बुधवार 21 अक्टूबर 1987 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 121-10-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 21-10-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Dīprāj aur dīparāniyō̃ key|kī kahānī 3Sabkī jyōti jagānē vālē , uṛtī kalā key|kī bājī sikhānē vālē alaukik jādūgar śhivbābā bōlē 4Āj sarv chaitanya avināśhī dīpakō̃ K|kē mālik dīprāj apnī sabhī dīparāniyō̃ sē milnē āyē haĩ .

1Today the master of the eternal living lamps, the King of Lamps, has come to meet his queens of lamps - all of you are queens of the confluence age, lovers of the one King of Lamps, the true Sitas, constantly in the company of one Rama, the Father.

5Kyōṅki āp sabhī saṅgamyug key|kī rāniyā̃ hō , ēk dīprāj sē lav|love lagānē vālī hō . 6Dīpak key|kī viśhēṣhtā dīpak K|kē lau par hōtī hai . 7Āp sabhī dīparāniyā̃ dīpakō̃ K|kē rājā sē lagna lagānē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō̃ vā sabhī sachchī sītāyē̃ ēk rām bāp K|kē sadā sāth rahnē vālī hō . 8Isliē dīpakō̃ K|kē mālik dīparājā K|kē sāth-sāth āp dīpakō̃ kā bhī mālā K|kē rūp mē̃ gāyan hō rahā hai .

2Together with the Master of Lamps, the King of Lamps, you are praised in the form of a rosary of lamps.

9Lēkin dīpmālā K|kē pahlē , ēk dīprāj baṛē dīpak mē̃ jagātē haĩ . 10Ēk dīpak sē āp anēk dīpak jagmagātē hō .

3They ignite one lamp, the King of Lamps, and from one lamp innumerable other lamps begin to glimmer.

11Tō yah āp sabhī kā yādgār āj din tak bhī manāyā jā rahā hai .

4This day is called Deepmala - the rosary of the lamps.

12Dīpmālā kō dēkh kyā dil mē̃ ātā hai  ?

5You sparkling souls are visible as the lamps of love.

13Yah umaṅg ātā hai ki mujh dīpak kā yah yādgār hai  ?

6The memorial of your divine light is show as physical light.

14Sirph chamak dēkh khuśh hōtē hō yā apnā yādgār samajh khuśhī hōtī hai  ?

7This is the memorial of the sparkling souls.

15Apnē kō usmē̃ dēkhtē hō  ? 16Jāntē hō ki maĩ bhī dīpak is mālā mē̃ hū̃  ? 17Jāntē hō , yah dīpmālā , mālā K|kē rūp mē̃ kyō̃ dikhātē haĩ  ? 18Dīp divas nahī̃ kahtē , dīpmālā divas kahtē haĩ .

8On the one hand it is a memorial of the incorporeal soul, and on the other hand it is a memorial of your future corporeal form, the deity form of Lakshmi.

19Kyōṅki āp sabhī viśhēṣh ātmāō̃ K|kē saṅgaṭhan kā yah yādgār hai . 20Mālā tab sajtī hai jab anēk dīpak saṅgaṭhit rūp mē̃ hō̃ . 21Agar ēk vā dō dīpak jagā dē̃ tō mālā nahī̃ kahē̃gē .

9Lakshmi is also the eternal Goddess of Wealth, the memorial of this confluence age, the form of the bestower, the one who constantly gives wealth.

22Tō dīpmālā avināśhī , anēk jagē huē dīpakō̃ kā yādgār hai . 23Tō apnā din manā rahē hō .

10In satyug there will be nobody who takes, so who would you give to?

24Ēk taraph chaitanya dīpak K|kē rūp mē̃ jagmagātē huē viśhva kō divya rōśhnī dē rahē hō , dūsrē taraph apnā yādgār bhī dēkh rahē hō . 25Dēkh-dēkh harṣhit hōtē hō nā  ? 26Yah dīpakō̃ K|kē rūp mē̃ kyō̃ dikhāyā hai  ? 27Kyōṅki āp chamaktī huī ātmāyē̃ dīpak key|kī lau misal dikhāī dētī , isliē chamaktī huī ātmāyē̃ , divya jyōti kā yādgār rūp hai .

11So it is a sign of the elevated activity of the confluence age.

28Ēk taraph nirākārī ātmā K|kē rūp kā yādgār rūp hai , dūsrī taraph āp hī K|kē bhaviṣhya sākār divya svarūp lakṣhmī K|kē rūp mē̃ yādgār hai . 29Yahī dīpmālā dēv-pad prāpt kartī hai .

