गुरुवार 10 जून 1971 की अव्यक्त मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

>

10-06-71 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

Sēvā key|kī dharnī taiyār karnē kā sādhan – searchlight

Harēk K|kē mastak par tīn rēkhāyē̃ kaunsī dēkh rahē haĩ  ? Āpkō apnī rēkhāyē̃ dikhāī dētī haĩ  ? Jaisē bāp K|kē yādgār chitra mē̃ sadaiv tīn rēkhāyē̃ jarūr dikhātē haĩ . Aisē hī harēk śhāligrām K|kē mastak par tīn rēkhāyē̃ kaunsī dikhāī dētī haĩ  ? Mastak kō kab darpaṇ mē̃ dēkhā hai  ? Kaunsē darpaṇ mē̃ dēkhā hai  ? Harēk K|kē mastak par ēk rēkhā vā niśhānī vijay key|kī niśhānī hai . Vijay key|kī niśhānī hōtī hai triśhūl . Triśhūl man , vāṇī , karma tīnō̃ mē̃ saphaltā key|kī niśhānī , vijay key|kī niśhānī hai . Śhaktiyō̃ K|kē chitrō̃ mē̃ bhī triśhūl dikhātē haĩ . Tō harēk K|kē mastak mē̃ yah vijay key|kī niśhānī triśhūl hai . Triśhūl kē ūpar dūsrī rēkhā va niśhānī hai bindī . Tīsrī rēkhā phir hai triśhūl kē nīchē jō lambī line hōtī hai , vah niśhānī hai line clear aur careful key|kī . Careful bhī aur clear bhī . Mārg K|kē bīch mē̃ kōī bhī rūkāvaṭ na āyē . Tō tīsrī niśhānī hai sīdhā mārg par ēkras hō chalnē vālē . Tīnō̃ hī rēkhāyē̃ vā niśhāniyā̃ harēk K|kē mastak par dēkh rahē haĩ . Rēkhāyē̃ sabhī key|kī hōtī haĩ lēkin kōī key|kī spaṣhṭ hōtī haĩ , kōī key|kī spaṣhṭ nahī̃ hōtī haĩ . Tō āpnē apnī lakīrē̃ dēkhī̃  ? Triśhūl hai , line clear bhī hai aur ātmik sthiti key|kī bindī bhī hai . Bhakta lōg bhī mastak mē̃ tilak key|kī niśhānī rakhtē haĩ . Āp lōgō̃ kō mastak mē̃ lagānē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai . Sadaiv apnē mastak key|kī in rēkhāō̃ sē apnī sthiti kō parakh sakhatē hō . Tīnō̃ hī rēkhāyē̃ tēj hōnī chāhiē , tab hī sākṣhātkārmūrt ban saktē hō vā apnē karttavya kō saphal kar saktē hō . Ab āp service par jā rahē hō . Abhī sē hī un ātmāō̃ kē ūpar apnī search-light ḍālnē śhurū karnā hai . Śhurū kī hai yā vahā̃ jākar śhurū karē̃gē  ? Searchlight key|kī rōśhnī dūr sē jātī hai . Tō yahā̃ sē hī searchlight ḍālnī hai . Ātmāō̃ kō chun saktē hō . Yahā̃ sē hī kārya śhurū karnē sē vahā̃ jātē hī pratyakṣha sabūt dikhāī dēgā . Searchlight bankar K|kē hī chaltē-phirtē hō vā jab baiṭhtē hō tab hī searchlight dētē hō  ? Nirantar searchlight samajhkar chārō̃ ōr vāyumaṇḍal kō banānē kā karttavya abhī sē hī karnā hai . Jō vahā̃ jātē hī vāyumaṇḍal K|kē ākarṣhaṇ sē samīp ānē vālī ātmāyē̃ apnā sahaj hī bhāgya pā sakē̃ . Kyōṅki abhī samay cum|kam aur saphaltā hajār guṇā dikhānī hai . Pahlē kā samay aur thā . Samay jyādā aur saphaltā kam hōtī thī . Lēkin abhī cum|kam samay mē̃ saphaltā hajār guṇā hō , vah plan banānā hai . Plan K|kē pahlē plain|plane bannā hai . Agar plain|plane ban gayē tō plan practical mē̃ ṭhīk ā jāyēgā . Plain|plane bannē sē hī plan ṭhīk chal sakēgā . Plain|plane bannē kē bād phir plan kyā rakhnā hai , jissē sadā saphaltā prāpt hō  ? Sō thōṛē mē̃ sunātē haĩ jō kabhī bhūlē nahī̃ . Ēk tō yād rakhnā ki ham sab ēkmat haĩ arthāt ēk K|kē hī mat par ēk mati . Dūsrī bāt - - vāṇī mē̃ bhī sadaiv ēk kā hī nām bār-bār apnē kō vā dūsrō̃ kō smr̥iti mē̃ dilānā hai . Tīsrī bāt - - chalan athavā karma mē̃ economy hō . Na sirph tan mē̃ economy karnī hai , lēkin vāṇī mē̃ bhī economy hō , saṅkalp mē̃ bhī economy , samay mē̃ bhī economy . Tō chalan mē̃ sabhī prakār key|kī economy hō . Yah tīnō̃ hī bātē̃ - - ēk mati , ēk kā nām arthāt ēknāmī aur phir economy . Yah tīnō̃ hī bātē̃ sadaiv smr̥iti mē̃ rakh phir kadam uṭhānā vā saṅkalp kō vāṇī mē̃ lānā hai .

