रविवार 30 जून 1974 की अव्यक्त मुरली - 1

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 130-06-74 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 30/06/74 Avyakt BapDada

2Avyakt sthiti mē̃ sthit hōnē sē purūṣhārth kī|key gati mē̃ tīvratā

1Make your effort intense by stabilising yourself in the avyakt stage.

3Prakr̥iti kē|K aur vikārō̃ kē|K ākarṣhaṇ sē sadā parē rahnē vālē , viśhva kī|key sarv - ātmāō̃ kī|key sēvā karnē vālē aur sadā vidēhī param pitā paramātmā śhiv bōlē  :

2Today, Baba is telling all the children information about the subtle region.

4Āj sabhī bachchō̃ kō sūkṣhma vatan kā samāchār sunātē haĩ . 5Āp sabkī rūchi hōtī hai nā ki sūkṣhma vatan kī|key sair karē̃ arthāt ēk bār vatan kō jarūr dēkhē̃  ?

3All of you are interested in touring the subtle region, that is, in seeing the subtle region at least once, are you not?

6Patā hai ki yah ichchhā va saṅkalp kyō̃ hōtā hai  ?

4Do you know why you have this desire or this thought?

7Kyōṅki bāp-dādā , sūkṣhma vatan vāsī ban , part bajātē haĩ isliē saṅkalp ātā hai ki ham bhī ēk bār bāp-dādā kē sāth yah anubhav karē̃ .

5Because BapDada plays His part as the Resident of the subtle region, you too have the thought that together with BapDada you should also have the experience of this.

8Isliē bāp-dādā hī apnā anubhav sunā dētē haĩ .

6Therefore, BapDada is now relating His own experience to you.

9Yah tō mālūm hai nā ki sabsē mukhya anubhav karnē va sunnē kā dr̥iśhya kis samay hōtā hai  ?

7You know which is the most important time to have a special experience or to hear about those scenes, do you not?

10Viśhēṣh bachchō̃ kē prati amr̥itvēlē kā samay hī niśhchit hai .

8The time of amrit vela is especially fixed for the children.

11Phir tō , viśhva kī|key anya ātmāō̃ kē prati , yathā-śhakti bhāvnā kā phal va kōī bhī rajōpradhān karma , alpkāl kē liē jin ātmāō̃ dvārā hōtē rahtē haĩ unkō bhī unkē karmō̃ kē|K anusār alpkāl kē|K liyē phal dēnē kē prati , sāth-sāth sachchē bhaktō̃ kī|key pukār sunnē aur bhaktō̃ kī|key bhinn-bhinn prakār kī|key bhāvnā kē|K anusār sākṣhātkār karānē aur ab tak bhī chārō̃ ōr kalp pahlē vālē chupē huē brāhmaṇ ātmāō̃ kō sandēśh pahuñchānē kē liē , bachchō̃ kō nimitt banānē kē|K kārya mē̃ , purānī duniyā kō samāpt karānē-artha nimitt banē huē , vaijñānikō̃ kī|key dēkh-rēkh karnē , gyānī tū ātmā , snēhī va sahyōgī bachchō̃ kō , sārē din kē|K andar īśhvarīy sēvā kā kārya karnē va māyājīt bannē mē̃ ‘ himmatē bachchē , madadē bāp ’ kē|K niyam kē|K anusār , unkō bhī madad dēnē kē|K karttavya mē̃ , ḍrāmānusār nimitt banē haĩ .

9After that, according to the drama, Baba's time is for the souls of the rest of the world and isः to give them the fruit of their devotion according to their capacity; to give souls temporary fruit for their rajopradhan actions performed for a temporary period; for hearing the call of the true bhagats and to grant them visions according to their different types of feelings; to give the message to the Brahmin souls of the previous kalpa who are still hidden everywhere; in the task of making His children instruments; to look after the scientists who are to become the instruments to finish the old world; in helping the knowledgeable souls and the loving and co-operative children in carrying out the task of doing Godly service throughout the day and in becoming the conquerors of Maya according to the principle that the child receives the Father's help by maintaining courage.

