WEBVTT

1
00:18:49.770 --> 00:19:28.280
aaj holiest baap apne holi bachchon se holi manaane aaye hain ।

2
00:19:32.800 --> 00:19:47.370
sabhi bachche holi bachche hain ।

3
00:19:49.370 --> 00:20:01.650
aap sab bhi holi manaane aaye hain ।

4
00:20:05.770 --> 00:20:44.400
socho aap holi aatmaon ke oopar kaun sa rang laga jo holi ban gaye !

5
00:20:46.050 --> 00:21:03.370
rang to anek hain lekin aapke oopar kaun sa rang laga ?

6
00:21:04.570 --> 00:21:28.280
sabse shreshtha rang kaun sa hai jisse aap holi ban gaye ?

7
00:21:30.280 --> 00:21:49.770
sabse bade te bada rang hai parmaatma sang ka rang ।

8
00:21:53.140 --> 00:22:12.850
to parmaatma sang ka rang lagne se sahaj holi ban gaye

9
00:22:12.850 --> 00:22:34.220
kyonki parmaatma sang avinaashi sang ka rang hai

10
00:22:36.220 --> 00:22:59.940
aur rang to thode samay ke liye hota lekin parmaatma sang ka rang lagne se

11
00:23:03.200 --> 00:23:17.420
sahaj hi holi arthaat pavitra ban gaye ।

12
00:23:21.020 --> 00:23:38.910
aatma ka rang apvitrata se pavitra ban gaya

13
00:23:40.510 --> 00:24:02.170
kyonki aap sabne paramatma ko apna companion bana liya

14
00:24:02.170 --> 00:24:23.250
company bana liya isliye combined ho gaye ।

15
00:24:25.250 --> 00:24:40.510
yeh combined swaroop pyaara lagta hai na !

16
00:24:44.170 --> 00:25:05.310
yeh combined roop kabhi bhi alag nahin ho sakta ।

17
00:25:05.770 --> 00:25:09.880
anubhav hai na !

18
00:25:10.340 --> 00:25:16.400
sada combined rehte ho na !

19
00:25:16.400 --> 00:25:21.420
akele nahin ।

20
00:25:24.970 --> 00:25:38.620
maaya akele karne ki koshish karti hai

21
00:25:40.620 --> 00:26:00.280
lekin jo sada combined rahne vaale hain

22
00:26:00.280 --> 00:26:20.280
woh kabhi bhi alag ho nahin sakta kyonki maaya alag karke

23
00:26:22.280 --> 00:26:37.540
phir puraane sanskaar ko emerge karti hai

24
00:26:44.910 --> 00:26:56.280
aur puraane sanskaar emerge ho jaate hain

25
00:26:57.650 --> 00:27:05.770
to shuddh sanskaar merge ho jaate hain ।

26
00:27:07.140 --> 00:27:24.280
puraane sanskaar hai albelaapan aur aalasya

27
00:27:26.280 --> 00:27:48.110
yeh bhinna-bhinna roop mein emerge hone se combined roop alag ho jaata hai ।

28
00:27:50.110 --> 00:27:58.570
to har ek apne ko check karo

29
00:27:58.570 --> 00:28:13.650
ki sada combined rehte hain va kabhi akele bhi ho jaate hain ?

30
00:28:15.020 --> 00:28:29.880
maaya ke anek svaroopon ko to jaan gaye ho na !

31
00:28:30.800 --> 00:28:41.540
woh chaturaai se apna rang laga deti hai ।

32
00:28:42.450 --> 00:28:57.650
alag hona arthaat maaya ke rang mein rangana ।

33
00:29:01.770 --> 00:29:19.770
yeh albelaapan aalasya bahut bhinna-bhinna roop se aata hai ।

34
00:29:25.600 --> 00:30:44.170
usko pahchaanne ke liye maaya apne taraph aakarshit kar deti hai aur bachche bhi yeh albelaapan aur aalasya jo raavan ka khazaana hai yeh baap ka khazaana nahi hai raavan ke khazaane ko bade nashe se kehte hain ki main chaahta nahin hoon chaahti nahin hoon lekin mera sanskaar hai।

35
00:30:45.310 --> 00:30:53.310
sanskaar mera kahne lagte hain ।

36
00:30:53.310 --> 00:31:00.400
kya yeh parmaatma khazaana hai?

37
00:31:00.400 --> 00:31:05.250
ya raavan ka khazaana hai ?

38
00:31:06.400 --> 00:31:23.020
usko mera sanskaar kehna socho right hai ?

39
00:31:25.020 --> 00:31:39.250
mera bana dena yeh maaya ki chaturaai hai ।

40
00:31:42.000 --> 00:31:56.850
baap ka khazaana pyaara hai ya yeh raavan ka khazaana pyaara hai ?

41
00:31:58.850 --> 00:32:17.880
common reeti se bachche apne ko chhudaane ke liye kah dete hain

42
00:32:17.880 --> 00:32:26.800
mera sanskaar hai chaahti nahin hoon ।

43
00:32:30.910 --> 00:32:39.820
to socho kya yeh mera hai !

44
00:32:50.110 --> 00:33:10.400
baap kehte hain ki raavan ke khazaane ko apna banaane se dheere-dheere

45
00:33:10.400 --> 00:33:24.050
jo shubh sanskaar hain woh samaapta hote jaate hain ।

46
00:33:29.200 --> 00:33:43.820
parmaatma sang ka rang dheela hota jaata hai

47
00:33:43.820 --> 00:33:54.850
aur maaya ka rang emerge ho jaata hai ।

48
00:34:01.200 --> 00:34:13.140
to chalte-chalte apne ko hi check karna hai

49
00:34:14.170 --> 00:34:24.740
kaun sa rang chadha hua hai ?

50
00:34:29.420 --> 00:34:38.740
log bhi holi mein kya karte hain ?

51
00:34:39.540 --> 00:34:49.770
pahle buraai ko jalaate hain

52
00:34:53.080 --> 00:35:01.310
phir rang lagaate hain manaate hain ।

53
00:35:03.310 --> 00:35:20.910
to aapke oopar baapdaada ne sang ka rang to lagaaya

54
00:35:20.910 --> 00:35:50.000
lekin saath mein gyaan ka rang shaktiyon ka rang gunon ka rang woh lagaata rehta hai ।

55
00:35:54.800 --> 00:36:07.650
to sabhi ke oopar yeh roohaani rang chadha hua hai na !

56
00:36:07.650 --> 00:36:10.050
chadha hai ?

57
00:36:10.050 --> 00:36:12.280
haath uthaao ।

58
00:36:12.280 --> 00:36:23.710
roohaani rang chadh gaya , utarne vaala to nahin hai na !

59
00:36:24.510 --> 00:36:54.970
jiske oopar roohaani rang chadh gaya , avinaashi rang chadh gaya , uske oopar aur koi rang lag nahin sakta ।

60
00:37:01.820 --> 00:37:11.020
is rang se kitne holi ban gaye ho ?

61
00:37:11.020 --> 00:37:31.650
jo saare kalpa mein aap jaisa holi pavitra aur koi ban nahin sakta ।

62
00:37:36.680 --> 00:37:47.820
aapki pavitrata prabhu ke sang ka rang ,

63
00:37:48.850 --> 00:38:07.650
parmaatma combined rahne ka anubhav sabse nyaara aur pyaara hai ।

64
00:38:10.000 --> 00:38:18.850
aur jo bhi holi , pavitra bante hain

65
00:38:19.140 --> 00:38:30.340
to unhon ka shareer pavitra nahin banta , aatma pavitra banti hai

66
00:38:30.340 --> 00:38:54.910
lekin aap aise holi bante ho , pavitra bante ho jo aapka shareer aur aatma donon pavitra rehte hain ।

67
00:38:58.170 --> 00:39:16.620
aur pavitrata ko sukh , shanti , prem , aanand ki janni kaha jaata hai ।

68
00:39:16.620 --> 00:39:38.050
jahaan pavitrata hai vahaan sukh shanti saath mein hai hi hai kyonki jahaan janni hoti vahaan bachche hote hain

69
00:39:43.770 --> 00:39:59.420
kyonki baap aake aapko aisa holi banaata hai

70
00:40:00.400 --> 00:40:21.650
jo aapke jad chitra kaliyug ke last janma mein bhi aap apne chitra dekhte ho

71
00:40:22.170 --> 00:40:33.420
kitne vidhi poorvak unhon ki pooja hoti hai ,

72
00:40:33.420 --> 00:40:58.680
yeh pavitrata ki visheshta hai aur kitne bhi mahaan aatmaayen , dharma aatmaayen pavitra bane hain lekin mandir kiska nahin banta hai ।

73
00:40:59.370 --> 00:41:13.540
aise vidhi poorvak pooja kiski bhi nahin hoti hai

74
00:41:15.540 --> 00:41:34.910
aur last janma tak aapke chitra bhi duaayen dete rehte hain ।

75
00:41:36.910 --> 00:41:49.200
thode samay ka sukh shanti anubhav karaate hain ।

76
00:41:50.570 --> 00:42:02.970
to aapki holi aur duniya vaalon ki holi kitna pharka hai !

