रविवार 19 नवंबर 1989 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 119-11-89 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 19-11-89 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Tan , man , dhan aur jan kā bhāgya 3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē
1The fortune of body, mind, wealth and people (relationships).
4Āj sachchē sāhēb apnē sāhēbjādē aur sāhēbajādiyō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, the true Lord is seeing His princes and princesses.
5Bāp kō kahtē hī haĩ - satya ' .
3The Father is called the Truth.
6Isliē bāpdādā dvārā sthāpan kiyē huē yug kā nām bhī satyug hai .
4This is why the age that is established by BapDada is called satyug, the age of truth.
7Bāp key|kī mahimā bhī sat bāp , sat śhikṣhak , satgurū kahtē haĩ .
5The Father’s praise is: the True Father, the True Teacher and the True Guru (Satguru).
8Satya key|kī mahimā sadā hī śhrēṣhṭh rahī hai , sat bāp dvārā āp sabhī satya nārāyaṇ bannē kē liē sachchī kathā sun rahē hō . 9Aisā sachchā sāhēb apnē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ ki kitnē bachchō̃ nē sachchē sāhēb kō rājī kiyā hai ? 10Sachchē sāhēb key|kī sabsē baṛī viśhēṣhtā hai - vah dātā , vidhātā , vardātā hai . 11Rājī rahnē vālē bachchō̃ key|kī niśhānī - sadā dātā rājī hai , isliē aisī ātmāyē̃ sadā apnē kō gyān K|kē khazānē , śhaktiyō̃ K|kē khazānē , guṇō̃ K|kē khazānē , sab khazānō̃ sē apnē kō bharpūr anubhav karē̃gī , kabhī bhī apnē kō khazānō̃ sē khālī nahī̃ samajhē̃gī .
6The praise of the Truth has always been elevated.
12Kōī bhī guṇ vā śhakti vā gyān K|kē guhya rāz sē vañchit nahī̃ hōṅgī .
7All of you are listening to the true story from the true Father in order to become true Narayan.
13Guṇō̃ key|kī vā śhaktiyō̃ key|kī parasēṇṭēj hō saktī hai lēkin kōī guṇ vā kōī śhakti aisī ātmā mē̃ hō hī nahī̃ - yah nahī̃ hō saktā .
8The true Lord is looking at His children to see how many children have pleased the true Lord. 9The greatest speciality of the true Lord is that He is the Bestower: the Bestower of Fortune and the Bestower of Blessings.
14Jaisē samay pramāṇ kaī bachchē kahtē haĩ ki mērē mē̃ aur śhaktiyā̃ tō haĩ lēkin yah śhakti vā guṇ nahī̃ hai . 15Tō nahī̃ ' śhabda niṣhēdh hōgā . 16Aisē dātā K|kē bachchē sadā dhanvān hōṅgē arthāt bharpūr vā sampann hōṅgē .
10The sign of children always remaining content is that the Bestower is always pleased and this is why such souls always experience themselves to be full of the treasures of knowledge, the treasures of powers, the treasures of virtues and all treasures.
17Dūsrī mahimā hai - bhāgyavidhātā ' .
11They would never consider themselves to be empty of the treasures.
18Tō bhāgya-vidhātā sāhēb K|kē rājī key|kī niśhānī - aisē master bhāgya vidhātā bachchō̃ K|kē mastak par sadā bhāgya kā sitārā chamaktā rahtā hai arthāt unkī mūrt aur sūrat sē sadā rūhānī chamak dikhāī dētī hai .
12They would never be deprived of any virtues, powers or deep secrets of knowledge. 13They might have a percentage, in terms of virtues and powers, but it would not be possible for such souls not to have any virtue or power.
19Mūrt sē sadā rājī rahnē K|kē features dikhāī dēgē , sūrat sē sadā rūhānī sīrat anubhav hōgī .
14According to the time, some children say: I have all other powers, but I do not have this particular power or virtue.
20Iskō kahtē haĩ mastak mē̃ chamaktā huā bhāgya kā sitārā .
15So, the words “don’t have” would be forbidden to them.
21Her|har bāt mē̃ tan , man , dhan , jan - chārō̃ rūp sē apnā bhāgya anubhav karē̃gē .
16Such children of the Bestower would always be wealthy, that is, they would be full and overflowing.
22Aisē nahī̃ ki inmē̃ sē kōī ēk bhāgya K|kē prāpti key|kī kamī mahsūs karē̃gē .
17The other praise is of being the Bhagyavidhata (Bestower of Fortune).
23Mērē bhāgya mē̃ tīn bātē̃ tō ṭhīk haĩ , bākī ēk bāt key|kī kamī hai - aisē nahī̃ . 24Tan kā bhāgya - tan kā hisāb-kitāb kabhī prāpti vā purūṣhārth K|kē mārg mē̃ vighna anubhav nahī̃ hōgā , tan kabhī bhī sēvā sē vañchit hōnē nahī̃ dēgā .
18The sign of pleasing the Bestower of Fortune is that the star of fortune would always be sparkling on the forehead of the children who are master bestowers of fortune. 19That is, a spiritual sparkle would always be visible on their face and in their form.
