बुधवार 19 मार्च 1986 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
>
19-03-86 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
Amr̥itvēlā - śhrēṣhṭh prāptiyō̃ key|kī vēlā
U|you . K|kē . group kē prati bāpdādā bōlē
Āj rūhānī bāgvān apnē rūhānī rōj flowers kā bagīchā dēkh rahē haĩ . Aisā rūhānī gulāb kā bagīchā ab is saṅgamyug par hī bāpdādā dvārā hī bantā hai . Bāpdādā har ēk rūhānī gulāb fool|phūl key|kī rūhāniyat key|kī khuśhbū aur rūhāniyat K|kē khilē huē puṣhpō̃ key|kī raunak dēkh rahē haĩ . Khuśhbūdār sabhī haĩ lēkin kiskī khuśhbū sadākāl rahnē vālī hai aur kiskī khuśhbū thōṛē samay kē liē rahtī hai . Kōī gulāb sadā khilā huā hai aur kōī kab khilā huā , kab thōṛā-sā dhūp vā mausam K|kē hisāb sē murjhā bhī jātē haĩ . Lēkin haĩ phir bhī rūhānī bāgvān K|kē bagīchē K|kē rūhānī gulāb ! Kōī-kōī rūhānī gulāb mē̃ gyān key|kī khuśhbū viśhēṣh hai . Kōī mē̃ yād kī khuśhbū viśhēṣh hai . Tō kōī mē̃ dhārṇā key|kī khuśhbū , kōī mē̃ sēvā key|kī khuśhbū viśhēṣh hai . Kōī-kōī aisē bhī haĩ jō sarv khuśhbū sē sampann haĩ . Tō bagīchē mē̃ sabsē pahlē najar kiskē ūpar jāyēgī ? Jiskī dūr sē hī khuśhbū ākarṣhit karēgī . Us taraph hī sabkī najar pahlē jātī hai . Tō rūhānī bāgvān sadaiv sabhī rūhānī gulāb K|kē puṣhpō̃ kō dēkhtē haĩ . Lēkin number-vār . Pyār bhī sabhī sē hai kyōṅki har ēk gulāb puṣhp K|kē andar bāgvān prati ati pyār hai . Mālik sē puṣhpō̃ kā pyār hai aur mālik kā puṣhpō̃ sē pyār hai . Phir bhī showcase mē̃ sadā rakhnē vālē rūhānī gulāb vahī hōtē jō sadā sarv khuśhbū sē sampann haĩ . Aur sadā khilē huē haĩ . Murajhāyē̃ huē kabhī nahī̃ . Rōj amr̥itvēlē bāpdādā snēh aur śhakti key|kī viśhēṣh pālnā sē sabhī rūhānī gulāb K|kē puṣhpō̃ sē milan manātē haĩ .
Amr̥itvēlā viśhēṣh prabhū pālnā kā vēlā hai . Amr̥itvēlā viśhēṣh paramātma milan kā vēlā hai . Rūhānī rūh-rūhān karnē kā vēlā hai . Amr̥itvēlē bhōlē bhaṇḍārī K|kē vardānō̃ K|kē khazānē sē sahaj vardān prāpt hōnē kā vēlā hai . Jō gāyan hai man ichchhit phal prāpt karnā , yah is samay amr̥itvēlē K|kē samay kā gāyan hai . Binā mēhnat K|kē khulē khazānē prāpt karnē kā vēlā hai . Aisē suhāvanē samay kō anubhav sē jāntē hō nā ! Anubhavī hī jānē̃ is śhrēṣhṭh sukh kō , śhrēṣhṭh prāptiyō̃ kō . Tō bāpdādā sabhī rūhānī gulāb kō dēkh-dēkh harṣhit hō rahē haĩ . Bāpdādā bhī kahtē haĩ - vāh mērē rūhānī gulāb . Āp vāh-vāh K|kē gīt gātē tō bāpdādā bhī yahī gīt gātē . Samjhā !
