सोमवार 20 जून 1977 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 120-06-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 08/09/97 Om Shanti Avyakt BapDada Madhuban 20/06/77

2Sadā sahajyōgī bannē kā sādhan hai - mahādānī bannā

1THE WAY TO BECOME A CONSTANTLY EASY YOGI IS TO BE A GREAT DONOR.

3Sadā her|har saṅkalp sē sēvā karnē vālē , udāracitta ātmāē̃ , sadā sarv khajānō̃ key|kī mahādānī ātmāō̃ kē prati bāp-dādā bōlē  :

2The aim and effort of all of you Brahmin souls is to become easy, constant yogis and to remain stable in your elevated stage.

4Sabhī brāhmaṇ ātmāē̃ svayã kō sahajyōgī vā nirantar yōgī key|kī śhrēṣhṭh stage par sadā sthit rahnē K|kē purūṣhārth mē̃ , sabhī kā lakṣa sahajyōgī bannē kā hai .

3However, because of your weaknesses, you experience it to be sometimes easy and sometimes difficult. 4By calling them your weaknesses, you make it difficult.

5Lēkin apnē kamzōriyō̃ K|kē kāraṇ kabhī sahaj anubhav kartē , kab muśhkil . 6Kamzōrī kahkar muśhkil banā dētē haĩ . 7Vāstav mē̃ harēk śhrēṣhṭh ātmā vā brāhmaṇ ātmā , master sarvśhaktivān ātmā , trikāldarśhī , master gyān sāgar ātmā kōī bhī karma mē̃ vā saṅkalp mē̃ muśhkil anubhav nahī̃ kar saktī .

5In fact, any soul who is an elevated Brahmin, a master almighty authority, trikaldarshi and a master ocean of knowledge cannot experience anything to be difficult in deeds or thoughts. 6Such an elevated soul is both an easy and natural yogi; for such a soul, the Father and service are the whole world.

8Sahajyōgī K|kē sāth-sāth aisī śhrēṣhṭh ātmā , svataḥ hōtī hai .

7Baba’s remembrance and service are the sanskars of the Brahmin birth.

9Kyōṅki aisī śhrēṣhṭh ātmā kē liē bāp aur sēvā - yahī saṅsār hai . 10Bāp kī yād aur sēvā K|kē brāhmaṇ janm K|kē saṅskār haĩ .

8Only the Father and service are visible in their world and their sanskars; they cannot have any other thoughts.

11Bāp aur sēvā K|kē sivāē , na kuchh saṅsār mē̃ dikhāī dētā hai , saṅskār mē̃ aur kōī saṅkalp utpanna hō saktā .

9In the world, the intellect of a human soul is always pulled towards relationships and attainments.

12Kisī bhī manuṣhyātmā key|kī buddhi saṅsār mē̃ sambandh aur prāpti key|kī taraph hī jātī hai .

10For Brahmin souls, only the Father and nothing else is the basis of all relationships and all attainment.

13Brāhmaṇ ātmāō̃ kē liē sarv sambandh kā ādhār aur sarv prāpti kā ādhār ēk bāp K|kē sivāē aur kōī nahī̃ .

11So, is it easy or difficult to become a natural yogi? 12Even against your conscious wish, your intellect would go towards all your relationships and attainments.

14Tō svataḥ yōgī bannā muśhkil hai vā sahaj hai  ?

13So this makes you a natural yogi, does it not?

15Na chāhtē bhī buddhi vahā̃ āyēgī jahā̃ sarv sambandh aur sarv prāpti hai . 16Tō svataḥ yōgī huē na  ? 17Agar sahajyōgī aur svataḥ yōgī nahī̃ haĩ  ; tō avaśhya bāp sē sarv sambandh aur sarv prāpti nahī̃ hai .

14If you are not an easy and natural yogi, it means you definitely don’t experience all relationships with the Father; you have not made the Father belong to you in all relationships. 15The basis of all attainments is the one Father.

18Tō svataḥ yōgī huē na  ?

16You haven’t made this experience your own.

19Agar sahajyōgī aur svataḥ yōgī nahī̃ hai  ; tō avaśhya bāp sē sarv sambandhō̃ kā anubhav nahī̃ hai .

17Now, what will you do to become an easy yogi? 18You do wish to become an easy yogi, do you not?

20Sarv sambandhō̃ sē bāp kō apnā nahī̃ banātē haĩ . 21Sarv prāpti kā ādhār ēk bāp haĩ . 22Is anubhav kō apnāyā nahī̃ hai .

