बुधवार 10 जनवरी 1990 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 110-01-90 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban
0> > 10-01-90 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
2Hōlīhans key|kī viśēṣatāai
1THE SPECIALITIES OF HOLY SWANS
3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlē - 4Āj sarv bachchō̃ kō viśhēṣh ātmā banānē vālē bāpdādā har ēk hōlīhans key|kī viśhēṣhtā dēkh rahē haĩ .
2Today BapDada, the One who makes all souls special, is seeing the specialities of each holy swan. 3A swan has the special powers of discernment and recognition.
5Jaisē hans key|kī nirṇay-śakti aur parakhnē key|kī śhakti viśhēṣh hōtī hai . 6Isliē grahaṇ karnē key|kī śhakti bhī viśhēṣh hai jō mōtī aur kaṅkaṛ dōnō̃ kō parakhtā hai aur phir nirṇay kartā hai , uskē bād mōtī grahaṇ kartā hai , kaṅkaṛ-patthar chhōṛ dētā hai .
4Therefore, it also has the special power of being able to imbibe, and so is able to recognise both the stone and the pearl. 5It then discriminates between the two and imbibes the pearl. 6It sets aside the pebbles, the stones.
7Tō parakhnā , nirṇay karnā aur grahaṇ karnā arthāt dhāraṇ karnā - tīnō̃ śhaktiyō key|kī viśhēṣhtā K|kē kāraṇ saṅgamyugī sarasvatī mā̃ key|kī savārī hans dikhāyā hai .
7Because of having the specialities of all three powers the powers to recognise, to decide and to adopt, that is, to imbibe, the confluenceaged mother Saraswati has been shown riding a swan.
8Tō ēk sarasvatī mā̃ kā yādgār nahī̃ lēkin mā̃ samān bannē vālī jñān-vīṇā vādinī āp sabhī hō .
8It is not a memorial of just the mother Saraswati, but all of you are also the ones who become like the mother and play the veena (musical instrument) of knowledge.
9Is gyān kō dhāraṇ karnē kē liē bhī vah tīnō̃ viśēṣatāē̃ ati āvaśhyak hai .
9In order to imbibe this knowledge, all of these three specialities are very essential.
10Āp sabhī nē brāhmaṇ-jīvan dhāraṇ kartē hī gyān dvārā , vivēk dvārā pahlē parakhnē key|kī śhakti K|kē ādhār kō pahchānā , apanē-āpakō pahchānā , samay kō pahchānā , apnē brāhmaṇ parivār kō pahchānā , apnē śhrēṣhṭh karttavya kō pahchānā .
10When all of you adopted the Brahmin life you first had recognition on the basis of the power of recognition through knowledge and through your understanding: you recognized yourself, the time, your Brahmin family and your elevated task.
11Iskē bād nirṇay kiyā , tab hī brāhmaṇ-jīvan dhāraṇ kī .
11Only after having discerned this did you adopt the Brahmin life.
12Yah vahī kalp pahlē vālā bēhad kā bāp hai , param-ātmā hai , maĩ bhī vahī kalp vālī śhrēṣhṭh ātmā hū̃ , adhikārī ātmā hū̃ - is parakhnē kē bād nirṇay kiyā .
12You discerned that this is the same unlimited Father, the Supreme Soul of the previous cycle, and of your being an elevated soul of the previous cycle, a soul who has a right. 13After discerning this you took a decision.
13Binā bāp kō parakhnē K|kē nirṇay nahī̃ kar saktē .
14Without recognising the Father, you are not able to decide.
14Kaī ātmāē̃ abhī tak bhī sambandh-samparka mē̃ hai , bahut achchhā , bahut achchhā kahtī rahtī hai lēkin paramātma pahchān vā parakhnē key|kī śhakti na hōnē kāraṇ nirṇay nahī̃ kar saktē ki kyā bannā hai vā kyā karnā hai .
