गुरुवार 31 मार्च 1988 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 131 - 03 - 88 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 31-03-88 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2 vāchā ' aur karmaṇā ' - dōnō̃ śhaktiyō̃ kō jamā karnē key|kī īśhvarīy scheme
1A Godly scheme to accumulate the powers of both words and actions. 2Today, the spiritual Flame is seeing His spiritual moths.
3Apnē dil K|kē snēhī bachchō̃ kō bāp samān bannē kā iśhārā dētē huē rūhānī śhamā bāpdādā bōlē
3The moths from all four directions have fallen in love, that is, have sacrificed themselves to the Flame.
4Āj rūhānī śhamā apnē rūhānī parvānō̃ kō dēkh rahē haĩ .
4There are innumerable moths who sacrifice themselves, that is, who fall in love.
5Chārō̃ ōr K|kē parvānē śhamā kē ūpar phidā arthāt kurbān hō gayē haĩ . 6Kurbān vā phidā hōnē vālē anēk parvānē haĩ lēkin kurbān hōnē kē bād śhamā K|kē snēh mē̃ śhamā samān ' bannē mē̃ , kurbānī karnē mē̃ number-vār haĩ .
5However, after the sacrifice, that sacrifice in which the soul becomes like the Flame, through love for the Flame, is numberwise. 6In fact, the sacrifice takes place because there is love in the heart. 7There is a difference between deep love in the heart and just having love.
7Vāstav mē̃ kurbān hōtē hī haĩ dil K|kē snēh K|kē kāraṇ .
8Everyone has love for it is because of love that there has been the sacrifice.
8 dil kā snēh ' aur snēh ' - ismē̃ bhī antar hai . 9Snēh sabhī kā hai , snēh K|kē kāraṇ kurbān huē haĩ .
9The ones who have love in the heart are the ones who understand the things in the heart of the Father and His hopes and who also fulfil them.
10 dil K|kē snēhī ' bāp K|kē dil key|kī bātō̃ kō vā dil key|kī āśhāō̃ kō jāntē bhī haĩ aur pūrṇ kartē haĩ .
10The ones who have love in the heart are the ones who fulfil the hopes and desires of the Father's heart.
11Dil K|kē snēhī dil key|kī āśhāyē̃ pūrṇ karnē vālē haĩ . 12Dil K|kē snēhī arthāt jō bāp K|kē dil nē kahā aur bachchō̃ K|kē dil mē̃ samāyā .
11Being loving with the heart means that whatever has been spoken from the heart of the Father is merged in the heart of the children.
13Aur jō dil mē̃ samāyā vah karma mē̃ svataḥ hī hōgā .
12Whatever is merged in their heart will automatically be in their actions.
14Snēhī ātmāō̃ K|kē kuchh dil mē̃ samātā hai , kuchh dimāg mē̃ samātā hai .
13For those souls who have only love, some things are merged in their heart and some things are merged in their head.
15Jō dil mē̃ samātā hai , vah karma mē̃ lātē haĩ ; jō dimāg mē̃ samātā hai usmē̃ sōch chaltā hai ki kar sakē̃gē vā nahī̃ , karnā tō hai , samay par hō hī jāyēgā .
14Whatever is merged in their heart is put into action. 15Many thoughts arise out of whatever is merged in their head such as: “Can we do this or not?” 16Or, “It has to be done, it will happen at the right time.”
16Aisē sōch chalnē K|kē kāraṇ sōch tak hī rah jātā hai , karma tak nahī̃ hōtā .
17Because of many thoughts like this, it only stays at the level of thought and isn't put into action.
17Āj bāpdādā dēkh rahē thē ki kurbān jānē vālē tō sabhī haĩ .
18So, today, BapDada was seeing that all of you are the ones who have sacrificed yourselves.
18Agar kurbān nahī̃ jātē tō brāhmaṇ ' nahī̃ kahlātē .
19If you hadn’t sacrificed yourselves, you could not be called Brahmins.
19Lēkin bāp K|kē snēh kē pīchhē jō bāp nē kahā vah karnē kē liē kurbānī karnī paṛtī arthāt apnāpan , chāhē apnēpan mē̃ abhimān hō vā kamzōrī hō - dōnō̃ kā tyāg karnā paṛtā hai .
20Out of love for the Father, you have to make a sacrifice of what the Father has said, that is, you have the renounce the consciousness of “I”. 21Whether it is of arrogance or of weakness, both have to be renounced.
20Iskō kahtē haĩ - kurbānī .
22This is called a sacrifice.
21Kurbān hōnē vālē bahut haĩ lēkin kurbānī karnē kē liē himmat vālē number-vār haĩ .
23There are many who are ready for the sacrifice, but those who have courage to make this sacrifice are numberwise.
22Āj bāpdādā sirph ēk mās key|kī result dēkh rahē thē .
24Today, BapDada is seeing the result of just this one month.
23Isī season mē̃ viśhēṣh bāpdādā nē bāp samān ' bannē kā bhinn - bhinn rūp sē kitnī bār iśhārā diyā hai aur bāpdādā key|kī viśhēṣh yahī dil key|kī śhrēṣhṭh āśhā hai .
25In this season, BapDada has especially given signals so many times in many different ways for the soul to become equal to the Father (Bap samaan). 26This is the special elevated desire in BapDada's heart.
24Itnā khazānā milā , vardān milē !
27You have received so many treasures and so many blessings.
25Vardān kē liē bhāg - bhāg kar āyē .
28You have come running here in order to claim blessings.
26Bāp kō bhī khuśhī hai ki bachchē snēh sē milnē ātē haĩ , vardān lē khuśh hōtē haĩ .
