शुक्रवार 23 दिसंबर 1983 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 123-12-83 ōm śhānti avyakt bāpdādā madhuban
0> > 23-12-83 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Double light key|kī sthiti sē mēhnat samāpt 3Dēśh-vidēśh sē padhārē lavlīn bachchō̃ kē prati bāpdādā bōlē :
1BapDada, the One who lives in the far away land, has come to meet the children from the far off land.
4Āj dūr dēśh mē̃ rahnē vālē bāpdādā , dūrdēśhī bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ . 5Āp sab bhī dūrdēśh sē āyē hō tō bāpdādā bhī dūrdēśh sē āyē haĩ . 6Sabsē dūr sē dūr aur nazdīk sē nazdīk bāpdādā kā dēśh hai .
2All of you have come from far away lands. 3BapDada also has come from the far off land, the land that is the furthest away of all, and yet also the closest of all: that is BapDada’s land.
7Dūr itnā hai jō is sākār duniyā key|kī bāuṇḍrī sē bahut dūr hai .
4It is so far, that it is far beyond the boundary of this corporeal world.
8Lōk hī dūsrā hai .
5It is totally a different world.
9Āp sabhī sākār lōk sē āyē haĩ aur bāpdādā sākār lōk sē bhī parē parlōk sē via sūkṣhmavatan brahmā bāp kō sāth lāyē haĩ . 10Aur nazdīk bhī itnā hai jō second mē̃ pahũch saktē hō nā .
6All of you have come from the corporeal world, and BapDada has come from the land beyond the corporeal world - the other world - and he has come via the subtle region, bringing with him Brahma Baba.
11Āp lōgō̃ kō ānē mē̃ kitnē ghaṇṭē lagtē haĩ aur kitnā mēhnat kā kamāyā huā dhan dēnā paṛā . 12Kitnā samay lagā dhan ikaṭhaṭhā karnē mē̃ .
7That other world, though faraway physically, is so close that it is possible for Baba to reach there within a second.
13Aur bāp K|kē vatan sē ānē aur jānē mē̃ kharchā bhī nahī̃ lagtā hai .
8How many hours does it take you people to get here (to Madhuban) ?
14Sirph snēh key|kī pūṅjī , iskē dvārā second mē̃ pahũch jātē hō . 15Kōī mēhnat tō nahī̃ lagtī hai nā .
9And how much time and labour does it take you to accumulate a sufficient amount to pay the fare?
16Bāpdādā jāntē haĩ ki rājya-bhāgya ganvānē kē bād bachchē anēk janm bhinn-bhinn prakār key|kī tan key|kī , man key|kī , dhan key|kī mēhnat hī kartē rahē haĩ .
10To come and go from Baba’s region, on the other hand, takes no expense at all. 11It simply needs the treasure of love and with that you can arrive in a second.
17Kahā̃ viśhva K|kē mālik tāj , takhtadhārī , sarv prāptiyō̃ K|kē bhaṇḍār K|kē mālik ! 18Prakr̥iti bhī dāsī ! 19Aisē rājya adhikārī , rājya bhāgya karnē vālē , ab adhīn bannē sē kyā kar rahē haĩ !
12It doesn’t take any effort either. 13Bap and Dada understand that, having lost the fortune of the kingdom, the children have had to labour through many births, in different ways: through the body, and through the mind.
20Naukrī kar rahē haĩ ! 21Tō mēhnat huī nā . 22Kahā̃ rājē aur kahā̃ kamāī karkē khānē vālē government K|kē servant hō gayē .
14On one hand, the children were the masters of the world, with the crown, with the throne: the masters of the treasures of all attainment.