77
00:42:02.970 --> 00:42:12.340
bhale manoranjan ke liye aap bhi thoda bahut manaate ho

78
00:42:12.340 --> 00:42:36.400
lekin sachchi holi parmaatma sang ke rang ki aur combined swaroop ki yathaartha holi aap manaate ho ।

79
00:42:38.400 --> 00:42:52.620
holi ko log bhi bhinna-bhinna roop se manaate hain ,

80
00:42:54.620 --> 00:43:12.000
vaise aap jaante ho ki holi shabd ka bhi rahasya hai ,

81
00:43:13.710 --> 00:43:21.420
jo aap hi jaante ho , aap hi manaate ho ।

82
00:43:22.220 --> 00:43:40.400
holi ka arth hai , ho li , beet chuka so beet chuka ।

83
00:43:42.400 --> 00:44:11.820
to aap sabne jo puraani jeevan , puraani baaten , puraane sanskaar , puraane vyartha sankalp ko ho li kar di na ।

84
00:44:11.820 --> 00:44:21.310
beeti so beeti karna arthaat ho li ।

85
00:44:21.310 --> 00:44:24.510
to aise kiya hai ?

86
00:44:24.510 --> 00:44:34.400
ki abhi bhi kabhi galti se puraane sanskaar aa jaate hain ?

87
00:44:37.480 --> 00:44:50.000
jab hamaara janma hi naya hai , aap sabhi marjeeva bane ho na !

88
00:44:50.000 --> 00:44:52.050
bane ho ?

89
00:44:52.050 --> 00:44:55.200
marjeeva bane ho ?

90
00:44:55.200 --> 00:44:57.880
haath uthaao ।

91
00:44:57.880 --> 00:45:01.710
achha ।

92
00:45:03.020 --> 00:45:06.740
naya janma ho gaya ।

93
00:45:06.740 --> 00:45:12.110
to puraana janma kaise yaad aata ?

94
00:45:14.110 --> 00:45:19.310
puraana , puraana ho gaya ।

95
00:45:19.310 --> 00:45:36.620
agar beeti baaten ya sankalp , sanskaar emerge hota hai to kya kahenge ? holi manaai ?

96
00:45:36.620 --> 00:45:42.800
ho li kiya nahin ।

97
00:45:45.770 --> 00:45:57.080
parmaatma sang ka rang achhi tarah se laga nahin ।

98
00:45:57.080 --> 00:46:14.910
parmaatma sang ka rang lagna arthaat puraana janma bhool jaana ।

99
00:46:17.880 --> 00:46:24.850
puraani baaten bhool jaana ।

100
00:46:27.710 --> 00:46:32.170
kyonki marjeeva ho gaye na ।

101
00:46:32.970 --> 00:46:51.880
jaise shareer se ek janma chhodkar doosra lete ho to kya puraana janma yaad rehta hai ?

102
00:46:53.880 --> 00:47:09.250
to aap sabhi abhi brahman janma dhaaran karne vaale ho ।

103
00:47:10.620 --> 00:47:29.650
to pichhle janma ke sanskaar jisko kehte ho galti se mere sanskaar hain , aapke hain ?

104
00:47:29.650 --> 00:47:38.110
hain , brahman jeevan ke sanskaar hain yeh ?

105
00:47:38.110 --> 00:47:52.220
kabhi albelaapan , kabhi royal aalasya , aalasya ke bahut bhinna-bhinna roop hain ।

106
00:47:52.220 --> 00:47:57.650
kabhi is par class karna ।

107
00:47:57.650 --> 00:48:10.220
aalasya kitne prakaar ke hain aur kitne royal roop se aate hain !

108
00:48:15.820 --> 00:48:34.740
to brahman jeevan arthaat naya jeevan ismen puraana kuchh ho nahin sakta ।

109
00:48:37.770 --> 00:48:44.970
to aaj holi manaane aaye ho na !

110
00:48:44.970 --> 00:49:12.740
to holi arthaat ho li to aaj holi manaana arthaat puraane sanskaar ki holi jalaana ।

111
00:49:16.050 --> 00:49:22.450
jalaane ke baad hi manaana hota hai ।

112
00:49:26.000 --> 00:49:37.310
to abhi aapke manaane ka swaroop hai ।

113
00:49:37.310 --> 00:49:43.820
jala diya abhi manaana hai ।

114
00:49:43.820 --> 00:49:54.620
prabhu ke sang ke rang ka maja lene vaale ho ।

115
00:49:57.600 --> 00:50:11.540
combined rahne ka anubhav karne vaale ho kyon ?

116
00:50:12.280 --> 00:50:32.280
holiest baap ne aapke oopar holi banne ka pavitra banne ka rang lagaaya hai ।

117
00:50:34.280 --> 00:50:41.770
to aaj kaun si holi mana rahe ho ?

118
00:50:44.340 --> 00:51:14.340
aaj vishesh koi bhi puraane sanskaar ko aane nahin dena hai yeh holi manaani hai ।

119
00:51:16.740 --> 00:51:25.880
mana sakte ho ya kabhi-kabhi aa jaayenge ?

120
00:51:28.620 --> 00:51:43.140
yeh royal shabd ki main karne nahin chaahti thi chaahta tha lekin mere sanskaar hain ।

121
00:51:43.820 --> 00:52:06.510
yeh shabd aaj dridh sankalp ki vidhi se samaapta kar lo ।

122
00:52:08.510 --> 00:52:29.650
aisi holi aaj sada ke liye manaane ki himmat rakhte ho ?

123
00:52:29.650 --> 00:52:34.220
ki kabhi-kabhi manaayenge ?

124
00:52:34.220 --> 00:52:59.600
jo samajhte hain ki aaj se puraane sanskaar ki holi ho li beeti so beeti janma naya hai woh puraana janma khatma ।

125
00:53:01.020 --> 00:53:28.910
aisi himmat rakhne vaale aap baap ke meethe-meethe laadle sikeeldhe bachche ho na !

126
00:53:30.910 --> 00:53:48.220
to yeh sankalp dridh sankalp nahin yeh dridh sankalp karne ki himmat hai ?

127
00:53:51.310 --> 00:53:53.310
haath uthaao ।

128
00:53:53.310 --> 00:54:01.650
dekho sabhi ne himmat rakhi hai ।

129
00:54:01.650 --> 00:54:09.940
chalo thode rah bhi gaye lekin aap sab to saathi ho na ।

130
00:54:09.940 --> 00:54:13.600
pakke saathi do haath uthaao ।

131
00:54:19.820 --> 00:54:24.000
yeh photo nikaalo sabka ।

132
00:54:32.800 --> 00:54:35.250
achha ।

133
00:54:35.250 --> 00:54:40.740
double videshi bhi utha rahe hain ।

134
00:54:47.250 --> 00:55:15.480
to baapdaada aapko padam padamguna mubaarak de rahe hain holi ko ho li manaane ki ।

135
00:55:20.680 --> 00:55:30.800
abhi galti se bhi apne mukh se yeh shabd nahin nikaalna ।

136
00:55:31.420 --> 00:55:43.650
mera sanskaar raavan ke sanskaar ko mera kehte ho kamaal hai !