25Karmabhōg K|kē samay bhī aisē bhāgyavān kisī-n-kisī prakār sē sēvā kē nimitt banē̃gē . 26Karmabhōg kō chalāyēgā lēkin karmabhōg K|kē vaśh cillāyēgā nahī̃ .
20In their form you would always see the features of someone who is constantly happy, and in their face you would always experience a spiritual character.
27Chillānā arthāt karmabhōg kā bār-bār varṇan karnā vā bār-bār karmabhōg key|kī taraph buddhi aur samay lagātē rahnā .
21This is called the star of fortune sparkling on their face. 22They will experience their fortune in all four aspects – body, mind, wealth and relationships.
28Chhōṭī-sī bāt kō baṛā vistār karnā - iskō kahtē haĩ chillānā ' aur baṛī bāt kō gyān K|kē sār sē samāpt karnā - iskō kahtē haĩ chalānā ' . 29Tō sadā yah bāt yād rakhō - yōgī jīvan kē liē chāhē chhōṭā karmabhōg hō , chāhē baṛā hō lēkin uskā varṇan nahī̃ karō , karmabhōg key|kī kahānī kā vistār nahī̃ karō . 30Kyōṅki varṇan karnē mē̃ samay aur śhakti usī taraph hōnē K|kē kāraṇ health kānaśiyas hō jātē haĩ , soul kānaśiyas ( ātma-abhimānī ) nahī̃ . 31Yahī health kānaśiyasanēs rūhānī śhakti sē dhīrē-dhīrē naravas banā dētī hai , isliē kabhī bhī jyādā varṇan nahī̃ karō .
23They would not lack attainment of fortune in any one aspect.
32Yōgī jīvan kamarbhōg kō karmyōg mē̃ parivartan karnē vālā hai .
24It would not be that they say: I have the fortune of three things, but not of one.
33Yah hai - tan K|kē bhāgya key|kī niśhāniyā̃ . 34Man kā bhāgya - man sadā harṣhit rahēgā . 35Kyōṅki bhāgya K|kē prāpti key|kī niśhānī harṣhit rahnā hī hai .
25The fortune of the body: The karmic accounts of the body would never be experienced as an obstacle in their attainment or on the path of effort.
36Jō bharpūr hōtā hai vah sadā hī man sē muskarātā rahtā hai .
26Their body would never allow them to be deprived of doing service.
37Man K|kē bhāgyavān sadā icchā-mātram-avidyā key|kī sthiti vālē hōtē haĩ . 38Bhāgyavidhātā K|kē rājī hōnē K|kē kāraṇ sarv prāpti sampann anubhav karnē K|kē kāraṇ man kā lagāv vā jhukāv vyakti vā vastu K|kē taraph nahī̃ hōgā . 39Iskō hī sār rūp mē̃ kahtē hō manmanābhav ' .
27Even at a time of suffering due to karma, such fortunate souls would become instruments in one form of service or another. 28They would move along with the suffering of their karma (chalayenge), but would never cry out (chilayenge) due to the suffering of their karma.
40Man kō bāp K|kē taraph lagānē mē̃ mēhnat nahī̃ hōgī lēkin sahaj hī man bāp K|kē muhabbat K|kē saṅsār mē̃ rahēgā .
29To cry out means to speak of the suffering of karma again and again or repeatedly draw your intellect and time to the suffering of karma.
41 ēk bāp dūsrā na kōī ' - isī anubhūti kō man kā bhāgya kahtē haĩ . 42Dhan kā bhāgya - gyān dhan tō hai hī lēkin sthūl dhan kā bhī mahattva hai .
30To make a huge expansion of a tiny thing is known as crying out, and to finish a big thing with the essence of knowledge is known as moving along.
43Dhan K|kē bhāgya kā arth|earth yah nahī̃ ki brāhmaṇ jīvan mē̃ lākhō̃-pati vā karōṛpati banē̃gē .
31So, always remember this: For a yogi life, whether something is a little suffering of karma or even a big suffering, do not speak about it.
44Lēkin dhan K|kē bhāgya key|kī niśhānī hai ki saṅgamyug par jitnā āp brāhmaṇ ātmāō̃ kō khānē-pīnē aur ārām sē rahnē kē liē āvaśhyaktā hai , utnā ārām sē milēgā . 45Aur sāth-sāth dhan chāhiē sēvā kē liē .
32Do not go into the expansion of the story of the suffering of karma because when you speak about it, your time and energy go to that, and you therefore become health conscious, not soul conscious.
46Tō sēvā kē liē bhī kabhī samay par kamī vā khīñchātān anubhav nahī̃ karē̃gē .
33Health consciousness gradually makes you nervous of spiritual energy.
47Kaisē bhī , kahā̃ sē bhī sēvā K|kē samay par bhāgyavidhātā bāp kiskō nimitt banā hī dētē haĩ . 48Dhan K|kē bhāgyavān kabhī bhī apnē nām ' key|kī vā śhān ' key|kī ichchhā K|kē kāraṇ sēvā nahī̃ karē̃gē .
