बुधवार 1 जून 1983 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 101-06-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 01-06-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Meeting mē̃ padhārē huē bhāī bahanō̃ K|kē sammukh prāṇ avyakt bāpdādā K|kē uchchārē huē madhur mahāvākya
1Reveal the new knowledge and the Bestower of Knowledge with authority and the drums of revelation will beat. 2(BapDada has come to meet everyone in the meeting.)
3Jimmēvārī kā tāj va takhtadhārī , mahārathī bachchō̃ prati bāpdādā bōlē :
3This is the gathering of all the special souls who are crowned and seated on the throne.
4Sabhī tāj aur takhtadhārī viśhēṣh ātmāō̃ key|kī sabhā hai nā .
4Do all of you consider yourselves to be crowned and seated on the throne?
5Sabhī apnē kō tāj va takhtadhārī samajhtē hō nā ! 6Sabhī bēhad K|kē sēvādhārī K|kē jimmēvārī K|kē tājdhārī hō nā .
5All of you are wearing the crown of the responsibility of unlimited service, are you not?
7Bēhad kā tāj arthāt bēhad key|kī smr̥iti svarūp mē̃ sthit hō .
6The unlimited crown means to be stable as an embodiment of unlimited remembrance.
8Bēhad key|kī jimmēvārī K|kē tājdhārī .
7You are wearing the crown of unlimited responsibility.
9Har ēk bēhad K|kē tājdhārī bachchē key|kī light aur might key|kī kiraṇē̃ bēhad mē̃ phailī huī haĩ .
8Rays of light and might from the crowns of the unlimited children are spreading into the unlimited.
10Had sē nikal bēhad K|kē bādśhāh ban gayē nā !
9You have come out of the limited and become unlimited emperors.
11Jab dēh K|kē had key|kī smr̥iti sē bhī pār hō gayē tō dēh sahit dēh kē sāth sarv hadō̃ sē pār hō gayē .
10Since you have gone beyond the consciousness of anything limited, you have also gone beyond your body and all bodily limitations.
12Viśhēṣh sēvā hī hai had sē bēhad mē̃ lē jānā .
11The special service is to take everyone from the limited into the unlimited.
13Brahmā bāp avyakt kyō̃ banē ?
12Why did Father Brahma become avyakt?
14Had sē nikāl bēhad mē̃ lē jānē kē liē .
13In order to remove you from the limited and take you into the unlimited.
15Brahmā bāp K|kē snēh kā pratyakṣha svarūp hai - follow brahmā father .
14The practical form of love for Father Brahma is to follow Father Brahma.
16Brahmā bāp apnē right hand bachchō̃ kō , apnī viśhēṣh bhujāō̃ kē liē avyakt vatan sē bēhad K|kē sēvā sthān sē bāhē̃ pasār kar hāth mē̃ hāth milānē kē liē bulā rahē haĩ .
15Father Brahma is calling His right hand children, his special arms, from the subtle region, from the place of unlimited service, with arms outspread and to take their hands in his hands.
17Brahmā bāp kā bachchō̃ sē snēh hai .
16Father Brahma has love for the children.
18Tō bahmā bāp bulā rahē haĩ ki bachchē , bēhad mē̃ ā jāō .
17So Father Brahma is calling out: Children, come into the unlimited.
19Yah āvāz suntē hō ?
18Can you hear this sound?
20Bas ēk hī lahar brahmā bāp key|kī sadā rahtī hai ki mērē samān bēhad K|kē tājdhārī ban chārō̃ ōr pratyakṣhatā key|kī light aur might aisī phailāvē̃ jō sarv ātmāō̃ kō nirāśhā sē āśhā key|kī kiraṇ dikhāī dē .
19Brahma Baba always has the particular enthusiasm that you all become those with an unlimited crown, the same as him, and spread the light and might of revelation everywhere in such a way that all souls are able to see rays of hope where there is hopelessness.
21Sabkī aṅgulī us viśhēṣh sthān kī ōr hō .
20Everyone's finger should point to this particular place.
22Jō ākāśh sē parē aṅgulī kar ṛhūṇṛh rahē haĩ unhō̃ kō yah anubhav hō ki is dhartī par , vardān bhūmi par dhartī K|kē sitārē pratyakṣha hō gayē haĩ .
21Those who are searching with their fingers pointing beyond the sky should experience that the stars of the earth have been revealed on this earth, on the land of blessings.
23Yah sūrya , chandramā aur tārāmaṇḍal yahā̃ anubhav hō .
22Let the sun, the moon and the galaxy of stars be experienced here.
24Jaisē science vālē science K|kē ādhār sē ākāśh K|kē tārāmaṇḍal kā anubhav karātē haĩ . 25Aisē yah dhartī kā chaitanya tārāmaṇḍal dūr vālō̃ kō bhī anubhav hō .
23Just as scientists on the basis of science are able to give an experience of the galaxy, in the same way, those who are far away should experience the living galaxy of the earth.