Kōī bhī lēn-dēn kartē hō tō usī samay ēk salōgan yād rakhnā hai - bālak sō mālik . Jis samay vichārō̃ kō dētē hō tō mālik bankar dēnā chāhiē lēkin jis samay final hōtā hai us samay phir bālak ban jānā hai . Sirph mālikpanā bhī nahī̃ , sirph bālakapanā bhī nahī̃ . Jis samay jō karma karnā hai us samay vahī sthiti hōnī chāhiē . Aur jab bhī anya ātmāō̃ kīsarvisakaratē hō tō sadaiv yah bhī dhyān mē̃ rakhō ki dūsrō̃ key|kī sarvisakē sāth apnī service bhī karnī hai . Ātmik-sthiti mē̃ apnē kō sthit rakhnā , yah hai apanīsarvis . Pahlē yah check karō ki apanīsarvisabhī chal rahī hai  ? Apnī sarvisanahī̃ hōtī tō dūsrō̃ key|kī service mē̃ saphaltā nahī̃ hōgī . Isliē jaisē dūsrō̃ kō sunātē hō nā ki bāp kī yād arthāt apnī yād vā apnī yād arthāt bāp kī yād . Is rīti sē dūsrō̃ key|kī service arthāt apnī service . Yah bhī smr̥iti mē̃ rakhnā hai . Jab kōī bhī sarvisapar jātē haĩ tō sadaiv aisē samjhō ki sarvisakē sāth-sāth apnē bhī purānē saṅskārō̃ kā antim - saṅskār kartē haĩ . Jitnā saṅskārō̃ kā saṅskār karē̃gē utnā hī satkār milēgā . Sabhī ātmāyē̃ āpkē āgē man sē namaskār karē̃gī . Ēk hōtā hai hāthō̃ sē namaskār karnā , dūsrā hōtā hai man sē . Man hī man mē̃ guṇ gātē rahē̃ . Jaisē bhakti bhī ēk tō bāhar key|kī hōtī hai , dūsrī hōtī hai mānasik . Tō bāhar sē namaskār karnā - yah kōī baṛī bāt nahī̃ hai . Lēkin man sē namaskār karē̃gē , guṇ gāyēṅgē bāp K|kē ki inhō̃ kō banānē vālā kaun  ? Dūsrā , jō unhō̃ K|kē apnē dr̥iṛh vichār haĩ unkō bhī āpkē sunāyē huē śhrēṣhṭh vichārō̃ kē āgē jhukā dēgē . Tō namaskār huā nā . Man sē namaskār karē̃ , yah purūṣhārth karnā hai . Bāhar K|kē bhakta nahī̃ banānā hai . Lēkin mānasik namaskār karnē vālē banānē haĩ . Vahī bhakta badal kar gyānī ban jāyē̃ . Jitnā-jitnā buddhi kō sadaiv svachchha arthāt ēk key|kī yād mē̃ arpaṇ karē̃gē utnā hī svayã darpaṇ ban jāyēṅgē . Darpaṇ K|kē sāmnē ānē sē na chāhtē huē bhī apnā svarūp dikhāī dētā hai . Is rīti sē jab sadaiv ēk key|kī yād mē̃ buddhi kō arpaṇ rakhē̃gē tō āp chaitanya darpaṇ ban jāyēṅgē . Jō bhī sāmnē āyēṅgē vah apnā sākṣhātkār vā apnē svarūp kō sahaj anubhav kartē jāyēṅgē . Tō darpaṇ bannā , jissē svataḥ hī sākṣhātkār hō jāyē . Yah achchhā hai nā . Dūr sē hī mālūm paṛtā hai nā ki kōī searchlight hai . Bhalē kahā̃ bhī , kitnē bhī baṛē saṅgaṭhan mē̃ hō̃ , lēkin saṅgaṭhan K|kē bīch mē̃ dūr sē hī mālūm paṛē ki yah searchlight hai arthāt mārg dikhātē rahē̃ .

