गुरुवार 1 दिसंबर 1983 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 101-12-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban 2Sukh , śhānti aur pavitratā K|kē tīn adhikār
0> > 01-12-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban 1Today BapDada is looking at his most lovely and long-lost but now-found-again children.
3Sukh , śhānti aur pavitratā kā janma-siddh adhikār dēnē vālē śhivbābā , takdīrvān , adhikārī bachchō̃ prati bōlē :
2Each child has reached his home to have this lovely meeting. 3This land is called: “own home, the home of God”. 4Such praise is only for this sweet home.
4Āj bāpdādā ati snēhī aur sikīladhē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
5The sweetest Father is meeting his sweet children in the sweet home.
5Har ēk bachchā ati snēh sē milan manānē apnē ghar mē̃ pahũch gayē haĩ .
6Today BapDada is in particular observing three lines of rights on the forehead of each child.
6Isī bhūmi kō kahā jātā hai - apnā ghar , dātā kā dar .
7Every child already has three lines on his forehead.
7Yah mahimā isī sweet home kī hai .
8Why? 9Because all are his children.
8Sweet home mē̃ sweet bachchō̃ sē sweetest bāp milan manā rahē haĩ .
10As they are the children, all have full rights, but are number-wise.
9Bāpdādā her|har bachchē K|kē mastak par āj viśhēṣh adhikār key|kī tīn lakīrē̃ dēkh rahē haĩ .
11The line of fortune for claiming the rights to happiness is very clear and deep on some children.
10Har ēk K|kē mastak par tīn lakīrē̃ tō lagī huī haĩ , kyōṅki bachchē̃ tō sabhī haĩ . 11Bachchē hōnē K|kē nātē adhikārī tō sabhī haĩ lēkin number-vār haĩ . 12Kisī bachchē key|kī takdīr , sukh K|kē adhikār key|kī lakīr bahut spaṣhṭ aur gahrī hai .
12Difficulties may come, and waves of sorrow arise, but - even in the midst of sorrow creating difficulties - those who are ignorant of the word “sorrow” say “Wah, sweet drama: Wah! it is the role of each actor”, on the basis of the rights which they have claimed from the Ocean of Happiness.
13Kitnī bhī paristhitiyā̃ āvē̃ , duḥkh key|kī lahar bhī utpatti dilānē vālī lahar hō lēkin duḥkh śhabda key|kī avidyā vālē hō̃ .
13On the basis of the light of knowledge, as well as the rights to happiness, they even transform sorrow into happiness.
14Dukh key|kī paristhiti kō apnē sukh K|kē sāgar sē prāpt huē adhikār dvārā dukh key|kī paristhitiyō̃ mē̃ bhī , vāh mīṭhā drama , vāh harēk pārṭdhārī kā part - is knowledge key|kī rōśhnī dvārā , adhikār key|kī khuśhī dvārā dukh kō sukh mē̃ parivartan kar dētā .
14Because of their rights they convert the darkness of sorrow, and not only do they swing in the swing of happiness themselves, but they also turn into master donors of happiness, and become instrumental in radiating vibrations of happiness.
15Adhikār sē dukh K|kē andhkār kō parivartan kar , master sukhdātā ban svayã tō sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltē hī haĩ lēkin aurō̃ kō bhī sukh K|kē vibration dēnē kē nimitt bantē haĩ .
15The line of rights to happiness is so clear and deep that no one can erase it. 16Instead, those who try to remove that line change themselves, and take a handful of happiness from such master donors of happiness.
16Aisē sukh K|kē adhikār key|kī lakīr spaṣhṭ aur gahrī haĩ , jiskō kōī miṭā na sakē .
17BapDada saw children with such lines of fate also.
17Miṭānē vālē badal jāē̃ lēkin vah nahī̃ .
18These are called number-one-fortunate souls.
18Master sukh dātā sē sukh key|kī añchalī lē lē̃ .
19You have been told before that the sign of number one is to win.
19Aisē lakīr vālē bhī dēkhē .
20The second line is of peace.
20Iskō kahā jātā hai - number one takdīrvān !