19The way to become an easy yogi is to consider yourself a server and constantly use everything ­ your every thought, word and deed ­ to serve all the souls of the world.

23Ab sahajyōgī bannē kē liē kaun-sā prayatna karē̃gē  ? 24Sahajyōgī bannē chāhtē hō na  ? 25Tō sadā sahajyōgī arthāt sadā sahyōgī .

20Use the treasure of all powers, virtues, knowledge and time to earn an elevated income in service, that is, be co­operative.

26Sadā sahajyōgī bannē kā sādhan - sadā apnē kō saṅkalp dvārā , vāṇī dvārā aur her|har kārya dvārā viśhva K|kē sarv ātmāō̃ kē prati sēvādhārī samajh , sēvā mē̃ hī sab kuchh lagāō . 27Jō bhī brāhmaṇ jīvan K|kē khazānē , bāp dvārā prāpt huyē hai un sarv khazānō̃ kō ātmāō̃ key|kī sēvā prati lagāō . 28Jō bāp dvārā śhaktiyō̃ kā khazānā , guṇō̃ kā khajānā , gyān kā khajānā vā śhrēṣhṭh kamāī K|kē samay kā khajānā prāpt huā hai , vah sēvā mē̃ lagāō arthāt sahyōgī banō . 29Apnī vr̥itti dvārā vāyumaṇḍal kō śhrēṣhṭh banānē kā sahyōg dō .

21Co­operate by making the atmosphere elevated through your attitude.

30Smr̥iti dvārā sarv kō master samarth śhaktivān svarūp key|kī smr̥iti dilāō .

22With your awareness, remind others of their form of a powerful master almighty.

31Vāṇī dvārā ātmāō̃ kō svadarśhan chakradhārī master trikāldarśhī bannē kā sahyōgī , karma dvārā sadā kamal puṣhp samān rahnē kā vā karmayōgī bannē kā sandēśh her|har karma dvārā dō .

23Through your words, co­operate in making souls the spinners of the discus of self­realisation and master trikaldarshi. 24Through your every act, give the message of being a karma yogi and constantly living like a lotus flower.

32Apnē śhrēṣhṭh bāp sē sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti dvārā sarv ātmāō̃ kō sarv sambandhō̃ kā anubhav karānē kā sahyōg dō .

25Through experiencing all relationships with the elevated Father, co­operate with other souls by enabling them to experience all relationships with the Father.

33Apnē rūhānī samparka K|kē mahatva kō jāntē huē , śhrēṣhṭh samay key|kī sūchnā dēnē kā vā samay pramāṇ vartamān saṅgam kā ēk second anēk janmō̃ key|kī prāpti kē nimitt banā huā hai .

26Through your spiritual contact, bring others into spiritual connection. 27Understanding the importance of elevated time, announce that one second of this elevated time is instrumental to give you an attainment for many births.

34Ēk kadam mē̃ padmō̃ key|kī kamāī bharī huī hai .

28Each step has an income of multimillions within it.

35Aisē samay K|kē khazānē kō jāntē huē aurō̃ kō bhī samay par prāpti hōnē kā parichay dō .

29Knowing the treasure of time in this way, show others the way of attaining everything at the right time.

36Her|har bāt dvārā sahyōgī banō , tō sahajyōgī ban hī jāyēṅgē .

30Co­operate in every way and you will become an easy yogi.

37Sahyōgī bannā ātā hai nā  ?

31Do you know how to co­operate?

38Sahyōgī vahī ban sakē̃gē jō svayã khajānō̃ sē sampann hōgā .

32One who is full of all treasures will be able to be co­operate.

39Sampann ātmā kō anēk ātmāō̃ kē prati mahādānī bannē kā saṅkalp svataḥ āyēgā .

33A soul who is full and complete will automatically think of being a great donor for all souls.

40Mahādānī bannā arthāt sahyōgī bannā aur sahyōgī bannā arthāt sahajyōgī bannā .

34The way to become a great donor is to co­operate, and to co­operate is to be an easy yogi.

41Mahādānī sarv khazānē svayã prati cum|kam use karē̃gē , sēvā prati jyādā use karē̃gē .

35A great donor would use very little of his treasures for himself; he would use most of them for service.

42Kyōṅki anēk ātmāō̃ kē prati mahādānī ban dēnā hī lēnā hai .