Āp lōg nôlējaaur yād kī searchlight dvārā mārg dikhlānē vālē searchlight hō . Aur jab dr̥iṛh saṅkalp karkē jātē haĩ tō saṅkalp sē svarūp ban hī jāyēṅgē . Saṅkalp hai ki ham vijayī ratna haĩ , tō svarūp bhī vijay kā hī ban jātā hai . Vāṇī aur karma aisē hī chaltē haĩ . Saṅkalp K|kē ādhār sē vijay karma mē̃ bharī huī hai . Vijay kā tilakasarvisaēbul ātmāō̃ kō lagā huā hai . Sarvisaarthāt vijay kā tilak lagā hai . Yah serviceable group jā rahā hai nā . Jiskā ēk second vā ēk saṅkalp bhī sarvisakē sivāy nā hō vah hai serviceable . Aisā yah group hai nā . Jab khās sarvisapar jātē haĩ tō apnē ūpar bhī khās dhyān dēnā hōtā hai . Yah sādhāraṇasarvisanahī̃ hai lēkin viśēṣasarvisahai . Sādhāraṇasarvisakaratē hō tō sādhāraṇ smr̥iti rahtī hai . Jab kōī bhī viśhēṣh kārya karnā hōtā hai tō viśhēṣh yād rahtī hai . Tō sādhāraṇ smr̥iti mē̃ nahī̃ , lēkin powerful smr̥iti mē̃ rahnā hai . Sadaiv powerful smr̥iti mē̃ rahnē sē vāyumaṇḍal powerful rahēgā . Powerful vāyumaṇḍal hōnē K|kē kāraṇ kōī bhī ātmā is vāyumaṇḍal sē nikal nahī̃ pāyēṅgē , tab hī service key|kī saphaltā hōgī . Sadaiv ēk-dō K|kē vichārō̃ kō satkār dēkar svīkār karnā hai , tō phir mānasik namaskār sahaj karē̃gē . Sadaiv ‘ hā̃ jī , hā̃ jī ’ kā pāṭh pakkā karnā . Jitnā ‘ hā̃ jī , hā̃ jī ’ karē̃gē utnā hī sabhī jay-jayakār karē̃gē . Āp apnē śhakti-svarūp key|kī vā pāṇḍav-svarūp key|kī pratyakṣhatā karnē kē liē jā rahē hō nā . Aśhva chakra lagākar ātmāō̃ kō yagya mē̃ svāhā karānē liē jā rahē haĩ . Svayã tō svāhā hō hī chukē haĩ . Ēkdam plain|plane bannā hai . Sāth mē̃ bōjh nahī̃ lēnā . Pāṇḍav pañch haĩ lēkin mat ēk hai . Kahtē haĩ nā ki ham sabhī ēk haĩ . Ēk igzāmpal kāyam rakhnē kē liē yah first group hai . Smr̥iti-svarūp key|kī ēk-dō kō her|har samay smr̥iti dilānē sē ēk mat hō jāyēṅgē . Pañch pāṇḍavō̃ key|kī ēkmat key|kī viśhēṣhtā bhī hai aur harēk key|kī apnī-apnī viśhēṣhtā bhī hai . Harēk key|kī apnī viśhēṣhtā kaunsī hai  ? Jaisē four maskēṭiyarsa ( F o u r M u s k e t e e r s  ; chār bandūkadhārī phaujī ) kā sunātē haĩ nā . Tō ēk-dō mē̃ mil julakar her|har kārya kō saphal banānā hai . Harēk apnē ūpar viśhēṣh ēk duty lē . Har ēk apnē viśhēṣh kārya key|kī zimmēvārī sunāō . Saṅgaṭhan mē̃ hōtē huē bhī apnī viśhēṣhtā kā sahyōg dēnē sē sahaj hō jātā hai .