29The Father is also pleased that the children have been coming to meet Him with such love and that they are happy to receive blessings.
27Lēkin bāp K|kē dil key|kī āśh pūrṇ karnē vālē kaun ?
30However, who are the ones who are going to fulfil the hopes and desires of the Father’s heart?
28Jō bāp nē sunāyā uskō karma mē̃ kahā̃ tak lāyā ?
31To what extent have you put into practice the things that the Father has told you about?
29Mansā , vāchā , karmaṇā - tīnō̃ key|kī result kahā̃ tak samajhtē hō ?
32What is the result of all three: thoughts, words and deeds?
30Śhaktiśhālī mansā , sambandh - samparka mē̃ kahā̃ tak I|āī|eye ?
33To what extent is your mind powerful in relationships and connections?
31Sirph apnē āp baiṭh manan kiyā - yah sva - unnati kē liē bahut achchhā hai aur karnā hī hai .
34If you have simply sat and churned all these things, that is very good for selfprogress and it has to be done.
32Lēkin jin śhrēṣhṭh ātmāō̃ key|kī śhrēṣhṭh mansā arthāt saṅkalp śhaktiśhālī haĩ , śhubh - bhāvnā , śhubh - kāmnā vālē haĩ . 33Mansā śhakti kā darpaṇ kyā hai ?
35However, for the elevated souls whose mind is elevated, that is, whose thoughts are powerful and who have good wishes and pure feelings, what is the mirror of the power of the mind?
34Darpaṇ hai - bōl aur karma .
36The mirror of these is their words and actions.
35Chāhē agyānī ātmāyē̃ , chāhē gyānī ātmāyē̃ - dōnō̃ K|kē sambandh - samparka mē̃ bōl aur karma darpaṇ haĩ .
37Whether with agyani souls or with gyani souls, your words and actions in your relationships and connections with both types of soul are the mirror.
36Agar bōl aur karma śhubh - bhāvnā , śhubh - kāmnā vālē nahī̃ haĩ tō mansā śhakti kā pratyakṣha svarūp kaisē samajh mē̃ āyēgā ?
38If your words and actions are not filled with good wishes and pure feelings, how can the practical form of the power of the mind be understood?
37Jiskī mansā śhaktiśhālī vā śhubh hai , unkī vāchā aur karmaṇā svataḥ hī śhaktiśhālī śhuddha hōgī , śhubh - bhāvnā vālī hōgī .
39Those who have a pure and powerful mind will automatically have powerful and pure words and actions; they will be filled with good wishes.
38Mansā śhaktiśhālī arthāt yād kī śhakti bhī śhrēṣhṭh hōgī , śhaktiśhālī hōgī , sahajyōgī hōṅgē .
40A powerful mind means the power of their remembrance will be elevated and powerful and they will be easy yogis.
39Sirph sahaj - yōgī bhī nahī̃ lēkin sahaj - karmayōgī hōṅgē .
41Not only will they be easy yogis, but they will be easy karma yogis.
40Bāpdādā nē dēkhā - yād kō śhaktiśhālī banānē mē̃ majority bachchō̃ kā attention hai , yād kō sahaj aur nirantar banānē kē liē umaṅg - utsāh hai .
42BapDada saw that the majority of children pay attention to making remembrance powerful, and they have the zeal and enthusiasm to make their remembrance easy and constant.
41Āgē baṛh bhī rahē haĩ aur baṛhtē hī rahē̃gē .
43They are moving forward in this and they will continue to move forward.
42Kyōṅki bāp sē snēh achchhā hai , isliē yād kā attention achchhā hai aur yād kā ādhār hai hī - snēh ' .
44They have good love for the Father and this is why they pay good attention to remembrance, because the basis of remembrance is love.
43Bāp sē rūh - rūhān karnē mē̃ bhī sab achchhē haĩ .
45All are very good in having a hearttoheart conversation with the Father.
44Kabhī - kabhī thōṛī ā̃kh dikhātē bhī haĩ , vah bhī tab jab āpas mē̃ thōṛā bigaṛtē haĩ . 45Phir bāp kō ulhanā dētē haĩ ki āp kyō̃ nahī̃ ṭhīk kartē ?
46Sometimes, they even show a stern eye when they get upset with one another and then they complain to the Father: Why don’t You put this right?
46Phir bhī vah snēh bharī muhabbat key|kī ā̃kh hai . 47Lēkin jab saṅgaṭhan mē̃ ātē , karma mē̃ ātē , kārōbār mē̃ ātē , parivār mē̃ ātē tō saṅgaṭhan kā bōl arthāt vāchā śhakti ismē̃ vyarth jyādā dikhāī dētā hai .
47That eye is filled with love and affection, but when they come into the gathering, when they start to act and behave among the family, then there is a lot of wastage of words within the gathering, that is, it is visible in the power of speech.
48Vāṇī key|kī śhakti vyarth jānē K|kē kāraṇ vāṇī mē̃ jō bāp kō pratyakṣha karnē kā jauhar vā śhakti anubhav karānī chāhiē , vah kam hōtā hai .
48Because the power of speech is wasted, there is a reduction in the power or special ingredient to make others experience the revelation of the Father.
49Bātē̃ achchhī lagtī haĩ , vah dūsrī bāt hai . 50Bāp key|kī bātē̃ repeat kartē hō tō vah jarūr achchhī hōṅgī .
49They like the things they hear; that is something else, for you repeat the things that the Father has said, and so they would surely like those things.
51Lēkin vāchā key|kī śhakti vyarth jānē K|kē kāraṇ śhakti jamā nahī̃ hōtī hai , isliē bāp kō pratyakṣha karnē key|kī āvāj buland hōnē mē̃ abhī dērī hō rahī hai .
