WEBVTT

1
00:09:02.930 --> 00:10:09.260
aaj baapdaada apne luckiest aur holiest bachchon se holi manaane aaye hain ।

2
00:10:19.000 --> 00:10:44.460
duniya vaale to koi bhi utsav sirf manaate hain

3
00:10:48.930 --> 00:11:21.930
lekin aap bachche sirf manaate nahin , manaana arthaat banna ।

4
00:11:29.260 --> 00:11:54.200
to aap holi arthaat pavitra aatmaayen ban gaye ।

5
00:11:59.530 --> 00:12:14.730
aap sabhi kaun si aatmaayen ho ?

6
00:12:19.800 --> 00:12:36.730
holi arthaat mahaan pavitra aatmaayen ।

7
00:12:55.930 --> 00:13:17.800
duniya vaale to shareer ko sthool rang se rangate hain

8
00:13:18.130 --> 00:13:37.000
lekin aap aatmaon ne aatma ko kaun se rang mein ranga hai ?

9
00:13:37.000 --> 00:13:43.460
sabse achhe te achha rang kaunsa hai ?

10
00:13:43.460 --> 00:13:50.800
avinaashi rang kaunsa hai ?

11
00:13:52.800 --> 00:14:34.330
aap jaante ho , aap sabne parmaatma sang ka rang aatma ko lagaaya jisse aatma pavitrata ke rang mein rang gai ।

12
00:14:38.260 --> 00:15:01.000
yeh parmaatma sang ka rang kitna mahaan aur sahaj hai

13
00:15:04.060 --> 00:15:36.460
isliye parmaatma sang ka mahatva abhi ant mein bhi satsang ka mahatva hota hai ।

14
00:15:38.460 --> 00:16:03.000
satsang ka arth hi hai parmaatma sang , jo sabse sahaj hai ।

15
00:16:03.860 --> 00:16:22.000
sang mein rehna aur oonche te oonche sang mein rehna kya mushkil hai kya ?

16
00:16:28.200 --> 00:16:51.460
aur is sang ke rang mein rahne se jaise paramatma oonche te ooncha hai

17
00:16:51.460 --> 00:17:26.800
vaise aap bachche bhi oonche te oonche pavitra mahaan aatmaayen poojya aatmaayen ban gai ।

18
00:17:37.060 --> 00:17:56.130
yeh avinaashi sang ka rang pyaara lagta hai na !

19
00:18:08.730 --> 00:18:36.930
duniya vaale kitna prayatna karte hain param aatma ka sang to chhodo sirf yaad karne mein bhi kitni mehnat karte hain ।

20
00:18:43.260 --> 00:19:07.000
lekin aap aatmaon ne baap ko jaana , dil se kaha mera baba ।

21
00:19:07.000 --> 00:19:29.730
baap ne kaha mere bachche aur rang lag gaya।

22
00:19:33.730 --> 00:19:42.200
baap ne kaun sa rang lagaaya ?

23
00:19:45.130 --> 00:20:19.660
gyaan ka gulaal lagaaya , gunon ka rang lagaaya , shaktiyon ka rang lagaaya ,

24
00:20:23.460 --> 00:20:44.060
jis rang se aap to devta ban gaye

25
00:20:44.060 --> 00:21:17.000
lekin ab kaliyug ant tak bhi aapke pavitra chitra dev aatmaon ke roop mein pooje jaate hain ।

26
00:21:31.800 --> 00:22:07.400
pavitra aatmaayen bahut bante hain , mahaan aatmaayen bahut bante hain , dharma aatmaayen bahut bante hain

27
00:22:11.260 --> 00:22:49.400
lekin aapki pavitrata dev aatmaon ke roop mein aatma bhi pavitra banti aur aatma ke saath shareer bhi pavitra banta hai ।

28
00:22:55.800 --> 00:23:09.460
itni shreshtha pavitrata bani kaise ?

29
00:23:09.460 --> 00:23:17.260
sirf sang ke rang se ।

30
00:23:27.130 --> 00:24:10.200
aap sabhi phalak se kehte ho , agar koi aap bachchon se poochhe , paramatma kahaan rehta hai ?

31
00:24:12.200 --> 00:24:30.130
paramdham mein to hai hi lekin abhi sangam mein paramatma aapke saath kahaan rehta hai ?

32
00:24:34.330 --> 00:24:39.260
aap kya javaab denge ?

33
00:24:40.660 --> 00:24:54.730
paramatma ko abhi ham pavitra aatmaon ka diltakhta hi achha lagta hai ।

34
00:24:57.400 --> 00:25:00.330
aise hai na ?

35
00:25:00.330 --> 00:25:10.330
aapke dil mein baap rehta , aap baap ke dil mein rehte ।

36
00:25:11.400 --> 00:25:16.330
rehte hain ?

37
00:25:16.330 --> 00:25:19.860
haath uthaao jo rehta hai ?

38
00:25:19.860 --> 00:25:21.660
rehte hain ?

39
00:25:21.660 --> 00:25:24.060
achha ।

40
00:25:24.060 --> 00:25:28.260
bahut achha ।

41
00:25:28.260 --> 00:25:52.260
phalak se kehte ho paramatma ko mere dil ke sivaae aur kahaan achha nahin lagta hai kyonki combined rehte ho na !

42
00:25:54.260 --> 00:26:01.530
combined rehte ho na !

43
00:26:03.530 --> 00:26:29.600
kai bachche combined kehte hue bhi sada baap ki company ka laabh nahin lete hain ।

44
00:26:31.600 --> 00:26:36.800
companion to bana liya hai , pakka hai ।

45
00:26:36.800 --> 00:26:43.730
mera baba kaha to companion to bana liya

46
00:26:44.730 --> 00:27:13.860
lekin har samay company ka anubhav karna , ismen antar pad jaata hai ।

47
00:27:25.400 --> 00:27:39.530
ismen baapdaada dekhte hain nambarvaar phaayda uthaate hain ।

48
00:27:54.530 --> 00:28:08.530
kaaran kya hota , aap sabhi achhi tarah se jaante ho ।

49
00:28:20.330 --> 00:28:31.930
baapdaada ne pahle bhi sunaaya hai

50
00:28:36.860 --> 00:29:09.600
agar dil mein raavan ki koi puraani jaaydaad ,

51
00:29:12.600 --> 00:29:30.200
puraane sanskaar ke roop mein rah gaye hai

52
00:29:34.860 --> 00:29:46.730
to raavan ki cheez paraai cheez ho gai na !