34Therefore, never speak about it too much. 35A yogi life means to transform the suffering of karma (karma bhog) into yoga in action (karma yoga). 36These are the signs of fortune of the body.
49Agar nām-śān ' key|kī ichchhā hai tō aisē samay par bhāgyavidhātā sahyōg nahī̃ dilāyēgā . 50 āvaśhyaktā ' aur ichchhā ' mē̃ rāt-din kā antar hai .
37Fortune of the mind: The mind would always remain cheerful because the sign of attainment of fortune is to remain cheerful.
51Sachchī āvaśhyaktā hai aur sachchā man hai tō kōī bhī sēvā K|kē kārya mē̃ , kārya tō saphal hōgā hī lēkin bhaṇḍārī mē̃ aur hī bharpūr hō jāyēgā , bachēgā .
38Those who are full are always smiling in their mind. 39Those who are fortunate with their mind would always have the stage of being ignorant of any desires.
52Isliē gāyan hai - śhiv K|kē bhaṇḍārē aur bhaṇḍārī sadā bharpūr ' ' . 53Tō sachchī dil vālō̃ key|kī aur sachchē sāhēb K|kē rājī hōnē key|kī niśhānī hai - bhaṇḍārā bhī bharpūr , bhaṇḍārī bhī bharpūr ' .
40Because of having pleased the Bestower of Fortune and because of experiencing themselves to be full of all attainments, their mind would not be attached or subservient to people or things.
54Yah hai dhan K|kē bhāgya key|kī niśhānī .
41In essence, this is called “manmanabhav”.
55Vistār tō bahut hai lēkin sār mē̃ sunā rahē haĩ .
42It would not take any effort to connect your mind to the Father.
56Jan kā bhāgya - jan arthāt brāhmaṇ parivār vā laukik parivār , laukik sambandh mē̃ ānē vālī ātmāyē̃ vā alaukik sambandh mē̃ ānē vālī ātmāyē̃ . 57Tō jan dvārā bhāgyavān key|kī pahlī niśhānī hai - jan K|kē bhāgyavān ātmā kō jan dvārā sadā snēh aur sahyōg key|kī prāpti rahēgī . 58Kam sē kam 95 pratiśhat ātmāō̃ sē prāpti kā anubhav avaśhya hōgā . 59Pahlē bhī sunāyā thā ki 5 pratiśhat ātmāō̃ kā hisābakitāb bhī chuktū hōtā hai , isliē unhō̃ dvārā kabhī snēh milēgā , kabhī parīkṣhā bhī hōgī .
43Instead, the mind would easily remain in the world of the Father’s love.
60Lēkin 5 pratiśhat sē jyādā nahī̃ hōnā chāhiē . 61Aisī ātmāō̃ sē bhī dhīrē - dhīrē śhubh bhāvnā śhubh kāmnā dvārā hisāb sē chuktū kartē rahō .
44To experience belonging to the one Father and none other is said to be the fortune of the mind. 45Fortune of wealth: You have the wealth of knowledge, but physical wealth is also important.
62Jab hisāb chuktū hō jāyēgā tō kitāb bhī khatm hō jāyēgā nā ! 63Phir hisāb-kitāb rahēgā hī nahī̃ .
46To have the fortune of wealth does not mean that you will become one with hundreds of thousands or that you would become a millionaire in your Brahmin life.
64Tō bhāgyavān ātmā key|kī niśhānī hai - jan K|kē rahē huē hisāb-kitāb kō sahaj chuktū kartē rahnā aur 95 pratiśhat ātmāō̃ dvārā sadā snēh aur sahyōg key|kī anubhūti karnā .
47However, the sign of the having fortune of wealth is that, in this confluence age, however much you Brahmin souls need in order to be able to eat, drink and stay comfortably, you will receive that comfortably.
65Jan K|kē bhāgyavān ātmāyē̃ , jan K|kē sampark-sambandha mē̃ ātē sadā prasann rahēgī ' , praśhnachitta nahī̃ lēkin prasannchitt - yah aisā kyō̃ kartā vā kyō̃ kahtā , yah bāt aisē nahī̃ , aisē hōnī chāhiē . 66Chitt K|kē andar yah praśhna utpanna hōnē vālē kō praśhnachitta ' kahā jātā hai aur praśhnachitta kabhī sadā prasann nahī̃ rah saktā . 67Uskē chitt mē̃ sadā kyō̃ key|kī queue ' ( line ) lagī rahtī hai . 68Isliē us queue kō samāpt karnē mē̃ hī samay chalā jātā hai aur yah queue phir aisī hōtī hai jō āp chhōṛnē chāhō tō bhī nahī̃ chhōṛ saktē , samay dēnā hī paṛēgā .
48And, together with that, you also need money for service.
69Kyōṅki is queue kā rachtā āp hō , jab rachnā rach lī tō pālnā karnī paṛēgī , pālnā sē bach nahī̃ saktē .
49So, at the time of service too, neither would you ever experience any lack nor would you have to struggle at a time of need.
70Chāhē kitnē bhī majbūr hō jāō , lēkin samay , ēnarajī dēnī hī paṛēgī . 71Isliē is vyarth rachnā kō kaṇṭrōl karō . 72Yah birth kaṇṭrōl karō . 73Samjhā ?
