शनिवार 28 मई 1977 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 128-05-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 23/06/97 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 28/05/77

2Bāp-dādā K|kē sadā dil takhtnaśhīn samān bachchō̃ K|kē lakṣhaṇ 3Bāp K|kē sadā snēhī , sadā sahyōgī , dil takht naśhīn va rājya takht naśhīn bachchō̃ prati uchchārē huē mahāvākya  :

1The qualifications of the children who are equal and constantly seated on BapDada's heart­ throne. 2BapDada was seeing the close and equal stars.

4Bāpdādā samīp aur samān sitārō̃ kō dēkh rahē haĩ .

3Baba always has awareness.

5Bāp kō sadā smr̥iti rahtī . 6Jaisē bachchē smr̥iti svarūp haĩ , vaisē hī bāp bhī apnē samīp bachchō̃ K|kē smr̥iti svarūp haĩ .

4Just as the children are embodiments of awareness, so too, the Father is also an embodiment of remembrance of His close children.

7Jaisē bachchē smr̥iti svarūp hōnē sē samarthī svarūp kā anubhav kartē haĩ .

5When children are embodiments of awareness, they experience themselves to be embodiments of power.

8Bāpdādā bhī svayã samarthī svarūp hōtē bhī , samān bachchō̃ K|kē sahyōg vā smr̥iti sē , svayã svarūp mē̃ aur addition ( A d d i t i o n  ; vr̥iddhi ) hō jātī hai .

6And so, although BapDada is the embodiment of power, when there is the co­operation and remembrance of His children who are equal to Him, there is an extra addition in His Being.

9Isliē sākār bāp brahmā kō sahyōgī svarūp key|kī niśhānī ‘ hajār bhujāē̃ ’ dikhāī haĩ .

7This is why the symbol of those who co­operated with father Brahma has been shown in the form of a thousand arms.

10Bhujāē̃ hai sahyōg key|kī niśhānī .

8Arms are a sign of co­operation.

11Tō bāp K|kē sāth-sāth jō sadā sahyōgī haĩ unhō̃ key|kī niśhānī bhujāō̃ K|kē rūp mē̃ haĩ .

9The symbol of those who constantly co­operated with the Father is the arms.

12Aisē samān bachchō̃ kā sthān kaun sā hōtā hai  ? 13Kis sthān par vah nivās kartē haĩ  ?

10So, what is the place for such children who are equal?Where do they reside?

14Vah sadā dil takht par yā viśhva K|kē rājya takht naśhīn svayã kō samajhtē hai arthāt sthiti mē̃ sthit hōtē haĩ .

11They constantly consider themselves to be seated on the heart­throne or ruling the throne of the world, that is, they remain stable in this stage.

15Jaisē baṛī sē baṛī mahān ātmāē̃ kabhī bhī dharnī par pāṅw nahī̃ rakhtī .

12The most important mahatmas never place their feet on the ground.

16Jaisē yahā̃ bhī dēkhā , jab baṛē ādmī ātē haĩ tō pūrē rāstē par sīṛhiyō̃ par galīchā bichhā dētē haĩ .

13Here too, before an important person comes, a carpet is laid out along the entire path and staircase.

17Aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā pāṅw dhartī par nahī̃ lēkin galīcē par hōtē haĩ .

14In the same way, the feet of elevated souls never tread on the ground, but on the carpet.

18Yah niśhānī kiskī hai  ?

15What is this a sign of?

19Śhurū kahā̃ sē huī  ? 20Yahā̃ tō unhō̃ K|kē pāṅw sirph galīcē tak haĩ .

16Where did this system begin?Here, it is just their feet that are tread on the carpet.

21Lēkin jō bāp samān bachchē haĩ , unkā buddhi rūpī pāṅw sivāē takht kē nīchē nahī̃ ātē haĩ .

17But, the children who are equal to the Father never allow the foot of their intellect to come down from their throne.

22Unhōṅkō takht naśhīn kahā jātā hai arthāt sadā takht par hī rahtē haĩ . 23Nīchē nahī̃ ātē haĩ .

18They are called those who are seated on the throne, that is, they are those who constantly remain on the throne; they never come down.