23Kitnē janm śharīr kō chalānē kē liē , śharīr nirvāh kā karma , man kō bāp sē lagānē kē liē bhinn-bhinn sādhanāyē̃ , anēk prakār key|kī bhakti aur dhan kō ikaṭhaṭhā karnē kē liē kitnē prakār K|kē bhinn-bhinn janmō̃ mē̃ bhinn-bhinn kārya kiyē . 24Aisē tāj-takhtadhārī sukh-chain sē palnē vālē kō kyā-kyā karnā paṛā . 25Tō bachchō̃ key|kī mēhnat kō dēkh bāpdādā nē mēhnat sē chhuṛāē sahaj yōgī banā diyā hai . 26Second mē̃ svarājya-adhikārī banāyā nā .
15Even nature was your servant.
27Mēhnat sē chhuṛāyā nā . 28Yah sab sōchtē haĩ ki naukrī sē tō nahī̃ chhuṛāyā . 29Lēkin abhī kuchh bhī kartē hō apnē liē nahī̃ kartē hō .
16The children had the right to the kingdom, and looked after the fortune of the kingdom, and yet, coming into bondage, what do they do now?
30Īśhvarīy sēvā kē prati kartē hō .
17They are working so hard: there is labour.
31Abhī mērā kām samajhkar kar nahī̃ kartē hō . 32Trustee ban karkē kartē hō . 33Isliē mēhnat muhabbat mē̃ badal gaī .
18So those who were the rulers have become those who are working either simply to eat, or have become the servers of the government.
34Bāp key|kī muhabbat mē̃ , sēvā key|kī muhabbat mē̃ , milan manānē key|kī muhabbat mē̃ - mēhnat nahī̃ lagtī . 35Dūsrī bāt , karāvanhār bāp hai .
19For so many births you had to earn your own livelihood, and you made different types of spiritual effort in order to try and fix the mind on the Father.
36Nimitt karnē vālē āp hō . 37Sarvśhaktivān bāp key|kī śhakti sē arthāt smr̥iti K|kē connection sē abhī nimitt mātra kārya karnē vālē hō .
20There were different tasks in many different births carried out in a variety of ways: all in order to accumulate wealth.
38Jaisē light K|kē connection sē baṛī-baṛī machinery chaltī hai . 39Tō ādhār hai light . 40Āp sabhī her|har karma kartē connection K|kē ādhār sē svayã bhī double light ban chaltē rahtē hō nā .
21Those who were sustained with happiness and comforts, and had the crown and throne, have had to do all sorts of things, and, seeing the labour of the children, BapDada is liberating you from it, and has made you natural yogis.
41Jahā̃ double light key|kī sthiti hai vahā̃ mēhnat aur muśhkil śhabda samāpt hō jātā hai .
22This means that - within a second - you claim the right of self sovereignty, and you are liberated from the labour.
42Naukrī sē nahī chhuṛāyā lēkin mēhnat sē chhuṛāyā nā .
23All of you are thinking that we haven’t been liberated from jobs!
43Bhāvnā aur bhāv badal gayā nā . 44Ṭrasṭīpan kā bhāv aur īśhvarīy sēvā key|kī bhāvnā , tō badal gayī nā .
24Whatever you are doing now is not for yourself, but whatever you do now is for Godly service.
45Abhī apanā-pan hai ? 46Tīn pair pr̥ithvī tō milī hai vah bhī bābā kā ghar kahtē hō nā .
25Now you don’t think of it as “my job”, but you are the trustee, and do it.
47Mērē ghar tō nahī̃ kahtē hō nā .
26This is why labour is transformed into love.
48Apnē ghar mē̃ nahī̃ rahtē . 49Bāp K|kē ghar mē̃ rahtē hō . 50Bāp K|kē direction sē kārya kartē hō .
27In Baba’s love - in the love of service, in the love of celebrating the meeting - it doesn’t seem like that much effort.
51Apnī ichchhā sē , apnī āvaśyakatāō̃ K|kē kāraṇ nahī̃ kartē . 52Jō direction bāp kā , usmē̃ niśhchint aur nyārē hōkar kartē jō milā bāp kā hai vā sēvā arth|earth hai .
28As well as that, is the fact that Baba is karan karanvanhar (the one who does directly, and through others) , and so, superficially, you are the ones who are doing, but yet it is with the power of the Almighty Authority: the Father.