53
00:29:52.930 --> 00:30:06.600
paraai cheez ko kabhi bhi apne paas rakha nahin jaata hai ।

54
00:30:12.860 --> 00:30:19.400
nikaal diya jaata hai ।

55
00:30:25.800 --> 00:30:44.860
lekin baapdaada ne dekha hai , roohrihaan mein sunte bhi hain

56
00:30:45.600 --> 00:31:02.200
ki kya kehte bachche , baba main kya karoon , mere sanskaar hi aise hain ।

57
00:31:07.000 --> 00:31:20.260
kya yeh aapke hain , jo kehte ho mere sanskaar ?

58
00:31:23.000 --> 00:31:40.400
yeh kehna right hai ki mere puraane sanskaar hain , meri nature hai , right hai ?

59
00:31:40.400 --> 00:31:42.860
right hai ?

60
00:31:42.860 --> 00:31:47.000
jo samajhte hain right hai woh haath uthaao ।

61
00:31:47.000 --> 00:31:52.460
koi nahin uthaata ।

62
00:31:54.460 --> 00:31:56.330
to kehte kyon ho ?

63
00:31:56.330 --> 00:32:01.860
galti se kah dete ho ?

64
00:32:03.860 --> 00:32:22.060
jab marjeeva ban gaye , aapka abhi surname kya hai ?

65
00:32:23.660 --> 00:32:32.400
puraane janma ka surname hai va bi . ke . ka surname hai ।

66
00:32:33.130 --> 00:32:41.930
kya apna likhte ho ? bi . ke . ya phalaana , phalaana … ?

67
00:32:46.130 --> 00:33:04.600
jab marjeeva ban gaye to puraane sanskaar mere sanskaar kaise hue ?

68
00:33:05.460 --> 00:33:11.000
yeh puraane to paraaye sanskaar hue ।

69
00:33:11.800 --> 00:33:17.600
mere to nahin hue na !

70
00:33:19.930 --> 00:33:32.730
to is holi mein kuchh to jalaayenge na !

71
00:33:33.260 --> 00:33:54.930
holi jalaate bhi hain aur rang lagaate bhi hain to aap sabhi is holi par kya jalaayenge ?

72
00:33:58.860 --> 00:34:25.200
mere sanskaar , yeh apne brahman jeevan ki dictionary se samaapta karna ।

73
00:34:32.730 --> 00:34:39.730
jeevan bhi ek dictionary hai na !

74
00:34:48.200 --> 00:34:59.930
to abhi kabhi svapna mein bhi yeh nahin sochna ,

75
00:35:00.930 --> 00:35:47.260
sankalp ki to baat hi chhodo lekin puraane sanskaar ko mere sanskaar maanna , yeh svapna mein bhi nahin sochna ।

76
00:35:51.130 --> 00:36:22.060
ab to jo baap ke sanskaar woh aapke sanskaar , sabhi kehte ho na hamaara lakshya hai baap samaan banna ।

77
00:36:45.060 --> 00:37:33.000
to sabhi ne apne dil mein yeh dridh sankalp ka apne se pratigya ki ?

78
00:37:33.800 --> 00:37:40.330
galti se bhi mera nahin kehna ।

79
00:37:42.330 --> 00:37:53.400
mera mera kehte ho na , to jo puraane sanskaar hain na woh phaayda uthaate hain ।

80
00:37:53.400 --> 00:38:04.800
jab mera kehte hain to woh baith jaate hain , nikalte nahin hain ।

81
00:38:24.200 --> 00:38:52.060
baapdaada sabhi bachchon ko kis roop mein dekhna chaahte hain ?

82
00:38:55.000 --> 00:39:04.200
jaante to ho , maante bhi ho ।

83
00:39:07.400 --> 00:39:31.000
baapdaada har ek bachche ko bhrakuti ke takhtansheen ,

84
00:39:31.000 --> 00:39:52.400
svaraajya adhikaari raaja bachcha , adheen bachcha nahin , raaja bachcha ,

85
00:39:53.260 --> 00:40:21.600
controlling power , ruling power , master sarvashaktivaan swaroop mein dekh rahe hain ।

86
00:40:35.260 --> 00:40:39.260
aap apna kaun sa roop dekhte ?

87
00:40:39.260 --> 00:40:46.330
yahi na , raajya adhikaari ho na !

88
00:40:46.330 --> 00:40:53.530
adheen to nahin hain na ?

89
00:40:58.730 --> 00:41:24.730
adheen aatmaon ko aap sabhi adhikaari banaane vaale ho ।

90
00:41:45.330 --> 00:42:17.400
aatmaon ke oopar merciful ban adheen se unhon ko bhi adhikaari banaane vaale ho ।

91
00:42:42.730 --> 00:42:55.800
to aap sabhi bhi holi manaane aaye ho na ?

92
00:43:10.330 --> 00:43:45.130
baapdaada ko bhi khushi hai ki sabhi sneh ke vimaan dvaara , sabhi ke paas vimaan hai na !

93
00:43:45.130 --> 00:43:49.800
hai vimaan ?

94
00:43:50.330 --> 00:44:14.600
baapdaada ne har brahman ko janmate hi gift di man ke vimaan ki ।

95
00:44:18.860 --> 00:44:25.130
to man ka vimaan hai sabhi ke paas ?

96
00:44:25.130 --> 00:44:28.600
achha haath utha rahe hain ।

97
00:44:28.600 --> 00:44:34.460
theek hai ?

98
00:44:43.730 --> 00:44:49.530
petrol theek hai ?

99
00:44:50.730 --> 00:44:55.400
pankh theek hain ?

100
00:44:55.400 --> 00:45:05.000
start karne ka aadhaar theek hai ?

101
00:45:05.000 --> 00:45:11.130
check karte ho ?

102
00:45:12.400 --> 00:45:31.260
aisa vimaan jo teenon lokon mein second mein ja sakta hai ।

103
00:45:35.000 --> 00:45:57.530
agar himmat aur umang utsaah ke donon pankh yathaartha hain

104
00:46:01.530 --> 00:46:14.460
to ek second mein start ho sakta hai ।

105
00:46:15.260 --> 00:46:24.260
start karne ki chaabi kya hai ?

106
00:46:27.260 --> 00:46:34.000
mera baba ।

107
00:46:35.330 --> 00:46:53.930
mera baba kaho to man jahaan pahunchna chaahe vahaan pahunch sakta hai ।

108
00:46:56.730 --> 00:47:01.660
donon pankh theek hone chaahiye ।

109
00:47:01.660 --> 00:47:14.730
himmat kabhi nahin chhodni hai ।

110
00:47:16.730 --> 00:47:19.860
kyon ?

111
00:47:21.860 --> 00:47:33.800
baapdaada ka vaayda hai , vardaan hai ,

112
00:47:36.400 --> 00:48:02.460
ek kadam himmat ka aapka aur hajaar kadam madad baap ki ।

113
00:48:09.260 --> 00:48:34.800
chaahe kaisa bhi kada sanskaar ho , himmat kabhi nahin haaro ।

114
00:48:36.800 --> 00:48:40.130
kaaran ?

115
00:48:41.200 --> 00:48:59.260
sarvashaktivaan baap madadgaar hai aur combined hai , sada haajar hai ।

116
00:49:04.930 --> 00:49:27.130
aap himmat se sarvashaktivaan combined baap ke oopar adhikaar rakho

117
00:49:33.060 --> 00:49:56.800
aur dridh raho , hona hi hai , baap mera , main baap ki hoon , yeh himmat nahin bhoolo ।

118
00:50:05.930 --> 00:50:10.800
to kya hoga ?

119
00:50:12.400 --> 00:50:33.800
jo kaise karoon , yeh sankalp uthta hai woh kaise shabd badal aise ho jaayega ।

120
00:50:38.060 --> 00:50:44.130
kaise karoon , kya karoon , nahin ।

121
00:50:53.000 --> 00:51:00.060
aise hua hi pada hai ।

122
00:51:03.800 --> 00:51:24.600
sochte ho , karte to hain , hoga , hona to chaahiye , baap madad to dega … ।

123
00:51:31.930 --> 00:51:58.660
hua hi pada hai , baap bandha hua hai , dridh nishchaybuddhi vaale ko madad dene ke liye ।

124
00:52:01.660 --> 00:52:15.460
sirf roop thoda change kar dete ho , hak rakhte ho baap ke oopar , lekin roop change kar dete ho ।

125
00:52:15.460 --> 00:52:20.530
baba aap to madad karenge na !

126
00:52:20.530 --> 00:52:24.330
aap to bandhe hue ho na !

127
00:52:24.330 --> 00:52:31.260
to na laga dete ho ।

128
00:52:42.460 --> 00:53:02.260
nishchaybuddhi , nishchit vijay hui padi hai

129
00:53:19.660 --> 00:53:44.460
kyonki baapdaada ne har bachche ko janmate hi vijay ka tilak mastak mein lagaaya hai ।

130
00:54:13.130 --> 00:54:32.730
dridhta ko apne teevra purooshaartha ki chaabi banaao ।

131
00:54:48.600 --> 00:54:54.660
plan bahut achhe banaate ho ।

132
00:54:56.660 --> 00:55:14.800
baapdaada jab roohrihaan sunte hain , roohrihaan bahut himmat ki karte ho ,

133
00:55:19.400 --> 00:55:26.000
plan bhi bade powerful banaate ho

134
00:55:26.000 --> 00:55:47.600
lekin plan ko jab practical mein karte ho to plen buddhi hoke nahin karte ho ।

135
00:55:47.600 --> 00:56:32.200
usmein thoda sa karte to hain , hona to chaahiye … yeh svayan mein nishchay ke saath sankalp nahin , lekin vesta sankalp mix kar dete ho ।

136
00:57:03.000 --> 00:57:47.530
abhi samay ke pramaan plen buddhi ban sankalp ko saakaar roop mein laao ।

137
00:58:05.400 --> 00:58:29.660
jara bhi kamzor sankalp emerge nahin karo ।

138
00:58:39.130 --> 00:58:57.930
smriti rakho ki abhi ek baar nahin kar rahe hain ,

139
00:59:00.860 --> 00:59:16.400
anek baar kiya hua sirf repeat kar rahe hain ।

140
00:59:20.530 --> 00:59:41.930
yaad karo kitni baar kalpa-kalpa vijayi bane hain !

141
00:59:46.060 --> 01:00:12.060
anek baar ke vijayi hain , vijay anek kalpa ka janma siddha adhikaar hai ।

142
01:00:20.060 --> 01:00:44.200
is adhikaar se nishchaybuddhi ban dridhta ki chaabi lagaao ,

143
01:00:48.060 --> 01:01:02.200
vijay aap brahman aatmaon ke bina kahaan jaayegi !

144
01:01:04.200 --> 01:01:29.530
aap braahmanon ka vijay janma siddha adhikaar hai , gale ki maala hai ।

145
01:01:35.330 --> 01:01:38.000
hai na nasha ?

146
01:01:38.000 --> 01:01:41.400
nasha hai ?