50However, because the power of speech is wasted, power is not accumulated. 51This is why there is still a delay in spreading the sound of the revelation of the Father.
52Sādhāraṇ bōl jyādā haĩ .
52There are too many ordinary words being spoken.
53 alaukik bōl hō̃ , phariśhtō̃ K|kē bōl hō̃ ' .
53Instead, there should be “alokik words”, “words of angels.
54Abhī is varṣh is par underline karnā .
54This year, underline this especially.
55Jaisē brahmā bāp kō dēkhā - phariśhtō̃ K|kē bōl thē , cum|kam bōl aur madhur bōl .
55You saw Father Brahma: his words were the words of an angel few words and sweet words.
56Jis bōl kā phal nikalē , vah hai yathārth bōl aur jis bōl kā kōī phal nahī̃ , vah hai vyarth .
56Words that give fruit are accurate words whereas words that don’t give any fruit are wasteful.
57Chāhē kārōbār kā phal hō kārōbār kē liē bhī bōlnā tō paṛtā hai nā , vah bhī lambā nahī̃ karō .
57Even if they are words for business activities, and you do have to speak for activities, do not let there be too many words.
58Abhī śhakti kō jamā karnā hai .
58You now have to accumulate power.
59Jaisē yād ' sē mansā key|kī śhakti jamā kartē hō , silence mē̃ baiṭhtē hō tō saṅkalp - śhakti ' jamā kartē hō . 60Aisē , vāṇī key|kī śhakti bhī jamā karō .
59Just as you accumulate power of the mind with remembrance, and when you sit in silence, you accumulate the power of thoughts, in the same way, accumulate the power of words.
61Hansī kī bāt sunātē haĩ - bāpdādā K|kē vatan mē̃ sabkē jamā kī bhaṇḍāriyā̃ haĩ .
60Baba will tell you something amusing. 61In BapDada’s world, there is everyone’s savings box.
62Āpkē sēvākēndra mē̃ bhī bhaṇḍāriyā̃ haĩ nā .
62You also have a box (Baba’s box) in your centres, do you not?
63Bāp K|kē vatan mē̃ bachchō̃ key|kī bhaṇḍārī hai .
63In the Father’s world, there are the children’s saving boxes.
64Har ēk kō sārē din mē̃ mansā , vāchā , karmaṇā - tīnō̃ śhaktiyā̃ bachat kar jamā kartē haĩ , vah hai bhaṇḍārī .
64Throughout the day, each one of you saves and accumulates three powers of thoughts, words and deeds and that is your saving box.
65Mansā śhakti kitnī jamā kī , vāchā śhakti , karmaṇā śhakti kitnī jamā kī - iskā sārā pōtāmēl hai .
65There is a whole account of how much power of the mind, power of words and power of deeds you have accumulated.
66Āp bhī kharchē aur bachat kā pōtāmēl bhējtē hō nā .
66You also send an account of your savings and expenditure, do you not?
67Tō bāpdādā nē yah jamā kī bhaṇḍāriyā̃ dēkhī̃ .
67So, BapDada was looking at your savings boxes.
68Tō kyā nikalā hōgā ?
68What would have emerged?
69Jamā kā khātā kitnā nikalā hōgā ?
69How much would have been saved in your account?
70Har ēk key|kī result tō apnī - apnī hai .
70Each one’s result is individual.
71Bhaṇḍāriyā̃ bharī huī tō bahut thī lēkin chillar ( rējagārī ) jyādā thī .
71Many boxes were full, but they had a lot of loose change (pennies).
72Chhōṭē bachchē bhaṇḍārī mē̃ chillar jamā kartē haĩ tō bhaṇḍārī kitnī bhārī hō jātī hai !
72When little children save in their savings box, their box becomes so heavy.
73Tō vāchā key|kī result mē̃ viśhēṣh yah jyādā dēkhā .
73So, Baba especially saw this a great deal in the result of words.
74Jaisē yād kē ūpar attention hai , vaisē vāchā kē ūpar itnā attention nahī̃ hai .
74You pay attention to remembrance, but you don’t pay as much attention to words.
75Tō is varṣh vāchā aur karmaṇā - in dōnō̃ śhaktiyō̃ kō jamā karnē key|kī scheme ( yōjnā ) banāō .
75So, this year, create a scheme to save the powers of both words and actions.
76Jaisē government bhī bhinn - bhinn vidhi sē bachat key|kī scheme banātī hai nā .
76The Government also creates various savings schemes, does it not?
77Aisē , ismē̃ mūl mansā hai - yah tō sab jāntē haĩ .
77Of course all of you know that the main one is the power of thoughts.
78Lēkin mansā kē sāth - sāth viśhēṣh vāchā aur karmaṇā - yah sambandh - samparka mē̃ spaṣhṭ dikhāī dētī hai .
78However, together with the power of thoughts, words and actions are also especially connected because they are clearly visible in relationships and connections.
79Mansā phir bhī gupta hai lēkin yah pratyakṣha dikhāī dēnē vālī hai .
79Thoughts are incognito, whereas these are visible practically.
80Bōl mē̃ jamā karnē kā sādhan hai - cum|kam bōlō aur mīṭhā bōlē , svamān sē bōlō ' .
80The means to save your words is: Speak less and speak sweetly; speak with respect.
81Jaisē brahmā bāp nē chhōṭē athavā baṛō̃ kō svamān K|kē bōl sē apnā banāyā .
81Father Brahma made the young and the old belong to him by speaking to them with respect.
82Is vidhi sē jitnā āgē baṛhē̃gē , utnā vijay mālā jaldī taiyār hōgī .
