सोमवार 20 जून 1977 की अव्यक्त मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

>

20-06-77 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

Sadā sahajyōgī bannē kā sādhan hai - mahādānī bannā

Sadā her|har saṅkalp sē sēvā karnē vālē , udāracitta ātmāē̃ , sadā sarv khajānō̃ key|kī mahādānī ātmāō̃ kē prati bāp-dādā bōlē  :

Sabhī brāhmaṇ ātmāē̃ svayã kō sahajyōgī vā nirantar yōgī key|kī śhrēṣhṭh stage par sadā sthit rahnē K|kē purūṣhārth mē̃ , sabhī kā lakṣa sahajyōgī bannē kā hai . Lēkin apnē kamzōriyō̃ K|kē kāraṇ kabhī sahaj anubhav kartē , kab muśhkil . Kamzōrī kahkar muśhkil banā dētē haĩ . Vāstav mē̃ harēk śhrēṣhṭh ātmā vā brāhmaṇ ātmā , master sarvśhaktivān ātmā , trikāldarśhī , master gyān sāgar ātmā kōī bhī karma mē̃ vā saṅkalp mē̃ muśhkil anubhav nahī̃ kar saktī . Sahajyōgī K|kē sāth-sāth aisī śhrēṣhṭh ātmā , svataḥ hōtī hai . Kyōṅki aisī śhrēṣhṭh ātmā kē liē bāp aur sēvā - yahī saṅsār hai . Bāp kī yād aur sēvā K|kē brāhmaṇ janm K|kē saṅskār haĩ . Bāp aur sēvā K|kē sivāē , na kuchh saṅsār mē̃ dikhāī dētā hai , saṅskār mē̃ aur kōī saṅkalp utpanna hō saktā . Kisī bhī manuṣhyātmā key|kī buddhi saṅsār mē̃ sambandh aur prāpti key|kī taraph hī jātī hai . Brāhmaṇ ātmāō̃ kē liē sarv sambandh kā ādhār aur sarv prāpti kā ādhār ēk bāp K|kē sivāē aur kōī nahī̃ . Tō svataḥ yōgī bannā muśhkil hai vā sahaj hai  ? Na chāhtē bhī buddhi vahā̃ āyēgī jahā̃ sarv sambandh aur sarv prāpti hai . Tō svataḥ yōgī huē na  ? Agar sahajyōgī aur svataḥ yōgī nahī̃ haĩ  ; tō avaśhya bāp sē sarv sambandh aur sarv prāpti nahī̃ hai . Tō svataḥ yōgī huē na  ? Agar sahajyōgī aur svataḥ yōgī nahī̃ hai  ; tō avaśhya bāp sē sarv sambandhō̃ kā anubhav nahī̃ hai . Sarv sambandhō̃ sē bāp kō apnā nahī̃ banātē haĩ . Sarv prāpti kā ādhār ēk bāp haĩ . Is anubhav kō apnāyā nahī̃ hai .

Ab sahajyōgī bannē kē liē kaun-sā prayatna karē̃gē  ? Sahajyōgī bannē chāhtē hō na  ? Tō sadā sahajyōgī arthāt sadā sahyōgī . Sadā sahajyōgī bannē kā sādhan - sadā apnē kō saṅkalp dvārā , vāṇī dvārā aur her|har kārya dvārā viśhva K|kē sarv ātmāō̃ kē prati sēvādhārī samajh , sēvā mē̃ hī sab kuchh lagāō . Jō bhī brāhmaṇ jīvan K|kē khazānē , bāp dvārā prāpt huyē hai un sarv khazānō̃ kō ātmāō̃ key|kī sēvā prati lagāō . Jō bāp dvārā śhaktiyō̃ kā khazānā , guṇō̃ kā khajānā , gyān kā khajānā vā śhrēṣhṭh kamāī K|kē samay kā khajānā prāpt huā hai , vah sēvā mē̃ lagāō arthāt sahyōgī banō . Apnī vr̥itti dvārā vāyumaṇḍal kō śhrēṣhṭh banānē kā sahyōg dō . Smr̥iti dvārā sarv kō master samarth śhaktivān svarūp key|kī smr̥iti dilāō . Vāṇī dvārā ātmāō̃ kō svadarśhan chakradhārī master trikāldarśhī bannē kā sahyōgī , karma dvārā sadā kamal puṣhp samān rahnē kā vā karmayōgī bannē kā sandēśh her|har karma dvārā dō . Apnē śhrēṣhṭh bāp sē sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti dvārā sarv ātmāō̃ kō sarv sambandhō̃ kā anubhav karānē kā sahyōg dō . Apnē rūhānī samparka K|kē mahatva kō jāntē huē , śhrēṣhṭh samay key|kī sūchnā dēnē kā vā samay pramāṇ vartamān saṅgam kā ēk second anēk janmō̃ key|kī prāpti kē nimitt banā huā hai . Ēk kadam mē̃ padmō̃ key|kī kamāī bharī huī hai . Aisē samay K|kē khazānē kō jāntē huē aurō̃ kō bhī samay par prāpti hōnē kā parichay dō . Her|har bāt dvārā sahyōgī banō , tō sahajyōgī ban hī jāyēṅgē .

