सोमवार 25 दिसंबर 1989 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 125-12-89 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 25-12-89 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Baṛē din par avyakt bāpdādā K|kē mahāvākya 3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē

1Maintain your spiritual intoxication and become a carefree emperor

4Āj baṛē-tē-baṛē bāp bachchō̃ kō ‘ alaukik divya saṅgamyug ' K|kē her|har din key|kī mubārak dē rahē haĩ .

2Today, the greatest Father is congratulating His children for each day of the alokik, divine confluence age.

5Duniyā vālō̃ kē liē viśhēṣh ēk baṛā din hōtā hai aur baṛē din par kyā kartē haĩ  ?

3For the people of the world, just one special day is a great day, and what do they do on a great day?

6Vah samajhtē haĩ baṛē dil sē manā rahē haĩ . 7Lēkin āp jāntē hō unhō̃ kā manānā kyā hai  !

4They think that they celebrate it with a generous heart, but you know what their celebration is.

8Unhō̃ kā manānā aur āp baṛē-tē-baṛē bāp K|kē baṛē dil vālē bachchō̃ kā manānā - kitnā nyārā aur pyārā hai  !

5They celebrate, but the celebration of you generous­hearted children of the greatest Father is unique and lovely.

9Jaisē duniyā vālō̃ kā baṛā din hai . 10Khuśhī mē̃ nāchtē-gātē ēk-dō kō us din key|kī mubārak dētē haĩ .

6When it is a great day for the people of the world, they sing and dance in happiness and give greetings to each other on that day.

11Aisē āp bachchō̃ kē liē saṅgamyug hī baṛā yug hai .

7Similarly, the confluence age is the greatest age for you children.

12Āyu mē̃ chhōṭā hai lēkin viśhēṣhatāō̃ aur prāpti dilānē mē̃ sabsē baṛā yug hai .

8Although it is a very short age, it is the greatest age of all in terms of its specialities and in enabling you to receive attainments.

13Tō saṅgamyug kā her|har din āpkē liē baṛā din hai . 14Kyōṅki baṛē-tē-baṛā bāp baṛē yug ‘ ‘ saṅgamyug ' ' mē̃ hī miltā hai .

9So, each day of the confluence age is a great day for you because you meet the greatest Father during this greatest age, the confluence.

15Sāth-sāth bāp dvārā baṛē-tē-baṛī prāpti bhī abhī hōtī hai .

10Together with that, you also receive the greatest attainment from the Father at this time.

16Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō baṛē-tē-baṛā - ‘ ‘ purūṣhōttam ' ' , ab banātē haĩ .

11BapDada makes all the children the greatest, the most elevated humans at this time.

17Jaisē āj K|kē din key|kī viśhēṣhtā hai khuśhiyā̃ manānā aur ēk-dō kō gift dēnā , mubārak dēnā aur father dvārā hī gift milnē kā din manātē haĩ .

12The speciality of today is to celebrate with happiness, to give gifts to one another and to give greetings. 13This is celebrated as the day of receiving gifts from the Father.

18Āp sabkō bāp nē saṅgamyug par hī baṛētē - baṛī gift kyā dī hai  ?

14What is the greatest gift of all that the Father has given you at the confluence age?

19Bāpdādā sadā kahtē haĩ ki mainnē āp bachchō̃ kē liē hathēlī par svarg kā rājya-bhāgya lāyā hai .

15BapDada always says that He has brought the fortune of the kingdom of heaven on the palm of His hand.

20Tō sabkī hathēlī par svarg kā rājya-bhāgya hai nā .

16So the fortune of heaven is on the palm of each one's hand, is it not?

21Jiskō kahtē haĩ - ‘ tirī par bahiśht .

17It is said: Heaven on your palm.

22' issē baṛī gift aur kōī dē saktā hai  ?

18Can anyone else give a gift greater than this?

23Kitnē bhī baṛē ādmī baṛī gift dē̃ lēkin bāp key|kī gift kē āgē vah kyā hōgī  ?

19No matter how great the gifts a great person would give, what are they compared to the gift that the Father gives?

24Jaisē sūrya kē āgē dīpak .

20They are like a lamp next to the sun.

25Tō saṅgamyug key|kī yādgār niśhāniyā̃ anya dharmō̃ mē̃ bhī rah gaī haĩ .

21So the memorials, the signs of the confluence age, also carry on in other religions.

26Āpkō baṛē yug mē̃ baṛē bāp nē baṛē-tē-baṛī gift dī hai , isliē āj K|kē baṛē din par is vidhi sē manātē haĩ .

22The great Father has given you the greatest gift during the great age. 23This is why they celebrate this great day with this method.

27Vah Christmas father kahtē haĩ .

24They use the term ‘Father Christmas’.

28Father sadā bachchō̃ kō dēnē vālā ‘ ‘ dātā ' ' hai .

25The Father is the One who always bestows upon the children.

29Chāhē laukik rīti sē bhī dēkhō - father bachchō̃ kā dātā hōtā hai .

26If you look at it in a worldly way too, a father is one who bestows upon the children.

30Yah hai bēhad kā father .

27This One is the unlimited Father.

31Bēhad kā father gift bhī bēhad key|kī dētē haĩ .

28The unlimited Father gives an unlimited gift.

32Aur kōī bhī gift kitnā samay chalēgī  ?

29How long would any other gift last?

33Kitnē achchhē-achchhē mubārak K|kē card gift mē̃ dētē haĩ . 34Lēkin āj kā din bīt gayā , phir us card kō kyā karē̃gē  ?

30They send very beautiful greetings cards and gifts, but when that day has passed, what do they do with those cards?

35Thōṛā samay chaltā haĩ nā .

31They last for a short period.

36Khānē-pīnē key|kī mīṭhī chīzē̃ bhī dēgē , vah bhī kitnā samay chalē̃gī  !

32Even if they give something sweet to drink or eat, how long does that last?

37Kitnā samay khuśhī manāyēṅgē  !

33For how long would there be a happy celebration?

38Nāchē̃gē , gāyēṅgē - ēk rāt .

34They would sing and dance for one night.

39Lēkin āp ātmāō̃ kō bāp aisī gift dētē haĩ jō is janm mē̃ tō sāth hai hī lēkin janm-janm sāth rahēgī .

35However, the Father gives you souls such a gift that it not only stays with you for this birth, but it will stay with you for birth after birth.

40Duniyā vālē kahtē haĩ khālī hāth āyē aur khālī hāth jānā hai . 41Lēkin āp kyā kahē̃gē  ?

36People of the world say, "You arrive empty­handed and you have to leave empty­handed" but what do you say?

