गुरुवार 6 फ़रवरी 1969 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 106-02-69 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 06-02-69 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2" mahimā sunnā chhōṛō – mahān banō̃ "

1Stop listening to praise and become great.

3Sabhī yād kī yātrā mē̃ baiṭhē hō  ?

2Are all of you on the pilgrimage of remembrance?

4Paṛhāī kā sār tō samajh mē̃ ā gayā .

3You have now understood the essence of the study.

5Us sār kō jīvan mē̃ lākar K|kē duniyā kō vah rāj sunānā hai .

4Put that essence into your life and tell the world of its significance.

6Rachayitā aur rachnā key|kī knowledge kō tō samajh gayē hō .

5You have understood the knowledge of the Creator and His creation.

7Sunā tō bahut hai lēkin ab jō sunā hai vah svarūp bankē sabhī kō dikhānā hai .

6You have heard a lot and now you have to show everyone by becoming the embodiment of all that you have heard.

8Kaisē dikhāyēṅgē  ?

7How will you show it?

9Āpkī her|har chalan sē bāp aur dādā K|kē charitra najar āvē .

8Through your every activity the divine activity of Bap and Dada should be visible.

10Āpkī ā̃khō̃ mē̃ us hī bāp kō dēkhē̃ . 11Āpkī vāṇī sē unhī̃ key|kī knowledge kō sunē̃ .

9Only that Father should be seen in your eyes and only His knowledge should be heard in your speech.

12Her|har chalan mē̃ , her|har charitra samāyā huā hōnā chāhiē .

10Every divine activity should be merged in your every activity.

13Sirph bāp K|kē charitra nahī̃ lēkin bāp K|kē charitra dēkh bachchē bhī charitravān ban jāyē̃ .

11It isn't just the Father's divine activities, but on seeing the Father's divine activities, children should also become ones who perform divine activity.

14Āpkē chitra mē̃ usī alaukik chitra kō dēkhē̃ . 15Āp K|kē vyakt rūp mē̃ avyakt mūrt najar āvē .

12People should see that alokik image in your image; the avyakt image should be visible ir your corporeal image.

16Aisā purūṣhārth karkē , jō bāpdādā nē mēhnat kī hai uskā phal svarūp dikhānā hai .

13By making such efforts you have to show the results of all the efforts that BapDada made.

17Jaisē agyān kāl mē̃ bhī kōī-kōī bachchō̃ mē̃ jaisē ki bāp hī najar ātā hai .

14On the path of ignorance also, it is as if their father is visible in some children.

18Unkē bōl-chāl sē anubhav hōtā hai jaisē ki bāp hai .

15Through their words and behaviour, there would be the experience of their father.

19Isī rīti sē jō ananya bachchē haĩ un ēk ēk bachchē dvārā bāp K|kē guṇ pratyakṣha hōnē chāhiē aur hōṅgē .

16In the same way, Baba's virtues should be revealed and will be revealed by each one of Baba's very special children.

20Kaisē hōṅgē  ?

17How will this happen?

21Uskā mukhya prayatna kyā hai  ?

18What is the main effort for this?

22Mukhya bāt yahī hai jō sākār rūp sē bhī sunāyā hai ki yād kī yātrā , avyakt sthiti mē̃ sthit hōkar her|har karma karnā hai .

19The main thing is what you were also told by the corporeal form to stay on the pilgrimage of remembrance and to perform actions whilst being stable in the avyakt stage.

23Ab tō bachchō̃ kō bahut sāmnā karnā hai . 24Lēkin samarth sāth hai isliē kōī muśhkil nahī̃ hai .

20Children will now have to face a lot, but the All Powerful One is with you, and so there is no difficulty.

25Sirph ēk bāt sabhī kō dhyān mē̃ rakhnī hai ki sāmnā karnē kē liē bīch mē̃ rūkāvaṭ bhī āyēgī .

21Everyone must simply pay attention to one aspect. 22There will be many obstacles that you have to face.

