रविवार 27 मार्च 1983 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
27-03-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
Kumāriyō̃ key|kī bhaṭhṭhī mē̃ prāṇ avyakt bāpdādā K|kē madhur mahāvākya
Āj bāpdādā sab bachchō sē kahā̃ milan manā rahē haĩ ? Kis sthān par baiṭhē hō ? Sāgar aur nadiyō̃ K|kē milan sthān par milan manā rahē haĩ . Sāgar kā kaṇṭhā pasand ātā hai nā ! Sirph sāgar nahī̃ lēkin anēk nadiyō̃ kā sāgar kē sāth milan sthān kitnā śhrēṣhṭh hōgā . Sāgar kō bhī nadiyō̃ kā milan kitnā pyārā lagtā hai . Aisā milan mēlā phir kisī yug mē̃ hōgā ? Is yug kā milan sārā kalp bhinn-bhinn rūp aur rīti sē gāyā manāyā jāyēgā . Aisā mēlā manānē kē liē āyē hō nā , yahā̃ vahā̃ sē isliē bhāgē hō nā ! Sāgar mē̃ samāē , samān master gyān sāgar bannē kā anubhav hai nā ! Jab sāgar mē̃ samā jātē hō tō nadī sē master gyān sāgar ban jātē hō arthāt bāp samān bēhad K|kē svarūp mē̃ sthit hō jātē hō . Aisā bēhad kā anubhav kartē hō ? Bēhad key|kī vr̥itti arthāt sarv ātmāō̃ kē prati kalyāṇ key|kī vr̥itti - master viśhva kalyāṇkārī . Sirph apnē vā apnē had kē nimitt banī huī ātmāō̃ K|kē kalyāṇ arth|earth nahī̃ , lēkin sarv K|kē kalyāṇ key|kī vr̥iti hō . Maĩ tō brahmākumārī ban gaī , pavitra ātmā ban gaī - apnī unnati mē̃ , apnī prāpti mē̃ , apnē prati santuṣhṭatā mē̃ rājī hōkar chal rahē haĩ , yah bāp samān bēhad key|kī vr̥itti rakhnē key|kī sthiti nahī̃ hai . Had key|kī vr̥itti arthāt sirph svayã prati santuṣhṭatā key|kī vr̥itti . Kyā yahā̃ tak hī sirph rahnā hai vā āgē baṛhnā hai ? Kaī bachchē bēhad key|kī sēvā kā samay , bēhad key|kī prāpti kā samay , bāp samān bannē kā golden chance vā golden medal lēnē kē bajāē , maĩ ṭhīk chal rahī hū̃ , kōī galatī|galtī nahī̃ kartī , laukik , alaukik jīvan dōnō̃ achchhā nibhā rahī hū̃ , kōī khiṭ-khiṭ nahī̃ , kōī saṅgaṭhan K|kē saṅskārō̃ kā ṭakkar nahī̃ , isī silver medal mē̃ hī khuśh hō jātē haĩ . Bāp samān bēhad key|kī vr̥itti tō nahī̃ rahī nā ! Bāp viśhva-kalyāṇakārī aur bachchē - sva kalyāṇkārī , aisī jōṛī achchhī lagēgī ? Sunnē mē̃ achchhī nahī̃ lag rahī hai . Aur ab bankar chaltē hō tab achchhī lagtī hai ? Sarv khazānō̃ K|kē mālik K|kē bālak khazānō̃ K|kē mahādānī nahī̃ banē tō uskō kyā kahā jāyēgā ? Kisī sē bhī pūchhō tō bāp K|kē sarv khazānō̃ K|kē varsē K|kē adhikārī hō ? Tō sab hā̃ kahē̃gē nā . Khazānā kisliē milā hai ? Sirph svayã khāō piyō aur apnī mauj mē̃ rahō , isliē milā hai ? Bāṇṭō aur baṛhāō yahī direction milē haĩ nā . Tō kaisē bā̃ṭēṅgē ? Gītā pāṭhśhālā khōl lī vā jab chance milā tab bā̃ṭ liyā ismē̃ hī santuṣhṭ hō ? Bēhad K|kē bāp sē bēhad key|kī prāpti aur bēhad key|kī