12Deepmala is also celebrated as the day of coronation - this is the sign of the future - so they have mixed up the two ages, because the confluence age is a very short age.

30Isliē , nirākār aur sākār - dōnō̃ rūpō̃ kā sāth-sāth yādgār hai . 31Tō double rūp kā yādgār dīpmālā hai . 32Lakṣhmī kā yādgār double rūp mē̃ ēk taraph dhan-dēvī arthāt dātā kā rūp saṅgamyug kā yādgār hai jō sadaiv dhan dētē rahtē haĩ . 33Yah saṅgamyug par avināśhī dhan-dēvī K|kē rūp mē̃ chitra dikhāyā jātā hai .

13However it is just as great as it small.

34Satyug mē̃ tō kōī lēnē vālā hī nahī̃ hōgā tō dēgē kiskō  ? 35Yah saṅgamyug K|kē śhrēṣhṭh karttavya key|kī niśhānī hai . 36Aur dūsrē taraph tājpōśhī divas K|kē rūp mē̃ manāyā jātā hai .

14You have great experiences, carry out a great task, have a great stage, and have great attainment, during this short age.

37Tājpōśhī bhaviṣhya key|kī niśhānī hai aur dhan-dēvī saṅgamyug K|kē dātā rūp key|kī niśhānī hai . 38Dōnō̃ hī yug kō milā diyā hai . 39Kyōṅki saṅgamyug chhōṭā-sā yug hai . 40Lēkin jitnā chhōṭā hai utnā mahān hai .

15Because you experience many attainments, and because satyug comes very quickly after the confluence age, they have mixed the images and activities of the two ages.

41Sarv mahān karttavya , mahān sthiti , mahān prāpti , mahān anubhav is chhōṭē sē yug mē̃ hōtē haĩ . 42Bahut prāptiyā̃ , bahut anubhav hōtē aur saṅgamyug kē bād satyug jaldī ātā hai , isliē saṅgamyug aur satyug K|kē chitra aur charitra milā diyē haĩ . 43Chitra satyug kā , charitra saṅgam kā dē dētē haĩ . 44Isī prakār yah dīpmālā bhī āpkē double rūp , double samay kā yādgār hō gayā hai .

16They have shown the images of the golden age together with the activity of the confluence age.

45Jō dīpmālā mē̃ vidhi rakhtē haĩ , vah bhinnbhinn vidhiyā̃ bhī mix kar dī haĩ . 46Ēk taraph apnē purānē khātē samāpt kar nayā banātē haĩ , dūsrē taraph dīpmālā mē̃ nayē vastra bhī vidhipūrvak pahantē haĩ . 47Tō purānā hisāb-kitāb chuktu karnā aur nayā khātā ārambh karnā - yah saṅgamyug kā yādgār hai . 48Purānā sab bhūl jātē hō , nayā janm , nayā sambandh , nayā karma - sab parivartan kartē hō .

17In this way Deepmala is the memorial of your double form, a double period.

49Nayā vastra arthāt nayā śharīr satyug key|kī niśhānī hai . 50Saṅgamyug par nayā śharīr nahī̃ miltā hai , purānē vastra mē̃ hī rahtē hō . 51Tō dōnō̃ hī samay key|kī vidhiyō̃ kō mix kar diyā hai . 52Golden vastra arthāt satōpradhān śharīr bhaviṣhya mē̃ dhāraṇ karē̃gē .

18They have also mixed up different ceremonies - on the one hand the finishing of old accounts and create a new one, and on the other hand they wear new clothes accurately, according to the system.

53Abhī tō chattī vālē śharīr haĩ . 54Operation mē̃ silāī kartē haĩ nā .

19To settle old accounts and to begin a new account is the memorial of the confluence age.

55Baṛē-baṛē operation mē̃ ēk taraph kā māns nikāl dūsrē taraph lagātē haĩ , tō chattī lagāī nā . 56Purānē key|kī niśhānī hai silāī hōnā . 57Tō yah haĩ chattī vālē vastra aur bhaviṣhya mē̃ golden nayā vastra milēgā . 58Tō āpkē nayē vastra dhāraṇ karnē kā yādgār hai .

20You forget everything old and you have a new birth.

59Dēv-ātmā ban nayā vastra arthāt nayā śharīr , sunahrī arthāt sōnē tulya . 60Āj key|kī duniyā mē̃ tō lōg ban nahī̃ saktē .

21You transform everything except the new clothes, which is the new body, a sign of satyug.

61Isliē yādgār rūp mē̃ sthūl nayē vastra pahan khuśh hō jātē haĩ .

22You don’t receive a new body at the confluence, you live in your old costume.