Ēk-ēk pāṇḍav kyā viśhēṣhtā dikhāyēṅgē  ? Ātmā K|kē nātē tō sabhī pāṇḍav hō aur śhaktiyā̃ bhī hō . Apnī viśhēṣhtā kā mālūm hai  ? Apnā umaṅg-utsāh aur ēkras avasthā sadaiv rahē . Kitnā bhī kōī kin bātō̃ dvārā āp lōgō̃ kō harānē key|kī kōśhiśh karē , lēkin jab practical anubhavīmūrt hōkar K|kē unkō ātmik dr̥iṣhṭi aur powerful sthiti mē̃ sthit hōkar dō śhabda bhī powerful bōlē̃gē tō vah apnē kō kāgaz kā śhēr samajhē̃gē . Jaisē dēviyō̃ kā dikhātē haĩ nā ki sāmnē asur vikarāl rūp sē sāmnā karnē ātē haĩ , lēkin unhō̃ kē āgē jaisē bilkul paśhu arthāt bēsamajh ban jātē haĩ . Kitnā bhī baṛā samajhdār hō lēkin āpkē anubhavīmūrt aur ātmik dr̥iṣhṭi K|kē sāmnē bilkul hī apnē kō bēsamajh samajhē̃gē . Bhalē āpkē sāmnē kitnā bhī rūp dhāraṇ karnē key|kī kōśhiśh karē̃ . Śhaktiyō̃ K|kē pāṅw kē nīchē sadaiv bhaiṅs dikhātē haĩ , kyō̃  ? Kitnā bhī kōī apnē kō sēnsibul , knowledgeful samajhē̃ lēkin bhaiṅs bilkul bēsamajh hōtī hai . Bankar ēk rūp āyē̃ aur ban jāyēṅgē dūsrā rūp . Śhaktiyō̃ kā yādgār dikhātē haĩ nā . Asur sāmnā karnē vikarāl rūp dhāraṇ kar ātē haĩ lēkin jab śhaktiyō̃ kā tīr lagtā hai tō phir dūsrā rūp hō jātā hai . Isliē sadaiv yah yād rakhnā ki ham ālamāiṭīathôriṭīkē dvārā nimitt banē huē haĩ . Almighty government K|kē messenger hō . Kōī sē bhī discuss mē̃ apnā mind disturb nahī̃ karnā hai . Nahī̃ tō vē|way lōg science key|kī śhakti sē saṅkalpō̃ kō bhī rīṛ kartē haĩ . Isliē kabhī bhī kōī bāt kā āvāzabhī āyē tō apnē kō disturb nahī̃ karnā . Apnē chēhrē par vā man key|kī sthiti mē̃ antar na lānā . Mantra yād rakhnā . Jaisē kōī vāṇī sē vā aur tarīkē sē vaśh nahī̃ hōtē haĩ tō mantar-jantar kartē haĩ . Tō jab dēkhō aisī kōī bāt sāmnē āyē tō apnē ātmik dr̥iṣhṭi kā nētra aur manmanābhav kā mantra prayōg karnā , tō śhēr sē bhaiṅs ban jāyēṅgē . Jādū-mantar tō ātā hai nā . Yahā̃ sē hī sabhī system nikalī hai . Mantar chalānā , riddhi-siddhi bhī yahī̃ sē hī nikalī hai . Apnī ātmik dr̥iṣhṭi sē apnē saṅkalpō̃ kō bhī siddh kar saktē hō . Vah hai riddhi-siddhi aur yahā̃ vidhi sē siddhi . Śhabdō̃ kā antar hai . Riddhi-siddhi hai alpkāl , lēkin yād kī vidhi sē saṅkalpō̃ aur karmō̃ key|kī siddhi hai avināśhī . Vah riddhi-siddhi use kartē haĩ aur āp yād kī vidhi sē saṅkalpō̃ aur karmō̃ key|kī siddhi prāpt kartē hō . Achchhā .