15Some souls who are still in relationship and contact, continue to say, “This is very good, this is very good”, but because they neither have the recognition of God nor the power of discernment, they are unable to decide what they have to become and what they have to do.
15Isliē brāhmaṇ-jīvan dhāraṇ nahī̃ kar saktē .
16This is why they are unable to adopt the Brahmin life.
16Sahajyōgī bantē hai lēkin sahaj yōgī jīvan nahī̃ banā saktē . 17Kyōṅki dōnō̃ śhaktiyā̃ nahī̃ hai , isliē hōlīhans nahī̃ ban saktē .
17They become co operative but they are unable to create an easy yogi life because they do not have the two powers that have just been mentioned.
18Pavitratā rūpī mōtī aur apavitratā rūpī kaṅkaṛ - dōnō̃ kō alag nahī̃ samajhtē tō pavitratā kō grahaṇ karnē key|kī śhakti nahī̃ ā saktī .
18This is why they are unable to become holy swans. 19They do not consider purity, the form of pearls, to be distinct from impurity, the form of pebbles, and this is why they are unable to have the power to imbibe purity.
19Tō hōlīhans key|kī viśhēṣhtā hai - pahlī śhakti ' parakhnā ' arthāt pahchānnā .
20So, the speciality of holy swans is firstly to have the power of discernment, that is, of recognition.
20Āp hōlī|holy hãsō mē̃ yah dōnō̃ śhaktiyā̃ hai nā ?
21Do all of you holy swans have both these powers?
21Kyōṅki bāp kō pahchānā , apanē-āpakō bhī pahchānā , nirṇay bhī ṭhīk kiyā tab tō brāhmaṇ banē aur chal rahē hō .
22You have recognized Baba, you have recognized yourself and you have taken an accurate decision, and this is why you have become Brahmins and are moving forward.
22Is bāt mē̃ tō sab pakkē pās|pass hō .
23All of you have definitely passed in this.
23Lēkin jō sēvā kartē hō aur karma mē̃ ātē hō , sārē din key|kī dincharyā mē̃ jō karma kartē hō , sambandh-sampark mē̃ ātē hō , usmē̃ saphaltāpūrvak her|har karma rahē vā her|har samparka vālī ātmā K|kē sambandh mē̃ ānē mē̃ sadā saphaltā rahē .
24However, there should be the experience of success in every action in the service you do and the actions you perform, in the actions of your whole timetable throughout the day and when you come into relationship and connection. 25The souls who come into connection should experience success in the relationship with you.
24Her|har prakār key|kī sēvā mansā-vāchā-karmaṇā - tīnō̃ mē̃ sadā saphaltā anubhav hō , uskā bhī ādhār ' parakhnē key|kī śhakti ' aur nirṇay karnē key|kī śhakti ' hai .
26There should constantly be the experience of success in every type of service you do, whether it is through the mind, words or actions. 27The basis of this is the powers of discernment and decisionmaking.
25Ismē̃ full pass hō ?
28Have you fully passed in this?
26Sēvā key|kī saphaltā vā samparka mē̃ saphaltā sadā na hōnē kā kāraṇ check karō - tō kārya kō , vyakti kō , ātmā kō parakhnē key|kī śhakti mē̃ antar paṛ jātā hai .
29Check the reasons for not being constantly successful in service and relationships. 30So, there is a difference in having the power to discern the task, the person and the soul.
27Jis ātmā kō jis samay jis vidhipūrvak sahyōg chāhiē vā śhikṣhā chāhiē , snēh chāhiē , us samay agar parakhnē key|kī śhakti tīvr hai tō avaśhya sambandh mē̃ saphaltā prāpt hōgī .
31If your power of discernment is sharp at the time when a soul needs cooperation in a certain way, or if he needs certain instructions or he needs love, you would definitely be able to achieve success in that relationship.