42Āp phalak sē kahtē hō ki ham ātmāē̃ bāp dvārā milē huē khazānō̃ sē bharpūr hōkar jāyēṅgī aur anēk janm bharpūr rahē̃gī .

37You say with intoxication, "We souls will return full of all treasures received from the Father and we will remain full for many births."

4321 janmō̃ tak yah gift sāth rahēgī .

38This gift will stay with you for 21 births.

44Aisī gift kabhī dēkhī hai  ?

39Have you ever seen such a gift before?

45Chāhē kisī bhī foreign K|kē dēśh K|kē rājā vā rānī hō̃ , aisī gift dē saktē haĩ  ?

40No matter which foreign country they may be a king or queen of, can they give such a gift?

46Chāhē pūrā takht dē dēvē̃ , offer karē̃ - yah takht āp lē lō .

41Even if they were to offer or give you their whole throne, what would you do?

47Āp kyā karē̃gē , kōī lēgā  ?

42Would you accept it?

48Bāp K|kē diltakhta kē āgē yah takht bhī kyā hai  !

43What is that throne compared to the Father’s heart­throne?

49Isliē āp sabhī phakhur mē̃ rahtē hō , phakhur arthāt rūhānī naśhā .

44This is why all of you remain in spiritual intoxication.

50Is rūhānī phakhur mē̃ rahnē vālē kisī bhī bāt kā phikra nahī̃ kartē , bēphikr bādśhāh ban jātē haĩ . 51Abhī K|kē bhī bādśhāh aur bhaviṣhya mē̃ bhī rājāī prāpt kartē hō isliē sabsē baṛī aur sabsē achchhī yah bēphikr bādśhāhī hai . 52Kōī phikra hai  ? 53Aur pravr̥itti mē̃ rahnē vālō̃ kō bāl-bachchō̃ kā phikra hai  ?

45Intoxication means spiritual intoxication.

54Kumār kō khānā banānē kā phikra jyādā hai , kumāriyō̃ kō kyā phikra hōtā hai  ?

46Those who stay in this spiritual intoxication do not worry about anything; they become carefree emperors.

55Naukrī kā ki achchhī naukrī milē , phikra hai kyā  ? 56Bēphikr hō nā  !

47They become emperors now, and they also claim a kingdom in the future.

57Jiskō phikra hōgā vah bēphikr bādśhāhī kā majā nahī̃ lē sakē̃gē .

48Therefore, the greatest and best sovereignty is this carefree sovereignty.

58Viśhva key|kī rājāī tō 20 janm hōgī lēkin yah bēphikr bādśhāhī aur dilatakht-yah ēk hī is yug mē̃ miltē haĩ ēk janm kē liē , tō ēk kā mahattva hai nā  ! 59Bāpdādā sadā bachchō̃ kō yahī kahtē - ’ ’ brāhmaṇ jīvan arthāt bēphikr bādśhāh ' ' . 60Brahmā bāp bēphikr bādśhāh banē tō kyā gīt gāyā - ‘ pānā thā sō pā liyā , kām bākī kyā rahā , ' āp kyā kahtē hō  ? 61Sēvā kā kām bākī rahā huā hai , lēkin vah bhī karāvanhār bāp karā rahē haĩ aur karātē rahē̃gē .

49Do you have any worries?

62Hamkō karnā hai - issē bōjh hō jātā hai .

50And do those who live in a household have any worries about their children?

63Bāp hamārē dvārā karā rahē haĩ-tō bēphikr hō jāyēṅgē .

51Kumars have greater worry about preparing food. 52What worries do the kumaris have?

64Niśhchay hai - yah śhrēṣhṭh kārya hōnā hī hai vā huā hī paṛā hai isliē niśhchaybuddhi , niśhchint , bēphikr rahtē haĩ .

53Do you have to worry about a job? 54Do you have the worry of finding a good job? 55You are carefree, are you not?

65Yah tō sirph bachchō̃ kō busy rahnē liē sēvā kā ēk khēl karā rahē haĩ .

56Someone who has any worries cannot experience the pleasure of a carefree kingdom.

66Nimitt banāē vartamān aur bhaviṣhya sēvā K|kē phal kā adhikārī banā rahē haĩ . 67Kām bāp kā , nām bachchō̃ kā . 68Phal bachchō̃ kō khilātē , khud nahī̃ khātē haĩ .

57You will have the kingdom of the world for 20 births, but you receive this carefree kingdom and the heart­throne for one birth during this age only.

69Tō bēphikr huē nā .

58So one has importance, does it not?

70Sēvā mē̃ saphaltā kā sahaj sādhan hī yah hai , karānē vālā karā rahā hai .

59BapDada always says to the children: Brahmin life means to be a carefree emperor.

71Agar ‘ ‘ maĩ kar rahā hū̃ ' ' tō ātmā key|kī śhakti pramāṇ sēvā kā phal miltā hai .

60When Brahma Baba became a carefree emperor, what songs did he sing?

72Bāp karā rahā hai tō bāp sarvśhaktivān hai .

61"I found that which had to be found.

73Karma kā phal bhī itnā hī śhrēṣhṭh miltā hai . 74Tō sadā bāp dvārā prāpt huī bēphikr bādśhāhī vā hathēlī par svarg K|kē rājya-bhāgya key|kī godly gift smr̥iti mē̃ rakhō . 75Bāp aur gift dōnō̃ key|kī yād sē her|har din tō kyā lēkin her|har ghaṛī baṛē-tē-baṛī ghaṛī hai , baṛā din hai-aisī anubhūti karē̃gē . 76Duniyā vālē tō sirph mubārak dētē haĩ .

62What else is there left to do?"

77Kyā kahtē haĩ  ?

63And what do you say?

78Happy hō , healthy-wealthy hō … kah dētē haĩ . 79Lēkin ban tō nahī̃ jātē haĩ nā . 80Bāp tō aisī mubārak dētē jō sadā kē liē health-wealth happy vardānō̃ K|kē rūp mē̃ sāth rahtī hai . 81Sirph mukh sē kah karkē khuśh nahī̃ kartē hai , lēkin banātē haĩ aur bannā hī manānā hai kyōṅki avināśhī bāp key|kī mubārak bhī avināśhī hōgī nā .

64The work of doing service is left to do.

82Tō mubārak vardān ban jātī hai . 83Āp tanā sē nikalē huē hō .

65But the Karavanhar Father is enabling that to be done and will continue to do so.

84Yah sab śhākhāyē̃ haĩ , yah sabhī dharm āpkī śhākhāyē̃ haĩ nā  !

66By thinking that you have to do it, there is a burden.

