शुक्रवार 20 मार्च 1987 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 120-03-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 20-03-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 snēh ' aur satyatā ' key|kī authority kā balance
1The Balance of the Authority of Love and Truth.
3Knowledge key|kī authority , satyatā key|kī authority banānē vālē , viśv-racayitā śhivbābā bōlē 4Āj sat bāp , sat śhikṣhak , satgurū apnē satyatā K|kē śhaktiśhālī sat bachchō̃ sē milnē āyē haĩ .
2Today, the true Father, the true Teacher and the Satguru has come to meet His true children who are filled with the power of truth.
5Sabsē baṛē-tē-baṛī śhakti vā authority satyatā key|kī hī hai .
3The greatest power and authority of all is truth.
6Sat dō arth|earth sē kahā jātā hai .
4Truth has two meanings.
7Ēk - sat arthāt satya .
51. Truth means truth.
8Dūsrā - sat arthāt avināśhī .
62. Truth means imperishable.
9Dōnō̃ arth|earth sē satyatā key|kī śhakti sabsē baṛī hai .
7In both meanings, the power of truth is the greatest of all.
10Bāp kō sat bāp kahtē haĩ .
8The Father is said to be the true Father.
11Bāp tō anēk haĩ lēkin sat bāp ēk hai .
9There are innumerable fathers, but only one true Father.
12Sat śhikṣhak , satgurū ēk hī hai .
10There is just one true Teacher and one Satguru.
13Satya kō hī paramātmā kahtē haĩ arthāt param ātmā key|kī viśhēṣhtā satya arthāt sat hai . 14Āpkā gīt bhī hai .
11The Truth is called the Supreme Soul, that is, the speciality of the Supreme Soul is truthfulness, that is, the Truth.
15Satya hī śhiv hai … . 16Duniyā mē̃ bhī kahtē haĩ - satyam-śivam-sundaram .
12You have a song: Shiva is the truth, Shiva is the beautiful One….
17Sāth-sāth bāp paramātmā kē liē sat-chit-ānand svarūp kahtē haĩ .
13The world also sings: Satyam (truth), Shivam (Benefactor), Sundaram (beautiful One).
18Āp ātmāō̃ kō sat-chit-ānand kahtē haĩ . 19Tō sat ' śhabda key|kī mahimā bahut gāī huī hai .
14Together with that, they say of the Father, the Supreme Soul, that He is the Truth, the Living Being and the Blissful One.
20Aur kabhī bhī kōī bhī kārya mē̃ authority sē bōltē tō yahī kahē̃gē - maĩ sachchā hū̃ , isliē authority sē bōltā hū̃ .
15You souls are also called truth, the living beings and embodiments of bliss. 16A lot of praise has been sung of the word "truth".
21Satya kē liē gāyan hai - satya key|kī nā̃v ḍōlēgī lēkin ḍūbēgī nahī̃ . 22Āp lōg bhī kahtē hō - sach tō biṭhō nach .
17In any task, when someone speaks with authority, he says, "I am truthful, and this is why I am speaking with authority."
23Sachchā arthāt satyatā key|kī śhakti vālā sadā nāchtā rahēgā , kabhī murjhāyēgā nahī̃ , ulajhēgā nahī̃ , ghabrāyēgā nahī̃ , kamzōr nahī̃ hōgā .
18About truth, it is remembered: The boat of truth will rock, but it will not sink. 19You people also say: When there is the truth, the soul dances.
24Satyatā key|kī śhakti vālā sadā khuśhī mē̃ nāchtā rahēgā . 25Śhaktiśhālī hōgā , sāmnā karnē key|kī śhakti hōgī , isliē ghabrāyēgā nahī̃ .
20Someone who has the power of truth will constantly continue to dance; he will never wilt, become confused, be afraid or become weak.
26Satyatā kō sōnē K|kē samān kahtē haĩ , asatya kō miṭṭī K|kē samān kahtē haĩ .
21Someone who has the power of truth will constantly continue to dance in happiness.
27Bhakti mē̃ bhī jō param - ātmā key|kī taraph lagan lagātē haĩ , unhō̃ kō satsaṅgī kahtē haĩ , sat kā saṅg karnē vālē haĩ .
22He will be powerful, have the power to face, and will therefore not be afraid. 23Truth is said to be like gold, and falsehood is said to be like mud.
28Aur last mē̃ jab ātmā śharīr chhōṛtī hai tō bhī kyā kahtē haĩ - sat nām saṅg hai . 29Tō sat avināśhī , sat satya hai . 30Satyatā key|kī śhakti mahān śhakti hai .
24In devotion too, those whose love is directed to God are said to be "satsangi" (those who stay in the company of the Truth), ones who keep the company of the Truth.
31Vartamān samay mējāriṭī lōg āp sabkō dēkhkar kyā kahtē haĩ - inhō̃ mē̃ satyatā hai , tab itnā samay vr̥iddhi kartē huē chal rahē haĩ .
25At the end, when a soul leaves his body, what do they say? 26"The name of the Truth is with you." 27So, truth is imperishable and truth is truthful.
32Satyatā kab hiltī nahī̃ hai , achal hōtī hai .
28The power of truth is a great power.
33Satyatā vr̥iddhi kō prāpt karnē key|kī vidhi hai .
29At present, what do the majority of people say when they see you?
34Satyatā key|kī śhakti sē satyug banātē hō , svayã bhī satya-nārāyaṇ , saty-lakṣmī bantē hō .
30That you have the power of truth, and this is why you have been continuing to move along with so much growth.
35Yah satya gyān hai , sat bāp kā gyān hai .
31Truth never fluctuates; it is unshakeable.
36Isliē duniyā sē nyārā aur pyārā hai . 37Tō āj bāpdādā sabhī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ ki satya gyān key|kī satyatā key|kī authority kitnī dhāraṇ kī hai ? 38Satyatā her|har ātmā kō ākarṣhit kartī hai . 39Chāhē āj key|kī duniyā jhūṭh khaṇḍ hai , sab jhūṭh hai arthāt sabmē̃ jhūṭh milā huā hai , phir bhī satyatā key|kī śhakti vālē vijayī bantē haĩ .
32Truth is the way to made progress.
40Satyatā key|kī prāpti khuśhī aur nirbhayatā hai .
33You create the golden age with the power of truth.
41Satya bōlnē vālā sadā nirbhay hōgā . 42Unkō kab bhay nahī̃ hōgā .
34You yourselves become true Narayan and true Lakshmi.
43Jō satya nahī̃ hōgā tō unkō bhay jarūr hōgā .
35This is true knowledge of the True Father.
