बुधवार 15 सितंबर 1971 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 115-09-71 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 15/09/71 - 01/03/93

2Master gyān-sūrya ātmāō̃ kā karttavya

1The duty of the master suns of knowledge

3Is saṅgaṭhan kō kaunsā saṅgaṭhan kahē̃gē  ?

2What would you call this gathering?

4Is saṅgaṭhan key|kī viśhēṣhtā kyā hai  ?

3What is the speciality of this gathering?

5Jō viśhēṣhtā hai usī pramāṇ hī nām kahē̃gē .

4The name would be according to the speciality.

6Is saṅgaṭhan key|kī kyā viśhēṣhtā hai jō aur saṅgaṭhan mē̃ nahī̃ dēkhī  ?

5What is the speciality of this gathering which is not seen in any other gathering?

7Apnē saṅgaṭhan key|kī viśhēṣhtā kō jāntē hō  ?

6Do you know the speciality of your gathering?

8Yah saṅgaṭhan sārē brāhmaṇ parivār sē viśhēṣh ātmāō̃ kā saṅgaṭhan hai .

7This is the gathering of the special souls within the Brahmin family.

9Lēkin is viśhēṣh ātmāō̃ K|kē saṅgaṭhan key|kī viśhēṣhtā yah hai - ismē̃ sarv prasiddh nadiyō̃ kā mēlā hai .

8However, the speciality of the gathering of the special souls is that this is the confluence of all the well-known rivers.

10Nadiyō̃ kē ūpar anēk prakār K|kē viśhēṣh dinō̃ par mēlē hōtē haĩ .

9There are many melas on the rivers on special days, but this is the mela of the well-known rivers.

11Lēkin yah mēlā prasiddh nadiyō̃ kā hai . 12Gyān-sāgar sē nikalī huī patit-pāvnī nadiyō̃ kā milan hai .

10This is the meeting of the rivers, the purifiers, that have emerged from the Ocean of Knowledge.

13Apnē kō patit-pāvnī samajhtī hō  ?

11Do you consider yourselves to be the purifiers?

14Agar patit-pāvnī hō tō mukhya bāt jāntī hō ki patit - pāvanī kaun ban saktī hai  ?

12If you are the purifiers, do you know the main thing, that is, who can become the purifiers?

15Patit-pāvnī bannē kē liē mukhya kaunsī bāt smr̥iti mē̃ rakhō jissē kaisā bhī patit , pāvan ban jāyē  ?

13In order to become the purifiers, which main aspect should you keep in your awareness so that no matter how impure someone is, he becomes pure?

16Kōī bhī patit ātmā kā saṅkalp bhī samā jāyē .

14So that even the thoughts of an impure soul merge in that?

17Iskē liē mukhya bāt yahī sadā buddhi mē̃ rahnī chāhiē ki maĩ sarv ātmāō̃ K|kē patit saṅkalpō̃ vā vr̥ittiyō̃ vā dr̥iṣhṭi kō bhasma karnē vālī master gyān-sūrya hū̃ .

15For this, the main thing that should be in your intellect is: "I am a master sun of knowledge that will destroy the impure thoughts, attitude and vision of all the impure souls."

18Agar master gyān-sūrya bankar kōī bhī patit ātmā kō dēkhē̃gē , tō jaisē sūrya apnī kiraṇō̃ sē kichṛā , gandgī K|kē kīṭāṇu bhasma kar dētē haĩ , vaisē kōī bhī patit ātmā kā patit saṅkalp bhī patit - pāvanī ātmā kē ūpar war|vār nahī̃ kar saktā .

16If you look at an impure soul whilst being a master sun of knowledge, then just as the sun destroys all the germs of the dirt and rubbish with its rays, so, too, no impure thought of an impure soul can attack a soul who is a purifier. 17In fact, the impure souls will surrender themselves to you, the purifiers.

19Aur hī patit-ātmāē̃ āp patit-pāvaniyō̃ kē ūpar balihār jāyēṅgī .

18If an impure soul has an impure thought towards a purifier, what should you understand?