82The more you move forward with this method, the sooner the rosary of victory will be ready.
83Tō is varṣh kyā karnā hai ?
83So, what are you going to do this year?
84Sēvā kē sāth viśhēṣh yah śhaktiyā̃ jamā kartē huē sēvā karnī hai .
84As well as doing service, you specially have to accumulate these powers while doing service.
85Sēvā K|kē plans tō sabhī nē achchhē - tē - achchhē banāyē haĩ aur abhī tak jō plan pramāṇ sēvā kar rahē haĩ , chārō̃ ōr - chāhē bhārat mē̃ , chāhē vidēśh mē̃ , achchhī kar bhī rahē haĩ aur karnē vālē bhī haĩ .
85All of you have made the best of all plans for service. 86Even now, the service that is taking place everywhere according to the plans – whether in Bharat or abroad –is good and you will continue to do good service.
86Jaisē sēvā mē̃ ēk dō sē achchhē tē achchhī result nikālnē key|kī śhubh - bhāvnā sē āgē baṛh rahē hō , aisē sēvā mē̃ saṅgaṭhit rūp mē̃ sadā santuṣhṭ rahnē aur santuṣhṭ karnē kā viśhēṣh saṅkalp - yah bhī sadā sāth - sāth rahē .
87Just as you are continuing to move forward with the good wishes of creating a result better than the next, in the same way, in service, let there also be the special thought collectively of remaining content with the self and making others content, because three types of service take place simultaneously.
87Kyōṅki ēk hī samay tīn prakār key|kī sēvā sāth - sāth hōtī hai .
881. Contentment with the self which is self service.
88Ēk - apnī santuṣhṭatā , yah hai sva key|kī sēvā .
892. Contentment of the gathering, which is service of the family.
89Dūsrī - saṅgaṭhan mē̃ santuṣhṭatā , yah hai parivār key|kī sēvā .
903. Serving souls of the world through language (words) or with any other method.
90Tīsrī - bhāṣhā dvārā vā kisī bhī vidhi dvārā viśhva K|kē ātmāō̃ key|kī sēvā . 91Ēk hī samay par tīn sēvā hōtī haĩ .
91Three types of service take place at the same time. 92Whatever programme you create has three types of service merged in it.
92Kōī bhī programme banātē hō tō usmē̃ tīnō̃ sēvā samāī huī haĩ . 93Jaisē viśhva key|kī sēvā key|kī result vā vidhi attention mē̃ rakhtē hō , aisē dōnō̃ sēvāyē̃ sva ' aur saṅgaṭhan ' key|kī - tīnō̃ hī nirvighna hō̃ , tab kahē̃gē - sēvā key|kī number one saphaltā .
93Just as you pay attention to the method and result of world service, in the same way, for the other two types of service of the self and the gathering, all three (thoughts, words and deeds) should be free from obstacles, for only then would it be said that you have number one success in service.
94Tīnō̃ saphaltā sāth hōnā hī number lēnā hai .
94To be successful in all three means to claim a number.
95Is varṣh tīnō̃ sēvāō̃ mē̃ saphaltā sāth - sāth hō - yah nagāṛā bajē .
95This year, there should be success at the same time in all three types of service. 96Let these drums beat.
96Agar ēk kōnē mē̃ nagāṛā bajtā hai tō kumbhakaraṇō̃ K|kē kānō̃ tak nahī̃ pahuñchtā hai .
97If the drums only beat in one corner, the sound does not reach the ears of Kumbhakarna (sleeping giant).
97Jab chārō̃ ōr yah nagāṛā bajēgā , tab sabhī kumbhakaraṇ jāgēṅgē .
98When these drums beat in all directions, then all the Kumbhakarnas will awaken.
98Abhī ēk jāgtā hai tō dūsrā sōtā hai , dūsrā jāgtā hai tō tīsrā sōtā hai .
99At present, one awakens and another one goes to sleep; when the second one awakens, the third one goes to sleep.
99Thōṛā jāgtē bhī haĩ tō achchhā - achchhā ' karkē phir sō jātē haĩ .
100They awaken a little, and say that this is good and then they go back to sleep.
100Lēkin jāg jāē̃ aur mukh sē vā man sē - ahō prabhū ! 101' kahē̃ aur mukti kā varsā lēvē̃ , tab samāpti hō .
101However, only when they awaken and say, “Oho Prabhu” ((How wonderful God is!) in words or in their mind and claim their inheritance of liberation will completion take place.
102Jāgēṅgē tab tō mukti kā varsā lē̃gē !
102Only when they awaken can they claim their inheritance of liberation.
103Tō samjhā , kyā karnā hai ?
103So, do you understand what you have to do?
104Ēk dō K|kē sahyōgī banō .
104Be co operative with one another.
105Dūsrē K|kē bachāv mē̃ apnā bachāv arthāt bachat hō jāyēgī .
105By protecting others, you will protect yourself, that is, you will be able to save in your account.
106Sēvā K|kē plan mē̃ jitnā samparka mē̃ samīp lāō , utnā sēvā key|kī pratyakṣha result dikhāī dēgī .
106However closely into contact you bring others in plans of service, that much result of service will be visible in a practical way.
107Sandēśh dēnē key|kī sēvā tō kartē āyē hō , kartē rahnā lēkin viśhēṣh is varṣh sirph sandēśh nahī̃ dēnā , sahyōgī banānā hai arthāt samparka mē̃ samīp lānā hai .
107You have been doing the service of giving a message, and you must continue to do that, but this year, you mustn’t just give the message; you also have to make them cooperative, that is, bring them closely into contact.
108Sirph form bharā diyā - yah tō chaltā rahtā hai lēkin is varṣh āgē baṛhō .