28Lēkin hōtā kyā hai jis ātmā kō jō sahyōg vā vidhi us samay chāhiē vō na dēkar vā na parakhnē kāraṇ apnē ḍhaṅg sē uskō sahyōg dētē hō vā vidhi apnātē hō , isliē santuṣhṭatā key|kī saphaltā nahī̃ hōtī .
32However, what happens is that because you neither discern nor give the type of cooperation or the method needed at that time, but you give him cooperation according to your own way or you adopt your own method, there isn't success in the form of contentment.
29Jaisē śhārīrik bīmārī kō parakhnē key|kī doctor kō vidhi na āyē tō kyā hōtā hai ?
33For instance, what happens when a doctor doesn't know the way to diagnose your physical illness?
30Ṭhīk hōnē kē bajāē ēk sē anēk rōg aur paidā hō jātē hai .
34Instead of your getting well, there are many more illnesses created from that one illness.
31Pēśēṇṭ kō santuṣhṭatā key|kī saphaltā nahī̃ miltī .
35The patient does not receive the success in the form of contentment.
32Jiskō sādhāraṇ śabdō mē̃ bāpdādā kahtē hai ki har ēk key|kī nabz kō pahchānō . 33Chalnā aur chalānā bhī jarūrī hai .
36In simple words, BapDada says: Recognise each one's pulse. 37It is necessary for you to move along and make others move along too.
34Tō kyā karnā paṛēgā ?
38What will you have to do?
35Pahchānnē arthāt parakhnē key|kī śhakti kō tīvr karnā paṛē .
39You have to increase the power to recognise, that is, the power to discern.
36Ismē̃ antar jātā hai jiskō āp sādhāraṇ bhāṣhā mē̃ kahtē hō - handling kā phark . 37Kahtē hō nā - inkī handling purānī hai , inkī naī hai … .
40There is a difference in this. 41In simple words, you say that there is a difference in the handling: This one's handling is the old way, that one's handling is the new way.
38Yah antar kyō̃ paṛā ?
42Why is there this difference?
39Kyōṅki her|har samay her|har ātmā aur her|har kārya kō parakhnē key|kī śhakti chāhiē .
43It is because you need to have the power to discern each soul and each task at every moment.
40Total parakhnē key|kī śhakti ā gaī hai lēkin vistār sē aur bēhad key|kī parakhnē key|kī śhakti key|kī āvaśhyaktā hai - us samay ātmā key|kī grahaṇ śhakti kitnī hai , vāyumaṇḍal kyā hai aur us ātmā key|kī sunnē vā śhikṣhā lēnē key|kī mood|mūḍ kaisī hai … .
44On the whole, you have the power to discern, but there is still a need for detailed and unlimited power of discernment. 45How much power to imbibe does the soul have at that moment? 46What is the atmosphere like? 47What is the mood of the soul when listening or taking instructions?
41Jaisē kōī kamzōr śharīr vālā hō aur uskō jyādā-sē-jyādā tākat kā injection dē dētē tō kyā hālat hōtī ? 42Pēśēṇṭ K|kē bajāyē pēśē̃s hō jātā hai , heartfail hō jāyēgā , śhānti mē̃ chalā jātā .
48If someone who has a weak body is given an injection of maximum strength, what would happen? 49Instead of being a patient, he would become 'patience' (state of stillness); the heart would fail, would it not? 50He would go into silence.
43Aisē agar sambandh mē̃ ānē vālī ātmā kamzōr hai , ātmā mē̃ himmat nahī̃ hai lēkin āp uskō śhikṣhā kā dose dētē jāō , uskā mood|mūḍ , samay , vāyumaṇḍal parakh na sakē tō result kyā hōtī ?
51Similarly, if a soul who comes into relationship with you is weak, if that soul doesn’t have courage at that time, and you keep giving a dose of teachings, if you have not been able to discern that soul's mood, the time and the atmosphere, what would the result be?
44Ēk tō dilśhikasta hō jātā aur śhakti na hōnē kāraṇ grahaṇ nahī̃ kar saktā , aur hī jidda aur siddha karnē mē̃ uchhaltā hai .
