सोमवार 9 मई 1977 की अव्यक्त मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

>

09-05-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

Sampūrṇ pavitratā hī viśhēṣh part bajānē vālō̃ kā śr̥ṅgār hai

Viśhēṣh pārṭdhārī ātmāō̃ prati bāp-dādā bōlē –

Apnē kō is drama K|kē andar viśhēṣh part bajānē vālē , viśhēṣh pārṭdhārī samajhtē hō  ? Viśhēṣh part key|kī viśhēṣhtā kyā hai , uskō jāntē hō  ? Viśhēṣhtā yah hai ki bāp kē sāth sāthī ban part bajātē hō , aur sāth-sāth her|har part apnē sākṣhīpan key|kī sthiti mē̃ sthit hō bajātē hō . Tō viśhēṣhtā huī - ‘ bāp kē sāth sāthī key|kī aur sākṣhīpan key|kī . ’ us viśhēṣhtā K|kē kāraṇ hī viśhēṣh pārṭdhārī gāē jātē haĩ . Tō apnē āpkō sadā caik ( C h e c k  ; nirīkṣaṇ ) karō ki her|har part bajātē huē dōnō̃ hī viśēṣatāē̃ rahtī haĩ  ? Nahī̃ tō sādhāraṇ pārṭdhārī kahlāē jāyēṅgē . Bāp śhrēṣhṭh aur bachchē sādhāraṇ  ! Yah śhōbhēgā nahī̃ .

Viśhēṣh part bajānē kā śr̥ṅgār kaun sā hai  ? Sampūrṇ pavitratā hī āpkā śr̥ṅgār hai . Saṅkalp mē̃ bhī apavitratā kā aṅśh mātra na hō . Aisā śr̥ṅgār nirantar hai  ? Kyōṅki āp sab had K|kē , alp kāl K|kē part bajānē vālē nahī̃ hō . Lēkin bēhad kā , her|har second , her|har saṅkalp sē sadā part bajānē vālē hō . Isliē sadā śr̥ṅgār key|kī huī mūrtta arthāt sadā pavitra svarūp hō . Is samay kā śr̥ṅgār janm janmāntar kē liē avināśhī ban jātā hai .

Mukhya saṅskār bharnē kā samay abhī hai . Ātmā mē̃ her|har janm K|kē saṅskārō̃ kā record is samay bhar rahē hō . Tō record bharnē K|kē samay second-second kā attention rakhā jātā hai . Kisī bhī prakār K|kē tension ( tanāv ) kā attention  ; tension mē̃ attention rahē . Agar kisī bhī prakār kā tension hōtā hai , tō record ṭhīk nahī̃ bhar sakēgā . Sadā kāl kē liē śhrēṣhṭh nām kē bajāē , yahī gāyan hōtā rahēgā ki jitnā achchhā bharnā chāhiē , utnā nahī̃ bharā hai . Isliē her|har prakār K|kē tension sē parē , svayã aur samay kā , bāp kē sāth kā attention rakhtē huē second-second kā , part bajāō . Master sarvśhaktivān , almighty authority ( A L M I G H T Y A u t h o r i t y ) key|kī santān - aisī knowledgeful ( K n o w l e d g e f u l  ; gyān sāgar ) ātmāō̃ mē̃ tension kā ādhār dō śhabda haĩ . Kaun sē dō śhabda  ? ‘ kyō̃ aur kyā  ? ’ kisī bhī bāt mē̃ , yah kyō̃ huā  ? Yah kyā huā  ? Jab yah dō śhabda buddhi mē̃ ā jātē haĩ , tab kisī bhī prakār kā tension paidā hōtā hai . Lēkin saṅgamyugī śhrēṣhṭh pārṭdhārī ātmāē̃ kyō̃ , kyā kā tension nahī̃ rakh saktī haĩ , kyōṅki sab jāntē haĩ . ‘ sākṣhī aur sāthīpan ’ key|kī viśhēṣhtā sē , drama K|kē her|har part kō bajātē huē kabhī tension nahī̃ ā saktā . Tō apnē is viśhēṣh kalyāṇkārī samay kō samajhtē huē her|har second K|kē saṅskārō̃ kā record number one stage mē̃ bhartē jāō .

Knowledgeful stage arthāt is saṅgamyug key|kī sthiti kā āsan jāntē hō  ? Bhakti mārg mē̃ vidyā key|kī dēvī , sarasvatī kō kaun sā āsan dikhāyā hai  ? Isē kyō̃ dikhāyā hai  ? Iskā viśhēṣh guṇ kaun sā gāyā huā hai  ? Uskā ‘ viśhēṣh guṇ ’ ( 1 ) bhī knowledgeful kā hī dikhāyā hai nā . Right aur wrong ( R I G H T A n d W r o n g  ; satya aur asatya ) kō jānnē vālā yah bhī knowledge huī nā . Tō knowledgeful kā āsan bhī knowledge vālā hī dikhāyā hai . Vicious knowledge hai ‘ right aur wrong kō jānnē ’ key|kī ( 2 ) dūsrī bāt , āpkī sthiti kā yādgār bhī āsan K|kē rūp mē̃ dikhāyā hai . Sadā śhuddha saṅkalp kā bhōjan buddhi dvārā grahaṇ karnē vālā , sadā key|kī sarv ātmāō̃ dvārā vā rachnā dvārā guṇ dhāraṇ karnē vālā , usī kō mōtī chugnē vālā dikhāyā hai . ( 3 ) tīsrī bāt , ‘ svachchhatā ’ . Svachchhatā key|kī niśhānī saphēd raṅg dikhāyā hai . ‘ svachchhatā arthāt pavitratā ’ . Tō sadā knowledgeful sthiti mē̃ sthit hī rahnē key|kī niśhānī ‘ hans kā āsan ’ dikhāyā jātā hai . Sarasvatī kō , sadā sēvādhārī rūp key|kī niśhānī , bīn bajātē huē dikhāyā hai . Yah gyān key|kī vīṇā sadā bajātē rahnā arthāt sadā sēvādhārī rahnā . Jaisē āsan yādgār rūp mē̃ dikhāyā hai , vaisē sab viśēṣatāē̃ dhāraṇ kar part bajānā , yahī viśhēṣh part hai . Tō sadā aisē viśhēṣh pārṭdhārī samajhtē huē part bajāō .

Prakr̥iti K|kē adhīn tō nahī̃ hō nā  ? Prakr̥iti kā kōī bhī tatva halchal mē̃ nahī̃ lāvē . Āgē chalkar tō bahut paper ānē haĩ . Kisī bhī sādhanō̃ K|kē ādhār par , sthiti kā ādhār na hō . Māyājīt K|kē sāth-prakr̥tijīt bhī bannā hai . Prakr̥iti key|kī halchal K|kē bīch - yah kyā  ? Yah kyō̃ huā  ? Yah kaisē hōgā  ? Zarā bhī saṅkalp mē̃ tension huā arthāt attention kam huā , tō full pass nahī̃ hōṅgē . Isliē sadā achal hōnā hai . Achchhā .

Sadā apnē knowledgeful āsan par sthit rahnē vālē , her|har second śhrēṣhṭh part bajānē vālē , her|har prakār K|kē paper mē̃ full pass hō , pass with honour ( P a s s W i t h H o n o u r  ; sammān sahit saphalatāmūrtta ) bannē vālē , sadā ēk bāp kī yād K|kē ras mē̃ ēkras rahnē vālē , aisē sadā bāp samān śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār aur namastē .