20Agar kōī bhī patit ātmā kā patit-pāvnī kē prati patit saṅkalp bhī utpanna hōtā hai , tō kyā samajhnā chāhiē ki mike banī hō , māiṭ-hāus nahī̃ banī hō . 21Isliē jaisē mike kā āvāzabahut mīṭhā bhī lagtā hai aur mike arthātāvāzakanaras key|kī prāpti karātā hai , lēkin māiṭ-hāus sthiti manras kā anubhav karātī hai . 22Agar ēk bār bhī indriyō̃ kā ras anubhav kartē haĩ tō yah indriyō̃ kā ras anēk alpkāl K|kē ras taraph ākarṣitakar dētā hai . 23Kōī bhī patit ātmā kā kisī bhī indriyō̃ K|kē ras arthāt vināśhī ras K|kē taraph ākarṣhaṇ na hō , ātē hī alaukik-atīndriy sukh vā manras kā anubhav karē̃ .

19That you have become a mike but not a might-house.

24Iskē liē pahlē patit-pāvaniyō̃ key|kī manmanābhav key|kī sthiti hōnī chāhiē . 25Agar svayã kōī bhī dēh-abhimān vā dēh key|kī duniyā arthāt purānī duniyā K|kē kōī bhī vastu K|kē ras mē̃ zarā bhī phansē huē hōṅgē , tō vah anya kō manras kā anubhav kaisē karā sakē̃gē  ?

20The sound through a mike is very sweet and enables you to experience pleasure through the ears, but a might-house gives you the experience of sweetness of the mind. 21If you taste this sweetness of the senses even once, then this sweetness of the senses will attract you to a variety of temporary sweetness.

26Kaliyugī sthūl vastuō̃ key|kī rasnā vā man kā lagāv miṭ bhī gayā hai , lēkin iskē bād phir kaunsī stage sē pār hōnā hai , vah jāntī hō  ?

22Let there not be any type of attraction towards the sweetness of the senses of any impure soul, that is, towards perishable sweetness.

27Lōhē key|kī jañjīrē̃ , mōṭī-mōṭī jañjīrē̃ tō tōṛ chukī hō , lēkin bahut mahīn dhāgē kahā̃-kahā̃ bandhanmukt nahī̃ banā saktē . 28Vah mahīn dhāgē kaunsē haĩ  ?

23In order that those who come experience supersensuous joy or sweetness of the mind as soon as they come, the purifiers should first of all stabilise themselves in the stage of manmanabhav.

29Yah parakhnā bhī baṛī bāt nahī̃ is group kē liē . 30Jāntī bhī hō , chāhtī bhī hō phir bākī kyā rah jātā hai  ? 31Sabhī mē̃ mahīn sē mahīn dhāgā kaunsā hai , jō gyānī bannē kē bād nayā bandhan śhurū hōtā hai  ?

24If you are even slightly trapped in any type of body consciousness or towards the world of the body, that is, towards any sweetness of the things of the old world, then how will you enable others to experience sweetness of the mind?

32 ( harēk nē sunāyā ) yah sabhī note karnā , yah note kām mē̃ āyēṅgē . 33Aur bhī kuchh hai  ? 34Is group mē̃ gaṅgā-yamunāikaṭṭhīhō gaī haĩ .

25The taste for the physical iron-aged things or attachment of the mind may have finished, but after this, do you know which stage you have to cross?

35Yah viśhēṣhtā hai nā . 36Sarasvatī tō gupta hōtī hai . 37Iskā bhī baṛā guhya rahasya hai ki gaṅgā kaun aur yamunā kaun hai  !

26You have already broken the iron chains, the gross chains, but the subtle threads in some places do not allow you to be free. 27Which are those subtle threads?

38Pahlē yah tō batāō ki sabhī sē mahīn dhāgā kaunsā hai  ?

28It is not difficult for this group to recognise this.

39Phir issē āpēhī samajh jāyēṅgē gaṅgā kaun , yamunā kaun  ?

29You know this, you accept this and you wish this, so that what else remains?

40Sabhī sē mahīn aur baṛā sundartā kā dhāgā ēk śhabda mē̃ kahē̃gē tō ‘ maĩ ’ śhabda hī hai .

