मंगलवार 7 अक्टूबर 1975 की अव्यक्त मुरली - 2
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
07-10-75 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
Mahārathī vatsō̃ kā alaukik milan
Karm-bandhanō̃ sē mukti dilānē vālē , viśhva key|kī sēvā mē̃ tatpar , nirākār , janm-maraṇ rahit ,
Amarnāth śhiv bābā mahārathī bachchō̃ K|kē sammukh bōlē -
Mahārathī aur sab bachchē amr̥itvēlē jab rūh-rūhān kartē haĩ tō mahārathiyō̃ key|kī rūh-rūhān aur milan-mulākāt aur anēk ātmāō̃ K|kē milan aur rūh - rūhān mē̃ kyā antar hōtā hai ?
Yah jō gāyan hai ki ' ātmā , paramātmā mē̃ līn hō jātī hai ’ , yah kahāvat kis rūp mē̃ wrong hai . Kyōṅki ēk śhabda bīch sē nikāl diyā hai . Sirph līn śhabda nahī̃ hailēkin lavlīn . Ēk śhabda hai līn . Ēk lav|love mē̃ līn . Jō kōī ati snēh sē miltē haĩ , tō us samay snēh K|kē milan K|kē śhabda kyā nikaltē haĩ ? Yah tō jaisē ki ēk-dūsrē mē̃ samā gaē haĩ yā dōnō̃ milkar ēk hō gaē haĩ . Aisē-aisē snēh K|kē śhabdō̃ kō unhōnnē is rūp sē lē liyā hai . Yah jō gāyan hai ki vē|way ēk-dūsrē mē̃ samākar ēk hō gayē yah hai jaisē ki mahārathiyō̃ kā milan . Bāp mē̃ samā gayē arthāt bāp kā svarūp hō gayē . Aisā powerful anubhav mahārathiyō̃ kō jyādā hōgā . Bākī aur jō haĩ vah khīñchtē haĩ . Snēh , śhakti khīñchnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ - yuddha kartē-kartē samay samāpt kar dēṅgē-lēkin mahārathī baiṭhē aur samāyē . Unkā lav|love itnā powerful hai jō bāp kō svayã mē̃ samā dētē haĩ . Bāp aur bachchā samān svarūp key|kī stage par hōṅgē . Jaisē bāp nirākār vaisē bachchā . Jaisē bāp K|kē guṇ , vaisē mahārathī bachchō̃ K|kē bhī samān guṇ hōṅgē . Master hō gayē nā ? Tō mahārathī bachchō̃ kā milan arthāt lavlīn hōnā . Bāp mē̃ samā jānā . Samā jānā arthāt samān svarūp kā anubhav karnā . Us samay bāp aur mahārathī bachchō̃ K|kē svarūp aur guṇō̃ mē̃ antar nahī̃ anubhav karē̃gē . Sākār hōtē huē bhī nirākār svarūp K|kē lav|love mē̃ khōyē huē hōtē haĩ , tō svarūp bhī bāp samān hō gayā . Arthāt apnā nirākārī svarūp practical smr̥iti mē̃ rahtā hai . Jab svarūp-bāp-samān hai tō guṇ bhī bāp samān . Isliē mahārathiyō̃ kā milnā arthāt bāp mē̃ samā jānā . Jaisē nadī sāgar mē̃ samā , sāgar svarūp hō jātī hai arthāt sarv bāp K|kē guṇ svayã mē̃ anubhav hōtē haĩ , jō brahmā kā anubhav sākār mē̃ thā , vah mahārathiyō̃ kā bhī hōgā . Aisā anubhav hōtā hai ? Yah hai sāgar mē̃ samā jānā arthāt svayã K|kē sampūrṇ stage kā anubhav karnā . Yah anubhav ab jyādā hōnā chāhiē .
Her|har saṅkalp sē vardānī , najar sē vardānī , najar sē nihāl karnē vālē - bāpdādā her|har bachchē key|kī samīpatā kō dēkhtē haĩ . Samīp arthāt samā jānā . Amr̥it vēlē kā time hai viśhēṣh , aisā powerful anubhav karnē kā hai . Aisē anubhav kā prabhāv sārā din chalēgā . Jō ati pyārī vastu hōtī hai vah sadā samāī huī rahtī hai . Yah hai mahārathiyō̃ kā milan amr̥it vēlē kā . Bāp dādā bhī check kartē haĩ kaun-kaun kitnā samīp hai . Jaisē mandir kā pardā khultā hai darśhan karnē kē liē . Vaisē amr̥it vēlē key|kī scene bhī hōtī hai . Pahlē milan manānē key|kī . Her|har bachchā amr̥it vēlē kā milan manānē liē , first number milan manānē key|kī dauḍ lagānē mē̃ tatpar hōtā haĩ . Bāp cakamak hai nā . Tō automatically jō svayã svachchha hōtē haĩ , vah samīp ātē haĩ . Bāhar key|kī rīti sē chāhē kōī kitnā bhī prayatna karē lēkin cakamak key|kī taraph samānē vālī svachchha ātmāyē̃ hī hōtī haĩ . Vah dr̥iśhya bā majē kā hōtā hai . Sākṣhī hōkar dr̥iśhya dēkhnē mē̃ bā majā ātā hai .
Bachchō̃ kō saṅkalp uṭhtā hai ki bāp vatan mē̃ kyā kartē rahtē haĩ-brahmā bāp sākār rūp sē bhī avyakt rūp mē̃ abhī din-rāt sēvā mē̃ jyādā sahyōgī bannē kā part bajā rahē haĩ . Kyōṅki ab bāp-samān janm-maraṇ sē nyārā karm-bandhan sē mukt , karmātīt haĩ . Siddhi svarūp hai . Is stage mē̃ her|har saṅkalp sē siddhi prāpt hōtī hai . Jō saṅkalp kiyā vah sat . Isliē chārō̃ ōr saṅkalp key|kī siddhi rūp sē sahyōgī haĩ . Vāṇī sē saṅkalp key|kī gati tīvr hōtī hai . Sākār sē ākār key|kī gati tīvr hai . Tō saṅkalp sē sēvā kā part hai - vah bhī sat-saṅkalpa . Śhuddha saṅkalp . Āpkī hai jyādā vāṇī dvārā sēvā , mansā sē bhī hai lēkin jyādā vāṇī sē hai , lēkin brahmā bāp key|kī ab sat-saṅkalpa key|kī sēvā hai . Tō tīvr gati hōgī nā ? Tō abhī sēvā kā part hī chal rahā hai . Sēvā K|kē bandhan sē mukt nahī̃ haĩ , karm-bandhan sē mukt haĩ . Achchhā .
Is murlī kā sār –
1 . mahārathī bachchō̃ kā lav|love itnā powerful hōtā hai ki bāp kō svayã mē̃ samā dētē haĩ . Us samay bāp aur mahārathī bachchō̃ K|kē svarūp aur guṇō̃ mē̃ kōī antar anubhav nahī̃ hōtā