रविवार 27 मार्च 1983 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 127-03-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

0> > 27-03-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Kumāriyō̃ key|kī bhaṭhṭhī mē̃ prāṇ avyakt bāpdādā K|kē madhur mahāvākya

1Avyakt BapDada’s sweet elevated versions for the Kumaris Bhatthi.

3Āj bāpdādā sab bachchō sē kahā̃ milan manā rahē haĩ  ?

2Where is BapDada celebrating a meeting with all of you today?

4Kis sthān par baiṭhē hō  ?

3In which place are all of you sitting?

5Sāgar aur nadiyō̃ K|kē milan sthān par milan manā rahē haĩ . 6Sāgar kā kaṇṭhā pasand ātā hai nā  !

4You are celebrating a meeting at the meeting place of the Ocean and the rivers.

7Sirph sāgar nahī̃ lēkin anēk nadiyō̃ kā sāgar kē sāth milan sthān kitnā śhrēṣhṭh hōgā . 8Sāgar kō bhī nadiyō̃ kā milan kitnā pyārā lagtā hai . 9Aisā milan mēlā phir kisī yug mē̃ hōgā  ? 10Is yug kā ‘ milan ’ sārā kalp bhinn-bhinn rūp aur rīti sē gāyā manāyā jāyēgā .

5You like the shores of the ocean, do you not?

11Aisā mēlā manānē kē liē āyē hō nā , yahā̃ vahā̃ sē isliē bhāgē hō nā  ! 12Sāgar mē̃ samāē , samān master gyān sāgar bannē kā anubhav hai nā  !

6How elevated would a place be where there isn't just the ocean, but also a meeting place of so many rivers?

13Jab sāgar mē̃ samā jātē hō tō nadī sē master gyān sāgar ban jātē hō arthāt bāp samān bēhad K|kē svarūp mē̃ sthit hō jātē hō . 14Aisā bēhad kā anubhav kartē hō  ? 15Bēhad key|kī vr̥itti arthāt sarv ātmāō̃ kē prati kalyāṇ key|kī vr̥itti - master viśhva kalyāṇkārī . 16Sirph apnē vā apnē had kē nimitt banī huī ātmāō̃ K|kē kalyāṇ arth|earth nahī̃ , lēkin sarv K|kē kalyāṇ key|kī vr̥iti hō .

7Even the Ocean loves meeting the rivers so much.

17Maĩ tō brahmākumārī ban gaī , pavitra ātmā ban gaī - apnī unnati mē̃ , apnī prāpti mē̃ , apnē prati santuṣhṭatā mē̃ rājī hōkar chal rahē haĩ , yah bāp samān bēhad key|kī vr̥itti rakhnē key|kī sthiti nahī̃ hai . 18Had key|kī vr̥itti arthāt sirph svayã prati santuṣhṭatā key|kī vr̥itti . 19Kyā yahā̃ tak hī sirph rahnā hai vā āgē baṛhnā hai  ? 20Kaī bachchē bēhad key|kī sēvā kā samay , bēhad key|kī prāpti kā samay , bāp samān bannē kā golden chance vā golden medal lēnē kē bajāē , maĩ ṭhīk chal rahī hū̃ , kōī galatī|galtī nahī̃ kartī , laukik , alaukik jīvan dōnō̃ achchhā nibhā rahī hū̃ , kōī khiṭ-khiṭ nahī̃ , kōī saṅgaṭhan K|kē saṅskārō̃ kā ṭakkar nahī̃ , isī silver medal mē̃ hī khuśh hō jātē haĩ .

8Would such a meeting take place in any other age?

21Bāp samān bēhad key|kī vr̥itti tō nahī̃ rahī nā  ! 22Bāp viśhva-kalyāṇakārī aur bachchē - sva kalyāṇkārī , aisī jōṛī achchhī lagēgī  ?

9The meeting of this age will be remembered and celebrated in other ways throughout the whole cycle.

23Sunnē mē̃ achchhī nahī̃ lag rahī hai . 24Aur ab bankar chaltē hō tab achchhī lagtī hai  ? 25Sarv khazānō̃ K|kē mālik K|kē bālak khazānō̃ K|kē mahādānī nahī̃ banē tō uskō kyā kahā jāyēgā  ? 26Kisī sē bhī pūchhō tō bāp K|kē sarv khazānō̃ K|kē varsē K|kē adhikārī hō  ?

10You have come here to celebrate such a meeting, have you not?