24Aisē jō sadā dil takht naśhīn vā rājya naśhīn hī rahtē haĩ , unhō̃ kō sarv ātmāō̃ sē return mē̃ ( R e t u r n  ; badalē|badlē mē̃ ) kyā miltā hai  ?

19What do those who constantly remain seated on the heart­throne, and the throne of the kingdom of the world, receive in return from all souls?

25Snēh tō miltā hī hai , lēkin dil takht naśhīn vālē jō bhī karma kartē , jō bhī bōl bōltē , sabhī K|kē dil par aisē lagtā hai , jaisē bāp dvārā jō bhī nikaltā vah sadā kā yādgār ban jātā , sabkē dilō̃ mē̃ samā jātā hai .

20Of course the souls who are seated on the heart­throne receive love. 21However, whatever actions they perform, or words they speak, touch everyone's heart, just as whatever emerges from the Father also becomes a memorial for all time; it becomes merged in everyone's heart.

26Yādgār rah jātā hai .

22It leaves a memorial for everyone.

27Phir ādhā kalp kē bād yādgār ‘ gītā ’ K|kē rūp mē̃ hōtā .

23Then, after half a kalpa, the memorial of that takes the form of the Gita.

28Tō bāp K|kē mahāvākya yādgār rūp mē̃ ūpar hō jātē haĩ .

24So, the elevated versions of the Father become more elevated.

29Isī prakār jō dil takht naśhīn bachchē haĩ vah jis ātmā kē prati saṅkalp kartē tō unkē dil kō lagtā hai .

25In the same way, whomsoever the souls seated on the heart­throne have a thought for, the heart of that person is touched by it.

30Mānō , āp kis ātmā prati śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā rakhtē haĩ - unkē dil kō lagēgā ki sachmuch yah mērē prati śhubh-bhāvnā , śhubh kāmnā rakhtē haĩ .

26For instance, when you have good wishes and pure feelings for a particular soul, then that soul would feel in his heart that you have good wishes and pure feelings for him.

31Ēk hōtā hai ūpar-ūpar sē , dūsrā hōtā hai nimitt banē huē sthān K|kē kāraṇ rēsapēkṭa ( R E S P E C T  ; ādar ) dēnā . 32Tīsrā hōtā hai dil sē svīkār karnā .

27One is to have this feeling superficially, second is to give respect because the place is instrumental for this and the third is to truly accept it in the heart.

33Jō samān bachchē haĩ unhō̃ kā saṅkalp bhī dil sē lagēgā , jaisē ki tīr lagtā hai .

28Your heart would be touched by the thoughts of the children who are equal to the Father, as though an arrow had pierced it.

34Jaisē pahlē jamānē mē̃ tīr lagātē thē . 35Tō jiskō tīr lagtā thā vā tīr sahit hī nīchē ā girtē thē .

29In earlier days, when they used to shoot arrows, whoever was pierced by an arrow would fall down with the arrow in him.

36Is prakār sē jō dil takht naśhīn haĩ - ( 1 ) vah dil K|kē saṅkalp jis ātmā prati karē̃gē vah vyakti arthāt ātmā svayã apnē dil kā bhāv prakaṭ karnē kē liē sāmnē ā jāyēgī .

30In the same way, those who are seated on the heart­ throne will be such that, firstly, whatever soul they a thought for in their heart, that soul will automatically come in front of them to relate his own feelings.

37 ( 2 ) dūsrī bāt jō us sthiti mē̃ sthit hō bōl bōlē̃gē unkē dō śhabda dil kō rāhat dēnē vālē hōṅgē .

31Secondly, when a couple of words are spoken to you whilst you are stable in that stage, then even those two words give great comfortto the heart.

38Mahsūs karē̃gē ki bhal dō śhabda bōlē lēkin dil kō rāhat mil gaī , khurāk mil gaī ( 3 ) tīsrī bāt - sadaiv aisī ātmāō̃ kō dūr hōtē huē bhī dil sē yād karē̃gē .

32You will feel that, although only two words were spoken, they still gave you great comfort and you received nourishment from them. 33Thirdly, you will remember those souls even though they may be at a distance.

39Dil sē yād karnē key|kī niśhānī kyā hōgī  ?

34What would be the sign of remembering someone in your heart?

40Aisē anubhav karē̃gē jaisē ki sāth samīp haĩ , dūr nahī̃ haĩ .