44Tō āp sabhī satyatā K|kē śhaktiśhālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō .
36This is why it is lovely and unique in the world.
45Satya gyān , satya bāp , satya prāpti , satya yād , satya guṇ , satya śhaktiyā̃ sarv prāpti haĩ . 46Tō itnī authority kā naśhā rahtā hai ?
37Today, BapDada was looking at all the children to see to what extent you have imbibed the authority of the truth of true knowledge.
47Authority kā arth|earth abhimān nahī̃ hai .
38Truth attracts every soul.
48Jitnā baṛē-tē-baṛī authority , utnā unkī vr̥itti mē̃ rūhānī authority rahtī hai . 49Vāṇī mē̃ snēh aur namratā hōgī - yahī authority key|kī niśhānī hai . 50Jaisē āp lōg vr̥ikṣha kā dr̥iṣhṭānt dētē hō .
39Even though today's world is the land of falsehood and everything is false, that is, everything is mixed with falsehood, nevertheless, those who have the power of truth become victorious.
51Vr̥ikṣha mē̃ jab sampūrṇ phal key|kī authority ā jātī hai tō vr̥ikṣha jhuktā hai arthāt nirmān bannē key|kī sēvā kartā hai . 52Aisē rūhānī authority vālē bachchē jitnī baṛī authority , utnē nirmān aur sarv snēhī hōṅgē . 53Lēkin satyatā key|kī authority vālē nir-ahaṅkārī hōtē haĩ . 54Tō authority bhī hō , naśhā bhī hō aur nir-ahaṅkārī bhī hō - iskō kahtē haĩ satya gyān kā pratyakṣha svarūp .
40The attainment of truth is happiness and fearlessness.
55Jaisē is jhūṭh khaṇḍ K|kē andar brahmā bāp satyatā key|kī authority kā pratyakṣha sākār svarūp dēkhā nā .
41Those who speak the truth will always be fearless; they will never have fear.
56Unkē authority K|kē bōl kabhī bhī ahaṅkār key|kī bhāsnā nahī̃ dēgē .
42Those who are not truthful will definitely have fear.
57Murlī suntē hō tō kitnī authority K|kē bōl haĩ ! 58Lēkin abhimān K|kē nahī̃ .
43So, all of you are the elevated souls who are filled with the power of truth.
59Authority K|kē bōl mē̃ snēh samāyā huā hai , nirmāntā hai , nir-ahaṅkār hai . 60Isliē authority K|kē bōl pyārē lagtē haĩ .
44You have all the attainments of true knowledge, the true Father, true attainment, true remembrance, true virtues and true powers.
61Sirph pyārē nahī̃ lēkin prabhāvśhālī hōtē haĩ . 62Follow father hai nā .
45So, do you have the intoxication of such authority?
63Sēvā mē̃ vā karma mē̃ follow brahmā bāp hai kyōṅki sākārī duniyā mē̃ sākār ēkjāmpal ' hai , sample hai . 64Tō jaisē brahmā bāp kō karma mē̃ , sēvā mē̃ , sūrat sē , her|har chalan sē chaltā-phirtā authority svarūp dēkhā , aisē follow father karnē vālē mē̃ bhī snēh aur authority , nirmāntā aur mahāntā - dōnō̃ sāth-sāth dikhāī dē̃ . 65Aisē nahī̃ sirph snēh dikhāī dē aur authority gum hō jāē yā authority dikhāī dē aur snēh gum hō jāē . 66Jaisē brahmā bāp kō dēkhā vā abhī bhī murlī suntē hō .
46Authority does not mean arrogance.
67Pratyakṣha pramāṇ hai . 68Tō bachchē-bachchē bhī kahēgā lēkin authority bhī dikhāyēgā .
47The greater the authority, the more that one has spiritual authority in his attitude.
69Snēh sē bachchē bhī kahēgā aur authority sē śhikṣhā bhī dēgā . 70Satya gyān kō pratyakṣha bhī karē̃gē lēkin bachchē-bachchē kahtē nayā gyān sārā spaṣhṭ kar dēgē . 71Iskō kahtē haĩ snēh aur satyatā key|kī authority kā balance ( santulan ) tō vartamān samay sēvā mē̃ is balance kō underline karō . 72Dharnī banānē kē liē sthāpanā sē lēkar ab tak 50 varṣh pūrē hō gayē .
48He will have love and humility in his words.
73Vidēśh key|kī dharnī bhī ab kāphī ban gaī hai .
49That is the sign of authority.
74Bhal 50 varṣh nahī̃ huē haĩ , lēkin banē banāyē sādhanō̃ par āyē hō , isliē śhurū K|kē 50 varṣh aur ab K|kē 5 varṣh barābar haĩ .
50You people give the example of a tree. 51When the tree has the authority of being full of fruit, it bows down, that is, it does service with humility.
75Double vidēśhī sab kahtē haĩ - ham last sō fast sō first haĩ . 76Tō samay mē̃ bhī fast sō first hōṅgē nā . 77Nirbhayatā key|kī authority jarūr rakhō .
52Similarly, for the children who have spiritual authority, the greater the authority they have, the more humility they will serve with and the more loving to all they will be.
78Ēk hī bāp kā nayā gyān satya gyān hai aur nayē gyān sē naī duniyā sthāpan hōtī hai - yah authority aur naśhā svarūp mē̃ emerge ( pratyakṣha ) hō .
53However, those who have the authority of truth will be egoless. 54So, there should be that authority, intoxication and egoless stage.
7950 varṣh tō merge ( gupta ) rakhā .
55This is known as the practical form of true knowledge.
80Lēkin iskā arth|earth yah nahī̃ jō bhī āvē unkō pahlē sē hī nayē gyān key|kī naī bātē̃ sunākar confuse ( munjhā dēnā ) kar dō . 81Yah bhāv nahī̃ hai .
56You saw in this land of falsehood the practical physical form of the authority of truth in Father Brahma; his words of authority never gave any feeling of arrogance.
82Dharnī , nabz , samay yah sab dēkh karkē gyān dēnā - yahī knowledgeful key|kī niśhānī hai .
57When you listen to the murli, those words have such authority! 58However, they are not words of arrogance.
83Ātmā key|kī ichchhā dēkhō , nabz dēkhō , dharnī banāō lēkin andar satyatā K|kē nirbhayatā key|kī śhakti jarūr hō .
59Love, humility and egolessness are merged in words of authority. 60This is why words of authority are loved.
84Lōg kyā kahē̃gē - yah bhay na hō .
61They are not just loving, but they are impressive.
