सोमवार 10 दिसंबर 1984 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 110-12-84 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 10-12-84 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Purānē khātē key|kī samāpti key|kī niśhānī
1The sign of completing the old accounts.
3Kamal puṣhp sam banānē vālē bāp dādā bōlē 4Āj bāpdādā sākār tan kā ādhār lē sākār duniyā mē̃ , sākār rūpdhārī bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ .
2(BapDada spoke this murli after an incident took place in Bhopal, India on 2nd December, 1984, when over 40 tonnes of lethal gases leaked from a factory in Bhopal, killing thousands of people.)
5Vartamān samay key|kī halchal key|kī duniyā arthāt duḥkh K|kē vātāvaraṇ vālī duniyā mē̃ bāpdādā apnē achal aḍōl bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ . 6Halchal mē̃ rahtē nyārē aur bāp K|kē pyārē kamal puṣhpō̃ kō dēkh rahē haĩ .
3Today, BapDada has taken support of the corporeal body and has come to meet His corporeal children in the corporeal world. 4BapDada is looking at his unshakeable and immovable children in the upheaval of the world at the present time, that is, in the world of the atmosphere of sorrow.
7Bhay K|kē vātāvaraṇ mē̃ rahtē nirbhay , śhakti svarūp bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
5He is seeing the lotus flowers who, whilst living amidst upheaval, remain detached and loving to the Father.
8Is viśhva K|kē parivartak bēphikar bādśhāhō̃ kō dēkh rahē haĩ .
6He is seeing the fearless children who are embodiments of power who are living amidst an atmosphere of fear.
9Aisē bēphikar bādśhāh hō jō chārō̃ ōr K|kē phikarāt K|kē vāyumaṇḍal kā prabhāv aṅśh mātra bhī nahī̃ paṛ saktā hai . 10Vartamān samay viśhva mē̃ majority ātmāō̃ mē̃ bhay aur chintā yah dōnō̃ hī viśhēṣh sabhī mē̃ pravēśh haĩ .
7He is seeing carefree emperors who are world transformers. 8You are such carefree emperors that there cannot be the slightest trace of influence on you from the atmosphere of worry everywhere. 9At present, the majority of souls in the world have especially worry and fear in them.
11Lēkin jitnē hī vah phikar mē̃ haĩ , chintā mē̃ haĩ utnē hī āp śhubh chintak hō .
10However, to the extent that they worry, to that extent you have positive thoughts for them.
12Chintā badal śhubh chintak K|kē bhāvnā svarūp ban gayē hō .
11You have changed worry into being an embodiment of having pure and positive thoughts for them.
13Bhaybhīt kē bajāē sukh K|kē gīt gā rahē hō .
12Instead of being fearful, you are singing songs of happiness.
14Itnā parivartan anubhav kartē hō nā !
13You are experiencing this much transformation, are you not?
15Sadā śhubh chintak ban śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā key|kī mānasik sēvā sē bhī sabhī kō sukh-śhānti key|kī añchalī dēnē vālē hō nā !
14You are those who give everyone a drop of peace and happiness by constantly having pure and positive thoughts for others, and serving through your mind with good wishes and pure feelings.
16Akālē mr̥iityu vālī ātmāō̃ kō , akāl mūrt ban śhānti aur śhakti kā sahyōg dēnē vālē hō nā ! 17Kyōṅki vartamān samay season hī akālē mr̥iityu kī hai .
15You are those who become immortal images and give souls who have experienced untimely death the cooperation of peace and power, because, at present, it is the season of untimely death.
18Jaisē vāyu kā , samudra kā tūphān achānak lagtā hai , aisē yah akāl mr̥ityu kā bhī tūphān achānak aur tējī sē ēk sāth anēkō̃ kō lē jātā hai .
16Just as there are sudden hurricanes and storms, in the same way, the storms of death take many with them suddenly and very quickly.
19Yah akālē mr̥iityu kā tūphān abhī tō śhurū huā hai .
17The storms of untimely death have only just begun.
20Viśhēṣh bhārat mē̃ civil war aur prākr̥itik āpdāyē̃ yē hī her|har kalp parivartan kē nimitt bantē haĩ .
18Especially in Bharat, it is civil war and natural calamities that become instruments for transformation every cycle.
21Vidēśh key|kī rūp rēkhā alag prakār kī hai .
19The form of transformation abroad is different.
