बुधवार 31 मई 1972 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 131-05-72 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 31/05/72 Avyakt BapDada Revised: 13/09/93

2Bhaviṣhya mē̃ aṣhṭ dēvtā aur bhakti mē̃ iṣhṭ bannē kā purūṣhārth

1Do you constantly perform every action whilst considering yourself to be a Shiv Shakti?

3Apnē āpkō sadā śhivśhakti samajh kar her|har karma kartī hō  ? 4Apnē alaṅkār vā aṣhṭ bhujādhārī mūrt sadā apnē sāmnē rahtī hai  ?

2Does your image adorned with the ornaments and the image with eight arms constantly remain in front of you?

5Aṣhṭ bhujādhārī arthāt aṣhṭ śhaktivān .

3To be one with eight arms means to have eight powers.

6Tō sadā apnē aṣhṭ śhakti-svarūp spaṣhṭ rūp mē̃ dikhāī dētē haĩ  ?

4So, do you constantly and clearly see your form of the embodiment of eight powers in front of you?

7Śhaktiyō̃ kā gāyan hai nā - - śivamaī śhaktiyā̃ .

5It is remembered of the Shaktis: The Shaktis that are absorbed in Shiv Baba.

8Tō śhiv bābā key|kī smr̥iti mē̃ sadā rahtī hō  ?

6So, do you constantly stay in Shiv Baba's remembrance?

9Śhiv aur śhakti - dōnō̃ kā sāth-sāth gāyan hai .

7Shiva and the Shaktis are praised together.

10Jaisē ātmā aur śharīr - dōnō̃ kā sāth hai , jab tak is sr̥iṣhṭi par part hai tab tak alag nahī̃ hō saktē .

8The soul and the body are together, whilst the soul is playing its part through the body in this world, they cannot be separated.

11Aisē hī śhiv aur śhakti - dōnō̃ kā bhī itnā hī gahrā sambandh hai , jō gāyan hai śivaśaktipan kā .

9In the same way, Shiva and the Shaktis also have such a deep connection. 10This is why there is the praise of being Shiv Shaktis.

12Tō aisē hī sadaiv sāth kā anubhav kartī hō vā sirph gāyan hai  ?

11So, do you constantly experience the company, or is there simply the praise?

13Sadā sāth aisā hō jō kōī bhī kab is sāth kō tōṛ na sakē , miṭā na sakē .

12There should be such constant company that no one can ever separate this company; no one can ever break this relationship.

14Aisē anubhav kartē huē sadā śivamaī śhakti-svarūp mē̃ sthit hōkar chalō tō kab bhī dōnō̃ key|kī lagan mē̃ māyā vighna ḍāl nahī̃ saktī .

13Whilst having this experience, constantly move along whilst being the embodiment of all powers, merged in Shiva, and then Maya will never cause any obstacles in your love for Baba.

15Kahāvat bhī hai - dō das K|kē barābar hōtē haĩ .

14It is said: Two together are equal to ten.

16Tō jab śhiv aur śhakti dōnō̃ kā sāth hō gayā tō aisī śhakti kē āgē kōī kuchh kar saktā hai  ?

15So, when Shiva and the Shaktis are both together, can anyone do anything to such Shaktis?

17In ḍabhalē śhaktiyō̃ kē āgē aur kōī bhī śhakti apnā war|vār nahī̃ kar saktī vā hār khilā nahī̃ saktī .

16No other shakti can attack you or defeat you when you are in the form of double Shakti.

18Agar hār hōtī hai vā māyā kā war|vār hōtā haiy  ; tō kyā us samay śiv-śakti-svarūp mē̃ sthit hō  ?

17If you are being defeated or attacked by Maya, then are you stabilised in the form of a Shiv Shakti?

19Apnē aṣṭ-śaktiyā̃-sampanna sampūrṇ svarūp mē̃ sthit hō  ?

18Are you stabilised in your form of the eight powers, the complete and perfect form?

20Aṣhṭ śhaktiyō̃ mē̃ sē agar kōī bhī ēk śhakti key|kī kamī hai tō aṣhṭ bhujādhārī śhaktiyō̃ kā jō gāyan hai vah hō saktā hai  ?

19If even one power out of the eight powers is lacking, can you be praised in the way that the eight­ armed Shaktis have been praised?

