मंगलवार 28 दिसंबर 1982 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 128-12-82 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

028-12-1982 Avyakt BapDada 28-12-1982

2“ sadā ēk ras , sampūrṇ chamaktā huā sitārā banō ”

1Become a constant and stable, perfect, sparkling star.

3Paramśhikṣhak , sadgurū , bāp apnē chamaktē huē sitārō̃ , bachchō̃ prati bōlē  : 4‘ ‘ bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dēkh her|har bachchē K|kē vartamān lagan mē̃ magan rahnē key|kī sthiti , aur bhaviṣhya prāpti kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ . 5Kyā thē , kyā banē haĩ aur bhaviṣhya mē̃ bhī kyā bannē vālē haĩ .

2BapDada is looking at each child and is pleased to see each child’s present stage of being absorbed in love and in his future attainment. 3What were you, what have you become and what are you going to become in the future?

6Harēk bachchā viśhva kē āgē viśhēṣh ātmā hai .

4Compared with the world, each child is a special soul.

7Har ēk K|kē mastak par bhāgya kā sitārā chamak rahā hai .

5The star of fortune is sparkling on each child’s forehead.

8Aisā hī abhyās hō , sadā chamaktē huē sitārē kō dēkhtē rahē̃ , isī practice kō sadā baṛhātē chalō .

6Let there be the practice of constantly looking at the star of fortune. 7Continue to increase this practice.

9Jahā̃ dēkhō , jab bhī kiskō dēkhō , aisā natural abhyās hō jō śharīr kō dēkhtē huē na dēkhō .

8Wherever you look, whoever you see, let there be the natural practice of seeing the body but not seeing it.

10Sadā nazar chamaktē huē sitārē key|kī taraph jāyē .

9Let your vision always go to the sparkling star.

11Jab aisī rūhānī nazar sadā natural rūp mē̃ hō jāyēgī tab viśhva key|kī nazar āp chamaktē huē dhartī K|kē sitārō̃ par jāyēgī .

10When your vision is naturally spiritual, then the vision of the world will fall on you sparkling stars of the earth.

12Abhī viśhva key|kī ātmāyē̃ ḍhūṇḍh rahī haĩ .

11At present, souls of the world are still searching.

13Kōī śhakti kārya kar rahī hai , aisī mahsūstā , aisī touching abhī ānē lagī hai .

12They have begun to have the feeling and touching that some power is carrying out the task.

14Lēkin kahā̃ hai , kaun hai , yah æ ḍhūṇḍhtē huē bhī jān nahī̃ saktē .

13However, although they are searching, they don’t know who it is or where it is.

15Bhārat dvārā hī ādhyātmik light milēgī , yah bhī dhīrē-dhīrē spaṣhṭ hōtā jā rahā hai .

14It is gradually becoming apparent that it will only be from Bharat that they will receive spiritual light.

16Is kāraṇ viśhva key|kī chārō̃ taraph sē nazar haṭkar bhārat key|kī taraph hō gaī hai lēkin , bhārat mē̃ kis taraph aur kaun ādhyātmik light dēnē kē nimitt haĩ , abhī yah spaṣhṭ hōnā hai .

15This is why the vision of the world has moved away from everywhere else and has fallen on Bharat. 16However, it is yet to become clear where in Bharat and who in Bharat the instrument to give that spiritual light will be.

17Sabhī K|kē andar abhī yah khōj hai ki bhārat mē̃ anēk ādhyātmik ātmāyē̃ kahlānē vālī haĩ , ākhir bhī inmē̃ dharmātmā kaun aur paramātmā kaun hai  ?

17Everyone is ultimately trying to discover who in Bharat is the dharamatma soul and who is the Supreme Soul (Paramatma) out of all the so-called spiritual souls there.

18Yah tō nahī̃ hai , yah tō nahī̃ hai - isī sōch mē̃ lagē huē haĩ .

18They are engrossed in the thought: “Is it that one? 19Is it this one?”

