रविवार 25 अक्टूबर 1987 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 125-10-87 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 25-10-87 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Chār bātō̃ sē nyārē banō
1Become detached in four things.
3Māyājīt aur prakr̥itijīt banānē vālē bāpdādā apnē vatsō̃ prati bōlē
2Today, BapDada is looking at all His elevated children who are seated on a lotusseat.
4Āj bāpdādā apnē sarv kamal-āsanadhārī śhrēṣhṭh bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
3A lotus seat is a symbol of the elevated stage of Brahmin souls. 4A seat is a means of remaining stable.
5Kamal-āsan brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī śhrēṣhṭh sthiti key|kī niśhānī hai . 6Āsan sthit , baiṭhnē kā sādhan hai .
5Brahmin souls remain stable in a lotuslike stage and this is why they are called those seated on a lotusseat.
7Brāhmaṇ ātmāyē̃ kamal-sthiti mē̃ sthit rahtī̃ , isliē kamal-āsanadhārī kahlātī haĩ .
6Just as Brahmins become deities, similarly, those seated on this seat are the ones who are then able to sit on a throne.
8Jaisē brāhmaṇ sō dēvtā bantē hō , aisē āsandhārī sō siṃhāsandhārī bantē haĩ , jitnā samay bahutkāl vā alpkāl kamal āsandhārī bantē haĩ , utnā hī bahutkāl vā alpkāl rājya siṃhāsandhārī bantē haĩ .
7When you remain seated on a lotusseat for a long time or a short time, you will become accordingly one seated on the throne of a kingdom for a long time or a short time. 8A lotusseat is a symbol of the extremely detached and lovely stage, like that of Father Brahma.
9Kamal-āsan viśhēṣh brahmā bāp samān ati nyārī aur ati pyārī sthiti kā symbol ( chinh ) hai .
9You Brahmin children follow the father and this is why you have a lotusseat, the same as the father.
10Āp brāhmaṇ bachchē follow father karnē vālē hō , isliē bāp samān kamal-āsanadhārī hō .
10The sign of being extremely detached is that you will be extremely loved by the Father and the whole family.
11Ati nyārē key|kī niśhānī hai - vah bāp aur sarv parivār K|kē ati pyārē banē̃gē . 12Nyārāpan arthāt chārō̃ ōr sē nyārā . 13 ( 1 ) apnē dēh bhān sē nyārā - jaisē sādhāraṇ duniyāvī ātmāō̃ kō calatēphiratē , her|har karma kartē svataḥ aur sadā dēh kā bhān rahtā hī hai , mēhnat nahī̃ kartē ki maĩ dēh hū̃ , na chāhtē bhī sahaj smr̥iti rahtī hī hai . 14Aisē kamal-āsanadhārī brāhmaṇ ātmāyē̃ bhī is dēhbhān sē svataḥ hī aisē nyārē rahē̃ jaisē agyānī ātma - abhimān sē nyārē haĩ .
11To be detached means to be detached from everything.
15Haĩ hī ātma-abhimānī . 16Śharīr kā bhān apnē taraph ākarṣhit na karē .
12To be detached from the awareness of the body.
17Jaisē brahmā bāp kō dēkhā , chaltē-phirtē phariśtā-rūp vā dēvtā - rūp svataḥ smr̥iti mē̃ rahā .
13Worldly souls naturally and constantly have the awareness of the body while walking and moving along and performing every action.
18Aisē natural dēhī-abhimānī sthiti sadā rahē - iskō kahtē haĩ dēhbhān sē nyārē . 19Dēhbhān sē nyārā hī paramātm-pyārā ban jātā hai .
14They don't have to make effort to think that they are a body; they have that awareness easily without even consciously thinking about it.
20 ( 2 ) is dēh K|kē jō sarv sambandh haĩ , dr̥iṣhṭi sē , vr̥itti sē , kr̥iti sē - un sabsē nyārā - dēh kā sambandh dēkhtē huē bhī svataḥ hī ātmik , dēhī sambandh smr̥iti mē̃ rahē . 21Isliē dīpāvalī kē bād bhaiyā-dūj manāyā nā .
15In the same way, Brahmin souls seated on a lotusseat should also easily remain detached from the awareness of the body, just as souls without knowledge remain detached from soul consciousness.
22Jab chamaktā huā sitārā vā jagmagātā avināśhī dīpak ban jātē hō , tō bhāī-bhāī kā sambandh hō jātā hai .
16You are soul conscious; no awareness of the body should pull you towards itself.