sēvā K|kē umaṅg utsāh mē̃ rahnā hai . Kumārī jīvan saṅgamyug mē̃ sarv śhrēṣhṭh vardānī jīvan hai . Tō aisī vardānī jīvan drama anusār āp viśhēṣh ātmāō̃ kō svataḥ prāpt hai . Aisī vardānī jīvan sarv kō vardān , mahādān dēnē mē̃ lagā rahē hō ? Svataḥ prāpt huē vardān key|kī lakīr śhrēṣhṭh karma key|kī kalam dvārā jitnī baṛī khīñchnē chāhō utnī khīñch saktē hō . Yah bhī is samay kō vardān hai . Samay bhī vardānī , kumārī jīvan bhī vardānī , bāp bhī vardātā . Kārya bhī vardān dēnē kā hai tō iskā pūrā pūrā lābh liyā hai ? 21 janmō̃ tak lambī lakīr khīñchnē kā chance , 21 pīṛhī sadā sampann bannē kā chance jō milā hai vah lē liyā ? Kumārī jīvan mē̃ jitnā chāhō kar saktē hō . Svatantr ātmā kā bhāgya prāpt hai . Apnē sē pūchhō - svatantr hō yā partantra hō ? Partantratā K|kē bandhan apnē hī man K|kē vyarth kamzōr saṅkalpō̃ key|kī jāl hai . Usī rachī huī jāl mē̃ svayã kō partantra tō nahī̃ banā rahē hō ? Question key|kī jāl hai . Jō jāl rachtē hō uskā chitra nikālō tō question kā hī rūp hōgā . Question kyā uṭhtē haĩ , anubhavī hō nā ! Kyā hōgā , kaisē hōgā , aisē tō nahī̃ hōgā , yah hai jāl . Pahlē bhī sunāyā thā - saṅgamyugī brāhmaṇō̃ kā ēk hī sadā samarth saṅkalp hai ki - jō hōgā vah kalyāṇkārī hōgā . Jō hōgā śhrēṣhṭh hōgā , achchhē tē achchhā hōgā . yah saṅkalp hai jāl kō samāpt karnē kā . Jabki burē din , akalyāṇ K|kē din samāpt hō gayē . Saṅgamyug kā her|har din baṛā din hai , burā din nahī̃ . Her|har din āpkā utsav hai nā . Her|har din manānē kā hai . Is samarth saṅkalp sē vyarth saṅkalpō̃ key|kī jāl kō samāpt karō .
Kumāriyā̃ tō bāpdādā key|kī , brāhmaṇ kul key|kī śhān haĩ . First chance kumāriyō̃ kō miltā hai . Pāṇḍav hanstē haĩ ki chhōṭī chhōṭī kumāriyā̃ teacher ban jātī̃ , dādī ban jātī̃ , dīdī ban jātī̃ . Tō itnā chance miltā hai . Phir bhī chance na lē̃ tō kyā kahēṅgē̃ . Kyā bōltī hō , patā hai ? Sahyōgī rahē̃gē lēkin samarpaṇ nahī̃ hōṅgē . Jō samarpaṇ nahī̃ hōṅgē vah samān kaisē banē̃gē ! Bāp nē kyā kiyā ? Sab kuchh samarpit kiyā nā ! Vā sirph sahyōgī banā ? Brahmā bāp nē kyā kiyā ? Samarpaṇ kiyā vā sirph sahyōgī rahā ? Jagat ambā nē kyā kiyā ? Vah bhī kanyā hī rahī nā . Tō follow father mother karnā hai vā ēk dō mē̃ sisters kō follow kartē hō ? iskā jīvan , jīvan dēkhkar mujhē bhī yahī achchhā lagtā hai . tō follow sisters hō gayā nā ! Ab kyā karē̃gī ? Ḍar sirph apnī kamzōrī sē hōtā hai . Aur kisī sē nahī̃ hōtā . Ab kyā lē̃gī ? Golden medal lē̃gī vā silver hī ṭhīk hai . Kamzōriyō̃ kō nahī̃ dēkhō . Vah dēkhē̃gī tō ḍarē̃gī . Na svayã kamzōr banō na dūsrō̃ key|kī kamzōriyō̃ kō dēkhō ! Samjhā , kyā karnā hai !