30Which is the most subtle thread which starts a new bondage after having become an enlightened soul? 31(Many gave their own ideas.)

41‘ maĩ ’ śhabda dēh-abhimān sē pār lē jānē vālā hai .

32Note all of this. 33Everything that you note will be useful.

42Aur ‘ maĩ ’ śhabda hī dēhī-abhimānī sē dēh-abhimān mē̃ lē ānē vālā bhī hai .

34Is there anything else? 35The Ganges and the Jamuna have come together in this group.

43Maĩ śharīr nahī̃ hū̃ , issē pār jānē kā abhyās tō kartē rahtē hō .

36This is a speciality, is it not? 37This is the speciality of this group at this time.

44Lēkin yahī maĩ śhabda ki - ‘ ‘ maĩ phalānī hū̃ , maĩ sabhī kuchh jāntī hū̃ , maĩ kis bāt mē̃ cum|kam hū̃ , maĩ sab kuchh kar saktī hū̃ , maĩ yah-yah kartī hū̃ aur kar saktī hū̃ , maĩ jō hū̃ jaisī hū̃ vah maĩ jāntī hū̃ , maĩ kaisē sahan kartī hū̃ , kaisē samasyāō̃ kā sāmnā kartī hū̃ , kaisē mar kar maĩ chaltī hū̃ , kaisē tyāg kar chal rahī hū̃ , maĩ yah jāntī hū̃ ’ ’ - aisē maĩ key|kī list sulṭē K|kē bajāy ulaṭē rūp mē̃ mahīn , sundartā kā dhāgā ban jātā hai . 45Yah sabhī sē baṛā mahīn dhāgā hai . 46Nyārā bannē K|kē bajāy , bāp kā pyārā banānē K|kē bajāy kōī-na-kōī ātmā kā vā kōī vastu kā pyārā banā dētā hai . 47Chāhē mān kā pyārā , chāhē nām kā pyārā , chāhē śhān kā pyārā , chāhē kōī viśhēṣh ātmāō̃ kā pyārā banā lētā hai .

38Are the Ganges and the Jamuna not together?

48Tō is dhāgē kō tōṛnē K|kē liyē vā is dhāgē sē bandhanmukt bannē kē liē kyā karnā paṛē  ?

39Saraswati is incognito. 40There is a deep significance about who the Ganges is and who the Jamuna is.

49Transfer kaisē hō  ? 50Zimmēvārī , tājdhārī group kō hī maṅgāyā hai nā .

41The most subtle and the most attractive thread is of the one word "I".

51Zimmēvārī K|kē lakṣhya kō dhāraṇ karnē vālā group tō hō hī . 52Bākī kyā chāhiē  ? 53Nirahaṅkārī hō  ?

42The word "I" is one that takes you beyond body consciousness and the same word "I" brings you into body consciousness from being soul conscious.

54Nirākārī hō  ?

43"I am a body".

55Agar nirākārī sthiti mē̃ sthit hōkar nirahaṅkārī banō tō nirvikārī automatically hō hī jāyēṅgē . 56Nirahaṅkārī bantē zarūr hō lēkin nirākār hōkar nirahaṅkārī nahī̃ bantē hō . 57Yuktiyō̃ sē apnē kō alp samay kē liē nirahaṅkārī banātē hō , lēkin nirantar nirākārī sthiti mē̃ sthit hōkar sākār mē̃ ākar yah kārya kar rahā hū̃ - yah smr̥iti vā abhyās natural vā nature na bannē K|kē kāraṇ nirantar nirahaṅkārī sthiti mē̃ sthit nahī̃ hō pātē haĩ .

44You practise trying to go beyond this consciousness, but this same word "I" - "I am so-and-so", "I know everything", "I am no less in anything", I can do everything", "I am doing this", or "I am able to do this", I know what I am and what I am like", "I know how I am tolerating everything", "I know how I overcome all the problems", "I know how I die and continue to move along", "I know how I have renounced everything and am continuing to move along": instead of a correct list of "I", this wrong list becomes a subtle attractive thread. 45This is the most subtle thread.