108You get them to fill in a form and that will continue anyway, but this year, move forward.
109Form bharāō lēkin form bharnē tak nahī̃ chhōṛ dō , sambandh mē̃ lānā hai .
109Get them to fill in a form, but do not leave it at that; bring them into relationship.
110Jaisā vyakti vaisē samparka mē̃ lānē K|kē plans banāō .
110Create plans according to the type of person to bring them into connection.
111Chāhē chhōṭē - chhōṭē programme karō lēkin lakṣhya yah rakhō .
111Even if you have small programmes, let this be your aim.
112Sahyōgī sirph ēk ghaṇṭē kē liē vā form bharnē K|kē samay tak kē liē nahī̃ banānā hai lēkin sahyōg dvārā uskō samīp lānā hai .
112Do not make them cooperative just for one hour or just while they fill in a form, but through co operation, bring them close.
113Samparka mē̃ , sambandh mē̃ lāō .
113Bring them into contact and relationship.
114Tō āgē chal sēvā kā rūp parivartan hōgā .
114Then, as you progress further, the form of service will change.
115Āpkō apnē liē nahī̃ karnā paṛēgā .
115You won’t have to do anything for yourself.
116Āpkī taraph sē sambandh mē̃ ānē vālē bōlē̃gē , āpkā sirph āśhīrvād aur dr̥iṣhṭi dēnī paṛēgī .
116People who are in relationship with you will speak on your behalf; you will just have to give blessings and drishti.
117Jaisē ājkal śhaṅkarāchārya kō kursā par biṭhātē haĩ , vaisē āpkō pūjya key|kī kursā par biṭhāyēṅgē , chāndī key|kī nahī̃ .
117Just as nowadays, they make Shankaracharya sit on a chair, in the same way, they will sit you on a chair of being worthy of worship – not on a silver chair.
118Dharnī taiyār karnē vālē nimitt banē̃gē aur āpkō sirph dr̥iṣhṭi sē bīj ḍālnā hai , dō āśhīrvād K|kē bōl bōlnā hai . 119Tab tō pratyakṣhatā hōgī .
118They will become instruments to prepare the field and you will just have to sow seeds with your drishti, speak a few words of blessings and then revelation will take place.
120Āp mē̃ bāp dikhāī dēgā aur bāp key|kī dr̥iṣhṭi , bāp K|kē snēh key|kī anubhūti lētē hī pratyakṣhatā K|kē nārē lagnē śhurū hō jāyēṅgē .
119Through that, the Father will be visible through you, and through the experience of the Father’s drishti and His love, the sound of revelation will begin to be heard.
121Abhī sēvā key|kī golden jubilee tō pūrī kar lī .
120You have now completed the Golden Jubilee of service.
122Abhī aur sēvā karē̃gē aur āp dēkh - dēkh harṣhit hōtē rahē̃gē .
121Now, others will do service and you will be happy just being observers.
123Jaisē , pope kyā kartā hai ?
122For instance, what does the Pope do?
124Itnī baṛī sabhā K|kē bīch dr̥iṣhṭi dē āśhīrvād K|kē bōl bōltē .
123He simply gives drishti and speaks a few words of blessings to such a huge gathering.
125Lambā - chauṛā bhāṣhaṇ karnē vālē dūsrē nimitt banē̃gē .
124Others will be instruments to give long lectures.
126Āp kahō ki hamē̃ bāp nē sunāyā hai , uskē badalē|badlē dūsrē kahē̃gē - inhōnnē jō sunāyā , vah bāp kā hai , aur kōī hai hī nahī̃ . 127Tō dhīrē - dhīrē aisē hands taiyār hōṅgē .
125You would say that the Father has told you these things, and instead of that, others will say: Whatever these people have spoken of are the Father’s words; there is no one else like that.
128Jaisē sēvākēndra sambhālnē kē liē hands taiyār huē haĩ nā , aisē stage par āpkī taraph sē dūsrē bōlnē vālē , anubhav karkē bōlnē vālē nikalē̃gē . 129Sirph mahimā karnē vālē nahī̃ , gyān key|kī guhya point kō spaṣhṭ karnē vālē , paramātma - gyān kō siddha karnē vālē - aisē nimitt banē̃gē . 130Lēkin uskē aisē - aisē lōgō̃ kō snēhī , sahyōgī aur samparka mē̃ lātē sambandh mē̃ lāō . 131Is sārē kāryakram kā lakṣhya hī yah hai ki aisē sahyōgī banāō jō svayã āp might ' ban jāō aur vah mike ' ban jāyē̃ .
126So, such hands will gradually be prepared.
132Is varṣh K|kē sahyōg key|kī sēvā kā lakṣhya mike ' taiyār karnē haĩ jō anubhav K|kē ādhār sē āpkē yā bāp K|kē gyān kō pratyakṣha karē̃ .
127Hands have become ready to look after the centres, have they not? 128In the same way, others will emerge who will gain experience and then speak on the stage on your behalf.
133Jinkā prabhāv svataḥ hī aurō̃ kē ūpar sahaj paṛtā hō , aisē mike taiyār karō . 134Samjhā , sēvā kā uddēśhya kyā hai , itnē jō programmes banāyē̃ haĩ uskā makkhan kyā nikalēgā ? 135Khūb sēvā karō lēkin is varṣh sandēśh K|kē sāthasāth yah add karō .
129They won’t be those who just praise you, they will become instruments to clarify deep points of knowledge and also prove that this Godly knowledge is right. 130However, in order to do this, bring such loving and co operative people into contact and then relationship with you.