62Vah ēk din kē liē khuśhī manāyēṅgē , karkē 3 din bhī manāvē̃ lēkin āp tō avināśhī manātē hō nā . 63Aisā manātē hō jō yah saṅgamyug kā manānā anēk janm manātē hī rahē̃gē . 64Sadā hī jagmagātē dīpak jagtē hī rahē̃gē . 65Pahlē phir bhī vidhipūrvak dīpak jagātē thē jissē sadā dīpak jagtā rahē , bujhē nahī̃ - yah dhyān rakhtē thē .

23So they have mixed up systems.

66Ghr̥it ḍāltē thē , vidhipūrvak āhvān K|kē abhyās mē̃ rahtē thē .

24New golden clothes, that is, the satopradhan body, will be adopted in the future.

67Abhī tō dīpak kē bajāē bulb jagā dētē haĩ .

25At the moment you have a body of old patches stitched together.

68Dīpmālā nahī̃ manātē , ab tō manōrañjan hō gayā hai . 69Vah āhvān key|kī vidhi athavā sādhnā samāpt hō gaī hai .

26They celebrate for one day, three at the most, while you celebrate for eternity., for innumerable births.

70Snēh samāpt hō abhī sirph svārtha rah gayā hai .

27The lamps will remain lit - they are not extinguished.

71Dhan baṛh jāē - isī svārtha sē kartē . 72Bhāvnā sē nahī̃ , kāmnā sē kartē haĩ . 73Pahlē phir bhī bhāvnā thī , abhī tō vah bhāvnā , kāmnā K|kē rūp mē̃ badal gaī hai .

28Now Deepmala has become an entertainment - the love has finished and there is only selfishness - they have the selfish motive to increase their wealth.

74Rahasya samāpt hō gayā aur rīti-rasma rah gaī hai . 75Isliē , yathārth dātā rūpdhārī lakṣhmī kisī kē pās ātī nahī̃ .

29Previously there was spiritual effort and feeling in the invocation of the lamps, but now that feeling has turned to desire.

76Dhan bhī ātā hai tō kālā dhan ātā hai . 77Daivī-dhan nahī̃ ātā , āsurī dhan ātā hai .

30The significance has ended, though the custom and system remains.

78Lēkin āp sabhī yathārth vidhi sē apnē daivī pad kā āhvān kartē svayã dēvtā yā dēvī ban jātē hō .

31This is why the accurate form of Lakshmi does not come to anyone - if wealth comes, it is dirty wealth.

79Tō dīpāvalī manānē āyē hō nā . 80Bāmbē kō chance milā hai .

32It is not divine wealth, it is devilish wealth.

81Bāpdādā bāmbē kō vaisē hī naradēsāvar kahtē haĩ .

33But all of you invoke your deity status with an accurate method.

82Dīpāvalī bhī dhan-dēvī key|kī yādgār hai nā .

34You have come to celebrate Deepmala, have you not?

83Manānā kiskō kahā jātā , kyā karē̃gē  ?

35Will you simply light a candle, cut a cake?

84Sirph mōmbattī jalāyēṅgē , cake kāṭē̃gē , rās karē̃gē , gīt gāyēṅgē  ? 85Yah tō brāhmaṇ jīvan kā adhikār hai - sadā nāchnā-gānā , sadā jyōt sē jyōt jagānā . 86Lēkin saṅgamyug kā manānā arthāt bāp samān bannā . 87Tab tō mālā K|kē samīp āyēṅgē nā .

36Is this what it means to celebrate.

88Yah bhī saṅgamyug K|kē suhēj ( manōrañjan ) haĩ .

37Okay, you may even dance and sing. 38Is this celebrating?

89Khūb manāō lēkin bāp sē milan manātē huē suhēj manāō . 90Sirph manōrañjan K|kē rūp mē̃ nahī̃ lēkin manmanābhav hō manōrañjan manāō .

39To constantly dance is the right of Brahmin life, to constantly ignite another light with your light.

91Kyōṅki āp alaukik hō nā  ? 92Tō alaukik vidhi sē alaukiktā kā manōrañjan avināśhī hō jātā hai .

40The celebration of the confluence age means to become like Baba.

93Āp sabnē tō saṅgamyugī dīpmālā key|kī vidhi-purānā khātā khatm karnā , her|har saṅkalp , her|har ghaṛī , her|har karma , her|har bōl nayā arthāt alaukik hō - yah vidhi apnā lī hai nā  ? 94Jarā bhī purānā khātā rahā huā na hō . 95Kabhī-kabhī jab kamzōrī ā jātī hai tō kyā kahtē hō  ? 96Chāhtē tō nahī̃ haĩ lēkin purānē saṅskār haĩ , purānā svabhāv athavā ādat hai , dhīrē-dhīrē khatm hō jāyēṅgē - aisē kahtē haĩ nā  ?

