गुरुवार 1 दिसंबर 1983 की अव्यक्त मुरली

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

>

01-12-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban

Sukh , śhānti aur pavitratā K|kē tīn adhikār

Sukh , śhānti aur pavitratā kā janma-siddh adhikār dēnē vālē śhivbābā , takdīrvān , adhikārī bachchō̃ prati bōlē  :

Āj bāpdādā ati snēhī aur sikīladhē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . Har ēk bachchā ati snēh sē milan manānē apnē ghar mē̃ pahũch gayē haĩ . Isī bhūmi kō kahā jātā hai - apnā ghar , dātā kā dar . Yah mahimā isī sweet home kī hai . Sweet home mē̃ sweet bachchō̃ sē sweetest bāp milan manā rahē haĩ . Bāpdādā her|har bachchē K|kē mastak par āj viśhēṣh adhikār key|kī tīn lakīrē̃ dēkh rahē haĩ . Har ēk K|kē mastak par tīn lakīrē̃ tō lagī huī haĩ , kyōṅki bachchē̃ tō sabhī haĩ . Bachchē hōnē K|kē nātē adhikārī tō sabhī haĩ lēkin number-vār haĩ . Kisī bachchē key|kī takdīr , sukh K|kē adhikār key|kī lakīr bahut spaṣhṭ aur gahrī hai . Kitnī bhī paristhitiyā̃ āvē̃ , duḥkh key|kī lahar bhī utpatti dilānē vālī lahar hō lēkin duḥkh śhabda key|kī avidyā vālē hō̃ . Dukh key|kī paristhiti kō apnē sukh K|kē sāgar sē prāpt huē adhikār dvārā dukh key|kī paristhitiyō̃ mē̃ bhī , ‘ vāh mīṭhā drama , vāh harēk pārṭdhārī kā part - is knowledge key|kī rōśhnī dvārā , adhikār key|kī khuśhī dvārā dukh kō sukh mē̃ parivartan kar dētā . Adhikār sē dukh K|kē andhkār kō parivartan kar , master sukhdātā ban svayã tō sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltē hī haĩ lēkin aurō̃ kō bhī sukh K|kē vibration dēnē kē nimitt bantē haĩ . Aisē sukh K|kē adhikār key|kī lakīr spaṣhṭ aur gahrī haĩ , jiskō kōī miṭā na sakē . Miṭānē vālē badal jāē̃ lēkin vah nahī̃ . Master sukh dātā sē sukh key|kī añchalī lē lē̃ . Aisē lakīr vālē bhī dēkhē . Iskō kahā jātā hai - number one takdīrvān  ! Sunāyā thā ‘ one key|kī niśhānī hai win ’ .

Dūsrī lakīr śhānti . Āp sab śhānti kō svadharm māntē hō nā  ! Yah sabhī kō batātē hō nā . Dharm kē liē kyā gāyā huā hai  ? - ‘ dharat pariyē dharm na chhōṛiyē ’ . Sir jāvē lēkin dharm na jāyē . Tō sukh-śhānti K|kē varsa K|kē adhikārī kabhī śhānti kō chhōṛ nahī̃ saktē . Aisē aśhānt kō śhānt banānē vālē , sadā śhānti key|kī kiraṇē̃ svayã dvārā aurō̃ kō dēnē vālē , kuchh bhī hō jāē lēkin śāntikā dharm śhānti kā adhikār chhōṛ nahī̃ saktē . Iskō kahtē dūsrē adhikār key|kī lakīr mē̃ number one . Tīsrī hai pyūriṭī K|kē adhikār key|kī lakīr . Pavitra ātmāyē̃ tō sabhī bachchē haĩ . Phir bhī number one adhikār K|kē takdīrvān bachchā kaun hai  ! Jiskī chalan sē , chēhrē sē purity key|kī personality aur royalty anubhav hō . Laukik jīvan mē̃ laukiktā vālī personality royalty dikhāī dētī hai lēkin adhikār K|kē takdīrvān bachchō̃ mē̃ purity key|kī alaukik personality aur royalty dikhāī dē̃gī . Iskō kahā jātā hai - number one pavitratā K|kē takdīr key|kī lakīr .

