मंगलवार 27 अक्टूबर 1981 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 127-10-81 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 27-10-81 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2" dīpāvalī K|kē śhubh avasar par prāṇ avyakt bāpdādā K|kē uchchārē huē mahāvākya "
1Elevated versions spoken by Avyakt BapDada on the pure occasion of Deepawali.
3Gyānsūrya paramātmā śhiv bābā apnē chaitanya dīpakō̃ kē prati bōlē : 4' ' āj dīpakō̃ vē|way mālik apnī dīpmālā kō dēkhnē āyē haĩ .
2Today, the Master of the Deepaks (lamps) has come to see His Deepmala (rosary of lights), those living deepaks whose memorial is celebrated by the deepmala of the non-living deepaks.
5Jin chaitanya dīpakō̃ key|kī yādgār jaṛ dīpakō̃ key|kī dīpmālā manātē rahtē haĩ . 6Bhakta lōg jaṛ chitra aur jaṛ dīpakō̃ kē sāth dīpāvalī manāyēṅgē aur āp chaitanya dīpak sadā jagē huē dīpak , dīpakō̃ K|kē mālik sē bālak ban milan manā rahē hō arthāt dīpāvalī mēlā manā rahē hō .
3Devotees celebrate Deepawali with non-living images and non-living deepaks, whereas you living deepaks, who are constantly ignited deepaks, are celebrating a meeting as the children with the Master of the Deepaks, that is, you are celebrating the mela of Deepawali. 4Each Deepak is sparkling so beautifully. 5BapDada is only seeing the ignited deepak on the forehead of each child.
7Har ēk dīpak kitnā sundar jagmagā rahā hai .
6There cannot be such a huge deepmala anywhere else.
8Bāpdādā har ēk bachchē K|kē mastak mē̃ jagē huē dīpak kō hī dēkh rahē haĩ . 9Itnī baṛī dīpmālā kahā̃ hō hī nahī̃ saktī .
7No matter how many physical deepaks are ignited, can there be such a deepmala anywhere that is imperishable, immortal, and the embodiment of light?
10Kitnē bhī anēk sthūl dīpak jagāyē̃ lēkin aisī dīpmālā jō avināśhī , amar jyōti svarūp hai , aisī dīpmālā kahā̃ hō saktī hai ?
8Have you ever seen such a Deepawali, such a Deeprajas (kings of deepaks) and Deepranis (queens of deepaks), such a mela?
11Aisī dīpāvalī , dīprāj aur dīparāniyā̃ , aisā mēlā kab dēkhā ?
9You are the ones who are seeing it and you are also the ones who are celebrating.
12Dēkhnē vālē bhī āp aur manānē vālē bhī āp .
10BapDada is not just seeing the deepaks of Gujarat.
13Bāpdādā sirph gujarāt K|kē dīpakō̃ kō nahī̃ dēkh rahē haĩ .
11In front of BapDada are the living deepaks from this land and abroad, from everywhere.
14Bāpdādā K|kē sāmnē dēśh-vidēśh K|kē chārō̃ ōr K|kē chaitanya dīpak haĩ . 15 ( 1000 sē adhik bhāī-bahan āyē haĩ isliē nīchē 3-4 sthānō̃ par murlī sun rahē haĩ ) nīchē vālē bhī nīchē nahī̃ haĩ . 16Bāpdādā K|kē nayanō̃ mē̃ haĩ .
12(More than one thousand brothers and sisters have come and this is why they are listening to the murli in three or four other places (below the Meditation hall). 13Those sitting below are not below; you are in BapDada’s eyes.
17Yahā̃ sthūl mē̃ sthān nahī̃ hai , lēkin bāpdādā K|kē nayanō̃ mē̃ aisē dīpakō̃ kā sadā sthān hai .
14Here, there is no physical space, but in BapDada’s eyes, there is always space for such deepaks.
18Āj dīprāj apnī sarv dīparāniyō̃ kō amar jyōti key|kī badhāī dē rahē haĩ .
15Today, DeepRaj, is giving all the deepranis congratulations for being immortal lights.
19 sadā amar bhav ' ' .
16“May you always be immortal.”