85Kalp-vr̥ikṣha key|kī śhākhāyē̃ haĩ .

67The Father is doing it through you.

86Isliē vr̥ikṣha key|kī niśhānī Christmas tree dikhātē haĩ .

68When you have this consciousness you will become carefree.

87Christmas tree kabhī sajī huī dēkhī hai  ? 88Ismē̃ kyā kartē haĩ  ?

69You have the faith that this elevated task will definitely be carried out.

89 ( stage par dō Christmas vr̥ikṣha sajē rakhē haĩ ) ismē̃ kyā dikhāyā hai  ? 90Viśhēṣh chamaktē huē , jagē huē bulb dikhātē haĩ .

70It is already certain. 71This is why those who have faith in the intellect remain carefree and without any worries.

91Chhōṭē-chhōṭē balbō̃ sē hī sajātē haĩ . 92Iskā arth|earth kyā hai  ?

72Baba is making the children play the game of service in order to keep them busy.

93Kalp-vr̥ikṣha key|kī āp chamaktī huī ātmāyē̃ hō aur jō bhī dharm pitāyē̃ ātē haĩ vah bhī apnē hisāb sē satōpradhān hōtē haĩ .

73By making you the instruments, He is enabling you to claim the right to the fruit of service for the present and the future.

94Isliē golden aged ātmā chamaktī huī hōtī hai .

74It is the Father's work but the children’s name.

95Isliē yah kalp-vr̥ikṣha key|kī niśhānī - anya dharm key|kī śhākhāē̃ bhī her|har varṣh niśhānī manātē rahtē haĩ .

75He gives the fruit to the children; He Himself does not eat it. 76So you are carefree, are you not?

96Sārē vr̥ikṣha kā great-great grand father hai nā . 97Kaun-sā bāp great-great grand father hai  ? 98Bāp nē brahmā kō āgē rakhā hai .

77The easy method for success in service is to have the consciousness that the One who is inspiring me is the One who is doing everything.

99Sākār sr̥iṣhṭi key|kī ātmāō̃ kā ādi pati , ādināth brahmā hai . 100Isliē great great grand father hai .

78If you think that you are doing it, then the fruit received through service is according to the capacity of the soul.

101Ādi dēv kē sāth āp bhī hō nā , ki akēlē ādi dēv hai  ? 102Āp ādi ātmāyē̃ abhī ādi dēv kē sāth hō aur āgē bhī sāth rahē̃gī , itnā naśhā hai  ?

79If you think that the Father is enabling it to be done, then He is the Almighty Authority, so the fruit received through the action is equally elevated.

103Khuśhī K|kē gīt sadā gātē rahtē hō nā yā sirph āj gāyēṅgē  ? 104Āj viśhēṣh double foreigners kā din hai . 105Āp kē liē rōj baṛā din hai yā āj hai  ?

80Always keep in your consciousness the Godly gift of the carefree kingdom received from Baba and the fortune of the kingdom of heaven which has been placed in the palm of your hand.

106Chārō̃ ōr dēśh-vidēśh K|kē bachchē kalp-vr̥ikṣha mē̃ chamaktē huē sitārē dikhāī dē rahē haĩ . 107Sūkṣhma rūp mē̃ tō sab madhuban mē̃ pahũchē huē haĩ .

81By having remembrance of the Father and the gift, not just every day, but every moment will be experienced as the greatest moment of the greatest day.

108Vah bhī sab ākārī rūp mē̃ manā rahē haĩ .

82People of the world simply give greetings.

109Āp sākārī rūp mē̃ manā rahē hō .

83What do they say?

110Sabhī kā man bāp key|kī godly gift kō dēkh khuśhī mē̃ nāch rahā hai .

84“Be happy, be healthy, be wealthy”, but they don’t become that.

111Bāpdādā bhī sarv sākār rūp aur ākār rūpdhārī bachchō̃ kō ‘ sadā harṣhit bhav ' key|kī mubārak dē rahē haĩ .

85However, the Father gives you such greetings that health, wealth and happiness stay with you for all time in the form of a blessing.

112Sadā dilkhuśh miṭhāī khātē rahō aur prāpti K|kē gīt gātē rahō . 113Drama anusār bhārat vālō̃ kō viśhēṣh bhāgya milā huā hai . 114Achchhā  ! 115Sabhī teachers nē baṛā din manāyā ki rōj manātī hō  ?

86He does not make you happy by simply saying this in words, but He makes you this, and to become it is to celebrate it, for the greetings of the imperishable Father would also be imperishable.

116Baṛā bāp hai aur baṛē āp bhī hō isliē jō duniyā vālō̃ K|kē baṛē din haĩ uskō mahatva dētē haĩ . 117Ismē̃ bhī āp baṛē , chhōṭē bhāiyō̃ kō utsāh dilātē hō . 118Sabhī teachers bēphikr bādśhāh hō  ? 119Bādśhāh arthāt sadā niśhchay aur naśhē mē̃ sthit rahnē vālē kyōṅki niśhchay vijayī banātā hai aur naśhā khuśhī mē̃ sadā ū̃chā uṛātā hai .

87So the greetings become a blessing.

120Tō bēphikr bādśhāh hī hōṅgē nā  !

88All of you have emerged from the trunk.

121Kōī phikra hai kyā  ?

89All others are the branches.

122Sēvā kaisē baṛhēgī , achchhē-achchhē jigyāsu patā nahī̃ kab āyēṅgē , kab tak sēvā karnī paṛēgī - yah sōchtē tō nahī̃ hō  ? 123Asōch bannē sē hī sēvā baṛhēgī , sōchnē sē nahī̃ baṛhēgī . 124Asōch ban buddhi kō free rakhē̃gē tab bāp key|kī śhakti madad K|kē rūp mē̃ anubhav karē̃gē . 125Sōchnē mē̃ hī buddhi busy rakhē̃gē tō bāp key|kī touching , bāp key|kī śhakti grahaṇ nahī̃ kar sakē̃gē .

90All the religions are your branches, are they not?

126Bābā aur ham - combined haĩ , karāvanhār aur karnē kē nimitt maĩ ātmā .

91They are the branches of the kalpa tree. 92The Christmas tree is the symbol of this tree.

127Iskō kahtē haĩ - ‘ asōch arthāt ēk key|kī yād .

93Have you ever seen a decorated Christmas tree?

128' śubhācintan mē̃ rahnē vālē kō kabhī chintā nahī̃ hōtī .

94(There are two decorated Christmas trees on the stage.)

129Jahā̃ chintā hai vahā̃ śubhācintan nahī̃ aur jahā̃ śubhācintan hai vahā̃ chintā nahī̃ . 130Achchhā  !