Bāpdādā kō tō kumāriyā̃ dēkh karkē khuśhī hōtī hai . Lōgō̃ kē pās kumārī ātī hai tō dukh hōtā hai . Aur bāpdādā kē pās jitnī kumāriyā̃ āvē̃ utnā jyādā sē jyādā khuśhī manātē haĩ . Kyōṅki bāpdādā jāntē haĩ ki her|har kumārī viśvakalyāṇakārī , mahādānī , vardānī hai . Tō samjhā , kumārī jīvan kā mahatva kitnā hai ! Āj viśhēṣh kumāriyō̃ kā din hai nā . Bhārat mē̃ aṣhṭamī par kumāriyō̃ kō khās bulātē haĩ . Tō bāpdādā bhī aṣhṭamī manā rahē haĩ . Her|har kanyā aṣhṭ śhakti svarūp hai . Achchhā
Aisē sarv śhrēṣhṭh vardānī jīvan adhikārī , golden chance adhikārī , 21 pīṛhī key|kī śhrēṣhṭh takdīr key|kī lakīr khīñchnē K|kē adhikārī , svatantr ātmā K|kē vardān adhikārī , aisē śhiv vãnśhī brahmākumāriyō̃ , śhrēṣhṭh kumāriyō̃ kō viśhēṣh rūp mē̃ aur sāth-sāth sarv milan manānē vālē padmāpadam bhāgyavān ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
Karmabhōg par karmyōg key|kī vijay
Karmabhōg par vijay pānē vālē vijayī ratna hō nā ! Vē|way karmabhōg bhōgnē vālē hōtē aur āp karmayōgī hō . Bhōgnē vālē nahī̃ hō lēkin sadā kē liē bhasma karnē vālē hō . Aisā bhasma kartē hō jō 21 janm karmabhōg kā nām niśhān na rahē . Āyēgā tab tō bhasma karē̃gē ? Āyēgā jarūr lēkin ātā hai bhasma hōnē kē liē , na ki bhōgnā kē liē . Vidāī lēnē kē liē ātā hai . Kyōṅki karmabhōg kō bhī patā hai ki ham abhī hī ā saktē haĩ phir nahī̃ ā saktē . Isliē thōṛā thōṛā bīch mē̃ cā̃s lētā hai . Jab dēkhtē yahā̃ tō dāl galnē vālī nahī̃ hai tō vāpas chalā jātā .
Dādī dīdī kō dēkhtē huē
Itnē hands dēkhkar khuśhī hō rahī hai nā ? Jō svapn dēkh rahī thī vah sākār hō gayā nā ! Itnē hands hō̃ , itnē centre baḍhē̃ yah svapn dēkh rahī thī nā ! Kyōṅki hands key|kī dādī dīdī kō sabsē jyādā āśh rahtī hai . Tō inatē sab banē banāyē hands dēkhkar khuśhī hōgī nā . Bhārat key|kī kumāriyō̃ mē̃ aur vidēśh key|kī kumāriyō̃ mē̃ bhī antar hai , inhē̃ kamāī kī kyā āvaśhyaktā hai . ( degree lēnī hai ) jab tak sēvā mē̃ practice nahī̃ kī hai tab tak degree key|kī bhī value nahī̃ hai . Degree key|kī value sēvā sē hai . Paṛhāī paṛhkar kārya mē̃ nahī̃ lagāyā , paṛhāī kē bād bhī gr̥ihasthī mē̃ rahē tō laukik mē̃ bhī kahtē haĩ , paṛhāī sē kyā lābh ! Anpaṛh bhī bachchē sambhāltē aur yah bhī sambhāltē tō phark kyā huā ? Aisē hī yah bhī paṛhkar agar stage par ā jāē tō degree key|kī value bhī hai . Agar yahā̃ chance miltā hai tō degree āp hī mil jāyēgī . Yah degree cum|kam hai kyā ! Jagadambā sarasvatī kō kitnī baṛī degree milī . Yahā̃ key|kī degree kā tō varṇan bhī nahī̃ kar saktē hō . Kitnī baṛī degree milī hai - master gyān sāgar , master sarvśhaktivān - kitnī degree haĩ . Ismē̃ aim|M|am . A , aim . be|B . A . sab ā jātā hai . Engineer ḍākaṭar sab ā jāyēgā . Achchhā .