19‘ ‘ yahī hai ' ' isī phaisalē par abhī tak pahũch nahī̃ pāyē haĩ .

20They haven’t yet arrived at the decision that it is this One.

20Aisī bhaṭaktī huī ātmāō̃ kō sahī niśhānā , yathārth ṭhikānā dikhānē vālē kaun  ?

21Who will show such wandering souls the right goal and the right destination?

21Double vidēśhī samajhtē haĩ ki ham hī vah haĩ .

22You double foreigners think that you are the ones who will do this.

22Phir itnā bichārō̃ kō bhaṭkātē kyō̃ hō  ?

23So, why are you making those poor helpless souls wander around so much?

23Sadā kē liē aisī sthiti banāō jō sadā chamaktē huē sitārē dēkhē̃ .

24Make your stage so constant that they constantly see a sparkling star.

24Dūr sē hī āpkī chamaktī huī light dikhāī dē .

25Your sparkling light needs to be visible from a distance.

25Abhī tak jō sammukh ātē haĩ , samparka mē̃ ātē haĩ , unhī̃ kō anubhav hōtā hai lēkin dūr-dūr tak yah touching hō , yah vibration phailē̃ - usmē̃ abhī aur bhī abhyās key|kī āvaśhyaktā hai .

26As yet, only the souls who come into contact and relationship with you experience this. 27However, this touching and vibration has to spread far into the distance. 28So, there is a need for this practice.

26Abhī nimantraṇ dēnā paṛtā hai ki āō , ākar anubhav karō .

29At present, you have to invite them to come and experience this.

27Lēkin jab chamaktē huē sitārē - sūrya , chandramā samān , apnī sampūrṇ stage par sthit hōṅgē phir kyā hōgā  ?

30However, what will happen when you sparkling stars remain stable in your perfect stage like the sun and the moon?

28Jaisē sthūl rōśhnī kē ūpar parvānē svataḥ hī ātē haĩ , śhamā bulānē nahī̃ jātī hai lēkin pyāsē parvānē kahā̃ sē bhī pahũch jātē haĩ .

31When moths are naturally drawn to a physical lamp, the flame doesn’t go to invite them but the yearning moths go there by themselves from wherever they are.

29Aisē āp chamaktē huē sitārō̃ par bhaṭaktī huī ātmāyē̃ , ḍhūṇḍhnē vālī ātmāyē̃ svataḥ hī pānē kē liē , milnē kē liē aisī fast gati sē āyēṅgē jō āp sabkō second mē̃ bāp dvārā mukti , jīvanmukti kā adhikār dilānē key|kī tīvragati sē sēvā karnī paṛēgī .

32In the same way, souls who are wandering and searching will automatically come to you sparkling stars at a fast speed, in order to attain something and to meet you. 33Therefore, all of you will have to do the service of helping those souls receive their right to liberation and liberation-in-life from the Father in a second, at a fast speed.

30Is samay master dātā kā part bajā rahē hō .

34At this time, you are playing the parts of master bestowers.

31Master śhikṣhak kā part chal rahā hai .

35The parts of master teachers are being played at this time.

32Lēkin abhī satgurū K|kē bachchē ban ‘ gati aur sadgati ' K|kē vardātā kā part bajānā hai .

36However, you now have to become the children of the Satguru and play your parts of bestowers of the blessings of liberation and salvation.

33Master satgurū kā svarūp kaun sā hai , jāntē hō  ?

37Do you know what the form of a master satguru is?

34Abhī tō bāp kā bhī , bāp aur śhikṣhak kā part viśhēṣh rūp mē̃ chal rahā hai isliē bachchō̃ K|kē rūp mē̃ kabhī-kabhī bāp kō bhī nāz aur nakhrē dēkhnē paṛtē haĩ .

38At the moment, the part of the Father and the Teacher is especially being played. 39This is why the Father is sometimes proud of you children, but He also has to watch your mischievous games.