147
01:01:42.200 --> 01:01:45.660
hoga , nahin hoga , nahin ।

148
01:01:45.660 --> 01:01:50.600
hua hi pada hai ।

149
01:01:51.800 --> 01:02:19.400
itne nishchaybuddhi ban har kaarya karo , vijay nishchit hai hi ।

150
01:03:39.000 --> 01:04:02.330
aise nishchaybuddhi aatmaayen , hai hi ,

151
01:04:04.330 --> 01:04:11.930
yeh nahin baapdaada kehte hai ya nahin , hai hi ।

152
01:04:12.800 --> 01:04:17.330
yahi nasha rakho ।

153
01:04:18.000 --> 01:04:25.800
the , hain aur honge ।

154
01:04:34.000 --> 01:04:37.930
to aise holi ho na !

155
01:04:37.930 --> 01:04:44.200
holiest to ho ।

156
01:04:52.530 --> 01:05:08.060
to baapdaada ke gyaan ke gulaal ki holi to khel li , abhi aur kya khelenge ?

157
01:05:13.000 --> 01:05:40.860
baapdaada ne dekha ki sabhi ko majority umang-utsaah bahut achha aata hai ,

158
01:05:40.860 --> 01:05:46.530
yeh kar lenge , yeh kar lenge , yeh ho jaayega ।

159
01:05:46.530 --> 01:06:20.200
baapdaada bhi bade khush hote hain lekin yeh umang-utsaah sada emerge rahe , kabhi-kabhi merge ho jaata hai , kabhi emerge ho jaata hai ।

160
01:06:21.060 --> 01:06:49.200
merge nahin ho jaae , emerge hi rahe kyonki aapka utsav poora sangamayug hi utsav hai ।

161
01:06:54.860 --> 01:07:05.130
woh to kabhi-kabhi utsav iseelie manaate hain ,

162
01:07:05.130 --> 01:07:17.060
kyonki bahut samay tension mein rehte hain na , to samajhte hain

163
01:07:17.600 --> 01:07:30.600
utsaah mein naachen , gaayen , khaayen , to change ho jaae ।

164
01:07:30.600 --> 01:07:47.530
lekin aap logon ke paas to naachna aur gaana hai hi , har second ।

165
01:07:53.930 --> 01:08:06.600
aap sada man mein khushi se naachte rehte ho na !

166
01:08:06.600 --> 01:08:08.600
ki nahin !

167
01:08:08.600 --> 01:08:13.930
naachte hain , naachna aata hai khushi mein ?

168
01:08:13.930 --> 01:08:16.860
naachna aata hai !

169
01:08:16.860 --> 01:08:20.460
jisko aata hai woh haath uthaao ।

170
01:08:20.460 --> 01:08:38.060
naachna aata hai , achha , mubaarak ho , aata hai to ।

171
01:08:38.060 --> 01:08:44.060
to sada naachte rehte ho ya kabhi kabhi ?

172
01:08:49.260 --> 01:09:07.660
baapdaada ne is varsha ka homework diya tha , do shabd kabhi nahin sochna , sometime , something ।

173
01:09:08.330 --> 01:09:11.200
woh kiya hai ?

174
01:09:11.200 --> 01:09:16.860
ki abhi bhi sometime hai ?

175
01:09:18.060 --> 01:09:24.600
sometime , something khatma ।

176
01:09:26.000 --> 01:09:34.200
is naachne mein thakne ki to koi baat hi nahin hai ।

177
01:09:37.730 --> 01:09:50.860
chaahe lete rahe , chaahe kaam karo , chaahe paidal karo , chaahe baitho ,

178
01:09:52.860 --> 01:10:08.330
khushi ka dance to kar hi sakte ho aur baap ke praaptiyon ka geet bhi ga sakte ho ।

179
01:10:08.330 --> 01:10:20.860
geet bhi aata hai na , yeh geet to sabhi ko aata hai , mukh ka geet to kisko aata hai kisko nahin aata hai

180
01:10:21.730 --> 01:10:37.660
lekin baap ke praaptiyon ka , baap ke gunon ka geet woh to sabko aata hai na ।

181
01:10:42.660 --> 01:11:04.200
to bas har din utsav hai , har ghadi utsav hai , aur sada naacho aur gaao aur kaam to diya hi nahin hai ।

182
01:11:05.260 --> 01:11:13.130
yahi to do kaam hain na , naacho aur gaao ।

183
01:11:16.460 --> 01:11:20.460
to enjoy karo ।

184
01:11:28.200 --> 01:11:31.200
bojh kyon uthaate ?

185
01:11:31.200 --> 01:11:39.800
enjoy karo , naacho gaao bas ।

186
01:11:45.530 --> 01:11:50.730
achha ।

187
01:11:52.730 --> 01:11:56.730
holi to mana li na !

188
01:11:56.730 --> 01:12:01.800
abhi rang ki holi bhi manaayenge ?

189
01:12:01.800 --> 01:12:08.860
achha aapko hi to bhakta kaapi karenge na !

190
01:12:08.860 --> 01:12:29.200
aap bhagwan ke saath holi khelte ho to bhakta bhi holi koi na koi aap devtaaon ke saath khelte rehte hain ।

191
01:12:39.400 --> 01:13:08.330
achha , to aaj kai bachchon ke email bhi aaye hain , patra bhi aaye hain , phone bhi aaye hain ,

192
01:13:08.330 --> 01:13:19.000
jo bhi saadhan hain usse holi ki mubaarak bheji hai ।

193
01:13:21.000 --> 01:13:34.600
baapdaada ke paas to jab sankalp karte hain na tabhi pahunch jaata hai ।

194
01:13:41.000 --> 01:13:58.730
lekin chaaron or ke bachche vishesh yaad karte hain aur kiya hai ,

195
01:13:58.730 --> 01:14:41.460
baapdaada bhi har bachche ko padam padam duaayen aur padamguna dil ki yaadapyaar return mein har ek ko naam sahit visheshta sahit de rahe hain ।

196
01:14:44.930 --> 01:14:59.130
jab sandeshi jaati hai na to har ek apne apne taraph ki yaaden dete hain ।

197
01:14:59.800 --> 01:15:09.060
jinhonne nahin bhi di ho na , baapdaada ke paas pahunch gai hai ।

198
01:15:17.330 --> 01:15:26.600
yahi to parmaatma pyaar ki visheshta hai ।

199
01:15:33.930 --> 01:15:53.860
yeh ek ek din kitna pyaara hai ।

200
01:16:10.860 --> 01:16:21.800
chaahe gaanv mein hain , chaahe bahut bade-bade shahron mein hain ,

201
01:16:23.800 --> 01:16:44.860
gaanv vaalon ki bhi yaad saadhan na hote hue bhi baap ke paas pahunch jaati hai

202
01:16:49.530 --> 01:17:02.930
kyonki baap ke paas spiritual saadhan to bahut hain na !