85Nirbhay ban dharnī bhal banāō .
62You are following the father, are you not?
86Kaī bachchē samajhtē haĩ - yah gyān tō nayā hai , kaī lōg samajh hī nahī̃ sakē̃gē . 87Lēkin bēsamajh kō hī tō samjhānā hai .
63In service and in actions, you are following Father Brahma because in the corporeal world, you are physical examples, the samples.
88Yah jarūr hai - jaisā vyakti vaisī rūprēkhā banānī paṛtī hai , lēkin vyakti K|kē prabhāv mē̃ nahī̃ ā jāō . 89Apnē satya gyān key|kī authority sē vyakti kō parivartan karnā hī hai - yah lakṣhya nahī̃ bhūlō .
64So, just as you saw the form of authority in the face and activity of Father Brahma through his actions and service, in the same way, those who are following father would show love and authority, humility and greatness at the same time.
90Ab tak jō kiyā , vah ṭhīk thā . 91Karnā hī thā , āvaśhyak thā kyōṅki dharnī banānī thī .
65It should not be that just love is visible and authority is lost, or that authority is visible and love is lost.
92Lēkin kab tak dharnī banāyēṅgē ? 93Aur kitnā samay chāhiē ?
66You saw Father Brahma and you still hear the murli now.
94Davāī bhī dī jātī hai tō pahlē hī jyādā tākat key|kī nahī̃ dī|the jātī , pahlē halkī dī|the jātī .
67That is a visible example. 68He would say, "child, child", and, also show his authority.
95Lēkin tākat vālī davāī dō hī nahī̃ , halkī par hī chalātē chalō - yah nahī̃ karō .
69With love, he would say "child" and with authority, he would also give teachings.
96Kisī kamzōr kō high power vālī davāī dē dī tō yah bhī wrong hai . 97Parakhnē key|kī bhī śhakti chāhiē .
70He would reveal the true knowledge and, while saying "child, child" would clarify all the new knowledge.
98Lēkin apnē satya nayē gyān key|kī authority jarūr chāhiē . 99Āpkī sūkṣhma authority key|kī vr̥itti hī unhō̃ key|kī vr̥ittiyō̃ kō change ( parivartan ) karēgī .
71This is called having the balance of the authority of love and truth. 72So, at present, underline this balance in service.
100Yahī dharnī banēgī . 101Aur viśhēṣh jab sēvā kar madhuban tak pahũchtē hō tō kam-sē-kam unhō̃ kō yah jarūr mālūm paṛnā chāhiē .
7350 years have now been completed from the time of establishment until now to prepare the ground.
102Is dharnī par unhō̃ key|kī bhī dharnī ban jātī hai . 103Kitnī bhī kalrāṭhī dharnī hō , kis bhī dharm vālā hō , kis bhī position vālā hō lēkin is dharnī par vah bhī narm hō jātē haĩ aur narm dharnī bannē K|kē kāraṇ usmē̃ jō bhī bīj ḍālē̃gē , uskā phal sahaj nikalēgā . 104Sirph ḍarō nahī̃ , nirbhay jarūr banō . 105Yukti sē dō , aisā na hō ki vah āp lōgō̃ kō yah ulhanā dē̃ ki aisī dharnī par bhī maĩ pahuñchā lēkin yah mālūm nahī̃ paṛā ki paramātm-jñān kyā hai ?
74Quite a lot of ground has been prepared abroad too.
106Paramātm-bhūmi par ākar param-ātmā key|kī pratyakṣhatā kā sandēśh jarūr lē jāē̃ . 107Lakṣhya authority kā hōnā chāhiē . 108Ājkal K|kē jamānē K|kē hisāb sē bhī navīntā kā mahattva hai .
75Although it has not been 50 years there, they have come at a time when all facilities are readymade, and this is why 50 years of the earlier time are equal to 5 years of the present.
109Phir bhal kōī ulṭā bhī nayā fashion nikāltē haĩ , tō bhī follow kartē haĩ . 110Pahlē art ( citrakalā ) dēkhō kitnā baṛhiyā thā !
76All the double foreigners say: We are the ones who have come last, are going fast and will come first.
111Ājkal kā art tō unkē āgē jaisē lakīrē̃ lagē̃gī .
77So, in terms of time too, you will go fast and come first, will you not?
112Lēkin môḍarna art pasand kartē haĩ .
78Definitely keep the authority of fearlessness.
113Mānav key|kī pasandī her|har bāt mē̃ navīntā hai aur navīntā svataḥ hī apnē taraph ākarṣhit kartī hai .
79The new knowledge of the one Father is the true knowledge, and the new world is established with the new knowledge.
114Isliē navīntā , satyatā , mahāntā - iskā naśhā jarūr rakhō .
80Let this authority and intoxication emerge in your form.
115Phir samay aur vyakti dēkh sēvā karō .
81You have kept it merged for 50 years.
116Yah lakṣhya jarūr rakhō ki naī duniyā kā nayā gyān pratyakṣha jarūr karnā hai . 117Abhī snēh aur śhānti pratyakṣha huī hai .
82However, this does not mean that you should confuse whoever comes in front of you by giving that one new knowledge straightaway.
118Bāp kā pyār K|kē sāgar kā svarūp , śhānti K|kē sāgar kā svarūp pratyakṣha kiyā hai lēkin gyān svarūp ātmā aur gyān sāgar bāp hai , is nayē gyān kō kis ḍhaṅg sē dēvē̃ , uskē plans abhī cum|kam banāyē haĩ . 119Vah bhī samay āyēgā jō sabhī K|kē mukh sē yah āvāj nikalēgā ki naī duniyā kā nayā gyān yah hai . 120Abhī sirph achchhā kahtē haĩ , nayā nahī̃ kahtē . 121Yād kī subject ( viṣhay ) kō achchhā pratyakṣha kiyā hai , isliē dharnī achchhī ban gaī hai aur dharnī banānā - pahlā āvaśhyak kārya bhī jarūrī hai .
83It doesn't mean that.
122Jō kiyā hai , vah bahut achchhā aur bahut kiyā hai , tan-man-dhan lagākar kiyā hai . 123Iskē liē āphrīn bhī dētē haĩ .
84Give knowledge having considered the ground, having felt their pulse and considered the time; this is the sign of being knowledgefull.
124Pahlē jab vidēśh mē̃ gayē thē tō yahī trimūrti K|kē chitra par samjhānā kitnā muśhkil samajhtē thē ! 125Abhī trimūrti K|kē chitra par hī ākarṣhit hōtē haĩ .