136Najar mē̃ rakhō - kaun - kaun aisē pātr haĩ . 137Aur uskō samay prati samay bhinn - bhinn vidhi sē samparka mē̃ lāō .
131The aim of this whole project is to make them cooperate in such a way that you yourselves become the might and they become the mikes.
138Aisē nahī̃ - ēk programme kiyā , phir dūsrā ūpar sē kiyā , tīsrā ūpar sē kiyā aur pahlē vālē vahā̃ hī rah gayē , tīsrē ā gayē .
132The aim of this service of cooperation is to prepare mikes who, on the basis of their own experience, reveal your and the Father’s knowledge.
139Yah bhī jamā kī śhakti prayōg mē̃ lānī paṛēgī .
133Prepare mikes who easily and automatically influence (impress) others.
140Her|har programme sē jamā kartē jāō .
134Do you understand what the aim of service is?
141Last mē̃ aisē sambandh - samparka vālō̃ key|kī mālā ban jāyē . 142Samjhā ?
135That is the butter that will be extracted from all these programmes you have had?
143Bākī kyā rahā ?
136Do a lot of service.
144Milnē kā programme . 145Is varṣh bāpdādā 6 mās K|kē sēvā key|kī result dēkhnā chāhtē haĩ .
137But this year, together with giving a message, make this addition.
146Sēvā mē̃ jō bhī plans banāyē haĩ , vah chārō̃ ōr ēk dō K|kē sahyōgī ban khūb chakra lagāō .
138Keep an eye open to see who such worthy ones are and, from time to time, bring them into contact in different ways.
147Sabhī chhōṭē - baṛō̃ kō umaṅg - utsāh mē̃ lākar tīnō̃ prakār key|kī sēvā mē̃ āgē baṛhāō . 148Isliē bāpdādā nē is varṣh mē̃ pūrā rāt kō din banākar sēvā dē dī .
139Let it not be that you had one programme and then another after that, and then another, so that the first group of people were just left there and those of the recent programme came to the forefront.
149Ab tīnō̃ prakār key|kī sēvā kā phal khānē kā yah varṣh hai .
140Here, too, you will have to experiment with the power of accumulation (contacts).
150Ānē kā nahī̃ hai , phal khānē kā hai . 151Is varṣh ānē key|kī nūndh nahī̃ hai . 152Avyakt sakāśh tō bāp key|kī sadā hī sāth hai .
141Continue to accumulate every programme so that at the end a rosary is created of those who are in contact and relationship with you. 142Do you understand?
153Jō drama key|kī nūndh hai , vah batā dī .
143What else remains? 144The programme to meet Baba.
154Drama key|kī mañjūrī kō mañjūr karnā hī paṛtā hai . 155Sēvā khūb karō .
145This year, BapDada wishes to see the result of 6 months' service.
1566 mās mē̃ hī result mālūm paṛ jāyēgā . 157Bāp key|kī āśhāō̃ kō pūrṇ karānē kā plan banāō .
146Whatever plans you have created for service, cooperate with everyone everywhere and travel around to serve.
158Jahā̃ bhī dēkhō , jiskō bhī dēkhō - har ēk kā saṅkalp , bōl aur karma bāp key|kī āśhāō̃ K|kē dīp jagānē vālē hō̃ .
147Inspire zeal and enthusiasm in everyone young and old, and make them move forward in all three aspects of service.
159Pahlē madhuban mē̃ yah example dikhāō . 160Bachat key|kī scheme kā model pahlē madhuban mē̃ banāō .
148This is why BapDada has served you totally this year, transforming the night into the day.
161Yah bank mē̃ jamā karō pahlē . 162Madhuban vālō̃ kō bhī vardān tō mil hī gayē .
149This is now the year to eat the fruit of all three varieties of service.
163Bākī jō rah gayē haĩ , unhō̃ kō bhī is varṣh mē̃ jaldī pūrā karē̃gē kyōṅki bāp kā snēh tō sabhī bachchō̃ kē sāth hai .
150This year is not for coming here, it is the time to eat the fruit. 151(There was not going to be a Madhuban season that year.)
164Vaisē tō har ēk bachchē kē prati her|har kadam mē̃ vardān hai .
152This year, nothing is fixed for you to come here.
165Jō dil K|kē snēhī ātmāyē̃ haĩ , vah chaltē hī her|har kadam vardān sē haĩ .
153Sakaash (subtle rays of light and might) from the Father are constantly with you.
166Bāp kā vardān sirph mukh sē nahī̃ lēkin dil sē bhī hai aur dil kā vardān sadā hī dil mē̃ khuśhī , umaṅg - utsāh kā anubhav karātā hai .
154You have been told what is fixed within the drama. 155That which is acceptable to the drama must also be accepted by you. 156Do a lot of service.
167Yah dil K|kē vardān key|kī niśhānī hai .
157The results will be seen in six months.
168Dil K|kē vardān kō jō bhī apnē dil sē dhāraṇ kartē haĩ , uskī niśhānī yahī hai jō sadā khuśhī aur umaṅg - utsāh sē āgē baṛhtē . 169Kabhī bhī kisī bātō̃ mē̃ na aṭakē̃gē , na rūkēṅgē , vardān sē uṛtē rahē̃gē .
158Now make a plan to fulfil the Father’s desires. 159Wherever you look, whoever you see, each one's thoughts, words, and deeds should be such that they ignite the lamp of the Father’s hopes.
170Aur bātē̃ sab nīchē rah jāyēṅgī .
160First, show the example of this in Madhuban.
171Sidescenes bhī uṛnē vālē kō rōk nahī̃ saktī .
161First, make a model of the savings scheme in Madhuban.
