03 - tērī śhikṣhāē̃ aur pyār sāthī ban sāth nibhātē hai

Madhuban Songs -02

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

tērī śhikṣhāē̃ aur pyār sāthī ban sāth nibhātē hai

Your teachings and your love are companions and so always go together

madhuban kē vō din rāt

Those days and nights in Madhuban

madhuban kē vō din rāt

Those days and nights in Madhuban

bābā tērī yād dilātē hai

Remind me Baba of you.

tērī śhikṣhāē̃ aur pyār sāthī ban sāth nibhātē hai

Your teachings and your love are companions and so always go together

baiṭhū kamarē mē̃ jākē miltā tū vatan sē ākē

When I go and sit in your room, you come from the subtle regions and meet me there

hōtē nihāl yē nayanā bābā tujhē sāmnē pākē

The yearnings of my eyes is fulfilled when I see you in front of me

tērē miṭhē miṭhē bōl, tērē miṭhē miṭhē bōl kānō̃ mē̃ āj bhī ātē hai

Your sweet words, I can still hear your sweet words in my ears.

tērī śhikṣhāē̃ aur pyār sāthī ban sāth nibhātē hai

Your teachings and your love are companions and so always go together

chaltē phirtē yū lāgē tū saṅg hō jaisē hamārē

As I move around, I feel as though you are with me

bagiyā mē̃ kabhī kuṭiyā mē̃

Sometimes in the garden and sometimes in the hut

karē tērē anubhav nyārē

I have wonderful experiences of you

madhuban kē kaṇ kaṇ mē̃

In every particle of Madhuban

madhuban kē kaṇ kaṇ mē̃

In every particle of Madhuban

tērā hī najārā pātē hai

I see visions of you

tērī śhikṣhāē̃ aur pyār sāthī ban sāth nibhātē hai

Your teachings and your love are companions and so always go together

tērē qadamō̃ kē niśhān hamē tērī rāh dikhāē sansār mē̃ sabkī sēvā karnē kā pāṭh paṛhāyē

Your footprints show us the path to follow you and teach us how to serve everyone in the world

tūnē jō dikhāī rāh

The path you have shown us

tūnē jō dikhāī rāh

The path you have shown us

ham uspē chaltē jātē hai

We follow

tērī śhikṣhāē̃ aur pyār sāthī ban sāth nibhātē hai

Your teachings and your love are companions and so always go together

madhuban kē vō din rāt

Those days and nights in Madhuban

madhuban kē vō din rāt

Those days and nights in Madhuban

bābā tērī yād dilātē hai

Remind me Baba of you.

tērī śhikṣhāē̃ aur pyār sāthī ban sāth nibhātē hai

Your teachings and your love are companions and so always go together

ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā

← गीतों पर लौटें