hī ujiyārē hō

You are the only light.

ēk nām tērā hī sachchā hai

You are the only Truth,

bākī sab jhūṭh māyā hai

All else is false Illusion.

jō apnā sab kuchh chhōṛ chalā

The one who sacrificed all,

usnē hī tumkō pāyā hai

He only realized You.

jiskē man mē̃ tumhārī bhakti jagī

The one whose devotion is awakened,

uskē tum hī tō sahārē hō

You only are his support.

pīt mat sahāyak svāmī sakhā

Father Mother Helper Lord Companion,

tum hī sab kē rakhvālē hō

You are the only Protector of all.

jiskā kōī ādhār nahī̃

For the poor who has no support in world,

uskē tum ēk sahārē hō

You are the only Support.

pīt mat sahāyak svāmī sakhā

Father Mother Helper Lord Companion,

tum hī sab kē rakhvālē hō

You are the only Protector of all.

← गीतों पर लौटें