WEBVTT

1
00:08:46.910 --> 00:10:24.510
aaj bhaagya vidhaata baap apne chaaron or ke shreshtha bhaagyavaan bachchon ko dekh harshit ho rahe hain ।

2
00:10:42.000 --> 00:11:24.510
saare kalpa mein aisa shreshtha bhaagya kisi ka bhi ho nahin sakta ।

3
00:11:47.370 --> 00:12:26.740
kalpa-kalpa ke aap bachche hi is bhaagya ka adhikaar praapta karte ho ।

4
00:12:44.400 --> 00:13:06.680
yaad hai - apna kalpa-kalpa ke adhikaar ka bhaagya ?

5
00:13:41.540 --> 00:14:09.650
yeh bhaagya sarva shreshtha bhaagya kyon hai ?

6
00:14:28.850 --> 00:15:22.000
kyonki svay bhaagyavidhaata ne is shreshtha bhaagya ka divya janma aap bachchon ko diya hai ।

7
00:15:33.770 --> 00:16:17.080
jiska janma hi bhaagya vidhaata dvaara hai , usse shreshtha bhaagya aur ho hi nahin sakta ।

8
00:16:35.370 --> 00:17:09.540
apne bhaagya ka nasha smriti mein rehta hai ?

9
00:17:25.420 --> 00:17:59.940
apne bhaagya ki list nikaalo to kitni badi list hai ?

10
00:18:24.680 --> 00:18:59.820
apraapta koi vastu nahin aap braahmanon ke bhaagyavaan jeevan mein ।

11
00:19:12.570 --> 00:19:52.510
sabke man mein apne bhaagya ki list smriti mein aa gai !

12
00:20:01.310 --> 00:20:32.170
smriti mein laao , aa gai smriti mein ?

13
00:20:57.710 --> 00:21:04.910
dil kya geet gaati ?

14
00:21:14.800 --> 00:21:22.220
vaah bhaagya vidhaata !

15
00:21:26.400 --> 00:21:37.080
aur vaah mera bhaagya ।

16
00:22:04.800 --> 00:23:34.910
is shreshtha bhaagya ki visheshta yahi hai - ek bhagwan dvaara teen sambandh ki praapti hai ।

17
00:23:44.000 --> 00:24:11.020
ek dvaara ek mein teen sambandh , jo jeevan mein vishesh sambandh gaaye hue hain -

18
00:24:14.220 --> 00:24:56.050
baap , shikshak , satguru , kisi ko bhi ek dvaara teen vishesh sambandh aur praapti nahin hai ।

19
00:25:15.600 --> 00:25:39.140
aap phalak se kehte ho hamaara baap bhi hai , shikshak bhi hai to satguru bhi hai ।

20
00:25:53.650 --> 00:26:17.650
baap dvaara sarva khazaanon ki khaan praapta hai ।

21
00:26:26.680 --> 00:26:33.710
khazaanon ki list bhi smriti mein aai !

22
00:26:34.570 --> 00:27:00.050
smriti mein laao kya-kya khazaana baap dvaara mil gaya !

23
00:27:04.850 --> 00:27:10.450
mil gaya hai ya milna hai ?

24
00:27:10.910 --> 00:27:15.020
kya kahenge ?

25
00:27:17.020 --> 00:27:27.140
baalak so maalik hai hi ।

26
00:27:42.800 --> 00:28:26.510
shikshak dvaara shiksha se shreshtha pad ki praapti ho gai ।

27
00:28:36.170 --> 00:29:06.680
vaise bhi dekha jaae duniya mein bhi sabse shreshtha pad raajya pad gaaya jaata hai ,

28
00:29:17.880 --> 00:29:27.540
to aap to double raaje ban gaye ho ।

29
00:29:31.370 --> 00:30:09.540
vartamaan svaraajya adhikaari aur bhavishya mein anek janma raajya pad adhikaari ।

30
00:30:27.480 --> 00:31:20.620
padhaai ek janma ki , woh bhi chhota sa janma aur pad ki praapti anek janma ,

31
00:31:34.220 --> 00:31:56.340
aur raajya bhi akhanda , atal , nirvighna raajya ।

32
00:32:08.220 --> 00:32:33.540
abhi bhi svaraajya adhikaari bephikar baadshaah ho , hai ?

33
00:32:36.340 --> 00:32:40.170
bephikar baadshaah bane ho ?

