रविवार 18 मई 1969 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 118-05-69 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 18-05-69 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2" rūhānī gyān-yōg key|kī jyōtiṣhī "
1The spiritual astrologer of knowledge and yoga.
3Āp sabhī nē bulāyā yā bāpdādā nē āp sabhī kō bulāyā hai ?
2Did all of you call BapDada, or did BapDada call all of you?
4Kisnē kiskō bulāyā hai ?
3Who called whom?
5Jō bachchē bāp K|kē kantavya mē̃ nimitt banē huyē haĩ - unhō̃ kō yah bāt her|har vakt yād rakhnī hai ki hamē̃ her|har samay her|har hālat mē̃ ever ready aur all-round hōnā hai .
4Those children who are the instruments in the Father's task have to remember one aspect at all times: "We have to remain ever-ready and all- rounders at every moment in every situation."
6Agar yah dō bātē̃ sabhī mē̃ ā jāyē tō service kā sabūt śhrēṣhṭh nikal saktā hai .
5If these two things are imbibed by all of you, then the result of service can be very elevated.
7Lēkin number-vār puruṣhārth anusār yah bātē̃ haĩ .
6But these aspects are numberwise according to effort.
8Āp nimitt banē huē bachchō̃ kō yah salōgan yād rakhnā chāhiyē ki ham jō karma karē̃gē mujhē dēkh aur sabhī karē̃gē .
7You children who are the instruments have to remember the slogan: "Whatever actions I perform, others who see me will perform the same actions."
9Her|har samay apnē kō aisā samjhō . 10Jaisē drama K|kē stage par sabhī K|kē sāmnē ham part bajā rahē haĩ .
8At every moment consider yourself to be playing a part in the drama on the stage in front of everyone.
11Ēk hōtā hai apnē āp sē rehearsal . 12Ēk hōtā hai stage par sabhī K|kē sāmnē part bajānā .
9One is to rehearse by yourself, and the other is to play a part on the stage in front of everyone.
13Tō stage par act karnē vālē kā apnē ūpar kitnā dhyān rahtā hai .
10And so, imagine how much attention those who act their part on a stage have to pay to themselves.
14Ēk-ēk act par her|har samay attention rahtā hai .
11They have to pay attention to themselves at every moment whilst acting each act.
15Hāthō̃ par , pāvō̃ par , ā̃khō̃ par sabhī par dhyān rahtā hai .
12They have to pay attention to their hands, their feet, their eyes, to everything.
16Agar kōī bhī bāt nīchē ūpar hōtī hai tō actor K|kē act mē̃ śhōbhā nahī̃ dētī . 17Tō aisē apnē kō samajhkar chalnā hai .
13If anything is not right, it doesn't add beauty to the actor's performance. 14So you consider yourself to be an actor in this way and continue to move along.
18Tīn minute kā record jab bhartē haĩ tō kitnā dhyān dētē haĩ .
15When a three minute record is being recorded, you pay so much attention to it.
19Āp sabhī bhī apnē 21 janmō̃ kā record bhar rahē hō tō bhartē samay bahut dhyān rakhnā hai . 20Record mē̃ jarā bhī nīchē-ūpar hō jātā hai tō vah record hamēśhā K|kē liyē raddhī hō jātā hai .
16All of you are recording your record for twenty-one births, and so there should be so much attention paid at the time of recording it. 17If there is the slightest fluctuation in the record, it is erased for all time.
21Tumhārā bhī 21 janmō̃ K|kē liyē satyugī rāj - dhānī kā jō record bhartā hai tō vah radd na hō jāyē .
18Your record for the kingdom of the golden age is being recorded for twenty-one births, and so it shouldn't be spoilt.
22Radd huā tō phir dūr hō jātē haĩ .
19If it is erased, you distance yourself.
23Tō yah sōchnā chāhiē - hamārē her|har karma kē ūpar sabhī key|kī ā̃kh hai .
20And so you should think about this. 21Everyone's vision is on your every action.
24Actors jab dēkhtē haĩ , hamkō sabhī dēkh rahē haĩ tō khās attention rahtā hai .
22When actors are aware that everyone is watching them, they pay special attention to themselves.
25Kōī dēkhnē vālā nahī̃ hōtā hai tō albēlāpan rahtā hai .
23When there isn't anyone observing them, they become careless.
26Tō hamēśhā samajhnā chāhiē ham bhalē akēlēpan mē̃ kuchh kartē , tō bhī sr̥iṣhṭi K|kē sāmnē haĩ .
24So always think that even when you are doing something by yourself, you are in front of the world.
