शनिवार 5 फ़रवरी 1977 की अव्यक्त मुरली - 2
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
06-02-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Realisation dvārā libarēśan
Viśhva adhikārī , sarvguṇ sampann bannē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kē prati bāp-dādā bōlē :
Āj bāp-dādā har ēk godly sṭuḍēṇṭ key|kī result ( pariṇām ) kō dēkh rahē haĩ . Course kiyā , rivāīj course ( R E V I S E C o u r s e ) bhī kiyā . Realisation course ( R E A L I Z A T I O N C o u r s e ) bhī kiyā . Uskā result kyā huā ? Har ēk nē apnē kō riyalāīj ( R e a l i s e ; anubhav ) kiyā ki paṛhāī K|kē anusār kis stage kō pā sakē̃gē . Rājya-pad K|kē saṅskār yā prajā-pad K|kē saṅskār dōnō̃ mē̃ sē mujh ātmā mē̃ kaun sē saṅskār bharē haĩ , yah jāntē hō ? Rājya-pad K|kē saṅskār arthāt śhrēṣhṭh pad K|kē saṅskār kyā dikhāī dēgē ? adhikārī aur satkārī , nirākārī aur nirahaṅkārī . yē viśhēṣh dhārṇāyē̃ rājya-pad kā viśhēṣh āsan hai . Yah āsan hī siṃhāsan key|kī prāpti karātā hai . Chārō̃ hī bātō̃ kā balance hō . Aisā āsan majbūt hai yā hiltā rahtā hai ? Bāp-dādā āj result pūchh rahē haĩ . Realisation course kā home-work diyā thā , uskā kyā result huā ? Āp sab tō final paper kē liē taiyār thē , phir apnā result kyā dēkhā , apnī sthiti kā kyā anubhav kiyā ? Bāp samān bāp K|kē sāth-sāth jānē vālē banē hō ? Agar samān nahī̃ tō sāth K|kē bajāy via ( V i a ) mē̃ rūknā paṛēgā . Via isliē karnā paṛēgā kyōṅki khātā clear ( C l e a r ; cuktā ) nahī̃ huā hōgā . Refine ( R e f i n e ; svachchha ) nahī̃ tō fine ( daṇḍ ) bharnā paṛēgā . Isliē sāth nahī̃ chal sakē̃gē . Vāydā kiyā hai ? Sāth chalē̃gē yā rūkakar chalē̃gē ? Bāp sē pūchhtē haĩ ki āp purānē bachchō̃ sē kyō̃ nahī̃ miltē ; tō bāp bhī result pūchhtē haĩ - refine banē hō ? Kyā abhī kōī course key|kī āvaśhyaktā hai ? Realisation kē bād aur kyā rah jātā hai ? Antim result kā svarūp hai - libarēśan ( L i b e r a t i o n ) arthāt sabsē mukt .
Āj bāp-dādā bāp aur bachchō̃ kā antar dēkh rahē thē . Bāp kyā kahtē haĩ aur bachchē kyā kartē haĩ . Result kyā dēkhī hōgī ? Majēdār result hōgī nā ! Batāyē̃ yā samajhtē hō ? Samajhtē huē bhī kartē rahē̃ tō kyā kahē̃gē ? Maijōriṭī ( M a j o r i t y ; adhiktar ) sādhāraṇ puruṣhārthī haĩ . Mukhya kāraṇ kyā hai ? Bāp kahtē haĩ prabhu-pasanda banō , viśv-pasanda banō . Lēkin kartē kyā haĩ ? Ārām-pasand ban jātē . Hō jāyēgā , kisnē kiyā hai , sab aisē hī haĩ . Aurō̃ sē phir bhī ham ṭhīk haĩ . Aisī anēk prakār key|kī girtī kalā K|kē Dunlop K|kē takiē lagā kar ārām-pasand hō gaē haĩ . Bāp kahtē haĩ connection jōṛō , guṇō̃ aur śhaktiyō̃ kā vardān lō|low aur dō , lēkin kaī bachchē connection K|kē mahatva kō nahī̃ jāntē . Connection jōṛnā ātā nahī̃ , lēkin correction karnā ( C o r r e c t i o n ; galatiyā̃ nikālnā ) bahut ātā hai . Dūsrō̃ key|kī correction karnē vālē connection kā anubhav nahī̃ kar saktē . Bāp kahtē sadā yād kī sādhnā mē̃ rahō lēkin sādhnā K|kē sthān par alpkāl K|kē sādhanō̃ mē̃ jyādā busy rahtē haĩ . Sādhanō̃ K|kē ādhār par sādhnā banā dētē haĩ . Sādhan jyādā ākarṣhit kartē haĩ . Aisē sādhakō̃ key|kī sādhnā saphal nahī̃ hōtī . Jīvan mukt K|kē sthān par bandhan mukt ātmā ban jātē haĩ . Samjhā ? Bāp kyā kahtē aur bachchē kyā kartē haĩ ? Result sunī ?