12Ab samjhā ki bāp sārē din kyā kartē haĩ  ?

10Now, do you understand what Baba does throughout the day?

13Sākār bāp bhī ab avyakt hōnē kē|K kāraṇ kvik-spīḍ mē̃ nirākār bāp kē|K sāthī va sahyōgī sadākāl kē liē bannē kā part bajā saktē haĩ .

11Because of now being avyakt, sakar Baba can now also play the part of being a companion and co-operating with the incorporeal Father with a fast speed all the time.

14Brahmā bābā , avyakt śharīrdhārī , śharīr kē|K bandhan mē̃ na hōnē kē|K kāraṇ , jaisē ab kvik-spīḍ mē̃ bāp-samān sāthī banē haĩ , vaisē vyakt mē̃ sāthī nahī̃ ban saktē thē , kyō̃ nahī̃ ban saktē thē  ?

12So Brahma Baba, the one who has an avyakt body, because of not being in the bondage of the body has quickly become a companion equal to the Father at an intense speed; he could not have become such a companion in the corporeal form.

15Kāraṇ kyā hai  ?

13Why not?

16Jō vyakt aur avyakt rūp mē̃ , antar paṛ jātā hai ki vyakt śharīr mē̃ phir bhī vyakt śharīr kē prati , samay dēnā paṛtā hai aur kabhī-kabhī karmabhōg kē prati bhī , apnē nimitt sarv-śaktiyō̃ kō use karnā paṛtā hai .

14What reason causes a difference between the corporeal form and the avyakt form? 15In the corporeal body, he still had to give time to the physical body, and sometimes, he even had to use his powers for himself in order to settle the accounts of the suffering of karma.

17Tō vyakt śharīr mē̃ svayã kē prati , bachchō̃ kē prati aur viśhva kē prati in tīnō̃ mē̃ hī , samay dēnā paṛtā hai aur vyakt śharīrdhārī hōnē kē|K kāraṇ vyakt sādhanō̃ kē|K ādhār par service karnī paṛtī hai .

16So in the corporeal body, he had to give time to the self, to his children and to the world. 17And, because of being in a corporeal body, he had to serve on the basis of physical facilities.

18Lēkin avyakt rūp mē̃ svayã kē prati bhī sādhanō̃ kā ādhār nahī̃ lēnā paṛtā .

18However, in the avyakt form, he doesn't have to take the support of physical means even for himself.

19Is prakār ēk tō sampūrṇ hōnē kē|K nātē , sampūrṇtā kī|key tīvragati hai , dūsrā svayã par , samay va śhaktiyā̃ use na karnē kē|K kāraṇ sēvā mē̃ bhī tīvr gati hai .

19In this way, firstly, because of being perfect, there is the fast speed of perfection. 20Secondly, because of not using time and powers for himself, there is a fast speed of service.

20Tīsrā vināśhī sādhanō̃ kā ādhār na hōnē kē|K kāraṇ saṅkalp kī|key gati bhī tīvr hai .

21Thirdly, because of not having any perishable means of support, the speed of thought is fast.

21Saṅkalp dvārā kahī̃ bhī pahuñchnē aur vināśhī śharīr dvārā kahā̃ pahuñchnē mē̃ , samay aur śhakti kā kitnā antar paṛ jātā hai  !

22There is so much difference in terms of time and power between being able to reach somewhere with your thoughts and in reaching somewhere with your body.

22Aisē hī vyakt aur avyakt kī|key gati mē̃ bhī antar hai .

23In the same way, there is also a difference between the speed of the corporeal and the avyakt.

23Science vālē , samay kō aur apnī energy arthāt mēhnat kō , sādhanō̃ kē|K vistār kō , sūkṣhma aur short kar rahē haĩ .

24Scientists are trying to make their time and energy, that is, their labour and expansion of the facilities very subtle and minute.

