रविवार 24 मार्च 1985 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 124-03-85 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 24-03-85 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Ab nahī̃ tō kab nahī̃
1If not now, then never.
3Śhrēṣhṭh rājya bhāgya kā adhikār dēnē vālē bāpdādā bōlē 4Āj loveful aur lāphul bāpdādā sabhī bachchō̃ K|kē khātē kō dēkh rahē thē .
2Today, Loveful and Lawful BapDada is seeing the accounts of all the children to see how much each of you has accumulated in your account.
5Har ēk kā jamā kā khātā kitnā hai ? 6Brāhmaṇ bannā arthāt khātā jamā karnā . 7Kyōṅki is ēk janm K|kē jamā kiyē huē khātē K|kē pramāṇ 21 janm prālabdh pātē rahē̃gē .
3To become a Brahmin means to accumulate because, according to how much you have accumulated in this one birth you will continue to receive the reward for 21 births.
8Na sirph 21 janm prālabdh prāpt karē̃gē lēkin jitnā pūjya bantē hō arthāt rājya pad K|kē adhikārī bantē hō , usī hisāb anusār ādhākalp bhaktimārg mē̃ pūjā bhī rājya bhāgya K|kē adhikār K|kē hisāb sē hōtī hai .
4Not only will you receive the reward for 21 births, but, according to how worthy of worship you become, that is, according to how worthy of a royal status you become, to that extent, you will be worshipped for half the cycle on the path of devotion as a right of your fortune of the kingdom.
9Rājya pad śhrēṣhṭh hai tō pūjya svarūp bhī itnā hī śhrēṣhṭh hōtā hai .
5The royal status is elevated and so the worthyofworship form is also just as elevated.
10Itnī saṅkhyā mē̃ prajā bhī bantī hai .
6The number of subjects too is created accordingly.
11Prajā apnē rājya adhikārī viśhva-mahārājan vā rājan kō māt pitā K|kē rūp sē pyār kartī hai .
7People love their world emperor or king who has the right to the kingdom in the form of the mother and father.
12Itnā hī bhakta ātmāyē̃ bhī aisē hī us śhrēṣhṭh ātmā kō vā rājya adhikārī mahān ātmā kō apnā pyārā īṣhṭ samajh pūjā kartē haĩ . 13Jō aṣhṭ bantē haĩ vah īṣhṭ bhī itnē hī mahān bantē haĩ .
8Similarly, devotee souls consider the elevated souls and the great souls who have a right to the kingdom to be their lovely beloved deities and worship them.
14Is hisāb pramāṇ isī brāhmaṇ jīvan mē̃ rājya-pad aur pūjya-pad pātē hō .
9Those who become part of the eight also become just as great, specially beloved deities.
15Ādhā kalp rājya-pad vālē bantē hō aur ādhā kalp pūjya-pad kō prāpt kartē hō .
10The royal status and the worthyofworship status are attained in this Brahmin life according to this calculation.
16Tō yah janm vā jīvan vā yug sārē kalp K|kē khātē kō jamā karnē kā yug vā jīvan hai .
11For half the cycle, you become those with a royal status and for half the cycle you attain a worthyofworship status.
17Isliē āp sabhī kā ēk slōgan banā huā hai , yād hai ? 18- ab nahī̃ tō kab nahī̃ .
12So this birth, life and age are for accumulating in the account of accumulation for the whole cycle.
19Yah is samay K|kē isī jīvan kē liē hī gāyā huā hai .
13This is why you have a slogan: Do you remember it?
20Brāhmaṇō̃ kē liē bhī yah slōgan hai tō agyānī ātmāō̃ kē liē bhī sujāg karnē kā yah slōgan hai . 21Agar brāhmaṇ ātmāyē̃ her|har śhrēṣhṭh karma karnē K|kē pahlē śhrēṣhṭh saṅkalp kartē huē yah slōgan sadā yād rakhē̃ ki - ab nahī̃ tō kab nahī̃ , tō kyā hōgā ? 22Sadā her|har śhrēṣhṭh kārya mē̃ tīvr ban āgē baṛhē̃gē . 23Sāth-sāth yah slōgan sadā umaṅg-utsāh dilānē vālā hai .
14“If not now, then never.”
24Rūhānī jāgr̥iti svataḥ hī ā jātī hai .
15This has been remembered of this time and this life.
25Achchhā phir kar lē̃gē , dēkh lē̃gē . 26Karnā tō hai hī . 27Chalnā tō hai hī .
16This slogan is for Brahmins and it is also to awaken souls without knowledge.
28Bannā bhī hai hī . 29Yah sādhāraṇ purūṣhārth K|kē saṅkalp svataḥ hī samāpt hō jātē haĩ . 30Kyōṅki smr̥iti ā gaī ki - ab nahī̃ tō kab nahī̃ .