203
01:17:14.000 --> 01:17:25.460
achha - sabhi ne daadi ki yaad bhi bahut-bahut di hai ।

204
01:17:26.060 --> 01:17:51.930
sabhi ka ek hi sankalp hai ki daadi jaldi se jaldi apne madhuban mein pahunch jaae ।

205
01:18:01.130 --> 01:18:08.460
baapdaada bhi yahi chaahte hain ।

206
01:18:31.460 --> 01:19:02.400
daadi bolti nahin hai lekin dil mein sankalp dvaara madhuban ki yaad , braahmanon ki yaad ,

207
01:19:04.400 --> 01:19:20.330
apni behad seva ke jimmevaari ki yaad rehti hi hai ।

208
01:19:29.260 --> 01:19:41.400
abhi pyaar se yaad to aap sabhi bahut karte ho ।

209
01:19:41.400 --> 01:20:01.730
baapdaada dekhte hain ki baapdaada se to sabhi ka pyaar hai lekin daadi se bhi kam nahin hai ।

210
01:20:03.730 --> 01:20:29.860
pyaar ki yaad to daadi tak pahunchti hai lekin abhi aise shaktishaali ,

211
01:20:39.530 --> 01:20:53.860
jaise powerful davaai dete hain na , davaai mein bhi power ka pharka hota hai na !

212
01:20:53.860 --> 01:21:02.600
to aap sabne sneh ki davaai to bheji hai

213
01:21:05.400 --> 01:22:11.860
lekin abhi sab milkar shaktishaali tandaroosta bhav ke dridh sankalp ki kirnen aisi bhejo

214
01:22:20.930 --> 01:22:32.600
jo woh kirnen apna kaam shuru kar den ।

215
01:22:32.600 --> 01:23:19.730
time to thoda lagega lekin yeh aap sab braahmanon ke dil ke sahayog ki kirnen apna kaam dikhaayengi ।

216
01:23:32.930 --> 01:24:10.860
vahaan kamre ka vaayumandal bhi dil ke shaktishaali vibration kya hua , kya ho raha hai , nahin ।

217
01:24:10.860 --> 01:24:13.930
ho raha hai ।

218
01:24:13.930 --> 01:24:19.660
hona hi hai ।

219
01:24:21.660 --> 01:25:09.530
is umang-utsaah ka , sarva brahman chaahe koi bhi sevaadhaari ka vaayumandal aisa shaktishaali ho ,

220
01:25:20.860 --> 01:25:42.000
aap sabke dil ke pyaar ka vibration baapdaada ke paas bhi pahunchta hai ।

221
01:25:58.530 --> 01:26:32.060
jo bhi sevaadhaari seva ke nimitta bante hain , unhon ka sada yahi vibration ho ,

222
01:26:42.600 --> 01:27:14.860
nishchaybuddhi ban shaktishaali kirnon ki spiritual shakti sada dete raho ।

223
01:27:22.060 --> 01:28:12.660
seva dil se kar rahe hain , bhaavna bahut achhi hai , abhi shaktishaali sankalp ki dua do ।

224
01:28:31.530 --> 01:28:56.660
koi bhi vyartha sankalp dil mein laana nahin , kya hoga nahin , achha hona hi hai ।

225
01:29:14.200 --> 01:29:17.400
achha ।

226
01:29:22.530 --> 01:29:44.600
seva ka tarna gujraat ka hai , gujraat ke 6500 aaye hain :- gujraat dar par hai na ।

227
01:29:47.530 --> 01:30:06.660
gujraat ke saadhe chhah hajaar aa gaye hain , achha hai bhale aaye ।

228
01:30:24.600 --> 01:31:02.730
gujraat mein baapdaada ne dekha hai ki majority ek to geeta paathshaalaayen bahut hain aur geeta paathshaalaayen chalaane vaale hands bhi bahut hain ।

229
01:31:30.200 --> 01:32:22.530
aur saath mein gujraat mein seva bhi bahut hai , sevaadhaari hands bhi bahut hain ।

230
01:32:37.060 --> 01:32:41.660
abhi gujraat kya karegi ?

231
01:32:41.660 --> 01:32:54.400
sevaadhaari bhi bahut hain , seva bhi bahut hai , abhi nai seva kya karenge ?

232
01:32:56.000 --> 01:33:08.860
jo kisne nahin ki ho , aisa koi plan banaaya hai ?

233
01:33:08.860 --> 01:33:17.600
jo kisne nahin ki ho , woh gujraat karke dikhaave ।

234
01:33:18.200 --> 01:33:24.530
plan banaaya hai ?