24Kam-sē-kam ēk second tak pahuñchnē kā tīvr purūṣhārth kar rahē haĩ aur saphaltā kō pā rahē haĩ jaisē vināśh kē|K arth|earth , nimitt banī huī ātmāō̃ kī|key gati , sūkṣhma aur tīvr hōtī jā rahī hai tō aisē hī sthāpanā kē|K arth|earth nimitt banī huī ātmāō̃ kī|key sthiti aur gati bhī sūkṣhma aur tīvr hōnī chāhiyē nā  ?

25They are making intense effort to reach somewhere in less than one second, and are also successful in that. 26Just as the speed of the souls who are instruments for destruction is becoming subtle and intense, so too, the stage and speed of the souls who are instruments for establishment should also be subtle and intense.

25Tabhī tō dōnō̃ kārya sampann hōṅgē .

27Only then will both the tasks be accomplished.

26Tō ab vyakt śharīr mē̃ aur avyakt śharīr mē̃ antar samjhā  ?

28So, now do you understand the difference between the physical body and the avyakt body?

27Avyakt hōnā drama anusār kis sēvā kē nimitt banā huā hai , kyā is rahasya kō samjhā  ?

29According to the drama, for which service has Baba become avyakt? 30Did you understand the significance of this?

28Brahmā kā part sthāpanā kē|K kārya mē̃ , ant tak nūndhā huā hai .

31The part of Brahma is fixed till the end of establishment.

29Jab tak , sthāpanā kā kārya sampann nahī̃ huā hai , tab tak nimitt banī huī ātmā ( brahmā ) kā part samāpt nahī̃ hōnā hai .

32As long as the task of establishment is incomplete, the part of the instrument soul, Brahma, is not going to finish.

30Vah tab tak dūsrā part nahī̃ bajā saktē .

33He cannot play another part until then.

31Jagat pitā kē|K nayē jagat kī|key rachnā sampann karnē kā part drama mē̃ nūndhā huā hai .

34The part of completing the new creation of the world father is fixed according to the drama.

32Manuṣy-sr̥ṣṭi kī|key sarv-vãśāvalī rachnē kā sirph brahmā kē liē hī gāyan hai great-great grand father ( G r e a t G r e a t G r a n d F a t h e r ) isīliyē gāyā huā hai .

35It is only remembered for Brahma that he created the progeny of the human world. 36This is why he is remembered as the great-great-grandfather.

33Sirph sthiti , sthān aur gati ( speed ) kā parivartan huā hai , lēkin part brahmā kā abhī tak vahī hai .

37It is simply the stage, the place and the speed that have changed; the part of Brahma is still the same.

34Kaiyō̃ kē|K saṅkalp pahuñchtē haĩ ki itnā samay bābā kyā kar rahā hai  ?

38Many children's thoughts reach Baba as to what Baba is doing all this time.

35Bāp bhī praśhna pūchhtē haĩ ki kyā brahmā kē sāth brāhmaṇō̃ kā , sarv-ātmāō̃ kē|K kalyāṇ-artha nimitt bannē kā part va naī sr̥iṣhṭi kī|key sthāpanā kā nūndhā huā part samāpt huā hai  ?

39Baba is also now askingः Has the part of Brahma being with Brahmins in being instruments for bringing benefit to the souls of the whole world and of establishing the new world finished?

36Jab part samāpt nahī̃ huā aur sr̥iṣhṭi kā parivartan hī nahī̃ huā , tō brahmā kā part samāpt kaisē hōgā  ?

40Since the part has not finished, and the world is not yet transformed, how can the part of Brahma be finished?

37Snēh vē|way kāraṇ hī saṅkalp ātā hai ki vatan mē̃ itnā samay kyā karē̃gē  ?

41Because of love, there is the thought of what Baba 42would be doing in the subtle region all this time.

38Vatan kā part itnā samay kyō̃ aur kaisē , yah saṅkalp kab ātā hai  ?

43Do you ever have the thought of why and how Baba has the part in the subtle region for all this time?

39Yah bhī ēk gupta rahasya hai .

44This too is of incognito significance.