17If, whilst performing every elevated action and having elevated thoughts, you Brahmin souls always remember “If not now, then never”, what would happen?
31Jō karnā hai vah ab kar lō . 32Iskō kahā jātā hai - tīvr purūṣhārth .
18You would always become intense in every elevated task and move forward.
33Samay badalnē sē kabhī śhubh saṅkalp bhī badal jātā hai .
19As well as that, this slogan also gives you zeal and enthusiasm.
34Śhubh kārya jis umaṅg sē karnē kā sōchā vah bhī badal jātā hai .
20You automatically have spiritual awakening.
35Isliē brahmā bāp K|kē number one jānē key|kī viśhēṣhtā kyā dēkhī ?
21Thoughts of ordinary effort such as “OK, I will do it at some time.
36Kab nahī̃ , lēkin ab karnā hai .
22I have to do it anyway!
37 turant dān mahāpuṇya kahā jātā hai .
23I have to move along in that way.
38Agar turant dān nahī̃ kiyā , sōchā , samay lagāyā , plan banāyā phir practical mē̃ lāyā tō iskō turant dān nahī̃ kahā jāyēgā .
24I have to become that anyway”, would automatically end because you would have become aware of, “If not now, then never”.
39Dān kahā jāyēgā .
25Do whatever you want to do now.
40Turant dān aur dān mē̃ antar hai .
26This is called being an intense effortmaker.
41Turant dān mahādān hai . 42Mahādān kā phal mahān hōtā hai .
27Sometimes, when the moment changes, even the auspicious thought changes.
43Kyōṅki jab tak saṅkalp kō practical karnē mē̃ sōchtā hai - achchhā karū̃ , karū̃gā , abhī nahī̃ , thōṛē samay kē bād karū̃gā . 44Ab itnā kar lētā hū̃ yah sōchnā aur karnā is bīch mē̃ jō samay paṛ jātā hai usmē̃ māyā kō chance mil jātā hai . 45Bāpdādā bachchō̃ K|kē khātē mē̃ kaī bār dēkhtē haĩ ki sōchnē aur karnē K|kē bīch mē̃ jō samay paṛtā hai us samay mē̃ māyā ā jātī hai tō bāt bhī badal jātī hai . 46Mānō kabhī tan sē , man sē sōchtē haĩ yah karē̃gē lēkin samay paṛnē sē jō 100 pratiśhat sōchtē haĩ karnē kē liē vah badal jātā hai .
28The enthusiasm with which you might have thought of performing an auspicious task also changes.
47Samay paṛnē sē māyā kā prabhāv hōnē K|kē kāraṇ mānō 8 ghaṇṭā lagānē vālā 6 ghaṇṭā lagāyēgā .
29Therefore, what was the speciality you saw in Father Brahma becoming number one? 30Not “At some time”, but “I have to do it now.”
482 ghaṇṭā kaṭ hō jāyēgā . 49Circumstance hī aisē ban jāyēṅgē .
31It is said: An instant donation is the greatest charity.
50Is prakār dhan mē̃ sōchēgā 100 karnā hai aur karēgā 50 itnā bhī phark paṛ jātā hai . 51Kyōṅki bīch mē̃ māyā kō margin mil jātī hai .
32If you don’t donate instantly, if you think about it and take time, if you make plans and then put them into practice, that would not be called an instant donation.
52Phir kaī saṅkalp ātē haĩ .
33It would simply be called a donation.
53Achchhā 50 abhī kar lētē haĩ - 50 phir bād mē̃ kar lē̃gē . 54Hai tō bāp kā hī .
34There is a difference between an instant donation and a donation.
55Lēkin tan-man-dhan sabhī kā jō turant dān vah mahāpuṇya hōtā hai .
35An instant donation is a great donation. 36The fruit of a great donation is great.
56Dēkhā hai nā - bali bhī chaṛhātē haĩ tō mahāprasād vahī hōtā jō turant hōtā .
37Whilst you are still thinking about putting a thought into practice, “OK, I should do this, I will do it.
57Ēk dhak sē jhāṭakū bantē haĩ uskō mahāprasād kahā jātā hai .
38Not now, but I will do it after some time.
58Jō bali mē̃ chillātē-chillātē sōchtē-sōchtē rah jātē haĩ vah mahāprasād nahī̃ . 59Jaisē vah bakrē kō bali chaṛhātē haĩ , vah bahut chillātā hai . 60Yahā̃ kyā kartē ?
39I will do this much for now” the time gap that there is between thinking those thoughts and actually putting them into practice gives Maya a chance.
61Sōchtē haĩ , aisā karē̃ vā na karē̃ . 62Yah huā sōchnā . 63Chillānē vālē kō kabhī bhī mahāprasād K|kē rūp mē̃ svīkār nahī̃ kartē haĩ . 64Aisē hī yahā̃ bhī turant dān mahāpuṇya yah jō gāyan hai vah is samay kā hai .
