रविवार 29 अप्रैल 1984 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
29-04-84 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Gyān sūrya K|kē rūhānī sitārō̃ key|kī bhinn-bhinn viśēṣatāē̃
Gyān sūrya , gyān chandramā , bāpdādā yathāśhakti aur śhaktiśhālī sitārō̃ kē prati bōlē :
Āj gyān sūrya gyān chandramā , apnē variety sitārō̃ kō dēkh rahē haĩ . Kōī snēhī sitārē haĩ , kōī viśhēṣh sahyōgī sitārē̃ haĩ , kōī sahajyōgī sitārē haĩ , kōī śhrēṣhṭh gyānī sitārē haĩ , kōī viśhēṣh sēvā K|kē umaṅg vālē sitārē haĩ . Kōī mēhnat kā phal khānē vālē sitārē haĩ , kōī sahaj saphaltā K|kē sitārē haĩ . Aisē bhinn-bhinn viśhēṣhatāō̃ vālē sabhī sitārē haĩ . Gyān sūrya dvārā sarv sitārō̃ kō rūhānī rōśhnī milnē kāraṇ chamaknē vālē sitārē tō ban gayē . Lēkin harēk prakār K|kē sitārō̃ key|kī viśhēṣhtā key|kī jhalak bhinn-bhinn hai . Jaisē sthūl sitārē bhinn-bhinn grah K|kē rūp mē̃ bhinn-bhinn phal alpkāl kā prāpt karātē haĩ . Aisē gyān sūrya K|kē rūhānī sitārō̃ kā bhī sarv ātmāō̃ kō avināśhī prāpti kā sambandh hai . Jaisā svayã jis viśēṣatāsē sampann sitārā hai vaisā aurō̃ kō bhī usī pramāṇ phal key|kī prāpti karānē kē nimitt bantā hai . Jitnā svayã gyān chandramā vā sūrya K|kē samīp haĩ utnā aurō̃ kō bhī samīp sambandh mē̃ lātē haĩ arthāt gyān sūrya dvārā milī huī viśhēṣhatāō̃ K|kē ādhār par aurō̃ kō direct viśhēṣhatāō̃ key|kī śhakti K|kē ādhār par itnā samīp lāyā hai jō unhō̃ kā direct gyān sūrya , gyān chandramā sē sambandh hō jātā hai . Itnē śhaktiśhālī sitārē hō nā ! Agar svayã śhaktiśhālī nahī̃ , samīp nahī̃ tō direct connection nahī̃ juṭā saktē . Dūr hōnē K|kē kāraṇ unhī̃ sitārō̃ key|kī viśhēṣhtā anusār unhō̃ K|kē dvārā jitnī śhakti , sambandh samparka prāpt kar saktē haĩ utnī yathā śhakti prāpti kartē rahtē haĩ . Direct śhakti lēnē key|kī śhakti nahī̃ hōtī hai . Isliē jaisē gyān sūrya ū̃chē tē ū̃chē haĩ , viśhēṣh sitārē ū̃chē haĩ . Vaisē ūñchī sthiti kā anubhav nahī̃ kar saktē . Yathā śhakti , yathā prāpti kartē haĩ . Jaisī śhaktiśhālī sthiti hōnī chāhiē vaisē anubhav nahī̃ kartē .
Aisī ātmāō̃ K|kē sadā yahī bōl man sē vā mukh sē nikaltē ki hōnā yah chāhiē lēkin hai nahī̃ . Bannā yah chāhiē lēkin banē nahī̃ haĩ . Karnā yah chāhiē lēkin kar nahī̃ saktē . Iskō kahā jātā hai - yathāśhakti ātmāyē̃ . Sarv śhaktivān ātmāyē̃ nahī̃ haĩ . Aisī ātmāyē̃ vā sva K|kē vā dūsrō̃ K|kē vighna vināśhak nahī̃ ban saktē . Thōṛā-sā āgē baṛhē aur vighna āyā . Ēk vighna miṭāyā , himmat mē̃ āyē , khuśhī mē̃ āyē phir dūsrā vighna āyēgā . Jīvan key|kī arthāt puruṣhārthī key|kī line sadā clear nahī̃ hōgī . Rūknā , baṛhnā is vidhi sē āgē baṛhtē rahē̃gē . Aur aurō̃ kō bhī baṛhātē rahē̃gē . Isliē rūkanē aur baṛhnē K|kē kāraṇ tīvragati kā anubhav nahī̃ hōtā . Kab chaltī kalā , kab chaṛhtī kalā , kab uṛtī kalā . Ēkras śhaktiśhālī anubhūti nahī̃ hōtī . Kabhī samasyā , kabhī samādhān svarūp . Kyōṅki yathāśhakti hai . Gyān sūrya sē sarv śhaktiyō̃ kō grahaṇ karnē key|kī śhakti nahī̃ . Bīch kā kōī sahārā jarūr chāhiē . Iskō kahā jātā hai - yathā-śhakti ātmā .