23Ātmā K|kē nātē bhāī-bhāī kā sambandh aur sākār brahmāvanśhī brāhmaṇ bannē K|kē nātē sē bahan-bhāī kā śhrēṣhṭh śhuddha sambandh svataḥ hī smr̥iti mē̃ rahtā hai . 24Tō nyārāpan arthāt dēh aur dēh K|kē sambandh sē nyārā . 25 ( 3 ) dēh K|kē vināśhī padārthō̃ mē̃ bhī nyārāpan - agar kōī padārtha kisī bhī karmēndriy kō vichalit kartā hai arthāt āsakti-bhāv utpanna hōtā hai tō vah nyārāpan nahī̃ rahtā . 26Sambandh sē nyārā phir bhī sahaj hō jātē lēkin sarv padārthō̃ key|kī āsakti sē nyārā - anāsakt ' bannē mē̃ royal rūp key|kī āsakti rah jātī hai .
17You saw Father Brahma: while walking and moving along, he had naturally the angelic and deity form in his awareness.
27Sunāyā thā nā ki āsakti kā spaṣhṭ rūp ichchhā hai . 28Isī ichchhā kā sūkṣhma , mahīn rūp hai - achchhā lagnā .
18To have such a constant soulconscious stage naturally is said to be detached from the awareness of the body.
29Ichchhā nahī̃ hai lēkin achchhā lagtā hai - yah mahīn rūp achchhā ' kē badlē ichchhā ' kā rūp bhī lē saktā hai .
19Only being detached from the awareness of the body will make you loved by God.
30Tō iskī achchhī rīti checking karō ki yah padārtha arthāt alpkāl sukh K|kē sādhan ākarṣhit tō nahī̃ kartē haĩ ?
20To remain detached from all the relationships of the body with your drishti, attitude and actions.
31Kōī bhī sādhan samay par prāpt na hō tō sahaj sādhan arthāt sahajyōg key|kī sthiti ḍagmag tō nahī̃ hōtī hai ?
21While seeing bodily relationships, soulconscious relationships should be naturally in your awareness.
32Kōī bhī sādhan K|kē vaśh , ādat sē ma jabūr tō nahī̃ hōtē ? 33Kyōṅki yah sarv padārtha arthāt sādhan - prakr̥iti K|kē sādhan haĩ .
22This is why "Bhaiya duj" (the occasion of brother being invited to the sister's place) comes after Deepawali.
34Tō āp prakr̥itijīt arthāt prakr̥iti K|kē ādhār sē nyārē kamal-āsanadhārī brāhmaṇ hō . 35Māyājīt K|kē sāth-sāth prakr̥itijīt bhī bantē hō .
23When you become the sparkling star or the sparkling imperishable lamp, you have the relationship of brotherhood.
36Jaisē hī māyājīt bantē hō , tō māyā bār-bār bhinn-bhinn rūpō̃ mē̃ trial kartī hai ki mērē sāthī māyājīt ban rahē haĩ ? 37Tō bhinn-bhinn paper lētī hai ?
24As souls, you have a brotherly relationship and as corporeal Brahmins of the clan of Brahma, you have naturally the pure elevated relationship of brother and sister in your awareness.
38Prakr̥iti kā paper hai - sādhanō̃ dvārā āp sabhī kō halchal mē̃ lānā .
25So, detachment means to be detached from the body and bodily relationships.
39Jaisē - pānī . 40Abhī yah kōī baṛā paper nahī̃ āyā hai .
26To be detached from the perishable possessions of the body.
41Lēkin pānī sē banē huē sādhan , agni dvārā banē huē sādhan , aisē her|har pravr̥iti K|kē tatvō̃ dvārā banē huē sādhan manuṣhya ātmāō̃ K|kē jīvan kā alpkāl K|kē sukh kā ādhār haĩ .
27If a physical possession is causing mischief for any of the physical senses, that is, if there is an attraction to it, then there isn't detachment.
42Tō yah sab tatva paper lē̃gē .
28It is easy to be detached from relationships.
43Abhī tō sirph pānī key|kī kamī huī hai lēkin pānī dvārā banē huē padārtha jab prāpt nahī̃ hōṅgē tō aslī paper us samay hōgā .
29However, the attraction to physical things from which you have to be detached still remains in a royal way.
44Yah prakr̥iti dvārā paper bhī samay pramāṇ ānē hī haĩ . 45Isliē , dēh K|kē padārthō̃ key|kī āsakti vā ādhār sē bhī nirādhār anāsakt ' hōnā hai .