34
00:32:42.170 --> 00:32:45.480
jo bephikar hai woh haath uthaao ।

35
00:32:45.480 --> 00:32:51.710
bephikar , thoda bhi phikar nahin hai ?

36
00:32:51.710 --> 00:33:09.650
dekhna , jab koi puppet show saamne aata hai phir phikar hota hai ?

37
00:33:09.650 --> 00:33:22.340
maaya ka puppet show saamne aata hai ya nahin ?

38
00:33:26.620 --> 00:33:30.680
phir thoda-thoda phikar hota hai ?

39
00:33:30.680 --> 00:33:33.480
nahin hota ?

40
00:33:38.000 --> 00:33:49.250
thoda chinta , chintan chalta hai ya nahin chalta hai ?

41
00:33:52.340 --> 00:34:21.540
vaise shreshtha bhaagya abhi se bephikar baadshaah banaata hai ।

42
00:34:24.740 --> 00:35:06.800
yeh thodi bahut jo baate aati hai woh aur hi aage ke liye anubhvi , paripakva banaane vaali hain ।

43
00:35:23.540 --> 00:35:47.370
abhi to sabhi in bhinna-bhinna baaton ke anubhvi ho gaye ho na ।

44
00:35:51.600 --> 00:35:55.770
ghabraate to nahin hain na ?

45
00:35:55.770 --> 00:36:15.480
aaraam se saakshi ki seat par baith yeh puppet show dekho , cartoon show dekho ।

46
00:36:15.480 --> 00:36:21.710
hai kuchh bhi nahin , cartoon hai ।

47
00:36:43.140 --> 00:36:48.050
abhi to majboot ho gaye ho na !

48
00:36:50.050 --> 00:36:53.650
abhi majboot hain ?

49
00:36:53.650 --> 00:36:59.820
ya kabhi-kabhi ghabraate ho ?

50
00:37:15.250 --> 00:37:20.620
yeh kaagaj ka sher bankar aate hain ।

51
00:37:20.620 --> 00:37:31.820
hai kaagaj ka lekin sher banke aate hain ।

52
00:37:53.370 --> 00:39:22.570
abhi samay pramaan anubhveemoorta ban samay ko , prakriti ko , maaya ko challenge karo - aao , ham vijayi hain ।

53
00:39:23.600 --> 00:39:31.310
vijayi ki challenge karo ।

54
00:39:53.650 --> 00:40:29.080
( beech-beech mein khaasi aa rahi hai ) aaj baaja thoda kharaab hai , milna to hai na !

55
00:40:37.420 --> 00:41:04.970
baapdaada ke paas do group baar-baar aate hain , kislie aate hain ?

56
00:41:12.220 --> 00:41:34.450
donon group baapdaada ko kehte hain - ham taiyaar hain ।

57
00:41:36.450 --> 00:41:47.310
ek yeh samay , prakriti aur maaya ।

58
00:41:47.310 --> 00:41:58.510
maaya samajh gai hai ab hamaara raajya jaane vaala hai ।

59
00:41:59.370 --> 00:42:09.540
aur doosra group hai - advance party ।

60
00:42:12.280 --> 00:42:27.140
donon group date poochh rahe hain ।

61
00:42:34.620 --> 00:42:46.170
foreign mein to ek saal pahle date fix karte ho na ?

62
00:42:46.800 --> 00:42:54.800
aur yahaan 6 maas pahle ?

63
00:43:05.140 --> 00:43:19.250
bhaarat mein fast jaate hain , 15 din mein bhi koi programme ki date ho jaati hai ।

64
00:43:23.080 --> 00:43:43.140
to samaapti , sampannata , baap ke samaan banne ki date kaun si hai ?

65
00:43:43.140 --> 00:43:49.650
woh baapdaada se poochhte hain ।

66
00:43:54.570 --> 00:44:14.800
yeh date abhi aap braahmanon ko fix karni hai ।

67
00:44:25.020 --> 00:44:34.850
ho sakti hai ? date fix ho sakti hai ?

68
00:44:38.110 --> 00:44:44.050
paandav bolo , teenon hi bolo ।

69
00:44:44.050 --> 00:44:49.880
( baapdaada nirver bhaai , ramesh bhaai , brijmohan bhaai se poochh rahe hain ) date fix ho sakti hai ?

70
00:44:52.620 --> 00:45:00.340
bolo - ho sakti hai ?