137
00:55:45.650 --> 00:56:04.570
raavan ko dushman kaha jaata hai dushman ka khazaana apna banaana yeh to aashcharya ki baat hai !

138
00:56:09.820 --> 00:56:17.820
aapko bhi aashcharya lag raha hai na ki kya kehte hain !

139
00:56:18.680 --> 00:56:22.450
galti se kah dete ho ।

140
00:56:22.450 --> 00:56:40.800
kah dete hain phir andar mein dil khaati bhi hai mahsoos bhi karte hain baap se baaten bhi karte maaphi bhi lete hain ।

141
00:56:40.800 --> 00:56:46.110
baba kal se nahin karoongi karoonga ।

142
00:56:46.110 --> 00:56:51.080
phir bhi kar dete hain ।

143
00:56:53.370 --> 00:56:58.220
abhi baapdaada kya kare ?

144
00:56:58.450 --> 00:57:02.620
dekhta rahe ?

145
00:57:06.800 --> 00:57:22.110
abhi is shabd ki holi jala lo ।

146
00:57:26.340 --> 00:57:38.050
dekho jalaane mein bhi ek bahut achhi baat bataate hain

147
00:57:39.140 --> 00:58:06.620
koki ko dhaaga baandh ke pakaate hain to jab koki pak jaati hai aur nikaalte hain to koki pak jaati lekin dhaaga nahin jalta hai ।

148
00:58:08.280 --> 00:58:21.650
yeh nishaani bhi aapne pahla paath jo padha hai

149
00:58:21.650 --> 00:58:34.800
ki aatma avinaashi hai aur shareer vinaashi hai ।

150
00:58:37.940 --> 00:58:56.620
to baapdaada apne yeh tyohaar ya shaastra banaane vaale hai

151
00:58:56.620 --> 00:59:13.540
to baap ke bachche hi lekin aap ho sikeeldhe

152
00:59:14.110 --> 00:59:24.680
lekin baapdaada dekhte hain ki unhon ki bhi kamaal kam nahin hai ।

153
00:59:27.250 --> 00:59:37.310
aate mein namak hai lekin banaaya bada ramneek hai ।

154
00:59:38.170 --> 00:59:48.450
har tyohaar ka aap dekho yaadgaar banaaya hai

155
00:59:48.450 --> 01:00:01.140
lekin kai baaten jo sookshm hai usko sthool roop de diya hai ।

156
01:00:01.770 --> 01:00:07.140
lekin yaadgaar to banaaya hai na !

157
01:00:08.510 --> 01:00:29.650
bhakti mein bhi kam to nahin kiya bhakti ne dvaapar kaliyug mein phir bhi kuchh na kuchh smriti ki baaten rakhi ।

158
01:00:32.570 --> 01:00:41.420
ati vikaari banne se bachaaya ।

159
01:00:42.570 --> 01:01:07.140
to baapdaada yeh saamagri tyohaar ya shaastra banaane vaalon ko bhi unka phal deta hai ।

160
01:01:09.770 --> 01:01:32.280
phir bhi bhakti mein kuchh to yaad karte hain vikaaron se thode time ke liye bach jaate hain ।

161
01:01:35.480 --> 01:01:43.540
to aapne aaj kaun si holi manaai ?

162
01:01:43.540 --> 01:01:46.220
kaun si holi manaai ?

163
01:01:46.220 --> 01:01:53.140
ho li sab kaho ho li ।

164
01:01:53.140 --> 01:01:59.020
aise karo ho li ।

165
01:02:00.170 --> 01:02:04.800
pakka hai na !

166
01:02:19.940 --> 01:02:22.170
manaaya ?

167
01:02:22.170 --> 01:02:24.170
manaaya ?

168
01:02:24.170 --> 01:02:26.570
achha ।

169
01:02:30.400 --> 01:02:48.970
phir kal maaya aayegi kyonki maaya bhi sun rahi hai lekin aap aise nahin karna ।

170
01:03:03.020 --> 01:03:08.000
( apni or nahin bulaana ) maja hai na ismen maja hai na ।

171
01:03:08.000 --> 01:03:11.880
maje mein rehna ।

172
01:03:23.420 --> 01:04:00.620
baap ko yaad rakhna to baap humein kitna roohaani rang daal raha hai jisse aap holeehans ban gaye।

173
01:04:04.740 --> 01:04:21.770
holeehans arthaat nirnay shakti vaale holi hans।

174
01:04:23.020 --> 01:04:41.650
koi bhi kaam karo na to ek seat fix kar lo pahle us seat par set ho phir nirnay karo

175
01:04:43.020 --> 01:04:55.880
woh seat jaante ho woh seat hai trikaaldarsha ki seat ।

176
01:04:58.570 --> 01:05:18.800
pahle trikaaldarsha ki seat par set ho teenon kaalon ko dekho sirf vartamaan nahin

177
01:05:20.800 --> 01:05:41.600
aadi madhya ant teenon kaalon ko dekho teenon kaal mein phaayda hai ya nuksaan ?

178
01:05:43.600 --> 01:05:47.140
kai bachche bade chatur hain ।

179
01:05:47.140 --> 01:05:51.020
chaturaai sunaaoon ?

180
01:05:51.020 --> 01:06:13.880
kya kehte hain aisa kaam ko chalaana tha na iseelie kaam chala liya baaki main samajhti thi samajhta hoon karna nahin chaahiye lekin kar liya ।

181
01:06:14.680 --> 01:06:26.450
lekin chalo kar liya to karma ka phal to milega na !

182
01:06:31.600 --> 01:06:39.140
to chaturaai nahin karna baap ko bhi bahut rijhaate hain ।

183
01:06:39.140 --> 01:06:53.880
galti karte hain na phir baapdaada ko aisi aisi baaten sunaate hain - baba aap to merciful ho na !

184
01:06:53.880 --> 01:06:57.710
aap to kshama ke saagar ho na !

185
01:06:57.710 --> 01:07:04.680
baap ko bhi yaad varaate hain to aap kaun ho !

186
01:07:06.680 --> 01:07:14.740
aapne kaha hai na mere ko sunaake khatma kar do ।

187
01:07:16.740 --> 01:07:22.910
lekin mahsoosta se sunaake khatma kar lo ।

188
01:07:22.910 --> 01:07:30.450
ek akshar pakka karte ho suna to dete ho

189
01:07:30.740 --> 01:07:49.710
lekin pahle dridh sankalp se sva ko parivartan karke phir sunaao ।

190
01:07:49.710 --> 01:07:56.170
rijhaate bahut hain aapne kaha hai na !

191
01:07:56.170 --> 01:08:06.110
baap ko bhi yaad dilaate hain aapne yeh kaha hai na aapne yeh kaha hai na ।

192
01:08:06.110 --> 01:08:10.800
badi chaturaai karte hain ।

193
01:08:16.110 --> 01:08:20.050
abhi chaturaai nahin karna ।

194
01:08:20.050 --> 01:08:23.710
himmat rakhna ।

195
01:08:23.710 --> 01:08:30.220
karna hi hai ge ge nahin karna ।

196
01:08:30.740 --> 01:08:43.820
baapdaada saare din mein ge ge ke geet bahut sunte hain ।

197
01:08:44.510 --> 01:09:02.110
karenge dikhaayenge banenge lekin speed kya ?

198
01:09:06.450 --> 01:09:18.680
ge ge vaale baap ke saath chalenge ?

199
01:09:18.680 --> 01:09:32.620
baap to ever ready hai aur ge ge vaale ever ready to nahin hue।

200
01:09:36.000 --> 01:09:44.510
to baap ke saath kaise chalenge ?

201
01:09:46.510 --> 01:09:54.510
dekhte rahenge baap ke saath ja rahe hain ।

202
01:10:00.680 --> 01:10:17.310
baap ko ek-ek bachche se padamguna pyaar hai ।

203
01:10:19.310 --> 01:10:36.400
baap nahin chaahte ki mere bachche aur saath nahin chalen ।

204
01:10:38.400 --> 01:10:53.370
jab ghar lautne ka samay aa gaya hai to kya ghar nahin chalenge ?