85Consider the desire of the soul, feel his pulse, prepare the ground, but definitely have the power of fearlessness of having the truth.
126Yah sīṛhī kā chitra bhārat key|kī kahānī samajhtē thē .
86Let there not be any fear of what people would say.
127Lēkin vidēśh mē̃ is chitra par ākarṣhit hōtē .
87You may be fearless and prepare the ground.
128Tō jaisē vah plan banāyē ki yah naī bāt kis ḍhaṅg sē sunāvē̃ , tō ab bhī invention ( āviṣkār ) karō .
88Some children feel that because this is new knowledge, some people won't be able to understand it at all.
129Yah nahī̃ sōchō ki yah tō karnā hī paṛēgā . 130Nahī̃ .
89However, you only have to explain it to those who are senseless.
131Bāpdādā kā lakṣhya sirph yah hai ki navīntā K|kē mahāntā key|kī śhakti dhāraṇ karō , iskō bhūlō nahī̃ . 132Duniyā kō samjhānā hai , duniyā key|kī bātō̃ sē ghabrāō nahī̃ .
90Certainly, you have to prepare the external form according to the person, but do not be influenced by that person.
133Apnā tarīkā invent ( E v e n t ) karō kyōṅki inventor ( āviṣkarttā ) āp bachchē hī hō nā .
91Do not forget the aim of transforming the person with the authority of your true knowledge.
134Sēvā K|kē plan ( yōjnā ) bachchē hī jāntē haĩ .
92Whatever you have done until now was fine.
135Jaisā lakṣhya rakhē̃gē , vaisā plan bahut acchē-sē-acchā ban jāyēgā aur saphaltā tō janm-siddh-adhikār hai hī hai . 136Isliē navīntā kō pratyakṣha karō . 137Jō bhī gyān key|kī guhya bātē̃ haĩ , uskō spaṣhṭ karnē key|kī vidhi āpkē pās|pass bahut achchhī hai aur spaṣhṭīkaraṇ hai . 138Ēk-ēk point kō logical ( tarkaśāstra K|kē anusār ) spaṣhṭ kar saktē hō .
93You had to do that.
139Apnī authority ( śhakti , prabhutva ) vālē hō .
94It was necessary because you had to prepare the ground.
140Kōī manōmay vā kalpanā key|kī bātē̃ tō haĩ nahī̃ .
95However, till when will you prepare the ground?
141Yathārth haĩ . 142Anubhav hai .
96How much more time do you need?
143Anubhav key|kī authority , knowledge key|kī authority , satyatā key|kī authority … kitnī athôrṭīj haĩ !
97When medicine is given, you are not given a powerful dose at the beginning; you are first given a small dose.
144Tō authority aur snēh - dōnō̃ kō sāth-sāth kārya mē̃ lagāō .
98However, do not just continue to make them move along with just a small dose and never give them a strong dose.
145Bāpdādā khuśh haĩ ki mēhnat sē sēvā kartē-kartē itnī vr̥iddhi kō prāpt kiyā hai aur kartē hī rahē̃gē . 146Chāhē dēśh hai , chāhē vidēśh hai .
99If you give a weak person a large dose, that too is wrong. 100You also need the power to discern, but you definitely do need the authority of your true new knowledge.
147Dēśh mē̃ bhī vyakti aur nabz dēkh sēvā karnē mē̃ saphaltā hai .
101The subtle attitude of your authority will definitely change their attitude.
148Vidēśh mē̃ bhī isī vidhi sē saphaltā hai .
102This ground will be prepared.
149Pahlē samparka mē̃ lātē hō - yah dharnī bantī hai . 150Samparka kē bād phir sambandh mē̃ lāō , sirph samparka tak chhōṛ nahī̃ dō .
103So, when you do service and they reach Madhuban, they should definitely know at least this much: on this land their land is also prepared.
151Sambandh mē̃ lākar phir unhō̃ kō buddhi sē samarpit karāō - yah hai last stage . 152Samparka mē̃ lānā bhī āvaśhyak hai , phir sambandh mē̃ lānā hai .
104No matter how hard the ground is, or which religion they belong to, or what their position may be, they too will become soft on this ground.
153Sambandh mē̃ ātē-ātē samarpaṇ buddhi hō jāē ki jō bāp nē kahā , vahī satya hai .
105Then, because the ground has become soft, whatever seeds you sow, the fruit of that will emerge easily.
154' phir question ( praśhna ) nahī̃ uṭhtē .
106Simply do not have any fear; definitely become fearless.
155Jō bābā kahtā , vahī sahī hai .
107Give it to them tactfully.
156Kyōṅki anubhav hō jātā tō phir question samāpt hō jātā . 157Iskō kahtē samarpaṇ buddhi ' jismē̃ sab spaṣhṭ anubhav hōtā .
108It should not be that those people complain to you that they too reached this land, but that they didn't know what God's knowledge was.
158Lakṣhya yah rakhō ki samarpaṇ buddhi tak lānā avaśhya hai . 159Tab kahē̃gē mike taiyār huē haĩ .
109Having come to God's land, they should go back definitely having received the message of God's revelation.
160Mike kyā āvāj karēgā ?
110The aim has to be filled with this authority.
161Sirph achchhā gyān hai inhō̃ kā , nahī̃ .
111In terms of today's world too, newness is important.
162Yah nayā gyān hai , yahī naī duniyā lāyēgā - yah āvāj hō , tab tō kumbhakaraṇ jagē̃gē nā .
112For instant, even though someone may invent a wrong fashion, people still follow it.
163Nahī̃ tō sirph ā̃kh khōltē haĩ - bahut achchhā , bahut achchhā kah phir nīnd ā jātī hai . 164Isliē jaisē svayã bālak sō mālik ban gayē nā , aisē banāō . 165Bēchārō̃ kō sirph sādhāraṇ prajā tak nahī̃ lāō , lēkin rājya-adhikārī banāō . 166Uskē liē plan banāō - kis vidhi sē karō jō confuse bhī na hō̃ aur samarpaṇ buddhi bhī hō jāē̃ .
113Look how beautiful art was in earlier days.
167Navīntā bhī lagē , uljhan bhī anubhav nahī̃ karē̃ .
114In comparison to that, today's art is just lines.
168Snēh aur navīntā key|kī authority lagē .
115However, people still like modern art.
169Ab tak jō result rahī , sēvā key|kī vidhi , brāhmaṇō̃ key|kī vr̥iddhi rahī , vah bahut achchhā hai . 170Kyōṅki pahlē bīj kō gupta rakhā , vah bhī āvaśhyak hai .
116People's choice in every situation is based on newness, and newness automatically attracts towards itself.