26Is śhubh āśhā kō pūrṇ karnē vālē āp sabhī nimitt ātmāyē̃ hō .
24All of you are instrument souls to fulfil this pure desire.
27Aisē bēhad K|kē plans banāyē haĩ nā .
25You have made such unlimited plans, have you not?
28Plans tō yathā śhakti banāyē .
26The plans have been made according to your capacity.
29Bāpdādā ab samay pramāṇ bachchō̃ sē kaun see|sī|C rahī huī sēvā chāhtē haĩ ?
27According to the time now, what service does BapDada want from you children?
30 31Bāpdādā āj rūh-rūhān kar rah thē .
28Today, Bap and Dada were having a conversation.
32Kyā rūh-rūhān huī .
29What was their conversation?
33Bāp bōlē ki mērē nimitt banē huē śhrēṣhṭh bachchē , sikīladhē bachchē kahō , murabbī bachchē kahō vā sadā bāp K|kē sāthī bachchē kahō - aisē bachchē vardān bhūmi par ikaṭṭhē huē haĩ , sēvā K|kē plans banānē kē liē , tō brahmā bāp bōlē ki jō meeting mē̃ yōjnāyē̃ nikālī̃ vah tō bahut achchhī .
30The Father said: All My elevated children, my long-lost and now-found children, my most beloved special children and the children who are constant companions of the Father, who are instruments, have all gathered together on the land of blessings in order to make plans. 31So Father Brahma said: The plans that you have created in the meeting are very good.
34Lēkin mukhya ēk sēvā abhī bhī rahī huī hai . 35Kyōṅki āp kitnī baṛī athārṭī vālē hō aur kitnē prakār key|kī athārṭī vālē hō , gyān key|kī athārṭī , yōgbal key|kī athārṭī , śhrēṣhṭh dhārṇā svarūp key|kī athārṭī , direct bāp K|kē vārispan key|kī athārṭī , viśhva parivartan karnē kē nimitt bannē key|kī athārṭī . 36Kitnī athārṭī hai !
32However, one main service still remains to be done, because you are ones with such great authority, and you have so many types of authority – the authority of knowledge, the authority of the power of yoga, the authority of being an embodiment of elevated inculcation, the authority of being a direct heir of the Father and the authority of being an instrument for world transformation.
37Jaisē ēk śāstrã key|kī athārṭī vālē , thōṛā bahut tyāg kar pavitra bannē key|kī athārṭī vālē , sirph yah ēk athārṭī hai , vah bhī satyatā key|kī athārṭī nahī̃ , bhal mahān ātmāyē̃ haĩ lēkin paramātmā bāp K|kē sambandh mē̃ yathārth knowledge key|kī athārṭī nahī̃ - aisē ēk athārṭī vālē bhī viśhva mē̃ sarv ātmāō̃ kō apnē taraph ākarṣhit kar jhūṭh kō satya siddh kar chaltē ā rahē haĩ . 38Kitnē samay sē apnī athārṭī dikhātē ā rahē haĩ . 39Kitnī phalak sē , alpkāl K|kē prāpti key|kī jhalak sē apnā prabhāv ḍāltē haĩ . 40Tō jō sarv athārṭī vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ haĩ unhō̃ kō kyā karnā hai ?
33You have so many authorities.
41Bākī kyā rahā huā hai , jāntē hō ? 42Samāpti kē liē kahā̃ tak samay kā andāj lagā rahē hō ? 4384 tak vā 2000 tak ? 44Kahā̃ tak andāj lagā rahē hō ?
34For instance, there are those who have the authority of the scriptures, there are those who have the authority of renouncing something and of becoming pure and so they have just one authority.
45Dō hajār pūrē hōnē haĩ vā uskē pahlē hōnā hai ? 46Apnī taiyārī K|kē hisāb sē kyā samajhtē hō ? 47Kaun see|sī|C bāt abhī rahī huī hai ? 48Naī duniyā kē liē dharnī tō banā rahē hō .
35They don't have the authority of truth and although they are great souls, in terms of a relationship with God, the Father, they are not an authority of accurate knowledge.
49Lēkin naī duniyā kā ādhār - yah naī knowledge hai . 50Pahlī athārṭī tō knowledge kī hai nā ! 51Bāp key|kī mahimā mē̃ bhī pahlī mahimā kyā ātī hai ?
36Those who have just one authority have been able to attract souls of the world towards themselves and have been moving along by proving what is false to be the truth.
52 gyān kā sāgar kahtē hō nā .
37They have been showing their authority for so long.
53Tō jō pahlī mahimā hai gyān , us nayē gyān kō duniyā kē āgē pratyakṣha kiyā hai ?
38They influence others with so much intoxication and with the sparkle of limited attainment.
54Jab tak yah nayā gyān hai - yah pratyakṣha nahī̃ huā hai tō jñānadātā kaisē pratyakṣha hō .
39So what do the elevated souls who have many authorities have to do? 40Do you know what still remains to be done?
55Pahlē gyān ātā hai phir dātā ātā hai . 56Tō jñānadātā ū̃chē tē ū̃chā hai .