27Tō sab hā̃ kahē̃gē nā . 28Khazānā kisliē milā hai  ?

11This is why you have come running from everywhere, is it not?

29Sirph svayã khāō piyō aur apnī mauj mē̃ rahō , isliē milā hai  ? 30Bāṇṭō aur baṛhāō yahī direction milē haĩ nā . 31Tō kaisē bā̃ṭēṅgē  ?

12You merge in the Ocean and become master oceans of knowledge, that is, you become stabilised in the unlimited form, equal to the Father.

32Gītā pāṭhśhālā khōl lī vā jab chance milā tab bā̃ṭ liyā ismē̃ hī santuṣhṭ hō  ? 33Bēhad K|kē bāp sē bēhad key|kī prāpti aur bēhad key|kī sēvā K|kē umaṅg utsāh mē̃ rahnā hai . 34Kumārī jīvan saṅgamyug mē̃ sarv śhrēṣhṭh vardānī jīvan hai . 35Tō aisī vardānī jīvan drama anusār āp viśhēṣh ātmāō̃ kō svataḥ prāpt hai .

13Do you have this unlimited experience?

36Aisī vardānī jīvan sarv kō vardān , mahādān dēnē mē̃ lagā rahē hō  ? 37Svataḥ prāpt huē vardān key|kī lakīr śhrēṣhṭh karma key|kī kalam dvārā jitnī baṛī khīñchnē chāhō utnī khīñch saktē hō . 38Yah bhī is samay kō vardān hai .

14To have an unlimited attitude means to have a benevolent attitude towards all souls of the world, to be a master world benefactor. 15Not just to be benevolent to yourself and the souls in your limited connection, but to have an attitude of benevolence towards everyone.

39Samay bhī vardānī , kumārī jīvan bhī vardānī , bāp bhī vardātā . 40Kārya bhī vardān dēnē kā hai tō iskā pūrā pūrā lābh liyā hai  ? 4121 janmō̃ tak lambī lakīr khīñchnē kā chance , 21 pīṛhī sadā sampann bannē kā chance jō milā hai vah lē liyā  ? 42Kumārī jīvan mē̃ jitnā chāhō kar saktē hō .

16"I have become a Brahma Kumari, I have become a pure soul!"

43Svatantr ātmā kā bhāgya prāpt hai . 44Apnē sē pūchhō - svatantr hō yā partantra hō  ? 45Partantratā K|kē bandhan apnē hī man K|kē vyarth kamzōr saṅkalpō̃ key|kī jāl hai .

17To continue to move forward being content in your progress and attainment for yourself is not being stable in an unlimited attitude, equal to the Father.

46Usī rachī huī jāl mē̃ svayã kō partantra tō nahī̃ banā rahē hō  ? 47Question key|kī jāl hai .

18A limited attitude means to have an attitude of contentment just for yourself.

48Jō jāl rachtē hō uskā chitra nikālō tō question kā hī rūp hōgā .

19Do you want to remain just here or do you want to move forward?

49Question kyā uṭhtē haĩ , anubhavī hō nā  ! 50Kyā hōgā , kaisē hōgā , aisē tō nahī̃ hōgā , yah hai jāl . 51Pahlē bhī sunāyā thā - saṅgamyugī brāhmaṇō̃ kā ēk hī sadā samarth saṅkalp hai ki - ‘ ‘ jō hōgā vah kalyāṇkārī hōgā . 52Jō hōgā śhrēṣhṭh hōgā , achchhē tē achchhā hōgā .

20Some children, instead of taking the golden chance and golden medal and spending time in unlimited service and time for unlimited attainment, become happy with the silver medal and think, "I am moving along fine, I am not making any mistakes, I am fulfilling my responsibilities to both my worldly and spiritual life.

53’ ’ yah saṅkalp hai jāl kō samāpt karnē kā .

21There isn't any conflict of sanskars within the gathering."

54Jabki burē din , akalyāṇ K|kē din samāpt hō gayē .

22That isn’t having an unlimited attitude equal to the Father’s, is it?

55Saṅgamyug kā her|har din baṛā din hai , burā din nahī̃ . 56Her|har din āpkā utsav hai nā .

23Would a couple seem matched if the Father is the World Benefactor and the child is a self-benefactor?

57Her|har din manānē kā hai .

24You don't even like to hear this.

58Is samarth saṅkalp sē vyarth saṅkalpō̃ key|kī jāl kō samāpt karō .

25Therefore, would you like to become that and move along in that way?