20Vidēśh vālē bhī muskarā rahē haĩ .
17Those from abroad are also smiling.
21 ( ḍinēs bahan America sē āī hai ) yah ēk nahī̃ hai ēk mē̃ anēk haĩ .
18(Deniseben has come from America.) 19She is not alone, there are many represented in one.
22Chārō̃ ōr K|kē dēśh vālē bhī smr̥iti key|kī lav|love lagāyē haĩ .
20Everyone from this land too is sitting with their love of remembrance forged.
23Usī lav|love K|kē ādhār par dūr hōtē bhī sammukh hai .
21Although far away, on the basis of that love, they are personally sitting face to face.
24Bāpdādā bēhad dīpakō̃ key|kī dīpmālā dēkh rahē haĩ .
22BapDada is seeing the deepmala of the unlimited deepaks.
25Madhuban K|kē āṅgan mē̃ āj anēk bachchē phariśhtō̃ K|kē rūp mē̃ hājar-nājar haĩ .
23Today, in the courtyard of Madhuban, many children are present in the form of angels.
26Sākār rūp key|kī sabhā tō bahut chhōṭī hai lēkin ākārī phariśhtō̃ key|kī sabhā bahut baṛī hai .
24The gathering of the corporeal ones is very small, but the gathering of the subtle angels is very big.
27Yah baṛā hall|hāl jō banā rahē hō vah bhī chhōṭā hai .
25This big hall that you are building is also small.
28Sāgar K|kē bachchō̃ kē āgē kitnā bhī baṛā hall|hāl banāō lēkin sāgar K|kē samān hō jāyēgā , phir kyā karē̃gē .
26No matter how big a hall you build, the children of the Ocean will become like an ocean in front of it. 27What will you do then?
29Ākāśh aur dharnī isī bēhad K|kē hall|hāl mē̃ samā saktē hō .
28You can accommodate everyone in the unlimited hall of the sky and the earth.
30Bēhad bāp K|kē bachchē chār dīvārō̃ key|kī had mē̃ kaisē samā saktē haĩ !
29How can the children of the Father of the unlimited be accommodated within the limits of four walls?
31Aisā bhī samay āyēgā jab bēhad K|kē hall|hāl mē̃ yah chār tatva chār dīvārō̃ kā kām karē̃gē .
30Such a time will also come when these four elements will work like the four walls of an unlimited hall.
32Kōī mausam K|kē nīchē-ūpar hōnē K|kē kāraṇ chhat key|kī vā dīvārō̃ key|kī āvaśhyaktā hī nahī̃ hōgī .
31Because of the fluctuation of the weather, there will no need for roofs or walls.
33Kahā̃ tak baṛē hall|hāl banā - yēṅgē ?
32To what extent would you build big halls?
34Yah prakr̥iti bhaviṣhya key|kī rehearsal āpkō yahā̃ hī ant mē̃ dikhāyēgī .
33Matter will also show you the rehearsals for the future here, at the end.
35Chārō̃ ōr kitnī bhī kisī tatva dvārā halchal hō lēkin jahā̃ āp prakr̥iti K|kē mālik hōṅgē vahā̃ prakr̥iti dāsī ban sēvā karēgī .
34No matter how much fluctuation there is everywhere through any of the elements, where you masters of matter are, matter will become a servant and serve you.
36Sirph āp prakatijīt ban jāō .
35You simply become conquerors of matter.
37Prakr̥iti āp mālikō̃ kā ab sē āhvān kar rahī hai .
36Matter is invoking you masters of matter from today.
38Vah divya divas jismē̃ prakr̥iti mālikō̃ kō mālā pahnāyēgī , kaun see|sī|C mālā pahnāyēgī ?
37That will be a divine day when matter will garland the masters. 38Which garland will she put around you?
39Chandan key|kī mālā pahanē̃gē vā hīrē ratanō̃ key|kī pahanē̃gē ?
39Will you wear a sandalwood garland or a garland of diamonds and jewels?
40Prakr̥iti sahyōg key|kī hī mālā pahnāyēgī .
40Matter will garland you with the garland of co-operation.
41Jahā̃ āp prakr̥itijīt brāhmaṇō̃ kā pāṅw hōgā , sthān hōgā vahā̃ kōī bhī nuksān hō nahī̃ saktā .