53Bhalē śharīr prati bhī lagātē hō lēkin śharīr bhī apnā nahī̃ hai . 54Vah bhī bāp kō dē diyā nā .
29Everything is being done with connection of consciousness, and yet you only have to do it superficially.
55Tan-man-dhan sab bāp kō dē diyā hai nā vā kuchh rakhā hai kinārē karkē , aisē tō nahī̃ hō nā .
30It is like the connection of electricity, which is able to make huge machines function.
56Tō bāpdādā nē bachchō̃ key|kī janm-janm key|kī mēhnat dēkh ab sē anēk janmō̃ tak mēhnat sē chhuṛā diyā .
31The basis is electricity. 32So too, the basis of your connection means that each action you perform makes you double light.
57Yahī niśhānī hai bāp aur bachchō̃ K|kē muhabbat key|kī . 58Jaisē āp sab special milnē āyē hō , bāpdādā bhī special milnē āyē haĩ .
33Where there is the consciousness of being double light, words like “labour” and “difficult” are no longer applicable.
59Brahmā bāp kō bhī vatan sē lē K|kē āyē haĩ .
34You are not freed from jobs, but you are freed from labour.
60Brahmā bāp kā jyādā snēh hai .
35The consciousness and the feeling is transformed.
61Bāp kā tō hai hī lēkin brahmā bāp kā jyādā snēh hai .
36There is the consciousness of being a trustee, and of doing Godly service.
62Double vidēśhiyō̃ sē viśhēṣh snēh kyō̃ hai ?
37And so every day check this: is there any consciousness of the self that remains?
63Brahmā bōlē - vidēśhī bachchō̃ kā bahut samay sē āhvān kiyā .
38Even the three feet of land that you receive, you say that it is Baba’s home.
64Kitnē varṣhō̃ sē pahlē bachchō̃ kā āhvān kiyā . 65Usī āhvān sē vidēśh sē bāp kē pās pahũchē .
39You are doing your task according to Baba’s direction, not because of your own desires or your own needs.
66Tō bahut samay jiskā āhvān kiyā jāē aur bahut samay K|kē āhvān kē bād vah bachchē pahũchē tō jarūr viśhēṣh pyār hōgā nā .
40Whatever directions Baba gives you, you follow them through, carefree and detached, and whatever comes and is received is Baba’s, and for sake of service.
67Tō brahmā bāp nē bahut snēh sē sākār rūp mē̃ vāris bannē kā , āp sabkō āhvān kiyā . 68Samjhā .
41Even if you have to use any of it for your own body, still even the body is not your own: that also you have given to Baba.
69Suntē rahtē hō nā ki kitnē varṣh pahlē āpkō janm diyā .
42The mind, the body, and the wealth: everything has been given to Baba.
70Garbh mē̃ tō ā gayē thē paidā pīchhē huē hō sākār rūp mē̃ .
43Or have you kept anything aside? 44It isn’t like that is it?
71Isliē brahmā bāp kō viśhēṣh snēh hai aur bhaviṣhya key|kī takdīr jāntē huē snēh hai . 72Jānkī dādī kō dēkh
45Seeing the labour that the children have been experiencing for so many births, BapDada has liberated you for the innumerable births of the future.
73Sabhī double vidēśhī jaisē bāp kō dēkh karkē khuśh hōtē haĩ vaisē āpkō bhī dēkh karkē khuśh hōtē haĩ kyōṅki bāp sē lī huī pālnā kā pratyakṣha rūp sākār mē̃ āp nimitt bachchō̃ sē sīkhtē haĩ .
46This is the sign of the love the Father has for the children, and the children for the Father. 47Just as all of you have come especially to have this meeting, BapDada has also come especially.
74Isliē viśhēṣh āp sē bhī sabhī kā pyār hai . 75Dādī vā dīdī jō bhī nimitt ātmāē̃ haĩ unhō̃ key|kī viśhēṣhtā yahī dikhāī dētī jō unmē̃ bāp kō dēkhē̃gē .