Sahyōgī bannā ātā hai nā  ? Sahyōgī vahī ban sakē̃gē jō svayã khajānō̃ sē sampann hōgā . Sampann ātmā kō anēk ātmāō̃ kē prati mahādānī bannē kā saṅkalp svataḥ āyēgā . Mahādānī bannā arthāt sahyōgī bannā aur sahyōgī bannā arthāt sahajyōgī bannā . Mahādānī sarv khazānē svayã prati cum|kam use karē̃gē , sēvā prati jyādā use karē̃gē . Kyōṅki anēk ātmāō̃ kē prati mahādānī ban dēnā hī lēnā hai . Sarv prati kalyāṇkārī bannā hī svayã kalyāṇkārī bannā hai . Dhan dēnā arthāt ēk sē sauguṇā jamā hōtā hai . Tō vartamān samay svayã kē prati chōṭīchōṭī bātō̃ mē̃ , vā chīṇṭī samān ānē vālē vighnō̃ mē̃ apnē sarv khazānē svayã prati lagānē kā samay nahī̃ hai . Bēhad K|kē sēvādhārī banō . Tō svayã key|kī sēvā sahaj hō jāēgī . Phirākadil sē udāracitta hōkar prāpti K|kē khajānō̃ kō bāṇṭtē jāō . Udāracitta bannē sē svayã kā uddhār sahaj hō jāēgā . Vighna miṭānē mē̃ samay lagānē K|kē bajāy sēvā key|kī lagan mē̃ samay lagāō . Aisē mahādānī banō , jō her|har saṅkalp , śhvāṅs mē̃ sēvā hī hō . Tō sēvā key|kī lagan kā phal , vighna sahaj hī vināśh hō jāēgā . Kyōṅki vartamān pratyakṣhaphal prāpt hōnē kā samay hai . Abhī-abhī sēvā kā phal svayã mē̃ khuśhī aur śhakti kā anubhav karē̃gē . Lēkin sachchī dil key|kī sēvā hō . Sachchī dil par sāhab rājī hōtā hai .