41Wherever the feet and place of Brahmins who are the conquerors of matter are, there cannot be any damage there.
42Ēk dō makān kē āgē nuksān hōgā lēkin āp safe hōṅgē .
42There may be damage to one or two buildings, but all of you will be safe.
43Sāmnē dikhāī dēgā yah hō rahā hai , tūphān ā rahā hai , dharnī hil rahī hai lēkin vahā̃ sūlī hōgī , yahā̃ kāṇṭā hōgā .
43You will see in front of you that that is happening, that there are storms coming and that the earth is shaking. 44There, it will be like a crucifix, but here it will be like a thorn.
44Vahā̃ chillānā hōgā , yahā̃ achal hōṅgē .
45There, they will be crying out in distress whereas here, you will be unshakeable.
45Sab āpkē taraph sthūl-sūkṣhma sahārā lēnē kē liē bhāgē̃gē .
46Everyone will come running to you to take physical and subtle support.
46Āpkā sthān asylum ban jāyēgā .
47Your place will become an asylum.
47Tab sabkē mukh sē , ahō prabhu , āpkī līlā aparampār hai ' ' yah bōl nikalē̃gē .
48The words will then emerge from everyone’s lips: “O God, Your divine activities are beyond comparison.
48 dhanya hō , dhanya hō .
49“You are great! 50You are great!
49Āp lōgō̃ nē pāyā , hamnē nahī̃ jānā , ganvāyā .
51You all found God, we didn’t know Him. 52We missed out.”
50' ' yah āvāj chārō̃ ōr sē āyēgā .
53This sound will emerge from everywhere, so what will you do then?
51Phir āp kyā karē̃gē ? 52Vidhātā K|kē bachchē vidhātā aur vardātā banē̃gē .
54The children of the Bestower of Fortune will become bestowers of fortune and bestowers of blessings.
53Lēkin ismē̃ bhī asylum lēnē vālē bhī svataḥ hī number-vār hōṅgē .
55In this too, those who are going to seek asylum will be numberwise.
54Jō ab sē ant tak vā sthāpanā K|kē ādi sē ab tak bhī sahyōg bhāv mē̃ rahē haĩ , virōdh bhāv mē̃ nahī̃ rahē haĩ , mānnā na mānnā alag bāt hai lēkin īśhvarīy kārya mē̃ vā īśhvarīy parivār kē prati virōdh bhāv kē bajāē sahyōg kā bhāv , kārya achchhā hai vā kāryakartā achchhē haĩ , yahī kārya parivarttan kar saktā hai , aisē bhinn-bhinn sahyōgī bhāvnā yē̃ vālē , aisē āvaśyatā K|kē samay is bhāvnā kā phal najdīk number mē̃ prāpt karē̃gē arthāt asylum K|kē adhikārī number one banē̃gē .
56Those who have been co-operative from the beginning until now, from the beginning of establishment until now, who have not had any opposing feelings – to believe or not to believe is a different matter – but who, instead of having opposing feelings for God’s task and the Godly family, have had the co-operative feelings that this is a good task, those who are carrying out this task are good, this alone is the task that can bring about transformation, those who have such co-operative feelings at a time of need, those who have such feelings will claim a number close by as the fruit of their feelings, that is, they will claim a right to number one asylum.
55Bākī is bhāvnā mē̃ bhī percentage vālē usī percent pramāṇ asylum key|kī añchalī lē sakē̃gē .
57Depending on the percentage of their feelings, they will be able to claim a drop of asylum accordingly.
56Bākī dēkhnē vālē dēkhtē hī rah jāyēṅgē .
58Those who are observing will just continue to watch.
57Jō abhī bhī kahtē haĩ - dēkh lē̃gē tumhārā kyā kārya hai vā dēkh lē̃gē āpkō kyā milā hai !
59Those who are even now saying, “We shall see what your task is.” 60Or, “We shall see what you have found!
58Jab kuchh hōgā tab dēkhē̃gē , aisē samay key|kī intjār karnē vālē , asylum K|kē intjām K|kē adhikārī nahī̃ ban saktē .