22Lēkin bhārat mē̃ yahī dōnō̃ bātē̃ viśhēṣh nimitt bantī haĩ . 23Aur dōnō̃ key|kī rehearsal dēkh rahē hō .
20However, in Bharat, it is these two things especially that are instrumental, and you are seeing rehearsals of both these things.
24Dōnō̃ hī sāth-sāth apnā part bajā rahē haĩ .
21Both are playing their part at the same time.
25Bachchō̃ nē pūchhā ki ēk hī samay ikaṭṭhā mr̥ityu kaisē aur kyō̃ hōtā ?
22Children asked how and why there are so many deaths at the same time.
26Iskā kāraṇ hai .
23What is the reason for this?
27Yah tō jāntē hō aur anubhav kartē hō ki ab sampann hōnē kā samay samīp ā rahā hai .
24You know and also experience that the time for completion is coming close.
28Sabhī ātmāō̃ kā , dvāparyug vā kaliyug sē kiē huē vikarmō̃ vā pāpō̃ kā khātā jō bhī rahā huā hai vah abhī pūrā hī samāpt hōnā hai . 29Kyōṅki sabhī kō ab vāpas ghar jānā hai .
25All the accounts of sinful actions and sins performed by all souls in the copper and iron ages that still remain, have to be totally completed, because everyone now has to return home.
30Dvāpar sē kiyē huē karma vā vikarma dōnō̃ kā phal agar ēk janm mē̃ samāpt nahī̃ hōtā tō dūsrē janmō̃ mē̃ bhī chuktū kā vā prāpti kā hisāb chaltā ātā hai .
26If the fruit (return) of actions performed and sins committed from the copper age are not settled in one birth, the account of settlement or attainment would continue into the next birth.
31Lēkin abhī last samay hai aur pāpō̃ kā hisāb jyādā hai .
27However, it is now the final period and the account of sin is greater.
32Isliē ab jaldī-jaldī janm aur jaldī-jaldī mr̥ityu - is sajā dvārā anēk ātmāō̃ kā purānā khātā khatm hō rahā hai .
28This is why the old accounts of many souls are being settled by the punishment of a quick birth and a quick death.
33Tō vartamān samay mr̥ityu bhī dardnāk aur janm bhī majority kā bahut duḥkh sē hō rahā hai .
29Therefore, at present, death is painful and the majority also take birth with a lot of pain and sorrow.
34Na sahaj mr̥ityu na sahaj janm hai .
30Neither is death easy nor is birth easy.
35Tō dardnāk mr̥ityu aur duḥkhmay janm yah jaldī hisāb-kitāb chuktū karnē kā sādhan hai .
31So, painful death and being born through suffering is the means to settle the karmic accounts quickly.
36Jaisē is purānī duniyā mē̃ cīṭiyā̃ , cīṭē̃ , machchhar ādi kō mārnē kē liē sādhan apanāyē huē haĩ . 37Un sādhanō̃ dvārā ēk hī sāth cīṭiyā̃ vā machchhar vā anēk prakār K|kē kīṭāṇu ikaṭṭhē hō vināśh hō jātē haĩ nā . 38Aisē āj K|kē samay mānav bhī machchharō̃ , cīṭiyō̃ sadr̥iśhya akālē mr̥iityu K|kē vaśh hō rahē haĩ .
32Just as methods have been adopted to kill small ants, big ants, mosquitoes etc., and with those methods, mosquitoes and many types of germs and ants can be destroyed at the same time, in the same way, today human beings are also experiencing untimely death like mosquitoes and ants.
39Mānav aur cīṇṭiyō̃ mē̃ antar hī nahī̃ rahā hai .
33There is no longer a difference between human beings and ants in this respect.
40Yah sab hisābakitāb aur sadā kē liē samāpt hōnē K|kē kāraṇ ikaṭṭhā akālē mr̥iityu kā tūphān samay prati samay ā rahā hai .
34Because of all these accounts and because of them finishing for all time, storms of untimely death come from time to time.
41Vaisē dharmarājpurī mē̃ bhī sajāō̃ kā part ant mē̃ nūndhā huā hai .
35In the same way, the part of punishment in the land of Dharamraj is also fixed at the end.
42Lēkin vah sajāyē̃ sirph ātmā apnē āp bhōgtī aur hisāb-kitāb chuktū kartī hai .
