11 - tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā
Shanti Swar
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदी
tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā
tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā
pākē tumhē ō bābā kuchh bhī rahā nā pānā
tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā
khuśhiyā̃ jamānē bhar kī tujhsē hī mil rahī hai
khuśhiyā̃ jamānē bhar kī tujhsē hī mil rahī hai
kaliyā ummidōkī tumsē hī khil rahī hai
kismat vālō kō miltā yē prabhu milan suhānā
pākē tumhē ō bābā kuchh bhī rahā nā pānā
tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā
ānand bharī yādē sukh hai ati indriy vālā
ānand bharī yādē sukh hai ati indriy vālā
tērē milan kī mastī kā ras baṛā nirālā
ab rōm rōm apnē kāṭē yahī tarānā
pākē tumhē ō bābā kuchh bhī rahā nā pānā
tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā
tērē karīb āē jabsē tujhē hai jānā
jabsē tujhē hai jānā
jabsē tujhē hai jānā
jabsē tujhē hai jānā