171Bīj kō gupta rakhnā hōtā hai , bāhar rakhnē sē phal nahī̃ dētā .
117Therefore, definitely have the intoxication of newness, truth and greatness.
172Dharnī K|kē andar bīj kō rakhnā hōtā hai lēkin andar dharnī mē̃ hī na rah jāē .
118Then, consider the time and the person and do service.
173Bāhar pratyakṣha hō , phal svarūp banē̃ - yah āgē key|kī stage hai . 174Samjhā ?
119Definitely keep the aim that the new knowledge of the new world has to be revealed.
175Lakṣhya rakhō - nayā karnā hai .
120Now love and peace have been revealed.
176Aisē nahī̃ ki is varṣh hī hō jāyēgā . 177Lēkin lakṣhya bīj kō bhī bāhar pratyakṣha karēgā . 178Aisē bhī nahī̃ sīdhā jākar bhāṣhaṇ karnā śhurū kar dō . 179Pahlē satyatā K|kē śhakti key|kī bhāsnā dilānē K|kē bhāṣhaṇ karnē paṛē̃gē .
121You have revealed the Father's form of the Ocean of Love and the Ocean of Peace, but you have not made that many plans to give them the new knowledge of how a soul is an embodiment of knowledge and how the Father is the Ocean of Knowledge.
180 ākhir vah din āyē ' - yah sabkē mukh sē nikalē . 181Jaisē drama mē̃ dikhātē hō nā , sab dharm vālē milkar kahtē haĩ - ham ēk haĩ , ēk K|kē haĩ .
122The time will come when it will emerge through everyone's lips that this is the new knowledge for the new world.
182Vah drama dikhātē hō , yah practical mē̃ stage par sab dharm vālē milkar ēk hī āvāj mē̃ bōlē̃ . 183Ēk bāp hai , ēk hī gyān hai , ēk hī lakṣhya hai , ēk hī ghar hai , yahī hai - ab yah āvāj chāhiē . 184Aisā dr̥iśhya jab bēhad key|kī stage par āyē , tab pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharāyēgā aur is jhaṇḍē kē nīchē sab yahī gīt gāyēṅgē . 185Sabkē mukh sē ēk śhabda nikalēgā - bābā hamārā ' tab kahē̃gē pratyakṣha rūp mē̃ śhivrātri manāī .
123At present, they simply say that it is good; they don't say that it is new.
186Andhkār khatm hō golden morning ( sunahrī prātaḥ ) K|kē najārē dikhāī dēgē . 187Iskō kahtē haĩ - āj aur kal kā khēl .
124You have revealed the subject of remembrance very well, and this is why the ground has been prepared very well.
188Āj andhkār , kal golden morning . 189Yah hai last pardā .
125The first task of preparing the ground is also essential.
190Samjhā ? 191Bākī jō plan banāyē haĩ , vah achchhē haĩ . 192Har ēk sthān key|kī dharnī pramāṇ plan banānā hī paṛtā hai .
126Whatever you did was very good, and you did it very well; you did it using your body, mind and wealth and you are being given thanks for that.
193Dharnī K|kē pramāṇ vidhi mē̃ kōī antar bhī agar karnā paṛtā hai tō aisī kōī bāt nahī̃ hai .
127When you first went abroad, you used to find it so difficult to explain the picture of the Trimurti.
194Last mē̃ sabhī kō taiyār kar madhuban dharnī par chhāp jarūr lagānī hai .
128Now, they are attracted by the picture of the Trimurti.
195Bhinn-bhinn varg kō taiyār kar stamp ( chhāp ) jarūr lagānī hai .
129They used to consider the picture of the ladder to be the story of Bharat.
196Passport ( vidēś-yātrā kā ājñāpatra ) par bhī stamp lagānē sivāē jānē nahī̃ dētē haĩ nā .
130However, they are attracted to this picture abroad. 131So, just as you made plans for how to relate these new things to them, so now too create inventions.
197Tō stamp yahā̃ madhuban mē̃ hī lagēgī .
132Do not think that you will have to do that.
198Yah sab tō haĩ hī surrender ( samarpit ) agar yah surrender nahī̃ hōtē tō sēvā kē nimitt kaisē bantē . 199Surrender haĩ tab brahmākumār / brahmākumārī ban sēvā kē nimitt banē hō . 200Dēśh chāhē vidēśh mē̃ kōī kriściyan-kumārī vā bauddh-kumārī bankar tō sēvā nahī̃ kartē hō ? 201Be|B . K|kē . bankar hī sēvā kartē hō nā .
133No.
202Tō surrender brāhmaṇō̃ key|kī list mē̃ sabhī haĩ . 203Ab aurō̃ kō karānā hai . 204Marjīvā ban gayē . 205Brāhmaṇ ban gayē .
134BapDada's aim is that you imbibe the power of the greatness of newness; do not forget this.
206Bachchē kahtē - mērā bābā ' , tō bābā kahtē - tērā hō gayā . 207Tō surrender huē nā .
135You have to explain to the world; do not be afraid of the things of the world.
208Chāhē pravr̥itti mē̃ hō , chāhē centre par hō lēkin jisnē dil sē kahā - mērā bābā ' tō bāp nē apnā banāyā .
136Create your own methods because only you children are inventors. 137Only children know about the plans for service.
209Yah tō dil kā saudā hai . 210Mukh kā sthūl saudā nahī̃ hai , yah dil kā hai . 211Surrender mānā śhrīmat K|kē aṇḍar ( adhīn ) rahnē vālē .
138If you keep your aim, the best of all plans will be created and success is your birthright anyway. 139Therefore, reveal the newness.
212Sārī sabhā surrender hai nā . 213Isliē phōṭō bhī nikālā hai nā .
140You have very good ways of clarifying all the deep points of knowledge.
214Ab chitra mē̃ ā gayē tō badal nahī̃ saktē .
141You are able to explain them.
215Paramātm-ghar mē̃ chitra hō jāē , yah cum|kam bhāgya nahī̃ hai .
142You can clarify each point logically. 143You have your own authority.
216Yah sthūl phōṭō nahī̃ lēkin bāp K|kē dil mē̃ phōṭō nikal gayā . 217Achchhā .
144It is not something created by your own mind or just a matter of imagination; it is real.