36To give as a great donor to other souls, is to receive.

43Sarv prati kalyāṇkārī bannā hī svayã kalyāṇkārī bannā hai .

37To be a benefactor for all is to be a benefactor for oneself.

44Dhan dēnā arthāt ēk sē sauguṇā jamā hōtā hai .

38To donate is to accumulate a hundred­fold return of one.

45Tō vartamān samay svayã kē prati chōṭīchōṭī bātō̃ mē̃ , vā chīṇṭī samān ānē vālē vighnō̃ mē̃ apnē sarv khazānē svayã prati lagānē kā samay nahī̃ hai .

39Therefore, the present time is not for spending all your treasures for yourself, on trivial matters or on obstacles that are as tiny as ants.

46Bēhad K|kē sēvādhārī banō . 47Tō svayã key|kī sēvā sahaj hō jāēgī .

40Become unlimited servers and you will easily be able to serve yourself.

48Phirākadil sē udāracitta hōkar prāpti K|kē khajānō̃ kō bāṇṭtē jāō .

41Be generous­hearted and with an open heart continue to distribute the treasures of attainment.

49Udāracitta bannē sē svayã kā uddhār sahaj hō jāēgā .

42By becoming generous­ hearted, you will easily be able to uplift yourself.

50Vighna miṭānē mē̃ samay lagānē K|kē bajāy sēvā key|kī lagan mē̃ samay lagāō .

43Use the time that you would take to finish your obstacles, in serving with deep love.

51Aisē mahādānī banō , jō her|har saṅkalp , śhvāṅs mē̃ sēvā hī hō .

44Become such great donors that you constantly serve through your every thought and breath.

52Tō sēvā key|kī lagan kā phal , vighna sahaj hī vināśh hō jāēgā . 53Kyōṅki vartamān pratyakṣhaphal prāpt hōnē kā samay hai .

45The fruit of service with deep love is the easy method of obstacles, because it is now time to receive instant fruit.

54Abhī-abhī sēvā kā phal svayã mē̃ khuśhī aur śhakti kā anubhav karē̃gē .

46The instant fruit of service is to experience happiness and power.

55Lēkin sachchī dil key|kī sēvā hō .

47However, it should be service with an honest heart.

56Sachchī dil par sāhab rājī hōtā hai .

48The Lord is pleased with an honest heart.

57Kaī bachchē kahtē haĩ , sēvā tō ham kartē haĩ , lēkin mēvā nahī̃ miltā , arthāt saphaltā nahī̃ miltī .

49Many children say that they serve, but do not receive the ripe fruit of it, that is, they don’t experience success.

58Yah kyō̃ hōtā hai  ?

50Why does this happen?

59Kyōṅki sēvā dō prakār sē kartē haĩ .

51You can serve in two ways.

60Ēk dil sē aur dūsrī dikhāvē sē . 61Arthāt nām prāpt karnē K|kē alpkāl key|kī ichchhā sē .

52One is to serve from your heart and the other is to serve superficially, with the desire to have your name glorified temporarily.

62Jab bīj hī alpkāl kā hai - aisē bīj kā alpkāl kā phal nāmīgrāmī bannē kā tō lētē haĩ , tō saphaltā kā phal kaisē milēgā .

53Since the seed is for temporary results, you receive the temporary fruit of being glorified for a short time. 54How then can you receive the fruit of success?

63Nām key|kī bhāvnā kā phal , nām aur śhān K|kē rūp mē̃ tō prāpt hō hī jātā hai .

55You receive the fruit of glorification of your name and honour anyway.

64Dikhāvā karnē kā , saṅkalp karnē kā bīj hōnē K|kē kāraṇ sarv K|kē sāmnē dikhāvē̃ mē̃ ā hī jātē haĩ .

56If the seed is the thought of being visible to everyone, then of course you do come in front of everyone.

65Sarv K|kē mukh sē alpkāl kē liē mahimā kā phal prāpt hō jātā hai , ki service bahut achchhī kartē haĩ .

57From everyone’s lips, you receive the fruit of temporary praise, that you served very well.

66Jab alpkāl key|kī mahimā kā phal mil gayā arthāt kachchā phal hī svīkār kar liyā , tō sampūrṇ phal key|kī prāpti arthāt pakē huē phal key|kī prāpti kaisē hō saktī  ?

58Since you have received the fruit of temporary praise, that is, you have accepted unripe fruit, how can you receive the perfectly ripe fruit?