50No matter how or from where, at a time of service, the Father, the Bestower of Fortune, will definitely make someone or other an instrument.
74Himmat hai ? 75Jaisē lōg kah dētē haĩ nā ki yah tō īśhvar key|kī dēn hai , hamārī thōṛī hī galtī hai .
51One who has the fortune of wealth would never do service with any desire of earning a name or receiving honour.
76Aisē hī brāhmaṇ ātmāyē̃ phir kahtī haĩ - drama key|kī nūndh hai . 77Lēkin drama K|kē master creator , master knowledgeful ban her|har karma kō śhrēṣhṭh banātē chalō . 78Achchhā !
52If there is any desire for name or fame, then, at such a time, the Bestower of Fortune would not enable you to receive cooperation. 53There is the difference of day and night between a need and a desire.
79Teachers nē sunā ! 80Sachchā sāhēb mērē upar kitnā rājī hai , iskā rāz tō sunā nā ! 81Rāz sunnē sē sabhī teachers rāzyukt banī vā dil mē̃ ātā hai ki is bhāgya key|kī mērē mē̃ kamī hai ?
54If there is a true need and your mind is also true, then, in any service, the task will be successful, and the treasure box (bhandara) will become overflowing and there will be extra remaining.
82Kabhī dhan key|kī khīñchātān mē̃ , kabhī jan key|kī khīñchātān mē̃ - aisī jīvan kā anubhav tō nahī̃ kartī hō nā !
55This is why it is sung: The treasurestore (bhandara) and the kitchen (bhandari) of Shiva are always full.
83Sunāyā thā ēk hī slōgan viśhēṣh nimitt teachers prati , lēkin hai sabhī kē prati . 84Her|har bāt mē̃ bāp key|kī śhrīmat pramāṇ jī hajūr-jī hajūr ' kartē rahō .
56So, the sign of those who have a true heart and of the true Lord being pleased is that the bhandara and bhandari will both be full. 57This is a sign of having the fortune of wealth.
85Bachchō̃ kā jī hajūr ' karnā aur bāp kā bachchō̃ kē āgē hājar hajūr ' hōnā .
58There is a lot of expansion, but Baba is only telling you the essence of it.
86Jab hajūr hājar hō gayā tō kisī bhī bāt key|kī kamī nahī̃ rahēgī , sadā sampann hō jāyēṅgē . 87Dātā aur bhāgyavidhātā - dōnō̃ key|kī prāptiyō̃ K|kē bhāgya kā sitārā mastak par chamaknē lagēgā .
59Fourth – the fortune of people (relationships): People means the Brahmin family and the lokik family; souls who come into lokik relationships and alokik relationships.
88Teachers kō tō drama anusār bahut bhāgya milā huā hai . 89Sārā din sivāē bāp aur sēvā K|kē aur kām hī kyā hai !
60So, the first sign of being fortunate with people in relationships is that souls who have this fortune will always continue to receive love and cooperation from people.
90Dhandhā hī yah hai . 91Pravr̥itti vālō̃ kō tō kitnā nibhānā paṛtā hai .
61They will definitely experience attaining something from at least 95% of souls.
92Āp lōgō̃ ka tō ēk hī kām hai , kaī bātō̃ sē svatantr pañchhī hō .
62You were told earlier too that 5% of karmic accounts with souls are still to be settled.
93Samajhtē hō apnē bhāgya kō ? 94Kōī sōnē kā piñjarā , hīrō̃ kā piñjarā tō nahī̃ banā dētē ?
63This is why you sometimes receive love from them and sometimes you have tests by them.
95Banātē bhī khud haĩ , phanstē bhī khud haĩ .
64However, it should not be more than 5%.
96Bāp nē tō svatantr pañchhī banāyā , uṛtā pañchhī banāyā . 97Bahut-bahut-bahut lucky hō .
65With such souls, gradually continue to settle the accounts with good wishes and pure feelings.
98Samjhā ? 99Harēk kō bhāgya key|kī viśhēṣhtā avaśhya milī huī hai .
66When the accounts are settled, the books will finish!
100Pravr̥itti mārg vālō̃ key|kī viśhēṣhtā apnī , teachers key|kī viśhēṣhtā apnī , gītā-pāṭhaśālā vālō̃ key|kī viśhēṣhtā apnī - bhinn-bhinn viśhēṣhatāō̃ sē sabhī viśhēṣh ātmāyē̃ hō . 101Lēkin sēvākēndra par rahnē vālī nimitt teachers kō bahut achchhā chance hai . 102Achchhā . 103Sadā sarv prakār K|kē bhāgya kō anubhav karnē vālē anubhavī ātmāō̃ kō , sadā her|har kadam mē̃ jī hajūr ' karnē vālē bāp K|kē madad K|kē adhikārī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā praśhnachit kē badlē prasannchit rahnē vālē - aisē praśhansā K|kē yōgya yōgī ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
67Then, no more karmic accounts will remain.