Kaī bachchē kahtē haĩ , sēvā tō ham kartē haĩ , lēkin mēvā nahī̃ miltā , arthāt saphaltā nahī̃ miltī . Yah kyō̃ hōtā hai  ? Kyōṅki sēvā dō prakār sē kartē haĩ . Ēk dil sē aur dūsrī dikhāvē sē . Arthāt nām prāpt karnē K|kē alpkāl key|kī ichchhā sē . Jab bīj hī alpkāl kā hai - aisē bīj kā alpkāl kā phal nāmīgrāmī bannē kā tō lētē haĩ , tō saphaltā kā phal kaisē milēgā . Nām key|kī bhāvnā kā phal , nām aur śhān K|kē rūp mē̃ tō prāpt hō hī jātā hai . Dikhāvā karnē kā , saṅkalp karnē kā bīj hōnē K|kē kāraṇ sarv K|kē sāmnē dikhāvē̃ mē̃ ā hī jātē haĩ . Sarv K|kē mukh sē alpkāl kē liē mahimā kā phal prāpt hō jātā hai , ki service bahut achchhī kartē haĩ . Jab alpkāl key|kī mahimā kā phal mil gayā arthāt kachchā phal hī svīkār kar liyā , tō sampūrṇ phal key|kī prāpti arthāt pakē huē phal key|kī prāpti kaisē hō saktī  ? Result kyā hōgī  ? Kachchē phal kō svīkār karnē kāraṇ vā alpkāl key|kī kāmnā key|kī pūrti hōnē K|kē kāraṇ sadā śhaktiśhālī nahī̃ ban saktē . Adhikārī nahī̃ ban saktē . Aur sēvā kartē huē bhī kamzōr hōnē K|kē kāraṇ , na svayã sē sadā santuṣhṭ rahēgā , na sarv kō santuṣhṭ kar sakēgā . Sadaiv question mark mē̃ rahēgā ki itnā kartē huē bhī kyō̃ nahī̃ hōtā  ? Yē aisē kartā , yah aisē kyō̃ kartē  ? Aisā nahī̃ hōnā chāhiē , yah hōnā chāhiē . Isī question mē̃ rahēgā . Isliē sēvādhārī bhī dil sē banō . Sachchī dil sē sēvādhārī bannē kā viśhēṣh lakṣhya kyā hōgā  ? Dilasikasta ātmā kō śhaktiśhālī banānē vālē , kaisē bhī avguṇ vālī ātmā hō , garīb ātmā hō , lēkin sadā bāp dvārā milē huē , guṇō̃ sē dān dvārā guṇō̃ K|kē khazānē sē garīb kō sāhukār banānē kā śhrēṣhṭh saṅkalp vā śhubh bhāvnā rakhē̃gē . Aisē sachchī dil vālē sēvādhārī sadā pratyakṣhaphal sē prāpt huī ātmā mē̃ , saphaltā mūrtta kō anubhav karēgī . Tō aisē sadā sahyōgī banō tō sahyōgī kā phal sahajyōg prāpt hōgā . Sadā sahyōgī bannē sē sadā busy rahē̃gē . Saṅkalp mē̃ bhī busy rahē̃gē tō vyarth key|kī śhikāyatē̃ , jō svayã sē vā bāp sē kartē hō , vah sab sahaj hī samāpt hō jāēgī .

Sadā her|har saṅkalp sē sēvā karnē vālē , alpkāl K|kē phal kā tyāg karnē vālē , sadā saphaltā mūrtta bannē vālē , her|har ātmā K|kē uddhār arth|earth nimitt bannē vālē , udāracitta ātmāē̃ , sadā bāp aur sēvā mē̃ tatpar rahnē vālī samīp ātmāē̃ , sadā sarv khajānō̃ key|kī mahādānī ātmāē̃ , aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāp-dādā kā yād-pyār aur namastē .