30You were told that the clear form of attraction is desires, but the subtle and deep form of desire is to like something. 31You say, "I don't have any desire, but I like it."
46Abhī tō sab sādhan achchhī tarah sē prāpt haĩ , kōī kamī nahī̃ hai .
32This subtle form of liking can also take on the form of a desire.
47Lēkin sādhanō̃ K|kē hōtē , sādhanō̃ kō prayōg mē̃ lātē , yōg key|kī sthiti ḍagmag na hō .
33So, check this very well: Is this physical thing, that is, this means of temporary happiness, pulling me?
48Yōgī ban prayōg karnā - iskō kahtē haĩ nyārā . 49Hai hī kuchh nahī̃ , tō uskō nyārā nahī̃ kahē̃gē .
34When a facility is not available at the time you want it, is your spiritual endeavor easy?
50Hōtē huē nimitt-mātra , anāsakt rūp sē prayōg karnā ; ichchhā vā achchhā hōnē K|kē kāraṇ nahī̃ use karnā - yah checking jarūr karō .
35That is, your stage of easy yoga does not fluctuate, does it? 36You are not influenced by any facility or compelled by your habits, are you?
51Jahā̃ ichchhā hōgī , phir bhalā kitnī bhī mēhnat karē̃gē lēkin ichchhā , achchhā bannē nahī̃ dēgī . 52Paper K|kē samay mēhnat karnē mē̃ hī samay bīt jāyēgā .
37All of those physical facilities are facilities of matter. 38You are conquerors of matter, that is, you are Brahmins seated on a lotusseat, beyond the support of matter.
53Āp sādhnā mē̃ rahnē kā prayatna karē̃gē aur sādhan apnē taraph ākarṣhit karē̃gē .
39Together with becoming conquerors of Maya, you also become conquerors of matter.
54Āp yuddha kar , mēhnat kar sādhanō̃ key|kī ākarṣhaṇ kō miṭānē kā prayatna kartē rahē̃gē tō yuddha key|kī kaśamakaś mē̃ hī paper kā samay bīt jāyēgā .
40As soon as you become conquerors of Maya, Maya repeatedly tests you in various ways. 41She sees that her companions are becoming conquerors of Maya, so she gives many test papers.
55Result kyā huī ? 56Prayōg karnē vālē sādhan nē sahajyōgī sthiti sē ḍagmag kar diyā nā .
42The test paper of matter is to bring all of you into upheaval through the facilities.
57Prakr̥iti K|kē paper tō abhī aur raphtār sē ānē vālē haĩ .
43For instance, shortage of water. 44That was not a big paper.
58Isliē , pahlē sē hī padārthō̃ K|kē viśhēṣh ādhār - khānā , pīnā , pahannā , chalnā , rahnā aur samparka mē̃ ānā - in sabkī checking karō ki kōī bhī bāt mahīn rūp mē̃ bhī vighn-rūp tō nahī̃ bantī ?
45However, just as facilities are made with water, facilities are made with fire, in the same way, facilities created with every element of matter are the basis of temporary happiness for human souls in their life.
59Yah abhī sē trial karō .
46So, all of these elements will test you.
60Jis samay paper āyēgā us samay trial nahī̃ karnā , nahī̃ tō fail hōnē key|kī margin hai . 61Yōg-sthiti arthāt prayōg kartē huē nyārī sthiti .
47Now there was just the shortage of water, but when the facilities made with water are not available, that will then be a real test paper.
62Sahaj yōg key|kī sādhnā sādhanō̃ kē ūpar arthāt prakr̥iti kē ūpar vijayī hō . 63Aisā na hō uskē binā tō chal saktā lēkin iskē binā rah nahī̃ saktē , isliē ḍagmag sthiti hō gaī … iskō bhī nyārī jīvan nahī̃ kahē̃gē . 64Aisī siddhi kō prāpt karō jō āpkē siddhi dvārā aprāpti bhī prāpti kā anubhav karāyē . 65Jaisē sthāpanā K|kē ārambh mē̃ āsakti hai vā nahī̃ , uskī trial kē liē bīch-bīch mē̃ jānabūjhakar programme rakhtē rahē .
48These test papers through the elements will definitely come at their time.
66Jaisē , 15 din sirph ḍōṛhā aur chāch khilāī , gēhū̃ hōtē bhī yah trial karāī gaī . 67Kaisē bhī bīmār 15 din isī bhōjan par chalē .
49This is why you have to become free any attraction to the possessions of the body and remain free from any support of the body.
68Kōī bhī bīmār nahī̃ huā . 69Damā key|kī taklīph vālē bhī ṭhīk hō gayē nā .