59Kumāriyā̃ tō bāpdādā key|kī , brāhmaṇ kul key|kī śhān haĩ . 60First chance kumāriyō̃ kō miltā hai .

26If a child of the Master of all treasures doesn't become a great donor of treasures, what would be said?

61Pāṇḍav hanstē haĩ ki chhōṭī chhōṭī kumāriyā̃ teacher ban jātī̃ , dādī ban jātī̃ , dīdī ban jātī̃ . 62Tō itnā chance miltā hai .

27If any of you were asked whether you have a right to the inheritance of all of the Father’s treasures, you would say “Yes!”

63Phir bhī chance na lē̃ tō kyā kahēṅgē̃ .

28What have you received all the treasures for?

64Kyā bōltī hō , patā hai  ? 65Sahyōgī rahē̃gē lēkin samarpaṇ nahī̃ hōṅgē .

29Have you received them so that you can eat, drink and enjoy yourself?

66Jō samarpaṇ nahī̃ hōṅgē vah samān kaisē banē̃gē  ! 67Bāp nē kyā kiyā  ?

30You have received the direction to distribute them and increase them, have you not?

68Sab kuchh samarpit kiyā nā  !

31So how will you share them?

69Vā sirph sahyōgī banā  ? 70Brahmā bāp nē kyā kiyā  ? 71Samarpaṇ kiyā vā sirph sahyōgī rahā  ?

32Have you opened a Gita Pathshala or are you happy just to share them whenever you have a chance?

72Jagat ambā nē kyā kiyā  ? 73Vah bhī kanyā hī rahī nā .

33You have received an unlimited attainment from the unlimited Father.

74Tō follow father mother karnā hai vā ēk dō mē̃ sisters kō follow kartē hō  ?

34Therefore, maintain unlimited zeal and enthusiasm.

75‘ ‘ iskā jīvan , jīvan dēkhkar mujhē bhī yahī achchhā lagtā hai . 76’ ’ tō follow sisters hō gayā nā  !

35A kumari life at the confluence age is the most elevated life filled with blessings.

77Ab kyā karē̃gī  ? 78Ḍar sirph apnī kamzōrī sē hōtā hai . 79Aur kisī sē nahī̃ hōtā . 80Ab kyā lē̃gī  ?

36So according to the drama all of you special souls have naturally received such a life filled with blessings.

81Golden medal lē̃gī vā silver hī ṭhīk hai . 82Kamzōriyō̃ kō nahī̃ dēkhō .

37Are you using your life to give everyone blessings and the great donation?

83Vah dēkhē̃gī tō ḍarē̃gī . 84Na svayã kamzōr banō na dūsrō̃ key|kī kamzōriyō̃ kō dēkhō  ! 85Samjhā , kyā karnā hai  !

38You can draw a line as long as you want of naturally received blessings with the pen of elevated actions.

86Bāpdādā kō tō kumāriyā̃ dēkh karkē khuśhī hōtī hai . 87Lōgō̃ kē pās kumārī ātī hai tō dukh hōtā hai . 88Aur bāpdādā kē pās jitnī kumāriyā̃ āvē̃ utnā jyādā sē jyādā khuśhī manātē haĩ . 89Kyōṅki bāpdādā jāntē haĩ ki her|har kumārī viśvakalyāṇakārī , mahādānī , vardānī hai .

39This time has this blessing.

90Tō samjhā , kumārī jīvan kā mahatva kitnā hai  ! 91Āj viśhēṣh kumāriyō̃ kā din hai nā . 92Bhārat mē̃ aṣhṭamī par kumāriyō̃ kō khās bulātē haĩ .

40The time has this blessing, the kumari life has this blessing and the Father is the Bestower of Blessings.

93Tō bāpdādā bhī aṣhṭamī manā rahē haĩ . 94Her|har kanyā aṣhṭ śhakti svarūp hai . 95Achchhā – 96Aisē sarv śhrēṣhṭh vardānī jīvan adhikārī , golden chance adhikārī , 21 pīṛhī key|kī śhrēṣhṭh takdīr key|kī lakīr khīñchnē K|kē adhikārī , svatantr ātmā K|kē vardān adhikārī , aisē śhiv vãnśhī brahmākumāriyō̃ , śhrēṣhṭh kumāriyō̃ kō viśhēṣh rūp mē̃ aur sāth-sāth sarv milan manānē vālē padmāpadam bhāgyavān ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .

41The task is also one that gives you blessings.