35You would feel that that soul is with you and close to you, not at a distance.

41Aisē nahī̃ anubhav karē̃gē ki yah ābū mē̃ haĩ ham dūsrē dēśh mē̃ haĩ .

36You would not feel that that soul is in Abu and that you are in a different land.

42Aisē samajhē̃gē ki sadā sammukh aur sāth haĩ . 43Jaisē bāp kō dil sē yād kartē haĩ tō kyā anubhav hōtā hai  ?

37You would feel yourselves to be personallyin front of one another or in one another's company. 38What do you experience when you remember Baba in your heart?

44Dūr lagtā hai kyā  ?

39Do you feel that He is very distant?

45Sāth kā anubhav hōtā hai nā  ?

40You experience His companionship, do you not?

46Is prakār jō diltakhta naśhīn bachchē hōṅgē unhō̃ kā bhī prēkṭīkal mē̃ return dikhāī dēgā .

41In the same way, you would see the practical return from the children who are seated on the heart­throne. 42This is known as instant fruit.

47Iskō kahā jātā hai - ‘ pratyakṣha phal .

43Fourthly, they will be seated on the heart­throne.

48’ ( 4 ) chauthī bāt - vah dil takht naśhīn hōṅgē .

44Who would be seated on the heart­throne?

49Dil takht naśhīn kaun hōtē haĩ  ? 50Rājā hōgā nā  ?

45It would be those who are kings, would it not?

51Jaisē kōī baṛā hōtā hai tō uskō sab apnā samajhtē haĩ .

46Everyone would consider a great person to belong to them.

52Chhōṭē jō hōṅgē , vah baḍō̃ kō apnā samajhē̃gē - ‘ mērā hai .

47The younger ones would consider their elders to belong to them.

53’ tō dil takht naśhīn bachchē key|kī yahī niśhānī hōtī jō harēk unkō apnā baṛā samajhē̃gē .

48The sign of those seated on the heart­throne is that everyone would consider them to be their elders.

54Apnāpan mahsūs karē̃gē .

49You would feel that you belong to them.

55Hamārē pūrvaj baṛē haĩ , pūjya haĩ .

50"Our ancestors are our elder; they are the worship­worthy ones."

56Yah śhabda kahnē mē̃ bhakti mārg K|kē haĩ , lēkin jaisē pūrvaj kā naśhā hōtā hai nā - yah hamārē pūrvaj pūjya haĩ , isī rīti sē her|har ātmā jō bhī samparka mē̃ haĩ vah aisē mahsūs karē̃gē ki yah hī hamārē pūrvaj haĩ , pūjya haĩ .

51These words are used on the path of bhakti, but one generally has the intoxication of them being your ancestors. 52You would feel that your ancestors are your seniors, worthy of worship. 53You would have a feeling of belonging.

57Apnāpan mahsūs karē̃gē . 58Aisē dil takht naśhīn kitnē banē̃gē  ?

54How many of such souls seated on the heart­throne would there be?

59Thōṛē hī hōtē .

55There are very few.

60Yahī aṣhṭ ratnō̃ key|kī viśhēṣhtā hai , jō phir 100 mē̃ nahī̃ hōtī .

56This is the speciality of the eight jewels which those of the hundred do not have.

61Unmē̃ bhī mā̃bāp haĩ phir bhī unmē̃ number tō haĩ nā .

57The mother and father are included in them also, but there is still a number.

62Tō jab pahlē yug mē̃ bhī number haĩ , tō jō aur pīchhē haĩ unmē̃ bhī number hōṅgē .

58Since there is a number in the first age, then there would definitely be a number in those who come afterwards.

63Dādī jātī hai iskī sabkō khuśhī hai .

59Dadi is going on service abroad. 60Why is everyone happy about this?

64Kyō̃  ? 65Vaisē tō jānē mē̃ dūsrī lahar hōnī chāhiē , lēkin khuśhī kyō̃ hai  ?

61In fact, generally, when someone goes somewhere, there is a wave of a different feeling; so why is everyone happy?

66Aur viśhēṣh khuśhī key|kī lahar hai , kyō̃  ?

62Why is there a wave of special happiness?