104Pañjāb , hariyāṇā , himācal group : sabhī apnē kō mahāvīr aur mahāvīraniyā̃ samajhtē hō ? 105Mahāvīr tō hō lēkin sadā mahāvīr hō ? 106Yā kabhī mahāvīr , kabhī thōṛā kamzōr hō jātē hō ?
68So, the sign of a fortunate soul is that he will easily continue to settle the karmic accounts that remain in terms of relationships and will constantly experience love and cooperation from 95% of souls.
107Sadā K|kē mahāvīr arthāt sadā light house aur might house . 108Gyān hai light aur yōg hai might .
69Souls who have the fortune of relationships will always remain happy when coming into connection and relationship with people.
109Tō mahāvīr arthāt gyānī tū ātmā bhī aur yōgī tū ātmā bhī .
70They will not have questions, but will remain happy hearted.
110Gyān aur yōg - dōnō̃ śhaktiyā̃ - light aur might sampann hō̃ , iskō kahtē haĩ - mahāvīr ' .
71“Why is this one doing this or saying this? 72This situation should not be like this; it should be like this.”
111Kisī bhī paristhiti mē̃ gyān arthāt light key|kī kamī nahī̃ hō aur might arthāt yōg key|kī kamī nahī̃ hō . 112Agar ēk key|kī bhī kamī hai tō paristhiti mē̃ second mē̃ pās|pass nahī̃ hō sakē̃gē , time lag jāyēgā .
73Those who have such questions arising in their heart are said to be those with questions in their heart, and those who have questions can never remain happy. 74They always have a “queue” of questions in their heart.
113Pās|pass tō hō jāyēṅgē lēkin samay par pās|pass nahī̃ huē tō vah pās|pass kyā huē !
75This is why their time is spent in finishing that question “Why?” 76(Hindi for why = Cue).
114Jaisē sthūl paṛhāī mē̃ bhī agar ēk subject mē̃ bhī fail hō jātē haĩ tō phir sē ēk varṣh paṛhnā paṛtā hai .
77And these questions are such that even if you want to leave them, you cannot, and you have to give your time to them.
115Sāl kē bād phir pās|pass hōtē haĩ . 116Tō samay gayā nā !
78This is because you are the creator of this queue.
117Aisē jō gyānī aur yōgī tū ātmā , light aur might - dōnō̃ svarūp nahī̃ haĩ , uskī bhī paristhiti sē pās|pass hōnē mē̃ samay lag jātā hai . 118Agar samay par pās|pass na hōnē K|kē saṅskār paṛ jātē haĩ tō final mē̃ bhī vah saṅskār full pass hōnē nahī̃ dētē . 119Tō pās|pass hōnē vālē tō haĩ lēkin samay par pās|pass hōnē vālē nahī̃ . 120Jō sadā samay par full pass hōtā hai , uskō kahtē haĩ pās-vid-ônar .
79Since you have created the creation, you have to sustain it too; you cannot avoid giving that sustenance.
121Pās-vid-ônar arthāt dharmarāj bhī uskō honour dēgā .
80No matter how much you avoid it you are compelled to give it your time and energy.
122Dharmarājpurī mē̃ bhī sajāyē̃ nahī̃ hōṅgī , honour hōgā .
81Therefore, control this creation of waste. 82Have this birth control.
123Gāyan hōgā ki yah pās-vid-ônar haĩ .
83Do you understand? 84Do you have the courage for this?
124Tō pās-vid-ônar hōnē kē liē viśhēṣh apnē kō kōī bāt mē̃ , kōī bhī saṅskār mē̃ , svabhāv mē̃ , guṇō̃ mē̃ , śhakti mē̃ kamī nahī̃ rakhnā .
85People say: This is a special gift from God, it is not my mistake. 86Similarly, Brahmin souls say: It is recorded in the drama.
125Sab bātō̃ mē̃ complete bannā arthāt pās-vid-ônar bannā . 126Tō sabhī aisē banē hō yā ban rahē hō ?
87However, become a master creator and master knowledgefull about the drama and continue to make every action elevated.
127 ( ban rahē haĩ ) .
88Achcha.
128Isīliē hī vināśh rūkā huā hai .
89Did the teachers hear this?
129Āpnē rōkā hai . 130Viśhva K|kē vināśh arthāt parivartan K|kē pahlē brāhmaṇō̃ key|kī kamiyō̃ kā vināśh chāhiē .
90You heard the significance of how much the true Lord is pleased with you, did you not?
131Agar brāhmaṇō̃ key|kī kamiyō̃ kā vināśh nahī̃ huā tō viśhva kā vināśh arthāt parivartan kaisē hōgā . 132Tō parivartan K|kē ādhāramūrtta āp brāhmaṇ haĩ .
91Did all the teachers become raazyukt (those who understand all secrets) by listening to these secrets or do you feel in your heart that you lack a particular type of fortune?
133Pañjāb , hariyāṇā , himācal vālō̃ kō tō pahlē taiyār hōnā chāhiē . 134Āp ant lānē vālē taiyār nahī̃ hō , isliē ātaṅkavādī taiyār hō gayē haĩ .
92You do not experience your life to be a life of struggle, sometimes in terms of wealth or sometimes in terms of relationships, do you?