71
00:45:00.340 --> 00:45:06.220
ki achaanak honi hai ?

72
00:45:10.850 --> 00:45:23.140
drama mein fix hai lekin usko practical mein laana hai ya nahin ?

73
00:45:23.940 --> 00:45:26.910
woh kya ?

74
00:45:27.600 --> 00:45:30.450
bataao ।

75
00:45:30.450 --> 00:45:34.340
honi hai ?

76
00:45:35.080 --> 00:45:37.770
achaanak hoga ?

77
00:45:37.770 --> 00:45:41.600
date fix nahin hogi ?

78
00:45:48.400 --> 00:45:53.200
pahli line vaale bataao hogi ?

79
00:46:00.800 --> 00:46:23.250
jo kehte hain drama ko practical mein laane ke liye man mein date ka sankalp karna padega , woh haath uthaao ।

80
00:46:23.250 --> 00:46:29.940
karna padega ?

81
00:46:29.940 --> 00:46:33.080
yeh nahin utha rahe hai ?

82
00:46:33.880 --> 00:46:37.480
achaanak hogi ?

83
00:46:38.800 --> 00:46:43.480
date fix kar sakte hain ?

84
00:46:45.080 --> 00:47:19.370
peechhe vaalon ne samajh liya achaanak hona hai yeh right hai lekin apne ko taiyaar karne ke liye lakshya zaroor rakhna padega ।

85
00:47:25.200 --> 00:47:41.200
bina lakshya ke sampanna banne mein albelaapan aa jaata hai ।

86
00:47:42.450 --> 00:47:55.140
aap dekho jab date fix karte ho tabhi saphalta milti hai ।

87
00:47:55.650 --> 00:48:01.770
koi bhi programme ki date fix karte ho na ?

88
00:48:02.800 --> 00:48:12.340
banna hi hai , yeh sankalp to karna padega na !

89
00:48:12.340 --> 00:48:17.710
ya nahin , drama mein aapehi ho jaayega ?

90
00:48:19.710 --> 00:48:22.400
kya samajhte ho ?

91
00:48:22.400 --> 00:48:26.400
pahli line vaale bataao ।

92
00:48:26.400 --> 00:48:33.020
prem ( dehraadoon ) sunaao ।

93
00:48:33.020 --> 00:48:41.770
karna padega , karna padega ?

94
00:48:41.770 --> 00:48:48.170
jayanti bolo , karna padega ।

95
00:48:54.340 --> 00:48:59.310
woh kab hogi ?

96
00:49:03.370 --> 00:49:09.540
ant mein hogi jab samay aa jaayega !

97
00:49:15.820 --> 00:49:34.110
samay sampanna banaayega ya aap samay ko sameep laayege ?

98
00:49:57.820 --> 00:50:42.800
baapdaada ne dekha hai ki smriti mein gyaan bhi rehta hai , nasha bhi rehta hai , nishchay bhi rehta hai ,

99
00:50:43.600 --> 00:51:05.140
lekin abhi addition chaahiye - chalan aur chehre se dikhaai de ।

100
00:51:10.970 --> 00:51:29.820
buddhi mein yaad sab rehta hai , mati mein bhi aata hai lekin ab swaroop mein aave ।

101
00:51:40.280 --> 00:51:56.850
jab saadhaaran roop mein bhi agar koi bade occupation vaala hai

102
00:51:58.110 --> 00:52:19.540
ya koi saahookaar ka bachcha edyooketed hai to uski chalan se dikhaai padta hai ki yeh kuchh hai ।

103
00:52:21.540 --> 00:52:30.400
unka kuchh na kuchh nyaaraapan dikhaai deta hai ।

104
00:52:31.310 --> 00:52:50.570
to itna bada bhaagya , varsa bhi hai , padhaai aur pad bhi hai ।

105
00:52:50.570 --> 00:52:57.370
svaraajya to abhi bhi hai na !