Kumāriyō̃ K|kē alag-alag gurap sē bāpdādā key|kī mulākāt
( 1 ) vardānī kumāriyā̃ hō nā ! Dhīrē-dhīrē chalnē vālī hō yā uṛnē vālī hō ? Uṛnē vālī arthāt had key|kī dharnī kō chhōṛnē vālī . Jab dharnī kō chhōṛē̃ tab uṛē̃gī nā ! Nīchē tō nahī̃ uṛē̃gī . Nīchē vālē kō śhikārī pakaṛ lētē haĩ . Nīchē āyā piñjarē mē̃ phansā . Uṛnē vālā piñjarē mē̃ nahī̃ ātā . Tō piñjarā chhōṛ diyā ! Abhī kyā karē̃gī ? Naukrī karē̃gī ? Tāj pahanē̃gī yā ṭōkrī uṭhāyēṅgī ? Jahā̃ tāj hōgā vahā̃ ṭōkrī chalēgī nahī̃ . Tāj utārē̃gī tab ṭōkrī rakh sakē̃gī . Ṭōkrī rakhē̃gī tō tāj gir jāyēgā . Tō tājdhārī bannā hai yā ṭōkarīdhārī . Abhī viśhva key|kī sēvā key|kī jimmēvārī kā tāj aur bhaviṣhya ratna jaṛit tāj . Abhī viśhva key|kī sēvā kā tāj pahanō tō viśhva āpkō dhanya ātmā , mahān ātmā mānē . Itnā baṛā tāj pahannē vālē ṭōkrī kyā uṭhāyēṅgē ! 63 janm tō ṭōkrī uṭhātē rahē , ab tāj miltā hai tō tāj pahannā chāhiē nā ! Kyā samajhtī hō ? Dil nahī̃ hai lēkin karnā paṛtā hai ! Kyā aisē circumstance haĩ ? Dhīrē-dhīrē laukik kō santunṭa kartē apnē kō nirbandhan kar saktī hō . Nirbandhan hōnē kā plan banāō . Bēhad sēvā kā lakṣhya rakhō tō had K|kē bandhan svataḥ ṭūṭ jāyēṅgē . Lakṣhya dō taraph kā hōtā hai tō laukik alaukik dōnō̃ mē̃ saphal nahī̃ hō saktē . Lakṣhya clear hō tō laukik mē̃ bhī madad miltī hai . Nimitt mātra laukik , lēkin buddhi mē̃ alaukik sēvā hō tō majbūrī bhī muhabbat kē āgē badal jātī hai .
( 2 ) sabhī kumāriyō̃ nē apnī takdīr kā phaĩslā kar liyā hai yā karnā hai ? Jitnā samay apnē jīvan K|kē phaisalē mē̃ lagātī hō utnā prāpti kā samay chaltā jātā hai . Isliē phaislā karnē mē̃ samay nahī̃ ganvānā chāhiē . Sōchā aur kiyā - iskō kahā jātā hai number one saudā karnē vālē . Second mē̃ phaislā karnē vālē golden medal lētē haĩ . Sōch-sōchakar phaislā karnē vālē silver medal lētē aur sōchkar bhī phaislā nahī̃ kar pātē vah copper vālē hō gayē . Āp sab tō golden medal vālē hō nā ! Jab golden age mē̃ jānā hai tō golden medal chāhiē nā . Rām sītā bannē mē̃ kōī hāth nahī̃ uṭhātē . Lakṣhmī nārāyaṇ tō golden aged haĩ nā . Tō sabhī nē apnē takdīr key|kī lakīr aisī khīñch lī hai yā kabhī-kabhī himmat nahī̃ hōtī . Sadā umaṅg utsāh mē̃ uṛnē vālī , kuchh bhī hō lēkin apnī himmat nahī̃ chhōṛnā . Dūsrē key|kī kamzōrī dēkhkar svayã dilśhikasta nahī̃ hōnā . Patā nahī̃ hamārā tō aisā nahī̃ hōgā ! Agar ēk kōī kha · ē mē̃ girtā hai tō dūsrā kyā karēgā ? Khud girēgā yā uskō bachānē key|kī kōśhiśh karēgā ? Isliē kabhī bhī dilśhikasta nahī̃ hōnā . Sadā umaṅg utsāh K|kē paṅkhō̃ sē uṛtē rahnā . Kisī bhī ākarṣhaṇ mē̃ nīchē nahī̃ ānā . Śhikārī jab phãsātē haĩ tō achchhā - achchhā dānā ḍāl dētē haĩ . Māyā bhī aisē kartī hai . Isliē sadā uṛtī kalā mē̃ rahnā tō safe rahē̃gī . Pīchhē key|kī bāt sōchnā , kamzōrī key|kī bāt sōchnā pīchhē dēkhnā hai , pīchhē dēkhnā arthāt rāvaṇ kā ānā .