21Don’t you consider peace to be your religion?
21Sunāyā thā one key|kī niśhānī hai win .
22And you also tell others: don’t you tell this?
22Dūsrī lakīr śhānti .
23What is the saying for religion?
23Āp sab śhānti kō svadharm māntē hō nā !
24What is it? 25What do you tell others regarding religion?
24Yah sabhī kō batātē hō nā . 25Dharm kē liē kyā gāyā huā hai ? 26- dharat pariyē dharm na chhōṛiyē .
26You say: “come what may, even if have to die, I won’t give up my religion, even if my head is chopped off”. 27You accept this, don’t you?
27Sir jāvē lēkin dharm na jāyē . 28Tō sukh-śhānti K|kē varsa K|kē adhikārī kabhī śhānti kō chhōṛ nahī̃ saktē .
28Therefore, those - who are to claim the rights of the inheritance of peace and happiness - cannot leave their religion of peace.
29Aisē aśhānt kō śhānt banānē vālē , sadā śhānti key|kī kiraṇē̃ svayã dvārā aurō̃ kō dēnē vālē , kuchh bhī hō jāē lēkin śāntikā dharm śhānti kā adhikār chhōṛ nahī̃ saktē .
29So, those who make the anxious peaceful - who radiate rays of peace to others - can never leave their religion of peace, or their rights to peace. 30This is called being number one in the second line of rights.
30Iskō kahtē dūsrē adhikār key|kī lakīr mē̃ number one .
31You know the third line as well, don’t you?
31Tīsrī hai pyūriṭī K|kē adhikār key|kī lakīr .
32This is the line of rights to purity.
32Pavitra ātmāyē̃ tō sabhī bachchē haĩ . 33Phir bhī number one adhikār K|kē takdīrvān bachchā kaun hai !
33All the children are pure souls, but still: who is the one to claim full rights and become number one fortunate child?
34Jiskī chalan sē , chēhrē sē purity key|kī personality aur royalty anubhav hō .
34He will be the one from whose behaviour, and face, the personality and royalty of purity will be experienced.
35Laukik jīvan mē̃ laukiktā vālī personality royalty dikhāī dētī hai lēkin adhikār K|kē takdīrvān bachchō̃ mē̃ purity key|kī alaukik personality aur royalty dikhāī dē̃gī .
35In worldly (lokik) life, worldly personality and royalty is visible, but the one who is to claim all rights - such a child - will have spiritual (alokik) purity, as well as royalty visible from him.
36Iskō kahā jātā hai - number one pavitratā K|kē takdīr key|kī lakīr .
36This is called the number-one line of fortune of purity.
37Āj sarv bachchō̃ K|kē is adhikār key|kī lakīrō̃ kō dēkh rahē thē .
37Today BapDada was looking at the lines of rights of all children.
38Āp sab bhī apnī tīnō̃ lakīrō̃ kō dēkh rahē hō nā .
38All of you are also watching your three lines aren’t you?
39Check karō tīnō̃ adhikār prāpt kar liyā hai ?
39Check whether you have claimed all three rights.
40Pūrā adhikār liyā hai vā percentage mē̃ liyā hai !
40Have you? 41Or have you claimed only a percentage?
41Agar saṅgam par bhī percentage mē̃ rahē tō sārā kalp percentage mē̃ hī rah jāyēṅgē . 42Pūjya pad mē̃ bhī percentage hōgī , full pūjā nahī̃ hōgī .
42If you claim only a percentage of it even at the confluence age (Sangam Yuga) , then you will remain in percentage form in the whole kalpa as well.
43Aur prālabdh mē̃ bhī percentage rah jāyēgī . 44Achchhā -
43There will be percentage in your worship-worthy stage: that is you won’t be fully worshipped.
45Āj majority nayē sō purānē bachchē āyē haĩ .
44And in your fruit as well you will claim just a percentage.
46Nayē bachchē kahō vā kalp-kalp K|kē adhikārī bachchē kahō , apnā adhikār lēnē kē liē phir sē apnē sthān par pahũch gayē .