67Viśhēṣh sabkō khuśhī isī bāt kī hai jō sabhī bahut samay sē intjār kar rahē haĩ ki kuchh hōnā hai , kuchh parivartan ānā hai .

63You all have special happiness because everyone has been waiting for a long time for something new to happen, that some transformation has to take place.

68Tō is part kō dēkhtē huē sabkē buddhi mē̃ kuchh navīntā , parivartan key|kī bhāvnā ā rahī hai .

64So, seeing this part now being enacted, there are feelings of newness and transformation in everyone's intellect.

69Sabhī kō aisā lagtā hai , jaisē ki yah jā nahī̃ rahē haĩ , lēkin kuchh samīp jā rahē haĩ .

65Everyone feels that Dadi is not going but that she is bringing something closer.

70Kuchh parivartan , navīntā kā nakśhā sāmnē ānē sē jānē kā saṅkalp usmē̃ samā gayā hai .

66The plan of newness and transformation has appeared to her and she has made the thought of going become merged in her.

71Sabkī buddhi mē̃ yahī hai ki ab kuchh parivartan key|kī bhūmikā ban rahī hai .

67Everyone's intellect believes that their field is being prepared for some transformation.

72Bahut samay sē sabkō yahī saṅkalp mē̃ rahtā hai ki kōī naī bāt ab hōnī chāhiē . 73Bahut samay vahī scene chaltī rahī hai , kuchh navīntā hōnī chāhiē .

68Everyone has had the thought for a long time that something new should happen; that same scene has been continuing for a long time, and that something new has to happen.

74Yah nimitt foreign mē̃ jānē kā jō part banā hai usmē̃ sabkē dilō̃ mē jaisē ôṭōmēṭīkalī sabmē̃ lahar hai .

69The part of going to the foreign lands is just instrumental and it is as though, each of you automatically has that wave in your heart.

75Kiskō kahā nahī̃ gayā hai , lēkin ēk nayā umaṅg utsāh hai .

70Nothing has been said to anyone, but they all have that new zeal and enthusiasm created within them.

76Vahā̃ tō umaṅg mē̃ haĩ . 77Lēkin bhārat mē̃ bhī samajhtē haĩ navīntā hōgī .

71Of course, there, they have enthusiasm, but in Bharat also, you feel that there is to be something new.

78Isliē sabkō jaisē naī lahar khuśhī kī hai .

72This is why there is a new wave of happiness in everyone.

79Samajhtē haĩ - samīpatā kō pahuñchnē kā dikhāī dē rahā hai , samīp najārā ā rahā hai - yah bhāsnā ātī hai .

73You feel that the time for coming close is very near; that those scenes are coming very close; this is the feeling you have.

80Isliē jō viśhēṣh ātmāē̃ haĩ unhō̃ kā hī samay kē sāth bahut sambandh hai jaisē brahmā key|kī ātmā kā samay kē sāth gahrā connection hai , brahmā kā janm aur saṅgam kā hōnā .

74This is why time is very closely related to the special souls. 75The soul of Brahma has a deep connection with time; the birth of Brahma means the beginning of the confluence age.

81Agar brahmā kā part nahī̃ hōtā tō saṅgam bhī nahī̃ hōtā .

76If there weren't the role for Brahma, there would be no confluence age.

82Brahmā K|kē sākār part key|kī samāpti aur anya part kā ārambh hōnā , yah bhī samay kō samīp lānē kā ēk ādhār hai .

77The completion of the role of Brahma in the corporeal form means it is the time for many other parts to begin.

83Brahmā kā samāpt arthāt saṅgam yug samāpt .

78This is also a means of bringing time closer.

84Tō jaisē brahmā key|kī ātmā kā samay kē sāth gahrā sambandh hai , vaisē hī jō follow karnē vālī samīp ātmāē̃ haĩ , unhō̃ K|kē her|har kārya kā bhī samay kē sāth utnā hī samīp sambandh hai .

79The completion of Brahma's role means the completion of the confluence age. 80So, just as the soul of Brahma has a deep connection with time, so too, every task of the close souls who follow him have just as deep a connection with time.

85Vah jaisē samay key|kī ghaṛī ban jātē haĩ .

81It is as though they become a clock to show the time.