40BapDada looks at the accounts of the children and sees that Maya comes many times in the tiny gap of you children thinking about something and doing it in practice, and so that situation changes.
65Arthāt sōchnā aur karnā turant hō . 66Sōchtē-sōchtē rah nahī̃ jāvē̃ .
41For instance, sometimes you think that you will do something with your body and mind.
67Kaī bār aisē anubhav bhī sunātē haĩ . 68Sōchā tō mainnē bhī yahī thā lēkin isnē kar liyā , mainnē nahī̃ kiyā .
42However, initially you thought of it a 100%, but by the time of doing it, it changed.
69Tō jō kar lētā hai vah pā lētā hai . 70Jō sōchtē-sōchtē rah jātā , vah sōchtē-sōchtē trētāyug tak pahũch jātā hai .
43When there is a time gap, because of the influence of Maya, someone who had thought of giving eight hours, only gives six hours.
71Sōchtē-sōchtē rah jātā hai .
44It would have been reduced by 2 hours.
72Yahī vyarth saṅkalp hai ki turant nahī̃ karō .
45Circumstances will become such.
73Śhubh kārya śhubh saṅkalp kē liē gāyan hai - turant dān mahāpuṇya . 74Kabhī-kabhī kōī bachchē baṛā khēl dikhātē haĩ . 75Vyarth saṅkalp itnā force sē ātē jō kaṇṭrōl nahī̃ kar pātē .
46In the same way, with money too, you would think that you want to give a 100, but then you only give 50, and so that difference is there, because in between Maya has a margin.
76Phir us samay kahtē kyā karē̃ , hō gayā nā . 77Rōk nahī̃ saktē .
47Then you have many thoughts, such as “OK, I will give 50 now and 50 later.
78Jō āyā vah kar liyā lēkin vyarth kē liē kaṇṭrōliṅg power chāhiē . 79Ēk samarth saṅkalp kā phal padmaguṇā miltā hai . 80Aisē hī ēk vyarth saṅkalp kā hisāb-kitāb - udās hōnā , dilśhikasta hōnā vā khuśhī gāyab hōnā vā samajh nahī̃ ānā ki maĩ kyā hū̃ , apnē kō bhī nahī̃ samajh saktē - yah bhī ēk kā bahut guṇā K|kē hisāb sē anubhav hōtā hai . 81Phir sōchtē haĩ ki thā tō kuchh nahī̃ .
48It belongs to the Father anyway.”
82Patā nahī̃ kyō̃ khuśhī gum hō gaī . 83Bāt tō baṛī nahī̃ thī lēkin bahut din hō gayē haĩ - khuśhī kam hō gaī hai .
49However, whatever is an instant donation of body, mind and wealth is considered to be great charity.
84Patā nahī̃ kyō̃ akēlāpan achchhā lagtā hai ! 85Kahā̃ chalē jāvē̃ , lēkin jāyēṅgē kahā̃ ?
50You have seen that when they offer a sacrifice, the mahaprasad is only that which is instant.
86Akēlā arthāt binā bāp kē sāth akēlā tō nahī̃ jānā hai nā .
51The animal that is sacrificed instantly with one stroke is considered to be the mahaprasad.
87Aisē bhalē akēlē hō jāō lēkin bāp kē sāth sē akēlē kabhī nahī̃ hōnā .
52One who cries out and still thinks about being sacrificed would not be considered mahaprasad.
88Agar bāp kē sāth sē akēlē huē , vairāgī , udāsī yah tō dūsrā maṭh hai .
53When they offer a goat as a sacrifice, that goat cries out a lot. 54What do you do here?
89Brāhmaṇ jīvan nahī̃ .
55You think, “Should I do this or not?”
90Combined hō nā .
56This is thinking about it.
91Saṅgamyug combined rahnē kā yug hai .
57Anyone who cries out is never accepted as the mahaprasad.
92Aisī vaṇḍarapul jōṛī tō sārē kalp mē̃ nahī̃ milēgī .
58Similarly, here too, an instant donation is great charity.
93Chāhē lakṣhmī nārāyaṇ bhī ban jāē̃ lēkin aisī jōṛī tō nahī̃ banēgī nā ! 94Isliē saṅgamyug kā combined rūp hai .
59It is the praise of this time, that is, your thinking and doing should be instantaneous.
95Yah second bhī alag nahī̃ hō saktā . 96Alag huā aur gayā .
60You should not be left still thinking about it.
97Anubhav hai nā aisā ! 98Phir kyā kartē ?
61Sometimes, some share such experiences.
99Kabhī sāgar K|kē kinārē chalē jātē , kab chhat par , kab pahāṛō̃ par chalē jātē .
62I also thought about it, but that one did it instead, I didn’t do it.
100Manan karnē kē liē jāō , vah alag bāt hai .
63So, those who actually do it receive the reward.