95What has been shown in them? 96They especially show sparkling light bulbs; they decorate it with tiny bulbs.

131Chārō̃ ōr K|kē godly gift K|kē adhikārī , baṛē tē baṛē bāp K|kē baṛē tē baṛē bhāgyavān ātmāyē̃ , ādi pitā K|kē sadā sāthī ādi ātmāyē̃ , sadā baṛē-tē-baṛē bāp dvārā muhabbat key|kī mubārak , avināśhī vardān prāpt karnē vālē sarv sākārī rūpdhārī aur ākārī rūpdhārī - sabhī bachchō̃ kō dilkhuśh miṭhāī kē sāth yādpyār aur namastē . 132Pūnā - bīdar group  : rōj amr̥itvēlē dilkhuśh miṭhāī khātē hō  ? 133Jō rōj amr̥itvēlē dilkhuśh miṭhāī khātē haĩ vō svayã bhī sārā din khuśh rahtē haĩ aur dūsrē bhī unkō dēkh khuśh hōtē haĩ . 134Yah aisī khurāk hai jō kōī bhī paristhiti ā jāē lēkin yah dilkhuśh khurāk paristhiti kō chhōṭā banā dētī hai , pahāṛ kō rūī banā dētī hai .

97What is the meaning of that?

135Itnī tākat hai is khurāk mē̃  !

98You are the sparkling souls of the kalpa tree.

136Jaisē śharīr K|kē hisāb sē bhī jō tandarūst vā śhaktiśhālī hōgā vah her|har paristhiti kō sahaj pār karēgā aur jō kamzōr hōgā vah chhōṭī see|sī|C bāt mē̃ bhī ghabrā jāyēgā . 137Kamzōr kē āgē paristhiti baṛī hō jātī hai aur śhaktiśhālī kē āgē paristhiti pahāṛ sē rūī ban jātī hai . 138Tō rōj dilkhuśh miṭhāī khānā mānā sadā dilkhuśh rahē̃ . 139Yah alaukik khuśhī K|kē din kitnē thōṛē haĩ  !

99The founders of religions that come are also satopradhan in their own way.

140Dēvtāī khuśhī aur brāhmaṇō̃ key|kī khuśhī mē̃ bhī phark hai .

100This is why the golden­aged souls are sparkling.

141Yah brāhmaṇ jīvan key|kī paramātm-khuśī , atīndriya sukh key|kī anubhūti dēvtāī jīvan mē̃ bhī nahī̃ hōgī .

101Therefore, this symbol of the kalpa tree is celebrated by the branches of other religions every year.

142Isliē is khuśhī kō jitnā chāhē manāō . 143Rōj samjhō āj khuśhī manānē kā din hai .

102Baba is the great­great­grandfather of the entire tree, is he not?

144Yahā̃ ānē sē khuśhī baṛh gaī hai nā  !

103Which father is the great­great­grandfather?

145Yahā̃ sē nīchē utarē̃gē tō cum|kam tō nahī̃ hōgī  ? 146Uṛtī kalā abhī hai , phir tō jitnā pāyā utnā khātē rahē̃gē . 147Tō sadā yah smr̥iti mē̃ rakhō ki ham dilkhuśh miṭhāī khānē vālē haĩ aur dūsrō̃ kō khilānē vālē haĩ kyōṅki jitnā dēgē utnā aur baṛhtī jāyēgī . 148Dēkhō , khuśhī kā chēhrā sabkō achchhā lagtā hai aur kōī duḥkh aśhānti mē̃ ghabrāyā huā chēhrā hō achchhā nahī̃ lagēgā nā  !

104The Father has placed Brahma in front.

149Jab dūsrō̃ kā achchhā nahī̃ lagēgā tō apnā bhī nahī̃ lagnā chāhiē .

105He is the original father of the souls of the corporeal world.

150Tō sadaiv khuśhī K|kē chēhrē sē sēvā kartē rahō . 151Mātāyē̃ aisī sēvā kartī hō  ?

106Brahma is Adinath (the original lord); this is why he is the great­great­grandfather.

152Ghar vālē āpkō dēkhkar khuśh hō jāē̃ .

107All of you are also with Adi Dev, are you not?

153Chāhē kōī gyān kō burā bhī samajhtē hō phir bhī khuśhī key|kī jīvan kō dēkhkar man sē anubhav jarūr kartē haĩ ki inkō kuchh milā hai jō khuśh rahtē haĩ .

108Or is Adi Dev alone? 109You first souls are with Adi Dev now, and you will also be with him in the future.

154Bāhar abhimān sē na bhī bōlē̃ lēkin andar mahsūs kartē haĩ aur ākhir tō jhuknā hī hai .

110Do you have so much intoxication? 111You constantly sing songs of happiness, do you not?

155Āj gālī dētē haĩ kal charaṇō̃ par jhukē̃gē .

112Or will you only sing today?

156Kahā̃ jhukē̃gē  ? 157‘ ‘ ahō prabhu ' ' kahkar jhuknā jarūr hai .

113Today is especially for the double foreigners.

158Tō aisī sthiti hōgī tab tō jhukē̃gē nā  !

114Is every day a great day for you, or just today?

159Kōī bhī kisī kē āgē jhuktā hai tō usmē̃ kōī baṛāpan hōtā hai , kōī viśhēṣhtā hōtī hai - us viśhēṣhtā par jhuktā hai .

115Everywhere, the children of this land and abroad are seen to be the sparkling stars on the kalpa tree.

160Aisē tō kōī nahī̃ jhukēgā nā . 161Dikhāī dē - in jaisī jīvan kōī kī hai hī nahī̃ , sadā khuśh rahtē haĩ .

116Everyone has reached Madhuban in the subtle form, and you are all celebrating in the angelic form.

162Rōnē key|kī paristhiti mē̃ bhī khuśh rahē̃ , man khuśh rahē .

117You are celebrating in the corporeal form.

163Aisē hī nahī̃ hanstē rahō , lēkin man khuśh hō . 164Pāṇḍav kyā samajhtē haĩ  ?

118Everyone's mind is dancing with happiness on seeing the Father’s Godly gift.

165Aisā anubhav dūsrō̃ kō hōtā hai yā abhī kam hōtā hai  ? 166Khuśhamijāj rahnē vālē apnē chēhrē sē bahut sēvā kartē haĩ . 167Mukh sē bōlō yā nahī̃ bōlō lēkin āpkī sūrat , gyān key|kī sīrat kō svataḥ pratyakṣha karēgī .

