शुक्रवार 1 जून 1973 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 101-06-73 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Sarv śhaktiyō̃ kā stock
0> > Avyakt BapDada 1st June 1973 1Do you consider yourself to be obstacle-proof?
3Vighna vināśhak , sarv-śaktivān mahādānī śhiv bābā bōlē : 4Kyā apnē kō vighna-proof samajhtē hō ?
2When you yourself become obstacle-proof, you will be able to save others from the different types of obstacles.
5Jab svayã vighna-proof banē̃gē tab hī dūsrō̃ kō bhinn-bhinn prakār K|kē vighnō̃ sē bachā sakē̃gē .
3But if you yourself have some obstacle in your mind, then you are not able to make anyone else obstacle-proof.
6Svayã mē̃ bhī kōī mansā kā vighna hai tō dūsrō̃ kō vighna-proof kabhī bhī banā na sakē̃gē . 7Abhī tō samay aisā ā rahā hai jō sārē bhambhōr kō jab āg lagēgī , us āg sē bachānē kē liē kuchh mukhya bātē̃ āvaśhyak haĩ .
4The time that is now coming is such that the entire haystack will be set on fire: so in order to protect everyone from the fire, some main things are essential. 5When there is a fire somewhere, what is needed first of all, in order to save yourself from that fire?
8Jaisē kahī̃ bhī āg lagtī hai , tō āg sē bachnē kē liē pahlē kis vastu ki āvaśhyaktā hōtī hai ?
6When the fire of destruction is set ablaze everywhere, what will be the first duty of you elevated souls?
9Jab is vināśh key|kī āg chārō ōr lagēgī , us samay āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā pahlā-pahlā karttavya kaun-sā hai ?
7It will be to give everyone the donation of peace - that is, the water of coolness. 8What is done after water is put on a fire?
10Śhānti kā dān arthāt śhītaltā kā jal dēnā .
9Whatever anyone needs, their needs are fulfilled.
11Pānī ḍālnē kē bād phir kyā-kyā kartē haĩ ? 12Jiskō jō-kuch āvaśhyaktā hōtī hai vah un key|kī āvaśyakatāē̃ pūrṇ kartē haĩ .
10Someone may want rest; someone else may want a destination; whatever they need, that need of theirs will be fulfilled. 11Do you know what needs you will have to fulfil?
13Kisī kō ārām chāhiē , kisī kō ṭhikānā chāhiē , matlab jiskī jaisī āv śyakatā hōtī hai vahī pūrī kartē haĩ . 14Āp lōgō̃ kō kaun-sī āvaśyakatāē̃ pūrṇ karnī paṛē̃gī , vah jāntē hō ? 15Us samay harēk kō alag-alag śhakti key|kī āvaśhyaktā hōgī .
12At that time, each one will need a different power: someone will need the power to tolerate; someone will need the power to pack up; someone will need the power to recognise the self; someone will need the power to make a decision; someone will need the destination of liberation.
16Kisī kō sahanśhakti key|kī āvaśhyaktā , kisī kō samēṭnē kī śhakti key|kī āvaśhyaktā , kisī kō nirṇay karnē key|kī śhakti key|kī āvaśhyaktā aur kisī kō apanē-āp kō parakhnē key|kī śhakti key|kī āvaśhyaktā hōgī . 17Kisī kō mukti K|kē ṭhikānē key|kī āvaśhyaktā hōgī . 18Bhinn-bhinn śhaktiyō̃ key|kī un ātmāō̃ kō us samay āvaśhyaktā hōgī . 19Bāp K|kē parichay dvārā ēk second mē̃ aśhānt ātmāō̃ kō śhānt karānē key|kī śhakti bhī us samay āvaśhyak hai .
13Those souls will need different powers.
20Vah abhī sē hī ikaṭṭhī karnī hōgī . 21Nahī̃ tō us samay lagī huī āg sē kaisē bachā sakē̃gē ?
14At that time, the power to make peaceless souls peaceful in a second - with the introduction of the Father - will also be essential.
22Jī-dān kaisē dē sakē̃gē ?
15You have to accumulate that atthis time.
23Yah apanē-āp kō pahlē sē hī taiyārī karnē kē liē dēkhnā paṛēgā .
16Otherwise, at that time, how will you be able to protect them from the blazing fire?
24Jaisē chhaḥ mās kā stock rakhtē hō na , ki chhaḥ mās mē̃ is-is vastu key|kī āvaśhyaktā hōgī .
17How will you be able to give them the donation of life? 18You have to see about making these preparations in advance.
25Check karkē phir bhar dētē hō . 26Is prakār kyā yah stock bhī check kartē hō ?
19You keep a stock of six months supply, knowing what things you will need during the next six months.
27Sārē viśhva key|kī sabhī ātmāō̃ kō śhakti kā dān dēnā paṛēgā .
20You check this, and replenish the stock. 21Do you also check this stock in the same way?
28Itnā stock jamā kiyā hai jō svayã bhī apnē kō śhakti K|kē ādhār sē chalā sakē̃ aur dūsrō̃ kō bhī śhakti dē sakē̃ tāki kōī bhī vañchit na rahē .
22You will have to give the donation of power to all the souls of the entire world. 23Have you accumulated such a stock that you are able to make yourself continue to move along on the basis of this power?