21Sadaiv apnē āpkō dēkhō ki ham sadaiv aṣhṭ śaktiyā̃dhārī śhiv-śhakti hōkar K|kē chal rahī haĩ  ?

20Constantly check yourself to see whether you are moving along as a Shiv Shakti with the eight powers.

22Jō sadā aṣhṭ śhaktiyō̃ kō dhāraṇ karnē vālē haĩ vahī aṣhṭ dēvtāō̃ mē̃ ā saktē haĩ .

21Those who have constantly adopted the eight powers can come within the eight special deities.

23Agar apnē mē̃ kōī bhī śhakti key|kī kamī anubhav kartē hō tō aṣhṭ dēvtāō̃ mē̃ ānā muśhkil hai .

22If you experience any one power lacking in yourself, then it is difficult to come within the eight deities.

24Aur aṣhṭ dēvtā sārī sr̥iṣhṭi kē liē iṣhṭ rūp mē̃ gāyē aur pūjē jātē haĩ .

23The eight deities are praised and worshipped by the entire world as the special deities.

25Tō bhakti mārg mē̃ iṣhṭ bannā hai vā bhaviṣhya mē̃ aṣhṭ dēvtā bannā hai tō aṣhṭ śhaktiyō̃ key|kī dhāraṇ sadaiv apnē mē̃ kartē chalō .

24So, if you want to become the special deities of the path of bhakti or if you want to become one of the eight deities, you must continue to constantly imbibe the eight powers within yourself.

26In śhaktiyō̃ key|kī dhārṇā sē svataḥ hī aur sahaj hī dō bātō̃ kā anubhav karē̃gē .

25By imbibing these powers, you will easily and automatically experience two things in yourselves.

27Vah kaunsī dō bātē̃  ?

26What are those two things?

28Sadā apnē kō śhiv-śhakti vā aṣhṭ bhujādhārī athavā aṣhṭ śaktidhārī samajhnē sē ēk tō sadā sāthīpan kā anubhav karē̃gē aur dūsrā sadā apnī stage sākṣhīpan key|kī anubhav karē̃gē .

27By constantly considering yourself to be a Shiv Shakti, one with eight arms or eight powers, firstly, you will constantly have the experience of companionship, and secondly, you will constantly experience your stage to be that of a detached observer.

29Ēk sāthī aur dūsrā sākṣhī , yah dōnō̃ anubhav hōṅgē , jiskō dūsrē śhabdō̃ mē̃ sākṣhī avasthā arthāt bindu rūp key|kī stage kahā jātā hai aur sāthīpan kā anubhav arthāt avyakt sthiti kā anubhav kahā jātā hai .

28You will experience being both a companion and a detached observer. 29In other words, you would call this the stage of a detached observer or the point form. 30Or, it is called the experience of companionship, that is, it is called the experience of the avyakt stage.

30Aṣhṭ śhakti key|kī dhārṇā hōnē sē in dōnō̃ sthiti kā anubhav sadā sahaj aur svataḥ karē̃gē .

31By imbibing the eight powers, you will constantly, easily and automatically experience these two powers.

31Aisē anubhav karē̃gē jaisē kōī sākār mē̃ sāth hōtā hai tō phir kab bhī apnē mē̃ akēlāpan vā kamajōrīpan anubhav nahī̃ hōtī hai .

32You will experience it in the same way as when you have the company of someone in a physical way. 33At that time, you will never experience yourself to be alone or weak.

32Is rīti sē jab sarvśhaktivān śhiv aur śhakti dōnō̃ key|kī smr̥iti rahtī hai tō chaltē-phirtē bilkul aisē anubhav karē̃gē jaisē sākār mē̃ sāth haĩ aur hāth mē̃ hāth hai .

34In the same way, when you have the awareness of the Almighty Authority Shiva and the Shaktis, then whilst walking and moving around, you will experience it as though you are physically together in His company and His hand is in your hand.

33Gāyā jātā hai nā - sāth aur hāth .

35It is said: The company and the hand.

34Tō sāth hai buddhi key|kī lagan aur sadā apnē sāth śhrīmat rūpī hāth anubhav karē̃gē .

36So the company is the constant love of the intellect, and the hand is the hand of shrimat which you will constantly experience with you.