41How much longer do you estimate you have till completion?
57Yā ēk hī vah jñānadātā hai , yah siddha kaisē hōgā ?
42Up to the year 1984 or up to the century (2000)?
58Is nayē gyān sē hī siddha hōgā .
43How much longer do you estimate?
59Ātmā kyā kahtī aur paramātmā kyā kahtā hai , yah antar jab tak manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ na āyē tab tak jō bhī tinakē K|kē sahārē pakaṛē huai haĩ vah kaisē chhōṛē̃gē ? 60Aur ēk kā sahārā kaisē lē̃gē . 61Abhī tō chhōṭē-chhōṭē tinkō̃ K|kē sahārē par chal rahē haĩ , vō hī apnā ādhār samajh rahē haĩ . 62Jab tak unhō̃ kō gyān dvārā jñānadātā kā sahārā anubhav nahī̃ hō tab tak is had K|kē bandhanō̃ sē mukt hō nahī̃ saktē .
44Will you complete the year 2000 or will it happen before then?
63Abhī tak dharnī banānē key|kī , vāyumaṇḍal parivartan karnē key|kī sēvā huī hai .
45What do you think according to the preparations you have made so far?
64Achchhā kārya hai , parivār kā pyār hai , yah pyār kā guṇ vāyumaṇḍal kō parivartan karnē kē nimitt banā . 65Dharnī tō ban gaī aur bantī jāyēgī . 66Lēkin jō foundation hai , navīntā hai , bīj hai , vah hai nayā gyān . 67Niḥsvārth pyār hai , rūhānī pyār hai yah tō anubhav kartē haĩ lēkin abhī pyār K|kē sāth-sāth gyān key|kī athārṭī vālī ātmāyē̃ haĩ , satya gyān key|kī athārṭī hai , yah pratyakṣhatā abhī rahī huī hai .
46What still remains to be done?
68Jō bhī ātē haĩ vō samajhē̃ ki yah nayā gyān , naī bāt hai .
47You are preparing the land for the new world.
69Jō kōī nē nahī̃ sunāī vah yahā̃ sunī .
48However, the basis of the new world is new knowledge.
70Yah varṇan karē̃ ki yah dēnē vālā athārṭī hai . 71Pavitratā hai , śhānti hai , pyār hai , svachchhatā hai yah sab bātē̃ tō foundation haĩ , jis foundation K|kē ādhār par dharnī parivartan huī . 72Yah bhī 4 stambh hai . 73Pahlē jō kisī key|kī bhī buddhī is taraph ṭiktī nahī̃ thī sō abhī in 4 stambhō̃ K|kē ādhār dvārā buddhi key|kī ākarṣhaṇ hōtī hai .
49What is the first praise?
74Yah parivartan tō huā .
50You say: The Ocean of Knowledge.
75Lēkin abhī jō mukhya bāt hai - nayā gyān , uskā āvāz buland hō .
51So have you revealed to the world the new knowledge which is the first thing in the praise?
76Āj tak jin bātō̃ key|kī sabhī nē hā̃ key|kī , un bātō̃ kē liē bra . ku . key|kī almighty athārṭī nā siddha karkē batātī haĩ .
52Until you reveal that this is new knowledge, how can you reveal the Bestower of Knowledge?
77Jō vē|way nā kahtē , āp siddha karkē batātē hō aur jō āp hā̃ kahtē usē vō nā kahtē . 78Tō hā̃ aur nā kā rāt din kā antar hai nā . 79Tō is mahān antar kō siddha karnē vālī mahān ātmāyē̃ haĩ , yah nām ab pratyakṣha karō tab jayjaykār hōgī . 80Ātmā kā gyān yathārth rūp mē̃ na bhī hai lēkin phir bhī lōg sun karkē mix kar dētē haĩ ki - hā̃ vahā̃ bhī aisē hī kahtē haĩ .
53Only through this new knowledge will He be revealed.
81Lēkin yah āvāz buland hō ki duniyā sārī ēk taraph hai aur bra . ku . dūsrē taraph haĩ . 82Yah nayā gyān dēnē vālē athārṭī haĩ . 83Yah athārṭī prasiddh hō .
54Until people have the difference of what souls say and what God says in their intellect, how would they be able to let go of the little supports they are holding onto and take the support of the One?
84Isī sē hī śhaktiśhālī ātmāyē̃ āgē āyēṅgī jō āpkē taraph sē ḍhiṇḍhōrā piṭavāyēṅgī .
55At the moment, they are moving along with tiny supports, considering them to be their support for everything.
85Āpkō ḍhiṇḍhōrā nahī̃ pīṭnā paṛēgā lēkin aisī ātmāyē̃ saiṭisaphāy hō , naī bāt , jān nayē umaṅg mē̃ ākar ḍhiṇḍhōrā pīṭē̃gī .
56Until they experience the support of the Bestower of Knowledge through the knowledge, they cannot be liberated from limited bondages.