35Śhikṣhak K|kē rūp mē̃ bār-bār ēk hī pāṭh yād karātē rahtē haĩ .

40In the form of the Teacher, He constantly reminds you of the one lesson.

36Satgurū K|kē rūp mē̃ ‘ gati-sadgati kā certificate ' , final vardān second mē̃ milēgā . 37Master satgurū kā svarūp arthāt sampūrṇ follow karnē vālē .

41The final blessing, in the form of the certificate of liberation and salvation, will be given in a second by the form of the Satguru.

38Satgurū K|kē vachan par sadā sampūrṇ rīti chalnē vālē - aisā svarūp ab practical mē̃ bāp kā aur apnā anubhav karēṅgē̃ .

42The form of master satgurus means those who follow completely. 43They are the ones who completely follow every word of the Satguru.

39Satgurū kā svarūp arthāt sampann , samān banākar sāth lē jānē vālē .

44You will now experience such a form of the Father and also your own form in a practical way.

40Satgurū K|kē svarūp mē̃ master satgurū bhī nazar sē nihāl karnē vālē hai .

45The form of the Satguru means the One who makes you perfect and equal to Himself and takes you back home.

41Mat dī|the aur gati huī . 42Isliē ‘ gurū mantra ' prasiddh hai .

46The form of the Satguru and even a master satguru is the one that takes you beyond with a glance.

43Second kā mantra liyā aur samajhtē haĩ , gati hō gaī .

47As soon as you give directions, they are liberated.

44Mantra arthāt śhrēṣhṭh mat .

48This is why a mantra given by a guru is very famous.

45Aisī powerful stage sē śhrīmat dēgē jō ātmāyē̃ anubhav karē̃gē ki hamē̃ gati sadgati kā ṭhikānā mil gayā .

49When they receive a mantra in a second, they feel that they have attained liberation! 50A mantra means elevated directions.

46Aisī śhaktiśhālī sthiti kō ab sē apnāō . 47Sitārē tō abhī hō lēkin abhī light kyā hōtī hai …  ?

51You will give shrimat with such a powerful stage that souls will feel that they have found the destination of liberation and salvation.

48Sadā ēk ras sampūrṇ chamaktā huā sitārā hō , aisē svayã kō pratyakṣha karō .

52Adopt such a powerful stage now! 53You all are stars, but now, what is the light?

49Sunā , kyā karnā hai  ? 50Double vidēśhī tīvragati vālē hō nā  ?

54You are constantly sparkling perfect starts - reveal yourselves in this way.

51Yā rūktē hō , chaltē hō  ?

55Did you hear what you have to do?

52Kabhī bādalō K|kē bīch chhip tō nahī̃ jātē hō  ? 53- bādal ātē haĩ  ?

56You double foreigners are those who move at a fast speed, are you not?

54Aisā sampūrṇ svarūp bahut kāl sadā-sadā rahē tab pratyakṣhatā hō .

57Or, do you stop and start? 58You don’t sometimes hide behind the clouds, do you?

55Abhī-abhī chamaktā huā sitārā aur abhī abhī phir bādalō̃ mē̃ chhip jāyē tō viśhva key|kī ātmāyē̃ spaṣhṭ anubhav kar nahī̃ saktī̃ .

59Do clouds come? 60If such perfect, sparkling stars sometimes hide in the clouds, then the souls of the world would not be able to see them very clearly.

56Isliē ēk ras rahnē kā , sadā sūrya samān chamaktē rahnē kā saṅkalp karō .

61So, , have the thought of remaining constantly stable and constantly shine like the sun.

57Achchhā –

62Achcha.