135Tō sabhī pahlā number lēnē vālē hō yā jō bhī milē usmē̃ rājī rahē̃gē ?
93You were told that the one slogan is for the instrument teachers, but, in fact, it is for everyone.
136Anēkō̃ sē tō achchhē haĩ hī - aisā tō nahī̃ sōchtē hō ? 137Achchhē tō hō hī lēkin achchhē tē achchhā bannā hai .
94In every situation, according to shrimat, continue to say, “Ji Hazoor, Ji Hazoor” (Yes, My Lord).
138Kōṭō̃ mē̃ kōī ban gayē - yah baṛī bāt nahī̃ hai , lēkin kōī mē̃ bhī kōī bannā hai . 139Isliē sadā ever ready .
95When children say “Ji Hazoor” to the Father, the Father says “Hazoor hajir” (The Lord is present), and He becomes present.
140Ant mē̃ ready - nahī̃ , ever ready mānā sadā ready rahnē vālē .
96When the Lord is present, there is nothing lacking and you become full for all time.
141Agar kahē̃gē ban rahē haĩ tō purūṣhārth tīvr nahī̃ hōgā . 142Bāpdādā pañjāb zone kō sadā āgē rakhtē haĩ .
97The star of fortune of having attained both the Bestower and the Bestower of Fortune will begin to sparkle on your forehead.
143Isliē ever ready rahnā . 144Bāp key|kī najar pahlē pañjāb par paṛī nā .
98According to the drama, you teachers have received a lot of fortune.
145Tō jab bāp key|kī najar pahlē paṛī tō ānā bhī pahlē number mē̃ hai .
99Throughout the day, apart from the Father and service, what else do you have to do?
146Foundation vālē hō .
100This is your only business.
147Tō foundation sadaiv pakkā rahtā hai , agar kachchā huā tō sārī building kachchī hō jātī hai .
101Householders have to fulfil so many responsibilities, whereas you people have just one task to do.
148Tō sadā isī vardān kō yād rakhnā ki her|har paristhiti mē̃ pās-vid-ônar bannē vālē haĩ .
102You are free birds in many situations. 103Do you understand your fortune?
149Iskī vidhi hai - ever ready rahnā . 150Achchhā !
104You don’t create golden cages or diamondstudded cages, do you?
151Pañjāb zone tathā U|you . pī|P . group : gyān sāgar bāp sē nikalī huī gyān gaṅgāyē̃ haĩ , aisā anubhav kartē hō ?
105You yourselves create them and you yourselves become trapped in them. 106The Father made you a free bird, a flying bird.
152U|you . pī|P . mē̃ gaṅgā kā mahattva kyō̃ hai ?
107You are very, very, very lucky. 108Do you understand?
153Kyōṅki aur kōī nadī kō patit-pāvnī nahī̃ kahtē haĩ , gaṅgā kō hī patit pāvanī kahtē haĩ . 154Jamunā nadī kō patit-pāvnī nahī̃ kahtē , usē caritr-bhūmi kahtē haĩ . 155Pañjāb mē̃ bhī nadiyā̃ bahut haĩ .
109Each one of you has definitely received the speciality of fortune. 110The speciality of householders is their own, the speciality of teachers is their own and the speciality of those who run a Gita Pathshala is their own.
156Nadī jahā̃ sē nikalēgī tō harā-bharā kar dēgī nā !
111All of you are special souls with your different specialities.
157Hariyālī , khuśhhālī . 158Tō āp sabkā bhī kām hai sabkō harā-bharā banānā .
112However, the instrument teachers who live at the centres have a very good chance.
159Jō ātmāyē̃ sukh-śhānti K|kē ras sē sūkhē huē haĩ , aisē sūkhē huē kō phir sē harā banānā , hariyālī lānā - yahī āpkā kām hai . 160Jahā̃ sūkhā hōtā hai vahā̃ mānav kaṅgāl ban jātā hai aur jahā̃ hariyālī hōtī hai vahā̃ mānav khuśhhāl hō jātā hai . 161Tō naī duniyā hariyālī key|kī duniyā hai aur purānī duniyā sūkhī duniyā hai .
113Achcha. 114To the experienced souls who always experience all types of fortune, to the elevated souls who have a right to the Father’s help due to always saying “Ji Hazoor” at every step, to the children who always remain happy instead of always asking questions, to such yogi souls who are worthy of praise, BapDada’s love, remembrance and namaste.
162Āp sab tō bahtī huī bharpūr nadiyā̃ hō nā !
115BapDada speaking to the Punjab, Hariyana and Himachal groups:
163Tō chaltē-phirtē apnē her|har kadam sē ātmāō̃ kō harā-bharā banāō .
116Do all of you consider yourselves to be mahavirs and mahavirnis?
164Is samay sabkā viśhēṣh attention pañjāb key|kī taraph hai .
117You are mahavirs, but are you always mahavirs?
165Kis bāt kē liē ? 166Akālē mr̥iityu kē liē .
118Or are you sometimes a mahavir and sometimes weak?
167Sabsē jyādā akālē mr̥iityu pañjāb mē̃ hō rahē haĩ .