86Dharm yuddha bhī tō abhī rahī huī hai nā . 87Abhī gurūō̃ key|kī gaddī kō kahā̃ hilāyā hai .
57As yet, you have only done the service of preparing the land and of transforming the atmosphere.
88Abhī tō ṭāl ṭāliyā̃ ādi sab bahut ārām sē apnī dhun mē̃ lagē huē haĩ . 89Bīj kab pratyakṣha rūp mē̃ ātā hai ?
58The task is good and there is the love of the family, and this love becomes instrumental to transform the atmosphere.
90Mālūm hai bīj ūpar kab ātā hai ? 91Jab chhōṭī baṛī ṭāl ṭāliyā̃ ēkdam bigar pattō̃ key|kī sūkhī huī ḍāliyā̃ rah jātī haĩ tab bīj ūpar pratyakṣha hōtā hai .
59The land has been prepared and will continue to be made ready. 60However, the foundation, the newness and the seed is new knowledge.
92Tō uskā plan banāyā hai ? 93Jab apnī stage par ātē haĩ tō apnē original knowledge key|kī pratyakṣhatā tō hōnī chāhiē nā . 94Agar vardān bhūmi mē ākar bhī sirph kahē̃ - śhānti bahut achchhī hai , pyār bahut achchhā hai .
61They experience that there is altruistic love, that there is spiritual love, but now, the revelation that, together with love, you souls also have the authority of knowledge, that you are authorities of true knowledge still remains.
95Sirph yah thōṛī bahut jhōlī bharkar chalē gayē tō vardān bhūmi par ākar viśhēṣh kyā lē gayē ! 96Nayā gyān bhī tō siddh karnā hai nā .
62All those who come should feel that this is something new and that it is new knowledge; that here they can hear what no one has ever told them before.
97Isī nayē gyān key|kī athārṭī dvārā hī almighty athārṭī siddha hōgā . 98Dēnē vālā kaun !
63They should say that you who give this knowledge are authorities of that.
99Prēm aur śhānti milnē sē itnā jarūr samajhtē haĩ ki inhō̃ kō banānē vālā kōī śhrēṣhṭh hai . 100Lēkin svayã bhagvān hai yah bahut kōī virlā samajhtē .
64Of course there is the foundation of purity, peace, love and cleanliness that you have, and on the basis of this foundation, the land has been transformed.
101Tō samjhā , kyā rahā huā hai ! 102Ab naī duniyā kē liē nayā gyān chārō̃ ōr phailāō , samjhā . 103Kōṭō̃ mē̃ kōī nikalē lēkin aisā āvāz nikalē jō chārō̃ ōr papers mē̃ yah dhūm mach jāē ki yah bra . ku . duniyā sē nayā gyān dētī haĩ . 104Gyān kyā dētī haĩ , uskā ādhār kyā māntī haĩ , unkō siddha kaisē kartī haĩ yah jab akhbārō̃ mē̃ āyē tab samjhō gyān dātā kā nagāṛā bajā .
65These are the four pillars.
105Samjhā ? 106Gyān K|kē prabhāv mē̃ prabhāvit hō̃ . 107Gyān K|kē prabhāvśhālī aur prēm K|kē prabhāvśhālī mē̃ kyā antar hai ?
66Previously, no one's intellect would remain here, whereas now, on the basis of the four pillars, their intellect is attracted here.
108Brāhmaṇō̃ mē̃ bhī dō bhāg dēkhē nā .
67There has been this much transformation.
109Brāhmaṇ tō banē haĩ lēkin kōī pyār K|kē ādhār par , kōī gyān aur pyār dōnō̃ K|kē ādhār par .
68However, now let the sound be heard everywhere of the main thing – that this is new knowledge.
110Tō dōnō̃ mē̃ sthiti kā antar hai nā . 111Jō pyār kō bhī gyān sē samajhtē haĩ , vah nirvighna chalē̃gē . 112Jō sirph pyār K|kē ādhār par chaltē vah śhaktiśhālī ātmā nahī̃ hōṅgē . 113Gyān kā bal jarūr chāhiē .
69Up until now, whatever people have been saying "yes" for, the BK Almighty Authorities prove that to be "no" and for whatever they have been saying "no", you say "yes".
114Jinkā paṛhāī sē pyār hai , murlī sē pyār hai aur jinkā sirph parivār sē pyār hai , unhō̃ mē̃ kitnā antar hai ! 115Brāhmaṇ jīvan achchhī lagī , pavitratā achchhī lagī , isī ādhār par ānē vālē aur gyān key|kī śhakti K|kē ādhār par ānē vālē , unmē̃ kitnā antar hai . 116Gyān key|kī mastī , alaukik , nirādhār rahnē vālī mastī hai . 117Vaisē prēm bhī ēk śhakti hai lēkin prēm key|kī śhakti vālē ādhār K|kē binā chal nahī̃ saktē .
70Therefore, there is the difference of day and night between yes and no.
118Kōī na kōī ādhār jarūr chāhiē .