( 3 ) śhakti sēnā hō nā . Sabkē hāth mē̃ vijay kā jhaṇḍā hai . Viśhva kē ūpar vijay kā jhaṇḍā hai yā sirph state kē ūpar hai ? Viśhva K|kē adhikārī bannē vālē viśhva sēvādhārī hōṅgē . Had K|kē sēvādhārī nahī̃ . Bēhad K|kē sēvādhārī jahā̃ bhī jāē̃ vahā̃ sēvā karē̃gē . Tō aisē bēhad sēvā kē liē taiyār hō ? Viśhva key|kī śhaktiyā̃ hō tō svayã hī offer karō . 2 mās 6 mās key|kī chhuṭṭī lēkar trial karō . Ēk kadam baṛhāyēṅgī tō 10 kadam baṛh jāyēṅgē , ēk dō mās nikal kar anubhav karō . Jab kōī baṛhiyā chīz sē dil lag jātī hai tō ghaṭiyā svataḥ chuṭ jātī hai . Aisē trial karō . Saṅgamyug āgē baṛhnē kā samay hai . Brahmākumārī ban gayī , gyān svarūp ban gayī , yah tō bahut samay hō gayā . Ab āgē baṛhō . Kuchh tō āgē kadam baṛhāō vahā̃ hī nahī̃ ṭhaharō . Kamzōr kō nahī̃ dēkhō . Śhaktiyō̃ kō dēkhō , bakriyō̃ kō kyō̃ dēkhtē ! Bakriyō̃ kō dēkhnē sē khud kā bhī kāndh nīchē hō jātā . Ḍar lagtā hai - patā nahī̃ kyā hōgā ? Kamzōr kō dēkhnē sē ḍartē hō isliē unhē̃ mat dēkhō . Śhaktiyō̃ kō dēkhō tō ḍar nikal jāyēgā .
( 4 ) āp sab kumāriyā̃ apnē kō viśhēṣh ātmāyē̃ samajhtī hō nā ? Viśhēṣh ātmāyē̃ arthāt viśhēṣh kārya kē nimitt . Ēk-ēk viśhēṣh kārya kē nimitt banī huī hō . Ēk ēk kumārī 21 kul tārnē vālī haĩ . Jab bhī jahā̃ bhī order milē tō hājir . Aisē nirvighna sēvādhārī hō nā ! Jis samay jō bhī sēvā milē , hājir . Sēvā karnā arthāt pratyakṣha phal khānā . Jab pratyakṣhaphal mil jātā hai , tō phal khānē sē śhakti ātī hai . Pratyakṣhaphal khānē sē ātmā śhaktiśhālī ban jātī hai . Jab aisī prāpti hō tō karnī chāhiē nā . Laukik mē̃ tō ēk mās naukrī karē̃gē phir pīchhē tankhā milēgī . Yahā̃ tō pratyakṣhaphal miltā hai . Bhaviṣhya tō jamā hī hōtā hai lēkin vartamān mē̃ bhī miltā hai . Tō aisē double phal milnē vālā kārya tō pahlē karnā chāhiē nā ! Kaiyō̃ kō bāpdādā , dādī-dīdī direction dētē haĩ service karō , śhrīmat par karnē sē jimmēvār khud nahī̃ rahtē . Apnē man K|kē lagāv sē , kamzōrī sē kartē tō śhrēṣhṭh nahī̃ ban saktē . Trial mē̃ svayã bhī santuṣhṭ rahē̃ aur dūsrō̃ kō bhī karē̃ tō certificate mil jātā hai . Apnē kō milākar chalnē kā lakṣhya hō . Mujhē badalnā hai . Svayã kō badalnē key|kī bhāvnā vālā sabhī bātō̃ mē̃ vijayī hō jātā hai . Dūsrā badalē|badlē yah dēkhnē vālā dhōkhā khā lētē haĩ . Isliē sadaiv mujhē badalnā hai , mujhē karnā hai , pahlē her|har bāt mē̃ svayã kō āgē karnā hai , abhimān mē̃ nahī̃ - karnē mē̃ āgē karō tō saphaltā hī saphaltā hai .