Party sē

Ātmā K|kē sarv guṇō̃ kā anubhav kiyā hai  ? Jō svayã K|kē guṇ haĩ gyān-svarūp , prēm-svarūp vā sukh , śhakti , ānand svarūp - in sabhī guṇō̃ kā anubhav hai  ? Ānand-svarūp vā gyān-svarūp key|kī stage kyā hai , us stage par sthit hōnē kā anubhav hai  ? Yah anubhav karnā arthāt sarv guṇō̃ kā anubhav karnā hai . Sirph śhānti kō prāpt karnā svayã par hai . Agar her|har guṇ kā anubhav hōgā , tō paristhiti K|kē samay bhī anubhav K|kē ādhār sē paristhiti kō badal dēgā , isliē vartamān samay kā purūṣhārth hai her|har guṇ K|kē anubhavī bannā . Aisā abhyās chāhiē jaisē sthūl lift hōtī hai , tō jis number kā switch dabāō usmē̃ hī pahũch jāēgī . Tō yah buddhi key|kī lift hai , smr̥iti kā switch on kiyā aur pahũch jāēṅgē . Kaī bār aisē bhī hōtā lift hōtē bhī kām nahī̃ kartī , switch dabātē ūpar kā aur ā nīchē jātē , yā switch dabāēṅgē 2 number kā pahãc jāēṅgē 3 - 4 mē̃ . Tō aisē tō nahī̃ hai  ? Lift apnē control mē̃ hōnī chāhiē . Agar na chāhtē bhī nīchē ā jātē tō jarūr kuchh loose ( L o o s e  ; ṛhīlā ) hai . Controlling power nahī̃ . Jō svayã kā svayã control nahī̃ kar saktē vah rājya kā control nahī̃ kar saktē , vah rājya kā control kaisē karē̃gē  ? Vahā̃ rājya bhī lôphul hai , prakr̥iti bhī order par chaltī . Yahā̃ tō prakr̥iti dhōkhā dē dētī hai . Tō prakr̥iti K|kē ādhikārī kaun banē̃gē  ? Jō svayã K|kē adhikārī haĩ . Kisī bhī saṅkalp , svabhāv , vyakti va vaibhav K|kē adhīn na hō - iskō kahā jātā hai ‘ adhikārī . ’ apnē svabhāv K|kē bhī adhīn nahī̃ , mērā svabhāv aisā hai isliē kar liyā , tō adhīn huē nā  ? Adhikārī sadā śhaktiśhālī rahtā .

Vāh bābā aur vāh drama K|kē gīt gātē rahō , tō sadā lagan mē̃ magan rahē̃gē , kyōṅki lagan mē̃ magan vahī rah saktā hai jō sākṣhī hōkar her|har part bajātā hai . Jab gīt kōī gātā hai tō usī mē̃ magan hō jātā hai . Aisē yah gīt gānē vālē sadā ēk hī lagan mē̃ magan rahtē . Ēk bāp dūsrā na kōī yahī gīt gātē rahō . Bahut laśhkar hai . Jitnā baṛā laśhkar hōtā hai , utnā apnā rājya sahaj hī prāpt kar lētē haĩ . Itnā baṛā laśhkar hai tō dillī par vijay huī paṛī hai . Itnē sab apnē dr̥iṛh saṅkalp sē jō chāhē̃ sō kar saktē haĩ . Vah ātmajñānī bhī jismānī tapasyā sē , alpkāl key|kī tapasyā sē alpkāl key|kī siddhi prāpt kar lētē haĩ . Āp rūhānī tapasvī paramātmajñānī hō , unhōṅkā saṅkalp kyā karēgā . Sadaiv vijayī ratna key|kī smr̥iti rahnē sē māyā K|kē anēk prakār K|kē vighna aisē samāpt hō jāēṅgē jaisē kuchh thā nahī̃ . Jaisē kahā jātā hai na - aisē vijayī banō jō unkā nāmniśhān gum kar dō . Sadā vijayī kā naśhā va smr̥iti rahēgī , tō māyā K|kē vighnō̃ kā nām , niśhān nahī̃ rahēgā . Māyā K|kē vighna marī huī chīṇṭī K|kē samān haĩ tō unsē dhabarānē vālē tō nahī̃ hō nā  ? Śūr , vīr , mahāvīr vighnō̃ sē ghabarāēṅgē nahī̃ . Vighnō̃ kā samajh gaē hōnā  ? Kyō̃ ātē , kaisē samāpt hō in sabkā gyān hai nā . Vighna ātē haĩ āgē baṛhānē kē liē . Vighna ānē sē anubhavī aur majbūt hō jāēṅgē . Jānnē vālē jñānī-samajhadār , vighnō̃ sē lābh uṭhāēṅgē , na ki ghabarāēṅgē . Vighna āyā hai - āgē baṛhānē kē liē , yah yād ānē sē mahāvīr hō jāēṅgē . Vyarth saṅkalpō̃ sē ghabrātē tō nahī̃  ? Saṅkalp kē ūpar vijay prāpt karnē vālē ghabrātē nahī̃  ; ghabarāēṅgē tō māyā kamzōr dēkh aur war|vār karēgī . Dēkhēgī bahādur haĩ tō vidāī lē lēgī .