119Always to be a mahavir means always to be a lighthouse and might house.
168Tō āp sabhī akālē mr̥iityu sē bachānē vālē hō nā .
120Knowledge is light and yoga is might. 121So, a mahavir means a gyani and yogi soul.
169Aisī ātmāō̃ kō amar gyān dē amar banāō tō janm-janm akālē mr̥iityu sē bach jāē̃ .
122Knowledge and yoga: both of these powers should be filled with light and might. 123This is called being a mahavir.
170Satyug mē̃ akālē mr̥iityu nahī̃ hōgā , apnī ichchhā sē śharīr chhōṛē̃gē .
124Under no circumstances should there be a lack of knowledge, that is, a lack of light; nor should might, that is, yoga, be lacking.
171Jaisē yah purānā vastra apnī ichchhā sē badlī|badalī kartē haĩ , majbūrī sē nahī̃ .
125If even one is lacking, you won’t be able to pass in those circumstances in a second; it will take you time.
172Aisē yah śharīr rūpī vastra bhī apnī ichchhā sē badalī karē̃ .
126You will pass, but if you don’t pass on time, then what have you passed in?
173Jaisē kapṛē kā samay pūrā hō jātā hai , purānā hō jātā hai tō badal dētē hō .
127In a worldly education too, if you fail any one subject, you have to study that class for the whole year again.
174Aisē samay pramāṇ , āyu K|kē pramāṇ śharīr parivartan karē̃gē .
128If you pass after one year, then that is time gone by, is it not?
175Tō āp bachchō̃ kō aisī duḥkhī ātmāō̃ kō yah khuśhkhabarī sunānī chāhiē ki ham āpkō 21 janmō̃ kē liē akālē mr̥iityu sē bachā saktē haĩ .
129In the same way, those who are not gyani and yogi souls, that is, those who are not embodiments of light and might take time to pass in any situation.
176Ājkal akālē mr̥iityu kā hī ḍar hai . 177Ḍar sē khā bhī rahē haĩ , chal bhī rahē haĩ , sō bhī rahē haĩ .
130If you develop the sanskars of not passing on time, then, those sanskars will not allow you to pass fully in the final moment too.
178Aisī ātmāō̃ kō khuśhī key|kī bāt sunākar bhay sē chhuṛāō .
131So, you are those who pass; you are not those who pass on time.
179Mānō yah śharīr chalā bhī jātā hai , tō bhī bhay sē nahī̃ marē̃gē kyōṅki yah khuśhī hōgī ki ham akālē mr̥iityu sē bachānē vālē haĩ , kuchh sāth mē̃ lē jā rahē haĩ , khālī nahī̃ jā rahē haĩ .
132Those who always pass fully on time are said to be those who pass with honours. 133To pass with honours means even Dharamraj will honour that soul. 134There won’t be punishment for that soul even in the land of Dharamraj.
180Tō yah sēvā kartē hō yā ḍartē hō ki hamē̃ gōlī na lag jāē ?
135It will be remembered that that soul passed with honours.
181Sabhī bahādur hō nā ! 182Apnē śhānti aur sukh K|kē vibration sē lōgō̃ kō sukh-chain key|kī anubhūti karāō .
136In order to pass with honours, do not allow yourself to lack any sanskars, nature, virtues or powers in any situation.
183Kaisā bhī ātaṅkavādī hō - vah bhī prēm aur śhānti key|kī śhakti kē āgē parivartan hō jāyēgā .
137To become complete in all situations means to pass with honours. 138So, have all of you become like that or are you becoming that?
184Āp lōgō̃ kē pās aisā kōī ātā hai tō kyā kartē hō ?
139(We are becoming that.) 140This is why destruction is still waiting to happen.
185Pyār sē parivartan kartē hō nā ?
141You have stopped it.
186Apnā bhāī banā dētē hō nā ! 187Sadā hī apnē kō śhaktiśhālī ' ātmāyē̃ haĩ - is anubhūti mē̃ rahō .
142Before the destruction of the world, that is, before the transformation, there has to be the destruction of the weaknesses of Brahmins.
188Śhaktiśhālī ātmāō̃ kē āgē chāhē māyā K|kē vighna hō̃ , chāhē vyakti dvārā vā prakr̥iti dvārā vighna āyē̃ lēkin apnā prabhāv nahī̃ ḍāl saktē haĩ .
143If the weaknesses of Brahmins are not destroyed, then how can the destruction, that is, the transformation of the world take place? 144So, you Brahmins are images of support for transformation.
189Tō aisē master sarvśhaktivān banē hō yā kamzōr hō ?
145Those from Punjab, Hariyana and Himachal should get ready first.
190Agar ēk bhī śhakti key|kī kamī hōgī tō hār hō saktī hai .
146You, who are to bring about the finale are not ready and this is why the terrorists have become ready.
191Samay par chhōṭā-sā śhastra bhī agar kiskē pās|pass nahī̃ hai tō nuksān hō jātā hai .
147So, are all of you those who will claim the first number or will you be content with whatever you receive?
192Ēk bhī śhakti kam hōgī tō samay par dhōkhā mil saktā hai .
148You don’t think that you are better than many others, do you?