50At present, all facilities are available for you very well; there is nothing lacking.
70Naśhā thā ki bāpdādā nē programme diyā hai ! 71Jab bhakti mē̃ kahtē haĩ viṣh bhī amr̥it hō gayā ' , yah tō chāch thī !
51However, while all the facilities are available and while experimenting with all facilities, your stage of yoga should not fluctuate.
72Niśhchay aur naśhā her|har paristhiti mē̃ vijayī banā dētā hai .
52To experiment as a yogi means to be detached.
73Tō aisē paper bhī āyēṅgē - sūkhī rōṭī bhī khānī paṛēgī .
53When you don't have anything anyway, that is not called being detached.
74Abhī tō sādhan haĩ . 75Kahē̃gē - dānt nahī̃ chaltē , hajam nahī̃ hōtā . 76Lēkin us samay kyā karē̃gē ?
54However, whilst having everything, use it for the sake of it, and experiment with it without being attracted to it.
77Jab niśhchay , naśhā , yōg key|kī siddhi key|kī śhakti hōtī hai tō sūkhī rōṭī bhī narm rōṭī kā kām karēgī , parēśhān nahī̃ karēgī . 78Āp siddhi-svarūp key|kī śhān mē̃ hō tō kōī bhī parēśhān nahī̃ kar saktā hai . 79Jab haṭhyōgiyō̃ kē āgē śhēr bhī billī ban jātā , sāmp khilaunā ban jātā , tō āp sahaj rājyōgī , siddhi-svarūp ātmāō̃ kē liē yah sab kōī baṛī bāt nahī̃ . 80Hai tō ārām sē use karō lēkin samay par dhōkhā na dē - yah check karō .
55Do not use it because you have a desire or because you like it.
81Paristhiti , sthiti kō nīchē na lē āyē .
56Definitely check yourself in this way.
82Dēh K|kē sambandh sē nyārā hōnā sahaj hai lēkin dēh K|kē padārthō̃ sē nyārā hōnā - ismē̃ bahut achchhā attention ( dhyān ) chāhiē .
57Where there is a desire, then, no matter how much effort you make, that desire (itchcha) will not allow you to become good (achcha).
83 ( 4 ) purānē svabhāv , saṅskār sē nyārā bannā - purānī dēh K|kē svabhāv aur saṅskār bhī bahut kaṛē haĩ . 84Māyājīt bannē mē̃ yah bhī baṛā vighn-rūp bantē haĩ . 85Kaī bār bāpdādā dēkhtē haĩ - purānē svabhāv , saṅskār rūpī sāmp khatm bhī hō jātā lēkin lakīr rah jātī jō samay ānē par bār-bār dhōkhā dē dētī . 86Yah kaṛē svabhāv aur saṅskār kaī bār itnā māyā K|kē vaśhībhūt banā dētē haĩ jō wrong kō wrong samajhtē hī nahī̃ .
58Otherwise, at the time of taking a test paper, your time will be spent in making effort.
87 mahsūstā-śhakti ' samāpt hō jātī hai . 88Issē nyārā hōnā - iskī bhī checking achchhī tarah chāhiē .
59You will try to be absorbed in making spiritual endeavor (sadhna) but the facilities (sadhan) will attract you towards themselves.
89Jab mahsūstā-śhakti samāpt hō jātī hai tō aur hī ēk jhūṭh kē pīchhē hajār jhūṭh apnī bāt kō siddha karnē kē liē bōlnē paṛtē haĩ .
60You will continue to battle and make effort to try and finish the attraction to the facilities and your time for the test paper will pass by in the tug of war.
90Itnā parvaśh hō jātē haĩ !
61So, what will be the result then?
91Apnē kō satya siddh karnā - yah bhī purānē saṅskār K|kē vaśhībhūt key|kī niśhānī hai .
62The facilities with which you experiment make you fluctuate in your stage of an easy yogi.
92Ēk hai yathārth bāt spaṣhṭ karnā , dūsrā hai apnē kō jidda sē siddh karnā .
63The test papers from the elements are now going to come at a greater speed.
93Tō jidda sē siddha karnē vālē kabhī siddhisva rūp nahī̃ ban saktē haĩ . 94Yah bhī check karō ki kōī bhī purānā svabhāv , saṅskār anśh-mātra bhī chhipē huē rūp mē̃ rahā huā tō nahī̃ hai ?
64Therefore, check in advance that none of the supports of physical things food, drink, clothes, way of interacting, living and coming into connection with others that none of these things are taking the form of an obstacle even in a subtle way.