61When something happens, we shall then see.” 62Those who are waiting for the time in this way will not be able to claim a right in the arrangements for asylum.
59Us samay bhī dēkhtē hī rah jāyēṅgē .
63They will just keep watching at that time too.
60Jamārī bārī kab ātī hai , isī intjār mē̃ hī rahē̃gē aur āp dūr mē̃ intjār karnē vālī ātmāō̃ kō bhī master gyān sūrya ban , śhubh bhāvnā , śhrēṣhṭh bannē K|kē kāmnā key|kī kiraṇē̃ chārō̃ ōr key|kī ātmāō̃ par viśhva-kalyāṇakārī ban ḍālē̃gē .
64They will be waiting and thinking: “When will it be our turn?”, whereas you who become master suns of knowledge will become world benefactors and will spread the rays of your good wishes and wishes for those who are waiting at a distance everywhere to become elevated souls.
61Phir-kitanī bhī virōdhī ātmāyē̃ haĩ , apnē paśhchātāp key|kī agni mē̃ svayã kō jaltā huā , bēchain anubhav karē̃gī .
65Then, no matter how much those souls oppose you, they will experience themselves to be restless and burning in the fire of repentance.
62Aur āp śhītlā dēviyā̃ ban rahm , dayā , kr̥ipā key|kī śhītal chīṭō̃ sē virōdhī ātmāō̃ kō bhī śhītal banāyēṅgī .
66You will become goddesses of coolness and make the souls who are opposing you cool with the cool drops of your mercy, kindness and compassion.
63Arthāt sahārē K|kē galē lagāyēṅgī .
67That is, you will embrace them and offer them support.
64Us samay āpkē bhakta ban ō mā̃ , ō mā̃ ' ' pukārtē huē virōdhī sē badal bhakta ban jāyēṅgē .
68At that time, they will call out “O maa, O maa!” and they will become your devotees instead of souls against you.
65Yah haĩ āpkē last bhakta .
69Those are your last devotees.
66Tō virōdhī ātmāō̃ kō bhī ant mē̃ bhaktapan key|kī añchalī jarūr dēgē .
70You will definitely also give opposing souls, some drops for being devotees at the end.
67Vardānī ban bhakta bhav ' kā vardān dēgē . 68Phir bhī haĩ tō āpkē bhāī nā !
71You will become bestowers of blessings and give the blessing of “May you be a devotee!”
69Tō brotherhood kā nātā nibhāyēṅgē , aisē vardānī banē hō ?
72They are, in spite of everything, your brothers, are they not?
70Jaisē prakr̥iti āpkā āhvān kar rahī hai aisē āp sab bhī apnē aisē sampann sthiti kā āhvān kar rahē hō ? 71Yahī dīpmālā manāō !
73So, you will fulfil the relationship of brotherhood. 74Have you become bestowers of blessings in this way? 75Just as matter is invoking you, are all of you also invoking your complete stage in the same way?
72Vē|way tō lakṣhmī kā āhvān karē̃gē āp kyā āhvān karē̃gē ?
76Celebrate this Deepmala. 77They will invoke Lakshmi and what will you invoke?
73Vē|way tō dhan dēvī kā āhvān kartē haĩ , āp sabhī dhanvān bhav ' key|kī sthiti kā āhvān karō .
78They invoke the goddess of wealth. 79All of you invoke the stage of “May you be wealthy!”
74Aisī dīpmālā manāō .
80Celebrate Deepmala in this way.
75Samajhā-kyā karnā hai ?
81Do you understand what you have to do?
76Achchhā -
82Achcha.
77Aisē dīpmālā K|kē dīpakō̃ kō , sadā sarv khazānō̃ sē sampann dhanvān bhav bachchō̃ kō , sadā amar jyōti bhav bachchō̃ kō , sadā her|har ātmā kō śhubh bhāvnā kā phal dēnē vālē , vardānī mahādānī bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 78
83To the Deepaks of Deepmala, to the children who are full of all treasures and who have the blessing of wealth, to the children who are constantly immortal lights, to those who constantly give all souls the fruit of good wishes, to the children who are bestowers of blessings and great donors, BapDada’s love, remembrance and namaste.