86Jaisē dēkhō , āp lōg jō nimitt banē huē hō , unhō̃ K|kē saṅkalpō̃ kō rīṛ ( R e a d ) kartē haĩ .

82For instance, all of you, who have become instruments, read their thoughts.

87Sab samay key|kī tulnā kartē haĩ ki in lōgō̃ key|kī stage yahā̃ tak pahũch gaī hai .

83All of you check that, according to the time, this is the stage they should have reached.

88Tō samay kyā dikhātā hai , caik tō kartē hō nā  ?

84So what is time revealing? 85You are checking this, are you not?

89Jaisē āp lōgō K|kē sāmnē samay key|kī ghaṛī ‘ sākār bāp ’ thā .

86Sakar Baba was the clock in front of all of you.

90Unkī stage kō dēkhtē āp lōg bhī samajhtē thē jaisē ki kuchh hōnē vālā hai .

87When you read his stage, you all felt that something is going to happen.

91Samīpatā lag rahī thī .

88You could feel that closeness.

92Jaisā phariśhtā rūp  ! 93Sākār nahī̃ hai - aisā feel ( F e e l  ; anubhav ) hōtā thā .

89You felt that to be the angelic form, and not the corporeal form.

94Tō samay key|kī ghaṛī hō gaē nā .

90So, he was a clock showing the time, was he not?

95Aisē āp lōg bhī jō nimitt haĩ vah bhī samay key|kī ghaṛī hō .

91In the same way, all of you who are instruments are also a clock to show the time.

96Us nazar sē hī āp lōgō̃ kō dēkhtē haĩ ki ghaṛī kyā dikhā rahī hai  ?

92Everyone sees you with the vision as to what time the clock is showing.

97Yah jō vidēśh jānē kā part hai , yah bhī jaisē viśhēṣh ghaṇṭī bajī hai - aisā anubhav hōgā .

93You will feel that the part of going abroad is like a special bell ringing. 94BapDada speaking to Par Dadi ­ Dadi Nirmal Shanta:

98 ( pardādī kō ) drama āpkō bhī samīp part bajānē kē nimitt banātā hai .

95Drama is making you move from here and become the instrument to play a part there.

99Jaisē kalp pahlē bajāyā thā , vaisē abhī bhī bajātē haĩ .

96Just as you thought about this earlier, so too, you are thinking this now.

100Plôn sōchnē sē nahī̃ hōtā hai , lēkin na chāhtē bhī drama kā part nimitt banā dētā haĩ .

97Plans are not made by thinking about them, but against your conscious wish, your part within the drama makes you an instrument to do something.

101Ismē̃ bhī baṛā rahasya hai .

98There is great significance in this.

102Vardān hai āpkō .

99You have this blessing.

103Laukik alaukik bāp K|kē kul kā nām bālā karnē vālī nimitt ātmā hō .

100You are an instrumental soul who will glorify the name of the lokik and alokik families.

104Yah bhī viśhēṣh vardān hai .

101This is also a special blessing.

105Isliē āpkō dēkhkar K|kē dōnō̃ yād ā jātē haĩ .

102This is why, when people see you, both are remembered.

106Laukik bhī features ( F e a t u r e s  ; śhakla ) yād āyēṅgē aur features dvārā jō future ( F u t u r e  ; bhaviṣhya ) bantā hai , vah bhī yād āyēgā .

103The features of the lokik father are remembered, and through the features, the future created form is also remembered.

107Āpkē her|har kadam mē̃ jō vardān hai - dōnō̃ kul kā nām bālā karnā , vah samāyā huā hai .

104The blessing of glorifying both clans is merged in your every step.

108Isliē drama svayã hī seat key|kī taraph khīñchtā jā rahā haĩ .

105This is why the drama is pulling you towards that seat.

109Samay prati samay jō bhī mahāvākya ātmāō̃ kē prati bāpdādā K|kē uchchāraṇ kiē huē haĩ , vah prēkṭīkal mē̃ ā rahē haĩ .

106From time to time, the elevated versions that have been spoken by BapDada are put into practice. 107You have a special blessing and you also have a special chance for service.

110Viśhēṣh vardān hai  ; aur service kā chance bhī āpkō viśhēṣh hai .

108You have a chance to do double service, through your features and your character.