95Samjhā ?
65Try this out now.
96In chār hī bātō̃ sē nyārā jō hai uskō kahē̃gē bāp kā pyārā , parivār kā pyārā .
66Do not begin to try when the test paper comes; there would then be a margin for failure.
97Aisē kamal-āsanadhārī banē hō ? 98Isī kō hī kahē̃gē follow father .
67The stage of yoga means to have a detached stage while experimenting.
99Brahmā bāp bhī kamal-āsanadhārī banē tab number one bāp K|kē pyārē banē , brāhmaṇō̃ K|kē pyārē banē .
68The spiritual endeavour of an easy yogi should be victorious over the facilities, that is, over matter.
100Chāhē vyakt rūp mē̃ , chāhē abhī avyakt rūp mē̃ . 101Abhī bhī har ēk brāhmaṇ K|kē dil sē kyā nikaltā hai ? 102Hamārā brahmā bābā .
69It should not be that you are able to make do without one, but are not able to continue without the other and that is why your stage fluctuates.
103Yah nahī̃ anubhav kartē ki hamnē tō sākār mē̃ dēkhā nahī̃ .
70That would not be called a detached life.
104Lēkin nayanō̃ sē nahī̃ dēkhā , dil sē dēkhā , buddhi K|kē divya nētrō̃ dvārā dēkhā , anubhav kiyā .
71Attain such success that, through your success, even unattained things give you the experience of attainment.
105Isliē , her|har brāhmaṇ dil sē kahtā - mērā brahmā bābā ' ' . 106Yah pyārēpan key|kī niśhānī hai . 107Chārō̃ ōr K|kē nyārēpan nē viśhva kā pyārā banā diyā .
72At the beginning of establishment, in order to test whether they were attracted to things or not, programmes were purposely made to test them on this.
108Tō aisē hī chārō̃ ōr K|kē nyārē aur sarv K|kē pyārē banō . 109Samjhā ?
73For instance, for fifteen days they were given just barley chapattis and buttermilk to eat.
110Gujarāt samīp rahtā hai , tō follow karnē mē̃ bhī samīp hai .
74They had to try this out when wheat was available.
111Sthān aur sthiti dōnō̃ mē̃ samīp bannā - yahī viśhēṣhtā hai .
75No matter how ill some were, they had to eat just this for fifteen days.
112Bāpdādā tō sadā bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ . 113Achchhā .
76No one fell ill (because of this). 77Those who were asthma patients became well.
114Chārō̃ ōr K|kē kamal-āsanadhārī , nyārē aur bāp K|kē pyārē bachchō̃ kō , sadā māyājīt , prakr̥itijīt viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā follow father karnē vālē vaphādār bachchō̃ kō bāpdādā kā snēh sampann yādpyār aur namastē . 115Party kē sāth mulākāt 116Madhuban mē̃ āyē huē sēvādhārī bhāī bahinō̃ sē - jitnā samay madhuban mē̃ sēvā key|kī , utnā samay nirantar yōg kā anubhav kiyā ? 117Yōg ṭūṭā tō nahī̃ ?
78They had the intoxication that BapDada had given that programme.
118Madhuban mē̃ sēvādhārī bannā arthāt nirantar yōgī , sahajyōgī K|kē anubhavī bannā .
79On the path of devotion, it is said that poison turned into nectar, but this was buttermilk.
119Yah thōṛē samay kā anubhav bhī sadā yād rahēgā nā .
80Faith and intoxication make you victorious in every situation.
120Jab bhī kōī paristhiti āyē tō man sē madhuban mē̃ pahũch jānā .
81Such test papers will also come; you will have just dry chapattis to eat.
121Tō madhuban nivāsī bannē sē paristhiti vā samasyā khatm hō jāyēgī aur āp sahajyōgī ban jāyēṅgē .
82At present, you have all facilities. 83You might say: Your teeth are not strong enough, you are unable to digest it.
122Sadaiv apnē is anubhav kō sāth rakhnā .
84What will you do at that time?
123Tō anubhav yād karnē sē śhakti ā jāyēgī . 124Sēvā kā mēvā avināśhī hai . 125Achchhā . 126Yah chance milnā bhī cum|kam nahī̃ hai , bahut baṛā chance milā hai .
85When you have faith, intoxication and power from the success of yoga, even dry chapattis will work like soft chapattis, and you won't be distressed.
127Sēvādhārī arthāt sadā bāp samān nimitt bannē vālē , nirmān rahnē vālē .