52Firstly, he would lose hope, and because he does not have any power, he would not be able to imbibe anything. 53Instead, he would be in a turmoil of stubbornness and trying to prove himself right.
45Āpnē tō achchhī bhāvnā sē kiyā lēkin saphaltā na milnē kā kāraṇ parakhnē aur nirṇay karnē key|kī śhakti cum|kam hai , isliē saphaltāmūrt bannē mē̃ percentage hō jātī .
54Whatever you did, you did with good intentions, but the reason for a lack of success is the lack of powers of discerning and judging. 55This is why there is a percentage in becoming an embodiment of success.
46Tō sārē din K|kē karma aur samay mē̃ parakhnē key|kī śhakti key|kī āvaśhyaktā huī nā .
56In actions and in relationships throughout the day, there is a need for the power of discernment, is there not?
47Isliē śhikṣhā bhal dō lēkin sab bātō̃ kō parakhkar phir kadam uṭhāō .
57By all means give teachings, but only take that step after having discerned all that you have been told.
48Aisē hī sēvā K|kē kṣhētra mē̃ bhī agar ātmāō̃ key|kī āvaśhyaktā aur ichchhā parakhnē K|kē binā kitnā bhī achchhā gyān dē dō , kitnī bhī mēhnat kar lō lēkin saphaltā nahī̃ hōgī .
58Therefore, on the field of service, if you do not discern the other soul's desires and needs, no matter how much clear knowledge you give, no matter how much effort you make on that soul, there will not be success.
49' achchhā-achchhā ' kahnā tō ēk rīti-rasam hō gaī hai kyōṅki āp kōī burī bāt tō kahtē bhī nahī̃ hō .
59It has also become a custom to say, 'Achcha, achcha' (it is good, it is good), because you do not say anything bad anyway.
50Lēkin jō saphaltā kā lakṣhya rakhtē hō , usmē̃ samīp anubhav karō , uskē liē parakhnē key|kī śhakti ati āvaśhyak hai .
60In order to experience closeness to your aim of having success, the power of discernment is extremely necessary.
51Jaisē kōī mukti kā ichchhuk hai aur uskō āp jīvan mukti aur mukti - dōnō̃ bhī dē dō lēkin vah ruchi nahī̃ rakhēgā .
61If someone has a desire to claim liberation and you give him both, that is, liberation and liberationinlife, he will not have that much interest.
52Pānī K|kē pyāsē kō ३६ prakār kā bhōjan dē dō lēkin vah santuṣhṭ pānī key|kī bū̃d sē hī hōgā , na ki bhōjan sē .
62You can give 36 varieties of food to someone who is thirsty, but he will only be satisfied with just a drop of water, not with the food.
53Tō mukti K|kē ichchhuk kō agar uskō mukti kē bārē mē̃ spaṣhṭīkaraṇ dēgē tō uskī ichchhā bhī baṛhēgī aur jīvanmukti mē̃ parivartan bhī hō jāyēṅgē .
63So, if you discern those who have a desire for liberation and you give them clarification about liberation, then their desire will increase and it might even change into liberationinlife.
54Kiskō dhārṇā key|kī bātē sunnā achchhā lagtā hai , uskō āp kalp ५००० varṣh kā vā gītā kā bhagvān kaun - yah batānā śhurū kar dō tō aur hī interest khatm hō jāyēgā .
64Some like to listen to things of dharna; if you start telling them about the duration of the cycle being 5000 years or about the God of the Gita, their interest will end.
55Isliē sēvā mē̃ bhī ātmā key|kī sthiti vā uskī āsthā kyā hai - uskō parakhnā āvaśhyak hai .
65Therefore, the basis of success in service is the need to discern the stage and interest of the soul. 66It is necessary to discern this.
56Tō sēvā mē̃ saphaltā kā ādhār kis śhakti huā ?
67So, on the basis of which power is there success in service?