Muraliyā̃ tō bahut sunī haĩ . Sun-sunkar sampann ban gayē hō . Abhī mahādānī ban bāṇṭnē K|kē plan banā rahē hō . Yah umaṅg bahut achchhā hai . Āj U|you . K|kē . arthāt ō . K|kē . rahnē vālō̃ kā turn hai . Double vidēśhiyō̃ kā ēk śhabda sun karkē bāpdādā sadā muskarātē rahtē haĩ . Kaun-sā ? - thank U|you . Thank U|you kartē huē bhī bāp kō bhī yād kartē rahtē haĩ . Kyōṅki sabsē pahlē śhukriyā dil sē bāp kā hī māntē haĩ . Tō jab kisī kō bhī thank U|you kartē tō pahlē bāp yād āyēgā nā ! Brāhmaṇ jīvan mē̃ pahlā śhukriyā svataḥ hī bāp kē prati nikaltā hai . Uṭhtē-baiṭhtē anēk bār thank U|you kahtē hō . Yah bhī ēk vidhi hai - bāp kō yād karnē key|kī . U|you . K|kē . vālē sarv bhinn-bhinn had key|kī śhaktiyō̃ vālō̃ kō milānē kē nimitt banē huē hō nā . Anēk prakār K|kē knowledge key|kī śhaktiyā̃ haĩ . Bhinn-bhinn śhakti vālē , bhinn-bhinn varg vālē , bhinn-bhinn dharm vālē , bhāṣhā vālē , sabhī kō milākar ēk hī brāhmaṇ varg mē̃ lānā , brāhmaṇ dharm mē̃ , brāhmaṇ bhāṣhā mē̃ ānā . Brāhmaṇō̃ key|kī bhāṣhā bhī apnī hai . Jō nayē samajh bhī nahī̃ saktē ki yah kyā bōltē haĩ . Tō brāhmaṇō̃ key|kī bhāṣhā , brāhmaṇō̃ key|kī dictionary hī apnī hai . Tō U|you . K|kē . vālē sabhī kō ēk banānē mē̃ busy rahtē hō nā ? Saṅkhyā bhī achchhī hai aur snēh bhī achchhā hai , har ēk sthān key|kī apnī-apnī viśhēṣhtā tō hai hī hai lēkin āj U|you . K|kē . kā sunā rahē haĩ . Yagya snēhī , yagya sahyōgī yah viśhēṣhtā achchhī dikhāī dētī hai . Her|har kadam par pahlē yagya arthāt madhuban kā hissā nikālnē mē̃ achchhē number mē̃ jā rahē haĩ . Direct madhuban key|kī yād ēk special lift ban jātī hai . Her|har kārya mē̃ , her|har kadam mē̃ madhuban arthāt bāp kī yād hai yā bāp key|kī paṛhāī hai yā bāp kā brahmā bhōjan hai yā bāp sē milan hai . Madhuban svataḥ hī bāp kī yād dilānē vālā hai . Kahā̃ bhī rahtē madhuban key|kī yād ānā arthāt viśhēṣh snēh , lift ban jātā hai . Chaṛhnē key|kī mēhnat sē chhūṭ jātē . Second mē̃ switch on kiyā aur pahũchē .
Bāpdādā kō aur kōī hīrē mōtī tō chāhiē nahī̃ . Bāp kō snēh key|kī chhōṭī vastu hī hīrē ratna haĩ . Isliē sudāmā K|kē kachchē chāval gāyē huē haĩ . Iskā bhāvārtha yahī hai ki snēh key|kī chhōṭī-sī suī mē̃ bhī madhuban yād ātā hai . Tō vah bhī bahut baṛā amūlya ratna hai . Kyōṅki snēh kā dām hai . Value snēh kī hai . Chīz key|kī nahī̃ . Agar kōī vaisē hī bhal kitnā bhī dē dēvē lēkin snēh nahī̃ tō uskā jamā nahī̃ hōtā . Aur snēh sē thōṛā bhī jamā karē tō unkā padam jamā hō jātā hai . Tō bāp kō snēh pasand hai . Tō U|you . K|kē . vālō̃ key|kī viśhēṣhtā - yagya snēhī , yagya sahyōgī ādi sē rahē haĩ . Yahī sahaj yōg bhī hai . Sahyōg , sahaj yōg hai . Sahyōg kā saṅkalp ānē sē bhī yād tō bāp kī rahēgī nā . Tō sahyōgī , sahaj yōgī svataḥ hī ban jātē haĩ . Yōg bāp sē hōtā , madhuban arthāt bāpdādā sē . Tō sahyōgī bannē vālē bhī sahajyōg key|kī subject mē̃ achchhē number lē lētē haĩ . Dil kā sahyōg bāp kō priya hai . Isliē yahā̃ yādgār bhī dilvālā mandir banāyā hai . Tō dilvālā bāp kō dil kā snēh , dil kā sahyōg hī priya hai . Chhōṭī dil vālē chhōṭā saudā kar khuśh hō jātē aur baṛī dil vālē bēhad kā saudā kartē haĩ . Foundation baṛī dil hai tō vistār bhī baṛā hō rahā hai . Jaisē kaī jagah par vr̥ikṣha dēkhē hōṅgē tō vr̥ikṣha key|kī śhākhāyē̃ bhī tanā ban jātī haĩ . Tō U|you . K|kē . K|kē foundation sē tanā nikalā , śhākhāyē̃ nikalī̃ . Ab vah śhākhāyē̃ bhī tanā ban gaī . Un tanā sē bhī śhākhāyē̃ nikal rahī haĩ . Jaisē Australia nikalā , America , Europe , aphrīkā nikalē . Sab tanā ban gayē . Aur har ēk tanā key|kī śhākhāyē̃ bhī achchhī tarah sē vr̥iddhi kō pā rahī haĩ . Kyōṅki foundation snēh aur sahyōg K|kē pānī sē majbūt hai . Isliē vistār bhī achchhā hai aur phal bhī achchhē haĩ . Achchhā