119BapDada is also giving special greetings to all the children in their corporeal form and in their subtle form to remain constantly cheerful, to constantly eat the sweet that brings happiness to the heart (Dilkhush toli) and to sing songs of attainment.

168Tō yahī yād rakhnā ki dilkhuśh miṭhāī khānī hai aur aurō̃ kō bhī khilānī hai .

120According to the drama, those from Bharat have been given special fortune. 121Achcha.

169Jō svayã khātā hai vah khilānē K|kē binā rah nahī̃ saktā hai . 170Achchhā  !

122Did all the teachers celebrate the great day, or do you celebrate every day?

171Bēlagām - sōlāpur group  : apnē is śhrēṣhṭh jīvan kō dēkh harṣhit hōtē hō  ? 172Kyōṅki yah jīvan hīrē tulya jīvan hai .

123The Father is great and all of you are also great and this is why you give importance to the great days of the people of the world.

173Hīrē kā mūlya hōtā hai nā  ! 174Tō is jīvan kō itnā amūlya samajhkar her|har karma karō .

124Through this, you senior ones give enthusiasm to your younger brothers.

175Brāhmaṇ jīvan arthāt alaukik jīvan .

125All of you teachers are carefree emperors, are you not?

176Alaukik jīvan mē̃ sādhāraṇ chalan nahī̃ hō saktī . 177Jō bhī karma kartē hō vah alaukik hōnā chāhiē , sādhāraṇ nahī̃ . 178Alaukik karma tab hōtā hai jab alaukik svarūp key|kī smr̥iti rahtī hai .

126To be an emperor means to be constantly stable in faith and intoxication, because faith makes you victorious, and intoxication makes you constantly fly high in happiness.

179Kyōṅki jaisī smr̥iti hōgī vaisī sthiti hōgī .

127So, you would be carefree emperors, would you not?

180Smr̥iti mē̃ rahē - ‘ ēk bāp dūsrā na kōī .

128Do you have any worries? 129How will service increase?

181' tō bāp key|kī smr̥iti sadā samarth banātī hai , isliē karma bhī śhrēṣhṭh alaukik hōtā hai .

130You don't worry, wondering about when good students will come, do you? 131For how long will you have to do service?

182Sārā din jaisē agyānī jīvan mē̃ mērā-mērā kartē rahē , ab yahī mērā bāp key|kī taraph lagā diyā nā  !

132You don't wonder about this, do you? 133Service will increase by not thinking.

183Abhī aur sab mērā-mērā khatm hō gayā .

134By thinking about it, it will not increase.

184Brāhmaṇ bannā arthāt sab kuchh tērā kar diyā . 185Yah galatī|galtī tō nahī̃ kartē hō - mērē kō tērā , tērē kō mērā tō nahī̃ banā dētē hō  ?

135If you become free from thinking and keep your intellect free, you will experience the Father’s power in the form of help.

186Jab kōī matlab hōgā tō kahē̃gē - mērā , aur kōī matlab nahī̃ hōgā tō kahē̃gē tērā . 187Mērā bhalē kahō lēkin - ‘ ‘ mērā bābā ' ' kahō .

136If you keep your intellect busy thinking, you will then not be able to catch the Father’s touchings or imbibe power from the Father.

188Bākī sab mērā-mērā chhōṛkar ēk mērā .

137Baba and I are combined.

189Ēk mērā kahnē sē mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē , bōjh utar jāyēgā . 190Nahī̃ tō gr̥ihasthī jīvan mē̃ kitnā bōjh hai  !

138Baba is Karavanhar (the One who gets it done) and I am the instrument soul who does it.

191Abhī halkē double light hō gayē isliē sadā uṛtī kalā vālē hō .

139This is known as the stage of not thinking, that is, the remembrance of One.

192Uṛtī kalā K|kē sivāē rūktī kalā mē̃ rūknā nahī̃ hai . 193Sadā hī uṛtē chalō .

140Those who maintain pure and positive thoughts (chintan) never worry (chinta).

194Bāp nē apnā banā liyā - sadā isī khuśhī mē̃ rahō . 195Variety group  : sadā apnē kō bhagvān K|kē bagīchē K|kē rūhānī gulāb samajhtē haĩ  ?

141Where there is worry, there are no pure thoughts, and where there are pure thoughts, there is no worry. 142Achcha.

196Sabsē khuśhbūdār puṣhp hai - rūhē gulāb . 197Tō āp hō rūhānī gulāb jō chārō̃ ōr rūhānī khuśhbū phailātē hō . 198Khuśhbū svataḥ hī apnī taraph ākarṣhit kartī hai . 199Agar kahā̃ badbū hōgī tō vahā̃ sē bhāgnē key|kī kōśhiśh karē̃gē lēkin khuśhbū hōgī tō najdīk ānē key|kī kōśhiśh karē̃gē .

143To all the children everywhere who have a right to the Godly gift, to the greatest fortunate souls who belong to the greatest Father, to the adi (first) souls who are always companions of Adi Pita (the first father), to all the souls in the corporeal and subtle forms who have received greetings of love and eternal blessings from the greatest Father, to all the children, love, remembrance and namaste together with the sweet that brings happiness to the heart.

200Tō rūhānī khuśhbū sabhī kō ākarṣhit kartī hai .

144Avyakt BapDada meeting a group of doctors:

201Aisē rūhānī gulāb hō nā  !

145What is in the hearts of all the doctors?

202Gulāb kē sāth kāṇṭā lagā huā tō nahī̃ hai  ? 203Guldastā banātē haĩ tō pahlē kāṇṭē nikāltē haĩ nā  !

146It isn’t the hospital, is it? 147To make the Father sit in your heart means to give a cure for all time to many others.

204Kāṇṭē vālā guldastā nahī̃ banātē , kāṇṭē nikālkar sāph karkē phir guldastā banātē haĩ .

148Nowadays, even doctors say that medicine doesn’t work as much as blessings do.

205Kisī bhī dēvtā kē āgē puṣhp chaṛhāyēṅgē tō pahlē sāph karē̃gē , phir bhēṇṭ karē̃gē .

149They too have become disheartened by medicine because they know what the result of it is; what else can it be!

206Āp bhī rūhānī gulāb bāp kē āgē variety rūp mē̃ , guladastē K|kē rūp mē̃ hō .

150This is why everyone’s vision is now going towards blessings.

207Bhakti mārg mē̃ bhī yahā̃ key|kī rasm chaltī rahtī hai .

151Now, yoga, in the form of exercise, is increasing everywhere.

208Āp rūhānī gulāb bāp kē āgē arpaṇ huē hō , isliē dēvtāō̃ kō bhī puṣhp hī arpaṇ kartē haĩ .