67Result kyā hōgī  ?

59What would be the result then?

68Kachchē phal kō svīkār karnē kāraṇ vā alpkāl key|kī kāmnā key|kī pūrti hōnē K|kē kāraṇ sadā śhaktiśhālī nahī̃ ban saktē .

60Due to accepting unripe fruit, and having your temporary desires fulfilled, you do not become constantly powerful.

69Adhikārī nahī̃ ban saktē .

61You cannot claim all rights.

70Aur sēvā kartē huē bhī kamzōr hōnē K|kē kāraṇ , na svayã sē sadā santuṣhṭ rahēgā , na sarv kō santuṣhṭ kar sakēgā .

62Due to being weak whilst serving, neither are you constantly content with yourself nor are you able to make anyone else content.

71Sadaiv question mark mē̃ rahēgā ki itnā kartē huē bhī kyō̃ nahī̃ hōtā  ?

63You will constantly ask why you do not have success, even though you are doing so much.

72Yē aisē kartā , yah aisē kyō̃ kartē  ? 73Aisā nahī̃ hōnā chāhiē , yah hōnā chāhiē .

64You will constantly be caught up in questions such as, “This one is doing this; why is this one doing this?

74Isī question mē̃ rahēgā . 75Isliē sēvādhārī bhī dil sē banō .

65It should not be like this, it should be like that.” Therefore, become a server who serves from the heart.

76Sachchī dil sē sēvādhārī bannē kā viśhēṣh lakṣhya kyā hōgā  ?

66What would be the special aim of servers who serve with an honest heart?

77Dilasikasta ātmā kō śhaktiśhālī banānē vālē , kaisē bhī avguṇ vālī ātmā hō , garīb ātmā hō , lēkin sadā bāp dvārā milē huē , guṇō̃ sē dān dvārā guṇō̃ K|kē khazānē sē garīb kō sāhukār banānē kā śhrēṣhṭh saṅkalp vā śhubh bhāvnā rakhē̃gē .

67Souls who make disheartened souls powerful will constantly donate the treasures of virtues they have received from the Father to other souls, no matter how many defects they have or how poor they are. 68These souls will always have the elevated thoughts and good wishes of making poor ones wealthy.

78Aisē sachchī dil vālē sēvādhārī sadā pratyakṣhaphal sē prāpt huī ātmā mē̃ , saphaltā mūrtta kō anubhav karēgī .

69Those who constantly serve with an honest heart receive instant fruit and therefore constantly experience themselves to be an embodiment of success.

79Tō aisē sadā sahyōgī banō tō sahyōgī kā phal sahajyōg prāpt hōgā . 80Sadā sahyōgī bannē sē sadā busy rahē̃gē .

70Therefore, constantly co­operate in this way and you will receive the fruit of co­operation, which is of becoming an easy yogi.

81Saṅkalp mē̃ bhī busy rahē̃gē tō vyarth key|kī śhikāyatē̃ , jō svayã sē vā bāp sē kartē hō , vah sab sahaj hī samāpt hō jāēgī .

71By constantly co­ operating, you will remain constantly busy. 72When you are busy in your thoughts, then the complaints that you make to the Father or yourself will easily come to an end.

82Sadā her|har saṅkalp sē sēvā karnē vālē , alpkāl K|kē phal kā tyāg karnē vālē , sadā saphaltā mūrtta bannē vālē , her|har ātmā K|kē uddhār arth|earth nimitt bannē vālē , udāracitta ātmāē̃ , sadā bāp aur sēvā mē̃ tatpar rahnē vālī samīp ātmāē̃ , sadā sarv khajānō̃ key|kī mahādānī ātmāē̃ , aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār aur namastē .

73To those who constantly serve through every thought; to those who renounce temporary fruit; to those who are constantly an embodiment of success; to the generous­hearted souls who become instruments to uplift all souls; to the close souls who are constantly engrossed in the Father and service; to the elevated souls who are the great donors of all treasures, BapDada’s love, remembrance and namaste.

83Party sē

74BAPDADA MEETING GROUPS:

84Ātmā K|kē sarv guṇō̃ kā anubhav kiyā hai  ?

75Have you experienced all the virtues of the soul?

85Jō svayã K|kē guṇ haĩ gyān-svarūp , prēm-svarūp vā sukh , śhakti , ānand svarūp - in sabhī guṇō̃ kā anubhav hai  ?