218Sarv satyatā key|kī authority vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sarv navīntā aur mahāntā kō pratyakṣha karnē vālē sachchē sēvādhārī bachchō̃ kō , sarv snēh aur authority K|kē balance rakhnē vālē , her|har kadam mē̃ bāp dvārā blessing ( āśhīrvād ) lēnē K|kē adhikārī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sarv sat arthāt avināśhī ratnō̃ kō , avināśhī part bajānē vālō̃ key|kī , avināśhī khazānē K|kē bālak sō mālikō̃ kō viśhva-rachtā sat bāp , sat śhikṣhak , satgurū kā yādpyār aur namastē . 219Personal mulākāt ( U|you . K|kē . group sē ) - svayã kō sampann banāē aurō̃ kō bhī sampann banānē mē̃ busy ( vyast ) rahtē hō ? 220Laukik aur alaukik double sēvā karnē kē nimitt banē huē hō . 221Bāpdādā bachchō̃ key|kī viśhēṣhtā kā varṇan kartē haĩ .
145It is your experience.
222Bāp sē bhī āgē haĩ - jō bhī sēvā kī hai , vah sab achchhī kī hai aur āgē bhī achchhē sē achchhī karnē kē nimitt bantē rahē̃gē .
146You have the authority of experience, the authority of knowledge and the authority of truth; you have so many authorities.
223Bāp apnē sē bhī bachchō̃ kō sadaiv āgē baṛhātē haĩ .
147So, use both authority and love at the same time.
224Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō āgē baṛhānē key|kī yukti batātē haĩ , vah yukti kyā hai ? 225Sabsē baṛē-tē-baṛī yukti hai - sahanśhīltā K|kē guṇ kō apnānā ' .
148BapDada is pleased that, while serving with great effort, you have had so much growth and will continue to have more growth, whether in this land or abroad.
226Jitnā sahanśhīl hōṅgē , satyatā key|kī śhakti hōgī , utnā sahaj apnā rājya satyug lā sakē̃gē .
149In this land, there is success by regarding the person and feeling his pulse and then serving him.
227Āp sab anubhav key|kī authority vālī ātmāyē̃ hō .
150Abroad too, there has been success through this method.
228Anubhav key|kī authority vālī ātmā kā prabhāv bahut jaldī paṛtā hai .
151You first bring that person into contact, and the ground is prepared in that way.
229Anubhav key|kī authority binā sēvā kartē tō saphaltā bahut muśhkil hōtī .
152After making contact, bring that person into relationship; do not leave him as just a contact.
230U|you . K|kē . vā ō . K|kē . ( O . K . ) kā title ( padvī , khitāb ) bahut achchhā milā huā hai .
153Bring that one into relationship; then to make him surrender with the intellect is the last stage.
231Jab ō . K|kē . likhtē hō tō jaisē bāp kā chitra banātē hō . 232Ō arthāt bāp ō . K|kē aur K|kē ' arthāt kingdom ( rājāī ) tō ō . K|kē . kahnē mē̃ bāp kī yād bhī hai aur varsē key|kī bhī yād hai . 233Tō ō . K|kē . vālō̃ kō na bāp bhūlēgā , na varsā bhūlēgā .
154It is essential to bring someone into contact, and you then have to bring him into relationship. 155Whilst coming into relationship, his intellect should be surrendered to the extent that, "Whatever the Father has said is the truth".
234Tō jab bhī ō . K|kē . ' kahō tō bābā hamārā ' yahī yād ā jāē . 235Achchhā . 236Sēvā K|kē ādhārmūrt āp lōg hō .
156Then no questions will arise. 157Whatever Baba says is right, because they will then have that experience and so their questions will end.
237Mātāō̃ nē ādi mē̃ sthāpanā mē̃ viśhēṣh part bajāyā . 238Tō khuśhī hai nā !
158This is known as a surrendered intellect in which everything is experienced clearly.
239Achchhā . 240Kumāriyā̃ tō haĩ hī śhrēṣhṭh bhāgya K|kē sitārē vālī .
159Keep the aim that it is essential to make some have a surrendered intellect.
241Sabhī K|kē mastak par bhāgya kā sitārā chamak gayā .
160Only then could it be said that the mike is now ready.
242Kumāriyā̃ arthāt takdīr banākar K|kē I|āī|eye . 243Kumāriyō̃ key|kī mahimā bāp gātē haĩ kyōṅki yah ēk-ēk kumārī sēvādhārī hai . 244Duniyā vālē kahtē - ēk kumārī 21 kul tārnē vālī hai , bāp kahtē - ēk-ēk kumārī viśvakal yāṇī hai , viśhva kā uddhār karnē vālī hai . 245Tō viśv-sēvā K|kē contractor ( ṭhēkēdār ) ban gaī .
161What sound will the mike make?
246Kitnā achchhā job ( kām ) hai !
162Not just that their knowledge is good; no!
247Sārē viśhva key|kī ātmāyē̃ kitnī duāyē̃ dē̃gī !
163There should be the sound, "This is new knowledge and this alone will bring the new world."
248Bāp key|kī bhī duāyē̃ , parivār key|kī bhī duāyē̃ aur sāth-sāth viśhva key|kī ātmāyē̃ bhī duāyē̃ karē̃gī . 249Sarv K|kē duāō̃ key|kī adhikārī ban gaī . 250Achchhā .
164Only then will the Kumbhakarnas awaken. 165Otherwise, they just open their eyes and say, "Very good, very good", and they then go back to sleep.
251 ( bhāratvāsī bhāī-bahinō̃ sē ) - bhāratvāsī rahnē mē̃ samīp haĩ , dil sē bhī samīp hai .
166Therefore, just as you have become the child and the master, make them like that too.
252Bhāratvāsī jagē , tab duniyā jagī . 253Tō bhāratvāsī bachchē viśhva-kalyāṇ key|kī nīṃv hō gayē nā .
167Do not make those poor helpless people just subjects, but make them into those who have a right to the kingdom.
254Viśhva sēvā key|kī nīṃv bhārat K|kē bachchē haĩ . 255Isliē āpkā mahattva apnā hai , vidēśh mē̃ rahnē vālō̃ kā mahattva apnā hai .
168Make plans for this: What method should we use so that they do not become confused and they also surrender their intellect?
256Bhārat hī light house ( rōśhnī kā bhaṇḍār ) hai .
169They should find it to be new and not experience any confusion.
257Light dēnē vālē tō āp hō . 258Tō āpkā bhī mahattva mahān hai .
170They should experience the authority of love and newness.
259Bāpdādā kō her|har bachchā ati snēhī hai , ati lāḍlā hai . 260Agar aurō̃ kō bhāratvāsī chance dētē haĩ tō yah bhī tyāg kā bhāgya miltā hai ; jātā nahī̃ hai , jamā hōtā hai .
171The result so far of the growth of service and the increase in the number of Brahmins is very good because at first you kept the Seed incognito; that too was essential.