79Dīdī-dādī sē - bāpdādā āj kyā dēkh rahē haĩ ?
84BapDada speaking to Didi and Dadi: 85What is BapDada seeing today?
80Viśhēṣh āj , abhī brahmā bāp dēkh rahē haĩ .
86Today, especially, Father Brahma is seeing you.
81Āj brahmā bāp kē sāth jagadambā bhī āī hai .
87Today, together with Father Brahma, Jagadamba has also come.
82Brahmā bāp aur dōnō̃ kyā dēkh rahē haĩ ?
88What is Father Brahma, what are they both seeing?
83Āj K|kē din mā̃ kō bhī yād kartē haĩ nā !
89Today, (Diwali) Maa (mother) is also remembered.
84Tō jagat mā̃ aur brahmā bāp kyā dēkh rahē haĩ ?
90So, what are the World Mother and Father Brahma seeing?
85Āj viśhēṣh rūp mē̃ jagadambā vā chaitanya hōvanhār lakṣhmī , apnī viśhēṣh sahyōgī hamśharīk sāthiyō̃ sē milnē kē liē āī haĩ .
91Today, in the special form of Jagadamba and the living form of the Lakshmi in the making, Jagadamba has come to meet her special co-operative equal companions.
86Bachpan key|kī sakhī hai nā !
92She is your childhood friend, is she not?
87Yād hai nā bachpan , āj sakhiyō̃ kō bāpdādā K|kē sadā sahyōg mē̃ jī hājar ' ' jī hajūr ' ' kā practical pāṭh karttavya mē̃ dēkh khuśh hō rahī hai .
93You remember your childhood, do you not? 94Seeing them (Didi and Dadi) put into the practical form the lesson of being constantly present “Yes, my Lord, we are present lord”, she (Mama) is happy.
88Āj mā̃-bāp apnē rājavãś kō dēkh rahē haĩ .
95Today, the mother and father are looking at their royal dynasty.
89Rājya darbār sāmnē ā rahī hai .
96The royal court is visible in front of them.
90Kitnī sajī-sajāī darbār hai .
97It is such a beautifully decorated court.
91Aṣhṭ dēvtā apnē - apnē siṃhāsan par virājmān haĩ .
98The special deities are seated on their own thrones.
92Tō āp kahā̃ baiṭhī hō ?
99So, where are you sitting?
93Jitnā sēvā key|kī seat mē̃ najdīk hō utnā hī rājya siṃhāsan mē̃ bhī najdīk haĩ .
100To the extent that you are close on the seat of service, accordingly, you will also be close on the throne of the kingdom.
94Yahā̃ tapasyā aur sēvā kā āsan aur vahā̃ rājya bhāgya kā siṃhāsan .
101Here, tapasya and service are your seats and there, it will be the throne of the fortune of the kingdom.
95Tō jō sadā tapasyā aur sēvā K|kē āsan par haĩ vah sadā siṃhāsandhārī haĩ .
102Those who are constantly seated on the seat of tapasya and service are constantly seated on the throne of the kingdom.
96Jitnā yahā̃ sēvā K|kē sadā sahyōgī utnā vahā̃ rājya K|kē sadā sāthī .
103To the extent that you are constantly co-operative in service here, accordingly, you will be constant companions in the kingdom there.
97Jaisē yahā̃ her|har karma mē̃ bāpdādā key|kī yād mē̃ sāthī haĩ , vaisē vahā̃ her|har karma mē̃ bachpan sē lēkar rājya karnē K|kē her|har karma mē̃ sāthī haĩ .
104Just as here, you are companions in remembrance of BapDada for every task, similarly, there, from childhood until the time you rule, you will be companions in every deed.
98Āyu mē̃ bhī hamśharīk haĩ , isīliē paṛhāī mē̃ , khēl mē̃ , sair mē̃ , rājya mē̃ , her|har karma mē̃ hamśharīk sāthī haĩ .
105You will be equals in age and you will therefore be equal companions in your studies, games, touring around, ruling and in every deed.
99Agar yahā̃ kōī-kōī karma mē̃ yād sē sāthī bantē haĩ , tō vahā̃ bhī sarv karma mē sāthī nahī̃ banē̃gē .