205
01:10:54.800 --> 01:11:04.450
kyonki ghar jaake phir raajya mein aana hai ।

206
01:11:04.450 --> 01:11:23.820
ghar nahin chalenge saath mein to brahma baap ke saath raajya mein bhi nahin aayenge peechhe aayenge ।

207
01:11:26.800 --> 01:11:30.510
to aapka vaayda kya hai ?

208
01:11:30.510 --> 01:11:39.540
saath chalenge ya aa jaayenge … ismen bhi ge ge lagaayenge ।

209
01:11:39.540 --> 01:11:47.480
pahunch jaayenge dekhna baba zaroor pahunch jaayenge ।

210
01:11:51.020 --> 01:11:59.770
to yeh bhaasha abhi samaapta karo ।

211
01:12:06.110 --> 01:12:26.850
aaj baapdaada ne vatan mein bhi holi manaai kiske saath ?

212
01:12:28.050 --> 01:12:31.880
aap to abhi manaayenge ।

213
01:12:31.880 --> 01:12:41.880
advance party vaalon ke saath holi manaai ।

214
01:12:41.880 --> 01:12:49.020
advance party hai na naam hi advance party hai ।

215
01:12:49.020 --> 01:13:02.510
to baapdaada ne advance holi manaai ।

216
01:13:05.420 --> 01:13:11.940
jaante ho kya holi manaai ?

217
01:13:17.540 --> 01:13:44.740
sabhi advance party vaale naye va puraane aajkal ke gaye hue mahaarthiyon ko bhi aap yaad karte ho na unhon ko bhi emerge kiya

218
01:13:45.420 --> 01:14:15.250
kyonki abhi jaane vaale jo bhi hain unhonne bachpan se leke yaani kaaphi samay se apna seva ka part bajaaya ।

219
01:14:19.140 --> 01:14:28.170
aap bhi un saathiyon ko yaad to karte ho na !

220
01:14:28.170 --> 01:14:34.910
jagah to bharni padti hai na ।

221
01:14:36.910 --> 01:15:14.510
to aaj vatan mein mama aur deedi aur daadi trimoorti ko vishesh sabhi ke sangathan ke beech khada kiya

222
01:15:18.570 --> 01:15:48.570
aur saathi to the lekin in teenon ko vishesh part se khada kiya aur inhon ko yaad dilaaya yaad hai bhi ।

223
01:15:48.570 --> 01:15:56.970
lekin inhon ko gupta roop mein seva karni padti hai ।

224
01:15:56.970 --> 01:16:14.110
amritvele yeh bhi vatan mein emerge hote hain aur seva par jaate hain ।

225
01:16:14.910 --> 01:16:25.310
seva jo vishesh aatmaayen hain unhonne chhodi nahin hai ।

226
01:16:25.310 --> 01:16:43.370
vatan mein amritvele inhon ka fix hai aana apne asli brahman jeevan mein emerge hona

227
01:16:43.370 --> 01:17:04.970
aur chaaron or koi na koi seva arth mansa seva mansa se man aur buddhi dvaara

228
01:17:04.970 --> 01:17:17.540
aatmaon ke man aur buddhi ko aakarshan karne ki vishesh seva karte hain ।

229
01:17:20.280 --> 01:17:34.220
to baapdaada ne aaj in trimoorti se poochha ki aap kya kar rahe ho ?

230
01:17:35.370 --> 01:17:45.420
baap jaanta to hai phir bhi poochhta to hai na ।

231
01:17:45.420 --> 01:17:57.540
to inhonne kaha ki ham do prakaar se prerna dete hain

232
01:17:57.540 --> 01:18:14.740
ek halchal machaane vaalon ko bhi aur doosra naye srishti ke nimitta banne vaalon ko bhi

233
01:18:18.340 --> 01:18:33.020
kyonki ham intajaar kar rahe hain to mama ne kaha ki humein to bahut time ho gaya hai intajaar karte ।

234
01:18:35.880 --> 01:18:56.680
to hamaari sakhiyon se poochhna ki kya abhi tak intajaar karaana hai ya kuchh intajaam karna hai !

235
01:19:02.570 --> 01:19:18.510
to mama ki ya daadi deedi ki sakhiyaan to bahut baithi hain sakhe bhi baithe hain ।

236
01:19:19.710 --> 01:19:29.080
saath rahne vaale bhaai bhi hain bahinen bhi hain

237
01:19:29.080 --> 01:19:48.510
to unhon ka prashn hai to intajaar karna hamaara kaam hai aapka advance stage vaalon ka kya part hai ?

238
01:19:48.510 --> 01:20:00.050
ham to intajaar kar rahe hain aapka kaam hai intajaam karna ।

239
01:20:00.740 --> 01:20:05.650
hamaara kaam hai intajaar karna ।

240
01:20:06.620 --> 01:20:10.740
to kab date fix karenge ?

241
01:20:10.740 --> 01:20:28.800
aap sab baba ke bachche jab samaan sampoorn banenge tab intajaam hoga ।

242
01:20:34.570 --> 01:20:57.080
to deedi ne kaha to meri taraph se ek prashn sabhi se poochho ।

243
01:20:59.080 --> 01:21:04.740
deedi ne kya kaha ?

244
01:21:07.940 --> 01:21:25.480
to aap sabhi jaante bhi ho kehte bhi ho ever ready।

245
01:21:27.480 --> 01:21:38.910
to sampanna aur sampoorn banne mein ever ready ho?

246
01:21:43.020 --> 01:21:46.740
aur daadi ne kya kaha ?

247
01:21:46.740 --> 01:21:51.820
aaj roohrihaan chal rahi thi ।

248
01:21:51.820 --> 01:22:04.400
daadi ne kaha to mere se jab bhi koi milta tha

249
01:22:04.400 --> 01:22:25.710
to dekha sab kehte bhi the mere ko to daadi aapko to karmaateet karmaateet banna hai yahi taat lagi hui hai ।

250
01:22:25.710 --> 01:22:31.140
ham bhi to saath mein chalenge na ।

251
01:22:32.510 --> 01:22:55.370
to abhi bhi main apne saathiyon ko yahi kehti hoon ki karmaateet banna hi hai kab ?

252
01:22:58.340 --> 01:23:07.250
kab ko ab mein kab badli karenge ?

253
01:23:12.110 --> 01:23:21.200
to baap to muskaraate rehte hain ।

254
01:23:21.880 --> 01:23:29.940
to aaj pahle inhon ki roohrihaan chal rahi thi

255
01:23:29.940 --> 01:23:49.880
aur bhi sabhi unhon ko saath dete the mama yeh bahut achha kaha deedi aap thoda force bharo na

256
01:23:51.020 --> 01:24:02.970
aur daadi ko kehte the to daadi aapne to sabhi ko saath diya ।

257
01:24:02.970 --> 01:24:21.080
baba ke avyakt hote jo aapne part bajaaya ham sabhi ke dilon mein daadi ki yeh baat yaad hai

258
01:24:21.080 --> 01:24:35.880
to aur saathi jo unhon ke the to kaha daadi abhi aapki baat ko yaad karke chalo

259
01:24:35.880 --> 01:24:44.400
baap avyakt hai shiv baba niraakaar hai woh avyakt pharishta hai ।

260
01:24:44.400 --> 01:24:57.880
lekin daadi to saakaar mein thi abhi aapne jo socha tha woh karke to dikhaave ।

261
01:24:58.510 --> 01:25:05.650
daadi jaisi jimmevaari to leke dikhaave ।

262
01:25:06.170 --> 01:25:15.140
matlab to aaj dil khol ke roohrihaan kar rahe the ।

263
01:25:17.140 --> 01:25:20.340
suna ।

264
01:25:21.600 --> 01:25:25.650
abhi kya karna hai ?

265
01:25:25.650 --> 01:25:30.850
holi to manaai na !