Jaisē yahā̃ ūñchī pahāṛī par chaṛhtē hō . Jis bhī vāhan par ātē hō , chāhē bas mē̃ , chāhē kār|car mē̃ , tō engine powerful hōtī hai tō tīvragati sē aur binā kōī havā pānī K|kē sahārē sīdhā hī pahũch jātē hō . Aur engine kamzōr hai tō rūk kar pānī vā havā kā sahārā lēnā paṛtā hai . Nānasṭāp nahī̃ . Stop karnā paṛtā hai . Aisī yathā śākti ātmāyē̃ , kōī na kōī ātmāō̃ kā salvation kā , sādhanō̃ kā ādhār lēnē K|kē binā ēk tīvragati uṛtī kalā key|kī mañzil par pahũch nahī̃ pātē haĩ . Kabhī kahē̃gē - āj khuśhī kam hō gaī , āj yōg itnā śhaktiśhālī nahī̃ hai . Āj is dhārṇā karnē mē̃ samajhtē huē bhī kamzōr hū̃ . Āj sēvā kā umaṅg nahī̃ ā rahā hai . Kabhī pānī chāhiē , kabhī havā chāhiē , kabhī dhakkā chāhiē . Iskō śhaktiśhālī kahē̃gē ? Hū̃ tō adhikārī , lēnē mē̃ number one adhikārī hū̃ . Kisī sē cum|kam nahī̃ . Aur karnē mē̃ kyā kahtē ? Ham tō chhōṭē haĩ . Abhī nayē haĩ . Purānē nahī̃ hai . Sampūrṇ thōṛē hī banē haĩ . Abhī samay paṛā hai . Baṛō̃ kā dōṣh hai . Hamārā nahī̃ hai . Sīkh rahē haĩ , sīkh jāyēṅgē . Bāpdādā tō sadā hī kahtē haĩ . Sabhī kō chance dēnā chāhiē . Hamkō bhī yah chance milnā chāhiē . Hamārā sunnā chāhiē . Lēnē mē̃ ham aur karnē mē̃ jaisē baṛē karē̃gē . Adhikār lēnē mē̃ ab aur karnē mē̃ kab kar lē̃gē . Lēnē mē̃ baṛē ban jātē aur karnē mē̃ chhōṭē ban jātē . Iskō kahā jātā hai - yathā-śhakti ātmā .
Bāpdādā yah ramaṇīk khēl dēkh-dēkh muskarātē rahtē haĩ . Bāp tō chatur sujān hai . Lēkin master chatur sujān bhī cum|kam nahī̃ . Isliē yathā-śhakti ātmā sē ab master sarvśhaktivān banō . Karnē vālē banō . Svataḥ hī śhaktiśhālī karma kā phal śhubh bhāvnā , śhrēṣhṭh kāmnā kā phal svataḥ hī prāpt hōgā . Sarv prāpti svayã hī āpkē pīchhē parchhāī K|kē samān avaśhya āyēgī . Sirph gyān sūrya key|kī prāpt huī śhaktiyō̃ key|kī rōśhnī mē̃ chalō tō sarv prāpti-rūpī parchhāī āpē hī pīchhē-pīchhē āyēgī . Samjhā -
Āj yathā-śhakti aur śhaktiśhālī sitārō̃ key|kī rimjhim dēkh rahē thē . Achchhā
Sabhī tīvragati sē bhāg-bhāg kar pahũch gayē haĩ . Bāp K|kē ghar mē̃ pahũchē - tō bachchō̃ kō kahē̃gē bhalē padhārē . Jaisā jitnā bhī sthān hai , āpkā hī ghar hai . Ghar tō ēk din mē̃ baṛhēgā nahī̃ lēkin saṅkhyā tō baṛh gaī hai nā . Tō samānā paṛēgā . Sthān aur samay kō saṅkhyā pramāṇ hī chalānā paṛēgā . Sabhī samā gayē hō nā ! queue tō sabhī bād mē̃ lagēgī hī . Phir bhī abhī bhī bahut-bahut lucky hō . Kyōṅki pāṇḍav bhavan vā jō sthān hai uskē andar hī samā gayē . Bāhar tak tō queue nahī̃ gaī hai nā ! Vr̥iddhi hōnī hai , queue bhī lagnī hai . Sadā her|har bāt mē̃ khuśhī mauj mē̃ rahō . Phir bhī bāp K|kē ghar mē̃ jaisā dil kā ārām kahā̃ mil sakēgā ! Isliē sadā her|har hall|hāl mē̃ santuṣhṭ rahnā , saṅgamyug key|kī vardānī bhūmi key|kī tīn pair pr̥ithvī satyug K|kē mahalō̃ sē bhī śhrēṣhṭh hai . Itnī baiṭhnē kī jagah milī hai yah bhī bahut śhrēṣhṭh hai . Yah din bhī phir bhī yād āyēgā . Abhī phir bhī dr̥iṣhṭi aur ṭōlī tō miltī hai . Phir dr̥iṣhṭi aur ṭōlī dilānē vālē bannā paṛēgā . Vr̥iddhi hō rahī hai yah bhī khuśhī key|kī bāt hai nā . Jō miltā , jaisē miltā sab mē̃ rājī aur vr̥iddhi arthāt kalyāṇ hai . Achchhā -