106If you are companions in remembrance in only some actions, then, there too, you will not become companions in all your deeds.
100Kōī-kōī karma mē̃ sāth hōṅgē , kōī mē̃ alag .
107In some deeds you will be companions and you will be separate in others.
101Kōī mē̃ najdīk hōṅgē , kōī mē̃ dūr .
108You will be close in some and distant in others.
102Jō sadā samīp , sadā sāthī , sadā sahyōgī , sadā tapasyā aur sēvā K|kē āsan par rahtē haĩ vah vahā̃ bhī sadā sāth rahtē haĩ .
109Those who are constantly close, constant companions, constantly co-operative and constantly seated on the seat of tapasya and service will always be together there too.
103Tō smr̥iti mē̃ ātā hai nā !
110You remember this, do you not?
104Jaisē yahā̃ alaukik jīvan mē̃ , ādhyātmik jīvan mē̃ , kiśhōr jīvan sē last tak sāthī rahē hō nā , bachpan K|kē sāthī aur ant tak K|kē sāthī , vaisē hī brahmā K|kē rūp mē̃ jō ādi sē ant her|har karma mē̃ , her|har charitra mē̃ , her|har sēvā K|kē samay mē̃ sāthī rahē haĩ , vah bhaviṣhya mē̃ bhī sāthī rahē̃gē .
111Just as here, in your alokik life, in your spiritual life, from your adolescent life to the last, you have remained companions, you were companions in your childhood and have been companions till the end, similarly, those who have been companions with the form of Brahma from the beginning to the end in every deed, in every activity and in every type of service, will also be companions in the future.
105Achchhā
112Achcha.
106Teachers kē sāth : gujarāt K|kē sachchē sēvādhārī .
113Speaking to the Teachers: 114The true servers of Gujarat.
107Sachchē sēvādhārī kahō vā rūhānī sēvādhārī kahō .
115You can be called true servers or spiritual servers. 116A spiritual server means a true server.
108Rūhānī sēvādhārī arthāt sachchē sēvādhārī .
117So, what is the speciality of the spiritual servers of Gujarat? 118(They are ever ready.)
109Tō gujarāt K|kē rūhānī sēvādhāriyō̃ key|kī viśhēṣhtā kyā hai ?
119You are ever ready in physical service because wherever there is a call for service, you go there with your various means.
110 ( ever ready hai ) ever ready sthūl sēvā mē̃ tō haĩ kyōṅki sēvā K|kē jō bhinn-bhinn sādhan haĩ usmē̃ jahā̃ bulāvā hōtā hai vahā̃ pahuñchnē vālē haĩ .
120However, are you also constantly ever ready in the sense of your mind being able to imbibe whatever thought you want? 121To be able to do at that moment whatever you think of, this is called being ever ready.
111Lēkin mansā sē bhī jō saṅkalp dhāraṇ karnē chāhō usmē̃ bhī sadā ever ready hō ? 112Jō sōchō vah karō , usī samay .
122Ever ready in your thoughts, ever ready in the transformation of your sanskars, ever ready in fulfilling your responsibility with spiritual relationships and connections.
113Iskō kahā jātā hai - ever ready .
123Are you ever ready in this way or does it take time?
114Mansā sē bhī ever ready , saṅskār parivarttan mē̃ bhī ever ready .
124Does it take time to finish sanskars or to harmonise sanskars?
115Rūhānī sambandh aur samparka nibhānē mē̃ bhī ever ready .
125Become ever ready in this, because the dance of Gujarat is famous.
116Tō aisē ever ready hō yā time lagtā hai ? 117Saṅskār miṭānē mē̃ vā saṅskār milānē mē̃ time lagtā hai ? 118Ismē̃ bhī ever ready banō .
126You perform that dance very well, but to harmonise in this dance, to harmonise with the Father’s sanskars – this is the dance to harmonise your sanskars with the Father’s sanskars.
119Kyōṅki gujarāt key|kī rās maśhhūr hai .
127One is to perform the dance and the other is to harmonise.
120Vah rās tō bahut achchhī kartē hō , lēkin rās milānā , bāp sē saṅskār milānā yah hai bāp K|kē saṅskārō̃ sē rās milānē key|kī rās .