58Sabhī double vidēśhī bachchō̃ kō aur chārō̃ ōr K|kē sēvādhārī bachchō̃ kō , sadā bāp samān man , vāṇī aur karma mē̃ follow karnē vālē , sadā bāp K|kē diltakhtanaśhīn , master dilārām , sadā bhaṭaktī huī ātmāō̃ kō rāstā dikhānē vālē light house bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 59' '

63To all the double-foreign children and all the serviceable children everywhere, to those who are equal to the Father and who constantly follow in thought, word and deed, to the children who are constantly seated on the Father’s heart-throne, to those who are master comforters of hearts and, as lighthouses, constantly show wanderings souls the path, BapDada’s love, remembrance and namaste.

60Party kē sāth

64BapDada meeting groups:

61Nērōbī party sē - ‘ ‘ sabhī race mē̃ number one hō nā  ?

65Nairobi group: You are all number one in the race, are you not?

62Number one key|kī niśhānī hai - her|har bāt mē̃ win karnē vālē arthāt one number mē̃ ānē vālē . 63Kisī bhī bāt mē̃ hār na hō .

66The sign of number one is to win in everything, that is, to claim number one. 67Do not be defeated by anything; be constantly victorious.

64Sadā vijayī . 65Tō nērōbī nivāsī sadā vijayī hō nā  !

68So you residents of Nairobi are constantly victorious, are you not?

66Kabhī chaltē - chaltē rūktē tō nahī̃ hō .

69You don’t sometimes stop whilst moving along, do you?

67Rūkanē kā kāraṇ kyā hōtā  ?

70What is the reason for stopping?

68Jarūr kōī na kōī maryādā vā niyam thōṛā bhī nīchē ūpar hōtā hai tō gāṛī rūk jātī hai .

71It is definitely when there have been some ups and downs in following a code of conduct or discipline that you stop.

69Lēkin yah saṅgamyug hai hī ‘ maryādā purūṣhōttam ' bannē kā yug . 70Purūṣh nahī̃ , nārī nahī̃ lēkin ‘ purūṣhōttam ' haĩ , isī smr̥iti mē̃ sadā rahō .

72However, this confluence age is for becoming the most elevated beings who follow the highest code of conduct. 73You are not a man or a woman, but a most elevated being.

71Purūṣhō̃ mē̃ uttam purūṣh - ‘ prajāpitā brahmā ' kō kahā jātā hai .

74Constantly stay in this awareness. 75Prajapita Brahma is said to be the most elevated man of all.

72Tō brahmā K|kē bachchē āp sab ‘ brahmākumār-kumāriyā̃ ' bhī purūṣhōttam hō gayē nā .

76Therefore, all of you Brahma Kumars and Kumaris, the children of Brahma, have also become the most elevated beings, have you not?

73Is smr̥iti mē̃ rahnē sē sadā uṛtī kalā mē̃ jātē rahē̃gē , nīchē nahī̃ rūkēṅgē .

77By staying in this awareness, you will constantly continue to be in the flying stage; you will not stop down below.

74Chalnē sē bhī ūpar sadā uṛtē rahē̃gē kyōṅki saṅgamyug uṛtī kalā kā yug hai , aur kōī aisā yug nahī̃ jismē̃ uṛtī kalā hō .

78Instead of walking, you will constantly continue to fly up above, because the confluence age is the age of the flying stage. 79In no other age is there the flying stage.

75Tō smr̥iti mē̃ rakhō ki yah yug uṛtī kalā kā yug hai , brāhmaṇō̃ kā karttavya bhī uṛnā aur uṛānā hai .

80So have the awareness that this is the age for the flying stage. 81The duty of Brahmins is to fly and help others fly.

76Vāstavik stage bhī uṛtī kalā hai .

82Your original stage is the flying stage.

77Uṛtī kalā vālā second mē̃ sarv samasyāyē̃ pār kar lēgā .

83Those who have the flying stage will overcome all problems in a second.

78Aisā pār karēgā jaisē-kuch huā hī nahī̃ .

84They will overcome them in such a way that it will be as though nothing happened.

79Nīchē key|kī kōī bhī chīj disturb nahī̃ karēgī . 80Rūkāvaṭ nahī̃ ḍālēgī .

