8 - tērē prakāśh kī kirṇē bābā
Smriti Pushp-01
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदी
tērē prakāśh kī kirṇē bābā
sachchā path dikhlātī hai
tērē prakāśh kī kirṇē bābā
sachchā path dikhlātī hai
is duniyā kī sārī bātē
phikisī paṛ jātī hai
is duniyā kī sārī bātē
phikisī paṛ jātī hai
tērē prakāśh kī kirṇē bābā
sachchā path dikhlātī hai
tērē mand sugandhit chāyā
śhītaltā hamē dē jātī hai
tērē mand sugandhit chāyā
śhītaltā hamē dē jātī hai
tērē mukh kī mīṭhī vīnā
har man kē sāj sajātī hai
tērē mukh kī mīṭhī vīnā
har man kē sāj sajatī hai
chitvan tērī nirālī
har path mē̃ phūl bichhātī hai
tērē prakāśh kī kirṇē bābā
sachchā path dikhlātī hai
tērē dayā dr̥iṣhṭī mērē bābā
māyā kē bandh tuḍātī hai
tērē dayā dr̥iṣhṭī mērē bābā
māyā kē bandh tuḍātī hai
tērē kadmōkī parachhāī
bhūlē nahī̃ bhūlātī hai
tērē kadmōkī parachhāī
bhūlē nahī̃ bhūlātī hai
dēkhkē tērā rūp rūhānī
dēh vr̥itti miṭ jātī hai
tērē prakāśh kī kirṇē
bābā sachchā path dikhlātī hai
is duniyā kī sārī bātē
phikisī paṛ jātī hai
tērē prakāśh kī kirṇē bābā
sachchā path dikhlātī hai
sachchā path dikhlātī hai
sachchā path dikhlātī hai