57Parakhnē key|kī śhakti chāhiē .
68You need the power to discern.
58Chāhē agyānī ātmāō̃ key|kī sēvā , chāhē sēvā-sāthiyō̃ key|kī sēvā - dōnō̃ mē̃ saphaltā kā ādhār ēk hī hai .
69Whether you are serving souls without this knowledge or your service companions, the basis of success in serving both is the same.
59Tō hōlīhans key|kī viśhēṣhtā - sabsē pahlē parakhnē key|kī śhakti kō baṛhāō .
70So, first of all, increase the power to discern, the speciality of a holy swan.
60Parakhnē key|kī śhakti yathārth hai , śhrēṣhṭh hai tō nirṇay bhī yathārth hōgā aur āp jiskō jō dēnā chāhtē hai vah usmē̃ grahaṇ karnē key|kī śhakti svataḥ hī hōgī . 61Aur kyā ban jāyēṅgē ?
71If your power to discern is accurate and elevated, your decision will also be accurate. 72And whatever you wish to give anyone, that soul will automatically have the power to imbibe it.
62Number one saphaltāmūrt .
73So, what will you become?
63Tō chāhē sēvā mē̃ , chāhē sambandh mē̃ lakṣhya kō prāpt karnē kē liē is lakṣhaṇ kō dhāraṇ karō . 64Tō sārē din mē̃ yah check karō - sārē din key|kī dincharyā mē̃ parakhnē key|kī śhakti kahā̃ tak yathārth huī aur kahā̃ karēkśan-ēḍīśan karnē key|kī āvaśhyaktā rahī ? 65Karnē kē bād correction apanē-āp hōtī jarūr hai kyōṅki divya buddhi kā vardān sabkō milā huā hai . 66Chāhē samasyā K|kē vaśh vā samay sē , paristhiti K|kē vaśh vā kōī ātmāō̃ K|kē saṅg K|kē vaśh vā māyā dvārā manmat K|kē vaśh , us samay hō jātē haĩ lēkin samay , paristhiti , saṅg kā prabhāv , manmat kā prabhāv jab halkā hō jātā hai , phir divy-buddhi apnā kām kartī hai , jiskō āp lōg kahtē hō ' jōśh sē hōśh ' mē̃ ā gayē .
74A number one embodiment of success.
67Phir mahsūs hōtā hai ki yah correction vā addition hōnī chāhiē thī vā karnī hai .
75So, whether in service or in relationships, in order to achieve your aim, adopt this characteristic.
68Lēkin register mē̃ vā karmō̃ K|kē hisāb K|kē kitāb mē̃ dāg nahī̃ , lēkin bindī tō paṛ gaī , bilkul sāph tō nahī̃ rahā nā .
76Check throughout the day: to what extent was the power of discernment accurate in the timetable of the whole day? 77And, where was there a need for correction and addition?
69Isliē kahā jatā hai - ' karmō̃ key|kī līlā ati guhya hai . 70Teachers tō karmō̃ key|kī līlā kō achchhī rīti jān gaī hai nā .
78After doing that, there definitely is automatic correction because everyone has definitely received the blessing of a divine intellect.
71Teachers sārā din kyā gīt gātī hai ki vāh mērē śhrēṣhṭh karmō̃ key|kī līlā ' karmō̃ key|kī gahan gati key|kī līlā nahī̃ , śhrēṣhṭh karmō̃ key|kī līlā . 72Duniyā vālē tō her|har karma mē̃ , her|har kadam mē̃ karmō̃ kō hī kūṭtē rahtē haĩ ki ' hāy mērē karma !
79If you are under the influence of any circumstance or situation according to the time, under the influence of the company of any soul, or under the influence of the dictates of your own mind due to Maya, you are at that time under many external influences.
73' āp kahē̃gē - ' vāh śhrēṣhṭh karma ' ! 74Ab yah āgē baṛhō ki sadā vāh śhrēṣhṭh karma ' hō , sādhāraṇ karma nahī̃ .