193Isliē master sarvśhaktivān haĩ - śhaktivān nahī̃ , yahī title yād rakhnā . 194Sadā khuśhhāl rahnā aur aurō̃ kō bhī khuśhhāl banānā . 195Kabhī bhī murjhānā nahī̃ .
149You are better anyway, but you have to become the best of all. 150You have become the handful out of multimillions, but that is not a big thing, for you have to become the selected few of the handful.
196Tan bhī khuśh , man bhī khuśh aur dhan bhī khuśhī sē kamānē vālē aur khuśhī sē kārya mē̃ lagānē vālē .
151This is why you always have to be everready. 152You mustn’t be ready at the end; to be everready means to be always ready.
197Jahā̃ khuśhī hai vahā̃ ēk sau bhī hajārō̃ K|kē samān hōtā hai , khuśhhālī ā jātī hai .
153If you say that you are becoming that, you are not making intense effort.
198Aur jahā̃ khuśhī nahī̃ vahā̃ ēk lākh bhī ēk rūpayā hai .
154The Father’s vision first fell on Punjab, did it not?
199Tō tan-man-dhan sē khuśhhāl rahnē vālē haĩ .
155Since the Father’s vision first fell on you, you have to claim the first number.
200Dāl-rōṭī bhī - 36 prakār kā bhōjan anubhav hō .
156You are those of the foundation. 157The foundation is always strong.
201Tō yahī vardān yād rakhnā ki ham sadā khuśhhāl rahnē vālē haĩ .
158If the foundation is weak, the whole building becomes weak.
202Murjhānā kām māyā K|kē sāthiyō̃ kā hai aur khuśhhāl rahnā kām bāp K|kē bachchō̃ kā hai .
159So, always remember the blessing that you are those who will pass with honours in every situation.
203Apnē kō garīb kabhī nahī̃ samajhnā .
160The method for this is to remain everready.
204Sabsē sāhūkār ham haĩ .
161The biggest zone of all is Madhuban.
205Duniyā mē̃ sāhūkār dēkhnā hō tō āpkō dēkhē̃ .
162The real home of all Brahma Kumars and Kumaris is Madhuban, is it not?
206Kyōṅki sachchā dhan āpkē pās|pass hai . 207Vināśhī dhan tō āj hai , kal nahī̃ hōgā .
163The home of souls is the supreme abode, but the home of Brahmins is Madhuban.
208Lēkin avināśhī dhan āpkē pās|pass hai . 209Tō sabsē sāhūkār āp hō .
164So, you are not from Amritsar or Ludhiana, you are not from Punjab or Hariyana, for your permanent address is Madhuban.
210Chāhē sūkhī rōṭī bhī khātē hō , tō bhī sāhūkār hō kyōṅki khuśhī key|kī khurāk sūkhī rōṭī mē̃ bharī huī hai .
165All the rest are service places. 166Even if you are living at home with your family, that is also a service place, and not your home.
211Uskē āgē aur kōī khurāk nahī̃ .
167Your sweet home is Madhuban.
212Sabsē achchhī khurāk khānē vālē , sukh key|kī rōṭī khānē vālē āp lōg hō .
168Do you believe this? 169Or, do you remember that home of yours (the physical home)?
213Isliē sadā khuśhhāl hō . 214Kabhī yah nahī̃ sōchnā ki agar sāhūkār hōtē tō yah kartē ! 215Sāhūkār hōtē tō ātē hī nahī̃ , vañchit rah jātē .
170Achcha. 171Blessing: May you be one with a combined form and with the awareness of being a master, experience being the highest authority.
216Tō aisē khuśhhāl rahnā jō āpkō khuśhhāl dēkh aur bhī khuśhhāl hō jāē̃ .
172First of all keep the combined form of you, the soul, and your body in your awareness.
217Achchhā ! 218Sabsē baṛā zone tō madhuban hī hai .
173The body is the creation and the soul is the creator.
219Sab brahmākumār aur brahmākumāriyō̃ kā aslī ghar - madhuban hī hai nā .
174By doing this, you will automatically have the awareness of being a master.
220Ātmāō̃ kā ghar paramdhām hai lēkin brāhmaṇō̃ kā ghar madhuban hai .
175With the awareness of being a master, you will experience yourself to be the highest authority.
221Tō amr̥itsar yā ludhiyānā K|kē nahī̃ hō , pañjāb yā hariyāṇā K|kē nahī̃ hō lēkin apnī permanent ēḍrais ( sthāyī patā ) madhuban hai . 222Bākī sab sēvā sthān haĩ .
176You will be the one who makes the body function. 177Secondly, with the awareness of the combined form of the Father and child (Shiv Shakti), you will be able to overcome the obstacles of Maya with authority.
223Chāhē pravr̥itti mē̃ rahtē hō , tō bhī sēvā sthān hai , ghar nahī̃ hai . 224Sweet home madhuban hai . 225Aisē samajhtē hō nā !
178Slogan: Merge the expansion in a second and experience the essence of knowledge and give others that experience.
226Yā vahī ghar yād ātā hai ? 227Achchhā !
179* * * O MS H A N T I * * *