111Double service karnē kā chance hai āpkō . 112Sūrat dvārā bhī , aur sīrat dvārā bhī .

109Because those people (gurus) have a spiritual stage, others have a spiritual experience from their features.

113In lōgō̃ key|kī sūrat sē avyakt sthiti hōnē sē anubhav karē̃gē lēkin āpkī sūrat chaltē-phirtē brahmā bāp key|kī sūrat aur sīrat kō pratyakṣha karē̃gē .

110However, as you walk and move along, your features and character will reveal the features and character of Brahma Baba. 111This is a field of extra service.

114Yah ēksaṭrā service key|kī phīlḍa huī nā  ?

112What will everyone say wherever you go?

115Jahā̃ bhī jāyēṅgē tō kyā kahē̃gē  ?

113That they have a feeling of the father.

116Sabkō bāp key|kī bhāsnā ātī hai nā  ?

114So, your face will also become an instrument for service.

117Tō yah sūrat bhī service kē nimitt banī hai .

115So, this is double service, is it not?

118Double service huī nā  ?

116BAPDADA SPEAKING TO DADI:

119 ( dādī kō ) vartamān samay āp ātmā key|kī double rūp sē āhvān key|kī līlā chal rahī hai .

117At present, the game of the invocation of you souls is taking place in the double form.

120Ēk taraph bhakta ātmāē̃ anjān rūp mē̃ āhvān kar rahī haĩ - aṣhṭ dēv K|kē rūp mē̃ .

118On one side, bhagat souls, without knowledge, are invoking you, in the form of their special deity of the eight.

121Dūsrī taraph gyān-svarūp hōkar K|kē gyānī tū ātmā bachchē āhvān kar rahī haĩ .

119On the other side, knowledgeable souls, as embodiments of knowledge, are invoking you.

122Aisē hī āhvān kar rahē haĩ jaisē āpkī jaṛ chitra aṣhṭ dēv K|kē rūp mē̃ kartē haĩ .

120They are invoking you in the same way as the special deities are invoked from the non­living idols.

123Lēkin vah anjān haĩ , isliē unhōṅkō vah ras nahī̃ ātā .

121However, those people are ignorant about this and they therefore do not experience that sweetness.

124Lēkin unhō̃ kō āhvān sē bhī vardān key|kī anubhūti key|kī prāpti kā anubhav hōgā , double āhvān hō gayā nā  ?

122However, even through their invocation of you, they will experience the attainment of blessings, and so that is double invocation, is it not?

125Dō mūrtiyā̃ jā rahī haĩ , tīn mūrtiyā̃ jā rahī haĩ vā aṣhṭ bhī jā rahī haĩ  ?

123Are two idols going, three idols, or are all the special eight idols going?

126Yah bhī ēk viśhēṣh lahar hai nā . 127Jō sab samajhtē haĩ - ham lōg bhī jaisē sāth jā rahē haĩ .

124This is also a special wave; everyone feels that they are also going with Dadi.

128Iskā bhī kāraṇ  ?

125What is the reason for this?

129Yah snēh key|kī samīpatā key|kī niśhānī hai .

126This is a sign of being close because of love.

130Jō itnā samay ḍrāmānusār nimitt ban part bajāyā hai uskā pratyakṣha rūp return svarūp dēkh rahē haĩ .

127You are now seeing the practical form of the return of the role that youplayed for so long according to the drama.

131Nimitt ban part bajānē key|kī result sāmnē ā rahī hai . 132Is samay āp tīnō̃ K|kē part mē̃ - jaisē brahmā kā part rachnā kā , viṣhṇu kā part pālnā kā , śhaṅkar kā part vināśh kā dikhātē haĩ . 133Hai tō ḍrāmānusār , lēkin har ēk kē sāth viśhēṣhtā dikhāī hai .

128The result of your having played the role of an instrument is coming in front of you.At present, you are playing all three parts: They have shown the part of Brahma is of creating, the part of Vishnu is of sustaining and the part of Shankar is of destroying.

134Tō abhī-abhī bāp dēkh rahē haĩ tīnō̃ kā viśhēṣh guṇ , kaunsā vartamān part chal rahā hai  ? 135Āp kaun see|sī|C mūrtta hō  ?

129Of course, all of that is according to the drama, but each of them has been shown with a speciality.