97’ ’ 98Karmabhōg par karmyōg key|kī vijay

42So, have you taken full advantage of this?

99Karmabhōg par vijay pānē vālē vijayī ratna hō nā  ! 100Vē|way karmabhōg bhōgnē vālē hōtē aur āp karmayōgī hō . 101Bhōgnē vālē nahī̃ hō lēkin sadā kē liē bhasma karnē vālē hō .

43Have you taken the chance of ensuring a continuous line of 21 births and of becoming constantly complete for 21 generations?

102Aisā bhasma kartē hō jō 21 janm karmabhōg kā nām niśhān na rahē .

44You can do as much as you want in a kumari life.

103Āyēgā tab tō bhasma karē̃gē  ? 104Āyēgā jarūr lēkin ātā hai bhasma hōnē kē liē , na ki bhōgnā kē liē .

45Souls who are free have received this fortune. 46Ask yourself: Am I free or am I dependent?

105Vidāī lēnē kē liē ātā hai . 106Kyōṅki karmabhōg kō bhī patā hai ki ham abhī hī ā saktē haĩ phir nahī̃ ā saktē .

47The bondage of those who are dependent is a trap of their minds’ own wasteful and weak thoughts.

107Isliē thōṛā thōṛā bīch mē̃ cā̃s lētā hai . 108Jab dēkhtē yahā̃ tō dāl galnē vālī nahī̃ hai tō vāpas chalā jātā .

48You are not getting yourself caught in the trap that you yourself have created, are you?

109Dādī dīdī kō dēkhtē huē

49Is there the trap of questions?

110Itnē hands dēkhkar khuśhī hō rahī hai nā  ? 111Jō svapn dēkh rahī thī vah sākār hō gayā nā  !

50If you took a picture of the trap that you have created, it would be like a question mark.

112Itnē hands hō̃ , itnē centre baḍhē̃ yah svapn dēkh rahī thī nā  !

51You are experienced in the questions that arise, are you not? 52"What will happen?

113Kyōṅki hands key|kī dādī dīdī kō sabsē jyādā āśh rahtī hai . 114Tō inatē sab banē banāyē hands dēkhkar khuśhī hōgī nā . 115Bhārat key|kī kumāriyō̃ mē̃ aur vidēśh key|kī kumāriyō̃ mē̃ bhī antar hai , inhē̃ kamāī kī kyā āvaśhyaktā hai . 116 ( degree lēnī hai ) jab tak sēvā mē̃ practice nahī̃ kī hai tab tak degree key|kī bhī value nahī̃ hai .

53How will it happen?

117Degree key|kī value sēvā sē hai .

54It will not happen like this, will it?"

118Paṛhāī paṛhkar kārya mē̃ nahī̃ lagāyā , paṛhāī kē bād bhī gr̥ihasthī mē̃ rahē tō laukik mē̃ bhī kahtē haĩ , paṛhāī sē kyā lābh  ! 119Anpaṛh bhī bachchē sambhāltē aur yah bhī sambhāltē tō phark kyā huā  ? 120Aisē hī yah bhī paṛhkar agar stage par ā jāē tō degree key|kī value bhī hai . 121Agar yahā̃ chance miltā hai tō degree āp hī mil jāyēgī .

55This is a trap.

122Yah degree cum|kam hai kyā  ! 123Jagadambā sarasvatī kō kitnī baṛī degree milī . 124Yahā̃ key|kī degree kā tō varṇan bhī nahī̃ kar saktē hō .

56You were also told earlier that the one powerful constant thought of Brahmins of the confluence age is: "Whatever happens is benevolent!

125Kitnī baṛī degree milī hai - master gyān sāgar , master sarvśhaktivān - kitnī degree haĩ . 126Ismē̃ aim|M|am . A , aim . be|B . A . sab ā jātā hai . 127Engineer ḍākaṭar sab ā jāyēgā .

57Whatever happens will be elevated and it will be the best of all!" 58Since the bad days and non-benevolent days have now finished, this is the thought to finish the trap.

128Achchhā . 129Kumāriyō̃ K|kē alag-alag gurap sē bāpdādā key|kī mulākāt

59Every day of the confluence age is an important day, it is not a bad day.

130 ( 1 ) vardānī kumāriyā̃ hō nā  !

60Every day you have a festival.

131Dhīrē-dhīrē chalnē vālī hō yā uṛnē vālī hō  ?

61Every day is to be celebrated.

132Uṛnē vālī arthāt had key|kī dharnī kō chhōṛnē vālī .