128Just as you are clever in performing the dance, are you just as clever in harmonising your sanskars with the Father’s and among yourselves, in sanskars, in harmonising your elevated sanskars?
121Ēk hai rās karnā , ēk hai rās milānā .
129To harmonise sanskars is the biggest dance of all.
122Jaisē rās karnē mē̃ hōśhiyār hō vaisē bāp sē saṅskār milānē mē̃ , āpas mē̃ śhrēṣhṭh saṅskār milānē mē̃ hōśhiyār hō ?
130You perform such a dance, do you not? 131So, today, all of you have the thought that you will move along constantly performing the dance of harmonising sanskars.
123Saṅskār milānā yahī baṛē tē baṛī rās hai .
132On this day, together with Lakshmi, you are also worshipped.
124Tō aisī rās kartē hō nā ? 125Āj sab yahī saṅkalp karō ki sadā saṅskārō̃ key|kī rās milātē chalē̃gē .
133Together with the worship of the mother, there is also the worship of the children. 134In which form? 135Together with Lakshmi, they also worship Ganesh.
126Āj K|kē din lakṣhmī kē sāth āpkā bhī pūjan hōtā hai . 127Mā̃ kē sāth bachchō̃ kā bhī hōtā hai .
136Ganesh is her child, is he not? 137So, it is not the worship of Lakshmi alone, but all of you are Ganesh, that is, you are wise ones.
128Kis rūp mē̃ hōtā hai ? 129Lakṣhmī kē sāth gaṇēśh key|kī bhī pūjā kartē haĩ .
138Being knowledge-full of the three aspects of time is known as being Ganesh, that is, wise, sensible.
130Gaṇēśh bachchā hai nā !
139Ganesh is also called the destroyer of obstacles.
131Tō sirph lakṣhmī key|kī pūjā nahī̃ lēkin āp sab gaṇēśh arthāt buddhivān hō .
140Those who are knowledge-full of the three worlds and the Trimurti are the destroyers of obstacles.
132Tīnō̃ kālō̃ K|kē knowledgeful , iskō kahā jātā hai - gaṇēśh arthāt buddhivān , samajhdār .
141So, you are knowledge-full and also the destroyers of obstacles and this is why you are worshipped. 142So, today is your day of worship. 143It is the day of all of you.
133Aur gaṇēśh kō hī vighna-vināśhak kahtē haĩ .
144So never become an obstacle in any situation, but always be destroyers of obstacles.
134Tō jō tīnō̃ lōk aur trimūrti K|kē knowledgeful haĩ vahī vighna-vināśhak haĩ .
145If anyone else becomes an obstacle, you become the destroyer of obstacles and the obstacle will end.
135Tō knowledgeful bhī hō aur vighna-vināśhak bhī hō , isliē pūjā hōtī hai .
146“The atmosphere is like this, the circumstances are like this and so I have to do it”.
136Tō āj āpkē pūjā kā din hai . 137Āp sabkā din hai nā !
147These are not the words of those who are destroyers of obstacles.
138Tō sadā kisī bhī paristhiti mē̃ vighna rūp na ban , vighnavināśak banō .
148A destroyer of obstacles is one who transforms the atmosphere and the environment. 149Are you such destroyers of obstacles?
139Agar aur kōī vighna rūp banē tō āp vighna-vināśhak ban jāō tō vighna khatm hō jāyēṅgē .
150If Gujarat becomes a destroyer of obstacles, then there won’t be any mention of obstacles, will there? 151There will be no name or trace of them.
140Aisā vātāvaraṇ hai , aisī paristhiti hai isliē yah karnā paṛā , yah bōl vighna-vināśhak K|kē nahī̃ .
152Since your creation, the limited sun, is able to dispel darkness, can you unlimited master suns of knowledge not finish this?
141Vighna-vināśhak arthāt vātāvaraṇ , vāyumaṇḍal kō parivarttan karnē vālē . 142Aisē vighna vināśhak hō ?
153Just as Gujarat is number one in service, so you must become number one in being destroyers of obstacles and you will then be given a prize.