152They have now reached the stage of yoga, and eventually they will come to the stage of easy yoga (sahaj yoga).

209Rūhānī gulāb arthāt kabhī bhī rūhāniyat sē dūr hōnē vālā nahī̃ .

153At least their intellect has gone in a different direction from medicine.

210Jaisē phūlō̃ mē̃ khuśhbū samāī huī hōtī hai nā , alag tō nahī̃ hōtī hai nā .

154Ultimately, they will come to the right destination. 155So this is the work that you doctors do, is it not?

211Aisē āp lōgō̃ mē̃ rūhāniyat key|kī khuśhbū samāī huī hai . 212Ārṭīphaśiyal bāhar key|kī nahī̃ hai .

156You are the ones who bring everyone’s intellect to the right place, are you not?

213Samāī huī hai yā kabhī-kabhī khuśhbū ḍāl dētē hō  ? 214Āp khuśhbūdār bantē hō , isliē mandirō̃ mē̃ āpkē jaṛ chitrō̃ kē āgē bhī sadaiv khuśhbū jalāyēṅgē . 215Kōī bhī mandir mē̃ agarbattī kitnē pyār sē jalātē haĩ  ! 216Agar mandir mē̃ khuśhbū nahī̃ hō tō kahēṅgē-yahā̃ pujārī achchhā nahī̃ hai , mandir kā vātāvaraṇ nahī̃ hai .

157It is good.

217Tō yah khuśhbū kyō̃ rakhtē haĩ  ? 218Agarbattī kyō̃ jalātē haĩ  ? 219Kyōṅki āp khuśhbūdār bantē hō .

158By maintaining courage you automatically receive the Father’s help and will continue to do so.

220Tō yah naśhā hai ki yah hamārē hī chitra haĩ  ?

159Where there is courage, the impossible will become possible.

221Har ēk samajhtā hai ki yah mērē chitra haĩ .

160You are all those who make the impossible possible.

222Ēk nahī̃ - sabhī chitra āpkē haĩ  ! 223Pāṇḍav kyā samajhtē haĩ  ?

161People of the world say that it is very difficult to concentrate their mind.

224Hanūmān , gaṇēśh - yah āpkē chitra haĩ  ? 225Āpmē̃ hanūmān vā gaṇēśh kaun hai  ?

162They even say that that is impossible, whereas what do you say?

226Sabhī gaṇēśh hō  ? 227Gaṇēśh arthāt vidyāpati .

163For you, it is a matter of a second, is it not?

228Jō knowledgeful haĩ vō vidyāpati arthāt gaṇēśh haĩ aur hanūmān arthāt jiskē hday mē̃ sivāē bāp K|kē aur kōī nahī̃ .

164You simply say “Baba” and your mind reaches its destination. 165So, for you it is a task of a second and for them it is impossible.

229Sēvādhārī bhī haĩ aur hday mē̃ bāp samāyā huā hai .

166There is so much difference! 167It doesn’t take you time, does it?

230Tō aisē hō yā dil mē̃ kabhī-kabhī aur kōī ā jātā hai  ? 231Mātāō̃ K|kē dil mē̃ kyā hai  ?

168It isn’t that you have to wait for the song to play, for the red lights to be switched on and only then can your mind concentrate, is it?

232Aur kōī pōtrā-dhōtrā hai  ?

169You don’t have to labour, do you?

233Pōtrē-dhōtrē pyārē lagtē haĩ nā yā pōtrā bhī bāp hai tō dhōtrā bhī bāp hai  ?

170He is your Father, after all, is He not? 171He is not the Father of anyone else.

234Sab kuchh bāp kō banā diyā tō kōī yād nahī̃ āyēgā aur agar nahī̃ banāyā tō yād āyēgā isliē bāp kahtē haĩ - sarv sambandh sē yād karō . 235Achchhā  !

172If someone were not your father and someone told you that he was your father and that you have to remember him, you would not be able to remember him, would you?

236Doctors prati  : १ . sabhī doctors K|kē dil mē̃ kyā hai  ? 237Hospital tō nahī̃ hai  ?

173However, this One is your Father. 174It is never difficult to remember someone who belongs to you.

238Bāp kō dil mē̃ biṭhānā arthāt sadā kē liē anēkō̃ kō śhaphā dēnā .

175It is difficult to remember those who don’t belong to you.

239Ājkal tō doctors bhī kahtē haĩ ki davāī itnā kām nahī̃ karēgī jitnā duā karēgī .

176You remember Him with a right, or is it that you remember Him, thinking that He is God, He is so great, He is like the sun?

240Vō bhī davāiyō̃ sē dilśhikasta hō gayē haĩ .

177Remember Him with the right that everything belongs to you.

241Kyōṅki jāntē haĩ nā ki iskī result kyā hai aur kyā nikalēgī  !

178Become spiritual roses and continue to spread fragrance throughout the day.

242Isliē abhī sabkī najar duāō̃ taraph jā rahī hai .

179Fragrance is such that it also attracts even those at a distance.

243Abhī yōg exercise K|kē rūp mē̃ chārō̃ ōr baṛhtā jā rahā hai .

180Those at a distance will wonder where the fragrance is coming from.

244Abhī yōg tak āyē haĩ , sahajyōg tak ā jāyēṅgē .

181So, your spirituality will attract the world.

245Davāiyō̃ kē bajāē dūsrī taraph abhī buddhi tō gaī hai nā .

182Look, the fragrance of spirituality even attracted the people abroad to this land, did it not?

246Ākhir ṭhikānē par ā jāyēṅgē tō doctors yahī kām kartē hō nā . 247Sabkī buddhi kō ṭhikānē par lagānē vālē hō nā  ?

183The fragrance reached the lands abroad. 184Whatever work you are doing, continue to spread this fragrance with your pure thoughts.

248Achchhā hai , himmat rakhnē sē bāp key|kī madad svataḥ mil rahī hai , miltī rahēgī .

185While doing any work, check in how many directions your intellect is going.

249Jahā̃ himmat hai vahā̃ asambhav bhī sambhav hō jāyēgā . 250Sabhī asambhav kō sambhav karnē vālē hō .

186Even against your conscious wish, it goes in many directions; it does not go in just one direction.

251Jō duniyā vālē kahtē haĩ man kō ēkāgr karnā bahut muśhkil hai , asambhav bhī kah dētē haĩ aur āp kyā kahtē hō  ?

187Since it can go in other directions, you can also do service and have remembrance at the same time too, can you not?

252Āpkē liē tō second key|kī bāt hai nā . 253Bas , bābā kahā aur man ṭhikānē par pahuñchā .