101Lēkin bāp K|kē binā akēlē nahī̃ jānā hai . 102Jahā̃ bhī jāō sāth jāō .
64Those who keep on thinking about it reach the silver age whilst still thinking.
103Yah brāhmaṇ jīvan kā vāydā hai .
65They just remain thinking all the time.
104Janmatē hī yah vāydā kiyā hai nā ! 105Sāth rahē̃gē sāth chalē̃gē .
66The waste thought is that which tells you, “Don’t do it instantly.”
106Aisē nahī̃ jaṅgal mē̃ vā sāgar mē̃ chalē jānā hai . 107Nahī̃ .
67There is praise for an auspicious task and an auspicious thought.
108Sāth rahnā hai , sāth chalnā hai .
68“Instant donation is great charity.”
109Yah vāydā pakkā hai nā sabhī kā ?
69Sometimes, some children show great games.
110Dr̥iṛh saṅkalp vālē sadā saphaltā kō pātē haĩ . 111Dr̥iṛhtā saphaltā key|kī chābī hai .
70They have waste thoughts with so much force that they are unable to control them.
112Tō yah vāydā bhī dr̥iṛh pakkā kiyā hai nā .
71Then they say, “What can I do?
113Jahā̃ dr̥iṛhtā sadā hai vahā̃ saphaltā sadā hai .
72It just happened.” 73They are unable to stop them.
114Dr̥iṛhtā cum|kam tō saphaltā bhī cum|kam .
74They then do whatever thoughts they had.
115Brahmā bāp key|kī viśhēṣhtā kyā dēkhī !
75However, you need controlling power for waste thoughts.
116Yahī dēkhī nā - turant dān … kabhī sōchā ki kyā hōgā !
76You receive multimillionfold fruit of one powerful thought.
117Pahlē sōchū̃ pīchhē karū̃ , nahī̃ . 118Turant dān mahāpuṇya K|kē kāraṇ number one mahān ātmā banē̃ . 119Isliē dēkhō number one mahān ātmā bannē K|kē kāraṇ kr̥iṣhṇa K|kē rūp mē̃ number one pūjā hō rahī hai .
77In the same way, the account of one wasteful thought to be sad, to be disheartened, to lose your happiness, not understanding who you are, not being able to understand yourself is also experienced in the same way as the multifold return of one.
120Ēk hī yah mahān ātmā hai jiskī bāl rūp mē̃ bhī pūjā hai . 121Bāl rūp bhī dēkhā hai nā .
78Then, you think, “Well, it was nothing really, but I don’t know why my happiness disappeared!
122Aur yuvā rūp mē̃ rādhē kr̥iṣhṇa K|kē rūp mē̃ bhī pūjā hai .
79It wasn’t a big situation but it has now been many days since my happiness decreased.
123Aur tīsrā gōp gōpiyō̃ K|kē rūp mē̃ bhī gāyan pūjan hai .
80I don’t know why I enjoy being in isolation. 81I should go away somewhere.
124Chauthā lakṣhmī nārāyaṇ K|kē rūp mē̃ .
82However, where would you go?
125Ēk yah hī mahān ātmā hai jiskē bhinn-bhinn āyu K|kē rūp mē̃ bhinn-bhinn charitra K|kē rūp mē̃ gāyan aur pūjan hai .
83You are not going to go away anywhere alone, that is, without the Father’s company, are you? 84You may remain alone, but don’t remain alone and separated from the Father’s company.
126Rādhē kā gāyan hai lēkin rādhē kō bāl rūp mē̃ kabhī jhūlā nahī̃ jhulāyēṅgē . 127Kr̥iṣhṇa kō jhulātē haĩ .
85If you become alone away from the Father’s company, if you become separated in yoga, if you become upset, that is a different sect.
128Pyār kr̥iṣhṇa kō kartē haĩ .
86That is not Brahmin life.
129Rādhē kā sāth K|kē kāraṇ nām jarūr hai .
87You are combined, are you not?
130Phir bhī number dō aur ēk mē̃ phark tō hōgā nā .
88The confluence age is the age to remain combined.
131Tō number one bannē kā kāraṇ kyā banā ? 132- mahā puṇya .
89Such a wonderful couple cannot be found throughout the whole cycle.
133Mahān puṇya ātmā sō mahān pūjya ātmā ban gaī . 134Pahlē bhī sunāyā thā nā ki āp lōgō̃ key|kī pūjā mē̃ bhī antar hōgā .
90Even if you were to become Lakshmi and Narayan, that would not be like this wonderful couple, would it?
135Kōī dēvī dēvtāō̃ key|kī pūjā vidhipūrvak hōtī hai aur kōī key|kī aisē kām chalāū bhī hōtī hai . 136Iskā tō phir bahut vistār hai .
91This is why you cannot become separated for even a second from the combined form of the confluence age.
137Pūjā kā bhī bahut vistār hai .