266
01:25:32.850 --> 01:25:43.020
kal ki baaten bhi gai to agle janma ki baaten kya sochna ।

267
01:25:45.540 --> 01:25:59.940
to sabhi chit-chat kar rahe the na to baapdaada ne holi manaana shuru kar di ।

268
01:26:01.940 --> 01:26:11.820
sabhi saphed dress mein thi aur vatan mein to pharishte roop mein thi ।

269
01:26:13.250 --> 01:26:23.250
to baapdaada ne achaanak hi bataaya nahin ki holi mana rahe hain

270
01:26:23.250 --> 01:26:32.510
lekin sabhi ardha chandrama ke roop mein baithe hue the khade nahin the ।

271
01:26:32.510 --> 01:26:47.710
baithe hue the 4-5 laaine thi aur kaaydesir baithe the chhote phir bade phir aur bade ।

272
01:26:48.400 --> 01:26:52.850
to baapdaada ne kya kiya ?

273
01:26:53.420 --> 01:27:10.000
achaanak hi 7 rangon ke heere jaante ho na usko powder kiya ।

274
01:27:10.000 --> 01:27:36.740
powder ke roop mein sabhi ke oopar daala to ek to pharishta dress thi chamak rahi thi aur uske oopar 7 rangon ke powder giraaya phail gaya ।

275
01:27:36.740 --> 01:27:58.450
to aap emerge karo to chamakte hue dress mein jab 7 rangon ka powder phail gaya hoga to kaisi dress lagti hogi ?

276
01:27:58.450 --> 01:28:04.800
satayug mein bhi aisi dress nahin milegi ।

277
01:28:06.800 --> 01:28:10.910
to sabhi chamak gaye ।

278
01:28:10.910 --> 01:28:24.510
aur yeh dress chamak gai na to deedi nashe mein chali gai ।

279
01:28:24.510 --> 01:28:37.200
jaise yahaan nashe mein jaati thi na to nashe mein jaakar dance karne lage sabhi ।

280
01:28:37.200 --> 01:28:41.480
ek do ko pakad karke ।

281
01:28:42.450 --> 01:29:04.050
phir baba ne jo madhuban mein aap gevar ( mithaai ) banaate ho na to vatan mein gevar emerge karaaye ।

282
01:29:06.050 --> 01:29:17.540
madhuban se to aaye nahin the to gevar sabhi ko khilaaya ।

283
01:29:21.140 --> 01:29:32.280
to sabhi ne bahut mauj se manaaya ।

284
01:29:33.540 --> 01:29:47.020
to aap bhi pharishta dress jaise bhinna-bhinna dress badli karte ho na

285
01:29:47.020 --> 01:30:06.800
vaise beech-beech mein saare din mein aise pharishta dress badli karke taste lo yeh bhi ।

286
01:30:06.800 --> 01:30:19.370
bas baapdaada emerge karo 5 minute ke liye 10 minute ke liye emerge karo

287
01:30:19.370 --> 01:30:33.140
main pharishte roop mein hoon vastra badli kiya saadhaaran se pharishte roop ki dress pahni

288
01:30:33.140 --> 01:30:55.020
aur baapdaada kabhi gyaan ki kabhi shaktiyon ki kabhi gunon ka rang daal rahe hain ।

289
01:30:56.450 --> 01:31:09.710
pharishta dress mein pharishta banke 5-10 minute anubhav karo phir vastra badli kar do ।

290
01:31:09.710 --> 01:31:13.600
karmayogi hain na ।

291
01:31:13.600 --> 01:31:26.850
to yeh din mein jab bhi time mile pharishte ki dress pahan lo ।

292
01:31:27.820 --> 01:31:49.200
aur baap dvaara yeh rang lag rahe hain yeh anubhav abhi se practice karenge na pharishta dress ki ।

293
01:31:49.200 --> 01:32:03.820
to dress pahanne se nasha chadhega aur madad milegi pharishta banne mein ।

294
01:32:05.820 --> 01:32:23.600
to holi ki yeh saugaat baapdaada chaaron or ke bachchon ko de rahe hain ।

295
01:32:25.200 --> 01:32:31.820
dress pahante trial karte rehna bhoolna nahin ।

296
01:32:31.820 --> 01:32:41.820
pharishta dress holi ki saugaat de rahe hain ।

297
01:32:43.820 --> 01:32:50.800
to beech-beech mein yeh abhyaas karna ।

298
01:32:50.800 --> 01:32:53.140
sahaj hai na !

299
01:32:53.140 --> 01:32:56.970
dress badalna to aata hai na ।

300
01:32:56.970 --> 01:32:58.970
aata hai ?

301
01:32:58.970 --> 01:33:02.450
aata hai na !

302
01:33:02.450 --> 01:33:10.620
jaise yeh dress badalte ho na roz badalte ho na ।

303
01:33:11.140 --> 01:33:18.450
to pharishta dress bhi badalke dekho ।

304
01:33:20.450 --> 01:33:29.250
kitni sundar kitni chamakti hui hai ।

305
01:33:33.770 --> 01:33:35.940
suna ।

306
01:33:35.940 --> 01:33:40.000
aaj vatan ka samaachaar sunaaya ।

307
01:33:40.000 --> 01:33:46.000
aap sab bhi yaad karte ho na !

308
01:33:46.000 --> 01:34:05.880
advance party ke apne sabhi kyonki koi na koi sthaan se bhinna-bhinna gaye hue hain ।

309
01:34:11.770 --> 01:34:19.250
to gaye hue ko yaad to karte ho na !

310
01:34:31.020 --> 01:34:47.420
baapdaada bhi amritvele vishesh advance party se seva karaate hain

311
01:34:49.420 --> 01:35:05.020
kyonki saari duniya to soi hui hoti hai aur yeh dress badalke vatan mein aa jaate hain ।

312
01:35:13.140 --> 01:35:16.220
suna ।

313
01:35:16.220 --> 01:35:21.820
abhi kya karenge ?

314
01:35:25.310 --> 01:35:28.680
yeh drill bhoolna nahin ।

315
01:35:28.680 --> 01:35:41.770
vastra badli karna din mein jitna baar pharishta dress mein baith sako

316
01:35:42.110 --> 01:36:04.570
chaahe 3 minute baitho lekin baitho zaroor badli karo zaroor abhi se sanskaar daalo pharishta banne ke bina devta ban nahin sakte ।

317
01:36:12.680 --> 01:36:16.680
achha ।

318
01:36:42.680 --> 01:37:04.170
pahle sabhi chaaron or ke bachchon ko bhi baapdaada dekh rahe hain

319
01:37:04.170 --> 01:37:31.200
ki door baithe bhi science ke saadhan dvaara majority sthaanon mein centres par woh bhi baapdaada ko dekhte rehte hain

320
01:37:31.200 --> 01:37:39.600
aap toli khaate ho na to woh bhi toli baantate hain ।

321
01:37:42.280 --> 01:37:50.450
to sabhi ko baapdaada bhi dekh rahe hain

322
01:37:50.450 --> 01:38:00.620
ki kaise door baithe najdeek ka anubhav kar rahe hain ।

323
01:38:00.620 --> 01:38:28.510
to chaaron or ke bachchon ko jo sada baap samaan sampanna aur sampoorn banna hai

324
01:38:28.510 --> 01:38:54.000
is sankalp ko dhaaran kiya hua hai aur dridhta ka bal samay prati samay is sankalp ko dete rehte hain

325
01:38:54.000 --> 01:39:46.850
aise chaaron or ke shubh sankalp dhaaran karne vaale saath-saath baap ki aashaaon ko poorn karne vaale aashaaon ke sitaare saath-saath daadi ke bol karmaateet hona hi hai

326
01:39:47.940 --> 01:39:54.970
hona hi hai hona hi hai …

327
01:39:54.970 --> 01:40:21.710
aur mama ke yeh bol ki sada jo karna hai so aaj karo kal par nahin chhodo

328
01:40:24.910 --> 01:40:54.220
aur deedi ke yeh bol ab ghar chalna hai yeh kaanon mein goonjana chaahiye ।

329
01:40:55.140 --> 01:41:03.710
baar-baar ab ghar chalna hai ।

330
01:41:07.770 --> 01:41:22.740
to dhun laga do - karmaateet hona hai ab ghar chalna hai ।

331
01:41:29.540 --> 01:43:07.140
yeh bol baar-baar smriti mein laane vaale samartha aatmaon ko baapdaada ka holi bachchon ko holi ki mubaarak ho aur saath mein sabhi ko baapdaada pahle hi madhuban ke gevar ke pahle sabhi mukh kholo aur gevar khaao khaaya to sabhi ko bahut-bahut padamguna baapdaada aur advance party ke sarva bachchon ka yaadapyaar aur baap ki namaste।

332
01:43:22.280 --> 01:43:49.600
yu . pi . banaaras aur pashchim nepaal ki seva ka tarna hai :- yu . pi . ke saath , mohini behen utho ।

333
01:44:09.540 --> 01:44:26.510
achha hai , yu . pi . mein visheshta kya hai ?