86If you maintain the pride of being an embodiment of success, then no one can cause you distress.
128Nirmāntā hī sabsē śhrēṣhṭh saphaltā kā sādhan hai . 129Kōī bhī sēvā mē̃ saphaltā kā sādhan namratā bhāv hai , nimitt bhāv hai . 130Tō inhī̃ viśhēṣhatāō̃ sē sēvā key|kī ?
87When lions become like cats in front of hatha yogis and snakes become like toys, then none of these things are a big thing in front of you easy Raj Yogi souls who are embodiments of success.
131Aisī sēvā mē̃ sadā saphaltā bhī hai aur sadā mauj hai . 132Saṅgamyug key|kī mauj manāī , isliē sēvā , sēvā nahī̃ lagī .
88If you have the facility, use it comfortably, but check that you are not deceived at that time (when the time comes).
133Jaisē kōī mallyuddh kartē haĩ tō apnī mauj sē khēl samajhkar kartē haĩ . 134Usmē̃ thakāvaṭ vā dard nahī̃ hōtā hai kyōṅki manōrañjan samajh kartē haĩ , mauj manānē kē liē kartē haĩ .
89The situation should not bring you down from your stage. 90It is easy to become detached from the relationships of the body, but you have to pay attention very well to being detached from the things of the body.
135Aisē hī agar sachchē sēvādhārī key|kī viśhēṣhtā sē sēvā kartē hō tō kabhī thakāvaṭ nahī̃ hō saktī .
91To be detached from the old nature and sanskars. 92The nature and sanskars of the old body are very strong.
136Samjhā ? 137Sadā aisē hī lagēgā jaisē sēvā nahī̃ lēkin khēl kar rahē haĩ .
93Those too become a big obstacle in becoming a conqueror of Maya.
138Tō kōī bhī sēvā milē , in dō viśhēṣhatāō̃ sē saphaltā kō pātē rahnā . 139Issē sadā saphaltā-svarūp ban jāyēṅgē . 140Achchhā .
94Many times BapDada sees that the snake of the old nature and sanskars finish, but the line still remains; that repeatedly deceives you at that time (when the time comes).
141Mañjulā bahan kā parivār hãsmukh bhāī kē nimitt bhōg lagānē madhuban mē̃ āyā hai . 142Is śhrēṣhṭh sthān par ākar apnē kō bhāgyaśhālī ātmāyē̃ samajhtē hō ?
95This strong nature and sanskars make you so influenced by Maya that often you don't even consider something wrong to be wrong. 96The power of realisation finishes.
143Is śhrēṣhṭh sthān par pahuñchnā bhī śhrēṣhṭh bhāgya hai .
97In order to be detached from this, you need to have very good checking.
144Jaisē bhakti-mārg mē̃ kahtē haĩ ki agar kōī śhrēṣhṭh yātrā kartē haĩ tō vah bhāgyavān , puṇya ātmā mānē jātē haĩ .
98When the power of realisation finishes, you have to tell a thousand lies in order to prove your one lie. 99You become so influenced.
145Aur āp jis sthān par pahũchē hō , yah sab yātrāō̃ sē mahān tīrth-sthān hai .
100To try to prove yourself right is also a sign of being influenced by your old sanskars.
146Tō mahā tīrthasthān par ānē sē sab tīrtha hō jātē haĩ , sab yātrāyē̃ hō jātī haĩ .
101One is to clarify something that is right, and the other is to justify yourself by stubbornness.
147Jisnē yah mahān yātrā key|kī , usnē sab yātrāyē̃ kar lī̃ . 148Tō kitnē bhāgyavān hō gayē !
102Those who try to prove themselves right with stubbornness cannot become embodiments of success.
149Āpkē sab tīrtha siddha hō gayē . 150Aur tīrtha karnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ rahī agar ēk mahān tīrtha kar liyā .
103Also check that not even the slightest trace of any of the old nature or sanskars remains hidden somewhere.
151Yah bhāgya bhī kyō̃ prāpt huā ?
104Do you understand?
152Kiskē nimitt prāpt huā ? 153Vah ( hãsmukh bhāī ) bhāgyavān ātmā banī , isīliē āpkō bhī yah chance milā .
105Those who are detached in all these four things are said to be loved by the Father and also loved by the family.
154Jaisē bāp sē varsā miltā hai nā .
106Have you become those seated on a lotusseat in this way?
155Tō yah laukik sō alaukik bāp ban gayā .
107This is called "follow father".