92As soon as you become separated, you lose.
138Lēkin āj tō sabhī K|kē jamā K|kē khātē dēkh rahē thē .
93You have experienced this, have you not? 94What do you do then?
139Gyān kā khajānā , śhaktiyō̃ kā khajānā , śhrēṣhṭh saṅkalpō̃ kā khajānā kahā̃ tak jamā kiyā hai aur samay kā khajānā kahā̃ tak jamā kiyā hai .
95You sometimes go to the seaside, sometimes on the roof, sometimes to the mountains. 96To go there to churn is a different matter.
140Yah chārō̃ hī khajānē kahā̃ tak jamā kiyē haĩ ?
97However, don’t go there alone without the Father.
141Yah khātā dēkh rahē thē .
98Wherever you go, go with Him.
142Tō abhī in chārō̃ hī bātō̃ kā khātā apnā check karnā .
99This is the promise of Brahmin life.
143Phir bāpdādā bhī sunāyēṅgē ki result kyā dēkhī aur har ēk khajānē K|kē jamā karnē kā prāpti kā kyā sambandh hai .
100You made this promise when you took birth, did you not? 101You will remain with Him and go back home with Him.
144Aur kaisē jamā karnā hai is sab bātō̃ par phir sunāyēṅgē .
102Don’t just go to the forest or the sea like that. 103No!
145Samjhā 146Samay tō had kā hai nā .
104You have to remain with Him and go back with Him.
147Ātē bhī had mē̃ haĩ , apnā śharīr bhī nahī̃ .
105This is the firm promise of everyone, is it not?
148Loan liyā huā śharīr , aur hai bhī temporary part kā śharīr .
106Those who have determination always attain success.
149Isliē samay kō bhī dēkhnā paṛtā hai .
107Determination is the key to success.
150Bāpdādā kō bhī her|har bachchē sē milnē mē̃ , her|har bachchē key|kī mīṭhīmīṭhī rūhānī khuśhbū lēnē mē̃ majā ātā hai .
108Therefore, you have made this promise firm, have you not? 109Where there is constant determination there is constant success.
151Bāpdādā tō her|har bachchē K|kē tīnō̃ kāl jāntē haĩ nā .
110If determination is lacking, then success too, is less.
152Aur bachchē sirph apnē vartamān kō jyādā jāntē haĩ isliē kabhī kaisē , kabhī kaisē hō jātē haĩ .
111What was the speciality you saw in Father Brahma? 112You saw that he gave an instant donation.
153Lēkin bāpdādā tīnō̃ kālō̃ kō jānnē kāraṇ usī dr̥iṣhṭi sē dēkhtē haĩ ki yah kalp pahlē vālā hakdār hai .
113Did he ever think about what would happen? 114It was never, “Let me think about it first, and then I will do it.”
154Adhikārī hai .
115No.
155Abhī sirph thōṛā sā kōī halchal mē̃ hai lēkin abhī-abhī halchal abhī-abhī achal hō hī jānā hai .
116Because of being greatly charitable with his instant donation, he became the number one great soul.
156Bhaviṣhya śhrēṣhṭh dēkhtē haĩ . 157Isliē vartamān kō dēkhtē bhī , nahī̃ dēkhtē . 158Tō har ēk bachchē key|kī viśhēṣhtā kō dēkhtē haĩ .
117Therefore, because of becoming the number one great soul, he is worshipped as the number one soul in the form of Krishna.
159Aisā kōī hai jismē̃ kōī bhī viśhēṣhtā na hō ! 160Pahlī viśhēṣhtā tō yahī hai jō yahā̃ pahũchē hō .
118This is the only great soul who is also worshipped in his childhood form.
161Aur kuchh bhī na hō phir bhī sammukh milnē kā yah bhāgya cum|kam nahī̃ hai .
119You have seen his childhood form, have you not?
162Yah tō viśhēṣhtā hai nā . 163Yah viśhēṣh ātmāō̃ key|kī sabhā hai .
120He is also worshipped in his adolescent form with Radhe – Radhe Krishna.
164Isliē viśhēṣh ātmāō̃ key|kī viśhēṣhtā kō bāpdādā dēkh harṣhit hōtē haĩ .
121He is also remembered and worshipped with the gopes and gopis.
165Achchhā 166Sadā turant dān mahāpuṇya K|kē śhrēṣhṭh saṅkalp vālē , sadā kab kō ab mē̃ parivartan karnē vālē , sadā samay K|kē vardān kō jān vardānō̃ sē jhōlī bharnē vālē , sadā brahmā bāp kō follow kar brahmā bāp kē sāth śhrēṣhṭh rājya-adhikārī aur śhrēṣhṭh pad adhikārī bannē vālē , sadā bāp kē sāth combined rahnē vālē , aisē sadā K|kē sāthī bachchō̃ kō , sadā sāth nibhānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 167 168Br̥jaindrā dādī sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt - chalānē vālā chalā rahā hai nā .