41Only then will you come close in the rosary.

97Tō purānā khātā phir kahā̃ sē āyā  ? 98Abhī tak sambhāl karkē rakhā hai kyā  ?

42The celebration you have is ceremonial entertainment.

99Gaṭhrī bā̃dhakar rakhī hōgī tō chōr lagēgā .

43By all means celebrate, celebrate a great deal.

100Purānā khātā hai hī rāvaṇ kā khātā . 101Nayā khātā hai brahmā bāp kā vā brāhmaṇō̃ kā khātā .

44However, while having ceremonial celebration, celebrate a meeting with Baba.

102Agar thōṛā bhī purānā khātā rahā huā hai tō vah rāvaṇ key|kī apnī chīz hai . 103Apnī chīz kō adhikār sē lē̃gē .

45Don’t just entertain yourself, but be manmanabhav - you are spiritual are you not?

104Isliē māyā rāvaṇ chakra lagātī hai . 105Chīz hī nahī̃ hōgī tō rāvaṇ āyēgā bhī nahī̃ . 106Jaisē kisī kā udhār karjā hōtā hai tō kyā kartē haĩ  ?

46All of you have finished the old accounts, and have adopted the method for new, that is, spiritual, thoughts, actions, and words, at every moment.

107Bār-bār chakra lagātē rahē̃gē , chhōṛēgā nahī̃ .

47The old account does not remain even slightly does it?

108Kitnā bhī ṭālnē key|kī kōśhiśh karō lēkin karzdār apnā karz jarūr cukāyēgā . 109Agar kōī bhī purānē khātē mē̃ purānē saṅskār abhī samāpt nahī̃ kiyē haĩ tō yah rāvaṇ kā karjā hai .

48Sometimes, when you become weak, you say you didn’t want it to happen but it is an old sanskara, old nature, or an old habit, and gradually it will finish... so where did the old account come from?

110Is karz kō merge kahā jātā hai .

49Have you carefully kept it aside?

111Kahtē haĩ karz jaisā kōī merge nahī̃ . 112Tō yah rāvaṇ kā karjā - purānē saṅkalp , sanskār-svabhāv , purānī chāl-chalan - yah karjā kamzōr banā dētā hai . 113Kamzōrī hī merge arthāt bīmārī ban jātī hai . 114Isliē is karz kō ēk second mē̃ , ‘ yah purānā , parāyā hai ' - is ēk dr̥iṛh saṅkalp sē samāpt karō .

50You haven’t tied it in a bundle have you?

115Iskō jalāō . 116Ātiśhbājī jalātē haĩ nā .

51If you have tied it in a bundle you are a thief.

117Ājkal ātiśhbājī mē̃ bomb banātē haĩ nā .

52Have you finished the old account?

118Tō āp dr̥iṛh saṅkalp key|kī tīlī sē ātmik bomb key|kī ātiśhbājī jalāō jissē yah sab purānā samāpt hō jāē . 119Vah lōg gãvāyēṅgē aur āp kamāyēṅgē .

53The old account is Ravan’s account, whereas the new account is that of Brahma Baba and the Brahmins.

120Vah ātiśhbājī mē̃ paisā ganvātē haĩ , āp ātiśhbājī par kamāyēṅgē .

54If the old account remains even slightly, then it belongs to Ravan.

121Kamāī karnē key|kī bājī ātī hai nā  ? 122Vah ātiśhbājī hai aur āpkī uṛtī kalā key|kī bājī hai .

55And so if something belongs to him he will surely take it by right.

123Ismē̃ āp vijayī hō rahē hō .

56This is why Ravan and Maya circle around.

124Tō double phāydā lō|low . 125Jalāō bhī , kamāō bhī - yah vidhi apnāō .

57If you don’t have anything of theirs, Maya and Ravan will not come to you.

126Samjhā  ? 127Vidhi sē siddhi miltī hai nā .

58What do people do if someone is in debt to them?

128Ēk yah vidhi hai . 129Dūsrī vidhi - dīpmālā mē̃ kōnē-kōnē mē̃ saphāī kartē haĩ .

59They will go around to that one again and again - they will not let it go.

130Chārō̃ kōnō̃ mē̃ saphāī kartē haĩ , dō vā tīn kōnē mē̃ nahī̃ kartē . 131Kyōṅki svachchhatā mahāntā hai .

60No matter how much you try to avoid it, the one who has a debt will definitely want it settled.