136Vartamān part K|kē pramāṇ tīnō̃ kā viśhēṣh part prēkṭīkal mē̃ hai .

130So, just now, Baba was seeing what the special virtue of each of the three is.

137Yah ( dādī ) tō nimitt sarv K|kē umaṅg , utsāh aur sēvā key|kī phīlḍa mē̃ nayā mōṛ lānē kē nimitt ādhāramūrtta ban jā rahī hai . 138Tō yah ādhāramūrtta hō jā rahī hai , aur āpkā ( dīdī ) sabhī viśhēṣh yah dēkh rahē haĩ ki kitnī uddhāramūrtta haĩ , jō ēk mē̃ dō kā jānā mahsūs kartī haĩ . 139Kiskō nimitt banānā yah uddhāramūrtta haĩ . 140Aur yah ( par dādī ) hai udāharaṇ dikhāyā ki prēkṭīkal ham sab ēk haĩ .

131Which image are you?

141Tō ādhāramūrtta , uddhāramūrtta aur udāharaṇamūrtta . 142Tīnō̃ key|kī viśhēṣhtā huī nā .

132According to the present time, the special roles of all you three are being put into practice.

143Is samay prēkṭīkal part mē̃ ‘ janak ’ kā part sēvā key|kī sacēlī kauṛī kā chal rahā hai .

133Dadi is just going as an instrument, as an image of support, to bring zeal and enthusiasm and begin a new chapter in the field of service.

144Laṇḍan mē̃ dōnō̃ hī sudēś aur jayantī service kē nimitt banī huī haĩ . 145Yah dōnō̃ bhī vartamān samay bahut achchhī stage par haĩ .

134So, she is going as an image of support, and everyone is especially seeing how much of an image of upliftment you are (Didi); everyone feels both present in the one.

146Samajhtī haĩ ēk sāth aṅgulī dēkar sēvā kō baṛhānā hī hai .

135To make someone else an instrument means to become an image of upliftment.

147Is samay achchhī raphtār sē service mē̃ mast ātmāē̃ dikhāī dētī haĩ .

136And this one (Par Dadi) is an embodiment of being an example.

148Yah bhī ēk chārō̃ ōr K|kē vātāvaraṇ kā pratyakṣha rūp hai .

137You have given the example of all of you being one in a practical way.

149Sabkī nazar vahā̃ hai . 150Abhī sabkā śhubh saṅkalp us taraph hai . 151Kuchh hōnē vālā hai - vāyumaṇḍal kā prabhāv hai .

138So, you are an image of support, an image of upliftment and an image of being an example.Each of you has your own speciality.

152Suman jarmanī mē̃ hai , unkō bhī viśhēṣh vardān mil gayā hai .

139At present, the part of Janak in practical service is that of a true conch shell.

153Kyōṅki usnē apnē kō realise kiyā , tō realise kā unkō vardān mil gayā hai .

140In London, both Sudesh and Jayanti have become instruments for service. 141At present, both have a good stage.

154Jō mahsūs kartā hai tō uskā ādhā tō khatm hō jātā hai .

142Youunderstand that you all have to give your finger together and increase service.

155Tō halkāpan bhī ā gayā aur dūsrā phir service kā lakṣhya rakhā hai isliē viśhēṣh vardān mil gayā hai jump lagānē kā .

143At present, souls who are intoxicated and have a good speed in service are visible. 144This is the practical proof of the atmosphere in all four directions.

156Kyōṅki sachchī dil sē realise kiyā .

145Everyone's vision is there.

157Realise karnē vālā bahut āgē baṛh saktā hai . 158Sarakamaṭē̃s ( paristhitiyā̃ ) aisī thī̃ , yah aisā thā tab mērā bhī aisā thā - unkō kōī realisation nahī̃ kahē̃gē .

146Now, the pure thoughts of all of you are in that direction also, that something is about to happen. 147There is the impact on the atmosphere. 148How is the practical example of thoughts proved?

159Usnē apnē āpkō realise kiyā .

149As soon as you have a thought, it becomes practical.

160Dil sē svīkār kiyā , isliē unkō viśhēṣh vardān key|kī lift mil gaī .

150Have you had a heart­to­heart discussion on how to do service through your attitude and awareness?