80However, when the influences of the time, circumstances, company or the dictates of the mind become light, the divine intellect then does its own work.
75Karmō̃ kō kūṭnā tō khatm hō gayā lēkin śhrēṣhṭh karma hō ismē̃ underline karnā .
81You people call this becoming aware after having had feelings filled with force.
76Agar mix karma hai - sādhāraṇ bhī hai , śhrēṣhṭh bhī hai tō saphaltā bhī mix hō jātī hai .
82Then there is the feeling that you should have done this correction or addition or that you have to do it.
77Abhī viśhēṣh attention yah dēnā hai ki sādhāraṇtā kō viśhēṣhtā mē̃ parivartan karō .
83OK, there is no mark in the register or the account book of karma, but there is a spot (dot).
78Is par bhī kabhī sunāyēṅgē ki bāpdādā har ēk key|kī rōz key|kī dincharyā mē̃ kyā-kyā dēkhtē hai .
84It is no longer completely clean, is it? 85This is why it is said that the philosophy of action is extremely deep.
79Sādhāraṇtā kitnī hai aur viśhēṣhtā kitnī - yah result dēkhtē rahtē hai .
86You teachers know the wonderful game of karma very well, do you not?
80Bāpdādā kē pās dēkhnē K|kē sādhan itnē hai jō ēk hī samay dēśh-vidēśh K|kē sabhī bachchō̃ kō dēkh saktē hai .
87What song do teachers sing throughout the day? 88You sing the song: Wah, the wonder of my elevated karma!
81Alag-alag dēkhnē key|kī āvaśhyaktā nahī̃ , ५ minute mē̃ sabkā patā lag jātā .
89It is not the song of the deep philosophy of karma, it is the wonder of elevated karma.
82Bachchō̃ K|kē vāh-vāh ' K|kē gīt bhī gātē hai , sāth-sāth samān bannē key|kī aim|M|am sē check bhī kartē haĩ .
90There, people of the world repent their every action at every step, saying, 'Hai karma, hai karma' (suffering of action.)
83Sunāyā thā nā ki bāp K|kē snēh vā bāp key|kī pahchān - ismē̃ tō sab pās|pass hō aur kabhī-kabhī tō kamāl K|kē kām bhī kartē hō .
91And what will you say: Wah, the elevated karma! 92Now, simply move forward in this and let it constantly be: 'Wah, the elevated karma’, not ordinary action.
84Achchhī kamāl hai , na ki dhamāl vālī kamāl . 85Kōī-kōī bachchē dhamāl key|kī bhī kamāl kartē haĩ nā !
93You have stopped repenting for actions, but you now have to underline performing elevated actions.
86Hōtī dhamāl hai lēkin kahtē haĩ - yah tō hamārī kamāl hai . 87Isliē bāpdādā kahtē - parakhnē key|kī śhakti kō baḍhāō .
94If there are mixed actions, ordinary as well as elevated, then the success is also mixed.
88Apnē karmō̃ kō bhī parakh sakēgē̃ aur dūsrō̃ K|kē karmō̃ kō bhī yathārth parakh sakē̃gē .
95The special attention you now have to pay is to transform the ordinary into something special.
89Ulṭē kō sulṭā nahī̃ kahē̃gē . 90Vah parakhnē key|kī śhakti key|kī kamī hai .
96BapDada will speak at some other time about what He sees in each one’s daily timetable.
91Aur sadā ēk bāt yād rakhō , sabkē liē kah rahē haĩ - kabhī bhī kōī aisā vyarth vā sādhāraṇ karma kartē hō aur apanē-āpakō pahchān nahī̃ saktē hō ki yah right hai vā wrong hai , tō jab aisī paristhiti ātī hai , vaśhībhūt hō jātē hai us samay aisī paristhiti mē̃ siddhi kō prāpt karnē key|kī śhrēṣhṭh vidhi kyā hai ? 92Kyōṅki us samay apnī buddhi tō vaśhībhūt hai . 93Right kō bhī wrong samajhtē hō , wrong kō wrong nahī̃ samajhtē hō , right samajhtē hō . 94Phir jidda karē̃gē yā siddh karē̃gē .