27Sārī sr̥iṣhṭi key|kī ātmāyē̃ chārō̃ ōr sē hamē̃ dēkh rahī haĩ .
25The souls of the entire world are watching you from all four directions.
28Agar ēk-ēk fool|phūl aisā sampūrṇ aur sundar hō jāyē tō is bagīchē key|kī khuśhbū kitnī phail jātī !
26If each flower were to become so perfect and beautiful, the fragrance of this garden would spread so much.
29Lēkin kyō̃ nahī̃ phailtī , uskā kāraṇ kyā ?
27But what is the reason that it doesn't spread?
30Khuśhbū K|kē sāth-sāth kahā̃-kahā̃ bīch mē̃ aur bāt bhī ā jātī hai .
28Together with the fragrance, in some cases, there is also something else that comes in-between.
31Bhalē khuśhbū kitnī hō lēkin khuśhbū sē bhī jaldī failanē vālī badbū hōtī hai , jō jarā see|sī|C bāt sārī khuśhbū kō samāpt kar dētī hai .
29No matter how much fragrance there may be, a bad odour spreads even faster than fragrance, and so the slightest smallest incident finishes all the fragrance.
32Avināśhī khuśhbū jiskō sadā gulāb kahtē haĩ .
30A rose is said to have an eternal fragrance.
33Ēk hōtā hai sadā gulāb , dūsrā hōtā gulāb , tīsrā hōtā hai rūhē̃ gulāb .
31An eternal rose is one thing; the rose is a second thing and the third is a spiritual rose.
34Pahlā number hai rūhē̃ gulāb .
32The first number is the spiritual rose.
35Vah rūh key|kī sthiti mē̃ rahtā hai aur rūhānī rūh K|kē hamē̃śā najdīk hai .
33That remains in the stage of a spirit and is always close to a spirit.
36Aisē hai rūhē gulāb .
34Such is a spiritual rose.
37Aur dūsrī quality jō hai vah phir service mē̃ bahut achchhē rahtē haĩ bākī rūhānī sthiti mē̃ kamī hai .
35And the second quality are very good in service, but they are lacking in the spiritual stage.
38Service mē̃ , dhārṇā mē̃ achchhē haĩ , saṅskār śhītal haĩ .
36They are good in service and in their dharna, and their sanskars are cool.
39Khud apnē kō kyā samajhtē hō ?
37What do you consider yourself?
40Kis number kā fool|phūl samajhtē hō ?
38Which number flower are you?
41Kāṇṭē tō yahā̃ hō bhī na sakē .
39There cannot be any thorns here.
42Haĩ tō sabhī gulāb . 43Lēkin gulāb mē̃ bhī phark hai .
40All are roses, but there is a difference in the roses.
44Jō rūhē gulāb hōṅgē unkī niśhānī kyā hōgī ?
41What are the signs of the spiritual roses?
45Āp lōgō̃ kō mastak key|kī rēkhā parakhnē ātī hai ?
42Do you know how to judge the line on the forehead?
46Jyōtiṣhī banē hō vā nahī̃ ?
43Have you become fortune-tellers or not?
47Bāpdādā jō gyān aur yōg key|kī jyōtiṣhī dikhātē haĩ unsē kyā dēkhtē hō ?
44What do you see in the fortune of knowledge and yoga that BapDada teaches you?
48Harēk K|kē mukhṛē sē , nayanō̃ sē , mastak sē mālūm paṛtā hai .
45You can tell from each one's face, eyes and forehead.
49Ismē̃ bhī viśhēṣh mastak aur nayanō̃ sē mālūm paṛtā hai .
46And in that also, you can especially tell everything from someone's forehead and eyes.
50Āp jyōtiṣ bankar harēk kō parakh saktē hō ?
47You can become the fortune tellers and recognise anyone.
51Nayanō̃ mē̃ aur mastak mē̃ vah rēkhāyē̃ jarūr rahtī haĩ .
48Those lines definitely exist in the eyes and on the forehead.
52Kiskō parakhnā yah bhī jyōtiṣ vidyā hai .
49Knowledge of astrology is needed to discern someone.
53Tō yah jō vidyā hai parakhnē key|kī yah kaīyō̃ mē̃ cum|kam hai .
50This knowledge of discerning others is lacking in some of you.
54Gyān aur yōg sīkhtē haĩ lēkin yah parakhnē key|kī jyōtiṣ vidyā bhī jānnī hai .
51You learn knowledge and yoga, but you also have to know the knowledge of discerning others.