235
01:33:24.530 --> 01:33:59.660
( thoda socha hai , aapas mein milkar karenge ) vaise baapdaada sabhi zone ko kehte hain

236
01:34:01.660 --> 01:34:17.660
ki aisa koi speaker taiyaar karo , aap speech karo woh nahin ,

237
01:34:17.660 --> 01:34:43.200
lekin aapki taraph se koi aisa speaker taiyaar ho jiska aavaaj bada ho , bulanda ho ।

238
01:34:43.200 --> 01:34:55.000
jisko dekh karke anekon ka kalyaan ho jaae ।

239
01:35:01.460 --> 01:35:14.460
aise hain , har ek zone mein aise hain lekin stage par nahin aaye hain ।

240
01:35:19.660 --> 01:35:48.930
baapdaada abhi yeh chaahte hain ki brahman backbone hon aur saamne aisi aatmaayen nimitta hon

241
01:35:50.400 --> 01:36:15.800
jiska sun karke anekon ke dil mein woh aavaaj lag jaae ।

242
01:36:19.200 --> 01:36:36.600
kyonki samay ke anusaar har zone ne , jis bhi vidhi se seva ki hai ,

243
01:36:37.930 --> 01:37:04.860
woh achhi ki hai , baapdaada seva ke nimitta bane hue bachchon ka umang-utsaah dekh karke bhi khush hote hain lekin abhi koi naveenta ho ।

244
01:37:14.200 --> 01:37:34.860
koi svayan hi nimitta bane aur plan deve ki yeh yeh kar sakte hain ।

245
01:37:36.860 --> 01:37:52.400
kyonki vargeekran ki seva ko bhi kaaphi samay ho chuka hai ।

246
01:37:56.460 --> 01:38:21.400
har ek varga se aise koi speaker taiyaar ho , aap topic dete ho us par bhaashan karte hain , nahin ।

247
01:38:21.400 --> 01:38:32.460
khud umang aave mujhe yeh karna hai ।

248
01:38:52.200 --> 01:38:58.460
aisa kuchh plan banaao ।

249
01:39:04.000 --> 01:40:09.660
uska aadhaar hai , svayan nimitta banne vaale second mein vesta ko khatma kar best ka prabhaav vaayumandal mein phailaayen ।

250
01:40:16.260 --> 01:41:06.800
vesta abhi bhi hai isliye mansa dvaara seva ka respond practical roop mein kam hai ।

251
01:41:22.860 --> 01:42:02.060
jaise shuru-shuru mein sthaapna ke samay mein dekha brahma baap ka mansa vibration kaeeyon ko ghar baithe saakshaatkaar hone laga , aavaaj gaya koi aaya hai jaao ।

252
01:42:06.730 --> 01:42:27.260
aise best thoughts ka vaayumandal najdeek la sakta hai ।

253
01:42:39.600 --> 01:42:46.530
koi bhi vistaar mein nahin jaao , short ।

254
01:42:46.530 --> 01:43:00.260
jo bhi kaarobaar ki baaten karni to padti hain lekin jahaan tak ho sake

255
01:43:03.260 --> 01:43:17.930
vistaar se short karte mansa shaktishaali seva ko badhaao ।

256
01:43:22.330 --> 01:43:40.200
jaise shikaari jo hoshiyaar hote hain woh aisa teer lagaate jo panchhi teer sahit aake paanv mein padta ।

257
01:43:42.200 --> 01:43:59.930
yahaan mansa seva aisi powerful ho , jo aatmaon ko praapti ki anubhooti ho , rah nahin sake ।

258
01:44:06.330 --> 01:44:19.730
mansa shaktishaali se mansa seva ki siddhi praapta honi hai ।

259
01:44:23.400 --> 01:44:26.330
to gujraat kya karega ?

260
01:44:26.330 --> 01:44:34.600
mansa seva mein number one hoke dikhaao।

261
01:44:45.130 --> 01:44:49.260
sabhi ke liye hai ।

262
01:44:49.260 --> 01:45:14.060
lekin gujraat ka tarna hai to gujraat ko kah rahe hain lekin abhi mansa svayan ki powerful hone se mansa seva ki result saamne aayegi ।

263
01:45:18.200 --> 01:45:32.060
jaise vaacha ki pahle nahin thi , abhi vaacha seva ki result saamne aa rahi hai ।

264
01:45:36.260 --> 01:45:40.060
mehnat to achhi ki hai ।

265
01:45:41.330 --> 01:46:07.660
baapdaada mehnat , nimitta mehnat ki mubaarak bhi dete hain lekin samay fast hai , abhi bhi samay bahut fast ja raha hai ।

266
01:46:19.130 --> 01:46:21.330
achha ।

267
01:46:21.330 --> 01:46:47.800
mubaarak ho , gujraat ko title hai ki bilkul najdeek jaise desh ke hisaab se hain vaise baap ke dil mein bhi najdeek hain ।

268
01:46:56.060 --> 01:47:11.130
achhe achhe hain , shuru se dekho to nikle bhi achhe achhe , paandav ya shaktiyaan achhe nikle hain ।

269
01:47:17.000 --> 01:47:22.600
abhi aise speaker taiyaar karo ।

270
01:47:23.800 --> 01:47:32.400
aap sakaash do aur woh bhaashan karen ।

271
01:47:43.330 --> 01:47:47.930
achha । bahut achha ।

272
01:47:47.930 --> 01:47:53.000
padamguna mubaarak hai ।

273
01:48:01.930 --> 01:48:38.260
98 deshon se 1200 videshi bhaai bahinen aaye hain :- achha ।

274
01:48:38.260 --> 01:48:44.860
videshi utho ।

275
01:48:58.460 --> 01:49:07.200
achha aap bhi haath hilaao ।

276
01:49:16.600 --> 01:49:53.600
baapdaada ko jab videsh ke bachche aapas mein ikatthe hoke sva-unnati aur seva ki vriddhi donon saath-saath plan banaate hain

277
01:49:53.600 --> 01:50:15.930
to baapdaada ko achha lagta hai kyonki videsh mein to bahut alag alag rehte hain

278
01:50:15.930 --> 01:50:30.460
lekin yahaan ek to free hoke aate hain doosra sangathan bhi achha hota hai ,

279
01:50:30.460 --> 01:50:45.860
to sva-unnati aur bhavishya plan achha banaate hain ।

280
01:50:46.660 --> 01:50:54.260
baapdaada ke paas report to aati hai ।

281
01:50:54.260 --> 01:51:00.530
samaachaar pahunchta rehta hai ।

282
01:51:00.530 --> 01:51:17.530
to jo bhi alag alag group banke , kyonki chhote group mein attention jaata hai ,