35Jaisē kōī kē ūpar kiskā hāth hōtā hai tō vah nirbhay aur śakti-rūp hō kōī bhī muśhkil kārya karnē kō taiyār hō jātā hai .

37When you have someone else's hand on you, you become fearless and the form of Shakti and you become ready to perform any task, no matter how difficult it may be.

36Isī rīti jab śhrīmat rūpī hāth apnē ūpar sadā anubhav karē̃gē , tō kōī bhī muśhkil paristhiti vā māyā K|kē vighna sē ghabrāyēṅgē nahī̃ .

38In the same way, when you constantly experience the hand of shrimat on you, then you will never be afraid of any difficult situation or obstacles of Maya.

37Hāth key|kī madad sē , himmat sē sāmnā karnā sahaj anubhav karē̃gē .

39With the help of the hand, with courage, you will find it easy to face any situation.

38Iskē liē chitrō̃ mē̃ bhakta aur bhagvān kā rūp kyā dikhātē haĩ  ?

40To represent this, what has been shown as an image of the bhagats and God?

39Śhaktiyō̃ kā chitra bhī dēkhē̃gē tō vardān kā hāth bhaktō̃ kē ūpar dikhātē haĩ .

41If you look at the images of the Shaktis, you will see the hand of blessings over the bhagats.

40Mastak kē ūpar hāth dikhātē haĩ .

42They show the hand on the head.

41Iskā arth|earth bhī yahī hai ki mastak arthāt buddhi mē̃ sadaiv śhrīmat rūpī hāth agar hai tō hāth aur sāth hōnē kāraṇ sadā vijayī haĩ .

43This means that if you constantly have the hand over the head, that is, if you have the hand of shrimat in your intellect, then because of having the hand and the company, you are constantly victorious.

42Aisā sadaiv sāth aur hāth kā anubhav kartē hō  ?

44Do you constantly experience the hand and the company in this way?

43Kitnī bhī kamjōr ātmā hō lēkin sāth agar sarvśhaktivān hai tō kamjōr ātmā mē̃ bhī svataḥ hī bhalē bhar jātā hai .

45No matter how weak a soul may be, if his Companion is the Almighty Authority, then the weak soul is automatically filled with power.

44Kitnā bhī bhayānak sthān hai lēkin sāthī śūravīr hai tō kaisā bhī kamjōr śūravīr hō jāēgā .

46No matter how fearsome a place may be, if their companion is brave, then even weak souls become brave.

45Phir kab māyā sē ghabrāyēṅgē nahī̃ .

47Then they will never be afraid of Maya.

46Māyā sē ghabrānē vā māyā kā sāmnā nā karnē kā kāraṇ sāth aur hāth kā anubhav nahī̃ kartē hō .

48The reason for being afraid of Maya or for not being able to face Maya is that you do not experience the hand and the company.

47Bāp sāth dē rahē haĩ , lēkin lēnē vālā nā lēvē tō kyā karē̃gē  ?

49Baba is giving company, but what can He do if those who have to take it, do not take it?

48Jaisē bāp bachchē kā hāth pakaṛ kar unkō sahī rāstē par lānā chāhtē haĩ , lēkin bachchā bār-bār hāth chhuṛā kar apnī mat par chalē tō kyā hōgā  ? 49Mūnjh jāēgā .

50When a father wishes to bring a child onto the right path, he holds the hand of the child, but if the child lets go of the father's hand and continues to follow his own dictates, what will happen?

50Is rīti ēk tō buddhi K|kē saṅg aur sāth kō bhūl jātē hō aur śhrīmat rūpī hāth kō chhōṛ dētē hō , tab mūnjhtē hō vā uljhan mē̃ ātē hō .

51He will become confused. 52In this way, firstly, you forget the company of the intellect, and you let go of the hand of shrimat.

51Aur śhrīmat rūpī hāth kō chhōṛ dētē hō tab mūnjhtē hō vā uljhan mē̃ ātē hō athavā kamjōr ban jātē hō .

53This is why you become confused and have to face problems and you become weak. 54Maya is also very clever.

52Māyā bhī baṛī chatur hai . 53Kabhī bhī war|vār karnē kē liē pahlē sāth aur hāth chhuṛā kar akēlā banātī hai .