55Kōī bhī vyakti sāmnē āē tō āp lōgō̃ kō tō ēk second mē̃ unkē tīnō̃ kālō̃ kō parakh lēnā chāhiē .
52When anyone comes in front of you, you should be able to know about his three aspects of time in one second.
56Ēk tō past mē̃ unkī life kyā thī aur vartamān samay unkī vr̥itti , dr̥iṣhṭi aur bhaviṣhya mē̃ kahā̃ tak yah apnī prālabdh banā saktē haĩ .
53One is to know what his life was in the past, another what his vision and attitude are at present, and another, to what extent he can create his future reward.
57Yah jānnē key|kī practice chāhiē .
54You need to acquire the practice of being able to do this.
58Yah parakhnē key|kī jō knowledge hai vah bahut cum|kam hai .
55This knowledge of recognising others is lacking.
59Yah kamī abhī bharnī chāhiē .
56You now have to remove this weakness.
60Vartamān samay jō ānē vālā hai usmē̃ agar yah guṇ nahī̃ hōgā , kamī hōgī tō dhōkhē mē̃ ā jāyēṅgē .
57If you do not have this virtue in the time that is yet to come, if it is lacking, you will be deceived.
61Kaī aisī ātmāē̃ āp K|kē sāmnē āyēṅgī jō andar ēk aur bāhar sē dūsrī hōgī .
58Many such souls will come in front of you; internally they will be one thing and externally something else.
62Parīkṣhā kē liē āyēṅgī . 63Kyōṅki kaī samajhtē haĩ ki yah sirph raṭē huē haĩ .
59They will come to test you, because many think that this is just something that you learn off by heart.
64Tō kaī raṅg rūp sē ārṭiphīsiyal rūp mē̃ bhī parakhnē liē āyēṅgē , bhinn-bhinn rūp sē .
60So many will come to you in an artificial way in many different forms and colours in order to judge you.
65Isliyē yah dhyān rakhnā hai ki yah kisaliyē āyā hai ? 66Unkī vr̥itti kyā hai ?
61Therefore, you must pay attention to what each one comes for and what his attitude is like.
67Aur aśhuddh ātmāō̃ key|kī bhī baṛī sambhāl karnī hai .
62Be very cautious with impure souls.
68Aisē-aisē case bhī bahut hōṅgē din pratidin pāp ātmāyē̃ tō bahut hōtē haĩ .
63Day by day, there will be many such cases. 64There are many sinful souls.
69Āpdāyē̃ , akālē mr̥iityu , pāp karma baṛhtē jātē haĩ tō unhō̃ key|kī vāsanāyē̃ jō rah jātī haĩ vah phir aśhuddh ātmāō̃ K|kē rūp mē̃ bhaṭaktī haĩ . 70Isliyē yah bhī bahut baṛī sambhāl rakhnī hai .
65Calamities, untimely death and sinful actions are increasing, and so because their desires are not fulfilled, they wander as impure souls, and therefore you have to be very cautious about this.
71Kōī mē̃ aśhuddh ātmā key|kī pravēśhtā hōtī hai tō unkō bhagānē liē ēk tō dhūp jalātē haĩ aur āg mē̃ chīj kō tapākar lagātē haĩ aur lāl mirchī bhī khilātē haĩ .
66When an impure soul has entered someone else, a special incense stick (dhoop) is lit to chase it away, something is heated in a fire and that person is touched with it. 67Or, that person is even fed red chilli powder.
72Tō āp sabhī kō phir yōg key|kī agni sē kām lēnā hai .
68So all of you have to work with the power of yoga.
73Her|har karmēndriyō̃ kō yōgāgni mē̃ tapānā hai tō phir kōī war|vār nahī̃ kar sakē̃gē .
69You have to heat up each of your physical senses with the fire of yoga so that no one can attack you.
74Thōṛā bhī kahā̃ ḍhīlāpan huā , kōī bhī karmēndriyā̃ ḍhīlī huī tō phir pravēśhtā hō saktī hai .
70If there is the slightest slackness, if any of your physical senses become slack, then it can enter you.
75Vah aśhuddh ātmāē̃ bhī baṛī powerful hōtī haĩ .
71Those impure souls are also very powerful.
76Vah māyā key|kī power bhī cum|kam nahī̃ hōtī .
72Maya's power is no less.
77Yah bahut dhyān rakhnā hai .
73Pay a lot of attention to this.
78Aur kaī prākr̥itik āpdāyē̃ bhī apnā kantavya karēgī .
74And even the elements of nature will carry on with their own work.
79Uskā sāmnā karnē liyē apnē mē̃ īśhvarīy śhakti dhāraṇ karnī hai .