156Tō is alaukik bāp sē bhī āpkō bhāgya kā varsā milā . 157Issē hī samjhō kitnī bhāgyavān ātmā hō ! 158Jaisē laukik kā hissā miltā hai , vaisē yah bhāgya kā hissā prāpt karnē K|kē adhikārī banē .
108It was when Father Brahma became seated on the lotusseat that he became number one loved by the Father, and also loved by Brahmins, whether in the corporeal form or now, in the avyakt form.
159Varsā sadaiv sahaj miltā hai , mēhnat nahī̃ karnī paṛtī .
109Even now, what emerges in the heart of each and every Brahmin?
160Tō āp lōgō̃ kō bhī yah bhāgya kā varsā ēk bhāgyavān ātmā kē nimitt sahaj hī mil rahā hai .
110Our Brahma Baba. 111You don't feel that you didn't see him in the corporeal form.
161Abhī is prāpt huē bhāgya kē āgē saubhāgyavān bhī hai , hajār bhāgyavān bhī hai , tō padmāpadma bhāgyavān bhī hai .
112You didn't see him with your eyes, but you saw him with your heart; you saw him with the divine eye of the intellect; you experienced him.
162Abhī kyā bannā hai , vah āpkē ūpar hai .
113This is why every Brahmin says from his or her heart: My Brahma Baba.
163Jō chāhē vah ban saktē hō .
114This is a sign of being loved.
164Us ātmā kā kām thā yahā̃ pahuñchānā .
115Detachment from everything made him loved by the world.
165Bhāgyavidhātā key|kī dharnī par pahũchē , ab jitnī bhāgya key|kī lakīr khīñchnē chāhō utnī khīñch saktē hō .
116So, in the same way, be detached from everything and be loved by all. 117Do you understand?
166Samparka mē̃ tō rahē hō , abhī samīp sambandh mē̃ āō .
118Those from Gujarat live close by and so they are also close in following.
167Kyōṅki jō samīp sambandhī hōtā hai uskī prāpti bhī itnī hī hōtī hai .
119Your speciality is to be close in both the place and your stage.
168Tō bahut achchhā kiyā jō drama mē̃ yah śhrēṣhṭh nūndh , nūndh lī .
120BapDada is always pleased to see the children.
169Achchhā .
121Achcha.
170Mañjulā bahan sē - vijayī bannē K|kē mēhanatī nahī̃ , anēk bār key|kī vijayī haĩ aur vijayī rahī , āgē bhī vijay kā jhaṇḍā sadā hī buland hai . 171Vijay kā tilak sadā mastak par chamak rahā hai . 172Tō sadā tilakdhārī haĩ , sadā bāp K|kē diltakhtanaśhīn haĩ .
122To all the detached children everywhere who are loved by the Father and are seated on a lotus seat, to the special souls who are always conquerors of Maya and conquerors of matter, to the faithful children who always follow the father, BapDada's lovefilled remembrance and namaste.
173Tō muśhkil lagā ?
123BapDada meeting groups:
174Iskō kahtē haĩ pass with honour . 175Paper mē̃ pass with honour hō gaī . 176Saṅkalp bhī nahī̃ āyā - kyā hō gayā ! 177Bindī lagā dēnā - yah pass with honour key|kī niśhānī hai .
124To the server brothers and sisters who have come to Madhuban: For the time that you spent doing service in Madhuban, did you also experience constant yoga for that time?
178Tō pass with honour key|kī line mē̃ ā gaī .
125Your yoga did not break, did it?
179Vaisē bhī nyārī aur bāp key|kī pyārī rahī , isliē yah nyārāpan samay par ēk lift ban gayā .
126To be a server in Madhuban means to experience being a constant and easy yogi.
180Bāpdādā bachchī key|kī vijay par khuśh haĩ . 181Vijayī hōnē K|kē kāraṇ us ātmā K|kē saṅskār kō bhī pratyakṣha rūp mē̃ lānē kē nimitt banī .
127You will always remember this experience of a short time, will you not? 128Whenever any adverse situation comes up, just come to Madhuban in your mind.
182Sēvā K|kē saṅskār uskē rahē lēkin us saṅskār kō pratyakṣha rūp mē̃ lānē kē nimitt āp banī .
129Then, by becoming a resident of Madhuban, you will become an easy yogi and the situation or problem will end.
183Isliē anēk ātmāō̃ key|kī sēvā kā puṇya jamā hō gayā .
130Always keep this experience of yours with you.
184Us ātmā kō bhī yah viśhēṣh āśhīrvād sēvā key|kī prāpt hai .
131By remembering this experience, you will receive power.