188It is for a very little time that you need to engage your intellect fully in a task.

254Tō āpkē liē second kā kām hai aur unhō̃ kē liē asambhav hai . 255Kitnā antar ā gayā  ! 256Time tō nahī̃ lagtā hai  ? 257Aisē tō nahī̃ - gīt bajē , lāl battī jalē tab hī man ṭikēgā  ?

189When there is a certain type of work, such as a surgeon carrying out an essential operation, then the intellect would be fully engaged in that, but when medicine is being given or you are checking a patient, your intellect can then do other work too.

258Mēhnat tō nahī̃ karnī paṛtī  ? 259Apnā bāp hai nā .

190Since it can do that work, why can it not do this work?

260Kōī dūsrē kā bāp tō nahī̃ hai .

191The mind and intellect have a habit of spinning.

261Apnā bāp nahī̃ hō aur kōī kahē-yah āpkā bāp hai , isē yād karō tō yād nahī̃ kar sakē̃gē nā  ! 262Lēkin yah tō apnā hai .

192Whether you spin the discus of knowledge or you spin the discus of waste, there definitely is some spinning going on.

263Apnī chīz kō yād karnā kabhī muśhkil nahī̃ hōtā .

193When you spin the discus of self­realisation all other spinning ends.

264Parāyē kō yād karnā muśhkil hōtā hai .

194So all of you are co­operative in service, are you not?

265Āp tō adhikār sē yād kartē hō yā bhagvān hai , bahut baṛā hai , sūrya samān hai - aisē yād kartē hō  ?

195Those of you who don’t have any time due to your circumstances, raise your hands!

266Sab kuchh mērā hai - is adhikār sē yād karō .

196All of you can serve with your mind, can you not?

267२ . rūhānī gulāb ban sārā din khuśabu phailātē rahō .

197Service is a very good means to remain busy.

268Khuśhbū aisī chīz hōtī hai jō dūr vālō̃ kō bhī ākarṣhit kartī hai .

198The busier your keep yourself, the safer you will remain.

269Dūr sē hī sōchē̃gē - yah khuśhbū kahā̃ sē ā rahī hai . 270Tō āpkī rūhāniyat viśhva kō ākarṣhit karēgī .

199Whether you serve with your thoughts, words or deeds, definitely keep your intellect busy.

271Dēkhō , rūhāniyat key|kī khuśhbū nē dēśh sē vidēśh kō bhī ākarṣhit kiyā nā  !

200You remain busy with your hands and feet, but also keep your intellect busy.

272Vidēśh tak khuśhbū pahũchī nā  !

201Create a timetable for yourself.

273Kōī bhī kām kartē śhubh saṅkalp sē yah khuśhbū phailātē rahō .

202The more important a person is, so the timetable is fixed accordingly.

274Kōī bhī kām kartē check karō ki buddhi kitnī taraph jā rahī hai  ?

203So, you are the greatest people, are you not?

275Na chāhtē bhī anēk taraph jātī hai , ēk taraph nahī̃ hōtī .

204Search throughout the whole cycle: is there anyone greater than Brahmins?

276Tō jab aur taraph jā saktī hai tō sēvā bhī tō kar saktē hō nā , yād bhī kar saktē hō .

205Even the deities are not that. 206Even though you yourselves will become deities, that is nothing compared to this life.

277Bahut thōṛā samay hōtā hai jō full buddhi us kām mē̃ rahtī hai .

207Of all lives, Brahmin life is the most elevated. 208Achcha.

278Jō aisā kōī kām hōgā - jaisē ḍôṭarsa operation kartē haĩ , jarūrī operation hai tō full buddhi hōgī .

209Do you experience yourselves to be the ones with the greatest fortune of happiness? 210Is there anyone who is as fortunate as you?

279Bākī davāī dē rahē haĩ , dēkh rahē haĩ tō buddhi aur kām bhī kartī hai .

211What would be the sign of those whose fortune is so elevated?

280Jab vah kar saktī hai tō yah kyō̃ nahī̃ kar saktī .

212They would always remain happy.

281Man aur buddhi key|kī ādat hai - chakra lagānē key|kī .

213Those who have fortune are always full.

282Chāhē gyān kā chakra chalāō aur chāhē vyarth chalāō lēkin chakkar chaltā jarūr hai .

214When someone is clever at knowledge and study it is said that this one’s fortune is very good.

283Āp svadarśhan-chakra chalāō tō aur chakkar khatm hō jāyēṅgē . 284३ . tō sabhī sēvā mē̃ sahyōgī hō  ?

215The sign of good fortune is that they would be full in everything; they would not be weak; they would be brave.

285Jisē samay nahī̃ miltā , circumstance haĩ - vah hāth uṭhāō .

216So, all of you are fortunate, are you not?

286Mansā sēvā tō sab kar saktē hō nā  ?

217Songs of happiness are constantly playing.

287Busy rahnē kē liē sēvā bahut achchhā sādhan hai . 288Jitnā apnē kō busy rakhē̃gē utnā safe rahē̃gē . 289Chāhē mansā karō , chāhē vāchā karō , chāhē karmaṇā karō lēkin buddhi sē busy jarūr rahō .

218On the path of devotion, it is said: The limitless mantra should constantly resonate, and so they make so much effort to listen to and to retain the limitless mantra. 219What effort did all of you make?

290Hāth-pā̃v sē tō rahtē hō lēkin buddhi sē busy rahō .

220Songs of happiness are constantly playing automatically.

291Apnā time-table banāō .

221They never end.

292Jitnā baṛā ādmī utnā time-table fix hōtā hai .

222No matter how long a song you compose, it will still end.

293Tō āp baṛē-tē-baṛē ādmī hō nā  ! 294Sārē kalp mē̃ ḍhū̃ṛhakar K|kē āō - brāhmaṇō̃ sē baṛā kōī hai  !

223If it continues playing automatically the battery will finish or the record player will get heated.

295Dēvtāyē̃ bhī nahī̃ haĩ .

224Does your battery ever finish?

296Chāhē āp hī dēvtā banē̃gē lēkin is jīvan kē āgē vah bhī kuchh nahī̃ hai .

225The song is imperishable and this is why it is limitless, that is, it has no end.

297Jīvan hai tō brāhmaṇ jīvan ati śhrēṣhṭh hai . 298Achchhā .

226So, does the limitless song play or do you have to play it?

299४ . apnē kō baṛē-tē-baṛā khuśhnasīb anubhav kartē hō  ?

227What other work do you have anyway? 228Sing and dance!

300Āp jaisā khuśhnasīb aur kōī hai  ?

229After all, what is having yoga?