26Sāmnā karnē mē̃ rūkāvaṭ kaun see|sī|C āyēgī  ? 27Mālūm hai  ?

23What is the obstacle that you have to face?

28 ( dēh abhimān ) dēh abhimān tō ēk mūl bāt hai lēkin sāmnā karnē kē liē bīch mē̃ kāmnā vighna ḍālēgī .

24Do you know (Body consciousness.) 25Body consciousness is the main thing, but desires will create obstacles in-between by opposing you.

29Kaun see|sī|C kāmnā  ?

26Which desires?

30Mērā nām hō , maĩ aisā hū̃ , mērē sē rāy kyō̃ nahī̃ lī , mērā mūlya kyō̃ nahī̃ rakhā  ?

27"My name should be glorified. 28I am like this, why wasn't I consulted about this?

31Yah anēk prakār key|kī kāmanāyē̃ sāmnā karnē mē̃ vighna rūp mē̃ āyēgī .

29Why wasn't I given any value?" 30All these various desires will come in the form obstacles to oppose you.

32Yah yād rakhnā hai hamkō kōī kāmnā nahī̃ karnī hai .

31So remember I must not have any desires. 32I have to face everything.

33Sāmnā karnā hai . 34Agar kōī kāmnā key|kī tō sāmnā nahī̃ kar sakē̃gē , aur avyakt sthiti mē̃ mahān bannē kē liē ēk bāt jō kahtē rahtē haĩ - vah dhāraṇ kar lī tō bahut jaldī aur sahaj avyakt sthiti mē̃ sthit hō jāyēṅgē .

33If I have any desires, I will not be able to face situations." 34Baba has been telling you about remembering one thing in order for you to become elevated by having the avyakt stage. 35If you imbibe it, you will very quickly and easily be able to remain stable in the avyakt stage.

35Vah kaun-sī bāt  ?

36What is it?

36Ham abhī mēhmān hai . 37Kyōṅki āp sabhī kō bhī via sūkṣhmavatan hōkar ghar chalnā hai .

37At present we are guests because we all have to return home via the subtle region.

38Ham mēhmān haĩ aisā samajhnē sē mahān sthiti mē̃ sthit hō jāyēṅgē .

38By considering yourself to be a guest, you will be able to remain stable in the high (mahan) stage.

39Mēhmān kē bajāē jarā bhī ēk śhabda mē̃ antar kar liyā tō girāvaṭ bhī ā jāyēgī .

39If instead of considering yourself to be a guest (mehman), you create the slightest difference in this word, you will fall.

40Vah kaun sā śhabda  ?

40What is that word?

41Mēhmān samajhnā hai lēkin mahimā mē̃ nahī̃ ānā hai .

41You have to consider yourself to be a guest, and not be influenced by praise (mahima).

42Agar mahimā mē̃ ā gayē tō mēhmān nahī̃ banē̃gē .

42If you are influenced by praise, you will not be able to become a guest.

43Mēhmān samajhē̃gē tō mahān banē̃gē .

43If you consider yourself a guest, you will become elevated.

44Hai jarā sā antar . 45Mēhmān aur mahimā . 46Lēkin jarā sā antar bhī avasthā kō bahut nīchē ūpar kar dētā hai .

44It is a very slight difference: mehman and mahima (to be a guest and praise), but even the slightest difference brings about a lot of fluctuation.

47Tum sabhī kō gyān kaunsā dētē hō  ?

45What knowledge do you give to everyone?

48Trimūrti kā .

46That of the trimurti.

49Jaisē trimūrti kā gyān aurō̃ kō dētē hō vaisē apnē pās|pass bhī tīn bātō̃ kā gyān rakhnā hai .

47Just as you give others the knowledge of the trimurti, in the same way, keep the knowledge of three things with you.

50Tīn bātē̃ chhōṛō aur tīn bātē̃ dhāraṇ karō .

48Renounce three things and imbibe three things.