85None of the things down below will disturb them; they will not cause any obstruction.

81Plain|plane mē̃ jātē haĩ tō himālay kā pahāṛ bhī rūkāvaṭ nahī̃ ḍāltā , pahāṛ kō bhī manōrañjan key|kī rīti sē pār kartē haĩ .

86When you fly in a plane, even the Himalayas don’t become an obstruction; you go across the mountains with enjoyment.

82Tō aisē hī uṛtī kalā vālē kē liē baṛē tē baṛī samasyā bhī sahaj hō jātī hai .

87In the same way, the biggest problems become very easy for those who are in the flying stage.

83Nērōbī apnā number āgē lē rahī hai nā  !

88Nairobi is claiming a number ahead, is it not?

84Abhī V|we . I|āī|eye . Ps . key|kī service mē̃ number āgē lēnā hai .

89Now claim a number ahead in the service of VIPs.

85Saṅkhyā tō achchhī hai , abhī dēkhē̃gē conference mē̃ V|we . I|āī|eye . Ps . kaun kaun lē ātā hai  ?

90The number there is good, but we shall now see who brings VIPs here for the conference.

86Abhī hai vah number .

91Now claim a number in this.

87Sabsē number one V|we . I|āī|eye . Ps . kaun lātā hai , abhī yah race bāpdādā dēkhē̃gē . 88' '

92Now BapDada will see the race of everyone who brings the number one VIPs.

89Nayē hall|hāl kē liē chitra banānē vālē chitrakārō̃ prati bāpdādā kā īśhārā - ‘ ‘ chitrakār ban karkē chitra banā rahē hō vā svayã us sthiti mē̃ sthit hō karkē chitra banātē hō  !

93BapDada’s signals for the artists who are to paint the pictures in the new hall of Om Shanti Bhavan: 94Do you paint the pictures just as artists or do you stabilise yourselves in that stage whilst painting them?

90Kyā kartē hō  ?

95What do you do?

91Kyōṅki aur kahā̃ bhī kōī chitra banātē haĩ tō vah rivājī chitrakār chitra banā dētē haĩ .

96When other artists paint pictures, they just make ordinary pictures.

92Yahā̃ chitra banānē kā lakṣhya kyā hai  ?

97What is the aim of painting the pictures here?

93Jaisē bāp kā chitra banāyēṅgē tō uskī viśhēṣhtā kyā hōnī chāhiē  ?

98When you paint the Father’s painting, what speciality should it have?

94Chitra chaitanya kō pratyakṣha karē̃ .

99The painting should reveal the life.

95Chitra kē āgē jātē hī anubhav karē̃ ki yah chitra nahī̃ dēkh rahā hai , chaitanya kō dēkh rahā hai .

100As soon as people go in front of the painting they shouldn’t experience it to be a painting but as if they are seeing the living being.

96Vaisē bhī chitra key|kī viśhēṣhtā - chitra jaṛ hōtē chaitanya anubhav hō , isī par prize miltī hai .

101In any case, the speciality of a painting is that it is experienced to be real although it is just a painting. 102It is on this basis that a prize is received.

97Usmē̃ bhī bhāv aur prakār kā hōtā .

103With those paintings they have different intentions.

98Lēkin rūhānī chitra kā lakṣhya hai - chitra rūhānī rūh kō pratyakṣha kar dē . 99Rūhāniyat kā anubhav karāyē .

104However, the aim of a spiritual painting is that the painting should reveal the living spirit; it should give the experience of spirituality.

100Aisē alaukik chitrakār , laukik nahī̃ .

105You are unique artists, not worldly.

101Laukik chitrakār tō laukik bātō̃ kō - nayan , chain kō dēkhē̃gē lēkin yahā̃ rūhāniyat kā anubhav hō - aisā chitra banāō . 102 ( āśhīrvād chāhiē ) āśhīrvād tō kyā āśhīrvād key|kī khān par pahũch gayē hō , māṅgnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hai , adhikār lēnē kā sthān hai .