62With this powerful thought you can finish the trap of wasteful thoughts.

133Jab dharnī kō chhōṛē̃ tab uṛē̃gī nā  !

63Kumaris are the pride of BapDada and the Brahmin clan.

134Nīchē tō nahī̃ uṛē̃gī .

64Kumaris receive the first chance.

135Nīchē vālē kō śhikārī pakaṛ lētē haĩ . 136Nīchē āyā piñjarē mē̃ phansā .

65The Pandavas are amused that young kumaris become teachers; they become dadis and didis.

137Uṛnē vālā piñjarē mē̃ nahī̃ ātā .

66You receive so many chances.

138Tō piñjarā chhōṛ diyā  ! 139Abhī kyā karē̃gī  ? 140Naukrī karē̃gī  ?

67However, if you still don’t take the chance, what can be said?

141Tāj pahanē̃gī yā ṭōkrī uṭhāyēṅgī  ?

68Do you know what you say?

142Jahā̃ tāj hōgā vahā̃ ṭōkrī chalēgī nahī̃ . 143Tāj utārē̃gī tab ṭōkrī rakh sakē̃gī .

69“I will remain co-operative but I won’t surrender myself.”

144Ṭōkrī rakhē̃gī tō tāj gir jāyēgā . 145Tō tājdhārī bannā hai yā ṭōkarīdhārī .

70How would those who don't surrender themselves become equal?

146Abhī viśhva key|kī sēvā key|kī jimmēvārī kā tāj aur bhaviṣhya ratna jaṛit tāj . 147Abhī viśhva key|kī sēvā kā tāj pahanō tō viśhva āpkō dhanya ātmā , mahān ātmā mānē . 148Itnā baṛā tāj pahannē vālē ṭōkrī kyā uṭhāyēṅgē  ! 14963 janm tō ṭōkrī uṭhātē rahē , ab tāj miltā hai tō tāj pahannā chāhiē nā  !

71What did the Father do?

150Kyā samajhtī hō  ? 151Dil nahī̃ hai lēkin karnā paṛtā hai  !

72He surrendered everything, did he not?

152Kyā aisē circumstance haĩ  ?

73Or did he just remain co-operative?

153Dhīrē-dhīrē laukik kō santunṭa kartē apnē kō nirbandhan kar saktī hō . 154Nirbandhan hōnē kā plan banāō . 155Bēhad sēvā kā lakṣhya rakhō tō had K|kē bandhan svataḥ ṭūṭ jāyēṅgē . 156Lakṣhya dō taraph kā hōtā hai tō laukik alaukik dōnō̃ mē̃ saphal nahī̃ hō saktē .

74What did Father Brahma do?

157Lakṣhya clear hō tō laukik mē̃ bhī madad miltī hai .

75Did he surrender himself or did he just remain co-operative?

158Nimitt mātra laukik , lēkin buddhi mē̃ alaukik sēvā hō tō majbūrī bhī muhabbat kē āgē badal jātī hai . 159 ( 2 ) sabhī kumāriyō̃ nē apnī takdīr kā phaĩslā kar liyā hai yā karnā hai  ? 160Jitnā samay apnē jīvan K|kē phaisalē mē̃ lagātī hō utnā prāpti kā samay chaltā jātā hai . 161Isliē phaislā karnē mē̃ samay nahī̃ ganvānā chāhiē .

76What did Jagadamba do?

162Sōchā aur kiyā - iskō kahā jātā hai number one saudā karnē vālē . 163Second mē̃ phaislā karnē vālē golden medal lētē haĩ . 164Sōch-sōchakar phaislā karnē vālē silver medal lētē aur sōchkar bhī phaislā nahī̃ kar pātē vah copper vālē hō gayē . 165Āp sab tō golden medal vālē hō nā  !

77She too was a kumari.

166Jab golden age mē̃ jānā hai tō golden medal chāhiē nā . 167Rām sītā bannē mē̃ kōī hāth nahī̃ uṭhātē .

78So are you going to follow the Mother and Father or follow your sisters?

168Lakṣhmī nārāyaṇ tō golden aged haĩ nā .

79"When I see that one's life, that’s just what I like!"

169Tō sabhī nē apnē takdīr key|kī lakīr aisī khīñch lī hai yā kabhī-kabhī himmat nahī̃ hōtī .

80So that is following a sister, is it not? 81What will you do now?

170Sadā umaṅg utsāh mē̃ uṛnē vālī , kuchh bhī hō lēkin apnī himmat nahī̃ chhōṛnā .