55In order to attack you, she will first of all make you leave the hand and the company and isolate you.

54Jab akēlē kamjōr paṛ jātē hō tab māyā war|vār kartī hai .

56When you are isolated and weak, Maya attacks.

55Vaisē bhī agar kōī duśhman kisī kē ūpar war|vār kartā hai tō pahlē unkō saṅg aur sāth sē chhuṛātē haĩ .

57Generally, when an enemy attacks people, he will first of all isolate them from other company.

56Kōī nā kōī yukti sē unkō akēlā banā kar phir war|vār kartē haĩ .

58He will isolate them with one or another method and attack them.

57Tō māyā bhī pahlē sāth aur hāth chhuṛā kar phir war|vār karēgī .

59Maya also first makes you let go of the hand and the company and then she attacks you.

58Agar sāth aur hāth chhōṛō hī nahī̃ tō phir sarvśhaktivān sāth hōtē māyā kyā kar saktī hai  ? 59Māyājīt hō jāyēṅgē .

60If you do not let go of the hand and the company, then, when you have the company of the Almighty Authority, what can Maya do?

60Tō sāth aur hāth kō kab chhōṛō nahī̃ .

61You will become the conquerors of Maya.

61Aisē sadā master sarvśhaktivān bankar K|kē chalō .

62So, do not ever let go of the hand and the company.

62Bhakti mē̃ bhī pukārtē haĩ nā - ēk bār hāth pakaṛ lō .

63So, constantly continue to move along as master almighty authorities.

63Tō bāp hāth pakaṛtē haĩ , hāth mē̃ hāth dēkar chalānā chāhtē haĩ phir bhī hāth chhōṛ dētē haĩ tō bhaṭaknā nahī̃ hōgā tō kyā hōgā  ?

64On the path of bhakti also, you call out: Hold my hand once. 65So Baba is holding your hand and wishes to move along with His hand in your hand.

64Tō ab apnē āpkō bhaṭkānē kē nimitt bhī svayã hī bantē hō .

66However, if even then, you let go of His hand, then apart from wandering, what else would happen to you?

65Jaisē kōī bhī yōddhā yuddha K|kē maidān par jānē sē pahlē hī apnē śastrakō , apnī sāmagrī kō sāth mē̃ rakh karkē phir maidān mē̃ jātē haĩ .

67So, you yourselves become the instruments to make yourself wander. 68A soldier would keep his weapons and all his equipment with himself before he goes onto the battlefield.

66Aisē hī is karmakṣhētra rūpī maidān par kōī bhī karma karnē athavā yōddhē ban yuddha karnē kē liē ātē hō  ; tō karma karnē sē pahlē apnē śastraarthāt yah aṣhṭ śhaktiyō̃ key|kī sāmagrī sāth rakh kar phir karma kartē hō  ? 67Vā jis samay duśhman ātā hai us samay sāmagrī yād ātī hai  ?

69In the same way, when you go to perform any action on the field of action, and when any soldier goes to battle on a battlefield, before you perform any action, do you keep all your weapons, that is, these eight powers with you and then perform action, or do you remember your equipment at the time when the enemy comes?

68Tō phir kyā hōgā  ?

70What would happen then?

69Hār hō jāēgī .

71You would be defeated.

70Sadā apnē kō karmakṣhētra par karma karnē vālē yōddhē arthāt mahārathī samjhō . 71Jō yuddha K|kē maidān par sāmnā karnē vālē hōtē haĩ vah kabhī bhī śastrakō nahī̃ chhōṛtē haĩ .

72Constantly consider yourselves to be the soldiers who are performing karma on the field of action, that is, consider yourselves to be Maharathis. 73Those who are ready to oppose others on the battlefield will never let go of their weapons.

72Sōnē K|kē samay bhī apnē śhastra kō nahī̃ chhōṛtē haĩ .

74Even when they go to sleep, they do not let go of their weapons.

73Aisē hī sōtē samay bhī apnī aṣhṭ śhaktiyō̃ kō vismr̥iti mē̃ nahī̃ lānā hai arthāt apnē śhastra kō sāth mē̃ rakhnā hai .

75In the same way, do not forget your eight powers when you go to sleep, that is, you have to keep your weapons with you.