36However, that punishment is experienced by souls individually when they settle their karmic accounts.
43Lēkin karmō̃ K|kē hisāb anēk prakār mē̃ bhī viśhēṣh tīn prakār K|kē haĩ - ēk haĩ ātmā kō apnē āp bhōgnē vālē hisāb . 44Jaisē - bīmāriyā̃ .
37Even whilst having many types of karmic account, there are three special types: Accounts that a soul has to suffer for himself, for example, illness.
45Apnē āp hī ātmā tan K|kē rōg dvārā hisāb chuktū kartī hai .
38A soul settles their own accounts through illness of the body.
46Aisē aur bhī dimāg kamzōr hōnā vā kisī bhī prakār key|kī bhūt pravēśhtā .
39Another is for the head to become dull or the influence of some type of evil spirit.
47Aisē aisē prakār key|kī sajāō̃ dvārā ātmā svayã hisāb-kitāb bhōgtī hai .
40A soul itself experiences the suffering of karmic accounts through these types of punishment.
48Dūsrā hisāb hai - sambandh samparka dvārā duḥkh key|kī prāpti .
41Another account is the attainment of sorrow through relationships and connections.
49Yah tō samajh saktē hō nā ki kaisē hai !
42You can understand how that works.
50Aur tīsrā hai - prākr̥itik āpdāō̃ dvārā hisāb-kitāb chuktū hōnā .
43The third is the settling of karmic accounts through natural calamities.
51Tīnō̃ prakār K|kē ādhār sē hisāb-kitāb chuktū hō rahē haĩ .
44Karmic accounts are being settled on the basis of all three types.
52Tō dharmarājpurī mē̃ sambandh aur samparka dvārā hisāb vā prākr̥itik āpdāō̃ dvārā hisāb-kitāb chuktū nahī̃ hōgā .
45So karmic accounts will not be settled in the land of Dharamraj through relationships and connections and natural calamities.
53Vah yahā̃ sākār sr̥iṣhṭi mē̃ hōgā .
46That happens here in the corporeal world.
54Sārē purānē khātē sabhī K|kē khatm hōnē hī haĩ .
47All the old accounts of everyone have to finish.
55Isliē yah hisāb-kitāb chuktū key|kī machinery ab tīvragati sē chalnī hī hai .
48Therefore, this machinery of settling karmic accounts now has to work at a fast speed.
56Viśhva mē̃ yah sab hōnā hī hai .
49All of this is to happen in the world.
57Samjhā !
50Do you understand?
58Yah hai karmō̃ kī gati kā hisāb-kitāb .
51These are the karmic accounts of the philosophy of karma.
59Ab apnē āp kō check karō - ki mujh brāhmaṇ ātmā kā tīvragati K|kē tīvr purūṣhārth dvārā sab purānē hisāb-kitāb chuktū huē haĩ vā abhī bhī kuchh bōjh rahā huā hai ?
52Now check yourself: Have, I the Brahmin soul, settled all my past karmic accounts with intense effort at a fast speed, or does some burden still remain?
60Purānā khātā abhī kuchh rahā huā hai vā samāpt hō gayā hai ?
53Do some of the old accounts still remain or have they all finished?
61Iskī viśhēṣh niśhānī jāntē hō ?
54Do you know the special signs of this?
62Śhrēṣhṭh parivartan mē̃ vā śhrēṣhṭh karma karnē mē̃ kōī bhī apnā svabhāv-sanskār vighna ḍāltā hai vā jitnā chāhtē haĩ , jitnā sōchtē haĩ utnā nahī̃ kar pātē haĩ , aur yahī bōl nikaltē vā saṅkalp man mē̃ chaltē ki na chāhtē bhī patā nahī̃ kyō̃ hō jātā hai . 63Patā nahī̃ kyā hō jātā hai ? 64Vā svayã key|kī chāhnā śhrēṣhṭh hōtē , himmat hullās hōtē bhī parvaśh anubhav kartē haĩ , kahtē haĩ aisā karnā tō nahī̃ thā , sōchā nahī̃ thā lēkin hō gayā . 65Iskō kahā jātā hai svayã K|kē purānē svabhāv-sanskār K|kē parvaśh .