71The great souls will prove this great difference.
119Manan śhakti - gyān key|kī śhakti vālē key|kī hōgī .
72Now reveal this name and there will be the cries of victory.
120Jitnī manan śhakti hōgī utnī buddhi K|kē ēkāgratā kī śhakti automatically āyēgī . 121Aur jahā̃ buddhi key|kī ēkāgratā hai vahā̃ parakhnē key|kī aur nirṇay karnē key|kī śhakti svataḥ ātī hai .
73Even if they don't have knowledge of the soul in an accurate way, they still listen to this knowledge and mix it with things they hear elsewhere, saying this is what others also say.
122Jahā̃ gyān kā foundation nahī̃ hōgā vahā̃ parakhnē key|kī śhakti , nirṇay karnē key|kī śhakti kamzōr hōgī . 123Kyōṅki ēkagratā nahī̃ .
74However, now let the sound be heard that the whole world is on one side and the BKs are on the other side; that you are the authority who gives new knowledge.
124Achchhā . 125Bāpdādā tō sab suntē rahtē haĩ .
75This authority should become well known.
126Hansī bhī ātī aur snēh mē̃ balihār bhī jātē . 127Bachchō̃ key|kī himmat dēkh khuśh bhī hōtē haĩ .
76It is through this that powerful souls will come forward and beat the drums on your behalf.
128Brahmā bāp kō jyādā ātā hai ki yah mērē samān bēhad K|kē mālik ban jāē̃ . 129Bachchō̃ kē liē rūkē huē haĩ nā aur din rāt bachchō̃ key|kī sēvā mē̃ tatpar rahtē .
77You won't have to beat the drums, but such souls will be satisfied and will beat the drums with new enthusiasm when they know this to be something new.
130Vatan mē̃ tō din-rāt nahī̃ hai lēkin sthūl duniyā mē̃ tō hai nā .
78The battle of religion is yet to take place. 79You haven't yet shaken the gaddis of the gurus.
131Ēk ēk bachchē kō viśhēṣh ātmā , sampūrṇ ātmā , sampann ātmā , samān ātmā dēkhnē chāhtē .
80At present, all the branches and twigs are comfortably engaged in their own concerns. 81When is a seed revealed?
132Bāp brahmā kō kahtē haĩ - dhairya dharō .
82Do you know when the seed comes up above?
133Lēkin brahmā kō umaṅg bahut hōtā hai nā . 134Isliē vah bāp sē yahī rūh - rūhān kartē ki bachchē hāth mē̃ hāth dē mērē samān ban jāē̃ .
83When all the leaves on the big and small branches have totally dried up and only the empty branches remain, the seed is revealed So, have you made a plan for that?
135Brahmā bāp K|kē sākār jīvan key|kī ādi sē lēkar kyā viśhēṣhtā dēkhī !
84When you come onto your own stage, your original knowledge should of course be revealed.
136- kab nahī̃ lēṅkin abhī karnā hai . 137Kab śhabda na sunnē K|kē , na sunānē K|kē saṅskār rahē . 138Agar kōī bachchā kahtā thā ki ghaṇṭē kē bād karē̃gē tō ghaṇṭā lagānē diyā ? 139Kōī kahtā thā train jānē mē̃ 5-10 minute haĩ ham kaisē pahũchēṅgē tō rūkanē diyā ?
85If, even after coming to the land of blessings, they just say that the peace here is very good, that the love here is very good, if they go back having filled their aprons with just this little, then what did they especially take from the land of blessings?
140Gāṛī rūk jāyēgī lēkin bachchā pahũch hī jāyēgā .
86The new knowledge also has to be revealed.
141Chaltī huī train rūk jāyēgī lēkin bachchē kō pahuñchnā hī hai .
87The Almighty Authority will be revealed through the authority of this new knowledge.
142Yah practical dēkhā nā !
88Who is the Bestower?
143Tō aisē hī bachchē bhī kisī bhī bāt mē̃ sva-parivartan mē̃ vā viśhva parivartan mē̃ kab śhabda kō badalkar ab K|kē practical jīvan mē̃ ā jāē̃ , yahī brahmā bāp kā umaṅg sadā rahtā hai .
89When they receive love and peace, they definitely believe that it is someone elevated who made you like this. 90However, it is only a few who understand that it is God Himself.
144Tō follow father hai nā ! 145Achchhā 146Sabhī mahārathiyō̃ nē sēvā K|kē jō plans banāyē haĩ usmē̃ bhī viśhēṣh youth kā banāyā hai nā .
91So, do you understand what still remains to be done? 92Now spread the new knowledge everywhere for the new world.
147Youth vā yuvā varg key|kī sēvā K|kē pahlē jab yuvā varg government kē āgē pratyakṣha hōnē kā saṅkalp rakh āgē baṛh rahā hai tō maidān mē̃ ānē sē pahlē ēk bāt sadā dhyān mē̃ rahē ki - bōlnā cum|kam hai , karnā jyādā hai . 148Mukh dvārā batānā nahī̃ hai lēkin dikhānā hai . 149Karma kā bhāṣhaṇ stage par karē̃ . 150Mukh kā bhāṣhaṇ karnā tō nētāō̃ sē sīkhnā hō tō sīkhō .