132Dēv-pad kā āhvān karnē kē liē chār kōnē key|kī svachchhatā kyā hai  ? 133Vō sthūl chār kōnō̃ key|kī saphāī kartē , āpkī svachchhatā kaunsī hai  ? 134- ‘ pavitratā ' .

61If you have not finished any old sanskara in the old account, you are in debt to Ravan, and this debt is a sickness - it makes the soul weak - it becomes an illness.

135Chārō̃ prakār key|kī svachchhatā ( pavitratā ) hō . 136Us din sunāyā thā nā . 137Isī vidhi sē daivī-pad key|kī prāpti kartē hō .

62So finish this debt in a second with the determined thought that this is old, this is foreign - burn it.

138Agar ēk bhī prakār key|kī svachchhatā nahī̃ hai tō śhrēṣhṭh daivī-pad key|kī prāpti bhī nahī̃ hōtī arthāt jō ū̃ch tē ū̃ch bannē key|kī ichchhā rakhtē hō , vah pūrṇ nahī̃ hō saktī . 139Tō chārō̃ hī prakār key|kī svachchhatā - yah hai dūsrī vidhi . 140Is vidhi kō apnāyā hai  ? 141Sunāyā nā - manānā arthāt bāp samān bannā .

63They light fireworks, do they not?

142Brahmā bāp kō dēkhā , purānā khātā khatm kiyā nā , chārō̃ prakār key|kī svachchhatā her|har karma mē̃ dēkhī nā . 143Brahmā nē sabūt ban karkē dikhāyā , isliē number one sapūt banē aur number one pad key|kī prāpti key|kī . 144Tō follow father hai nā . 145Brahmā bāp nē second mē̃ saṅkalp kiyā , purānā khātā khatm .

64They throw “bangers”.

146Uskē liē dīpmālā par yah vidhi apnāī jātī hai . 147Dīpmālā K|kē divas purānā khātā khatm kiyā , samarpit huē , purānā sab svāhā kiyā  ?

65So today, with the matchstick of determined thought, light the spiritual “bangers” through which this all finishes.

148Dr̥iṛh saṅkalp key|kī tīlī sē ātiśhbājī kaun-sī jalāī  ? 149Uṛtī kalā key|kī bājī lagāī  ?

66They lose money when they light fireworks, while you earn an income through having fireworks.

150Isliē yah is din kā yādgār chalā ā rahā hai .

67At Deepmala they also clean every corner.

151In vidhiyō̃ kō apnānā arthāt divālī manānā . 152Tō divālī manāī yā manānē vālō̃ kō dēkhkar khuśh huē  ?

68They clean all four corners, not just two or three, because cleanliness is greatness.

153Manānā arthāt bannā . 154Brahmā bāp samān bannā - yahī divālī manānā huā .

69Cleanliness for you means purity - purity in all four varieties.

155Dēkhō - ēk taraph bārūd jalānā , dūsrē taraph dīpak jagānā , tīsrē taraph manānā , miṭhāī khānā , nayē vastra pahannā aur chauthē taraph saphāī karnā . 156Tō jalānā bhī hai , manānā bhī hai aur saphāī bhī karnā hai . 157Chārō̃ prakār karnā hai . 158Karnā arthāt karma mē̃ karnā .

70So, celebrate Diwali with these methods.

159Chārō̃ prakār key|kī dīpmālā hō gaī nā .

71To celebrate means to become like Brahma Baba.

160Aisē nahī̃ - karnā ātā , manānā ātā lēkin jalānā nahī̃ ātā , saphāī karnā nahī̃ ātā . 161Nahī̃ .

72On the one side there is burning, the burning of fireworks, on the other there is the igniting of lamps.

162Chārō̃ hī bātō̃ mē̃ bāp samān bannā hai . 163Samjhā , dīpāvalī kā arth|earth kyā hai  ? 164Dīparāniyā̃ aur dīparājā key|kī yah kahānī hai .

73On the third side there is celebrating, eating sweets, wearing of new clothes, and on the fourth side there is cleaning.

165Saṅgamyug par bhī rānī ban gaī hō nā  ? 166Bēhad K|kē rājāō̃ K|kē rājā key|kī rāniyā̃ hō .

74This is the celebration of Deepmala in all four varieties.

167Satyug mē̃ tō hōṅgī dēv-rānī , lēkin abhī paramātm-rāniyā̃ hō . 168Isliē paṭarāniyā̃ dikhāī haĩ .

75It should not be that you know how to burn and how to celebrate, but you don’t know how to clean.

169Sirph kr̥iṣhṇa chhōṭē bachchē kō rāniyā̃ dikhā dī haĩ .

76It should not be like this. 77Become like Baba in all four respects.