75In order to confront them, imbibe Godly power into yourself.
80Us samay snēh nahī̃ rakhnā hai .
76At that time, you must not have love for it.
81Us samay śhakti - rūp key|kī āvaśhyaktā hai .
77At that time, you need to be the embodiment of power.
82Kis samay snēhamūrta , kis samay śaktirūp bannā hai yah bhī sōchnā hai .
78You have to think about when you need to be the embodiment of love and when you need to be the embodiment of power.
83In sabhī bātō̃ mē̃ śaktirūp key|kī āvaśhyaktā hai .
79You need to be an embodiment of power in all these aspects.
84Agar kōī aisā āyā aur unkō jyādā snēh dikhāyā tō kahā̃ nuksān bhī hō saktā hai .
80If such a person comes and you show him extra love, it can also cause damage.
85Snēh bāpdādā aur daivī parivār sē karnā hai .
81Have love for BapDada and the divine family.
86Bākī sabhī sē śaktirūp sē sāmnā karnā hai .
82But with all the rest, you have to confront them with the form of power.
87Kaī bachchē gaphlat kartē haĩ jō unhō̃ K|kē snēh mē̃ ā jātē haĩ .
83Many children make mistakes and they are attracted by their love.
88Vah snēh vr̥iddhi hōkar kamjōr kar dētā hai , isliyē ab śaktirūp key|kī āvaśhyaktā hai .
84That love increases and makes you weak, and therefore there is now the need to be the embodiment of power.
89Antim nārā bhī bhārat mātā śhakti avatār kā gāyan hai .
85The praise of the final slogan is of the mother of Bharat who is the incarnation of power.
90Gōpī mātā thōṛēhī kahtē haĩ .
86They do not say 'Gopi Mata' the loving mother.
91Ab śhakti rūp kā part hai .
87It is now the part of being the embodiment of power.
92Gōpīkāō̃ kā rūp sākār mē̃ thā .
88The part of the gopikas was in the corporeal form.
93Ab avyakt rūp sē śhakti kā part hai .
89Now, it is the part of the shaktis in the avyakt form.
94Harēk jab apnē śaktirūp mē̃ sthit hōṅgē tō itnē sabhī key|kī śhakti milākar kamāl kar dikhāyēgī .
90When each one of you is stable in being the embodiment of power, the power of all of you put together will show wonders.
95Yādgār rūp mē̃ antim chitra kaun sā dikhāyā huā hai ?
91What is the last picture shown as a memorial? 92That of giving a finger to lift a mountain.
96Pahāṛ kō aṅgulī dēnē kā .
93You have to give the finger of power.
97Aṅgulī , yah śhakti key|kī dēnī hai . 98Issē hī kaliyugī pahāṛ khatm hōgā .
94The mountain of the iron age will be finished only through that.
99Ismē̃ harēk key|kī aṅgulī key|kī darkār hai .
95Everyone's finger is needed in that.
100Abhī vah aṅgulī purī rīti nahī̃ hai .
96That finger is not yet given fully.
101Uṭhātē jarūr haĩ parantu kōī key|kī kabhī sīdhī kōī key|kī kabhī ṭēṛhī hō jātī hai .
97You lift that finger, but some people's finger is sometimes straight and some people's finger is sometimes bent.
102Jab pūrī aṅgulī hōgī tab prabhāv nikalēgā .
98When you give your whole finger, then you will create an impact.
103Ēk jaisē aṅgulī dēnī hai .
99All of you have to give a finger to the same extent.
104Is kaliyugī pahāṛ kō jaldī aṅgulī dēkar phir satyugī duniyā kō lānā hai .
100You must quickly give a finger to lift this mountain of the iron age and bring about the golden-aged world.
105Sākār kē sāth snēh hai tō jaldī-jaldī is purānī duniyā sē chalnē key|kī taiyārī karō .
101You have love for the corporeal form and so you must quickly make preparations to go from this old world.
106Āp kahē̃gē abhī service kahā̃ huī hai lēkin service bhī kiskē liyē rukī hai ? 107Agar āp harēk śaktirūp mē̃ sthit hō jāō tō āp K|kē jō bhūlē bhaṭakē bhakta haĩ , na chāhtē bhī cakamak ( chumbak ) kē āgē ā jāyēṅgē , dērī nahī̃ lagēgī .
102All of you must become stable in being the embodiment of power, and all your long-lost and wandering devotees will be attracted to the magnet against their conscious wish and come. 103It will not take long. 104Achcha.
108Achchhā !
105* * * O M S H A N T I* * *