82Fear is because of your own weaknesses, nothing else. 83So what will you now take?

171Dūsrē key|kī kamzōrī dēkhkar svayã dilśhikasta nahī̃ hōnā .

84Will you take a golden medal or is a silver medal fine?

172Patā nahī̃ hamārā tō aisā nahī̃ hōgā  !

85Don't look at your weaknesses.

173Agar ēk kōī kha · ē mē̃ girtā hai tō dūsrā kyā karēgā  ?

86If you look at them, you become afraid.

174Khud girēgā yā uskō bachānē key|kī kōśhiśh karēgā  ? 175Isliē kabhī bhī dilśhikasta nahī̃ hōnā .

87Don't become weak yourself and don't look at the weaknesses of others!

176Sadā umaṅg utsāh K|kē paṅkhō̃ sē uṛtē rahnā .

88Do you understand what you have to do?

177Kisī bhī ākarṣhaṇ mē̃ nīchē nahī̃ ānā .

89BapDada is very pleased to see kumaris.

178Śhikārī jab phãsātē haĩ tō achchhā - achchhā dānā ḍāl dētē haĩ . 179Māyā bhī aisē kartī hai . 180Isliē sadā uṛtī kalā mē̃ rahnā tō safe rahē̃gī . 181Pīchhē key|kī bāt sōchnā , kamzōrī key|kī bāt sōchnā pīchhē dēkhnā hai , pīchhē dēkhnā arthāt rāvaṇ kā ānā .

90When people have a daughter, they become unhappy, whereas the more kumaris that come, the greater BapDada’s happiness because BapDada understands that every kumari is a world benefactor, a great donor and a bestower of blessings.

182 ( 3 ) śhakti sēnā hō nā . 183Sabkē hāth mē̃ vijay kā jhaṇḍā hai .

91So do you understand how great the importance of a kumari life is?

184Viśhva kē ūpar vijay kā jhaṇḍā hai yā sirph state kē ūpar hai  ?

92Today is the special day of kumaris.

185Viśhva K|kē adhikārī bannē vālē viśhva sēvādhārī hōṅgē . 186Had K|kē sēvādhārī nahī̃ .

93In Bharat, they specially invit the kumaris on the eighth day (according to the Hindu calendar).

187Bēhad K|kē sēvādhārī jahā̃ bhī jāē̃ vahā̃ sēvā karē̃gē .

94Therefore, BapDada too is celebrating the eighth day.

188Tō aisē bēhad sēvā kē liē taiyār hō  ?

95Each kumari is a form of eight powers. 96Achcha.

189Viśhva key|kī śhaktiyā̃ hō tō svayã hī offer karō . 1902 mās 6 mās key|kī chhuṭṭī lēkar trial karō . 191Ēk kadam baṛhāyēṅgī tō 10 kadam baṛh jāyēṅgē , ēk dō mās nikal kar anubhav karō . 192Jab kōī baṛhiyā chīz sē dil lag jātī hai tō ghaṭiyā svataḥ chuṭ jātī hai .

97To those who have a right to the elevated life filled with blessings; to those who have a right to a golden chance; to those who have a right to draw the line of elevated fortune for 21 births; to those who have a right to the blessing of being one who is free; to the Brahma Kumaris who belong to the clan of Shiva; especially to the elevated kumaris and also to the multimillion-times-fortunate souls who are celebrating a meeting at the same time, BapDada's love, remembrance and namaste.

193Aisē trial karō . 194Saṅgamyug āgē baṛhnē kā samay hai . 195Brahmākumārī ban gayī , gyān svarūp ban gayī , yah tō bahut samay hō gayā . 196Ab āgē baṛhō .

98Victory of karma yoga over the suffering of karma: You are a victorious jewel who has attained victory over the suffering or karma, are you not?

197Kuchh tō āgē kadam baṛhāō vahā̃ hī nahī̃ ṭhaharō . 198Kamzōr kō nahī̃ dēkhō .

99Those people have to suffer the consequences of their karma, whereas you are a karma yogi.

199Śhaktiyō̃ kō dēkhō , bakriyō̃ kō kyō̃ dēkhtē  ! 200Bakriyō̃ kō dēkhnē sē khud kā bhī kāndh nīchē hō jātā .

100You are not one who has to suffer, but one who has burnt everything for all time.

201Ḍar lagtā hai - patā nahī̃ kyā hōgā  ? 202Kamzōr kō dēkhnē sē ḍartē hō isliē unhē̃ mat dēkhō .