170Kr̥iṣhṇa kō bachchē K|kē rūp mē̃ bhī dikhātē , phir rāniyā̃ bhī dikhātē . 171Mix kar diyā hai .

78Understand the meaning of Deepmala - this is the story of the queens of lamps and the King of lamps.

172Yah rājāō̃ kā rājā banānē vālē key|kī sab rāniyā̃ haĩ . 173Rāniyā̃ bhī hō , sītāyē̃ bhī hō .

79So you have to become the eternal queens of the unlimited King of the confluence age.

174Yahī jādū hai . 175Abhī-abhī kahtē bhāī hō , tō jarūr apnē kō bhāī hī kahē̃gē .

80In satyug there will be deity queens, but now you are Godly queens.

176Phir dūsrē taraph kahtē sab sītāyē̃ hō , rām kōī nahī̃ .

81Krishna is shown as a young child, yet he is shown with queens.

177Yahī jādū hai . 178Ismē̃ hī majā hai .

82So they have mixed it up have they not?

179Abhī-abhī bahan-bhāī ban jāō , abhī-abhī sītā ban jāō , abhī phariśhtā ban jāō .

83All of you are the queens of the One who creates kings of kings.

180Yah rūhānī jādū bahut ramaṇīk hai . 181Jādū sē ghabrātē tō nahī̃ hō nā .

84Become brothers and sisters one minute, the next become brothers, the next Sitas.

182Svayã hī jādūgar ban gayē . 183Dīpāvalī athavā dīpmālā key|kī avināśhī mubārak hai .

85Become souls one minute, and the next become angels.

184Vah tō ēk din kē liē kahtē - happy divālī aur bāpdādā kahtē - avināśhī hōlī|holy ‘ happy ' , healthy dīpāvalī .

86This spiritual magic is very entertaining - enjoy it, don’t be afraid of it.

185Sab chāhiē nā . 186Haĩ hī sadā jagē huē dīpak .

87You, yourselves have become magicians.

187Sadā mukh mīṭhā rahtā . 188Sabsē baṛē tē baṛī miṭhāī miltī jissē sadā mukh mīṭhā rahtā .

88Achcha, eternal congratulations for Deepmala and Deepawali.

189Vah kaunsī miṭhāī hai  ? 190- ‘ bābā ' yahī dilkhuśh miṭhāī hai . 191Yah miṭhāī tō sadā khātē rahtē .

89If you constantly keep dancing, if you constantly keep singing, these congratulations are eternal.

192Sahaj miṭhāī hai , banānē mē̃ muśhkil nahī̃ . 193Miṭhāī bhī khāī , milan bhī manāyā .

90You say “happy Deepawali” and BapDada says “eternal, holi, happy, healthy, Deepawali”.

194Dēśh-vidēśh K|kē bachchē āj ākārī phariśhtē rūp mē̃ madhuban mē̃ pahũchē huē haĩ . 195Sabhī kā man yahā̃ hai aur tan sēvā mē̃ hai . 196Bāpdādā sirph is sabhā kō nahī̃ dēkh rahē haĩ lēkin chārō̃ ōr K|kē phariśhtē rūpdhārī bachchō̃ sē bhī milan manā rahē haĩ . 197Sabhī umaṅg-utsāh mē̃ khūb manā rahē haĩ .

91You want everything, do you not?

198Sabhī K|kē man mē̃ ēk hī yād samāī huī hai . 199Sabhī K|kē mukh mē̃ yahī avināśhī miṭhāī hai . 200Dīpakō̃ key|kī mālā kitnī baṛī hai  !

92You don’t just want to be happy, you want wealth as well.

201Chārō̃ ōr K|kē jagmagātē huē dīpak mālā K|kē rūp mē̃ bāp K|kē sāmnē haĩ aur har ēk dīpak kō dēkh bāpdādā harṣā rahē haĩ aur mubārak bhī dē rahē haĩ . 202Samjhā  ? 203Chārō̃ ōr K|kē dīparāniyō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē jagmagātē huē viśhva mē̃ avināśhī prakāśh dēnē vālē viśhēṣh ātmāō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē bāpdādā samān bannē vālē arthāt sabhī dīpmālā manānē vālē mahān ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur bahut-bahut mubārak hō . 204Madhuban nivāsī bhāī-bahinō̃ sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt

93You want everything.

205Pāṇḍavō̃ key|kī viśhēṣhtā kyā hai  ? 206Pāṇḍav yagya sēvā K|kē sahyōgī haĩ . 207Yagya sēvā K|kē sahyōgī sō sadā sahyōg lēnē K|kē pātr .