122Fourth, in the form of Lakshmi and Narayan.
169Her|har second karāvanhār nimitt banāē karā rahā hai . 170Karāvanhār K|kē hāth mē̃ chābī hai . 171Usī chābī sē chal rahī hai .
123This is the only great soul who is remembered and worshipped in the different ages of his life and his many forms of activity are also remembered.
172Automatic chābī mil jātī hai aur chaltē phirtē kitnā nyārē aur pyārēpan kā anubhav hōtā hai .
124There is praise of Radhe too, but they never rock her in a cradle like they rock Krishna.
173Chāhē karma kā hisāb chuktū bhī kar rahē haĩ lēkin karma K|kē hisāb kō bhī sākṣhī hō dēkhtē huē , sāthī kē sāth mauj mē̃ rahtē haĩ . 174Aisē hai nā ! 175Āp tō sāthī kē sāth mauj mē̃ haĩ bākī yah hisāb kitāb sākṣhī hō chuktū kaisē hō rahā hai vah dēkhtē huē bhī mauj mē̃ rahnē kāraṇ lagtā kuchh nahī̃ hai . 176Kyōṅki jō ādi sē sthāpanā kē nimitt banē haĩ tō jab tak hai tab tak baiṭhē haĩ yā chal rahē haĩ , stage par haĩ yā ghar mē̃ haĩ lēkin mahāvīr bachchē sadā hī apnē śhrēṣhṭh stage par hōnē K|kē kāraṇ sēvā key|kī stage par haĩ .
125They love Krishna.
177Double stage par haĩ . 178Ēk svayã key|kī śhrēṣhṭh stage par haĩ aur dūsrī sēvā key|kī stage par haĩ .
126Because of being with Krishna, Radhe’s name is definitely mentioned.
179Tō sārā din kahā̃ rahtī hō ? 180Makān mē̃ yā stage par ?
127Nevertheless, there is a difference in being the second number and the first number.
181Bed par baiṭhtī , kōc par baiṭhtī hō yā stage par rahtī hō ?
128So, what was the reason for becoming number one? 129Great charity.
182Kahā̃ bhī hō lēkin sēvā key|kī stage par hō . 183Double stage hai .
130The greatly charitable soul then became the greatly worthy of worship soul.
184Aisē hī anubhav hōtā hai nā ! 185Apnē hisāb kō bhī āp sākṣhī hōkar dēkhō .
131You were also told earlier that there is a difference in the way that all of you are worshipped.
186Is śharīr sē jō bhī pichhlā kiyā huā hai vah chuktū kaisē kar rahā hai , vah sākṣhī hōkar dēkhtē .
132Some deities are worshipped in the right way, and others are worshipped just for the sake of it.
187Isē karmabhōg nahī̃ kahē̃gē .
133There is a lot of detail of this.
188Bhōgnē mē̃ dukh hōtā hai .
134There is a lot of detail of worship too.
189Tō bhōgnā śhabda nahī̃ kahē̃gē kyōṅki dukhadarda key|kī mahsūstā nahī̃ hai .
135However, today, Baba is looking at everyone’s account of accumulation.
190Āp lōgō̃ kē liē karmabhōg nahī̃ hai , yah bhī karmyōg key|kī śhakti sē sēvā kā sādhan banā huā hai . 191Yah karma bhōgnā nahī̃ , sēvā key|kī yōjnā hai .
136To what extent have you accumulated the treasure of knowledge, the treasure of powers, the treasure of elevated thoughts and the treasure of time?
192Bhōgnā bhī sēvā key|kī yōjnā mē̃ badal gaī . 193Aisē hai nā !
137To what extent have you accumulated all of these four treasures?
194Isliē sadā sāth key|kī mauj mē̃ rahnē vālī .
138Baba was seeing these accounts.
195Janm sē yahī āśhā rahī - sāth rahnē key|kī .
139So, now, check your account of all these four things.
196Yah āśhā bhakti rūp mē̃ pūrī huī , gyān mē̃ bhī pūrī huī , sākār rūp mē̃ bhī pūrī huī aur abhī avyakt rūp mē̃ bhī pūrī hō rahī hai .
140Then BapDada will also tell you what result He saw. 141He will tell you what the method is to accumulate in each account, what its relationship with attainment is and how to accumulate.
197Tō yah janm key|kī āśhā vardān K|kē rūp mē̃ ban gaī .
142Baba will tell you about these things later. 143Do you understand?
198Achchhā - jitnā sākār bāp kē sāth rahnē kā anubhav inkā hai utnā aur kiskā nahī̃ .
144Time is limited, is it not? 145He also comes into the limited. 146It is not His own body He enters.
199Sāth rahnē kā viśhēṣh part milā yah cum|kam thōṛē hī hai . 200Harēk kā bhāgya apnā-apnā hai .