161Vardān K|kē kāraṇ khud bhī nahī̃ samajhtī ki maĩ kaisē service kar rahī hū̃ .

151According to the present time, together with words, very good service can take place through thoughts.

162Samajhtī hai , mērē sē jitnā hō rahā hai , rēsapāṇḍ mērī stage sē jyādā mil rahā hai . 163Isliē khuśhī bhī hai .

152This happens through your awareness and attitude, which is that of having good wishes, because everyone considers whatever they have heard to be repetition.

164Is guṇ K|kē kāraṇ unkō yah lift milā hai . 165Vah bhī āgē baṛh karkē kamāl kar saktī hai .

153Souls who are in contact with you a lot consider a point to be something common.

166Line clear hōnē sē raphtār tēj hō saktī .

154Now, teach them the method to do service in a new way.

167Saṅkalp key|kī siddhi kā pratyakṣha pramāṇ kaisē hōtā hai  ?

155Until you have become experienced, a new form of everything is needed.

168Saṅkalp kiyā aur siddha huā .

156Give them a new experience.

169Vr̥itti aur smr̥iti dvārā sēvā kaisē hō uskē ūpar kuchh rūh-rūhān key|kī  ?

157You can have a gathering and have such a service programme.

170Samay pramāṇ vāṇī K|kē sāth-sāth saṅkalp arthāt smr̥iti aur vr̥itti arthāt śhubhbhāvnā hō - issē service bahut achchhī hō saktī hai . 171Kyōṅki sunā huā tō repetition samajhtē haĩ .

158Make them sit with a special aim and then ask them their experience. 159They will relate a great deal, just as you have had a lot of experience of serving through words, and that was the creation of all of you.

172Jō jyādā samparka mē̃ ātmāē̃ haĩ vah pvāīnṭa kō common samajhtī haĩ .

160Now, the addition required in service is to serve through thoughts and attitude. 161Make plans for that.

173Lēkin naē rūp key|kī sēvā kā unhō̃ kō bhī tarīkā sikhāō .

162When you begin to enjoy yourself, you will feel that it is the stage of ascent of your newness.

174Jab tak svayã anubhavī nahī̃ tō aurō̃ kō kōī naī rarūparēkhā chāhiē . 175Nayā anubhav karāō . 176Saṅgaṭhan mē̃ bhī aisā sēvā kā programme banākar kar saktē hō . 177Viśhēṣh lakṣhya dēkar biṭhāō .

163Just as scientists remain busy in inventing something or another, in the same way, in order to invent something new from a point that you have already related, sit in meditation at amrit vela with thisaim and you will be touched.

178Phir unhō̃ sē anubhav pūchhō . 179Bahut achchhā sunāyēṅgē .

164New inventions will emerge through which others will also experience newness.

180Jaisē vāṇī dvārā sēvā kā bahut anubhav kiyā hai - jō āp lōg key|kī rachnā hai . 181Abhī service mē̃ jō addition chāhiē - vah hai saṅkalp aur vr̥itti dvārā . 182Iskē liē plānsa banāō .

165Achcha. 166Blessing:May you be a master powerful soul who finishes the wastage with the method of keeping the intellect busy.Only those who constantly use the method of keeping the intellect busy can be constantly strong and powerful.

183Jab majā āyēgā tab mahsūs karē̃gē ki hamārī navīntā key|kī chaṛhtī kalā hai .

167The easy method to finish all waste and become powerful is to remain constantly busy.

184Jaisē science vālē kōī na kōī invention karnē mē̃ bījī rahtē haĩ , isī prakār sē jō point chal chukī hai unkī guhyatā mē̃ naē rūp key|kī invention karnē kē liē amr̥itvēlē lakṣhya lē baṭhēṅgē tō touch hōgā .

168Therefore, just as you make a daily timetable for physical matters, so too, make a timetable to keep your intellect busy, so that, at this time, you will finishall waste by having this powerful thought. 169If you remain busy, Maya will leave from a distance.

185Naī-naī invention nikalē̃gī jissē aurō̃ kō bhī navīntā kā anubhav hōgā . 186Achchhā .

170Slogan:In order to forget the world of sorrow, remain lost in God's love. 171* * * O M S H A N T I * * *