45Today, the majority of those who have come are new, but they are also old children. 46Should we say “new children” or “children who claim the right every cycle (kalpa) ?”
47Sabsē jyādā khuśhī kiskō hai ! 48Har ēk samajhē̃gē mērē kō hai .
47Once again you have come to your land to claim your right.
49Aisē samajhtē hō vā kiskō cum|kam kiskō jyādā hai !
48Who experiences the greatest happiness? 49You or Baba?
50Adhikārī bachchō̃ kō viśhēṣh milan kā adhikār dēnē kē liē bāpdādā kō bhī ānā hī paṛtā hai .
50BapDada always puts the children in front: first the children. 51If the children did not remember and love Baba, whom would Baba respond to?
51Bāp kō bachchō̃ sē snēh jyādā hai vā bachchō̃ kō bāp sē snēh jyādā hai ? 52Aṭūṭ snēh kiskā hai ?
52This is why it is: first the children, and then Baba. 53Children are always to walk in front, and the Father follows.
53Bāpdādā tō bachchō̃ kō apnē sē āgē rakhtē . 54Pahlē bachchē !
54This is why BapDada sees such children again and again, and smiles.
55Agar bachchē yād vā pyār nahī̃ kartē tō bāp respond kinkō dētē .
55There are also such children who have unbroken love, and are merged in that love.
56Isliē āgē bachchē pīchhē bāp .
56There is also a rosary of such children.
57Sadaiv bachchō̃ kō āgē chalānā hōtā , bāp pīchhē chaltā hai . 58Isliē bāpdādā bhī aisē bachchō̃ kō dēkh-dēkh harṣhit hōtē haĩ .
57Whether in this country or in foreign lands, on both sides there are such children, who remember nothing but Baba and service.
59Aisē bachchē bhī haĩ jō aṭūṭ snēh pyār mē̃ samāē huē haĩ .
58(To Brother Jagdish) You have seen such children, have you not?
60Aisē bachchō̃ key|kī bhī mālā hai .
59You had a good tour, did you not?
61Chāhē dēśh mē̃ chāhē vidēśh mē̃ dōnō̃ taraph aisē bachchē haĩ jinhō̃ kō sivāē bāp aur sēvā K|kē aur kōī bāt yād nahī̃ .
60You brought into practical form the special blessings that were given to you by Sakar Baba.
62Jagdīśh bhāī sē : āpnē aisē bachchē dēkhē nā ! 63Achchhā chakkar lagāyā nā .
61You experienced the proof of your right to a life of success, did you not?
64Sākār bāp kā diyā huā viśhēṣh vardān , sākār mē̃ lāyā .
62What is the sign of special success amongst all successes?
65Saphaltā kā janmasiddh adhikār anubhav kiyā na .
63Elevated success means that BapDada is revealed.
66Sarv saphaltā mē̃ viśhēṣh saphaltā key|kī niśhānī kaun see|sī|C hai ?
64Elevated success is for the Father to be seen through you.
67Śhrēṣhṭh saphaltā hai ki bāpdādā dikhāī dē .
65This is also the means for revelation.
68Āp mē̃ bāp dikhāī dē - yah hai śhrēṣhṭh saphaltā . 69Yahī pratyakṣhatā kā sādhan hai .
66The sign of success, for all those who went on tour, would be to give the special experience of being like Father.
70Jō bhī chakkar par nikalē viśhēṣh bāp samān anubhūti karānā , yahī saphaltā key|kī niśhānī hai .
67And as you go further, it is this sound more than any other which will spread all around.
71Aur āgē chal kar bhī jyādā sē jyādā yahī āvāz chārō̃ ōr phailtā jāyēgā . 72Himmatē bachchē madadē bāp hai hī . 73Karāvanhār karā lētā hai .
68Baba helps those who have courage. 69“The One who gets things done through others” (karankaravanhar) will inspire you.
74Achchhā -
70Achha.