76Do you experience all the virtues of the self: of being an embodiment of knowledge, love, happiness, power and bliss? 77What is the stage of an embodiment of bliss and knowledge?

86Ānand-svarūp vā gyān-svarūp key|kī stage kyā hai , us stage par sthit hōnē kā anubhav hai  ?

78Do you experience being stable in that stage? 79To experience this is to experience all virtues. 80To experience just peace alone depends on you.

87Yah anubhav karnā arthāt sarv guṇō̃ kā anubhav karnā hai . 88Sirph śhānti kō prāpt karnā svayã par hai .

81If you have experienced every virtue then, when an adverse situation arises, you should be able to change that situation on the basis of your experience.

89Agar her|har guṇ kā anubhav hōgā , tō paristhiti K|kē samay bhī anubhav K|kē ādhār sē paristhiti kō badal dēgā , isliē vartamān samay kā purūṣhārth hai her|har guṇ K|kē anubhavī bannā .

82Therefore, the present effort is to experience every virtue. 83Your practice should be like a lift where you press a button to reach a certain level. 84This is the lift of the intellect. 85As soon as you switch on your awareness, you should reach there.

90Aisā abhyās chāhiē jaisē sthūl lift hōtī hai , tō jis number kā switch dabāō usmē̃ hī pahũch jāēgī . 91Tō yah buddhi key|kī lift hai , smr̥iti kā switch on kiyā aur pahũch jāēṅgē .

86Sometimes the lift doesn’t work; when you press the button for going up, the lift descends; or, you press the button for the second floor and the lift takes you to the third or fourth floor. 87It should not be like that. 88The lift should be under your control.

92Kaī bār aisē bhī hōtā lift hōtē bhī kām nahī̃ kartī , switch dabātē ūpar kā aur ā nīchē jātē , yā switch dabāēṅgē 2 number kā pahãc jāēṅgē 3 - 4 mē̃ .

89If the lift descends against your conscious wish, then there is definitely something loose; there isn’t the power of control. 90How can someone who can’t control the self control the kingdom? 91There, the kingdom is very lawful and nature works under total control. 92Here, the elements deceive you.

93Tō aisē tō nahī̃ hai  ?

93Who will have all rights over matter?

94Lift apnē control mē̃ hōnī chāhiē .

94Those who have all rights over themselves will have all rights over matter.

95Agar na chāhtē bhī nīchē ā jātē tō jarūr kuchh loose ( L o o s e  ; ṛhīlā ) hai . 96Controlling power nahī̃ .

95When you are not dependent on any thoughts, nature, person or material possessions, you can be called one who has all rights.

97Jō svayã kā svayã control nahī̃ kar saktē vah rājya kā control nahī̃ kar saktē , vah rājya kā control kaisē karē̃gē  ?

96You shouldn’t even be subservient to your own nature. “It is because my nature is like this, that I did it.” This is being dependent. 97Someone who has all rights is constantly powerful.

98Vahā̃ rājya bhī lôphul hai , prakr̥iti bhī order par chaltī .

98Constantly sing the song of “Wah Baba!” and “Wah drama!” and you will constantly be absorbed in love.

99Yahā̃ tō prakr̥iti dhōkhā dē dētī hai . 100Tō prakr̥iti K|kē ādhikārī kaun banē̃gē  ?

99Only someone who plays his or her part as a detached observer is able to remain absorbed in love.

101Jō svayã K|kē adhikārī haĩ .

100People become totally absorbed in singing songs.

102Kisī bhī saṅkalp , svabhāv , vyakti va vaibhav K|kē adhīn na hō - iskō kahā jātā hai ‘ adhikārī .

101In the same way, those who sing this song remain constantly lost in the love of One. 102Continually sing the song: One Father and none other.

103’ apnē svabhāv K|kē bhī adhīn nahī̃ , mērā svabhāv aisā hai isliē kar liyā , tō adhīn huē nā  ? 104Adhikārī sadā śhaktiśhālī rahtā .

103The army is very big. 104The bigger the army, the more easily it can regain its kingdom. 105All of you can do whatever you want through your determined thoughts.

105Vāh bābā aur vāh drama K|kē gīt gātē rahō , tō sadā lagan mē̃ magan rahē̃gē , kyōṅki lagan mē̃ magan vahī rah saktā hai jō sākṣhī hōkar her|har part bajātā hai .