51Ab yah tīn bātē̃ chhōṛē̃gē tab hī svarūp mē̃ sthit hōṅgē . 52Service mē̃ saphaltā bhī hōgī .

49Only when you renounce these three things, will you be able to remain stable in the stage of the self and there will be success in service.

53Batāō kaun see|sī|C tīn bātē̃ chhōṛnī hai  ?

50What are the three things that you have to imbibe?

54Jō service mē̃ vighna ḍāltī hai , vah chhōṛnī hai . 55Ēk tō-kabhī bhī kōī bahānā nahī̃ dēnā .

51Tyaag, tapasya and seva (renunciation, intense meditation and service) are needed in your dharna.

56Dūsrā kabhī bhī kissē service kē liē kahlānā nahī̃ . 57Tīsrā - service kartē kabhī murjhānā nahī̃ .

52Tapasya means the pilgrimage of remembrance, and a life cannot be created without service.

58Bahānā , kahlānā aur murjhānā yah tīn bātē̃ chhōṛnī hai .

53There cannot be success in these two things without renunciation.

59Aur phir kaunsī tīn bātē̃ dhāraṇ karnī haĩ  ? 60Tyāg , tapasvā aur sēvā .

54And you have to renounce three things that become an obstacle in service.

61Yah tīn bātē̃ dhārṇā mē̃ chāhiē .

55Firstly, never make excuses.

62Tapasvā arthāt yād kī yātrā aur service K|kē binā bhī jīvan nahī̃ ban saktī .

56Secondly, never wait to be told to do service. 57Thirdly, never wilt whilst doing service.

63In dōnō̃ bātō̃ key|kī saphaltā tyāg K|kē binā nahī̃ hō saktī .

58Making excuses, waiting to be told. 59You have to renounce these three things.

64Isliē tīn bātē̃ chhōṛnī hai aur tīn bātē̃ dhāraṇ karnī hai .

60If you renounce these three things and you imbibe the three things, what will you become?

65Agar in tīnō̃ bātō̃ key|kī dhārṇā huī tō kyā ban jāyēṅgē  ? 66Jō āpkā gāyan hai nā vahī svarūp ban jāyēṅgē .

61You will become the form of your praise. 62Here in Abu also, what is the form of your praise, and in which form is there your memorial?

67Yahā̃ ābū mē̃ bhī āpkā gāyan hai kis rūp mē̃ aur kaun sā rūp yādgār kā hai  ?

63Together with tapasya, is there any other form of a memorial?

68Tapasyā K|kē sāth-sāth aur bhī kōī mukhya rūp kā yādgār hai  ?

64Those who have looked at the Dilwala temple carefully will remember it.

69Jinhōnnē dēlvāṛā mandir dhyān sē dēkhā hōgā unhē̃ yād hōgā .

65The images are the embodiment of tapasya, they also have the third eye.

70Jaisē tapasvī haĩ , tō trinētrī bhī haĩ .

66Together with tapasya, there is also the memorial of being trimurti.

71Tapasvā K|kē sāth-sāth yād trimūrti kī hai .

67Just as there is your memorial of being trimurti, become the same.

72Tō jaisā yādgār hai trinētrī kā , aisā bannā hai . 73Tīsrā nētra kaun sā hai  ? 74Gyān kā .

68Which is the third eye? 69That of knowledge; the third eye of knowledge is shown in the form of the memorial.

75Gyān kā tīsrā nētra hī yādgār K|kē rūp mē̃ dikhāyā hai . 76Tapasvī aur trinētrī . 77Tīsrā nētra kāyam hōgā tab hī tapasvī ban sakē̃gē .

70The embodiment of tapasya and having the third eye of knowledge: only when you constantly have the third eye of knowledge can you become the embodiment of tapasya.

78Agar gyān kā nētra gāyab hō jātā hai tō tapasyā bhī nahī̃ rah saktī .

71If the third eye of knowledge disappears, you cannot have tapasya.