106
00:53:00.170 --> 00:53:42.000
praaptiya bhi sab hain , lekin chalan aur chehre se bhaagya ka sitaara mastak mein chamakta hua dikhaai de , woh abhi addition chaahiye ।

107
00:53:58.340 --> 00:54:25.200
abhi logon ko aap shreshtha bhaagyavaan aatmaon dvaara yeh anubhav hona hai , chaahiye nahin , hona hai

108
00:54:26.220 --> 00:54:43.020
ki yeh hamaare ishtadev hai , ishtadeviyaan hain ।

109
00:54:43.710 --> 00:54:49.080
yeh hamaare hain ।

110
00:54:55.600 --> 00:55:37.710
jaise brahma baap mein dekha - saadhaaran tan mein hote bhi aadi ke samay bhi

111
00:55:37.710 --> 00:55:53.140
brahma baap mein kya dikhaai deta tha , krishna dikhaai deta tha na ।

112
00:56:05.770 --> 00:56:37.020
aadi vaalon ko anubhav hai na ! to jaise aadi mein brahma baap dvaara krishna dikhaai deta tha aise hi last mein kya dikhaai deta tha ?

113
00:56:39.940 --> 00:56:46.000
avyakt roop dikhaai deta tha na !

114
00:56:47.310 --> 00:56:55.420
chalan mein , chehre mein dikhaai diya na !

115
00:57:00.570 --> 00:57:31.200
abhi baapdaada vishesh nimitta bachchon ko yeh homework de raha hai

116
00:57:31.820 --> 00:57:52.220
ki abhi brahma baap samaan avyakt roop dikhaai de ।

117
00:57:54.220 --> 00:58:12.400
chalan aur chehre se kam se kam 108 maala ke daane to dikhaai deve ।

118
00:58:47.880 --> 00:58:58.110
baapdaada naam nahin chaahte hain , naam nahin bataate hain - 108 kaun hain

119
00:58:58.110 --> 00:59:14.970
lekin unki chalan aur chehra svatah hi pratyaksha ho ।

120
00:59:14.970 --> 00:59:31.480
yeh homework baapdaada nimitta bachchon ko vishesh de raha hai ।

121
00:59:44.170 --> 00:59:50.280
ho sakta hai ?

122
00:59:50.280 --> 00:59:56.800
achha kitna samay chaahiye ?

123
01:00:03.200 --> 01:00:14.280
aise nahin samajhna ki jo peechhe aaye hain , time ki baat nahin hai ,

124
01:00:14.280 --> 01:00:22.970
koi samjhe hamko to thoda varsha hi hua hai ।

125
01:00:22.970 --> 01:00:39.940
koi bhi last so fast aur fast so first ja sakta hai , yeh bhi baapdaada ki challenge hai , kar sakte ho ।

126
01:00:40.740 --> 01:00:44.620
koi bhi kar sakte ho ।

127
01:00:45.250 --> 01:00:49.880
last vaala bhi ho sakta hai ।

128
01:00:51.200 --> 01:01:04.110
sirf lakshya pakka rakho - karna hi hai , hona hi hai ।

129
01:01:05.140 --> 01:01:10.450
double foreigners haath uthaao ।

130
01:01:18.740 --> 01:01:24.570
to double foreigners kya karenge ?

131
01:01:30.110 --> 01:01:33.770
double chance lenge na ।

132
01:01:40.850 --> 01:01:54.050
baapdaada naam nahin announce karega lekin unka chehra bataayega - yeh hai ।

133
01:01:56.740 --> 01:01:59.540
himmat hai ?

134
01:01:59.540 --> 01:02:06.220
pahli line ko baapdaada dekh raha hai ।

135
01:02:06.740 --> 01:02:11.080
hai , himmat hai ?

136
01:02:11.080 --> 01:02:15.140
agar himmat hai to haath uthaao ।

137
01:02:15.140 --> 01:02:17.420
himmat hai to ?

138
01:02:19.420 --> 01:02:26.000
peechhe vaale bhi utha sakte hain ।

139
01:02:26.850 --> 01:02:33.020
jo ote so arjun ।

140
01:02:45.140 --> 01:03:09.650
achha - baapdaada result dekhne ke liye , kya-kya purushaartha kar rahe hain , kaun-kaun kar raha hai

141
01:03:09.650 --> 01:03:18.510
woh result dekhne ke liye 6 maas de rahe hain ।

142
01:03:18.510 --> 01:03:29.020
6 maas result dekhenge phir final karenge ।

143
01:03:29.480 --> 01:03:35.200
theek hai ?

