9 - tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā

Smriti Pushp-01

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā
dēh aur dēh kī duniyā sē dūr-dūr rahnā
dēh aur dēh kī duniyā sē dūr-dūr rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā

ab ēk saṅkalp bākī sampūrṇ ham ban jāē̃
ab ēk saṅkalp bākī sampūrṇ ham ban jāē̃
kiē bābā sē jō vādē vahī pūrē kar dikhāē̃
kiē bābā sē jō vādē vahī pūrē kar dikhāē̃
daivī guṇō̃ kā sadā pahanē rahē̃ ham gahanā
daivī guṇō̃ kā sadā pahanē rahē̃ ham gahanā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā

is tan mē̃ ham haĩ baiṭhē ēk ās yē lagāē
is tan mē̃ ham haĩ baiṭhē ēk ās yē lagāē
āē ghaṛī vō aisī ham uṛ vatan kō jāē̃
āē ghaṛī vō aisī ham uṛ vatan kō jāē̃
ākārī ban phariśhtā bābā kē saṅg hai rahnā
ākārī ban phariśhtā bābā kē saṅg hai rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā

khīñchē vatan tumhārā karē ghar kā vō iśhārā
khīñchē vatan tumhārā karē ghar kā vō iśhārā
vāpis ghar jānē kā bachā āḵẖirī nazārā
vāpis ghar jānē kā bachā āḵẖirī nazārā
nirākārī avasthā mē̃ ab tō hamkō rahnā
nirākārī avasthā mē̃ ab tō hamkō rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā
tērē vatan mē̃ bābā dil chāhē ab tō rahnā

Essence & Explanation
This song expresses the deep longing of the soul to merge with Baba in his divine world. The lyrics highlight:

Detachment from the physical world, yearning for Baba’s subtle and incorporeal home.
The commitment to fulfill Baba’s teachings, becoming complete and perfect.
The desire to transform into an angel, residing eternally in Baba’s avyakt presence.
The feeling of being called home, where the final scene of returning to Paramdham (the Supreme Abode) awaits.
Ultimately, the song reminds us to stay detached, soul-conscious, and ready for our final journey, living in the remembrance of Baba’s light and love.

← गीतों पर लौटें