106Worldly artists will look at the physical things: eyes, features, etc, but here you must make a painting that will give the experience of spirituality. 107(We want blessings.) 108Let alone blessings, you have reached the Mine of Blessings!

103Jab varsē K|kē rūp mē̃ prāpt hō saktā hai tō thōṛī see|sī|C blessing kyō̃  ?

109There is no need to ask for them. 110You have reached the place where you can claim your right.

104Khān par jākar dō muṭṭhī bharkar ānā uskō kyā kahā jāyēgā  ?

111Since you can attain them as your inheritance, why settle for just a few blessings?

105Bāp jaisē svayã sāgar hai tō bachchō̃ kō bhī master sāgar banāyēṅgē nā . 106Sāgar mē̃ kōī bhī kamī nahī̃ hōtī .

112What would you say if someone were to go into a mine and come out with only a couple of handfuls?

107Sadā bharpūr hōtā hai . 108Achchhā - ' '

113The Father Himself is the Ocean.

109Svīḍan party sē  : ’ ’ sadā niśhchaybuddhi vijayī ratna haĩ .

114Therefore He would also make the children master oceans, would He not?

110' ' - isī naśhē mē̃ rahō . 111Niśhchay kā foundation sadā pakkā hai  !

115There is nothing lacking in an ocean; it is always full. 116Achcha.

112Apnē āp mē̃ niśhchay , bāp mē̃ niśhchay aur drama key|kī her|har scene kō dēkhtē huē usmē̃ bhī pūrā niśhchay .

117BapDada meeting a group from Sweden: 118Constantly stay in the intoxication of being a victorious jewel who has faith in the intellect.

113Sadā isī niśhchay K|kē ādhār par āgē baṛhtē chalō .

119The foundation of faith is constantly strong.

114Apnī jō bhī viśhēṣhatāyē̃ haĩ , unkō sāmnē rakhō , kamzōriyō̃ kō nahī̃ , tō apnē āp mē̃ faith rahēgā .

120Have faith in yourself, in the Father and in the drama and continue to move forward, on this basis.

115Kamzōrī key|kī bāt kō jyādā nahī̃ sōchnā tō phir khuśhī mē̃ āgē baṛhtē jāyēṅgē .

121Keep in front of you all your specialities, not your weaknesses, and you will have faith in yourself.

116Bāp kā hāth liyā tō bāp kā hāth pakaṛnē vālē sadā āgē baṛhtē haĩ , yah niśhchay rakhō .

122Don’t think about your weaknesses too much and you will continue to move forward in happiness.

117Jab bāp sarvśhaktivān hai tō uskā hāth pakaṛnē vālē pār pahũchē ki pahũchē . 118Chāhē khud bhalē kamjōr bhī hō lēkin sāthī tō majbūt hai nā .

123Have the faith that you are holding on to the Father’s hand because those who hold on to His hand continue to move forward constantly.

119Isliē pār hō hī jāyēṅgē . 120Sadā niśhchaybuddhi vijayī ratna , isī smr̥iti mē̃ rahō .

124Since the Father is the Almighty Authority, those who are holding His hand have almost reached their destination.

121Bītī sō bītī , bindī lagākar āgē baṛhō . 122' ' 123Mahāvākyō̃ kā sār

125Even though you may be weak, your Companion is strong, is He not?

1241 . sadā nazar chamaktē huē sitārē key|kī taraph jāē .

126This is why you will be able to go across.

125Jab aisī rūhānī nazar sadā naturally rūp mē̃ hō jāvēgī tab viśhva key|kī nazar āp chamaktē huē dhartī K|kē sitārō̃ par jāyēgī .

127Constantly maintain the awareness of being a constantly victorious jewel with this faith in the intellect. 128The past is the past! 129Put a full stop to that and move forward! 130*** Om Shanti ***