93Do you understand?
151Lēkin rūhānī yuvā varg sirph mukh sē bhāṣhaṇ karnē vālē nahī̃ lēkin unkē nayan , mastak , unkē karma bhāṣhaṇ karnē kē nimitt ban jāē̃ . 152Karma kā bhāṣhaṇ kōī nahī̃ kar saktā hai .
94Even if only a handful out of multimillions emerge, souls should emerge and the sound should spread everywhere in the papers that the BKs give completely new knowledge in the world.
153Mukh kā bhāṣhaṇ anēk kar saktē . 154Karma bāp kō pratyakṣha kar saktā hai . 155Karma rūhāniyat kō siddh kar saktā hai . 156Dūsrī bāt - yuvā varg sadā saphaltā kē liē apnē pās|pass ēk rūhānī tāvīj rakhē .
95The knowledge you give, what you believe to be the basis of that knowledge, and how you prove that knowledge – when all of this is printed in the papers, then you can understand that the drums of revelation of the Bestower of Knowledge are being beaten.
157Vah kaun sā ?
96Do you understand?
158- regard dēnā hī regard lēnā hai .
97Let them become influenced by the influence of knowledge.
159Yah regard kā record saphaltā kā avināśhī record hō jāyēgā .
98What is the difference in being influenced by knowledge and being influenced by love?
160Yuvā varg kē liē sadā mukh par ēk hī saphaltā kā mantra hō - pahlē āp - yah mahāmantra man sē pakkā rahē . 161Sirph mukh K|kē bōl hō̃ ki pahlē āp aur andar mē̃ rahē ki pahlē maĩ , aisē nahī̃ . 162Aisē bhī kaī chatur hōtē haĩ mukh sē kahtē pahlē āp , lēkin andar bhāvnā pahlē maĩ kī rahtī hai . 163Yathārth rūp sē , pahlē maĩ kō miṭākar dūsrē kō āgē baṛhānā sō apnā baṛhnā samajhtē huē is mahāmantra kō āgē baṛhātē saphaltā kō pātē rahē̃gē .
99You saw two groups of Brahmins.
164Samjhā . 165Yah mantra aur tāvīj sadā sāth rahā tō pratyakṣhatā kā nagāṛā bajēgā . 166Plans tō bahut achchhē haĩ lēkin plain|plane buddhi ban plan practical mē̃ lāō .
100You have become Brahmins, but some have become that on the basis of love and some on the basis of both love and knowledge.
167Sēvā bhal karō lēkin gyān kō jarūr pratyakṣha karō .
101So, there is a difference in the stage of each group, is there not?
168Sirph śhānti , śhānti tō viśhva mē̃ bhī sab kah rahē haĩ . 169Aśhānti mē̃ śhānti mix kar dētē haĩ .
102Those who understand love with knowledge will continue to move along whilst being free from obstacles.
170Bāhar sē tō sab yahī nārē lagā rahē haĩ ki śhānti hō .
103Those who simply move along on the basis of love will not be powerful souls.
171Aśhānti vālē bhī nārā śhānti kā hī lagā rahē haĩ .
104The power of knowledge is definitely needed.
172Śhānti tō chāhiē lēkin jab apnī stage par programme kartē hō tō apnī athārṭī sē bōlō ! 173Vāyumaṇḍal kō dēkhkar nahī̃ .
105There is so much difference between those who have love for the study and love for the murli and those who just have love for the family.
174Vah tō bahut samay kiyā aur us samay K|kē pramāṇ yahī ṭhīk rahā . 175Lēkin ab jabki dharnī ban gaī hai tō gyān kā bīj ḍālō . 176Topic bhī aisī hō .
106There is so much difference between those who come here on the basis of liking just the Brahmin life or just purity and those who come here on the basis of the power of knowledge.
177Tum lōg topic isliē change kartē hō ki duniyā vālē interest lē̃ . 178Lēkin āvē hī interest vālē .
107The intoxication of knowledge is spiritual intoxication that keeps you free from any dependency.
179Kitnē mēlē , kitnī conference , kitnē seminar ādi kiyē haĩ . 18013 varṣh lōgō̃ K|kē ādhār par topics banāyē .
108In fact, even love is a power, but those who move along on the basis of the power of love are unable to continue without a support.
181Ākhir gupta vēṣh mē̃ kitnā rahē̃gē .
109They definitely need one or another support.
182Ab tō pratyakṣha hō jāō . 183Vah samay anusār jō huā vah tō huā hī .
110Those who have the power of knowledge would also have the power of churning.
184Lēkin abhī apnī stage par paramātma bomb tō lagāō . 185Unhō̃ kā dimāg tō ghūmē ki yah kyā kahtē haĩ !
111The more churning power you have, the more you will automatically develop the power of concentration.