147It is a body that He has taken on loan, and it is a body that is playing a temporary part.
201Āp bhī kahō - vāh rē maĩ ! 202Achchhā
148This is why Baba also has to consider the time.
203Ādi ratna sadā son|san śōvz father karnē kē nimitt haĩ . 204Her|har karma sē bāp K|kē charitra kō pratyakṣha karnē vālē divya darpaṇ haĩ .
149BapDada also enjoys meeting each child and taking the sweetest spiritual fragrance from each child.
205Darpaṇ kitnā āvaśhyak hōtā hai ? 206Apnā darśhan yā dūsrē kā darśhan karānē kē liē . 207Tō āp sabhī darpaṇ hō bāp kā sākṣhātkār karānē kē liē .
150BapDada knows all three aspects of time of each child, whereas children just know their present to a greater extent, and they are therefore sometimes like this and sometimes like that.
208Jō viśhēṣh ātmāyē̃ nimitt haĩ unkō dēkh sabhī kō kyā yād ātā hai ? 209Bāpdādā yād ā jātā hai . 210Bāp kyā kartē thē , kaisē chaltē thē … yah yād ātā hai nā .
151However, because of knowing all three aspects of time, BapDada sees you with the vision of your being the same one from the previous cycle who has a right, that you are rightful.
211Tō bāp kō pratyakṣha karnē K|kē darpaṇ hō .
152There are some in a little bit of upheaval at present.
212Bāpdādā aisē viśhēṣh bachchō̃ kō sadā apnē sē bhī āgē baṛhātē haĩ .
153However those who are fluctuating have to become unshakeable now.
213Sir kā tāj banā dētē haĩ .
154He sees your future as elevated.
214Sir K|kē tāj key|kī chamaktī huī maṇi hō . 215Achchhā
155This is why, even though seeing the present, He doesn’t see it.
216Sabhī bachchō̃ kō vidāī K|kē samay yādpyār dētē huē - bāpdādā chārō̃ taraph K|kē sabhī bachchō̃ kō yādpyār bhēj rahē haĩ . 217Har ēk sthān K|kē snēhī bachchē , snēh sē sēvā mē̃ āgē baṛh rahē haĩ aur snēh sadā āgē baṛhātā rahēgā . 218Snēh sē sēvā kartē hō isliē jinhō̃ key|kī sēvā kartē hō vah bhī bāp K|kē snēhī ban jātē haĩ . 219Sabhī bachchō̃ kō sēvā key|kī mubārak bhī hō aur mēhnat nahī̃ lēkin muhabbat key|kī mubārak hō .
156So He sees the speciality of every child.
220Kyōṅki nām mēhnat hai lēkin hai muhabbat .
157Is there anyone who doesn’t have a speciality?
221Isliē jō yād mē̃ rahkar sēvā kartē haĩ vah apnā vartamān aur bhaviṣhya jamā kartē haĩ .
158The first speciality is that you have reached here.
222Isliē abhī bhī sēvā key|kī khuśhī miltī hai aur bhaviṣhya mē̃ bhī jamā hōtā hai .
159You may not have anything else, but this fortune of personally meeting is no less.
223Sēvā nahī̃ key|kī lēkin avināśhī bank mē̃ apnā khātā jamā kiyā .
160You have this speciality, do you not? 161This is a gathering of special souls.
224Thōṛī see|sī|C sēvā aur sadākāl kē liē khātā jamā hō jātā . 225Tō vah sēvā kyā huī ?
162Therefore, BapDada is pleased on seeing the speciality of special souls.
226Jamā huā nā !
163Achcha.
227Isliē sabhī bachchō̃ kō bāpdādā yādpyār bhēj rahē haĩ . 228Harēk apnē kō samarth ātmā samajh āgē baṛhō tō samarth ātmāō̃ key|kī saphaltā sadā hai hī . 229Harēk apnē-apnē nām sē viśhēṣh yādpyār svīkār karnā ( dēhlī pāṇḍav bhavan mē̃ ṭailēksa lagā hai ) dēhlī nivāsī pāṇḍav bhavan K|kē sabhī bachchō̃ kō viśhēṣh sēvā key|kī mubārak . 230Kyōṅki yah sādhan bhī sēvā kē liē hī banē haĩ .
164To those who always have the elevated thoughts of donating instantly, which is great charity, to those who always transform “at some time” (kab) into now (ab), to those who always know the blessing of time and fill their apron with blessings, to those who follow Father Brahma and who become those who have a right to the elevated kingdom and a right to the elevated status with Father Brahma, to those who always remain combined with the Father, to such constant companion children, to the children who always fulfil the responsibility of companionship, BapDada’s love, remembrance and namaste.
231Sādhan key|kī mubārak nahī̃ , sēvā key|kī mubārak hō . 232Sadā in sādhanō̃ dvārā bēhad key|kī sēvā , avināśhī kartē rahē̃gē .