Āj sarv bachchō̃ K|kē is adhikār key|kī lakīrō̃ kō dēkh rahē thē . Āp sab bhī apnī tīnō̃ lakīrō̃ kō dēkh rahē hō nā . Check karō tīnō̃ adhikār prāpt kar liyā hai  ? Pūrā adhikār liyā hai vā percentage mē̃ liyā hai  ! Agar saṅgam par bhī percentage mē̃ rahē tō sārā kalp percentage mē̃ hī rah jāyēṅgē . Pūjya pad mē̃ bhī percentage hōgī , full pūjā nahī̃ hōgī . Aur prālabdh mē̃ bhī percentage rah jāyēgī . Achchhā -

Āj majority nayē sō purānē bachchē āyē haĩ . Nayē bachchē kahō vā kalp-kalp K|kē adhikārī bachchē kahō , apnā adhikār lēnē kē liē phir sē apnē sthān par pahũch gayē . Sabsē jyādā khuśhī kiskō hai  ! Har ēk samajhē̃gē mērē kō hai . Aisē samajhtē hō vā kiskō cum|kam kiskō jyādā hai  ! Adhikārī bachchō̃ kō viśhēṣh milan kā adhikār dēnē kē liē bāpdādā kō bhī ānā hī paṛtā hai .

Bāp kō bachchō̃ sē snēh jyādā hai vā bachchō̃ kō bāp sē snēh jyādā hai  ? Aṭūṭ snēh kiskā hai  ? Bāpdādā tō bachchō̃ kō apnē sē āgē rakhtē . Pahlē bachchē  ! Agar bachchē yād vā pyār nahī̃ kartē tō bāp respond kinkō dētē . Isliē āgē bachchē pīchhē bāp . Sadaiv bachchō̃ kō āgē chalānā hōtā , bāp pīchhē chaltā hai . Isliē bāpdādā bhī aisē bachchō̃ kō dēkh-dēkh harṣhit hōtē haĩ . Aisē bachchē bhī haĩ jō aṭūṭ snēh pyār mē̃ samāē huē haĩ . Aisē bachchō̃ key|kī bhī mālā hai . Chāhē dēśh mē̃ chāhē vidēśh mē̃ dōnō̃ taraph aisē bachchē haĩ jinhō̃ kō sivāē bāp aur sēvā K|kē aur kōī bāt yād nahī̃ .

Jagdīśh bhāī sē  : āpnē aisē bachchē dēkhē nā  ! Achchhā chakkar lagāyā nā . Sākār bāp kā diyā huā viśhēṣh vardān , sākār mē̃ lāyā . Saphaltā kā janmasiddh adhikār anubhav kiyā na . Sarv saphaltā mē̃ viśhēṣh saphaltā key|kī niśhānī kaun see|sī|C hai  ? Śhrēṣhṭh saphaltā hai ki bāpdādā dikhāī dē . Āp mē̃ bāp dikhāī dē - yah hai śhrēṣhṭh saphaltā . Yahī pratyakṣhatā kā sādhan hai . Jō bhī chakkar par nikalē viśhēṣh bāp samān anubhūti karānā , yahī saphaltā key|kī niśhānī hai . Aur āgē chal kar bhī jyādā sē jyādā yahī āvāz chārō̃ ōr phailtā jāyēgā . Himmatē bachchē madadē bāp hai hī . Karāvanhār karā lētā hai . Achchhā -

Aisē sadā sampūrṇ takdīrvān , sampann adhikār kō pānē vālē adhikārī , sadā bāp aur āp K|kē combined rūp mē̃ rahnē vālē , snēh K|kē sāgar mē̃ sadā samāyē huē , lucky aur lovely bachchō̃ kō , bhāgya vidhātā , vardātā kā yādpyār aur namastē . ’ ’

( Jagdīśh bhāī nē vidēśh yātrā kā samāchār bāpdādā kō batāyā aur nām sahit sabhī bhāī-bahanō̃ key|kī yād dī|the )