261Bhāratvāsī vaisē tō bēhad K|kē vāsī hō lēkin niśhānī kahnē mē̃ ātī hai .
172The Seed has to be kept incognito. 173By keeping it visible, it doesn't bear fruit.
262Bhārat kā mahattva , bhārat key|kī mahāntā āp ātmāō̃ key|kī mahāntā hai . 263Samjhā ?
174The Seed has to be kept underground, but make sure that it doesn't just get left underground.
264Yahā̃ samay aur season dēkhnī paṛtī hai kyōṅki dēkhnē key|kī duniyā mē̃ ātē haĩ .
175It should be revealed externally; it should become the form of fruit that is the advanced stage.
265Agar vahā̃ āō tō phir time key|kī limit ( had , sīmā ) nahī̃ .
176Do you understand? 177Keep the aim of doing something new.
266Vahā̃ 10 ghaṇṭē bhī ēk-ēk mil saktē haĩ .
178Do not think that it will happen this year.
267Yahā̃ 10 minute bhī muśhkil haĩ kyōṅki apnā tan tō hai nahī̃ nā .
179However, your aim will reveal the Seed externally too.
268Parāyā hai . 269Jō loan liyā jātā hai , vah dēnā hōtā hai nā .
180It should not be that you go and immediately start giving lectures to them.
270Apnā hō tō dēnē key|kī bāt hī nahī̃ . 271Bākī harēk bachchā bāp kō ati priya hai .
181First of all, you have to give lectures to give them the feeling of the power of truth.
272Harēk kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī-mē̃-kōī hai ; tō viśhēṣh hai .
182It should emerge from everyone's lips, "At last that day has come…"
273Bāpdādā her|har bachchē kō viśhēṣh ātmā K|kē rūp mē̃ dēkhtē haĩ , aisē bachchē bhī ū̃cē-tē-ū̃cē huē nā !
183You show a drama in which all religions unite and become one: "We are united, we belong to the One".
274Sabhī śhrēṣhṭh haĩ aur śhrēṣhṭh hī rahē̃gē , anēk janm kē liē śhrēṣhṭh rahē̃gē . 275Bāpdādā usī najar sē dēkhtē haĩ . 276Yah brāhmaṇ ātmāyē̃ sō dēv ātmāyē̃ haĩ . 277Tō kitnē mahān huē !
184That is just showing a drama, but this is everyone from all religions coming together on the stage and saying together with one voice, "The Father is One, there is just this knowledge, there is just the one aim, just the one home and this is it.
278Kyā mahimā karē̃ ! 279Achchhā .
185Now, this sound is needed.
280 ( madhuban nivāsiyō̃ sē ) - madhuban nivāsiyō̃ kō kisī-n-kisī prakār sē sadā hī prasād miltā rahtā hai .
186When such a scene comes onto the unlimited stage, the flag of revelation will be hoisted.
281Sēvā bhī dil sē kartē hō aur prasād bhī dil sē miltā hai .
187Then everyone under this flag will sing this song.
282Sēvā kartē hō , isliē madhuban mē̃ , tapasyā-bhūmi mē̃ rahnē kā adhikār milā hai .
188The same sound will emerge from everyone's lips: "Our Baba".
283Yah adhikār hī ēk mahān prasād hai . 284Yahā̃ key|kī pālnā bhī mahān prasād hai .
189Only then will it be said that you celebrated Shiv Ratri in a practical way.
285Is bhūmi par sahaj yād kā jō anubhav hōtā hai - yah bhī mahān prasād hai .
190The darkness will end and the scenes of the golden morning will be visible.
286Tō āp ab prasād hī khātē hō , bhōjan nahī̃ khātē .
191This is known as the game of today and tomorrow.
287Jō sadā prasād khāyē , vah kyā huā ? 288Itnī puṇya ātmāyē̃ huē nā .
192Today, there is darkness and tomorrow, there will be the golden morning.
289Mahān ātmāyē̃ huē nā .
193This is the final curtain.
290Aur jō bhī yahā̃ ātē haĩ , sab mahān ātmāō̃ key|kī najar sē dēkhtē haĩ .
194Do you understand? 195All the plans that you have made are good.
291Tō mahān hō , mahān sēvā kē nimitt hō kyōṅki mahāyajña hai nā .
196Plans have to be made according to the ground at each place.
292Mahāyajña key|kī sēvā , vah bhī mahān sēvā hō gaī . 293Svayã bhī mahān , sēvā bhī mahān , prāptiā bhī mahān .
197If, according to the land, some changes have to be made in the method, that doesn't matter.
294Aur bākī kyā rahā ? 295Chaltē-phirtē sārē brāhmaṇ parivār key|kī mīṭhī dr̥iṣhṭi kiskē ūpar paṛtī hai ?
198Finally, everyone has to be made ready and brought to the land of Madhuban to definitely be stamped.
296Yah bhāgya bhī cum|kam nahī̃ hai . 297Her|har śhrēṣhṭh ātmā madhuban mē̃ ātī hai .
199All the different professions have to be prepared and a stamp put on them.
298Sārā brāhmaṇ parivār madhuban mē̃ hī ātā hai .
200You are not allowed to go anywhere without your passport first being stamped.
299Tō itnē brāhmaṇō̃ key|kī dr̥iṣhṭi , itnē brāhmaṇō̃ key|kī śhubh bhāvanā-śubh kāmanāyē̃ sab madhuban nivāsiyō̃ kō hī prāpt hōtī haĩ . 300Isliē , sēvā kā phal mil rahā hai .
201So, the stamp will be put on in Madhuban. 202All of you are surrendered anyway. 203If you hadn't surrendered, how could you have become instruments for service?
301Achchhā . 302Mēhnat , mēhnat karkē nahī̃ kartē hō , khēl karkē kartē hō , manōrañjan karkē kartē hō .
204It is because you have surrendered that you have become Brahma Kumars and Kumaris and become instruments for service.
303Yah bhī viśhēṣhtā achchhī hai . 304Yajñ-sēvā puṇya key|kī sēvā samajhkar kartē hō , isliē thakāvaṭ nahī̃ hōtī .
205Whether in this land or abroad, none of you are serving as a Christian Kumari or a Buddhist Kumari, are you?
305Aur hī , kōī nahī̃ hōtā tō akēlē hō jātē hō . 306Achchhā .
206You serve as a Brahma Kumar/Kumari, do you not?
307 ( kumāriyō̃ kē sāth ) - ēk-ēk kumārī viśhva-kalyāṇakārī hai nā .