101You burn everything in such a way that for 21 births there is no name or trace of any suffering of karma.

203Śhaktiyō̃ kō dēkhō tō ḍar nikal jāyēgā .

102You would only burn something when it comes to you.

204 ( 4 ) āp sab kumāriyā̃ apnē kō viśhēṣh ātmāyē̃ samajhtī hō nā  ?

103That comes in order for you to burn it, not to make you suffer.

205Viśhēṣh ātmāyē̃ arthāt viśhēṣh kārya kē nimitt . 206Ēk-ēk viśhēṣh kārya kē nimitt banī huī hō .

104It comes to take leave, because even the suffering of karma is aware that it can only come at this time, and not at any other time.

207Ēk ēk kumārī 21 kul tārnē vālī haĩ .

105This is why it seeks its chance every now and again.

208Jab bhī jahā̃ bhī order milē tō hājir . 209Aisē nirvighna sēvādhārī hō nā  !

106When it sees that nothing is going to be gained here, it goes away.

210Jis samay jō bhī sēvā milē , hājir . 211Sēvā karnā arthāt pratyakṣha phal khānā .

107Whilst looking at Dadi and Didi: You are happy to see so many hands, are you not?

212Jab pratyakṣhaphal mil jātā hai , tō phal khānē sē śhakti ātī hai .

108The dreams that you had have become practical, haven’t they?

213Pratyakṣhaphal khānē sē ātmā śhaktiśhālī ban jātī hai . 214Jab aisī prāpti hō tō karnī chāhiē nā .

109You were having dreams of so many hands and so many centres, because Dadi and Didi have the maximum desire for such hands.

215Laukik mē̃ tō ēk mās naukrī karē̃gē phir pīchhē tankhā milēgī . 216Yahā̃ tō pratyakṣhaphal miltā hai .

110Therefore, there would of course be happiness on seeing so many ready-made hands!

217Bhaviṣhya tō jamā hī hōtā hai lēkin vartamān mē̃ bhī miltā hai .

111There is a difference between the kumaris of Bharat and those from abroad.

218Tō aisē double phal milnē vālā kārya tō pahlē karnā chāhiē nā  ! 219Kaiyō̃ kō bāpdādā , dādī-dīdī direction dētē haĩ service karō , śhrīmat par karnē sē jimmēvār khud nahī̃ rahtē . 220Apnē man K|kē lagāv sē , kamzōrī sē kartē tō śhrēṣhṭh nahī̃ ban saktē . 221Trial mē̃ svayã bhī santuṣhṭ rahē̃ aur dūsrō̃ kō bhī karē̃ tō certificate mil jātā hai .

112Why do you need to earn an income?

222Apnē kō milākar chalnē kā lakṣhya hō . 223Mujhē badalnā hai .

113(Someone wanted to study for a degree.)

224Svayã kō badalnē key|kī bhāvnā vālā sabhī bātō̃ mē̃ vijayī hō jātā hai .

114Until you have put it into practice, the degree has no value.

225Dūsrā badalē|badlē yah dēkhnē vālā dhōkhā khā lētē haĩ . 226Isliē sadaiv mujhē badalnā hai , mujhē karnā hai , pahlē her|har bāt mē̃ svayã kō āgē karnā hai , abhimān mē̃ nahī̃ - karnē mē̃ āgē karō tō saphaltā hī saphaltā hai . 227 ( 5 ) bāp kā bannā arthāt uṛtī kalā K|kē vardānī bannā . 228Isī vardān kō jīvan mē̃ lānē sē kabhī bhī kisī kadam mē̃ bhī pīchhē nahī̃ hōṅgē .

115The value of the degree is when you serve (use it practically).

229Āgē hī baṛhtē rahē̃gē . 230Sarvśhaktivān bāp kā sāth hai tō her|har kadam mē̃ āgē hai . 231Svayã bhī sadā sampann aur dūsrō̃ kō bhī sampann banānē key|kī sēvā karō . 232Kisī prakār key|kī kamī anubhav na hō .

116Even then, when you don't practise what you have studied, but you just remain caught up in the household even after your studies, then it is said, "What benefit is there in having studied?"

233Sarv-prāpti svarūp . 234Iskō kahā jātā hai sampann . 235Kisī bhī prakār key|kī rūkāvaṭ apnē kadamō̃ kō rūkānē vālī na hō .

117Even those who are illiterate are able to look after children, and those too (educated ones) are looking after them.