186Nahī̃ tō sirph kahtē ki bahut achchhī bātē̃ bōlī̃ . 187Tō achchhī , achchhī hī rahī aur vah vahā̃ K|kē vahā̃ rah jātē .
112And, when the intellect is concentrated, you will automatically develop the power to discern and the power to decide.
188Kuchh halchal tō machāō nā . 189Harēk kō apnā hak hōtā hai . 190Points bhī dō tō athārṭī aur snēh sē dō tō kōī kuchh nahī̃ kar saktā .
113Where there is no foundation of knowledge, then because there isn't any concentration, the power to discern and the power to decide will be weak. 114Achcha.
191Aisē tō kaī sthānō̃ par achchhā bhī māntē haĩ ki yah apnī bāt kō spaṣhṭ karnē mē̃ bahut śhaktiśhālī haĩ .
115BapDada hears everything. 116He is amused and also sacrifices Himself because of His love for you.
192Ḍhaṅg kaisā hō vah tō dēkhnā paṛēgā .
117Seeing the courage of the children, He is also very happy.
193Lēkin sirph athārṭī nahī̃ , snēh aur athārṭī dōnō̃ sāth sāth chāhiē .
118Father Brahma feels a lot more that his children should become masters of the unlimited.
194Bāpdādā sadaiv kahtē ki tīr bhī lagāō sāthasāth māliśh bhī karō .
119He is waiting for you children and he remains engaged in serving you day and night.
195Regard bhī achchhī tarah sē dō lēkin apnī satyatā kō bhī siddh karō .
120There is no day or night in the subtle region, but there is day and night in the corporeal world.
196Bhagvānuvāch kahtē hō nā ! 197Apnā thōṛē hī kahtē hō . 198Bigaṛnē vālē tō chitrō̃ sē bhī bigaṛtē haĩ phir kyā kartē hō ?
121He wants to see every child as a special soul, a complete soul, a perfect soul and a soul who is equal The Father says to Brahma: Have patience!
199Chitra tō nahī̃ nikāltē hō nā !
122However, Brahma has a lot of enthusiasm.
200Sākār rūp mē̃ tō phalak sē kisī K|kē bhī āgē athārṭī sē bōlnē kā prabhāv kyā nikalā . 201Kab jhagaṛā|jhagṛā huā kyā ? 202Yah tarīkā bhāṣhaṇ kā bhī sīkhē nā .
123This is why the conversation he has with the Father is that you children should put your hand in the Father's hand, and become equal to Him.
203Gyān key|kī rīti kaisē bōlnā hai - study key|kī nā . 204Ab phir yah study karō .
124What speciality did you see in the physical life of Brahma Baba from the beginning?
205Duniyā K|kē hisāb sē apnē kō badalā|badlā , bhāṣhā kō change kiyā nā .
125He always said: "ab" (now), and not "kab" (at some time).
206Tō jab duniyā K|kē rūp mē̃ change kar sakē tō yathārth rūp sē kyā nahī̃ kar saktē .
126He neither had the sanskar of listening to the word "when" nor did he say it to others.
207Kab tak aisē chalē̃gē ? 208Ismē̃ tō khuśh haĩ ki yah jō kahtē haĩ bahut achchhā hai .
127If a child said that he would do something after an hour, did Baba let him take an hour?
209Ākhir duniyā mē̃ yah prasiddh hō ki - yahī yathārth gyān hai .
128The train would stop, and the child would arrive at the station.
210Issē hī gati sadgati hōgī . 211Is gyān binā gati sadgati nahī̃ .
129A moving train would stop, because the child had to reach there.
212Abhī tō dēkhō yōg śhivir karkē jātē haĩ .
130You saw this in a practical way, did you not?
213Bāhar jātē phir vahī key|kī vahī bāt kahē̃gē ki paramātmā sarvavyāpī hai . 214Yahā̃ tō kahtē yōg bahut achchhā lagā , foundation nahī̃ badaltā .
131In the same way, in any situation, in terms of self-transformation and world-transformation, now change the word "kab" and put the word "ab" (now) into your practical life.
215Āpkē śhakti K|kē prabhāv sē parivartan hō jātē haĩ .
132This is the enthusiasm that Brahma Baba has all the time.
216Lēkin svayã śhaktiśhālī nahī̃ bantē .
133So, you are following the father, are you not? 134Achcha.
217Jō huā hai yah bhī jarūrī thā . 218Jō dharnī kalrāṭhī ban gaī thī vah dharnī kō hal calākē yōgya dharnī banānē kā yahī sādhan yathārth thā .
135Out of the plans that the maharathis have made for service, there have been plans made especially for the youth, have there not?
219Lēkin ākhir tō śhaktiyā̃ apnē śhakti svarūp mē̃ bhī āyēṅgī nā ! 220Snēh K|kē rūp mē̃ āyē̃ , lēkin yah śhaktiyā̃ haĩ , inkā ēk ēk bōl hday kō parivartan karnē vālā hai , buddhi badal jāē , nā sē hā̃ mē̃ ā jāē̃ - yah rūp bhī pratyakṣha hōgā nā .