94So congratulations for a happy, healthy, wealthy and holy Deepawali.

208Jō jitnī sachchī dil sē , snēh sē sahyōg dētā hai , utnā padma guṇā bāp sē sahyōg lēnē kā adhikārī bantā hai . 209Bāp pūrā hī sahyōg kā hisāb chuktu kartē haĩ . 210Baṛē kārya kō bhī sahaj karnē kā chitra parvat kā dikhātē haĩ . 211 ( parvat kō ãgulī dī|the ) tō pāṇḍav viśhēṣh sēvā K|kē sahyōgī ban kōī bhī kārya sahaj kar lētē haĩ .

95You are the lamps that are constantly ignited.

212Jis kārya kō lōg muśhkil samajhtē haĩ , vah sahaj hī khēl K|kē samān kar lētē hō nā  ?

96Your mouths remain constantly sweetened, sweetened by the best sweet of all, just Baba.

213Sēvā nahī̃ samajhtē , duty nahī̃ samajhtē lēkin rūhānī khēl anubhav kartē hō . 214Khēl kē liē kiskō bhī bulāō tō nā nahī̃ karēgā aur kabhī thakēgā bhī nahī̃ . 215Tō āp sabhī bhī yajñasēvā mē̃ thaktē nahī̃ hō nā . 216Rūhānī khēl hai , isliē thakāvaṭ bhī nahī̃ hōtī hai aur nā karnē chāhō tō bhī nahī̃ kar saktē hō kyōṅki īśhvarīy bandhan mē̃ bandhē huē hō .

97This is the sweet that brings happiness to the heart.

217Yah bandhan hī najdīk sambandh mē̃ lānē vālā hai . 218Jitnī jō sēvā kartā hai utnā sēvā kā phal - samīp sambandh mē̃ ātā hai . 219Yahā̃ K|kē sēvādhārī vahā̃ K|kē rājya family ( parivār ) K|kē adhikārī banē̃gē . 220Yahā̃ jitnī hard ( sakht ) sēvā kartē , utnā vahā̃ ārām sē siṃhāsan par baiṭhē̃gē aur yahā̃ jō ārām kartē haĩ , vah vahā̃ kām karē̃gē .

98You ate this sweet and became sweet.

221Hisāb hai nā . 222Ēk-ēk second kā , ēk-ēk kām kā hisāb-kitāb bāp kē pās hai .

99Those who eat this sweet constantly are sweet constantly.

223Isliē , ēk-ēk second kā hisāb kar chuktu bhī kartā hai . 224Gintī karkē hisāb dētā hai , aisē nahī̃ dētā . 225Lēkin padmaguṇā dētā hai . 226Tō āj K|kē sēvādhārī kal K|kē rāj-adhikārī bantē haĩ aur āj K|kē rājya karnē vālē kal K|kē sēvā karnē vālē bantē haĩ .

100Everyone can make this easy sweet.

227Sēvā-bhāv sadā ū̃chā uṭhātā hai . 228Nām sēvā hai lēkin sēvā vālā khātā sadaiv mēvā hai  !

101The glimmering lamps in all four directions are in front of Baba in the form of a rosary.

229Tō mēvā khānē vālē sēvādhārī haĩ , vaisē sēvādhārī nahī̃ . 230Ēk dō , padma lō|low . 231Tō pāṇḍavō̃ kā gāyan hai  !

102BapDada is smiling on seeing each lap, and is giving congratulations.

232Sēvā karnē mē̃ bahut majbūt rahē haĩ , isliē vah majbūt śharīr dikhātē haĩ . 233Lēkin haĩ majbūt dil vālē , majbūt man vālē . 234Vah man va dil kaisē dikhāyē̃ , isliē śharīr dikhā diyā hai . 235Khuśhī key|kī khurāk bahut khātē haĩ , isliē mōṭē dikhātē haĩ .

103To the queens of lamps, from all four directions, who give imperishable light to the world and become like Baba; to those who celebrate the true Diwali, BapDada’s love and remembrances, and many many congratulations.

236Bahanō̃ sē - madhuban nivāsī her|har karma bāp kē sāth karnē vālē hō nā  ?

104Eat, drink, and experience pleasure.

237Aisā śhrēṣhṭh bhāgya aur kisī kā hōgā jō her|har karma madhuban mē̃ madhuban K|kē bāp kē sāth hō  ? 238Madhuban mē̃ chārō̃ ōr bāp hī bāp hai nā . 239Tō madhuban nivāsiyō̃ key|kī viśhēṣhtā hai - sadā her|har karma bāp kē sāth anubhav karnē vālē . 240Jō her|har karma bāp kē sāth karnē vālē haĩ , unkā her|har karma śhrēṣhṭh hōgā nā .