74Aisē nahī̃ - jab kōī māyā kā war|vār hōtā hai us samay baiṭh sōchō ki kyā yukti apanāū̃  ?

76It should not be that at the time when Maya attacks you, you sit down and try to think about what yukti you should adopt.

75Sōch kartē-kartē hī samay bīt jāēgā .

77Then time would go by whilst you are just thinking about it.

76Isliē sadaiv ever ready rahnā chāhiē .

78Therefore, you should constantly remain ever­ready.

77Sadā alert aur ever ready agar nahī̃ haĩ tō kahī̃ nā kahī̃ māyā dhōkhā khilātī hai aur dhōkhē kā result kyā hōtā  ?

79If you are not constantly alert and ever­ready, Maya will deceive you in one way or another. 80And what will the result of deceit be?

78Apnē āpkō dēkh kar hī duḥkh key|kī lahar utpanna hō jātī hai .

81Seeing your own self, waves of sorrow emerge. 82Your weaknesses bring more weaknesses.

79Apnī kamī hī kamī kō lātī hai . 80Agar apnī kamī nahī̃ hai tō kab bhī kōī bhī kamī nahī̃ ā saktī . 81Bēgampur K|kē bādśhāh kahtē thē nā .

83If you do not have any weaknesses, then more weaknesses can never come. 84All of you call yourselves the emperors of the land that is free from sorrow, do you not?

82Yah is samay key|kī stage hai jabki gam key|kī duniyā sāmnē hai .

85This is the stage of the present time when the world of sorrow is in front of you.

83Gam aur bē-gam key|kī abhī knowledge hai .

86You have the knowledge of sorrow and no sorrow at this time.

84Iskē hōtē huē us sthiti mē̃ sadā nivās kartē , isliyē bēgampur kā bādśhāh kahā jātā hai .

87Whilst this exists, you constantly reside in that stage, and this is why you are called the emperors of the land that is free from sorrow.

85Bhalē beggar hō lēkin beggar hōtē bhī bēgampur K|kē bādśhāh hō . 86Tō sadā is naśhē mē̃ rahtē hō ki ham bēgampur K|kē bādśhāh haĩ  ?

88Although you are beggars, whilst being beggars, you are the emperors of the land that is free from sorrow.

87Bādśhāh athavā rājē lōgō̃ mē̃ automatically śhakti rahtī hai rājya chalānē key|kī .

89So, do you constantly stay in the intoxication of being the emperors of the land that is free from sorrow?

88Lēkin us automatic śhakti kō agar sahī rīti kām mē̃ nahī̃ lagātē haĩ , kahī̃ nā kahī̃ ulaṭē kārya mē̃ phans jātē haĩ tō rājāī key|kī śhakti khō lētē haĩ aur rājya pad ganvā dētē haĩ .

90The emperors, that is, the rulers, automatically have the power to rule the kingdom. 91But, if they do not use that automatic power in the right way, if they become trapped in some wrong task somewhere or another, then they lose the power to rule and their royal status.

89Aisē hī yahỗ bhī tum hō bēgampur K|kē bādśhāh aur sarv śhaktiyō̃ key|kī prāpti hai .

92In the same way, here also, you are the emperors of the land that is free from sorrow, and you have the attainment of all powers.

90Lēkin agar kōī nā kōī saṅgdōṣh vā kōī karmēndriy K|kē vaśhībhūt hō apnī śhakti khō lētē hō tō jō bēgampur kā naśhā vā khuśhī prāpt hai vah svataḥ hī khō jātī hai .

93However, if you come under the influence of bad company or under the influence of any physical organs and lose your powers, then the attainment and happiness that you have attained as the emperor of the land that is free from sorrow automatically disappears.

91Jaisē vah bādśhāh bhī kaṅgāl ban jātē haĩ , vaisē hī yahā̃ bhī māyā K|kē adhīn hōnē K|kē kāraṇ mōhatāj , kaṅgāl ban jātē haĩ .

94Just as those emperors become bankrupt, in the same way, here also, because of being subservient to Maya, you become bankrupt.

92Tab tō kahtē haĩ - kyā karē̃ , kaisē hōgā , kab hōgā  ?

95This is why you say: What can I do? 96How will it happen? 97When will it happen?