55If any of your sanskars or your nature creates an obstacle to your bringing about elevated transformation or performing elevated actions, if you are unable to do as much as you want or as much as you think you want to do, if you speak words or have the thought in your mind such as, “I don’t know why this happens even against my conscious wish; I don’t know what happens”, if you have an elevated desire, you have courage and enthusiasm, and yet you feel yourself to be influenced by something, if you say that you shouldn’t have done something, that you didn’t think about it, but that it happened, this is called being influenced by your own old nature and sanskars, being influenced by bad company, or being influenced by the atmosphere and vibrations.
66Vā kisī saṅgdōṣh K|kē parvaśh vā kisī vāyumaṇḍal vibration K|kē parvaśh . 67Yah tīnō̃ prakār K|kē parvaśh sthitiyā̃ hōtī haĩ tō na chāhtē huē hōnā , sōchtē huē na hōnā vā parvaśh ban saphaltā kō prāpt na karnā - yah niśhānī hai pichhlē purānē khātē K|kē bōjh key|kī .
56When you have any of these three stages of being influenced, then for something to happen against your conscious wish, for you to be unable to do something even when you think of doing it, or not to attain success because of being influenced by something is a sign of the burden of a past account that still remains. 57Check yourself against these signs.
68In niśāniyō̃ dvārā apnē āpkō check karō - kisī bhī prakār kā bōjh uṛtī kalā K|kē anubhav sē nīchē tō nahī̃ lē ātā .
58Does any type of burden bring you down from the experience of the flying stage? 59To settle accounts means to experience the flying stage within every attainment.
69Hisāb chuktū arthāt her|har prāpti K|kē anubhavō̃ mē̃ uṛtī kalā .
60If there is attainment only sometimes, then “sometimes” means that the account still remains.
70Kab-kab prāpti hai .
61Therefore, check yourself in this way.
71Kab hai tō ab rahā huā hai . 72Tō isī vidhi sē apnē āpkō check karō .
62In the world of sorrow, mountains of situations of sorrow are definitely going to erupt.
73Duḥkhmay duniyā mē̃ tō duḥkh key|kī ghaṭanāō̃ K|kē pahāṛ phaṭnē hī haĩ .
63At such a time, the means of safety is “The canopy of the Father’s protection”.
74Aisē samay par safety kā sādhan hai hī - bāp key|kī chhatrachhāyā .
64You already have the canopy of protection, do you not? 65Achcha.
75Chhatrachhāyā tō hai hī nā ! 76Achchhā
66All of you have come to celebrate the mela of the meeting.
77Milan mēlā manānē sab āyē haĩ . 78Yahī milan mēlā kitnī bhī dardnāk scene hō lēkin mēlā hai tō yah khēl lagēgā .
67This is the mela of the meeting in which no matter how painful a scene may be, if you are in a mela, it will seem like a game.
79Bhaybhīt nahī̃ hōṅgē .
68You will not feel fearful.
80Milan K|kē gīt gātē rahē̃gē . 81Khuśhī mē̃ nāchē̃gē .
69You will continue to sing songs of a meeting and dance in happiness.
82Aurō̃ kō bhī sāhas kā sahyōg dēgē .
70You will give others the cooperation of courage.
83Sthūl nāchnā nahī̃ , yah khuśhī kā nāchnā hai .
71Not physical dancing, but this is dancing in happiness.
84Mēlā sadā manātē rahtē hō nā !
72You constantly celebrate the mela, do you not?
85Rahtē hī milan mēlē mē̃ hō .
73All the time you stay in the mela of the meeting.
86Phir bhī madhuban K|kē mēlē mē̃ āyē hō , bāpdādā bhī aisē mēlā manānē vālē bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .
74Nevertheless, you have come to the Madhuban mela, and BapDada is also pleased to see the children who celebrate such a mela.
87Madhuban K|kē śr̥ṅgār madhuban mē̃ pahũch gayē haĩ .
75The decoration of Madhuban has reached Madhuban. 76Achcha.
88Achchhā - aisē sadā svayã K|kē sarv hisāb-vitāb chuktū kar aurō̃ K|kē bhī hisāb-kitāb chuktū karānē key|kī śhakti svarūp ātmāō̃ kō , sadā duḥkh dardnāk vāyumaṇḍal mē̃ rahtē huē nyārē aur bāp K|kē pyārē rahnē vālē rūhānī kamal puṣhpō̃ kō , sarv ātmāō̃ prati śhubh-chintak rahnē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 89
77To all the souls who are the form of power, who constantly settle their own karmic accounts and enable others to settle their karmic accounts, to the spiritual lotus flowers who, whilst constantly being in a sorrowful and painful atmosphere remain detached and loving to the Father, to the elevated souls who always have pure and positive thoughts for all souls, BapDada’s love, remembrance and namaste. 78BapDada speaking to teachers: You are servers, not teachers. 79Renunciation and tapasya are merged in service.