105You have come to experience pleasure.

241Tō śhrēṣhṭh karma karnē vālī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō .

106You have been born to experience pleasure.

242Sadā isī anubhav mē̃ chalnē vālē kō hī madhuban nivāsī kahtē haĩ .

107You were born with pleasure, was there any difficulty?

243Jis samay yah anubhav nahī hōtā tō madhuban nivāsī nahī̃ huē . 244Us samay madhuban mē̃ rahtē bhī madhuban nivāsī nahī̃ haĩ aur jō dūr rahtē bhī her|har karma bāp kē sāth kartē , vah dūr rahtē bhī madhuban nivāsī hai . 245Madhuban vālē her|har charitra mē̃ sāth chalnē vālē haĩ . 246Bhāgavat madhuban kā yādgār hai , madhuban mē̃ bāp kē sāth her|har charitra chalnē vālō̃ key|kī kahānī hai .

108You heard knowledge and you took birth.

247Aisī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō dēkh sab khuśh hōtē haĩ . 248Dīpāvalī mubārak

109So you were born with pleasure, and you were born for pleasure, and you will go with pleasure.

249Vidāī K|kē samay bāpdādā bachchō̃ key|kī mauj mē̃ mauj manātē haĩ . 250Isīliē , mōmbattī jalāō yā cake kāṭō , jō karnā hō vah karō . 251Brāhmaṇō̃ jaisā utsav tō dēvtāyē̃ bhī nahī̃ manā sakē̃gē kyōṅki bāp kē sāth manātē hō . 252Vah tō ātmāyē̃ , ātmāō̃ kē sāth manāyēṅgī .

110You will return with Baba.

253Tō kyō̃ nahī̃ mauj manāō  ! 254Mūnjh K|kē sirph mauj nahī̃ manāō , binā mūnjhnē K|kē mauj manāō . 255Yah sab rachnā hai hī mauj kē liē .

111BapDada is happy when the children have celebrations, because BapDada celebrates pleasure in the children’s pleasure.

256Khāō-piyō mauj karō . 257Maujō̃ kē liē hī āyē hō .

112So light candles and cut a cake, do whatever you want.

258Paidā hī maujō̃ sē huē hō . 259Gyān sunā aur paidā hō gayē .

113Cut even a thousand cakes, nothing is wrong with that.

260Tō mauj-mauj sē paidā huē aur maujō̃ kē liē hī paidā huē .

114The children are with Baba - everyone will cut each one.

261Jāyēṅgē bhī mauj-mauj sē , bāp kē sāth jāyēṅgē . 262Isīliē bāpdādā khuśh hōtē haĩ jab bachchē manātē haĩ .

115Even the deities will not celebrate festivals as the Brahmins do, because you celebrate with Baba whereas there, souls celebrate with souls.

263Manuṣhyō̃ nē tō mauj key|kī rachnā mē̃ bhī mūnjh paidā kar dī hai .

116So why not celebrate with pleasure? 117Celebrate without confusion.

264Yah prakr̥iti mauj manānē kē liē hai lēkin manuṣhyātmāō̃ K|kē vibrations vāyumaṇḍal kō kharāb kartē haĩ .

118The whole of this creation is for pleasure, but human beings have created confusion within the creation of pleasure.

265Vāyumaṇḍal kā prabhāv prakr̥iti par paṛtā hai . 266Aur prakr̥iti bhī mũjhānē kā kām kartī hai . 267Bāriśh nē bhī programme kō munjhā diyā nā . 268Lēkin mūnjhē nahī̃ , mauj mē̃ rahē .

119The elements are in order to experience pleasure, but the vibrations of human beings spoil the atmosphere, and the atmosphere influences the elements, and then the elements create confusion.

269Milnē key|kī mauj manāī nā . 270Prakr̥iti apnē jidda par hai , āp manānē key|kī jidda par hō .

120Let them create confusion, but are you going to be shaken?

271Āp manā rahē hō , vah munjhā rahī hai .

121No, you are unshakeable.

272Mũjhānē dō lēkin āp haṭnē vālē hō kyā  ? 273Nahī̃ .

122You are celebrating the season.

274Aṅgad hō . 275Pānī nahī̃ hai , prēm kā pānī tō hai .

123There is no water but there is love - the water of love.

276Isliē prakr̥iti bhī dēkh rahī hai ki yah prabhu K|kē bachchē bhī cum|kam nahī̃ haĩ . 277Achchhā .

124Achcha. 125Sing, dance, do whatever you want. 126* * * O M S H A N T I* * *