‘ ‘ sabhī K|kē snēh kā samāchār bāpdādā kē pās pahuñchtā hī rahtā hai aur abhī bhī pahuñchā . Bāpdādā sarv vidēśh K|kē chārō̃ ōr rahnē vālē bachchō̃ kō viśhēṣh ēk bāt key|kī mubārak bhī dētē haĩ . Kis bāt key|kī  ? Saṅskār , bhāṣhā , rahan-sahan sabkā parivartan karnē mē̃ majority bahut tīvr puruṣhārthī nikalē haĩ . Jaisē kōī nai duniyā mē̃ ā jāē . Aisē naī rīti rasam , nayā sambandh phir bhī apnē kō sadā kalp pahlē vālē purānē adhikārī ātmāē̃ samajhtē chal rahē haĩ . Isliē svayã kō parivartan karnē key|kī viśhēṣhtā par viśhēṣh mubārak . Bāpdādā kō kitnā pyār sē yād kartē vah bāpdādā kē pās sadā hī pahuñchtā hai . Svayã kō bhūl bāp kō hī sadā her|har bāt mē̃ yād kartē yah parivartan viśhēṣh hai . Aur isī pyār K|kē ādhār par chal rahē haĩ . Yah pyār hī pālnā kar rahā hai . Sūkṣhma pyār key|kī pālnā hī āgē baṛhā rahī hai . Achchhā -

Sabhī kō , jinhōnnē bhī yādpyār diyā hai unhō̃ kō pyār K|kē sāgar bāp kā sadā pyār key|kī jhōlī bhar-bharkar yādpyār . Bhāratvāsī bachchē bhī cum|kam nahī̃ hai , bhārat kā bhāgya tō vidēśh vālē gā-gākar khuśh hōtē haĩ . Bhārat vālē jagē tab vidēśh kō jagāyā . Jāgnē vālē tō bhārat K|kē haĩ . Agar vidēśh mē̃ bhī yah sab nahī̃ hōtē tō itnē vidēśh K|kē centre bhī kaisē hōtē . Isī kē nimitt chārō ōr , aiphrīkā … sab taraph phailē huē haĩ . Centre khōltē bhī kitnē mē̃ haĩ . Paidā huē , thōṛā sā baṛē huē , centre khōlā . Vah bhī apnē pāṅw par khaṛē hōkar , kisī par ādhār nahī̃ . Nimantraṇ milē yah ādhār nahī̃ . Sthūl , sūkṣhma dōnō̃ lagār himmat rakh centre khōl dētē haĩ . Bākī unhō̃ key|kī pālnā karnā yah tō āp lōgō̃ key|kī jimmēvārī hai . Himmat mē̃ pīchhē nahī̃ haĩ . Madad dēnā yah bāp K|kē sāth-sāth āpkā bhī kārya hai .

Gyān key|kī gahrāī kō sunkar khuśh hō gayē . Yōg aur pyār K|kē ādhār par chal rahē haĩ , lēkin abhī gyān key|kī gahrāī kō jānā yah aur bhī inhō̃ kō sēvā kē nimitt banāyēgī . Mind taiyār hō jāē uskē liē gyān key|kī gahrāī chāhiē . Gyān aur bāp yah dōnō̃ key|kī mahsūstā dilānā , yah result achchhī hai . Kōī bhī jātā hai tō kitnē khuśh hōtē haĩ , jaisē kōī ākāśh sē sitārā nīchē ā jāē , aisī anubhūti kartē haĩ . Achchhā - ’ ’

Dādī jī aur jānkī dādī sē  : dōnō̃ mē̃ tīsrī mūrt ( dīdī ) samāī huī hai . Bāp samān haĩ hī . Bannā hai nahī̃ . Haĩ hī  ! Aisē anubhav hōtā hai  ! Jaisē bāp brahmā kā ādhār lē sēvā kartē haĩ vaisē āp bhī bāpakē mādhyam hō . Vartamān samay bāp mādhyam dvārā karāvanhār apnā kārya karā rahē haĩ . Viśhēṣh mādhyam hō . Brahmā K|kē ākār dvārā aur āpkē sākār dvārā kārya karā rahē haĩ . Bahut-bahut padma sē bhī jyādā bāpdādā her|har second yād aur pyār kartē haĩ . Śr̥ṅgār hō . Viśhēṣh bāp kā aur madhuban kā śr̥ṅgār hō . Bāpdādā her|har samay dēkh-dēkh harṣhit hōtē haĩ . Achchhā –