90Teachers bahanō̃ sē : sēvādhārī haĩ , teachers nahī̃ .
80To become a server means to have a right to the mine. 81Service is such that you remain overflowing at every second.
91Sēvā mē̃ tyāg , tapasyā samāī huī hai .
82You become so full that you continue to eat from that for half the cycle.
92Sēvādhārī bannā mānā khān K|kē adhikārī bannā .
83You are such servers that you don’t need to make effort.
93Sēvā aisī chīz hai jissē her|har second mē̃ bharpūr hī bharpūr .
84And, even in that, you are spiritual servers who stabilise yourself in the awareness of the spirit and serve the spirits (souls).
94Itnē bharpūr hō jātē jō ādhā kalp khātē hī rahē̃gē .
85This is called being a spiritual server. 86BapDada always gives such spiritual servers the title of “Spiritual Rose.”
95Mēhnat key|kī jarūrat nahī̃ - aisē sēvādhārī .
87Therefore, all of you are spiritual roses who never wilt.
96Vah bhī rūhānī sēvādhārī - rūh key|kī sthiti mē̃ sthit hō rūh key|kī sēvā karnē vālē iskō kahtē haĩ rūhānī sēvādhārī .
88You are those who refresh everyone with the fragrance of your spirituality. 89To become a server is a very elevated fortune. 90A server means being equal to the Father. 91Just as the Father is the Server, in the same way, you are instrument servers.
97Aisē rūhānī sēvādhāriyō̃ kō bāpdādā sadā rūhānī gulāb kā title dētē haĩ .
92The Father is the unlimited Teacher and you are instrument teachers. 93So, you have attained the fortune of being equal to the Father.
98Tō sabhī rūhānī gulāb hō jō kabhī bhī murjhānē vālē nahī̃ !
94Through this elevated fortune, always continue to give others the blessing of imperishable fortune.
99Sadā apnī rūhāniyat key|kī khuśhbū sē sabhī kō refresh karnē vālē . 1002 . sēvādhārī bannā bhī bahut śhrēṣhṭh bhāgya hai .
95Very few souls in the whole world have such a fortune. 96Whilst keeping this special fortune in your awareness, become powerful and continue to make others powerful. 97Continue to make others fly.
101Sēvādhārī arthāt bāp samān .
98Always make yourself move forward and also make others move forward.
102Jaisē bāp sēvādhārī hai vaisē āp bhī nimitt sēvādhārī haĩ .
99Achcha. 100Blessing: May you be a worthy of worship embodiment of power by becoming pure and a constant yogi and bid farewell to all vices.
103Bāp bēhad kā śhikṣhak hai āp bhī nimitt śhikṣhak hō .
101All of you children receive two main blessings from the Father. 1021. May you be a constant yogi.
104Tō bāp samān bannē kā bhāgya prāpt hai . 105Sadā isī śhrēṣhṭh bhāgya dvārā aurō̃ kō bhī avināśhī bhāgya kā vardān dilātē rahō .
1032. May you be pure. 104Those who always experience these blessings in their life are not yogis for just 2 to 4 hours, but are constant yogis. 105They are not, ‘only sometimes’ pure, but they are always pure, and have bid farewell to all vices.
106Sārē viśhva mē̃ aisā śhrēṣhṭh bhāgya bahut thōṛī ātmāō̃ kā hai .
106It should not be that you sometimes have anger or attachment. 107Any vice will not allow you to become an embodiment of remembrance.
107Is viśhēṣh bhāgya kō smr̥iti mē̃ rakhtē samarth ban samarth banātē rahō .
108Therefore, only such yogis are embodiments of power and always the worthy of worship ones who always remain pure.
108Uṛātē rahō . 109Sadā sva kō āgē baṛhātē aurō̃ kō bhī āgē baṛhāō .
109Slogan: Always remain in front of the Sun of Knowledge and the shadow of fortune will always be with you.
110Achchhā
110* * * O M S H A N T I* * *