283
01:51:17.530 --> 01:51:39.800
najdeek aane ka chance milta hai , to yeh group banaake jo seva ki hai , yeh achhi ki hai ।

284
01:51:53.000 --> 01:52:15.130
abhi double videshiyon mein purooshaartha ki raphtaar bhi achhi chal rahi hai lekin abhi bhi thodi thodi complain hai ,

285
01:52:21.130 --> 01:52:39.060
purooshaartha ki taraph attention achha hai , attention dilaate bhi achha hai aur attention dete bhi achha hai

286
01:52:39.060 --> 01:53:15.130
sirf usko avinaashi banaane ke liye koi aisa plan banaao jo refreshment vahaan jaane ke baad bhi badhti rahe ।

287
01:53:20.460 --> 01:53:54.460
seva ke saadhan bhi achhe nikaalte hain , vi . aai . pi . va bhinna-bhinna prakaar ki sevaaon ke jo plan banaate ho woh bhi achha banaaya hai ।

288
01:53:59.060 --> 01:54:09.800
abhi doosre saal jab aao , abhi to najdeek aa gai hai na season ka ।

289
01:54:09.800 --> 01:54:21.730
lekin jab doosri baar aao to yeh result dikhaai de

290
01:54:22.600 --> 01:54:45.660
ki sabhi itne mansa seva , vaacha seva , sambandh-samparka dvaara seva karmana ho gai na yeh ,

291
01:54:46.730 --> 01:55:14.860
chehre aur chalan dvaara seva karne mein itne sab busy rehte jo vesta baaton ko aane ke liye margin hi nahin hai ।

292
01:55:17.530 --> 01:55:19.930
full busy ।

293
01:55:19.930 --> 01:55:26.200
busy rehte hain lekin full busy ।

294
01:55:28.730 --> 01:55:39.130
maaya ka aane ka koi margin hi nahin rahe ।

295
01:55:41.130 --> 01:56:08.330
chaahe sankalp mein , chaahe ek do ke saath sahayog mein aisi result nikal sakti hai ।

296
01:56:10.330 --> 01:56:12.060
ho sakta hai aise !

297
01:56:12.060 --> 01:56:15.930
itne busy ho sakte ho ?

298
01:56:15.930 --> 01:56:19.460
ho sakte ho ?

299
01:56:19.460 --> 01:56:23.060
ki time chaahiye ?

300
01:56:26.060 --> 01:56:30.200
ek saal hai ।

301
01:56:33.660 --> 01:56:51.060
baapdaada to india mein bhi yahi chaahte , videsh mein bhi yeh chaahte yeh aavaaj ho ki maaya aa nahin sakti ।

302
01:56:53.060 --> 01:56:59.460
mehnat nahin karni pade ।

303
01:57:09.530 --> 01:57:13.660
dekho kaun sa zone karta hai ?

304
01:57:13.660 --> 01:57:36.330
baapdaada ne to pahle hi kaha hai , ki baapdaada diamond cup dene chaahte hain lekin problem proof ho ।

305
01:57:37.530 --> 01:57:47.400
problem kya hoti hai yeh naamnishaan nahin ho ।

306
01:57:58.330 --> 01:58:33.730
( baba ne kaha hai to hua hi pada hai ) dekho hona to hai hi ।

307
01:58:33.730 --> 01:58:38.600
aap nahin honge to kaun honge ।

308
01:58:38.600 --> 01:58:47.530
hona to hai , sirf najdeek laao usko ।

309
01:58:48.530 --> 01:58:51.400
theek hai na ।

310
01:58:51.400 --> 01:58:55.260
double foreigners ?

311
01:58:55.260 --> 01:59:00.330
diamond cup lene vaale ho ।

312
01:59:00.330 --> 01:59:09.600
baapdaada to sada offer karte hain ।

313
01:59:10.530 --> 01:59:19.460
lekin ek do ke saathi bhi hon , sirf main theek hoon , nahin ।

314
01:59:19.460 --> 01:59:24.460
saathi bhi theek hon ।

315
01:59:28.200 --> 02:00:24.860
( bhaarat aur videsh milkar hi diamond cup lenge ) aapke mukh mein gulaabjaamun ।

316
02:00:42.400 --> 02:00:46.130
hona hi hai ।

317
02:00:46.130 --> 02:00:52.800
sirf samay ko thoda najdeek laao ।

318
02:00:57.260 --> 02:01:00.330
result achhi hai ।

319
02:01:00.330 --> 02:01:18.130
result pahle se kaaphi pharka hai , iski mubaarak hai lekin abhi full nahin hai thodi-thodi feeling hai ।

320
02:01:23.660 --> 02:01:28.530
abhi full ho jaayenge ।

321
02:01:31.530 --> 02:01:42.530
baapdaada vatan se bahut badhiya pharishtepan ki saugaat denge ।

322
02:01:44.530 --> 02:01:54.600
har ek aise anubhav karenge main hoon pharishta , chamakta hua ।

323
02:01:59.060 --> 02:02:03.530
hona hi hai ।

324
02:02:05.530 --> 02:02:13.660
achha hai , baith jaao , thak jaayenge ।

325
02:02:34.460 --> 02:02:39.330
achha ।

326
02:02:42.330 --> 02:03:08.130
baapdaada kehte hain aajkal ke jamaane mein doctors kehte hain davaai chhodo , exercise karo ।

327
02:03:10.130 --> 02:03:36.260
to baapdaada bhi kehte hain ki yuddha karna chhodo , mehnat karna chhodo , saare din mein 5-5 minute man ki exercise karo ।

328
02:03:36.260 --> 02:03:56.400
one minute mein niraakaari , one minute mein aakaari , one minute mein sab tarah ke sevaadhaari ,

329
02:03:56.400 --> 02:04:12.330
yeh man ki exercise 5 minute ki saare din mein bhinna-bhinna time karo ।

330
02:04:15.130 --> 02:04:24.860
to sada tandaroosta rahenge , mehnat se bach jaayenge ।

331
02:04:26.860 --> 02:04:29.400
ho sakta hai na !