75Aisē sadā sampūrṇ takdīrvān , sampann adhikār kō pānē vālē adhikārī , sadā bāp aur āp K|kē combined rūp mē̃ rahnē vālē , snēh K|kē sāgar mē̃ sadā samāyē huē , lucky aur lovely bachchō̃ kō , bhāgya vidhātā , vardātā kā yādpyār aur namastē . 76
71To such souls who are always completely fortunate, who have the right to claim full rights, who constantly remain in the combined form of the Father and the self, and who are forever merged in an ocean of love... to such lucky and lovely children, love, remembrances and namaste from the Bestower of Fortune and the Bestower of Blessings.
77 ( Jagdīśh bhāī nē vidēśh yātrā kā samāchār bāpdādā kō batāyā aur nām sahit sabhī bhāī-bahanō̃ key|kī yād dī|the ) 78 sabhī K|kē snēh kā samāchār bāpdādā kē pās pahuñchtā hī rahtā hai aur abhī bhī pahuñchā .
72(Brother Jagdish gave news of the foreign tour and by name gave remembrances of all brothers and sisters to BapDada) The news of everyone’s love continues to be received by BapDada, and it is also received now.
79Bāpdādā sarv vidēśh K|kē chārō̃ ōr rahnē vālē bachchō̃ kō viśhēṣh ēk bāt key|kī mubārak bhī dētē haĩ .
73BapDada also congratulates all the children living in foreign countries everywhere, for one thing especially.
80Kis bāt key|kī ?
74What is that?
81Saṅskār , bhāṣhā , rahan-sahan sabkā parivartan karnē mē̃ majority bahut tīvr puruṣhārthī nikalē haĩ .
75The majority have turned out to be intense effort-makers, in transforming sanskaras, language, life-style, everything.
82Jaisē kōī nai duniyā mē̃ ā jāē .
76For them it is just like entering a new world.
83Aisē naī rīti rasam , nayā sambandh phir bhī apnē kō sadā kalp pahlē vālē purānē adhikārī ātmāē̃ samajhtē chal rahē haĩ . 84Isliē svayã kō parivartan karnē key|kī viśhēṣhtā par viśhēṣh mubārak .
77Everything is new: new customs and systems, new relationships, but they still continue, constantly considering themselves to be the old souls, who have the right of a Kalpa ago So, for the speciality of changing the self in this way, special congratulations.
85Bāpdādā kō kitnā pyār sē yād kartē vah bāpdādā kē pās sadā hī pahuñchtā hai .
78However much love they remember BapDada with it always reaches BapDada.
86Svayã kō bhūl bāp kō hī sadā her|har bāt mē̃ yād kartē yah parivartan viśhēṣh hai . 87Aur isī pyār K|kē ādhār par chal rahē haĩ .
79They forget themselves and remember Baba in everything: this is their special transformation, and they are moving forward on the basis of this love.
88Yah pyār hī pālnā kar rahā hai . 89Sūkṣhma pyār key|kī pālnā hī āgē baṛhā rahī hai .
80It is also this which is sustaining their love, and the subtle sustenance of love is taking them forward.
90Achchhā -
81Achha.
91Sabhī kō , jinhōnnē bhī yādpyār diyā hai unhō̃ kō pyār K|kē sāgar bāp kā sadā pyār key|kī jhōlī bhar-bharkar yādpyār .
82To all those who have sent their love and remembrances: constant love and remembrances, aprons filled with love, again and again, from Baba the Ocean of Love.
92Bhāratvāsī bachchē bhī cum|kam nahī̃ hai , bhārat kā bhāgya tō vidēśh vālē gā-gākar khuśh hōtē haĩ .
83The children of Bharat are also no less. 84Again and again the foreigners sing of the fortune of Bharat and are happy.
93Bhārat vālē jagē tab vidēśh kō jagāyā .
85Only after those of Bharat had awakened, did they then awaken the foreigners.
94Jāgnē vālē tō bhārat K|kē haĩ .
86Those who awakened them were from Bharat.
95Agar vidēśh mē̃ bhī yah sab nahī̃ hōtē tō itnē vidēśh K|kē centre bhī kaisē hōtē .
87If all of these souls were not in the foreign countries, then how would there be so many centres in the foreign countries?