79Isliē ab trimūrti śhabda kō bhī yād karkē dhārṇā mē̃ chalē̃gē tō vah ban jāyēṅgē . 80Jō śhaktiyō̃ kā gāyan hai , jō prabhāv hai vah dēkhnē mē̃ āyēgā .

72This is why if you continue with dharna whilst remembering the word 'trimurti', you will become like the praise that is sung of the shaktis. 73The influence you have will then be visible.

81Abhī gupta hai .

74At the moment, it is incognito.

82Abhī tak śhaktiyā̃ gupta kyō̃ haĩ  ?

75Why are the shaktis still incognito?

83Kyōṅki abhī tak apnē svamān , apnī service aur apnī śrēṣṭhatāyē̃ apnē sē hī gupta haĩ .

76Because until now, your self-respect, your service and your greatness are incognito even to yourself.

84Apnē sē hī gupta hōnē kāraṇ sr̥iṣhṭi sē bhī gupta haĩ .

77Because it is incognito to yourself, it is incognito to the world also.

85Jab apnē mē̃ pratyakṣhatā āyēgī tab sr̥iṣhṭi mē̃ bhī pratyakṣhatā hōgī .

78When it is revealed to you, it will be revealed to the world. 79The festival of Shiv Ratri is approaching.

86Abhī śhivrātri kā jō parv ā rahā hai unkō aur bhī dhūmdhām sē manānā hai .

80You must celebrate it with even greater pomp and splendour now.

87Baṛē umaṅg aur hullās sē parichay dēnā hai . 88Kyōṅki bāp K|kē parichay mē̃ bachchō̃ kā parichay bhī ā jātā hē .

81You must give everyone the introduction with a lot of zeal and enthusiasm because the children's introduction is included in the introduction of the Father.

89Bachchē bāp kā parichay dēgē tō bāp phir avyakt mē̃ bachchō̃ kā parichay , bachchō̃ kā sākṣhātkār ātmāō̃ kō karātē rahē̃gē .

82When children give the Father's introduction, then the Father also continues to give the introduction of the children, visions of the children in a subtle form, to all the souls.

90Tō is śhivrātri par kuchh navīntā karkē dikhānā hai .

83So, at this time of Shiv Ratri, show some newness.

91Kyā navīntā karē̃gē  ?

84What newness will you bring?

92Ab tak jō bhāṣhaṇ kiyē haĩ vah yathā yōg yathāśhakti tō kartē rahtē hō lēkin ab khās śhakti rūp sē bhāṣhaṇ karnē haĩ .

85Until now you have been giving lectures according to your capacity of yoga and power, but now you have to give lectures specially in the form of a shakti.

93Śhakti rūp kā bhāṣhaṇ kyā hōtā hai  ?

86What are lectures given by the form of a shakti?

94Lalkār karnā .

87To challenge people.

95Kyā lalkār karē̃gē  ?

88How will you challenge them?

96Aur hī jōr-śhōr sē samay key|kī pahchān dō . 97Aur unhō̃ kō bār-bār sunāō ki yah bāp kā kartavya ab jāstī samay nahī̃ hai .

89Give them the recognition of time even more greater force and tell them again and again that this task of the Father is not going to continue for long.

98Kuchh tō hāth sē ganvā diyā lēkin jō kuchh thōṛā samay rahā hai , unkō bhī ganvā na dō .

90You have lost some time already, now do not lose the little time that remains.

99Aisē force sē samay key|kī pahchān dō .

91Give the recognition of time with such force.

100Jaisē ājkal science vālē aisē-aisē bombs banā rahē haĩ jō apnē sthān par baiṭhē huē bhī jahā̃ bam lagānā hōgā vahā̃ kā niśhānā dūr baiṭhē bhī kar saktē haĩ .

92Nowadays, scientists are creating such bombs that as they sit at their own place, they are able to direct the bombs far away to wherever they want. 93However, the power of silence is greater than that of science.

101Tō science key|kī śhakti sē tō śhrēṣhṭh silence hai . 102Jaisē vah science K|kē gōlē banātē haĩ - vaisē ab śhaktiyō̃ kō silence key|kī śhakti sē gōlē phēṅknē haĩ .