172Āj bāpdādā sabhī bachchō̃ kō jinhōnnē bhī dil sē , athak ban sēvā key|kī , un sab sēvādhāriyō̃ kō is season K|kē sēvā key|kī mubārak dē rahē haĩ . 173Madhuban mē̃ ākar madhuban K|kē śhrr̥iṅgār banē , aisē śr̥ṅgār bannē vālē bachchō̃ kō bhī bāpdādā mubārak dē rahē haĩ aur nimitt banī huī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bhī sadā athak ban bāp samān apānī sēvāō̃ sē sarv kō refresh karnē key|kī mubārak dē rahē haĩ aur rath kō bhī mubārak hai . 174Chārō̃ ōr K|kē sēvādhārī bachchō̃ kō mubārak hō . 175Nirvighna ban baṛhtē rahē hō aur baṛhtē rahnā hai .
162First of all accumulate in this bank.
176Dēśh - vidēśh K|kē sabhī bachchō̃ kō ānē key|kī bhī mubārak hai tō refresh hōnē key|kī bhī mubārak hai . 177Lēkin sadā refresh rahnā , 6 mās tak nahī̃ rahnā .
163The Madhuban residents have all received blessings; there are still some who have to meet Baba and that will also be completed soon this year, because the Father has love for all His children.
178Refresh mē̃ refresh hōnē bhalē ānā kyōṅki bāp kā khazānā tō sabhī bachchō̃ kā sadā hī adhikār hai . 179Bāp aur khazānā sadā sāth hai aur sadā hī sāth rahēgā .
164In fact, each child receives blessings from the Father at every step. 165The children who have love in their heart are moving forward with blessings at every step.
180Sirph jō underline karāī , usmē̃ viśhēṣh svayã kō example banāē ēgjām ( parīkṣhā ) mē̃ extra marks lēnā . 181Dūsrē kō nahī̃ dēkhnā , apnē kō example banānā .
166The Father’s blessings are not just in words, but they are from the heart too, and blessings from the heart always give the experience of happiness, zeal and enthusiasm in the heart.
182Ismē̃ jō ōṭē sō arjun ' arthāt number one .
167This is the sign of blessings from the heart.
183Dūsrī bār bāpdādā āvē tō phariśhtō̃ K|kē karma , phariśhtō̃ K|kē bōl , phariśhtō̃ K|kē saṅkalp dhāraṇ karnē vālē sadā hī har ēk dikhāī dē .
168The sign of those who have imbibed the blessings of the heart into their own heart is that they constantly move forward with happiness, zeal and enthusiasm.
184Aisā parivartan saṅgaṭhan mē̃ dikhāī dē .
169They never get confused about any aspect.
185Har ēk anubhav karē ki yah phariśhtō̃ K|kē bōl , phariśhtō̃ K|kē karma kitnē alaukik haĩ !
170They never stop at anything. 171Through the blessings they continue to fly and everything else is left down below.
186Yah parivartan samārōh bāpdādā dēkhnā chāhtē haĩ .
172Even the sidescenes cannot stop those who are flying.
187Agar har ēk sārē din kā bōl apnā tape karō tō bahut achchhī tarah sē mālūm paṛ jāyēgā .
173Today, BapDada is congratulating the children who have served this season, those who have served tirelessly with their heart.
188Check karō tō mālūm paṛ jāyēgā ki kitnā vyarth jātā hai ?
174Special congratulations to the servers. 175You came to Madhuban and became the decoration of Madhuban.
189Man key|kī tape mē̃ check karō , sthūl tape mē̃ nahī̃ . 190Sādhāraṇ bōl bhī vyarth mē̃ jamā hōtā hai .
176BapDada is congratulating the children who have become the decoration of Madhuban.
191Agar 4 bōl kē bajāē 24 bōl bōlē tō 20 kis mē̃ gayē ? 192Energy jamā karō , tab āpkē dō bōl āśhīrvād K|kē , ēk ghaṇṭē K|kē bhāṣhaṇ kā kām karē̃gē .
177Congratulations are also being given to the elevated souls who are the instruments responsible, who are also constantly tireless and, like the Father, refreshing everyone with their service.
193Achchhā ! 194Chārō̃ ōr K|kē sarv kurbān jānē vālē rūhānī parvānō̃ kō , sarv bāp samān bannē K|kē dr̥iṛh saṅkalp sē āgē baṛhnē vālē viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā uṛtī kalā dvārā kisī bhī prakār key|kī sidescene kō pār karnē vālē double light bachchō̃ kō rūhānī śhamā bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
178Congratulations to the chariot as well. 179Congratulations, too, to the server children of all directions; you have been moving forward whilst free from obstacles and you have to continue to move forward in the same way. 180Congratulations to all the children of this land and foreign lands who have come here, and congratulations for your refreshment.
195' ' 196Dādiyō̃ nē bāpdādā kō bhī mubārak dī|the , śhukriyā kahā
181However, don't just keep this refreshment for 6 months, keep it for always.
197Bāp bachchō̃ kō śhukriyā dētā , bachchē bāp kō . 198Ēk - dō kō śhukriyā dētē - dētē āgē baṛhē hō , yahī vidhi hai āgē baṛhnē key|kī .
182As to the refreshment, by all means come here for more refreshment, because all the children always have a right to the Father's treasures.
199Isī vidhi sē āp lōgō̃ kā saṅgaṭhan achchhā hai . 200Ēk - dō kō hā̃ jī ' kahā , śhukriyā ' kahā aur āgē baṛhē isī vidhi kō sab follow karē̃ tō phariśtē̃ ban jāyēṅgē .
183The Father and the treasures are always with you and will always remain with you. 184Simply make yourself an example in the things that have been underlined and claim extra marks in this exam.