93Yah sabhī hai kaṅgālapan , mōhatājapan key|kī niśhānī .

98All these are the signs of being bankrupt and a king of attachment.

94Kahā̃ na kahā̃ kōī karmēndriyō̃ K|kē vaśh hō apnī śhaktiyō̃ kō khō lētē haĩ .

99You come under the influence of one or another physical organ and lose your powers. 100Do you understand?

95Samjhā  ? 96Tō aṣhṭ śhakti svarūp bēgampur K|kē bādśhāh haĩ , is smr̥iti kō kab bhūlnā nahī̃ .

101So, do not ever forget the awareness that you are the embodiment of eight powers and an emperor of the land that is free from sorrow.

97Bhakti mē̃ bhī sadaiv yahī pukārā ki sadā āpkī chhatrachhāyā mē̃ rahē̃ .

102In bhakti also, you always called out to constantly stay under His canopy of protection.

98Tō is sāth aur hāth key|kī chhatrachhāyā sē bāhar kyō̃ nikaltē hō  ?

103So, why do you move away from the canopy of protection of His company and His hand?

99Āj key|kī purānī duniyā mē̃ agar kōī chhōṭē-mōṭē martabē vālē kā bhī kōī sāthī achchhā hōtā hai tō bhī apnī khumārī mē̃ aur khuśhī mē̃ rahtē haĩ . 100Samajhtē haĩ - hamārā backbone powerful hai .

104Nowadays, in the old world also, if someone has a good companion who has even a little position, then she has intoxication and happiness, because she thinks that her backbone is powerful.

101Isliē khumārī aur khuśhī mē̃ rahtē haĩ .

105This is why she has intoxication and remains happy.

102Āp lōgō̃ kā backbone kaun hai  !

106So, who is the backbone of all of you?

103Jinkā sarvśhaktivān backbone hai tō kitnī khumārī aur khuśhī hōnī chāhiē  !

107Those who have the Almighty Authority as their backbone should have so much intoxication and happiness.

104Kab khuśhī key|kī lahar khatm hō saktī hai  ?

108Can your waves of happiness ever finish?

105Sāgar mē̃ kab laharē̃ khatm hōtī haĩ kyā  ?

109Do the waves of the ocean ever finish?

106Nadī mē̃ lahar uṭhtī nahī̃ . 107Sāgar mē̃ tō laharē̃ uṭhtī rahtī haĩ .

110Waves do not emerge from rivers, but they continue to emerge from the ocean.

108Tō master sāgar hō nā .

111So, you are the master oceans, are you not?

109Phir īśhvarīy khumārī vā īśhvarīy khuśhī key|kī lahar kab khatm hō saktī hai  ?

112So, can the waves of Godly intoxication and Godly happiness ever finish?

110Khatm tab hōtī hai jab sāgar sē sambandh ṭūṭ jātā hai  ; arthāt sāth aur hāth chhōṛ dētē hō tab khuśhī key|kī lahar samā jātī hai .

113They only finish when the connection with the Ocean is broken, that is, when you let go of the company and the hand. 114Then the waves of happiness merge again.

111Agar sadā sāth kā anubhav karō tō pāp karma sē bhī sadā sahaj bach jāō  ; kyōṅki pāp karma akēlēpan mē̃ hōtā hai .

115If you constantly experience His company, you will also constantly be saved from performing sinful action, because sinful actions are always performed when in isolation.

112Kōī chōrī kartā hai , jhūṭh bōltā hai vā kōī bhī vikār vaśh hōtā hai jiskō apavitratā K|kē saṅkalp vā karma kahā jātā hai , vah akēlēpan mē̃ hī hōtā hai .

116When someone steals, lies or is under the influence of sinful actions, which is also called having thoughts or performing actions of impurity, he only performs them when he is alone.

113Agar sadā apnē kō bāp K|kē sāth-sāth anubhav karō tō phir yah karma hōṅgē hī nahī̃ .

117Now, constantly experience yourself to be with the Father and you will not perform these actions.

114Kōī dēkh rahā hō tō phir chōrī karē̃gē  ?

118If someone is watching you, would you steal anything?

115Kōī sāmnē-sāmnē sun rahā hō tō phir jhūṭh bōlē̃gē  ?