144
01:03:36.510 --> 01:03:57.600
kyonki dekha jaata hai ki abhi samay ki raphtaar tej ja rahi hai ,

145
01:04:07.710 --> 01:04:17.370
rachna ko tej nahin jaana chaahiye , rachta ko tej hona chaahiye ।

146
01:04:35.820 --> 01:04:42.970
abhi thoda fast karo , udo abhi ।

147
01:04:42.970 --> 01:04:51.540
chal rahe hain nahin , ud rahe hain ।

148
01:04:55.200 --> 01:05:05.420
javaab mein bahut achhe javaab dete hain ki ham hi to hain na ! aur kaun hoga !

149
01:05:05.420 --> 01:05:10.450
baapdaada khush hote hain ।

150
01:05:11.020 --> 01:05:28.680
lekin ab log ( aatmaaye ) jo hain na , woh kuchh dekhne chaahte hain ।

151
01:05:49.020 --> 01:06:06.220
baapdaada ko yaad hai jab aadi mein aap bachche seva mein nikle the

152
01:06:07.370 --> 01:06:17.080
to bachchon se bhi saakshaatkaar hote the ,

153
01:06:26.170 --> 01:06:50.110
abhi seva aur swaroop dono taraph attention chaahiye ।

154
01:06:52.110 --> 01:06:55.080
to kya suna !

155
01:06:55.540 --> 01:07:05.940
ab saakshaatkaar moorta bano ।

156
01:07:06.910 --> 01:07:17.250
saakshaat brahma baap bano ।

157
01:07:40.910 --> 01:07:44.400
achha ।

158
01:07:44.400 --> 01:07:51.770
aaj naye-naye bachche bhi bahut aaye hain ।

159
01:07:56.220 --> 01:08:14.340
apne sneh ki shakti se sabhi pahunch gae ho

160
01:08:14.340 --> 01:08:29.480
isliye baapdaada vishesh jo naye-naye bachche aage hain ,

161
01:08:30.340 --> 01:08:53.080
unhon ko har ek ko naam sahit padamguna mubaarak de rahe hain ,

162
01:09:03.080 --> 01:09:17.370
saath mein vardaata vardaan de rahe hain -

163
01:09:17.370 --> 01:09:34.850
sada brahman jeevan mein jeete raho , udte raho ।

164
01:13:04.910 --> 01:13:09.200
achha ।

165
01:13:23.020 --> 01:13:28.400
seva ka tarna  panjaab:- panjaab vaale utho।

166
01:13:39.600 --> 01:13:44.280
bahut achha ।

167
01:14:12.110 --> 01:14:24.220
yeh bhi vidhi achhi banaai hai , har zone ko chance mil jaata hai ।

168
01:14:25.770 --> 01:15:01.940
ek to yagya seva dvaara ek-ek kadam mein padamguna kamaai jama ho jaati hai

169
01:15:04.450 --> 01:15:32.680
kyoki majority koi bhi karma karte yagya seva yaad rehti

170
01:15:33.370 --> 01:15:47.770
aur yagya seva yaad aane se yagya rachta baap to yaad aata hi hai ।

171
01:15:54.340 --> 01:16:17.370
to seva mein bhi jyaada se jyaada punya ka khaata jama kar lete hain

172
01:16:19.370 --> 01:16:58.510
aur jo sachche purushaarthi bachche hain woh apne yaad ke chart ko sahaj aur nirantar bana sakte hain

173
01:17:03.020 --> 01:17:34.050
kyoki yahaan ek to mahaarthiyon ka sang hai , sang ka rang sahaj lag sakta hai ।

174
01:17:36.340 --> 01:17:57.140
atenshan hai to yeh jo 8-10 din milte hain ismen bahut achhi progress kar sakte hain ।

175
01:17:59.140 --> 01:18:10.970
common reeti se seva ki to itna laabh nahin hai ,

176
01:18:12.110 --> 01:18:47.650
lekin chance hai ek sahaj nirantar yogi banne ka , punya ka khaata jama karne ka , aur bade te bade parivaar ke nashe mein , khushi mein rahne ka ।

177
01:18:49.650 --> 01:19:13.140
to panjaab vaalon ko chance mila hai , har zone ko milta hai lekin lakshya rakho ki teenon hi phaayde hue !

178
01:19:13.140 --> 01:19:18.680
kitna punya ka khaata jama kiya ?

179
01:19:18.680 --> 01:19:25.250
sahaj yaad ki progress kitni ki ?

180
01:19:25.820 --> 01:19:38.400
aur sangathan ya parivaar ke sneh , sameepta ka kitna anubhav kiya ?