334
01:44:27.140 --> 01:44:44.970
jab aadi mein centre khule to yu . pi . ka centre vishesh tha ।

335
01:44:46.000 --> 01:45:07.310
baapdaada mama pahle pahle yu . pi . ke centre par rahe hain ।

336
01:45:10.680 --> 01:45:22.280
aur yu . pi . mein gyaan nadiyon ka bhi sammelan hai ।

337
01:45:25.770 --> 01:45:49.310
bade mein badi ganga nadi , jamuna dilli mein hai aur yu . pi . mein ganga nadi hai , ganga nadi ka gaayan kya hai ?

338
01:45:49.310 --> 01:45:53.880
patit paavni ।

339
01:45:55.420 --> 01:46:21.480
to yu . pi . vaalon ko sada yahi lagan hogi patit paavni ban , patit aatmaon ko kuchh na kuchh anchali dene ki ।

340
01:46:23.480 --> 01:46:30.220
abhi yu . pi . mein centre badh rahe hain na ।

341
01:46:30.220 --> 01:46:33.540
badhe hain ?

342
01:46:34.110 --> 01:46:39.710
aadi mein to raunak rahi hai ।

343
01:46:42.050 --> 01:46:54.110
samarpan yugal yu . pi . se aarambha hue ।

344
01:47:02.680 --> 01:47:15.140
to abhi bhi yu . pi . koi naya kaarya karke dikhaao ।

345
01:47:15.600 --> 01:47:38.510
yeh function , yeh sammelan yeh to honge , hote rahenge lekin koi naya kuchh karke dikhaao ।

346
01:47:46.680 --> 01:47:57.020
sabhi zone sochte hain kuchh karke dikhaayen ।

347
01:47:57.020 --> 01:48:02.970
dilli vaale bhi soch rahe hain na !

348
01:48:06.680 --> 01:48:09.940
achha hai ।

349
01:48:10.850 --> 01:48:32.280
kuchh na kuchh karte raho , jo brahman sansaar mein koi na koi khabar chhapti rahe , aapki bhi to akhbaare hain na ।

350
01:48:32.280 --> 01:48:41.880
to koi naya samaachaar akhbaaron mein aana chaahiye ।

351
01:48:46.340 --> 01:48:55.770
baaki yagya seva mein yu . pi . bhi kam nahin hai ।

352
01:48:55.770 --> 01:48:59.480
achhi sankhya aai hai ।

353
01:48:59.480 --> 01:49:04.970
baapdaada khush hai ।

354
01:49:06.970 --> 01:49:16.400
teachers bhi kaaphi hain lekin kaun si teachers ?

355
01:49:17.880 --> 01:49:51.370
baapdaada ka jaanti ho ki aisi teachers jo apne features chalan aur chehre se sabhi ko future dikhaaye ।

356
01:49:51.370 --> 01:49:56.740
abhi ka future kya hai ? pharishta ।

357
01:49:56.740 --> 01:50:03.710
bhavishya ka future devta ।

358
01:50:04.280 --> 01:50:18.800
to har ek teacher abhi ka future jo pharishta hai ,

359
01:50:19.370 --> 01:50:24.850
chalo devta to bhavishya mein banenge

360
01:50:24.850 --> 01:50:38.110
lekin jo last ghadi ka swaroop hai pharishta ,

361
01:50:38.110 --> 01:50:54.170
woh features arthaat chalan aur chehre se spashta dikhaai de ।

362
01:50:56.910 --> 01:51:25.540
jaise shuru-shuru mein jab aap seva mein gaye , 14 varsha tapasya aur baapdaada maa ki paalna ka saath liya ,

363
01:51:25.540 --> 01:52:00.510
to pahle shuru mein jab seva mein gaye to aap koi koi sevaadhaari aatmaon ka jigyaasu ko kabhi light ka taaj aur kabhi mastak mein chamakta hua bindu ,

364
01:52:00.510 --> 01:52:19.600
yeh dikhaai deta tha aur parakhne ki shakti aap mein bahut teevra thi ,

365
01:52:19.600 --> 01:52:31.020
koi bhi aasuri svabhaav vaala aata tha kyonki kumaariyaan naam tha na

366
01:52:31.020 --> 01:53:03.650
lekin uski chaal nahin chalti thi itni taakat thi jo woh svayan paanv par girkar kehte the ki hamne kya socha aur aap kaun ho !

367
01:53:06.000 --> 01:53:24.740
yeh pavitrata ka jo chamatkaar tha woh pratyaksha chalan mein svapna tak tha ।

368
01:53:24.740 --> 01:53:41.540
apvitrata ka svapna maatra bhi nahin tha tha hai nahin kehte hain tha ।

369
01:53:44.170 --> 01:54:20.050
ab phir se apne saathiyon mein yeh light might ki dridhta laate raho ।

370
01:54:29.310 --> 01:54:31.820
easy nahin ।

371
01:54:31.820 --> 01:55:07.710
samajhte to ho sabhi teachers nimitta ho na baba ki taraph se aur baapdaada ko teachers chhoti chaahe badi unke liye dil mein bahut pyaar hai

372
01:55:08.510 --> 01:55:22.680
kyonki baap ke kaarya mein sahayogi ho ।

373
01:55:22.680 --> 01:55:28.620
nimitta ho sahayogi ho ।

374
01:55:30.620 --> 01:55:49.480
chaaron or sabhi student ke saamne saakaar roop mein aap teachers ho ।

375
01:55:51.020 --> 01:56:04.850
avyakt roop mein baapdaada hai aur advance party bhi aapko sakaash deti rehti hai

376
01:56:04.850 --> 01:56:19.310
jab amritvele vatan mein aate hain to sakhiyon ko bhi yaad karti hai centres ko bhi yaad karti hai ।

377
01:56:23.250 --> 01:56:40.570
to yu.pi. sabse number one banna hai ban rahe hain।

378
01:56:44.620 --> 01:56:49.420
kamaal karenge ।

379
01:56:52.850 --> 01:56:58.110
karni hi hai ।

380
01:57:10.110 --> 01:57:58.510
SpARC aur science engineer wing ki meeting hai :- achha meetings to aap log karte rehte ho

381
01:57:59.480 --> 01:58:12.800
aur achha umang utsaah se karte ho yeh baapdaada dekhta aur sunta bhi rehta hai ।

382
01:58:13.200 --> 01:58:19.600
dhaarna ke plan bhi banaate rehte ho ।

383
01:58:19.600 --> 01:58:25.080
baapdaada ne samaachaar suna ।

384
01:58:25.310 --> 01:58:44.850
sabhi apni sva unnati aur seva ke plan naye naye bhi banaate rehte ho ।

385
01:58:46.050 --> 01:59:05.540
abhi yahi lakshya rakhna hai ki duniya vaalon ko abhi dilaasa dene ki aavashyakta hai ।

386
01:59:05.540 --> 01:59:16.620
woh bichaare circumstance ko dekh bhaybheet ho rahe hain ।

387
01:59:16.620 --> 01:59:21.600
dar phail raha hai ।

388
01:59:21.600 --> 01:59:35.940
to aise samay par aapko vishesh to saari aatmaayen aapki hain

