07 - tumsā hasīn bābā
Meditation Songs-03
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
kōī nahī̃ jahā mē̃
There is no-one in the world
kōī nahī̃ jahā mē̃
There is no-one in the world
tumnē hasī banāyā
You have also made us beautiful
tumnē hasī banāyā
You have also made us beautiful
hamkō hī is jahā mē̃
in this world.
hamkō hī is jahā mē̃
in this world.
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
kōī nahī̃ jahā mē̃
There is no-one in the world
kōī nahī̃ jahā mē̃
There is no-one in the world
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
sūraj yā chānd kis sē
With the sun or the moon,
sūraj yā chānd kis sē
With the sun or the moon,
tulnā karū tumhārī
what shall I compare You with?
tulnā karū tumhārī
what shall I compare You with?
rachtā hai tū sabhī kā
You are the Creator for all
rachtā hai tū sabhi kā
You are the Creator for all
rachnā hai sab tumhārī
and everyone is Your creation
rachnā hai sab tumhārī
and everyone is Your creation
tū hai jahā sē nyārā
You are unique in the world,
tū hai jahā sē nyārā
You are unique in the world,
upamā nahī̃ jahā mē̃
there is nothing in the world to compare with You.
upamā nahī̃ jahā mē̃
there is nothing in the world to compare with You.
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
nazarē paṛī jō tum par
Once our eyes fall on You,
nazarē paṛī jō tum par
Once our eyes fall on You,
haṭanē kā nām nā lē
they do not move away
haṭanē kā nām nā lē
they do not move away
palakō kē ḍāl pardē
Behind the curtain of our eyelids
palakō kē ḍāl pardē
Behind the curtain of our eyelids
dil mē̃ kahī̃ chhupālē
we should hide You away somewhere in our heart
dil mē̃ kahī̃ chhupālē
we should hide You away somewhere in our heart
khō jāē tujmē̃ bābā
We should get lost in You Baba,
khō jāē tujmē̃ bābā
We should get lost in You Baba,
lōṭē nā is jahā mē̃
we should not return to this world.
lōṭē nā is jahā mē̃
we should not return to this world.
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
māśhūk pyārā hai tū
You are the dear Beloved
māśhūk pyārā hai tū
You are the dear Beloved
āśhik hai sārī duniyā
and the souls of the entire world are Your lovers
āśhik hai sārī duniyā
and the souls of the entire world are Your lovers
tū pyār kā samandar
You are the Ocean of Love
tū pyār kā samandar
You are the Ocean of Love
ham tō tumhārī nadiyā
and we are Your rivers
ham tō tumhārī nadiyā
and we are Your rivers
tujh mē̃ samā kē bābā
Let me merge in You Baba
tujh mē̃ samā kē bābā
Let me merge in You Baba
tujhsā banē jahā mē̃
and become like You in this world.
tujhsā banē jahā mē̃
and become like You in this world.
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
yē pyār hai rūhānī
This love is spiritual
yē pyār hai rūhānī
This love is spiritual
duniyā kyā jānē iskō
and so what would the world know about it
duniyā kyā jānē iskō
and so what would the world know about it
hai iśhk hai hakī kī
This is real love,
hai iśhk hai hakī kī
This is real love,
iskī khabar hai kiskō
who would know of it
iskī khabar hai kiskō
who would know of it
pal bhar kā vah bhī jhūṭhā
It is momentary and that too is false.
pal bhar kā vah bhī jhūṭhā
It is momentary and that too is false.
hai pyār is jahā̃ mē̃
The love of this world
hai pyār is jahā̃ mē̃
The love of this world
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
kōī nahī̃ jahā mē̃
There is no-one in the world
kōī nahī̃ jahā mē̃
There is no-one in the world
tumnē hasīn banāyā
You have also made us beautiful
tumnē hasīn banāyā
You have also made us beautiful
hamkō bhī is jahā mē̃
in this world.
hamkō bhī is jahā mē̃
in this world.
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba
tumsā hasīn bābā
As beautiful as You Baba