40Karm-bandhan sē mukt , sampann huī ātmā , is kalp kē|K janm-maraṇ kē|K chakra kō samāpt karnē vālī ātmā , nirākār bāp kī|key first number sāthī ātmā , viśhva kē|K kalyāṇ prati nimitt banī huī first ātmā , svayã kē prati aur viśhva kē prati sarv - siddhi prāpt huī ātmā , jahā̃ chāhē aur jitnā samay chāhē , vah vahā̃ svatantr rūp mē̃ part bajā saktī hai .

45The soul who is free from the bondage of karma, who has become perfect, who has finished the cycle of rebirth in this kalpa, who is the first companion of the incorporeal Father, the first soul to become an instrument for world benefit, the soul who has attained total success for the self and in terms of the world, can fully play a part wherever he wants and for as long as he wants.

41Jab alpkāl kī|key siddhi prāpt karnē vālī ātmāē̃ , apnī siddhi kē|K ādhār par apnē rūp parivartan kar saktī haĩ , tō sarv-siddhi prāpt huī ātmā avyakt rūpdhārī ban kar , jitnā samay chāhē kyā vah utnā samay drama - anusār nahī̃ rah saktī  ?

46Since souls who have attained temporary occult powers, can change their form on the basis of their powers can the soul who has attained total powers of success and is in an avyakt body not remain where he wishes for as long as he wants?

42Ātmā kō nirākārī va avyakt stage sē vyakt mē̃ lānē kā kāraṇ kyā hōtā hai  ?

47What is the reason for bringing the soul from the incorporeal or avyakt stage into the corporeal form?

43Ēk karmō̃ kā bandhan , dūsrā sambandh kā bandhan , tīsrā vyakt sr̥iṣhṭi kē|K part kā bandhan aur dēh kā bandhan-cōlā taiyār hōtā hai aur ātmā kō purānē sē nayē mē̃ ākarṣhit kartā hai-tō in sab kē|K bandhanō̃ kō sōchō .

48First is the bondage of karma, second is the bondage of relations, third is the bondage of the part of the physical world and the bondage of the body. 49As soon as the costume is ready, the soul is pulled from the old costume into the new costume. 50So just think about all these bondages.

44Sthāpanā kē|K part kā jō bandhan hai , vah vyakt sē avyakt rūp mē̃ aur hī tīvr gati sē hō rahā hai .

51From the vyakt form to the avyakt form, the bondage of the part of establishment is being carried out with even greater speed.

45Is kalp kē|K andar ab anya dēh kē|K ākarṣhaṇ kā bandhan nahī̃ , dēhdhārī ban karm-bandhanō̃ mē̃ ānē kā bandhan samāpt kar liyā .

52Now, within this kalpa, there aren't the bondages of attraction to the body of others; as a bodily being, he has finished the bondages of all the karmic accounts.

46Jab sarv-bandhanō̃ sē mukt ātmā ban gaī , tō yah vyakt dēh va vyakt dēśh ātmā kō khīñch nahī̃ saktē .

53Since the soul has become free from all karmic accounts, the physical body and the physical world cannot pull the soul.

47Jaisē science dvārā bhī space mē̃ chalē jātē haĩ aur dharnī kē|K ākarṣhaṇ sē parē hō jātē haĩ , tō dharnī unkō khīñch nahī̃ saktī . 48Aisē hī jab tak nayē kalp mē̃ , nayē janm aur naī duniyā mē̃ part bajānē kā samay nahī̃ āyā hai , tab tak yah ātmā svatantr hai aur vah vyakt-bandhanō̃ sē mukt hai .

54Just as when scientists go beyond the pull of gravity into space the earth cannot pull them, in the same way, as long as the time for playing his part in the new kalpa, in a new life and in the new world, has not come, until then, this soul is completely free and is free from physical bondages.

49Samjhā  ?

55Do you understand?

50Isliē , ab bhinn-bhinn prakār kē|K saṅkalp nahī̃ karnā .

56Therefore, do not now have many different thoughts.

51Brāhmaṇ bachchō̃ kē sāth jō bāp kā vāydā hai ki sāth chalē̃gē , sāth marē̃gē aur sāth jiyēṅgē arthāt part samāpt karē̃gē  ; brahmā bāp nē bachchō̃ kē sāth jō contract viśhva-parivartan kā uṭhāyā hai , vah ādhē mē̃ chhōṛ saktē haĩ kyā  ?