( 5 ) bāp kā bannā arthāt uṛtī kalā K|kē vardānī bannā . Isī vardān kō jīvan mē̃ lānē sē kabhī bhī kisī kadam mē̃ bhī pīchhē nahī̃ hōṅgē . Āgē hī baṛhtē rahē̃gē . Sarvśhaktivān bāp kā sāth hai tō her|har kadam mē̃ āgē hai . Svayã bhī sadā sampann aur dūsrō̃ kō bhī sampann banānē key|kī sēvā karō . Kisī prakār key|kī kamī anubhav na hō . Sarv-prāpti svarūp . Iskō kahā jātā hai sampann . Kisī bhī prakār key|kī rūkāvaṭ apnē kadamō̃ kō rūkānē vālī na hō . Uṛtī kalā vālē kisī K|kē bandhan mē̃ nahī̃ ā saktē . Sarv bandhanō̃ sē mukt hō jātē haĩ .
Saṅgaṭhan mē̃ saphaltā pānē kā sādhan hī ēk hai - svayã kō badalnā hai . Dūsrē kō badalnē kā nahī̃ sēcanā lēkin svayã badalnā hai . Jō mould hōnē jānā hai vahī real gold ban jātā hai . Kyā thē aur kyā ban gayē yah bhāgya dēkh sadā harṣhit rahō . Bāp key|kī banī arthāt mahān banī . Abhī anēk ātmāō̃ kō mahān banānē key|kī sēvā karō .
( 6 ) sēvādhārī ātmāyē̃ chaltē phirtē yād aur sēvā key|kī lagan mē̃ rahtī haĩ . Sadā bāp K|kē parichay dvārā sarv ātmāō̃ kō bāp K|kē samīp lānē kā plan banātī rahtī haĩ . Laukik kām kartē bhī yahī yād rahtā hai ki maĩ trustee hū̃ . Jisnē trustee banāyā vah yād rahēgā nā ! Bāp aur sēvā K|kē sivāē aur kuchh nahī̃ . Laukik kārya nimitt mātra . Laukik kārya bhī bāp kī yād sē sahaj aur saphal hō jātā hai . Jab svayã key|kī prālabdh ban jātī hai tō dūsrō̃ key|kī prālabdh banānē K|kē binā rah nahī̃ saktē . Kyōṅki svayã kō jab achchhē tē achchhī chīz kā anubhav hōtā hai tō aurō̃ kō prāpti karānē K|kē binā rah kaisē saktē ? Aisā umaṅg sadā rahtā hai nā ! Achchhā
Hōlī|holy key|kī mubārak
Sabhī raṅgō̃ mē̃ śhrēṣhṭh raṅg kaun sā hai ? Bāp K|kē śhrēṣhṭh saṅg kā raṅg . Aisā raṅg jō sadā hī lāl-bāp , lāl-ghar , lāl-baccē . Aisē lāl raṅg sē sadā raṅgē huē hō ? Yah raṅg tō lagāyā hai nā ! Is lāl raṅg K|kē saṅg kā raṅg aisā lagāyā hai jō 21 janm tak nahī̃ utarēgā . Chāhē kitnā bhī bhaṭṭī mē̃ ḍālō nahī̃ utarēgā nā . Aisī hōlī|holy manā lī hai yā manānī hai ? Aisā holiest bāp hōlī|holy bachchō̃ sē rūhānī hōlī|holy manā rahē haĩ . Aisī hōlī|holy jissē sadā hōlī|holy ban jāē . Hōlī|holy manānā kyā lēkin hōlī|holy ban gayē . Manānā thōṛē samay kā hōtā , bannā sadākāl kā hōtā . Vah hōlī|holy manātē , āp bantē hō . Aisī rūhānī hōlī|holy manānē vālē sabhī hōlī|holy bachchō̃ kō mubārak hō . Hō gaī hōlī|holy , raṅg paṛ gayā nā . Lāl hō gayē nā ! Bāp K|kē lāl ban gayē tō lāl hō gayē .
Achchhā - ōm śhānti