शनिवार 25 जनवरी 1969 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
> 25-01-69 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
" samarpaṇ key|kī ūñchī stage śhvānsō̃ śhvāṅs smr̥iti "
Avyakt sthiti mē̃ sthit hōkar avyakt kō vyakt mē̃ dēkhō . Āj ēk praśhna pūchh rahē haĩ . Sarv samarpaṇ banē hō ? ( sarv samarpaṇ haĩ hī ) yah sabhī kā vichār hai yā aur kōī kā kōī aur vichār hai ? Sarv samarpaṇ kiskō kahā jātā hai ? Sarv mē̃ yah dēh kā bhān bhī ātā hai . Dēh lē lē̃gē tō dēnī bhī paṛēgī . Lēkin dēh kā bhān tōṛkar samarpaṇ bannā hai . Āp kyā samajhtē hō ? Dēh K|kē abhimān sē bhī sampūrṇ samarpaṇ banē hō ? Mar gayē hō vā martē rahtē hō ? Dēh K|kē sambandh aur man K|kē saṅkalpō̃ sē bhī tum dēhī hō . Yah dēh kā abhimān bilkul hī ṭūṭ jāē tab kahā jāē sarv samarpaṇamay jīvan . Jō sarv tyāgī , sarv samarpaṇ jīvan vālā hōgā unkī hī sampūrṇ avasthā gāī jāyēgī . Aur jab sampūrṇ ban jāyēṅgē tō sāth jāyēṅgē . Āpnē śhurū mē̃ saṅkalp kiyā thā nā ki bābā jāyēṅgē tō ham bhī sāth jāyēṅgē . Phir aisā kyō̃ nahī̃ kiyā ? Yah bhī ēk snēh hai . Aur saṅg tōṛ ēk saṅg jōṛnē key|kī yah chain hai jō ant samay key|kī niśhānī hai . Jab kahā thā tō kyō̃ nahī̃ śharīr chhōṛā ? Chhōṛ saktē hō ? Abhī chhūṭ bhī nahī̃ saktā . Kyōṅki jab tak hisāb-kitāb hai , apnē śharīr sē tab tak chhūṭ nahī̃ saktā . Yōg sē yā bhōg sē hisāb-kitāb chuktū jarūr karnā paṛtā hai . Kōī bhī kaṛā hisāb-kitāb rahā huā hai tō yah śharīr rahēgā . Chhūṭ nahī̃ saktā . Vaisē tō samarpaṇ hō hī lēkin ab samarpaṇ key|kī stage ūñchī hō gaī hai . Samarpaṇ uskō kahā jātā hai jō śhvānsō̃ śhvāṅs smr̥iti mē̃ rahē . Ēk bhī śhvāṅs vismr̥iti kā na hō . Her|har śhvāṅs mē̃ smr̥iti rahē aur aisē jō hōṅgē unkī niśhānī kyā hai ? Unkē chēhrē par kyā najar āyēgā ? Kyā unkē mukh par hōgā , mālūm hai ? ( harṣhitmukh ) harṣitamukhatā K|kē sivāē aur bhī kuchh hōgā ? Jō jitnā sahanśhīl hōgā unmē̃ utnī śhakti baṛhēgī . Jō śhvānsō̃ śhvāṅs smr̥iti mē̃ rahtā hōgā usmē̃ sahanaśī - latā kā guṇ jarūr hōgā aur sahanśhīl hōnē K|kē kāraṇ ēk tō harṣhit aur śhakti dikhāī dēgī . Unkē chēhrē par nirbaltā nahī̃ . Yah jō kabhī-kabhī mukh sē nikaltā hai , kaisē karē̃ , kyā hōgā , yah jō śhabda nirbaltā K|kē haĩ , vah nahī̃ nikalnē chāhiē . Jab man mē̃ ātā hai tō mukh par ātā hai . Parantu man mē̃ nahī̃ ānā chāhiē . Manmanābhav madhyājī bhav . Manmanābhav kā arth|earth bahut guhya hai . Man , bilkul jaisē drama kā second by second jis rīti sē , jaisā chaltā hai , usī K|kē sāth-sāth man key|kī sthiti aisē hī drama key|kī paṭrī par sīdhī chaltī rahē . Jarā bhī hilē nahī̃ . Chāhē saṅkalp sē , chāhē vāṇī sē . Aisī avasthā hō , drama key|kī paṭrī par chal rahē hō . Parantu kabhī - kabhī ruk jātē hō . Mukh kabhī hil jātā hai . Man key|kī sthiti hiltī hai - phir āp pakaṛtē hō . Yah bhī jaisē ēk dāg hō jātā hai . Achchhā - phir bhī ēk bāt ab tak bhī kuchh vāṇī tak āī hai , practical mē̃ nahī̃ āī hai . Kaun see|sī|C bāt vāṇī tak āī hai practical nahī̃ ? Yahī drama key|kī ḍhāl jō sunāī . Lēkin aur bāt bhī batā rahē thē . Vah yah hai jaisē ab samay najdīk hai , vaisē samay K|kē anusār jō antarmukhtā key|kī avasthā , vāṇī sē parē , antarmukh hōkar , karmaṇā mē̃ avyakt sthiti mē̃ rahkar dhāraṇ karnē key|kī avasthā dikhāī dēnī chāhiē , vah kuchh abhī bhī cum|kam hai . Kārōbār bhī chalē aur yah sthiti bhī rahē . Yah dōnō̃ hī ikṭṭhā ēk samān rahē . Abhī ismē̃ kamī hai . Ab sākār tō avyakt sthiti svarūp mē̃ sthit hai . Lēkin āp bachchē bhī avyakt sthiti mē̃ sthit hōṅgē tō avyakt mulākāt kā alaukik anubhav kar saktē hō . Ēk mukhya bāt aur bhī hai , vartamān samay dhyān par dētē haĩ , jō tumhārē mē̃ hōnī chāhiē . Vah kaun see|sī|C ? Kōī kō ātā hai ? Jō mukhya sākār rūp mē̃ bhī kahtē thē - amr̥itvēlē uṭhnā . Amr̥itvēlē kā vāyumaṇḍal aisā hī rahēgā . Sākār mē̃ amr̥itvēlē bachchō̃ sē dūr hōtē bhī mulākāt kartē thē . Lēkin abhī jab amr̥itvēlē chakra lagānē bābā ātē haĩ tō vah vāyumaṇḍal dēkhā nahī̃ hai . Kyō̃ thak gayē ? Is amr̥ - tavēlē K|kē alaukik anubhav mē̃ thakāvaṭ dūr hō jātī hai . Parantu yah kamī dēkhnē mē̃ ātī hai . Yah bāpdādā key|kī śhubh ichchhā hai ki jaldī sē jaldī is avyakt sthiti kā har ēk bachchā anubhav karē . Vaisē tō āp jab sākār sē sākār rīti sē miltē thē tō āp key|kī ākārī sthiti ban jātī thī . Ab jitnā-jitnā avyakt ākārī sthiti mē̃ sthit hōṅgē utnā hī alaukik anubhav karē̃gē .