136Before you do service of the youth, since the youth wing is moving forward with the thought of revealing itself in front of the Government, since you are coming onto the field, always pay attention to one thing: Speak less and do more. 137You mustn't show them through your words, but you have to show them practically.
221Abhī uskō pratyakṣha karō .
138Give a lecture of actions on the stage.
222Uskā plan banāō . 223Ātē haĩ khuśh hōkar jātē haĩ .
139If you want to learn how to give lectures with your mouth, learn that from politicians!
224Vō tō jinhō̃ kō itnā ārām , itnā snēh , khātirī milē̃gī tō jarūr santuṣhṭ tō hōkar jāyēṅgē . 225Aisā pyār tō kahī̃ bhī nahī̃ miltā .
140However, the spiritual youth wing is not one that gives lectures just with their mouth, but their eyes, their forehead and their actions become instruments to give lectures.
226Isliē santuṣhṭ hōkar jātē haĩ . 227Lēkin śhakti rūp bankar nahī̃ jātē .
141No one can give lectures through actions, but many people give lectures through words.
228Brahmā bāp key|kī sēvā key|kī yōjnāyē̃ dēkhō tō kyā-kyā yōjnāyē̃ practical mē̃ key|kī ?
142Actions can reveal the Father. 143Actions can prove spirituality.
229Brahmā bāp kahtē thē ki sab pradarśhaniyō̃ mē praśhnāvalī lagāō . 230Usmē̃ kaun see|sī|C bātē̃ thī̃ .
144Secondly, the youth wing should always keep with them a spiritual lucky charm for constant success.
231Tīr samān thī nā !
145What whould that be?
232Form bharānē kē liē kahtē thē .
146To give regard is to receive regard.
233Yah right hai vā wrong , hā̃ vā nā , likhō . 234Form bharātē thē nā .
147This record of giving regard will become an imperishable record of success.
235Tō kyā yōjnāyē̃ rahī . 236Ēk haĩ aisē hī bharavānā . 237Jaldī-jaldī mē̃ wrong vā right kar diyā , lēkin samjhākar bharāō .
148The youth wing should constantly have on their lips just the one mantra of success: You first! 149Make this great mantra firm in your mind.
238Tō usī anusār yathārth form bharē̃gē . 239Siddha tō karnā hī paṛēgā . 240Vah āpas mē̃ plan banāō .
150It shouldn't be that through your lips you say, "You first", but internally you feel that it should be “me first”.
241Jō athārṭī bhī rahē aur snēh bhī rahē . 242Regard bhī rahē aur satyatā bhī prasiddh hō .
151There are some such clever children who say in words, "You first", but internally, they have the feeling, "Me first".
243Aisē kiskī insult thōṛē hī karē̃gē ? 244Yah bhī lakṣhya hai ki hamārī hī branches haĩ . 245Hamārē sē hī nikalē huē haĩ . 246Unhō̃ kō regard dēnā tō apnā karttavya hai .
152When you think about it, this great mantra that accurately stops the consciousness of "Me first" and makes others move forward is, in fact, making the self move forward, and attaining success.
247Chhōṭō̃ kō pyār dēnā yah tō paramparā hī hai . 248Achchhā - ( dō chār bhāī bahanē̃ bāpdādā sē chhuṭṭī lēnē āyē .
153Do you understand? 154If you constantly have this mantra and lucky charm with you, then the drums of revelation will beat. 155Achcha.
249)
156Om shanti.
250Snēh kā respond tō mil gayā nā . 251Sachchī dil par sāhēb sadā rājī haĩ .
157Blessing: May you be loved by all and transform yourself by recognising the time and the atmosphere.
252Ādi sē sachchī lagan mē̃ rahnē vālī ātmāyē̃ hō isliē bāp bhī saccō̃ kō sadā snēh kā respond dētā rahtā hai .
158Those who have the power of transformation are the most loved by everyone. 159They are very easy in their ideas. 160They have the power to mould themselves.
253Sadā dil mē̃ bāp hī samāyā huā hai . 254Isliē achchhē tīvr purūṣhārth mē̃ chal rahē hō .
161They never say, "Why were my ideas, my plans, my service not accepted even though they were so good?"
255Karmayōgī ātmā hō nā . 256Karma aur yōg combined hai nā .
162To have the consciousness of "mine" means to have alloy mixed.
257Sadā balance rakh , bāp key|kī blessing kō lēnē vālē aur sadā blissful jīvan mē̃ rahnē vālē , aisī śhrēṣhṭh ātmā hō .
163Therefore, recognise the time and atmosphere and transform yourself and you will be loved by all and become a number one victorious soul.
258Bāp sadā her|har bachchē prati yahī śhubh āśh rakhtē ki yah vijay mālā K|kē maṇakē haĩ . 259Achchhā
164Slogan: Become those who end all problems, not an embodiment of problems. 165* * * O M S H A N T I* * *