96Isī kē nimitt chārō ōr , aiphrīkā … sab taraph phailē huē haĩ . 97Centre khōltē bhī kitnē mē̃ haĩ .
88It is as instruments for this that they have gone to America, Africa... everywhere, and they have also opened centres in so many of these countries.
98Paidā huē , thōṛā sā baṛē huē , centre khōlā . 99Vah bhī apnē pāṅw par khaṛē hōkar , kisī par ādhār nahī̃ .
89They take birth, grow up a little, and open a centre, standing on their own two feet, and not dependent on anything.
100Nimantraṇ milē yah ādhār nahī̃ .
90To receive an invitation is not dependence.
101Sthūl , sūkṣhma dōnō̃ lagār himmat rakh centre khōl dētē haĩ . 102Bākī unhō̃ key|kī pālnā karnā yah tō āp lōgō̃ key|kī jimmēvārī hai .
91They apply both the physical and the subtle, have courage, and open a centre, and then the responsibility of sustaining them belongs to you people.
103Himmat mē̃ pīchhē nahī̃ haĩ . 104Madad dēnā yah bāp K|kē sāth-sāth āpkā bhī kārya hai .
92They do not lack courage, and so, together with Baba, it is your duty to give them help.
105Gyān key|kī gahrāī kō sunkar khuśh hō gayē . 106Yōg aur pyār K|kē ādhār par chal rahē haĩ , lēkin abhī gyān key|kī gahrāī kō jānā yah aur bhī inhō̃ kō sēvā kē nimitt banāyēgī .
93They become happy on hearing the depth of knowledge, and it is on the basis of yoga and love that they are moving forward. 94But now, on the basis of having understood the depth of knowledge, they will become instrumental for even more service.
107Mind taiyār hō jāē uskē liē gyān key|kī gahrāī chāhiē .
95Depth of knowledge is required to prepare the mind.
108Gyān aur bāp yah dōnō̃ key|kī mahsūstā dilānā , yah result achchhī hai .
96To have given the experience of both Baba and knowledge is a good result.
109Kōī bhī jātā hai tō kitnē khuśh hōtē haĩ , jaisē kōī ākāśh sē sitārā nīchē ā jāē , aisī anubhūti kartē haĩ .
97They are so happy when someone goes there: their experience is the same as if some star has descended from the sky.
110Achchhā -
98Achcha.
111Dādī jī aur jānkī dādī sē : dōnō̃ mē̃ tīsrī mūrt ( dīdī ) samāī huī hai .
99(To Dadi Kumarka and Dadi Janki) The third image (Didi) is merged in both of you. 100You are Bapsaman (like the Father) .
112Bāp samān haĩ hī . 113Bannā hai nahī̃ . 114Haĩ hī !
101It is not that you have to become this: you are this.
115Aisē anubhav hōtā hai !
102Do you experience this?
116Jaisē bāp brahmā kā ādhār lē sēvā kartē haĩ vaisē āp bhī bāpakē mādhyam hō .
103Just as the father takes Brahma’s support to do service, so too, you are mediums for the Father.
117Vartamān samay bāp mādhyam dvārā karāvanhār apnā kārya karā rahē haĩ .
104At the present time the Father, as Karankaravanhar, is getting his work done through the mediums.
118Viśhēṣh mādhyam hō . 119Brahmā K|kē ākār dvārā aur āpkē sākār dvārā kārya karā rahē haĩ .
105You are special mediums, and he is accomplishing his task through Brahma’s subtle form, and through your corporeal forms.
120Bahut-bahut padma sē bhī jyādā bāpdādā her|har second yād aur pyār kartē haĩ .
106At each second, BapDada remembers you, and gives you even greater than multi-multi-multi-million fold love.
121Śr̥ṅgār hō .
107You are his adornment(decoration) .
122Viśhēṣh bāp kā aur madhuban kā śr̥ṅgār hō .
108You are the adornment of Madhuban, but especially of BapDada.
123Bāpdādā her|har samay dēkh-dēkh harṣhit hōtē haĩ .
109At every moment, BapDada sees you again and again, and smiles. 110Achcha.
124Achchhā
111* * * O M S H A N T I* * *