Bāp-dādā śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō sadā śhrēṣhṭh nazar sē dēkhtē haĩ . Śhrēṣhṭh takdīr key|kī rēkhāē̃ dēkhtē haĩ . Yahī ātmāē̃ viśhva K|kē sāmnē chamaktē huē sitārē haĩ . Viśhva āpkē kalp pahlē vālē sampann-svarūp , pūjy-svarūp kā sumiraṇ kar rahā hai , isliē apnā sampann svarūp praikṭīkal mē̃ prakhyāt karō . Bītī huī kamzōriyō̃ par full stop lagāō tab sampann rūp kā sākṣhātkār hōgā . Sab purānē saṅskār aur svabhāv dr̥iṛh saṅkalp rūpī āhuti sē samāpt karō . Dūsrō̃ key|kī kamzōrī key|kī nakal mat karō . Avguṇ dhāraṇ karnē vālī buddhi kā nāśh karō , divya guṇ dhāraṇ karnē vālī satōpradhān buddhi dhāraṇ karō . Adhikārī aur satkārī dōnō̃ kā balance barābar rakhnā hai . Dūsrō̃ key|kī kamzōrī kō vistār mē̃ nahī̃ lāō aur apnī kamzōrī kō chhipāō nahī̃ . Saphaltā mē̃ svayã aur asaphaltā mē̃ dūsrō̃ kō dōṣhī mat banāō . Śhān aur mān kā tyāg , sādhanō̃ kā tyāg yahī mahān tyāg hai . Sākār bāp K|kē samān alpkāl key|kī mahimā K|kē tyāgī banō tab hī śhrēṣhṭh bhāgyavān ban sakē̃gē . Śhiv bābā in sab bātō̃ sē libarēśan chāhtē haĩ . Is antim force K|kē course kē liē samay milā hai .
Aisē viśhva adhikārī , satkār dē viśhva K|kē dvārā satkārī bannē vālē , nirmāṇ sē viśhva dvārā naman yōgya bannē vālē , bītī kō samāpt karnē vālē , sarv guṇō̃ mē̃ sampann bannē vālē sadā samān aur sāthī rahnē vālē , śhrēṣhṭh bhāgyaśhālī ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār aur namastē .
Teachers kē prati
Jō kuchh sunā hai un sabkā sār apnē jīvan mē̃ lā rahī hō nā ? Kyōṅki teacher kā arth|earth hī hai rājyukt aur sāryukt . Teacher key|kī viśhēṣhtā yah hai - ( 1 ) jō vistār kō second mē̃ sār mē̃ lāyē̃ . Jaisē essence ( E s s e n c e ; khuśhbū ) key|kī ēk būnd hōtī hai lēkin vō bahut kārya kar lētī hai , vaisē teachers arthāt isē̃saphul ( E s s e n c e f u l ) . Yartha K|kē vistār kō second mē̃ sār rūp mē̃ karnē vālī aur anya kō karānē vālī . ( 2 ) teachers bhī power house ( P o w e r H o u s e ) bāp K|kē samān sab-sṭēśan haĩ . Tō jaisē power house mē̃ sadā attention aur checking rahtī hai ki kahī̃ bhī phyūj na hō jāyē . Aisē teachers kō bhī kyā caikiṅg karnī hai ? Kabhī bhī kōī paristhiti mē̃ confuse ( C o n f u s e ) na hō jāē̃ . Jaisē power house key|kī chhōṭī see|sī|C halchal sārē area ( A r e a ) key|kī light kō hilā dētī hai . Vaisē hī teacher K|kē confuse hōnē sē vātāvaraṇ mē̃ prabhāv paṛ jātā hai aur vātāvaraṇ kā prabhāv ānē vālō̃ par paṛtā hai tō teachers kō apanē-āpakō anēk ātmāō̃ K|kē chaṛhānē aur ḍagmag karnē kē nimitt samajhnā chāhiē . ( 3 ) teachers athak hō nā . Chhōṭī-sī bātō̃ mē̃ thaknē vālī tō nahī̃ hō ? Purūṣhārth mē̃ apanē-āp sē bhī thaknā hōtā hai ? Kōī bhī prakār K|kē saṅskār yā svabhāv kō parivartan karnē mē̃ dil śikasta hōnā yā albēlāpan hōnā bhī thaknā hai . Yah tō hōtā hī rahtā hai , yah tō hōgā hī , yah hai albēlāpan . Bahut muśhkil hai , kahā̃ tak chalē̃gē yah hai dil śikasta hōnā . Tō purūṣhārth mē̃ albēlāpan hōnā yā dil śikasta hōnā bhī thaknā hai . ( 4 ) jismē̃ paristhitiyō̃ kō sāmnā karnē key|kī śhakti hai , vē|way sadā umaṅg utsāh mē̃ rahē̃gē , confuse nahī̃ hōṅgē . ( 5 ) teachers haĩ hī bāp K|kē samān sēvādhārī , tō samān vālē hō nā ? Samāntā key|kī bhī khuśhī hōtī hai . Teachers is khuśhī mē̃ rahtī hai ki bāp samān master śhikṣhak haĩ , bāp samān nimitt banē huē haĩ . Bāp samān anēk ātmāō̃ K|kē kalyāṇ key|kī jimmēvārī bhī hai tō bāp samān haĩ . Yah khuśhī bahut āgē baṛhā saktī hai . Teachers kō dēkh bāp-dādā bhī khuśh hōtē haĩ . Samān kō kahtē haĩ phrēnḍaśip group ( F r i e n d s h i p G r o u p ) tō phrēnḍas kā group hō gayā . ( 6 ) teachers kō sadā nayā plan banānā chāhiē . Plāniṅg buddhi hō aur bahut sahaj plāniṅg buddhi ban bhī saktī hō . Kaisē ? Amr̥itvēlē plan buddhi hō tō bāp-dādā dvārā plan touch hōṅgē . Tō plāniṅg buddhi bantē jāyēṅgē . Sākār ādhār lētī hō isliē plāniṅg buddhi nahī bantī . Nahī̃ tō teachers kā sambandh phrēnḍaśip hōnē K|kē kāraṇ samīp kā hai . Tō bahut sahyōg lē saktī hō . Jab bāp dēkhtē haĩ had K|kē ādhār banā rakhē haĩ , tō bāp kyō̃ madad karē̃ ? ( 7 ) teachers key|kī viśhēṣhtā kyā hai ? Teachers invēṇṭar ( I n v e n t o r ; āviṣkārak ) , creator ( C r e a t o r ; rachayitā ) , plāniṅg buddhi hai ; anēk ātmāō̃ kō umaṅg ullās dilānē vālī hai , in sab viśhēṣhatāō̃ kō ab emerge karō . Tō had key|kī bātē̃ merge hō jāyēṅgī . Samjhā ? ( 8 ) teacher key|kī viśhēṣhtā hai anubhavī mūrtta . Bōlnē vālī mūrtta nahī̃ , anubhavī mūrtta . Bōlnā bhī anubhav K|kē ādhār par . Itnī sab viśhēṣhatāō̃ sē sampann nazar sē bāp-dādā dēkhtē haĩ . Tō kitnē mahān hō gayē ! Mahāntā kō mēhmān samajh kar chalānā . Mahāntā kō apnī property nahī̃ samajh lēnā . Mahāntā kō apnā samajh , bāp kā nahī̃ samjhā tō nuk Ì sān hai . Bāp dvārā milī huī mahāntā hai tō bāp kō bīch mē̃ sē nahī̃ bhūlnā . Achchhā .
