11 - tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā

Shanti Swar

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā

We have come closer to you, since we have known you

tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā

We have come closer to you, since we have known you

pākē tumhē ō bābā kuchh bhī rahā nā pānā

After attaining You, O Baba, there is nothing more to attain

tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā

We have come closer to you, since we have known you

khuśhiyā̃ jamānē bhar kī tujhsē hī mil rahī hai

We are receiving the happiness of the whole world only from you

khuśhiyā̃ jamānē bhar kī tujhsē hī mil rahī hai

We are receiving the happiness of the whole world only from you

kaliyā ummidōkī tumsē hī khil rahī hai

Only because of you, buds of hope are blooming

kismat vālō kō miltā yē prabhu milan suhānā

Only the fortunate ones can enjoy the beautiful meeting with God

pākē tumhē ō bābā kuchh bhī rahā nā pānā

After attaining You, O Baba, there is nothing more to attain

tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā

We have come closer to you, since we have known you

ānand bharī yādē sukh hai ati indriy vālā

Bliss-filled remembrance, the happiness we have is beyond the senses

ānand bharī yādē sukh hai ati indriy vālā

Bliss-filled remembrance, the happiness we have is beyond the senses

tērē milan kī mastī kā ras baṛā nirālā

The intoxication of meeting you is unique

ab rōm rōm apnē kāṭē yahī tarānā

Now, every pore of my being is playing this music

pākē tumhē ō bābā kuchh bhī rahā nā pānā

After attaining You, O Baba, there is nothing more to attain

tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā

We have come closer to you, since we have known you

tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā

We have come closer to you, since we have known you

jabsē tujhē hai jānā

Since we have known you

jabsē tujhē hai jānā

Since we have known you

jabsē tujhē hai jānā

Since we have known you

← गीतों पर लौटें