389
01:59:35.940 --> 01:59:46.170
lekin vishesh aap apne varga ko dilaasa dilaao

390
01:59:46.170 --> 02:00:08.050
ki aap agar meditation ka course karenge to aapka yeh dar va tension samaapta ho jaayega

391
02:00:08.050 --> 02:00:32.450
aur gyaan nahin do pahle lekin meditation karo aur karaao uska nimantran do tension free life ka anubhav karne ka programme jyaada karo ।

392
02:00:32.450 --> 02:00:45.080
karte ho lekin abhi jyaada karo unhon ko aadhyaatmik shakti ka anubhav karaao ।

393
02:00:45.080 --> 02:00:56.340
sirf bhaashan nahin lekin anubhav karaao bhale chhote chhote group ko karaao ।

394
02:00:56.340 --> 02:01:01.420
bade group ko karaao lekin anubhav karaao ।

395
02:01:01.420 --> 02:01:08.910
anubhav vaala vyakti kabhi rah nahin sakta ।

396
02:01:08.910 --> 02:01:17.420
aur anubhav ki authority number one hai।

397
02:01:18.680 --> 02:01:26.450
anubhav vaala kisi ke bahkaave mein nahin aa sakta ।

398
02:01:27.370 --> 02:01:41.710
samasya mein ghabra nahin sakta kyonki meditation se shakti anubhav hoti hai ।

399
02:01:42.450 --> 02:01:52.620
to meditation ki temptation jyaada anubhav karaao ।

400
02:01:55.370 --> 02:01:59.600
baaki programme to karte rehte ho ।

401
02:01:59.600 --> 02:02:09.420
woh to chalte rahenge aur chalaao lekin yeh vishesh dhyaan do ।

402
02:02:11.420 --> 02:02:26.850
koi bhi aata hai course karta hai lekin course ke beech mein anubhav kiya ya sirf knowledge li ।

403
02:02:30.050 --> 02:02:33.140
anubhav zaroor karaao ।

404
02:02:33.140 --> 02:02:52.340
kisi bhi baat ka chaahe gyaan ke hisaab se parmaatma gyaan hai yeh anubhav ho yog dvaara apne mein shaktiyon ki anubhooti ho

405
02:02:52.340 --> 02:03:03.420
himmat aave koi bhi baat ki samasyaaon ko hal karne ki himmat aave

406
02:03:03.420 --> 02:03:14.570
aur dhaarna ki himmat aave nahin to dhaarna sun karke ghabra jaata hai ।

407
02:03:15.370 --> 02:03:32.620
pahle praapti sunaao praapti kya hoti hai praaptiyon ki aakarshan se sabhi shuru kar dete hain ।

408
02:03:35.540 --> 02:03:53.770
paramatma ka parichay bhi dete ho to pahle praaptiyaan kya hoti hai woh sunaao to praaptiyon ke aadhaar se aakarshit hote hain ।

409
02:03:56.740 --> 02:04:18.400
kya milega kya banega kaise samasyaayen aapke liye sahaj ho jaayengi aisi aisi anubhav ki baaten sunaao ।

410
02:04:21.200 --> 02:04:34.220
baaki aapas mein milte ho baapdaada ke paas report aati hai baapdaada khush hai

411
02:04:34.220 --> 02:04:46.340
ki yeh bhi sangathan mein mel hota hai braahmanon ko bhi refreshment milti hai ।

412
02:04:46.340 --> 02:04:54.910
milte hain na aapas mein kuchh na kuchh raay to dete hi hain ।

413
02:04:56.910 --> 02:05:08.280
to donon varga achha kar rahe ho aur aage bhi karte rahenge ।

414
02:05:08.280 --> 02:05:14.910
yeh baapdaada ko khushi hai ।

415
02:05:16.910 --> 02:05:21.200
achha ।

416
02:05:29.420 --> 02:06:17.480
double videshi bhaai bahinen 80 deshon se aaye hain :- is baari jo double foreigners ne bhinna bhinna programme banaaye hain

417
02:06:17.480 --> 02:06:29.480
yuglon ka teachers ka … yugal haath uthaao jo yugal aaye hain ।

418
02:06:35.770 --> 02:06:45.880
baapdaada ne dekha yugal taiyaar to achhe ho gaye hain ।

419
02:06:45.880 --> 02:06:54.910
lekin baba ki jo aasha hai usko poorn nahin kiya hai ।

420
02:06:56.910 --> 02:07:00.340
kaun si aasha hai ?

421
02:07:00.340 --> 02:07:21.880
koi mahaamandaleshvar ko charnon mein jhukaao kyonki aap log sahaj unko fail kar sakte ho ।

422
02:07:22.450 --> 02:07:31.480
aap kehte ho ho nahin sakta aur hamne sahaj kiya hai ।

423
02:07:31.480 --> 02:07:44.110
apne anubhav ki authority se unhon ko jhuka sakte ho tabhi geeta ka bhagwan bhi siddha hoga ।

424
02:07:45.310 --> 02:07:58.400
yuglon mein yeh taakat hai woh jab dheele ho jaayenge na phir sab baaten maanne lagenge ।

425
02:07:59.140 --> 02:08:07.820
to baapdaada ko achha lagta hai yugal bahut kamaal kar sakte hain kyon ?

426
02:08:07.820 --> 02:08:25.250
abhi bhi kiya hai jab se yugal-yugal chalte rehte ho puraane bhi ho gaye ho

427
02:08:25.250 --> 02:08:34.800
to yeh dekh karke sun karke kitni sankhya badh gai hai ।

428
02:08:35.600 --> 02:08:53.420
ek kaam to kiya hai umang utsaah logon mein badhaaya hai ki ham bhi kar sakte hain chhodna nahin padega darte hain na chhodne se ।

429
02:08:53.420 --> 02:09:00.280
lekin aapne chhoda nahin banaaya hai ।

430
02:09:02.280 --> 02:09:06.340
kuchh chhoda hai ?

431
02:09:06.340 --> 02:09:21.310
saphed dress pahni rangeen pahanne ki mana nahin hai lekin school ki bhi to dress hoti hai na ।

432
02:09:22.740 --> 02:09:27.310
baaki to koi mana nahin hai ।

433
02:09:29.710 --> 02:09:37.140
to yugal bahut kamaal challenge kar sakte hain ।

434
02:09:38.220 --> 02:09:42.280
aisa programme banaao ।

435
02:09:42.680 --> 02:09:49.140
dekhen kaun se yugal taiyaar hote hain ।

436
02:09:49.540 --> 02:10:07.140
pahle to trial karo koi aisa connection vaala ho usse trial karke dekho ।

437
02:10:07.140 --> 02:10:14.910
phir ek dheela hua to aur bhi ban jaayenge ।

438
02:10:17.650 --> 02:10:27.080
to achha lagta hai baapdaada ko yuglon ka sammelan achha lagta hai ।

439
02:10:42.000 --> 02:10:45.540
achha  

440
02:10:46.510 --> 02:11:42.620
abhi foreign ki training vaali teachers utho :- achha teachers samajhti ho ki training milna achha hai ?