48Brahma Baba has also been “abducted” from the subtle regions, and has come here. 49Brahma Baba has greater love. 50Baba has love, but Brahma Baba’s love is greater.
76Yahī bāp key|kī pālnā kā viśhēṣh anubhav kartē .
51Why should he feel special love for the double foreigners?
77Jab bhī dīdī dādī sē miltē hō tō kyā dēkhtē hō !
52Brahma Baba says: the foreign children were invoked for a very long time.
78Bāp sākār ādhār sē mil rahē haĩ .
53Children were being invoked so many years in advance.
79Aisē anubhav hōtā hai nā . 80Yahī viśhēṣh ātmāō̃ key|kī pālnā hai , jō āp gum hō jāyēṅgē aur bāp dikhāī dēgē . 81Kyōṅki unhō̃ K|kē her|har saṅkalp , her|har bōl mē̃ sadā bābā-bābā hī rahtā hai .
54It is because of those signals that you came to Baba from foreign lands. 55If someone is invoked over a long period of time, and as a result of all that anticipation a child comes, then there is special love.
82Tō aurō̃ kō bhī vō hī bābā śhabda sunāī vā dikhāī dētā hai . 83Āj dīdī bhī yād ā rahī hai .
56So Brahma Baba invoked all of you in corporeal form with special love, to make you the heirs.
84Gupta gaṅgā hō gaī nā .
57Do you understand?
85Vaisē bhī 3 nadiyō̃ mē̃ ēk nadī gupta hī dikhātē haĩ .
58You have been hearing how you were remembered for so many years before you took birth.
86Abhī dīdī tō dādī mē̃ samāī huī hai nā . 87Sūkṣhma rūp mē̃ vah bhī apnī bhāsnā dē rahī hai . 88Kyōṅki karmbandhanī ātmā nahī̃ hai . 89Sēvā K|kē sambandh sē part bajānē gaī hai .
59You were in the spiritual womb when Sakar Baba was here, but you were born later in corporeal form when he had become avayakt, and so Brahma Baba has special love for you, increased even further by his knowledge of your future fortune.
90Karmbandhanī ātmāē̃ jahā̃ haĩ vahā̃ hī kārya kar saktī haĩ . 91Aur karmātīt ātmāē̃ ēk hī samay par chārō̃ ōr apnā sēvā kā part bajā saktī haĩ . 92Kyōṅki karmātīt haĩ . 93Isliē dīdī bhī āp sabkē sāth hai .
60(To the Dadis) Just as all the double foreigners are happy seeing Baba, so too they are happy to see you, because you are the children who are the instruments who show visibly the sustenance you have taken from the Father in his corporeal form.
94Karmātīt ātmā kō double part bajānē mē̃ kōī muśhkil nahī̃ . 95Speed bahut tīvr hōtī hai .
61And, because you have become the embodiment of his teachings, you are able to teach others.
96Second mē̃ jahā̃ chāhē vahā̃ pahũch saktī hai .
62This is why everyone has special love for you.
97Viśhēṣh ātmāē̃ apnā viśhēṣh part sadā bajātī haĩ . 98Isliē hī havā K|kē muāphik chalī gaī nā .
63When souls see Dadi and Didi, the instruments responsible, and when they see their specialities, they say: “we see Shiv Baba in you”.
99Jaisē anādi avināśhī programme banā huā hī thā . 100Yah bhī vichitr part thā .
64This is the special experience that you are able to give of the Father’s sustenance.
101Śhurū sē lēkar dīdī kā vichitr trance kā part rahā .
65When they see Didi and Dadi, what is it that they see?
102Ant mē̃ bhī vichitr rūp K|kē trance mē̃ hī transfer hō gaī . 103Achchhā
66It is just as if Baba has taken corporal support, and is himself giving something.
104Sabhī dēśh-vidēśh K|kē chātrak bachchō̃ kō kalp K|kē sikīladhē bachchē kō , sadā bāp K|kē snēh mē̃ lavlīn rahnē vālē lavlīn ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādap yār aur namastē .