58Jaisē kōī kahā̃ sē ātā hai , kōī kahā̃ sē ātā hai , uskō sadā yah smr̥iti rahtī hai ki maĩ yahā̃ sē āyā hū̃ . 59Aisē yah smr̥iti sadaiv rahē ki maĩ nirākār sē sākār mē̃ ākar yah kārya kar rahī hū̃ .

46Instead of becoming detached, instead of having love for the Father, you then have love for one or another soul or object, whether it is love for regard, love for name, love for honour, or love for any special soul.

60Bīch-bīch mē̃ her|har karma kartē huē is sthiti kā abhyās kartē rahō .

47So in order to break this thread, in order to be liberated from this thread, what do you have to do?

61Tō nirākār hō sākār mē̃ ānē sē nirahaṅkārī aur nirvikārī zarūraban jāyēṅgē .

48How can you transfer it? 49The responsible crowned group has been called here.

62Yah abhyās alpkāl kē liē kartē bhī hō , lēkin ab isī kō sadākāl mē̃ transfer karō .

50You are the group that has imbibed the aim of responsibility. 51What else do you need? 52Are you egoless?

63Yū̃ vairāgī bhī banē hō , vairāgya vr̥itti hai , lēkin sadākāl kē liē aur bēhad K|kē vairāgī banō .

53Are you incorporeal? 54If you stabilise yourselves in the incorporeal stage and become egoless, then you will automatically become viceless.

64Nahī̃ tō kōī had key|kī vastu vairāgya vr̥itti sē haṭānē kē liē nimitt ban jātī hai .

55You definitely become egoless but you do not become egoless after having become incorporeal.

65Yōgyukt bhī hō lēkin yōgyukt key|kī niśhānī practical karma mē̃ dikhāō . 66Āpkā her|har karma , her|har bōl kisī bhī ātmā kō bhōgī sē yōgī banāyē .

56You make yourself egoless for a temporary period with many yuktis, but you have to stabilise yourselves in the incorporeal stage and then come into the corporeal form to perform actions.

67Her|har saṅkalp , her|har karma yuktiyukt , rāzyukt , rahasyayukta hō - iskō kahā jātā hai practical yōgyukt .

57Because this consciousness or practice does not become natural and part of your nature, you are not able to constantly stabilise yourselves in the egoless stage.

68Apnē saṅkalp vā bōl mē̃ , karma mē̃ agar yah tīn bātē̃ nahī̃ tō vyarth hai .

58When someone comes from one place, he constantly has the awareness that he has come from that particular place.

69Agar rāzyukt nahī̃ hōgā tō kyā hōgā  ? 70Vyarth . 71Samajhnā chāhiē ki abhī practical yōgī nahī̃ haĩ lēkin practice karnē vālē yōgī haĩ .

59In the same way, you should constantly have the awareness that you have come from the incorporeal into the corporeal and are performing your task.

72Tō abhī is bāt kē ūpar attention key|kī āvaśhyaktā hai . 73Phir kōī bhī samasyā vā vighna , circumstance āp kē ūpar war|vār nahī̃ kar sakē̃gē .

60Every now and again, whilst performing every action, practise this stage, so that by being incorporeal and then coming into the corporeal, you will definitely become egoless and viceless.

74Practical mē̃ yōgyukt , gyānyukt , snēhayukta , divya alaukik mūrt sē viśhva kē āgē proof arthāt pramāṇ ban jāyēṅgē . 75Jō viśhva kē āgē gyān aur yōg kā proof bantē haĩ vahī māyā-prūph hōtē haĩ .

61You have this practice for a temporary period, but now transfer it for all time. 62You have developed disinterest, you have the attitude of disinterest, but now become this for all time and have unlimited disinterest.

76Tō māyā-prūph hōnē kē liē apnē kō yahī samjhō ki maĩ gyān aur yōg kā proof hū̃ .

63Otherwise, something limited will become an instrument to make you finish your attitude of disinterest.

77Yah pramāṇ rūp bannā , ātmāō̃ K|kē aramānō̃ kō khatm karnē vālā hai .

64You are yogyukt, but now reveal the sign of being yogyukt in your practical actions.