Sadā khuśh rahnē kā sādhan
Sarv khazānō̃ sē sampann ātmā key|kī niśhānī kaun see|sī|C hōgī ? Jō khazānō̃ sē sampann hōgā vā sadā ati indriya sukh mē̃ magan rahēgā . Usē bāp aur sēvā K|kē sivāē kuchh bhī yād nahī̃ rahēgā . Vah had key|kī pravr̥itti kō sambhāltē huē īśhvarīy sēvā arth|earth apnē kō trustee samajh karkē pravr̥itti kā kārya karēgā . Uskā her|har karma śhrīmat pramāṇ hōgā - usmē̃ jarā bhī manmat yā parmat mix nahī̃ karēgā . Śhrīmat mē̃ agar jarā bhī manmat yā parmat mix hai tō uskī result kyā dikhāī dēgī ? Agar śhrīmat K|kē andar manmat yā parmat mix hai tō jaisē śhuddha chīz mē̃ kōī aśhuddh chīz mix hō jātī hai tō kōī na kōī nuksān hō jātā hai . Aisē yahā̃ bhī śhrīmat mē̃ manmat yā parmat mix hōtī hai tō sēvā sē jō prāpti hōnī chāhiē vō nahī̃ hōtī . Khuśhī , saphaltā , śhakti kā anubhav bhī nahī̃ hōgā , śhrīmat key|kī result hai saphaltā arthāt sarv prāpti . Yah anubhav bhī kartē hōṅgē ki kisīkisī samay mēhnat bahut kartē hō lēkin saphaltā cum|kam miltī , anubhav cum|kam hōtā aur kabhī mēhnat cum|kam purūṣhārth cum|kam hōtē bhī prāpti jyādā hōtī hai , iskā kāraṇ yathārth aur mix . Tō yah sūkṣhma checking chāhiē . Kyōṅki manmat bahut sūkṣhma hai . Māyā manmat kō īśhvarīy mat mē̃ royal rūp sē mix kartī , āp samajhē̃gē yah īśhvarīy mat hai lēkin hōgī manmat . Iskē liē parakhnē aur nirṇay karnē key|kī śhakti chāhiē . Agar yah dōnō̃ śhaktiyā̃ powerful haĩ tō dhōkhā nahī̃ khāyēṅgē .
Śhān aur mānakā tyāg , sādhanō̃ kā tyāg - yahī mahān tyāg hai .
Jinmē̃ rōnē key|kī ādat hai vē|way bachchē bāp sē svataḥ hī vimukh hō jātē haĩ . Man mē̃ duḥkh key|kī lahar ānā yah bhī rōnā huā . Rōnē vālē kō bāp key|kī prāpti vālā nahī̃ kahā jāēgā . Jab bāp K|kē sambandh sē vañchit hōtā hai tab duḥkh key|kī lahar ātī hai . Tō rōnā arthāt bāp sē nātā tōṛnā . Bāp sē apnā mukh mōṛ lēnā . Jab kōī rōtā hai tō dēkhā hōgā - kiskē āgē mukh nahī̃ karēgā , chipāyēgā jarūr . Tō jaisē sthūl rōnē sē svataḥ mukh chhipāyā jātā tō man sē rōnē sē bhī bāp sē vimukh svataḥ hō jātē . Bāp kī ōr pīṭh hō jātī hai . Kabhī bhī duḥkh key|kī lahar saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ ānā chāhiē . Sukh dātā K|kē bachchē aur duḥkh key|kī lahar hō yah śhōbhtā nahī̃ . Mood off karnā bhī mukh sē rōnā hai . Tō mood off ( M o o d O f f ) kartē hō ? Kabhī kōī service kā chance cum|kam milā , tō mood off nahī̃ hōtī ? Athak aur ālasya rahit apnē kō samajhtē hō ? Ālasya sirph sōnē kā nahī̃ hōtā . Athak kā arth|earth hī hai jismē̃ ālasya nahī̃ hō . Tō sadā athak hī rahnā arthāt sadā bāp K|kē sammukh rahnā tō sadā khuśh rahē̃gē .
Phôsṭa speed ( F a s t S p e e d ; tīvr gati ) vālē kisī bhī samasyā mē̃ rūkēṅgē nahī̃ . Samasyā rōknē key|kī kōśhiśh karēgī lēkin vō jump dēkar nikal jāyēṅgē . Samasyāō̃ K|kē sōch mē̃ samay nahī̃ gavāēṅgē . Phôsṭa speed arthāt jō bāp nē kahā vō kiyā . Dūr sē hī anubhav hōgā ki yah kōī alaukik vyakti hai .
Śhakti aur khuśhī prāpt karnē kā ādhār hai - śhrēṣhṭh karma . Śhrēṣhṭh karma tabhī hōtē haĩ jab karma aur yōg dōnō̃ sāth-sāth hō . Sadaiv check karō ki karma kartē bhī yōgī haĩ . Karma kartē yōg bhūltā tō nahī̃ ? Jaisē ātmā aur śharīr sāth-sāth hai , alag hō jāē tō murdā ban jātē . Vaisē agar karma kē sāth yōg nahī̃ tō vō karma bēkār hō jātē . Bandhan ḍālnē vālī ātmā bhī purūṣhārth mē̃ sahyōgī hai . Bandhan sē aur hī adhik ichchhā baṛhtī hai tō bandhan , bandhan nahī̃ lakin sahyōg huā nā ! Agar sahyōg key|kī dr̥iṣhṭi sē dēkhō tō majā āyēgā . Bandhan kō bandhan key|kī dr̥iṣhṭi dēkhē̃gē tō kamjōr ban jāyēṅgē .