301Jiskā nasīb arthāt bhāgya itnā śhrēṣhṭh hai uskī niśhānī kyā hōgī  ? 302Sadā khuśh rahē̃gē . 303Nasīb vālā sadā sampann hōtā hai .

230It is just dancing in happiness, is it not? 231You sing the Father’s praise, you dance in happiness; what else do you do?

304Kōī vidyā mē̃ , paṛhāī mē̃ hōśhiyār hōtā hai tō kahtē haĩ iskā nasīb bahut achchhā hai .

232Only in this is there service, only in this is there yoga, only in this is there knowledge and dharna.

305Achchhē nasīb key|kī niśhānī - vah her|har bāt mē̃ sampann hōgā , kamzōr nahī̃ hōgā , bahādur hōgā .

233Sing and dance, and eat Brahma bhojan. 234When you have offered bhog, it becomes Brahma bhojan, does it not?

306Tō āp sabhī khuśhnasīb hō nā  ! 307Sadā khuśhī K|kē gīt bajtē rahtē haĩ . 308Jaisē bhakti mārg mē̃ kahtē haĩ - ‘ anahad ' śhabda chaltā rahē tō anahad śhabda sunnē kē liē , chalānē kē liē kitnī mēhnat kartē haĩ , āp lōgō̃ nē kyā mēhnat key|kī  ?

235If you eat without offering bhog and without remembrance, then it is ordinary food, and there won’t be any strength received. 236Your stomach will become full through that, but the soul will not receive any power.

309Sadā khuśhī K|kē gīt svataḥ bajtē rahtē haĩ , yah kabhī khatm nahī̃ hōtē .

237So, what do you have to do? 238Eat, dance and sing. 239You have been liberated from making effort.

310Vah kitnā bhī baṛā gīt banāō tō bhī band hō jāyēgā . 311Automatic bhī hōgā tō bhī battery khatm hō jāyēgī .

240Otherwise, people have to make so much effort: they do pranayama (breathing exercises), they continue to look at the one idol, they stop their mind.

312Jyādā time chalāyēṅgē tō battery khatm hō jāyēgī yā garm hō jāyēgī aur āpkī battery kabhī khatm hōtī hai  ?

241They are made to make so much effort. 242You simply directed your mind to the Father, that was all.

313Avināśhī gīt hai , isīliē anahad hai arthāt had nahī̃ hai .

243You made your mind busy in that. 244You made your mind pure, you did not suppress it.

314Tō anahad gīt bajtā hai yā bajānā paṛtā hai  ? 315Aur kām hī kyā hai  !

245Now, your mind has elevated thoughts and it is therefore a pure mind.

316Gāō aur nāchō . 317Yōg lagānā bhī kyā hai  !

246The wandering of the mind has stopped.

318Khuśhī mē̃ nāchnā hī tō hai nā .

247Until you find a destination, you keep on wandering.

319Bāp key|kī mahimā gātē hō , khuśhī mē̃ nāchtē hō aur kyā kartē hō  !

248Once you have found your destination, why would you wander?

320Isī mē̃ hī sēvā hai , isī mē̃ hī yōg hai , isī mē̃ hī gyān vā dhārṇā hai .

249If someone wanders even after finding the destination, it would be said that his brain is not OK.

321Nāchō aur gāō , brahmā-bhōjan khāō .

250Your brain has become broad and unlimited.

322Jab bhōg lagāyā tō brahmā-bhōjan hō gayā nā .

251You have become far­sighted and broad­minded.

323Agar bhōg lagākar , yād karkē nahī̃ khāyā tō sādhāraṇ khānā hō gayā , ussē tākat nahī̃ āyēgī , ussē sirph pēṭ bharēgā lēkin ātmā mē̃ śhakti nahī̃ āyēgī .

252Your intellect has become so unlimited that you know all three aspects of time: the beginning, middle and end and the past, present and future.

324Tō kyā karnā hai  ? 325Khāō , nāchō aur gāō .

253So always remember this: You are fortunate.

326Mēhnat sē chhuṛā diyā hai nā  !

254Never become weak.

327Nahī̃ tō kitnī mēhnat kartē - prāṇāyām chaṛhāō , ēk hī mūrti kō dēkhtē rahō , man kō aman karō .

255Become one who performs wonders. 256You remained weak for half the cycle. 257Why should you remain weak now?

328Kitnī mēhnat karātē haĩ , āp lōgō̃ nē man kō bāp key|kī taraph lagā diyā , bas , busy kar diyā . 329Man kō suman banā diyā , daman nahī̃ kiyā .

258Whatever thoughts you have, words you speak and actions you perform, check that they are a wonder and not a weakness.

330Abhī āpkā man śhrēṣhṭh saṅkalp kartā hai , isīliē ‘ su-man ' hai .

259Let wonders be experienced through every thought and word. 260Achcha.

331Man kā bhaṭaknā band hō gayā . 332Jab tak ṭhikānā nahī̃ hōtā hai tō bhaṭaknā hōtā hai .

261Blessing: May you be a master sun of knowledge who burns the impure thoughts and attitudes of all souls.

333Ṭhikānē kā mālūm hō phir kaun bhaṭakēgā  ! 334Agar phir bhī bhaṭakē tō kahēṅgē-isakā dimāg ṭhīk nahī̃ hai . 335Āpkā dimāg tō viśhāl hō gayā . 336Dūrāndēśhī , viśhāl hō gayē .

262Just as the sun destroys all rubbish and germs with its rays, in the same way, when you become master suns of knowledge and look at impure souls, their impure thoughts and impure attitude and vision will then be destroyed.

337Itnī viśhāl buddhi haĩ jō ādimadh y-anta , past , present , future - tīnō̃ kālō̃ kō jāntē hō .

263Impure thoughts cannot attack purifier souls. 264Impure souls will surrender themselves to those who are purifiers.

338Tō sadā yahī yād rakhnā ki khuśhnasīb haĩ , kabhī kamzōr nahī̃ bannā hai , kamāl karnē vālā bannā hai . 339Ādhākalp tō kamzōr rahē .

265For this, become a might house, that is, always remain stable in the stage of being a master sun of knowledge.

340Abhī kamzōr kyō̃ rahē̃  ! 341Tō jō bhī saṅkalp chalē̃ , bōl nikalē yā kōī bhī karma hō tō check karō - kamāl kā hai , kamzōrī kā tō nahī̃  ?

266Slogan: To create an impact of a yogi life through your being an embodiment of dharna is a very great service.

342Her|har saṅkalp , bōl mē̃ kamāl anubhav hō . 343Achchhā .

267* * * O MS H A N T I * * *