78Sadā her|har saṅkalp aur kadam bāp K|kē pharmān par chalnē vālē anya ātmāō̃ K|kē aramānō̃ kō khatm kar saktē haĩ .

65Your every action and every word should make a bhogi soul (one who experiences sensual pleasures) into a yogi soul.

79Apnē andar bhī purūṣhārth kā , saphaltā kā armān rah jātā hai , iskā bhī kāraṇ ki kahā̃ na kahā̃ , kōī na kōī pharmān nahī̃ pālan hōtā hai .

66Your every thought and every action should be accurate (yuktiyukt) and filled with significance (raazyukt) and filled with meaning (rahasyayukt). 67This is known as being yogyukt in a practical way.

80Tō jis ghaṛī bhī apnē purūṣhārth kē ūpar vā sarvisakī saphaltā kē ūpar vā sarv K|kē snēh aur sahyōg key|kī prāpti kē ūpar zarā bhī kamī vā uljhan āyē tō check karō ki kaunsē pharmān key|kī kamī hai jiskā pratyakṣha phal ēk second kē liē bhī anubhav kar rahē haĩ  !

68If these three things are not merged in your thoughts, words and actions, then consider them to be waste. 69Then you should understand that you are not yet a yogi in a practical form, but that you are still practising to be a yogi. 70So there is now a need to pay attention to this aspect.

81Pharmān sirph mukhya bātō̃ kā nahī̃ , pharmān her|har samay K|kē her|har karma kē liē milā huā hai . 82Savērē amr̥itvēlē sē lēkar rāt tak apnī dincharyā mē̃ jō pharmān milē huē haĩ unkō check karō .

71Then no circumstances or obstacle will come to attack you. 72By being yogyukt, gyanyukt, by having love accurately (snehyukt) and by being a divine alokik image, you will become the proof, that is, an example, in front of the world.

83Vr̥itti kō , dr̥iṣhṭi kō , saṅkalp kō , smr̥iti kō , service kō , sambandh kō sabhī kō check karō .

73Those who become the proof of knowledge and yoga in front of the world are the ones who become Maya-proof.

84Jaisē kōī machinery chaltē-chaltē speed ḍhīlī hō jātī hai tō sabhī aujārō̃ kō check kartē haĩ , chārō̃ ōr sē checking kartē haĩ .

74So in order to be Maya-proof, consider yourselves to be the proof of knowledge and yoga. 75To be the form of an example means to become one who fulfills the wishes of all souls.

85Aisē chārō̃ taraph key|kī checking karnē sē speed tēj kar sakē̃gē . 86Kyōṅki ab rūkanē key|kī bāt khatm huī , ab hai speed kō tēj karnē key|kī bāt .

76Those who constantly follow Baba's orders at every footstep and in every thought are the ones who are able to fulfil the wishes of other souls.

87Jō bhī stage sunī hai us par ṭhahartē bhī hō aur purūṣhārth mē̃ viśhēṣh ātmāē̃ bhī hō . 88Stage kō check karnē mē̃ ṭhīk hō , lēkin abhī kyā karnā hai  ?

77If you have any wishes for your effort or for success, the reason for this is that somewhere or other, you are not following all the orders.

89Percentage kō baṛhāō . 90Percentage cum|kam hai . 91Paper jō diyā hai uskī result yah hai - knowledge key|kī śhakti sē stage kō banā lētē hō , lēkin percentage sē svayã bhī santuṣhṭ nahī̃ hō . 92Abhī yah sampūrṇ karnā hai .

78So the moment you have the slightest confusion about your effort, your success in service, or in receiving love and co-operation from others, then check: Which order is being missed out, of which you are experiencing the practical result, even if it is just for one second?

93Gyān K|kē force kē sāth jō mahīntā kā sunāyā uskē kāraṇ nakalī , nuksān dēnē vālā force bhī mix hō jātā hai .

79The orders are not just of the main things, but you have also been given orders for every moment and every action.

94Nakalī force , nuksān dēnē vālā force na āyē uskē liē kyā bāt smr̥iti mē̃ rakhē̃gē  ?