441
02:11:43.200 --> 02:11:55.080
jo samajhte hain ki yeh zaroori hai achha hai woh aise haath uthaao ।

442
02:12:02.680 --> 02:12:08.970
to mubaarak hai nimitta teachers ko ।

443
02:12:08.970 --> 02:12:26.450
kyoki mehnat achhi ki hai aur direct seva yeh karengi aur punya aap nimitta vaalon ko mil jaayega ।

444
02:12:28.450 --> 02:12:43.250
yeh achha hai nai nai teachers banti jaati hain yeh bhi drama mein part hai ।

445
02:12:43.250 --> 02:12:53.420
foreign mein dekho kitne naye naye centres khulte rehte hain

446
02:12:53.420 --> 02:13:16.740
to bahut khushi ki baat hai ki training leke aap jo aane vaale hain unhon ko bhi jaldi se jaldi udaane ke nimitta banenge ।

447
02:13:16.740 --> 02:13:31.310
baapdaada sabhi foreigners ko ek to mubaarak dete hi hain

448
02:13:31.310 --> 02:13:45.480
ki job bhi karte aur centre bhi sambhaalte sab taali bajaao ।

449
02:14:05.710 --> 02:14:22.910
vaise teacher banke centre chalaana yeh bhi bahut bada bhaagya hai

450
02:14:23.770 --> 02:14:47.820
common cheez nahin hai kyonki teacher banna arthaat vartamaan baap ki gaddi ke maalik banna woh hai murli sunaana ।

451
02:14:47.820 --> 02:14:56.510
murli dvaara aatmaon ko refresh karna ।

452
02:14:58.510 --> 02:15:19.880
baapdaada teachers ko guroobhaai kehte hain kyonki murli sunaane ke takhta ke adhikaari bante ho ।

453
02:15:19.880 --> 02:15:23.200
nimitta bante ho ।

454
02:15:23.200 --> 02:15:28.970
phaayda bhi hai aur kaayda bhi hai ।

455
02:15:28.970 --> 02:15:32.970
donon hai ।

456
02:15:34.970 --> 02:15:53.420
lekin baapdaada khush hai ki aap apne roochi se time nikaalke aaye ho ।

457
02:15:53.420 --> 02:16:03.480
training karna yeh baapdaada ko bahut pasanda aata hai ।

458
02:16:09.540 --> 02:16:22.450
to bahut achha kiya jo itne sabne training kiya ।

459
02:16:23.140 --> 02:16:36.400
nimitta ho aur nimitta ka phal bahut bada punya ka khaata jama hona hai ।

460
02:16:36.400 --> 02:16:44.740
nimitta bhaav nahin chhodna main nahin laana ।

461
02:16:44.740 --> 02:16:51.650
main yeh saamp hai kaala saamp ।

462
02:16:51.650 --> 02:16:55.880
hap kar leta hai ।

463
02:16:57.020 --> 02:17:11.770
nimitta hoon karaavanhaar kara raha hai chalaane vaala chala raha hai ।

464
02:17:12.850 --> 02:17:15.880
aur combined rehna ।

465
02:17:15.880 --> 02:17:18.850
akele nahin banna ।

466
02:17:18.850 --> 02:17:26.910
akele bane maaya ko darvaaja khola ।

467
02:17:29.480 --> 02:17:36.050
baapdaada khush hai mubaarak de rahe hain ।

468
02:17:36.050 --> 02:17:41.310
achha ।

469
02:18:00.850 --> 02:18:15.020
sabhi foreigners kuchh na kuchh har saal karte raho ।

470
02:18:18.570 --> 02:18:20.910
achha hai ।

471
02:18:20.910 --> 02:18:25.250
service ke plan bhi banaate rehte hain ।

472
02:18:25.250 --> 02:18:35.540
ek do ko umang utsaah badhaate rehna yeh sabse badi seva hai ।

473
02:18:37.770 --> 02:19:02.510
baapdaada ne dekha ki nimitta teachers jinhonne training karaaya woh utho ।

474
02:19:14.050 --> 02:19:17.200
yeh bhi achha ।

475
02:19:17.200 --> 02:19:25.540
( chaarle bhaai se ) bhaai sabmen chance lete hain yeh bahut achha ।

476
02:19:27.540 --> 02:19:37.310
baapdaada aapke seva ki result dekh karke khush hai ।

477
02:19:37.310 --> 02:19:50.110
sabhi ki soorat se umang utsaah lag raha hai yeh bahut achha hai ।

478
02:19:53.140 --> 02:19:57.080
achha ।

479
02:20:02.110 --> 02:20:19.940
abhi sabhi ko holi ki saugaat kya deni hai woh yaad hai ?

480
02:20:19.940 --> 02:20:24.340
yaad hai na !

481
02:20:33.200 --> 02:20:45.820
baapdaada ka ek ek bachche se special pyaar hai

482
02:20:45.820 --> 02:21:11.370
aise nahin ki sirf nimitta banne vaalon se lekin ek-ek bachcha koton mein koi to hai hi last number bhi koto mein koi hai ।

483
02:21:11.940 --> 02:21:20.170
to jo koto mein koi hai woh to mahaan ho gaya na ।

484
02:21:20.620 --> 02:21:44.170
lekin kaisa bhi koi ho last ho uske prati bhi sada usko aage badhaane ke liye

485
02:21:45.480 --> 02:22:08.510
ek to ek do ko svamaan ki drishti se dekho har ek ka svamaan hai last number ka bhi svamaan hai koto mein koi hai ।

486
02:22:08.510 --> 02:22:13.540
president se to achha hai ।

487
02:22:15.540 --> 02:22:22.570
pahchaana to hai mera baba to kehta hai ।

488
02:22:25.370 --> 02:22:34.910
to svamaan mein raho aur sammaan do ।

489
02:22:35.940 --> 02:22:49.080
ekta last number bhi ek baba ka bachcha hai ।

490
02:22:50.570 --> 02:22:59.200
baba ko saamne laao uski galti ko saamne nahin laao ।

491
02:22:59.200 --> 02:23:26.910
parivaar ka hai usmein umang laao utsaah laao chalo galtiyaan bhi karte hain baapdaada ko maaloom hai kya kya galtiyaan karte hain woh chhipti nahin hain

492
02:23:30.570 --> 02:23:50.570
lekin har ek apne aapse poochhe main brahmaakumaari brahmaakumaar bana kyon lakshya kya ?

493
02:23:52.570 --> 02:24:08.280
jo lakshya rakhke aaye sirf apne ko bachaane ka nahin daalroti mil rahi hai sangathan achha hai

494
02:24:08.280 --> 02:24:22.280
brahman jeevan mein khitraag se safe ho gaye … is lakshya se nahin aaye ।

495
02:24:24.280 --> 02:24:44.170
lakshya bahut achha le aaye lekin abhi kahaan kahaan lakshya aur lakshan mein antar aa gaya hai ।

496
02:24:44.170 --> 02:24:57.310
baapdaada ko sab pata hai sirf naam nahin lete kabhi woh bhi samay aayega ।

497
02:25:02.110 --> 02:25:18.280
jo karta hai baapdaada ne dekha ki majority sangadosh mein bahut aate hain ।

498
02:25:19.880 --> 02:25:40.970
dil bhi khaati hai karna nahin chaahiye lekin sang ka rang baap ke sang ka rang kam laga hai iseelie woh rang lag jaata hai ।

499
02:25:40.970 --> 02:26:16.570
baapdaada phir bhi sabhi bachchon ko pyaar dekar kehte hain ki apna vartamaan aur bhavishya nirvighna banaao ।

500
02:26:19.480 --> 02:26:23.480
sangadosh mein nahin aao ।

501
02:26:23.480 --> 02:26:41.770
sangadosh mein aa jaate hain temptation hai sangadosh mein nahin aao ।

502
02:26:42.910 --> 02:26:54.510
had ki praaptiyon ke aakarshan mein nahin aao

503
02:26:54.510 --> 02:27:15.820
kyonki baapdaada ko taras padta hai ki kehta hai mera baba kehta hai mera baba aur karta kya hai ?

504
02:27:16.970 --> 02:27:33.650
isliye aaj holi ka din hai aisi aisi baaten samajhdaar banke jala do ।

505
02:27:40.850 --> 02:27:59.020
phir bhi toolate ke board se aage badal jaao baapdaada madad karega lekin sachchi dil ko ।

506
02:28:01.020 --> 02:28:12.050
saaph dil muraad haansil karke dekho dil se ।

507
02:28:12.050 --> 02:28:20.970
sachchi dil aur muraad haansil nahin ho ho nahin sakta ।

508
02:28:23.710 --> 02:28:32.850
holi mein rang lagaate hain na ulta sulta bhi laga dete hain ।

509
02:28:36.280 --> 02:28:48.340
to aaj holi manaao ulte rang ko baap ke rang mein rang lo ।

510
02:28:51.820 --> 02:28:55.020
achha ।

511
02:28:55.020 --> 02:29:11.140
aaj holi hai na to baapdaada ne bhi kah diya hai taras padta hai ।

512
02:29:15.480 --> 02:29:22.800
achha - om shanti ।