185Isliē sēvā mē̃ thē , sēvā mē̃ haĩ aur sadā sēvā mē̃ hī rahē̃gē .
132The fruit of service is imperishable.
186Achchhā .
133Achcha.
187Alag-alag group sē - sachchī tapasyā sadā kē liē sachchā sōnā banā dētī hai jismē̃ jarā bhī mix ( milāvaṭ ) nahī̃ .
134It is not a small thing to receive this chance; you have received a very big chance.
188Tapasyā sadā har ēk kō aisā yōgya banātī hai jō pravr̥itti mē̃ bhī saphal aur prālabdh prāpt karnē mē̃ bhī saphal .
135A server means one who is always an instrument, like the Father, one who remains humble. 136Humility is the most elevated means of success.
189Aisē tapasvī banē hō ? 190Tapasyā karnē vālō̃ kō rājyōgī kahtē haĩ .
137In any service, humility and being an instrument are the means of success.
191Tō āp sabhī rājyōgī hō .
138So, did you serve with these specialities?
192Kabhī kisī bhī paristhiti sē vichalit hōnē vālē tō nahī̃ ?
139In such service, there is always success and also pleasure.
193Tō sadā apnē kō isī rīti sē check karō aur check karnē kē bād change karō .
140You enjoy the pleasure of the confluence age, and this is why you don't feel service to be service.
194Sirph check karnē sē bhī dilśhikasta hō jāyēṅgē , sōchē̃gē ki hamārē mē̃ yah bhī kamī hai , yah bhī hai , patā nahī̃ ṭhīk hōgā yā nahī̃ . 195Tō check bhī karō aur check kē sāth change bhī karō . 196Samjhō , kamzōr ban gayē , samay chalā gayā .
141For instance, when someone wrestles, he does that with enjoyment considering it to be a sport. 142There is no tiredness or pain in that because he does that considering it to be entertainment, and for enjoying himself.
197Lēkin samay pramāṇ karttavya karnē vālō̃ key|kī sadā vijay hōtī hai . 198Tō sabhī sadā vijayī , śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō ?
143In the same way, if you serve with the speciality of a true server, then there can never be tiredness.
199Sabhī śhrēṣhṭh hō yā number-vār ?
144Do you understand?
200Agar number pūchhē̃ ki kis number vālē hō tō sab number one kahē̃gē . 201Lēkin vah number kitnē hōṅgē ?
145You will always feel that you didn't do service, but that you were just playing a game.
202Ēk yā anēk ? 203First number tō sab nahī̃ banē̃gē lēkin first division mē̃ tō ā saktē haĩ .
146So, whatever service you are asked to do, continue to achieve success with these two specialities.
204First number ēk hōgā lēkin first division mē̃ tō bahut āyēṅgē .
147By doing so, you will constantly become an embodiment of success. 148Achcha.
205Isliē first number ban saktē hō . 206Rājgaddī par ēk baiṭhēgā lēkin aur bhī sāthī tō hōṅgē nā .
149Blessing: May you be seated on BapDada's heartthrone and forget the old body and the world.
207Tō royal family mē̃ ānā bhī rājya adhikārī bannā hai .
150The place for the elevated souls of the confluence age is BapDada's heartthrone.
208Tō first division arthāt number one mē̃ ānē kā purūṣhārth karō .
151You cannot find such a throne throughout the whole cycle.
209Abhī tak kōī bhī seat sivāē dō-tīn K|kē fix nahī̃ huī hai . 210Abhī jō chāhē , jitnā purūṣhārth karnā chāhē kar saktā hai .
152You will continue to receive the throne of the kingdom of the world or the throne of a state, but you won't receive this throne.
211Bāpdādā nē sunāyā thā ki abhī late|lēṭ huī hai lēkin toolate nahī̃ huī hai . 212Isliē sabhī kō āgē baṛhnē kā chance hai .
153It is such a big throne that, while walking, moving around, eating, sleeping etc., you can constantly be seated on the throne.
213Win kar one mē̃ ānē kā chance hai . 214Tō sadaiv umaṅg-utsāh rahē . 215Aisē nahī̃ - chalō kōī bhī number one banē , maĩ number dō hī sahī .
154The children who are constantly seated on BapDada's heartthrone forget their old body and the physical world; they see it but do not see it.
216Iskō kahtē haĩ kamzōr purūṣhārth . 217Āp sabhī tō tīvr purūṣhārthī hō nā ? 218Achchhā .
155Slogan: To chase after limited name, fame and honour means to chase a shadow. 156* * * O M S H A N T I* * *