201Bāpdādā chhōṭī mālā kō dēkh karkē khuśh hōtē haĩ . 202Abhī kaṅgan banā hai , galē key|kī mālā taiyār hō rahī hai . 203Galē key|kī mālā taiyār karnē mē̃ lagē huē hō .
185Don't look at what others are doing but make yourself an example, for within that, whoever takes up the initiative is Arjuna, that is, number one.
204Abhī attention chāhiē . 205Jyādā sēvā mē̃ chalē jātē haĩ tō apnē ūpar attention kahā̃ - kahā̃ kam hō jātā hai .
186When BapDada comes next time, let there always be the actions of angels, the words of angels and the thoughts of angels visible in each and every one.
206 vistār ' mē̃ sār ' kabhī merge hō jātā hai , emerge ( pratyakṣha ) rūp mē̃ nahī̃ rahtā hai .
187Let such transformation be seen in the gathering. 188Let everyone experience how unique the words and actions of angels are.
207Āp lōg hī kahtē hō ki abhī yah hōnā chāhiē .
189BapDada wants to see the ceremony of this transformation.
208Kabhī aisā bhī din āyēgā jō kahē̃gē - jō hōnā chāhiē , vahī hō rahā hai . 209Pahlē dīpakō̃ key|kī mālā tō yahā̃ hī taiyār hōgī .
190If each one of you were to tape your words for even one day you would understand all of this very clearly.
210Bāpdādā āp lōgō̃ kō harēk kā umaṅg - utsāh baṛhānē kā example samajhtē haĩ .
191Just check and you will recognise how much is being wasted.
211Āp lōgō̃ key|kī unity hī yagya kā kilā hai .
192Check it with the tape of the mind, not with a physical tape.
212Chāhē 10 hō , chāhē 12 hō lēkin kilē key|kī dīvār hō .
193Words that are ordinary are also accumulated in the account of waste.
213Tō bāpdādā kitnā khuśh hōṅgē ! 214Bāpdādā tō hai hī , phir bhī nimitt tō āp hō .
194If, instead of four words, you speak twentyfour words, in what category do the twenty come?
215Aisā hī saṅgaṭhan dūsrā , tīsrā group ban jāyē tō kamāl hō jāē . 216Abhī aisā group taiyār karō .
195Therefore, save your energy, and then two words of blessings that you speak will do the work of an hour’s lecture.
217Jaisē pahlē group kē liē sab kahtē haĩ ki inhō̃ kā āpas mē̃ snēh hai . 218Svabhāv bhinn - bhinn haĩ , vah tō rahē̃gē hī lēkin regard ' hai , pyār ' hai , hā̃ jī ' hai , samay par apnē āpkō mould kar lētē - isliē yah kilē key|kī dīvār majbūt hai , isliē hī āgē baṛh rahē haĩ . 219Foundation kō dēkhkar khuśhī hōtī hai nā . 220Jaisē yah pahlā pūr dikhāī dētā hai , aisē śhaktiśhālī group ban jāē̃ tō sēvā pīchhē - pīchhē āyēgī .
196Achcha.
221Drama mē̃ vijay mālā key|kī nūndh hai . 222Tō jarūr ēk - dō K|kē najdīk āyēṅgē , tab tō mālā banēgī . 223Ēk dānā ēk taraph hō , ēk dānā ēk sē dūr hō tō mālā nahī̃ banēgī . 224Dānē miltē jāyēṅgē , samīp ātē jāyēṅgē tab mālā taiyār hōgī .
197To all the spiritual moths who totally sacrifice themselves, to all the special souls who move forward with the determination to become equal to the Father, to the doublelight children who constantly go across any type of sidescene with their flying stage, love, remembrance and namaste from BapDada, the spiritual Flame.
225Tō example achchhē hō̃ . 226Achchhā ! 227Abhī tō milnē kā quota pūrā karnā hai . 228Sunāyā nā - rath kō bhī ēksaṭrā sakāśh sē chalā rahē haĩ .
198Blessing: May you be a worldtransformer who constantly serves the world with a vision of mercy and benevolence.
229Nahī̃ tō sādhāraṇ bāt nahī̃ hai . 230Dēkhnā tō sab paṛtā hai nā . 231Phir bhī sab śhaktiyō̃ key|kī energy jamā hai , isliē rath bhī itnā sahyōg dē rahā hai . 232Śhaktiyā̃ jamā nahī̃ hōtī tō itnī sēvā muśhkil hō jātī .
199The main aim of worldtransformer and worldserver souls is to make everyone in the world complete and happy with their drishti of mercy and benevolence, to make all beggar souls, whatever they lack Godly happiness, peace and the wealth of knowledge and all powers into those who have a right.
233Yah bhī drama mē̃ her|har ātmā kā part hai . 234Jō śhrēṣhṭh karma key|kī pūṅjī jamā hōtī hai tō samay par vah kām mē̃ ātī hai .
200Such servers use their every second, word, action, relationship and connection for only service.
235Kitnī ātmāō̃ key|kī duāyē̃ bhī mil jātī haĩ , vah bhī jamā hōtī hai !
201Service is merged in their way of seeing, moving, eating, in everything.
236Kōī - na - kōī viśhēṣh puṇya key|kī pūṅjī jamā hōnē K|kē kāraṇ viśhēṣh part hai . 237Nirvighna rath chalē - yah bhī drama kā part hai . 2386 mās kōī cum|kam nahī̃ rahā .
202Slogan: To uplift others is to renounce any desire for respect or fame and to use your time in a worthwhile way for unlimited service.
239Achchhā ! 240Sabhī kō rājī karē̃gē .
203* * * O M S H A N T I* * *