80Check all the orders in the timetable that you have been given to follow from amrit vela in the morning till night time.

95Agar her|har ātmā kē prati taras key|kī bhāvnā sadā kē liē rahē tō na kiskā tiraskār karē̃gē , na kisī dvārā apnā tiraskār samajhē̃gē .

81Check your attitude, vision, thoughts, awareness, service and relationships. 82When any machinery becomes slow whilst in use, all its parts are checked: you check it everywhere.

96Jahā̃ taras hōgā vahā̃ force kabhī bhī nahī̃ hō saktā . 97Jahā̃ merciful bannā chāhiē vahā̃ merciful bannē K|kē bajāy rōbadār ban jātē haĩ , lēkin yahā̃ viśhva mahārājan nahī̃ hō .

83By checking everywhere, you will be able to intensify the speed, because now there is no longer the question of coming to a halt. 84Now, it is a question of making your speed fast.

98Apnē kō state K|kē mālik samajhtē hō nā . 99Yah sabhī status ministers āyē huē haĩ .

85You stabilise yourselves in all the stages you have just heard about, and you are also special souls in making effort.

100Tō state K|kē mālik samajhnē sē nirākārī aur nirahaṅkārī key|kī stage bhūl jātē hō .

86You are good at checking your stage, but what you do have to do now? 87Increase your percentage.

101State K|kē sēvādhārī hō na ki kōī bhī ātmā sē sēvā lēnē vālē hō .

88The percentage is very low. 89This is the result of the paper you have just taken.

102Agar kōī kō yah bhī saṅkalp ātā hai ki - mainnē itnā kiyā , mujhē issē kuchh śān-mān vā mahimā milnī chāhiē - yah bhī lēnā huā , lēnē key|kī bhāvnā huī .

90You create your stage on the basis of knowledge, but you yourselves are not content with the percentage. 91Now you have to complete this.

103Dātā K|kē bachchē agar yah bhī lēnē kā saṅkalp kartē hō tō dātā nahī̃ huē . 104Yah bhī lēnā , dēnē vālē kē āgē śhōbhtā nahī̃ hai .

92Together with the force of knowledge, because of the subtle things you were told about, a false force, a force which causes damage also becomes mixed in this.

105Iskō kahā jātā hai bēhad K|kē vairāgī . 106Sēvādhārī kō yah bhī saṅkalp nahī̃ uṭhnā chāhiē .

93What will you keep in your awareness so that the false force, the force that causes damage does not interfere?

107Tab state sē apnē bēhad K|kē viśhva mahārājan kā status pā sakē̃gē . 108Achchhā . 109Jō niṣhkāmī hōgā , vahī viśhva kā kalyāṇkārī banēgā .

94If you have the feeling of mercy for all souls, all the time, then neither will you have disregard for anyone nor will others disregard you.

110Merciful hōgā . 111Karttavya key|kī prāpti svataḥ hōnā dūsrī bāt hai lēkin kāmnā sē prāpt karnā - yah alpkāl key|kī prāpti bhal hōtī hai , lēkin anēk janmō̃ kē liē bhī anēk prāptiyō̃ sē vañchit kar dētī hai .

95Wherever there is mercy, there cannot be any force. 96Instead of being merciful where you have to be merciful, you become very authoritative. 97However, you are not the world emperors here, at this time.

112Prāpti , aprāpti kā sādhan ban jātī hai .

98Missing para from the book - (last page of the murli in the book)

113Phal key|kī prāpti hōnā dūsrī bāt hai , prakr̥iti dāsī hōnā dūsrī bāt hai .

99At present, you are the servers, not the ones who take service from others.

114Aisē alpkāl K|kē prāpti K|kē rūp kō parakhtē chalnā . 115Kōī samajhtē haĩ śhakti nahī̃ hai , kyō̃  ? 116Vēsṭēj jyādā hai .

100If someone even has the thought: I did this much and so I should receive name and fame for it, then this is also taking.

117Vēsṭēj hōnē K|kē kāraṇ stage baṛhtī nahī̃ hai .

101The children of the Bestower cannot even have this thought. 102Achcha.

118Achchhā .

103* * * O M S H A N T I * * *