106Those who have little knowledge of the soul are able to attain temporary success through their physical temporary tapasya. 107What can their thoughts achieve compared to the thoughts of you spiritual tapaswi souls who have God’s knowledge?

106Jab gīt kōī gātā hai tō usī mē̃ magan hō jātā hai . 107Aisē yah gīt gānē vālē sadā ēk hī lagan mē̃ magan rahtē .

108When you constantly have the awareness of being a victorious jewel, the many obstacles of Maya will vanish as though nothing had happened.

108Ēk bāp dūsrā na kōī yahī gīt gātē rahō . 109Bahut laśhkar hai .

109It is said: Become victorious to such an extent that no name or trace of anything remains.

110Jitnā baṛā laśhkar hōtā hai , utnā apnā rājya sahaj hī prāpt kar lētē haĩ . 111Itnā baṛā laśhkar hai tō dillī par vijay huī paṛī hai .

110If you are constantly intoxicated in the awareness of being constantly victorious, there will no longer be any name or trace of Maya’s obstacles.

112Itnē sab apnē dr̥iṛh saṅkalp sē jō chāhē̃ sō kar saktē haĩ .

111Maya’s obstacles are like dead ants; you are not afraid of that, are you?

113Vah ātmajñānī bhī jismānī tapasyā sē , alpkāl key|kī tapasyā sē alpkāl key|kī siddhi prāpt kar lētē haĩ .

112A brave, fearless soul will not be afraid of obstacles. 113You have now understood the obstacles, have you not? 114You understand why they come and how to finish them.

114Āp rūhānī tapasvī paramātmajñānī hō , unhōṅkā saṅkalp kyā karēgā .

115Obstacles enable you to move forward. 116Obstacles make you experienced and strong.

115Sadaiv vijayī ratna key|kī smr̥iti rahnē sē māyā K|kē anēk prakār K|kē vighna aisē samāpt hō jāēṅgē jaisē kuchh thā nahī̃ .

117Sensible, enlightened souls know that they will benefit from obstacles; they won’t be afraid of them. 118When you remember that obstacles come to make you progress, you will become a mahavir.

116Jaisē kahā jātā hai na - aisē vijayī banō jō unkā nāmniśhān gum kar dō .

119Are you afraid of waste thoughts? 120Those who gain victory over their thoughts are never afraid.

117Sadā vijayī kā naśhā va smr̥iti rahēgī , tō māyā K|kē vighnō̃ kā nām , niśhān nahī̃ rahēgā .

121When you become afraid, Maya sees you are weak and attacks you. 122When she sees you are courageous, she bids you farewell.

118Māyā K|kē vighna marī huī chīṇṭī K|kē samān haĩ tō unsē dhabarānē vālē tō nahī̃ hō nā  ? 119Śūr , vīr , mahāvīr vighnō̃ sē ghabarāēṅgē nahī̃ . 120Vighnō̃ kā samajh gaē hōnā  ?

123Blessing:May you be a true tapaswi soul who seats the mind and intellect on the seat of a stable stage.Tapaswi souls are always seated on their seat; they always do tapasya whilst seated on their seat.

121Kyō̃ ātē , kaisē samāpt hō in sabkā gyān hai nā .

124The seat of you tapaswi children is the constantly angelic stage.

122Vighna ātē haĩ āgē baṛhānē kē liē .

125Do tapasya whilst seated on the seat of this elevated stage.

123Vighna ānē sē anubhavī aur majbūt hō jāēṅgē . 124Jānnē vālē jñānī-samajhadār , vighnō̃ sē lābh uṭhāēṅgē , na ki ghabarāēṅgē .

126Just as the body sits on a physical seat, so too, seat the mind and intellect on the seat of an elevated stage and remain seated for as long as you want.

125Vighna āyā hai - āgē baṛhānē kē liē , yah yād ānē sē mahāvīr hō jāēṅgē . 126Vyarth saṅkalpō̃ sē ghabrātē tō nahī̃  ?

127Those who sit on the seat of an elevated stage at this time attain the throne of the kingdom in the future.

127Saṅkalp kē ūpar vijay prāpt karnē vālē ghabrātē nahī̃  ; ghabarāēṅgē tō māyā kamzōr dēkh aur war|vār karēgī .

128Slogan:To give regard to everyone by harmonising your ideas with the ideas of others is the method to become praiseworthy.

128Dēkhēgī bahādur haĩ tō vidāī lē lēgī .

129* * * O M S H A N T I * * *