67This is the experience through that meeting. 68This is the sustenance given by special souls, the kind in which you yourself disappear, and only Baba is visible.
105 106Personal mulākāt 107Kahā̃-kahā̃ sē bāpdādā nē chunkar apnē allāh K|kē bagīchē mē̃ lagā liyā .
69This is so because, for such instruments, every thought and every word is always “Baba.. 70Baba..”
108Yah khuśhī rahtī hai nā ! 109Abhī sabhī rūhānī gulāb ban gayē .
71And so, for others also, there is only one word that is heard, and that is “Baba”.
110Sadā aurō̃ kō bhī rūhānī khuśhbū dēnē vālē rūhē gulāb hō .
72Isn’t it true? 73Today Didi is being remembered also. 74She has become the incognito Ganges.
111Kōī bhī āp sabkē samīp ātā hai , samparka mē̃ ātā hai tō āp sabhī sē kyā mahsūs kartā hai ?
75They always show one incognito river as part of the merging of three rivers, and now Didi is merged in Dadi.
112Samajhtē haĩ ki yah rūhānī haĩ . 113Alaukik haĩ . 114Laukiktā samāpt hō gayī . 115Jō bhī āpkī taraph dēkhē̃gē unkō phariśhtā rūp hī dikhāī dē .
76In subtle form she is also sharing her feelings, because she is not a soul tied in bondage of karma anymore, but she has gone to play the part of forming a relationship just for service.
116Phariśhtē ban gayē nā . 117Sadā double light sthit mē̃ sthit rahnē vālē phariśhtā dikhāī dēgē . 118Phariśhtē sadā ū̃chē rahtē haĩ . 119Phariśhtō̃ kō chitra rūp mē̃ bhī dikhāyēṅgē tō paṅkh dikhāyēṅgē .
77Souls that are caught in the bondage of karma carry out their actions in one particular place alone, but karmateet souls are able to play the part of service instantly in all directions at once, because they are karmateet.
120Kisliē ? 121Uṛtē pañchhī haĩ nā .
78This is why Didi is also with all of you.
122Tō pañchhī sadā ūpar uṛ jātē . 123Tō bāp milā , ū̃chā sthān milā , ūñchī sthiti milī aur kyā chāhiē !
79It isn’t difficult for a karmateet soul to play a double part, and the speed of such service is also very fast.
124 ( vidēśhī bachchō̃ K|kē return mē̃ )
80The soul can go wherever it chooses within a second.
125Sabkī dil K|kē pyār bharē yād-pyār patra tathā yād milī .
81Special souls always continue to play their own special part.
126Bachchē mīṭhī-mīṭhī rūh-rūhān bhī kartē tō kabhī-kabhī mīṭhē-mīṭhē ulhanē bhī dētē haĩ . 127Kab bulāyēṅgē , kyō̃ nahī̃ hamkō madad kartē jō ham pahũch jātē .
82This is why it seems that she has gone away like the wind, but it was as if the eternal imperishable programme had been fixed. 83This is also a unique part.
128Aisē ulhanē bhī bāp kō priya lagtē haĩ . 129Kyōṅki bāp kō nahī̃ kahē̃gē tō kiskō kahē̃gē !
84From the very beginning Didi played a part of unique trance, and so in the end also there was the transferto a unique form of trance.
130Isliē bāpdādā kō bachchō̃ kā lāṛ-pyār achchhā lagtā hai . 131Isliē bāp K|kē pyārē haĩ aur sadā bāp K|kē pyārē hōnē K|kē kāraṇ return mē̃ bāp dvārā snēh aur sahyōg miltā hai .
85Achcha! 86To all the thirsty children from this land and foreign lands... to the long lost and now found children of each kalpa... to those who constantly remain lost and merged in Baba’s love: to such souls, BapDada’s love, remembrance, and namaste.
132Achchhā - ōm śhānti
87* * * O M S H A N T I* * *