94Just as they create bombs through science, in the same way, you shaktis now have to project bombs of silence. 95In the beginning, the shaktis constantly challenged everyone.

103Śhurū-śhurū mē̃ śhaktiyō̃ key|kī lalkār hī chaltī thī . 104Abhī śhurū jaisē lalkār nahī̃ hai .

96Now, there isn't so much challenging done by you as there was in the beginning.

105Abhī vistār mē̃ paṛ gayē haĩ .

97Now you've become involved with expansion.

106Vistār mē̃ paṛnē sē lalkār kā rūp gupta hō gayā hai .

98By your being engrossed in the expansion, the challenging form has become incognito.

107Abhī phir sē bījrūp avasthā mē̃ sthit hōkar lalkār karō .

99Now become stable in the seed stage once again and challenge people.

108Us lalkār sē kaīyō̃ mē̃ bīj paṛ saktā hai .

100The seed can be planted in many through that challenge.

109Lēkin bījrūp sthiti mē̃ sthiti rahē̃gē tō anēk ātmāō̃ mē̃ samay key|kī pahchān aur bāp key|kī pahchān kā bīj paṛēgā .

101Only if you remain stable in the seed stage will the seed of the recognition of time and the Father's introduction be planted in many souls.

110Agar bījrūp sthiti mē̃ sthit na rahē sirph vistār mē̃ chalē gayē tō kyā hōgā  ?

102And what will happen if you do not remain stable in the seed stage but simply go into a lot of expansion?

111Jyādā vistār sē bhī value nahī̃ rahēgī .

103If there is too much expansion, there is no value.

112Vyarth hō jāyēgā .

104It will be wasted.

113Isliē bījrūp sthiti mē̃ sthit hō bījrūp key|kī yād mē̃ sthit hō phir bīj ḍālō .

105This is why you must remain stable in the seed stage, in the remembrance of the Seed and then sow the seeds.

114Phir dēkhnā yah bīj kā phal kitnā achchhā aur sahaj nikaltā hai .

106Then see how easily the fruits emerge and how good they are.

115Abhī tak mēhnat jāstī kī hai pratyakṣhaphal cum|kam hai .

107Until now you have made a lot of efforts, but there has been little instant fruit.

116Abhī mēhnat cum|kam karō pratyakṣhaphal jyādā dikhāō .

108Now make less efforts and show greater visible fruit.

117Snēh tō sabhī kā hai hī lēkin snēh kā svarūp bhī kuchh dikhānā hai .

109Everyone has love, but you also have to show the form of love. 110In fact, you should always be in this stage.

118Yū̃ tō sadaiv is sthiti mē̃ rahnā chāhiē lēkin khās śhivrātri tak harēk bachchē kō aisā samajhnā chāhiē jaisē śhurū mē̃ āp bachchō̃ key|kī bhaṭṭī K|kē programme chaltē thē , isī rīti sē harēk kō samajhnā chāhiē śhivrātri tak hamkō yād kī yātrā key|kī bhaṭṭī mē̃ hī rahnā hai .

111However, especially at Shiv Ratri, every child must consider himself to be in a bhatthi just as you used to have programmes for bhatthis in the beginning. 112In this way, each one of you must consider yourself to be in the bhatthi of the pilgrimage of remembrance until Shiv Ratri.

119Bilkul avyakt sthiti mē̃ sthit rahnē kā , apnī checking karnē kā dhyān rakhō .

113Pay attention to having a totally avyakt stage and also to checking yourself.

120Phir is avyakt sthiti kā kitnā prabhāv nikaltā hai .

114Then just see how great will be the effect of your avyakt stage.

121Muśhkil nahī̃ hai . 122Bahut sahaj hai .

115It isn't difficult, it is very easy.

123Kārōbār mē̃ ātē huē bhī bhaṭṭī chal saktī hai . 124Yah tō āntarik sthiti hai .