57How can Brahma Baba not fulfil the promise he made to the Brahmin children, of going home together, of living and dying together, that is, of finishing the part? 58So how can he not finish the contract he has taken of bringing about world transformation?

52Sthāpanā kē|K kārya mē̃ nimitt banī huī nīṃv ( foundation ) bīch sē nikal saktī hai kyā  ?

59Can the instrument who is the foundation for the task of the establishment be removed in-between?

53‘ jō karma maĩ karū̃gā , mujhē dēkh sab karē̃gē ’ , yah slōgan karm-artha nimitt banī huī ātmā samāpt nahī̃ karēgī .

60Whatever actions everyone sees me perform, they will do the same. 61Will souls who are instruments for performing karma not enact this slogan?

54Abhī sēvā kā karma bāp kō dēkhtē huē kar rahē hō nā  ?

62At present, you are performing actions for service on seeing the father.

55Karma karkē dikhānē kē nimitt banī huī ātmā , ant tak sāthī aur sahyōgī avaśhya bantī hai .

63Souls who are instruments to demonstrate the performance of karma will definitely be companions and remain co- operative till the end.

56Achchhā , yah huā saṅkalp kā response .

64Achcha, this is the response to your thought.

57Amr̥itvēlē kā samāchār phir dūsrī bār sunāvēṅgē . 58Kyōṅki vah viśhēṣh taur sē bāp aur bachchō̃ kā hī samāchār hai aur uskā tō vistār hōgā .

65Baba will tell you the information of amrit vela another time, because that news is specially between the Father and the children, and that will definitely be in detail.

59Achchhā  !

66Achcha.

60Aisē guhya rājō̃ kō samajhnē vālē rāz-yukta , yōg-yukt , jñān-yukta , yukti - yukta , sarvguṇō̃ sē yukta , prakr̥iti aur vikārō̃ kē|K ākarṣhaṇ sē sadā parē rahnē vālē , bāp kē sāth sthāpanā kē|K kārya mē̃ tīvragati sē sahyōgī bannē vālē aur sadā snēhī ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār , good night aur namastē .

67To such raazyukt (filled with the full significance), yogyukt, gyanyukt, yuktiyukt children who are complete with all virtues; children who understand the deep significance of everything; to those who go beyond the attraction of the elements and the vices; to those who are co-operative with the Father with a fast speed in the task of establishment; to the constantly loving souls, BapDada's love, remembrances, good night and namaste.

61Is murlī kā sār

68PERSONAL MEETING WITH BAPDADAः

621 . sūkṣhma vatan mē̃ rahtē huē bhī avyakt bāp-dādā bhaktō̃ kī|key pukār sunnē , vaijñānikō̃ kī|key dēkh-rēkh karnē , chhipē huyē bachchō̃ kō khōj nikālnē aur brāhmaṇ bachchō̃ kī|key , purūṣhārth aur sēvā mē̃ madad karnē kā kārya kartē haĩ .

69A spiritual army is of those who constantly have their weapons whilst moving along with law and order. 70The main virtue of an army is the extent to which they are fulfilling law and order. 71Are all of you moving along under this law and order? 72What is the main law for the spiritual army in which all other laws are included?

632 . avyakt śharīrdhārī hōnē sē ēk tō sampūrṇ hōnē kē|K kāraṇ sampūrṇtā kī|key tīvr gati hai , dūsrē svayã par samay va śhakti use na karnē kē|K kāraṇ sēvā mē̃ tīvr gati hai aur tīsrē vināśhī sādhanō̃ kā ādhār na hōnē kē|K kāraṇ saṅkalp kī|key gati bhī tīvr hai .

73The main law for the spiritual army is never to look at their own body or at other bodily beings, but to take every step looking towards the Father. 74This is the main law for the spiritual army. 75If you look at any bodily being or at your own body even slightly, then you will not be able to reach your destination of reaching the Father and meeting the Father. 76Achcha.

77* * * O M S H A N T I * * *