207So, in the list of Brahmins, all are surrendered.
308Duniyā mē̃ tō kahtē haĩ - ēk-ēk kumārī jākar apnā ghar basāyēgī .
208You now have to make others surrender. 209You have died alive.
309Yahā̃ bāp kahtē haĩ - ēk-ēk kumārī sēvākēndra khōl anēkō̃ kā kalyāṇ karēgī , aisī kumāriyā̃ hō ? 310Laukik mā̃-bāp ghar banākar dētē haĩ , ussē tō girtī kalā hōtī hai aur alaukik bāp , pārlaukik bāp centre khōlkar dētē haĩ jissē sva-unnati bhī aur anya ātmāō̃ key|kī bhī unnati hō . 311Tō aisī kumāriyō̃ kō kahtē haĩ pūjyanīy kumāriyā̃ . 312Isliē , abhī tak bhī last janm mē̃ bhī kumāriyō̃ key|kī pūjā kartē haĩ .
210You have become Brahmins.
313Aisī kumāriyā̃ viśhva kē āgē kitnī mahān gāī jātī haĩ .
211Children say, "My Baba", and so Baba says: I have become yours.
314Tō sadā svayã kō viśvakal yāṇakārī samajh sēvā mē̃ āgē baṛhtī chalō . 315Kumāriyō̃ kō dēkh bāpdādā bahut khuśh hōtē haĩ - jitnī kumāriyā̃ haĩ , utnē centre khulē̃gē ! 316Himmat vālī hō nā ?
212So, He surrendered to you, did He not? 213Whether you are living at home with your family or at a centre, whoever says from their heart, "My Baba", the Father makes them belong to Him.
317Ghabrānē vālī tō nahī̃ ?
214This is a deal made with the heart.
318Pūjya kumāriyā̃ hō . 319Kumārī śhabda hī pavitratā kā sūchak hai .
215It is not a physical bargain made just in words, but with the heart.
320Pavitra kā hī pūjan hai .
216Surrender means to remain under shrimat.
321Sadā svayã bhī pāvan rahē̃gī aur dūsrō̃ kō bhī pavitratā key|kī śhakti dēnē kā śhrēṣhṭh kārya kartī rahē̃gī .
217The whole gathering is of those who are surrendered, is it not? 218This is why a photograph has been taken.
322Pavitratā key|kī śhakti jamā hai nā ?
219You have now been photographed, and so do not change.
323Tō jō jamā hōtā hai vah dūsrō̃ kō diyā jātā hai .
220To have been photographed in God's home is not a small fortune.
324Tō sadaiv apnē kō pavitratā key|kī dēviyā̃ samjhō . 325Achchhā . 326 ( party sē ) - apnē kō śhrēṣhṭh , bhāgyavān anubhav kartē hō ?
221This photograph that has been taken is not a physical one, but a photograph that has been taken in the Father's heart. 222Achcha.
327Kyōṅki sārē kalp mē̃ aisā śhrēṣhṭh bhāgya prāpt hōnā , is samay hī hōtā hai . 328Is saṅgamyug K|kē mahattva kō achchhī tarah sē jān gayē hō nā ? 329Satyug mē̃ bhī is samay K|kē bhāgya key|kī prāpti kā phal prālabdh K|kē rūp mē̃ prāpt hōtā hai . 330Tō jitnā is samay K|kē mahatva kō smr̥iti mē̃ rakhē̃gē , tō samay key|kī sarv mahānatāyē̃ apnē jīvan mē̃ prāpt kartē rahē̃gē .
223To all the elevated souls who have the authority of truth, to the true server children who reveal all the newness and greatness, to all of those who maintain a balance of love and authority, to the elevated souls who claim a right to receiving blessings from the Father at every step, to all the true, that is, the imperishable jewels, to those who are playing their imperishable part, to the children who are the masters of the imperishable treasures, love, remembrance and namaste from the World Creator, the true Father, the true Teacher and the Satguru.
331Sabsē jyādā bhāgyavān kaun hai ? 332Sabhī kahē̃gē - maĩ bhāgyavidhātā bāp kā bachchā bhāgyavān hū̃ . 333Kyōṅki yah rūhānī naśhā hai , yah body-conscious ( b o d y - c o n c i o u s ) nahī̃ hai .
224Blessing: May you be an intense effortmaker who follows the Father in every action and gives the response of love. 225You automatically follow someone you love.
334Isliē , har ēk bāp K|kē bachchē ēk dō sē bhāgyavān , śhrēṣhṭh hō . 335Yah śhuddha naśhā hai .
226Always remember and check: In performing this action, am I following the Father?
336Is naśhē mē̃ bhāgya kō dēkh bhāgyavidhātā bāp yād rahtā hai . 337Isliē jahā̃ bāp kī yād hōtī hai , vahā̃ body-conscious key|kī utpatti nahī̃ hō saktī . 338Ismē̃ nuksān nahī̃ , prāpti hī prāpti hai . 339Tō sabhī is niśhchay aur naśhē mē̃ rahnē vālē hō , isliē duniyā K|kē vibration sē bhī dūr rahtē hō .
227If not, then stop it instantly.
340Duniyā mē̃ rahtē bāp kē pās rahtē hō nā ?
228Copy the Father and become equal to Him.
341Jō bāp kē sāth vā pās|pass rahtē vah duniyā K|kē vikārī vibration yā ākarṣhaṇ K|kē prabhāv sē dūr rahtē haĩ . 342Tō sāth rahtē hō yā dūr ?
229Just as you use carbon paper to make a copy, in the same way, use the paper of attention and a copy will be made.
343- mērā bābā ' aur itnā prāpti karānē vālā tō kōī aur hō hī nahī̃ saktā , tō phir sāth kaisē chhōṛ saktē hō ? 344Yā kabhī-kabhī issē bhī svatantr hōnā chāhtē hō ?
230This is because now is the only time to become an intense effortmaker and make yourself full of all powers.
345Double vidēśhī svatantratā jyādā chāhtē haĩ nā . 346Yah freedom nahī̃ hai ?
231If you yourself are not able to make yourself full, then take help.
347Sadā bāp kē sāth rahnā , sāth rahtē-rahtē bāp samān ban jāyēṅgē .
232Otherwise, as you go further, it will be too late.
348Achchhā . 349Sabhī sachchē sēvādhārī hō nā ?
233Slogan: The fruit of contentment is happiness.
350Jaisē bāp K|kē binā nahī̃ rah saktē , aisē sēvā K|kē binā bhī nahī̃ rah saktē .
234By being happy, all questions end. 235* * * O M S H A N T I* * *