165To the Dadis: 166The original jewels are always instruments for “Son shows Father”.
233Khuśī-khaśī sē viśhva mē̃ is sādhan dvārā bāp kā sandēśh pahuñchātē rahē̃gē . 234Isliē bāpdādā dēkh rahē haĩ ki bachchō̃ key|kī sēvā kā umaṅg utsāh khuśhī kitnī hai . 235Isī khuśhī sē sadā āgē baṛhtē rahnā .
167You are the divine mirrors who reveal the divine activities of the Father through your every action. 168A mirror is very essential to give a glimpse of yourself and of others.
236Pāṇḍav bhavan kē liē sabhī vidēśhī khuśhī kā certificate dētē haĩ iskō kahā jātā hai bāp samān mēhmān nivājī mē̃ sadā āgē rahnā .
169So, all of you are mirrors to give a vision of the Father. 170What does everyone remember on seeing the special instrument souls?
237Jaisē brahmā bāp nē kitnī mēhmān nivājī karkē dikhāī .
171You remember BapDada, do you not? 172What did the Father used to do?
238Tō mēhmān nivājī mē̃ follow karnē vālē bāp kā show kartē haĩ .
173How did He walk? 174You remember that, do you not?
239Bāp kā nām pratyakṣha kartē haĩ .
175So, you are the mirrors who reveal the Father.
240Isliē bāpdādā sabhī key|kī taraph sē yādpyār dē rahē haĩ .
176BapDada always makes such special children move forward ahead of Himself.
241Amr̥itbēlē 6 bajē bāpdādā nē phir sē murlī chalāī tathā yādpyār dī|the 24225-03-85
177He makes you the crown of His head. 178You are the sparkling jewels in the crown on the head.
243Āj K|kē din sadā apnē kō double light samajh uṛtī kalā kā anubhav kartē rahnā . 244Karmayōgī kā part bajātē bhī karma aur yōg kā balance check karnā ki karma aur yād arthāt yōg dōnō̃ hī śhaktiśhālī rahē ? 245Agar karma śhakti - śālī rahā aur yād cum|kam rahī tō balance nahī̃ . 246Aur yād śhaktiśhālī rahī aur karma śhaktiśhālī nahī̃ tō bhī balance nahī̃ .
179Achcha.
247Tō karma aur yād kā balance rakhtē rahnā . 248Sārā din isī śhrēṣhṭh sthiti mē̃ rahnē sē apnī karmātīt avasthā K|kē najdīk ānē kā anubhav karē̃gē .
180Blessing: May you renounce the arrogance of carelessness and pay attention and become worthy of receiving help from the Father thereby becoming an easy effortmaker.
249Sārā din karmātīt sthiti vā avyakt phariśhtē svarūp sthiti mē̃ chaltē phirtē rahnā .
181Some children, instead of maintaining courage, become arrogant through carelessness, thinking that they are always worthy.
250Aur nīchē key|kī sthiti mē̃ nahī̃ ānā .
182“If the Father doesn’t help me, then whom would He help?”
251Āj nīchē nahī̃ ānā , ūpar hī rahnā .
183Because of this arrogance they forget the method of courage.
252Agar kōī kamzōrī sē nīchē ā bhī jāē tō ēk dō kō smr̥iti dilāē samarth banāē sabhī ūñchī sthiti kā anubhav karnā . 253Yah āj key|kī paṛhāī kā home work hai . 254Home work jyādā hai , paṛhāī cum|kam hai . 255Aisē sadā bāp kō follow karnē vālē , sadā bāp samān bannē K|kē lakṣhya kō dhāraṇ kar āgē baṛhnē vālē , uṛtī kalā K|kē anubhavī bachchō̃ kō bāpdādā kā dil va jān , sik va prēm sē yādpyār aur goodmorning .
184Some even have the arrogance of paying attention to themselves and this deprives them of receiving help.
256Praśhna - sadā double light sthiti kā anubhav kaisē karē̃ ? 257Uttar-bāp kā bannā arthāt double light bannā .
185They think that they have had a lot of yoga, that they have become gyani souls, that their kingdom has already been created through service.
258Kyōṅki bāp K|kē bantē hī sab bōjh bāp kō dē diyā . 259Sadā bāp K|kē hō nā ! 260Sab kuchh bāp kō dē diyā . 261Tanaman - dhan-sambandha sab kuchh surrender kar diyā .
186Let go of this type of arrogance and, on the basis of courage, become worthy of receiving help and you will become an easy effortmaker.
262Phir bōjh kāhē kā ! 263Abhī yahī yād rakhnā - jab sab kuchh bāp kā hō gayā tō sadā double light ban gayē . 264Achchhā
187Slogan: Transform any wasteful and negative thoughts you have and use them for world benefit. 188* * * O M S H A N T I* * *