181
01:19:38.400 --> 01:19:54.740
yeh teen hi baaton ka result har ek ko apna nikaalna chaahiye ।

182
01:19:59.770 --> 01:20:21.540
drama mein chance to milta hai lekin chance lene vaale chancellor bano ।

183
01:20:27.540 --> 01:20:32.110
to panjaab vaale to hoshiyaar hain na !

184
01:20:32.110 --> 01:20:37.020
achha hai ।

185
01:20:42.510 --> 01:20:56.970
achhi sankhya mein bhi aaye ho , aur seva bhi khuli dil se mili hai ।

186
01:20:56.970 --> 01:21:03.540
aane vaali sankhya bhi achhi aai hai ।

187
01:21:08.000 --> 01:21:14.400
achha hai sangathan achha hai ।

188
01:21:29.420 --> 01:21:33.420
( aaj do wing - graam vikaas wing aur mahila wing meeting ke liye aage hain )

189
01:21:33.420 --> 01:21:47.080
mahila wing :- ismen majority teachers hain kya ?

190
01:21:47.080 --> 01:21:52.510
teachers haath uthaao ।

191
01:22:08.170 --> 01:22:11.820
achha chance hai ।

192
01:22:12.510 --> 01:22:20.680
seva ki seva aur seva ke pahle meva ।

193
01:22:20.680 --> 01:22:31.710
sangathan ka aur baap se milan ka maja lena । to seva aur meva dono mil gaya ।

194
01:22:32.220 --> 01:22:36.340
achha hai ।

195
01:22:41.880 --> 01:22:47.310
abhi koi naya plan banaaya ?

196
01:23:00.680 --> 01:23:16.570
jo bhi chaahe mahilaaon ka hai , chaahe kisi bhi varga ke groups bane hue hain ।

197
01:23:16.570 --> 01:23:44.620
to har ek group kuchh vishesh practical chalan aur chehre par koi na koi gun ya shakti ka beeda uthaaye

198
01:23:44.620 --> 01:23:58.970
to ham yeh group , mahilaagroop is gun ya shakti ka practical pratyaksha roop mein laayenge ।

199
01:23:58.970 --> 01:24:26.280
aise har ek varga vaale koi na koi apne vishesh fix karen aur uski aapas mein jaise service ki result note karte ho na ,

200
01:24:26.280 --> 01:24:41.820
aise aapas mein chaahe likhaapdhi ho , chaahe sangathan ho , yeh bhi check karte rahen ।

201
01:24:43.820 --> 01:24:50.170
to pahle aap log karke dikhaana । mahila wing karke dikhaao ।

202
01:24:50.170 --> 01:24:54.170
theek hai na ।

203
01:24:56.620 --> 01:25:10.680
har ek wing ko ka na kuchh apna plan banaana hai aur samay fix kare

204
01:25:11.310 --> 01:25:25.200
ki itne samay mein itni percentage practical mein laani hai ।

205
01:25:27.200 --> 01:25:39.140
phir jo baapdaada chaahte hain na , chalan aur chitra par aave , woh aa jaayega ।

206
01:25:41.370 --> 01:25:51.540
to yeh plan bana karke baapdaada ko dena ।

207
01:25:51.540 --> 01:25:54.850
har ek wing kya karega ?

208
01:25:54.850 --> 01:26:03.200
seva ka plan jaise note karte ho na , vaise yeh karke dena ।

209
01:26:03.200 --> 01:26:06.340
theek hai na !

210
01:26:07.200 --> 01:26:11.200
karke dena ।

211
01:26:12.850 --> 01:26:27.310
achha hai chhota-chhota sangathan kamaal kar sakta hai ।

212
01:26:29.310 --> 01:26:31.650
theek hai ।

213
01:26:31.650 --> 01:26:35.420
kya samajhti ho teachers ?

214
01:26:35.420 --> 01:26:39.600
kar sakte hain ?

215
01:26:39.600 --> 01:26:43.200
kar sakte hain ?

216
01:26:44.000 --> 01:26:48.570
to plan banaana ।

217
01:26:51.600 --> 01:26:54.170
achha ।

218
01:26:54.170 --> 01:26:59.080
mubaarak ho seva ki ।

219
01:27:00.450 --> 01:27:54.850
graam vikaas wing :- abhi tak graam vikaas vaalon ne kitne gaanv parivartan kiya hai ?