116Even as you come into action, this bhatthi can continue; this is an internal stage.

125Āntarik sthiti kā prabhāv jāstī paṛtā hai .

117The internal stage has a greater effect.

126Sabhī amr̥itvēlē mulākāt kartē hō  ?

118Do all of you have a meeting at amrit vela?

127Abhī tak aisā vāyumaṇḍal nahī̃ pahuñchā hai .

119Until now, such an atmosphere has not reached Baba.

128Ab tak madhuban vālō̃ nē bhī snēh kā sabūt nahī̃ diyā hai .

120Even the residents of Madhuban have not yet given the proof of love.

129Chārō̃ ōr sē bahut cum|kam bachchē haĩ jinhōnnē snēh kā sabūt diyā hai .

121There are very few children from all over who have given the proof of love.

130Bāp kā bachchō̃ sē kitnā snēh thā .

122Baba had so much love for the children.

131Snēh kā sabūt practical mē̃ kitnā samay diyā .

123For how long did he give the practical proof of love?

132Kyā diyā thā  ?

124What did he give you?

133Yād hai  ?

125Do you remember?

134Khās apnī tabiyat kō bhī na dēkhkar kyā sabūt diyā thā  ?

126Even not considering his own health, what proof did he give?

135Apnī śhārīrik sthiti kō na dēkhtē bhī kitnā samay khās search light dētē thē .

127Not considering his own physical state, for how long did he continue to give a searchlight?

136Kitnā samay snēh kā sabūt diyā .

128For how long did he give the proof of love?

137Āp kahtē thē śharīr par effect ātā hai lēkin bābā nē apnē śharīr kō dēkhā  ?

129You used to say that there will be an effect of this on the body, but did Baba stop to consider his body?

138Yah snēh kā sabūt thā .

130This was the proof of his love.

139Ab bachchō̃ kō bhī return mē̃ snēh kā sabūt dēnā hai .

131Now in return, children also have to give the proof of love.

140Jō karma karkē dikhāyā vahī karnā hai .

132You have to perform the actions that Baba demonstrated to you.

141Amr̥itvēlē jaisē sākār rūp mē̃ karkē dikhāyā vaisē hī bachchō̃ kō karnā chāhiē .

133Just as Baba showed you about amrit vela whilst in the corporeal form, children should also do the same.

142Nahī̃ tō ab tak yahī result dēkhī hai , is bāt mē̃ apnē dil kō khuśh kar lētē haĩ . 143Uṭhē aur baiṭhē .

134For until now, the result has been that children try and satisfy their own heart and just wake up and sit there.

144Lēkin vah rūhāb , śhakti svarūp key|kī smr̥iti nahī̃ rahtī .

135There isn't that intoxication or awareness of being the embodiment of power.

145Śhakti rūp kē badlē kyā mix hō gayā hai  ?

136Instead of your being the embodiment of power, what has been mixed in?

146Sustī .

137Laziness.

147Tō sustī mix hōnē sē mulākāt kartē haĩ lēkin line clear nahī̃ hōtī hai isliē mulākāt sē jō anubhav hōnā chāhiē vah nahī̃ kar pātē haĩ .

138So although children have a meeting, because laziness is mixed, and because the line is not clear, they are not able to have the experiences that they should have in the meeting. 139There is a mixture.

148Miks-car hai . 149Yahā̃ śhurū karē̃gē tō madhuban-vāsiyō̃ kō dēkh sab karē̃gē .

140If you start this here, when everyone sees the Madhuban niwasis, everyone will start to do the same.

150Madhuban nivāsī jō khās snēhī haĩ unkō khās saikrīphāij ( balidān ) karnā hai .

141Madhuban niwasis are specially loving and so they should specially sacrifice themselves.

151Snēh mē̃ hamēśhā sacrifice kiyā jātā hai .

142One always sacrifices oneself out of love. 143Achcha.

152Achchhā - ōm śhānti .

144* * * O M S H A N T I* * *