Karnāṭak viśhēṣh sikīladhā hō gayā hai . Mahārāṣhṭra bhī sadā saṅkhyā mē̃ mahān rahā hai . Dēhlī nē bhī race kī hai . Bhal vr̥iddhi kō pātē rahō . U|you . pī|P . bhī kisī sē cum|kam nahī̃ hai . Her|har sthān key|kī apnī-apnī viśhēṣhtā hai . Vah phir sunāyēṅgē .
Bāpdādā kō bhī sākār śharīr kā ādhār lēnē K|kē kāraṇ samay key|kī sīmā rakhnī paṛtī hai . Phir bhī loan liyā huā śharīr hai . Apnā tō nahī̃ hai . Śharīr kā jimmēvār bhī bāpdādā hō jātā hai . Isliē bēhad kā mālik bhī had mē̃ bandh jātā hai . Avyakt vatan mē̃ bēhad hai . Yahā̃ tō saṅyam , samay aur śharīr key|kī śhakti sab dēkhnā paṛtā hai . Bēhad mē̃ āō , milan manāō . Vahā̃ kōī nahī̃ kahēgā ki abhī āō abhī jāō vā number-vār āō . Khulā nimantraṇ hai athavā khulā adhikār hai . Chāhē dō bajē āō , chāhē chār bajē āō . Achchhā -
Sadā sarv śhaktiśhālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā gyān sūrya K|kē samīp aur samān ūñchī sthiti mē̃ sthit rahnē vālī viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā her|har karma karnē mē̃ pahlē maĩ kā umaṅg-utsāh rakhnē vālē himmatvān ātmāō̃ kō , sadā sarv kō śhaktiśhālī ātmā bānānē vālē sarv samīp bachchō̃ kō gyān-sūrya , jñān-candramā kā yādpyār aur namastē .
Dādiyō̃ sē : bāpdādā kō āp bachchō̃ par nāz hai , kis bāt kā nāz haĩ ? Sadaiv bāp apnē samān bachchō̃ kō dēkh nāz kartē haĩ . Jab bachchē bāp sē bhī viśhēṣh kārya karkē dikhātē tō bāp kō kitnā nāz hōgā ! Din-rāt bāp kī yād aur sēvā yah dōnō̃ hī lagan lagī huī hai . Lēkini mahāvīr bachchō̃ key|kī viśhēṣhtā yah hai ki pahlē yād kō rakhtē phir sēvā kō rakhtē . Ghōṛēsavār aur pyādē pahlē sēvā pīchhē yād . Isliē phark paṛ jātā hai . Pahlē yād phir sēvā karē̃ tō saphaltā hai . Pahlē sēvā kō rakhnē sē sēvā mē̃ jō bhī achchhā-burā hōtā hai uskē rūp mē̃ ā jātē haĩ aur pahlē yād rakhnē sē sahaj hī nyārē hō saktē haĩ . Tō bāp kō bhī nāz hai aisē samān bachchō̃ par ! Sārē viśhva mē̃ aisē samān bachchē kiskē hōṅgē ? Ēk-ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā varṇan karē̃ tō bhāgavat ban jāē . Śhurū sē ēk mahārathī key|kī viśhēṣhtā varṇan karē̃ tō bhāgavat ban jāyēgā . Madhuban mē̃ jab gyān-sūrya aur sitārē saṅgaṭhit rūp mē̃ chamaktē haĩ tō madhuban K|kē ākāśh key|kī śhōbhā kitnī śhrēṣhṭh hō jātī hai . Gyān-sūrya kē sāth sitārē bhī jarūr chāhiē .