119If someone is listening to you, would you tell lies?

116Kōī bhī vikarma vā vyarth karma bār-bār hō jātē haĩ tō iskā kāraṇ yah hai ki sadā sāthī kō sāth mē̃ nahī̃ rakhtē hō athavā sāth kā anubhav nahī̃ kartē hō .

120So, if you are constantly performing any wasteful or sinful action again and again, the reason for this is that you do not constantly keep the Companion with you, that is, you are not experiencing the company.

117Kabhī-kabhī chaltē-chaltē udās bhī kyō̃ hōtē hō  ?

121Why do you sometimes become unhappy whilst moving along?

118Udās tab hōtē haĩ jab akēlāpan hōtā hai .

122You only become unhappy when you are alone.

119Agar saṅgaṭhan hō aur saṅgaṭhan key|kī prāpti hō tō udās hōṅgē kyā  ?

123If you are in a gathering and you have attainment from the gathering, would you be unhappy?

120Agar sarvśhaktivān bāp sāth hai , bīj sāth hai  ; tō bīj kē sāth sārā vr̥ikṣha sāth hai , phir udās avasthā kaisē hōgī  ?

124If the Almighty Authority is with you, if the Seed is with you, then together with the Seed, the tree is also with you and so how then can you have a stage of unhappiness?

121Akēlāpan hī nahī̃ tō udās kyō̃ hōṅgē  ?

125If you are not alone, why would you be unhappy?

122Kabhī-kabhī māyā K|kē vighnō̃ kā war|vār hōnē K|kē kāraṇ apnē kō nirbal anubhav karnē K|kē kāraṇ parēśhān stage par pahuñch jātē hō .

126Sometimes, because of being attacked by the obstacles of Maya, because of experiencing yourself to be weak, you reach the stage of experiencing distress.

123Bhalēvān kā sāth bhūltē hō tab nirbal hōtē hō aur nirbal hōnē K|kē kāraṇ apnī śhān kō bhūl parēśhān hō jātē hō .

127When you forget the company of the powerful One, you become weak, and because of being weak, you forget your own prestige and become distressed.

124Tō jō bhī kamjōriyā̃ vā kamī anubhav kartē hō , un sabhī kā kāraṇ kyā hōgā  ?

128What would be the reason for all the weaknesses and defects you experience?

125Sāth aur hāth kā sahārā miltē huē bhī chhōṛ dētē hō .

129You let go of the support of the hand and the company you are receiving.

126Samjhā  ?

130Do you understand?

127Kahtē bhī hō ki sārē kalp mē̃ ēk hī bār aisā sāth miltā hai  ; phir bhī chhōṛ dētē hō .

131You even say that it is only once throughout the whole kalpa that you receive such company. 132But, even then, you let go of it!

128Kōī kiskō hāth dēkar kinārē karnā chāhē aur vah phir bhī ḍūbnē kā prayatna karē tō kyā kahā jāaigā  ?

133If someone gives his hand in order to try and save another, and yet that other one tries to drown, what would that be called?

129Apnē āpkō svayã hī parēśhān kartē hō nā .

134You yourselves are making your own selves experience distress.

130Bahut samay sē is sr̥iṣhṭi mē̃ rahtē huē abhī bhī yahī parēśhānī key|kī sthiti achchhī lagtī hai  ?

135Is it that you enjoy this stage of distress even now because you stayed in this stage for a long period of time?

131Nahī̃ , tō bār-bār us taraph kyō̃ jātē hō  ?

136No. 137So why do you go onto that side again and again?

132Abhī jaldī-jaldī chalnā hai . 133Speed tēj karnī hai .

138Now, you have to move very fast; you have to intensify your stage.

134Sār kō apnē mē̃ samā liyā tō sāryukt hō jāēṅgē aur asār saṅsār sē bēhad K|kē vairāgī ban jāēṅgē .

139When you merge the essence into yourself, you will become the embodiment of the essence, and you will have unlimited disinterest in the world that has no essence.

135Achchhā .

140Achcha.

136Sadā sāth aur hāth lēnē vālē bēgampur K|kē bādśhāhō̃ kō namastē .

141To those who constantly keep the company and take the hand; to those who are the emperors of the land that is free from sorrow, namaste. 142* * * O M S H A N T I * * *