332
02:04:29.400 --> 02:04:36.600
ho sakta hai ?

333
02:04:39.330 --> 02:05:00.460
madhuban vaale , madhuban hai foundation , madhuban ka vibration chaaron or na chaahte bhi pahunch jaata hai ।

334
02:05:01.600 --> 02:05:21.860
jo madhuban mein ek din koi baat hoti hai na , saare bhaarat mein , jagah jagah mein doosre din pahunch jaati hai ।

335
02:05:22.730 --> 02:05:42.800
itna madhuban mein koi saadhan lage hue hain , koi baat nahin chhipti , achhi bhi to purooshaartha ki bhi ।

336
02:05:44.800 --> 02:05:59.260
to madhuban jo karega woh vibration svatah aur sahaj phailega ।

337
02:06:02.460 --> 02:06:16.600
pahle madhuban nivaasi vesta thoughts ka stop karen , ho sakta hai ?

338
02:06:16.600 --> 02:06:19.130
ho sakta hai ?

339
02:06:19.130 --> 02:06:21.930
yeh aage-aage baithe hain na !

340
02:06:21.930 --> 02:06:24.460
madhuban nivaasi haath uthaao ।

341
02:06:28.130 --> 02:06:52.200
to madhuban nivaasi aapas mein koi aisa plan banaao vesta khatma ।

342
02:06:53.000 --> 02:07:07.600
baapdaada yeh nahin kehte hain ki sankalp hi banda karo । vesta sankalp finish ।

343
02:07:07.600 --> 02:07:11.260
phaayda to hai nahin ।

344
02:07:11.260 --> 02:07:15.730
pareshaani hi hai ।

345
02:07:16.600 --> 02:07:19.530
ho sakta hai ?

346
02:07:19.530 --> 02:07:30.600
jo samajhte hain madhuban nivaasi , aapas mein meeting karke yeh karenge , woh haath uthaao ।

347
02:07:30.600 --> 02:07:42.060
karenge karna hai to lamba haath uthaao ।

348
02:07:42.060 --> 02:07:52.130
do-do haath uthaao ।

349
02:07:52.130 --> 02:07:55.330
mubaarak ho ।

350
02:07:55.330 --> 02:07:59.260
baapdaada dil se duaayen de rahe hain ।

351
02:07:59.260 --> 02:08:03.460
mubaarak dete hain ।

352
02:08:06.860 --> 02:08:15.930
himmat hai madhuban mein , jo chaahe woh kar sakte hain ।

353
02:08:15.930 --> 02:08:20.200
kara bhi sakte hain ।

354
02:08:26.000 --> 02:08:34.060
madhuban ki bahnen bhi hain , bahnen haath uthaao ।

355
02:08:37.130 --> 02:08:42.130
bada haath uthaao ।

356
02:08:47.000 --> 02:08:50.200
meeting karna ।

357
02:08:50.200 --> 02:08:53.530
aap meeting karaana daadiyaan ।

358
02:08:53.530 --> 02:08:57.400
dekho haath sabhi utha rahe hain ।

359
02:09:00.130 --> 02:09:06.200
abhi haath ki laaj rakhna ।

360
02:09:12.730 --> 02:09:16.400
achha ।

361
02:09:16.400 --> 02:10:05.000
abhi abhi second mein jo baap brahma ne last mein vardaan diya , niraakaari , nirvikaari , niranhakaari ,

362
02:10:05.000 --> 02:10:27.130
yeh brahma baap ke last vardaan , ek bahut badi saugaat bachchon ke prati rahi ।

363
02:10:34.200 --> 02:11:04.860
to kya second mein brahma baap ki saugaat man se sveekaar kar sakte hain ?

364
02:11:06.330 --> 02:11:32.730
dridh sankalp kar sakte ho ki baap ki saugaat ko sada practical life mein laana hai ?

365
02:11:37.600 --> 02:11:49.600
kyonki aadi dev ki saugaat kam nahin hai ।

366
02:11:52.060 --> 02:12:00.200
brahma great-great grand father hai ।

367
02:12:04.000 --> 02:12:09.930
uski saugaat kam nahin hai ।

368
02:12:15.930 --> 02:12:58.860
to apne-apne purooshaartha pramaan sankalp karo ki aaj ke din holi arthaat jo beet chuki , ho li , ho gai ।

369
02:13:00.860 --> 02:13:41.930
lekin ab se saugaat ko baar-baar emerge kar brahma baap ko seva ka return denge ।

370
02:13:44.730 --> 02:14:11.930
dekho brahma baap ne antim din , antim samay tak seva ki ।

371
02:14:16.600 --> 02:14:34.600
yeh brahma baap ka bachchon se pyaar , seva se pyaar ki nishaani hai

372
02:14:36.200 --> 02:15:21.800
to brahma baap ko return dena arthaat baar-baar jeevan mein di hui saugaat ko revise kar practical mein laana ।

373
02:15:31.060 --> 02:16:05.400
to sabhi apne dil mein brahma baap se sneh ke return mein sankalp dridh karo , yeh hai brahma baap ke sneh ki saugaat ka return ।

374
02:16:32.060 --> 02:16:37.130
achha ।

375
02:16:41.200 --> 02:17:06.060
chaaron or ke luckiest , holiest bachchon ko

376
02:17:06.730 --> 02:17:35.130
sada dridh sankalp ki chaabi practical mein laane vaale himmat vaale bachchon ko ,

377
02:17:35.800 --> 02:18:19.860
sada apne man ko bhinna-bhinna prakaar ki seva mein busy rakhne vaale , kadam mein padmon ki kamaai jama karne vaale bachchon ko ,

378
02:18:21.860 --> 02:18:49.400
sada har din utsaah mein rahne vaale , har din ko utsav samajh manaane vaale ,

379
02:18:49.930 --> 02:19:15.000
sada khushanseeb bachchon ko baapdaada ka yaadapyaar aur namaste ।