29Agar apnē pās|pass śhaktiyā̃ jamā nahī̃ haĩ aur ēk bhī ātmā vañchit rah gaī tō iskā bōjhā kis par hōgā ? 30Jō nimitt banī huī haĩ . 31Sadaiv apnī her|har śhakti kā stock check karō .
24Are you also able to give this power to others, so that no one is deprived? 25If you have not accumulated this power, and even one soul is left deprived, then on whom will that burden be?
32Jiskē pās|pass sarv-śaktiyō̃ kā stock jamā hai vahī mkhya gāyē jātē haĩ .
26It will be on those who are the instruments. 27So, constantly check the stock of your every power.
33Jaisē stars dikhātē haĩ unmē̃ bhī number-vār hōtē haĩ .
28Those who have accumulated the stock of all powers are remembered as the main ones.
34Jin kē pās stock jamā hai vahī lucky stars K|kē rūp mē̃ chamaktē huē viśhva ki ātmāō̃ K|kē bīch najar āyēṅgē .
29Stars are also number-wise. 30Those who have accumulated a stock will be sparkling like lucky stars, and will be visible amidst the souls of the world.
35Tō yah caikiṅg karnī hai ki kyā sarvśhaktiyō̃ kā stock hai ?
31So, you have to check whether you have a stock of all the powers.
36Mahārathiyō̃ kā her|har saṅkalp par pahlē sē hī attention rahtā hai .
32Maharathis pay attention to their thoughts in advance.
37Mahārathiyō̃ K|kē check karnē key|kī rūp-rēkhā hī nyārī hai .
33The maharathis way of checking is completely different.
38Yōg key|kī śhakti hōnē K|kē kāraṇ automatically yukti-yukt saṅkalp , bōl aur karma hōṅgē .
34Because of having the power of yoga, their thoughts, words, and deeds, are automatically accurate(yukti-yukt) .
39Abhī yah natural rūp hō gayā hai .
35This has now become a natural form.
40Mahārathiyō̃ K|kē caikiṅg kā rūp bhī yah hai .
36This is the maharathis form of checking.
41Sarvśhaktiyō̃ mē̃ kis śhakti kā kitnā stock jamā hai .
37Out of all the powers, how much have you accumulated of each power?
42Us jamā kiai huē stock sē kitnī ātmāō̃ kā kalyāṇ kar saktē haĩ .
38How many souls can you bring benefit to from all the stock you have accumulated?
43Jaisē sthūl stock key|kī dēkh-rēkh karnā aur jamā karnā yah duty hai ; vaisē hī sarvśhaktiyō̃ K|kē stock jamā karnē key|kī bhī zimmēvārī hai . 44Yah hōtā hai ôlarāuṇḍar kā her|har chīj K|kē stock key|kī āvaśhyaktā pramāṇ jamā karnā .
39Just as you have the duty of checking and accumulating physical stock, in the same way, you also have the responsibility of accumulating all the powers.
45Amr̥itbēlē uṭhkar apnē kō attention K|kē paṭṭē par chalānā tō paṭṭē par gāṛī ṭhīk chalēgī .
40Those who are all-rounders in this accumulate all types of stock according to the need.
46Phir nīchē-ūpar hōnā sambhav hī nahī̃ . 47Tō abhī yah stock jamā karnē key|kī caikiṅg rakhnī hai . 48Sārē viśhva kō jimmēvārī tum bachchō̃ par hai .
41At amrit vela, make yourself walk on the path of attention, and the train will then move along the rails very well.
49Sirph bhārat key|kī nahī̃ . 50Mahārathiyō̃ kā her|har karma mahān hōnā chāhiē .
42It will then be impossible for there to be fluctuation.
51Kissē ? 52- ghōṛē savār aur pyādō̃ sē mahān .
43So, you now have to check that you are accumulating this stock.
53Achchhā . 54Is murlī sē viśhēṣh tathya 551 . jaisē sthūl vastuō̃ kā stock rakhtē hō nā ki chhaḥ mās mē̃ is-is vastu key|kī āvaśhyaktā hōgī .
44You children have responsibility for the whole world, not just for Bharat. 45Every action of the maharathis should be more elevated.
56Check kar K|kē phir bhar dētē hō .
46More elevated than whose?
57Isī prakār śhaktiyō̃ kā stock bhī check kartē rahō .
47Than that of the cavalry and infantry. 48Achcha.
58Itnā stock jamā hō jō svayã bhī apnē kō śhakti K|kē ādhār sē chalā sakē̃ aur dūsrō̃ kō bhī śhakti dē sakē̃ . 592 . jaisē stars mē̃ bhī number-vār hōtē haĩ , isī prakār gyān sitārō̃ mē̃ bhī number-vār hōtē haĩ . 60Jin kē pās śhaktiyō̃ kā stock jamā hō vahī lucky stars K|kē rūp mē̃ chamaktē huē viśhva key|kī ātmāō̃ K|kē bīch najar āyēṅgē . 613 . mahārathī vah jō yah check kartā rahē ki sarvśhaktiyō̃ mē̃ kis śhakti kā kitnā stock jamā hai , us jamā kiyē huē stock sē kitnī ātmāō̃ kā kalyāṇ kar saktē haĩ .
49* * * O M S H A N T I * * *