220
01:28:46.400 --> 01:28:52.680
kitne gaanv mein kiya hai ?

221
01:29:11.650 --> 01:30:28.570
(7 gaanv mein kiya hai, ek gaanv mein 75 percent tak kaam hua hai। is meeting mein bhi programme banaaya hai - samay ki pukaar - svachchha svarnim graamya bhaaratis project ke antargat gaanv-gaanv ko vyasan mukta aur svachchha banaane ki seva karenge) achha hai - practical hai na।

222
01:30:28.570 --> 01:30:41.540
iski total result jo hai president,prime minister ke paas jaati hai?

223
01:30:41.540 --> 01:30:56.680
( abhi nahin bheji hai ) bhejni chaahiye kyonki yeh jo gaanv-gaanv mein practical kar rahe ho ,

224
01:30:56.680 --> 01:31:09.480
yeh to government ka hi kaam hai lekin aap sahayogi ban rahe ho to result dekh karke achha maanenge ।

225
01:31:09.480 --> 01:31:22.620
ek aisa bulletin taiyaar karo jisse government ke sabhi mukhya logon ko woh bulletin jaaye ,

226
01:31:22.620 --> 01:31:37.250
kitaab nahin , magazine nahin , short mein total result sab taraph ki bhejni chaahiye ।

227
01:31:43.310 --> 01:31:49.020
achha hai - mubaarak ho ।

228
01:31:51.020 --> 01:32:32.000
achha - ( beech-beech mein khaasi aa rahi hai ) aaj baaja shanti chaahta hai ।

229
01:33:11.310 --> 01:33:37.710
achha - baapdaada ke paas , chaaron or ke seva ki result bhi aati rehti hai

230
01:33:39.710 --> 01:33:55.310
aur vishesh aajkal koi bhi kona rah nahin jaae -

231
01:33:55.310 --> 01:34:15.710
sabko sandesh mil jaae , yeh plan jo practical mein kar rahe hain , uski result bhi achhi hai ।

232
01:34:15.710 --> 01:34:22.170
baapdaada ke paas double videshi bachchon ke samaachaar mile hain

233
01:34:22.970 --> 01:34:42.740
aur jinhonne bhi mega programme ( bhaarat mein ) kiye hain , unhon ka samaachaar bhi sab mila hai ।

234
01:34:42.740 --> 01:34:57.600
chaaron or seva ki result saphalta poorvak nikli hai ।

235
01:34:58.800 --> 01:35:29.250
to bachchon ne jaise seva mein sandesh dene ki result mein saphalta praapta ki hai aise hi vaani dvaara ,

236
01:35:29.250 --> 01:35:54.620
samparka dvaara aur saath-saath apne chehre dvaara saakshaatkaar pharishte roop ka karaate chalo ।

237
01:36:02.570 --> 01:36:13.480
achha - jo pahle baari aaye hai woh haath uthaao ।

238
01:36:27.600 --> 01:36:31.540
bahut hai ।

239
01:36:44.680 --> 01:37:07.370
achha hai tu let ke board ke pahle aa gaye ho , achha hai , chance lo ।

240
01:37:07.370 --> 01:37:12.450
kamaal karke dikhaao ।

241
01:37:14.450 --> 01:37:26.800
himmat rakho , baapdaada ki madad har bachche ke saath hai ।

242
01:37:41.140 --> 01:38:25.020
achha - baapdaada chaaron or ke saakaar sammookh baithe hue bachchon ko

243
01:38:25.020 --> 01:38:48.680
aur apne-apne sthaan par , desh mein baap se milan manaane vaale chaaron or ke bachchon ko

244
01:38:49.820 --> 01:39:17.600
bahut-bahut seva ki , sneh ki aur purooshaartha ki mubaarak to de rahe hain

245
01:39:17.600 --> 01:40:00.400
lekin pukshaartha mein teevra purushaarthi ban ab aatmaon ko duhkh ashaanti se chhudaane ka aur teevra purushaartha karo ।

246
01:40:01.710 --> 01:40:12.000
duhkh , ashaanti , bhrashtaachaar ati mein ja raha hai ,

247
01:40:13.420 --> 01:40:33.710
abhi ati ka ant kar sabhi ko muktidhaam ka varsa baap se dilaao ।

248
01:40:39.080 --> 01:41:00.050
aise sada dridh sankalp vaale bachchon ko yaad pyaar aur namaste ।