143Gujarāt vighna-vināśhak hō gayā tō phir kōī bhī vighna key|kī bātchīt hī nahī̃ hōgī nā !
154You will be given a very beautiful prize. 155The gift that the Father receives will be given to you, Gujarat. 156Achcha.
144Nām niśhān bhī nahī̃ .
157Greetings for Deepawali and the New Year:
145Jab āpkī rachnā , had kā sūrya andhkār kō samāpt kar saktā hai tō āp bēhad K|kē master gyān sūrya kyā yah nahī̃ samāpt saktē hō ?
158Is it not just New Year for you all the time, but every moment is new for you. 159Therefore, let there be a plan for new zeal, new enthusiasm and new service at every moment. 160Every moment is the newest of all.
146Jaisē gujarāt sēvā mē̃ number one hai aisē vighna-vināśhak mē̃ number one hō tab prize dēgē . 147Bahut baṛhiyā prize dēgē .
161Constant greetings for this newness. 162For people, it is New Year, whereas for you, it is the New Age and in the New Age, because you have enthusiasm at every moment, there is constant festivity.
148Jō bāp kō saugāt miltī hai nā vah āp gujarāt kō dēgē . 149Achchhā . 150' '
163Every moment is Diwali. 164Every moment is a festival because a festival means that which brings enthusiasm.
151Dīpāvalī aur nayē varṣh key|kī mubārak : ( 27 tā . rātri ḍēṛh bajē ) sadā hī āpkā nayā varṣh tō kyā lēkin her|har ghaṛī naī hai .
165Let every moment and every second bring enthusiasm, for this is why they celebrate a festival every year whereas you celebrate a festival at every moment.
152Isliē her|har ghaṛī mē̃ nayā umaṅg , nayā utsāh , nayā sēvā kā plan .
166This Brahmin life is your festival in which you continue to swing in happiness at every moment.
153Her|har ghaṛī nayē tē naī . 154Isī navīntā key|kī sadā kē liē badhāī .
167For such a new day, a New Year, a new second, a new thought – congratulations for everything new.
155Lōgō̃ kē liē nayā varṣh hai aur āp lōṅgō kē liē navyug hai aur navyug mē̃ her|har ghaṛī utsāh hōn K|kē kāraṇ utsav hai .
168You celebrated Deepawali, you celebrated the New Year – the confluence of the two has taken place. 169Those from Gujarat are lucky. 170You celebrate the “sangam” (meeting) at the confluence age.
156Her|har ghaṛī dīvālī hai .
171Achcha. 172Imperishable greetings.
157Her|har ghaṛī utsav hai . 158Kyōṅki utsav kā arth|earth hī hai utsāh dilānē vālā .
173Blessing: May you die alive and become free from bondage and make others free from bondage with the awareness of your original and eternal form.
159Tō her|har ghaṛī , her|har second utsāh dilānē vālā hō . 160Isliē vah tō varṣh-varṣh utsav manātē haĩ aur āp her|har ghaṛī utsav manātē hō .
174Just as the Father takes this on loan and has no bondage, similarly, you children who have died alive, must become free from the bondage of your body, sanskars and nature.
161Yah brāhmaṇ jīvan hī āpkā utsav hai .
175Imbibe whatever sanskars you want, whenever you want.
162Jismē̃ sadā her|har ghaṛī khuśhī mē̃ jhūltē rahō .
176Just as the Father is free from bondage, so you must become free from bondage in the same way.
163Aisē nayā din kahō , nayā varṣh kahō , nayā second kahō , saṅkalp kahō , her|har nayē rūp key|kī badhāī .
177Stabilise yourself in the stage of the incorporeal world and then come down. 178Maintain the awareness of your original and eternal form.
164Dīvālī bhī manāī , nayā varṣh bhī manāyā , dōnō̃ kā saṅgam hō gayā .
179Perform actions as a soul who has incarnated and others will then follow you.
165Gujarāt vālē lucky haĩ , saṅgamyug mē̃ bhī saṅgam manāyā .
180Slogan: To make the atmosphere powerful with the attitude of remembrance is service through the mind.
166Acchā-avināśī badhāī . 167Badhāī .
181* * * O M S H A N T I* * *