236Uṛtī kalā vālē kisī K|kē bandhan mē̃ nahī̃ ā saktē . 237Sarv bandhanō̃ sē mukt hō jātē haĩ . 238Saṅgaṭhan mē̃ saphaltā pānē kā sādhan hī ēk hai - svayã kō badalnā hai . 239Dūsrē kō badalnē kā nahī̃ sēcanā lēkin svayã badalnā hai .

118So what is the difference?

240Jō mould hōnē jānā hai vahī real gold ban jātā hai . 241Kyā thē aur kyā ban gayē yah bhāgya dēkh sadā harṣhit rahō .

119In the same way, it is when you study this and come on to the stage of service, that this degree is then of value.

242Bāp key|kī banī arthāt mahān banī . 243Abhī anēk ātmāō̃ kō mahān banānē key|kī sēvā karō .

120You receive a chance here, and you automatically receive a degree.

244 ( 6 ) sēvādhārī ātmāyē̃ chaltē phirtē yād aur sēvā key|kī lagan mē̃ rahtī haĩ . 245Sadā bāp K|kē parichay dvārā sarv ātmāō̃ kō bāp K|kē samīp lānē kā plan banātī rahtī haĩ . 246Laukik kām kartē bhī yahī yād rahtā hai ki maĩ trustee hū̃ . 247Jisnē trustee banāyā vah yād rahēgā nā  !

121Is this degree a small thing?

248Bāp aur sēvā K|kē sivāē aur kuchh nahī̃ . 249Laukik kārya nimitt mātra .

122Look how big the degree is that Jagadamba Saraswati received!

250Laukik kārya bhī bāp kī yād sē sahaj aur saphal hō jātā hai . 251Jab svayã key|kī prālabdh ban jātī hai tō dūsrō̃ key|kī prālabdh banānē K|kē binā rah nahī̃ saktē . 252Kyōṅki svayã kō jab achchhē tē achchhī chīz kā anubhav hōtā hai tō aurō̃ kō prāpti karānē K|kē binā rah kaisē saktē  ? 253Aisā umaṅg sadā rahtā hai nā  !

123You cannot even begin to describe the degree you receive here.

254Achchhā 255Hōlī|holy key|kī mubārak 256Sabhī raṅgō̃ mē̃ śhrēṣhṭh raṅg kaun sā hai  ? 257Bāp K|kē śhrēṣhṭh saṅg kā raṅg .

124Blessing: May you be powerful and with catching power, catch your real (original) sanskars and become the form of them.

258Aisā raṅg jō sadā hī lāl-bāp , lāl-ghar , lāl-baccē .

125The principal basis of effort is catching power.

259Aisē lāl raṅg sē sadā raṅgē huē hō  ? 260Yah raṅg tō lagāyā hai nā  ! 261Is lāl raṅg K|kē saṅg kā raṅg aisā lagāyā hai jō 21 janm tak nahī̃ utarēgā .

126Just as scientists are able to catch a sound in advance, in the same way, you, who have the power of silence, can catch your original divine sanskars.

262Chāhē kitnā bhī bhaṭṭī mē̃ ḍālō nahī̃ utarēgā nā . 263Aisī hōlī|holy manā lī hai yā manānī hai  ?

127For this, always remain aware of what you were and that you are once again becoming that.

264Aisā holiest bāp hōlī|holy bachchō̃ sē rūhānī hōlī|holy manā rahē haĩ .

128The more you catch those sanskars, the more you will become a form of them.

265Aisī hōlī|holy jissē sadā hōlī|holy ban jāē . 266Hōlī|holy manānā kyā lēkin hōlī|holy ban gayē .

129Something of 5000 years ago should be experienced as clearly as though it is only a matter of yesterday.

267Manānā thōṛē samay kā hōtā , bannā sadākāl kā hōtā . 268Vah hōlī|holy manātē , āp bantē hō .

130Only when you make your awareness so elevated and clear will you become powerful.

269Aisī rūhānī hōlī|holy manānē vālē sabhī hōlī|holy bachchō̃ kō mubārak hō .

131Slogan: Happiness is the breath of Brahmin life.

270Hō gaī hōlī|holy , raṅg paṛ gayā nā . 271Lāl hō gayē nā  ! 272Bāp K|kē lāl ban gayē tō lāl hō gayē .

132Therefore, even though you might lose your body, you mustn't lose your happiness.

273Achchhā - ōm śhānti

133* * * O M S H A N T I* * *