09 - suraj bhī hai chānd tārē bhī hai
Madhuban Songs -02
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
suraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
suraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
par vō ēk jyōtī hai vō ēk jyōtī hai
But there is only One Light
jiskē sab hī pyārē hai
Who loves everyone.
suraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
suraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
śhiv hai chamaktī maṇī ēk maṇī
Shiva is the beautiful sparkling jewel
jiskē gyān kī kirṇē̃ rūhānī
Whose rays of knowledge are spiritual
śhiv hai chamaktī maṇī ēk maṇī
Shiva is the beautiful sparkling jewel
jiskē gyān kī kirṇē̃ rūhānī
Whose rays of knowledge are spiritual
sabkē man jō nikhārē hai
And make every soul sparkle.
sūraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
sūraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
us jyōti mē̃ guṇō̃ kā bhaṇḍār
There is the treasure-store of virtues in that Light
sab sukhō̃ kā usmē̃ hai sār
In whom there is the essence of all happiness
us jyōti mē̃ guṇō̃ kā bhaṇḍār
There is the treasure-store of virtues in that Light
sab sūkhō̃ kā usmē̃ hai sār
In whom there is the essence of all happiness
har ātmā kō śhrr̥iṅgārē hai
With which He adorns every soul.
suraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
suraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
vō jyōti jab jab dhartī pē āē
Whenever that Light descends on earth
vō jyōti jab jab dhartī pē āē
Whenever that Light descends on earth
svarṇ tūly yōg sāth mē̃ lāē
He brings the golden age with Him
svarṇ tūly yōg sāth mē̃ lāē
He brings the golden age with Him
nirākār kē karm nyārē hai
The activity of the Incorporeal is unique.
nirākār kē karm nyārē hai
The activity of the Incorporeal is unique.
sūraj bhī hai chānd tārē bhī hai
There is the sun, and the moon and the stars as well
par vō ēk jyōtī hai
But there is only One Light
vō ēk jyōtī hai
there is only One Light