97To what extent is there just the ordinary and to what extent is there the speciality?
95Yah niśhānī hai vaśhībhūt buddhi key|kī .
98He continues to see this result.
96Aisē samay par sadaiv ēk bāpdādā key|kī śhrēṣhṭh mat yād rakhō ki jinhō̃ kō bāp nē nimitt banāyā hai vah nimitt ātmāē̃ jō direction dētī hai , uskō mahatva dēnā chāhiē .
99BapDada has so many instruments that He is able to see all the children of this land and abroad at the same time. 100There is no need to see them all separately. 101He can know about everyone in 5 minutes.
97Us samay yah nahī̃ sōchō key|kī nimitt banē huē śhāyad kōī K|kē kahnē sē kah rahē hai . 98Ismē̃ dhōkhā khā lētē hō .
102He sings the songs of wonder of the children, and, together with that, He also checks it against your aim of becoming the same as He is.
99Nimitt banē huē śhrēṣhṭh ātmāō̃ dvārā jō śhikṣhā vā direction miltē hai .
103You have also heard previously that all of you have passed in having love for the Father and in recognising the Father.
100Uskō us samay mahatva dēnē sē agar kōī burī bāt bhī hōgī tō āp jimmēvār nahī̃ . 101Jaisē brahmā bāp kē liē sadā kahtē haĩ ki agar brahmā dvārā kōī galatī|galtī bhī hōgī tō vah galatī|galtī bhī badal K|kē āpkē prati sahī hō jāyēṅgī . 102Tō aisē nimitt banī huī ātmāō̃ prati kabhī bhī yah vyarth saṅkalp nahī̃ uṭhnā chāhiē . 103Mānō kōī aisā phaislā bhī dē dētē haĩ jō āpkō ṭhīk nahī̃ lagtā hai .
104And, sometimes, you even perform tasks of wonder (kamaal)!
104Lēkin āp usmē̃ jimmēvār nahī̃ hai . 105Āpkā pāp nahī̃ banēgā .
105You perform good wonders, not wonders with chaos (dhamaal).
106Āpkā kām ṭhīk hō jāyēgā .
106Some children perform wonders of chaos.
107Kyōṅki bāp baiṭhā hai . 108Bāp , pāp kō badal lēgā .
107It is chaos, but they say: No, this is our wonder.
109Yah guhya rahasya hai . 110Gupta machinery hai .
108This is why BapDada says: Increase your power to discern.
111Isliē nimitt banī huī śhrēṣhṭh ātmāō̃ K|kē śhrēṣhṭh direction kō mahatva sē kārya mē̃ lagāō .
109You will then be able to discern your actions and also discern the actions of others accurately.
112Ismē̃ āpkā phāydā hai , nuksān bhī badalkar phāydē mē̃ hō jāyēṅgā .
110You will then not say that wrong is right.
113Yah bāp key|kī gāraṇṭī hai . 114Samjhā ?
111This is a lack of the power to discern.
115Isliē sunāyā ki karmō̃ key|kī līlā baṛī vichitr hai . 116Bāp jimmēvār hai . 117Jinkō nimitt banāyā hai uskā bhī jimmēvār bāp hai . 118Āpkē pāp kō badalnē kā bhī jimmēvār hai .
112And always remember one thing; Baba is saying this to everyone: Sometimes, some of you perform a wasteful or ordinary action and you are unable to discern for yourself whether that was right or wrong.
119Aisē hī nimitt nahī̃ banāyā hai , sōch-samajh K|kē drama K|kē lô-mujīb nimitt banāyā gayā hai . 120Samjhā ? 121Teachers kō achchhā lagtā hai nā .
113When such a situation arises, that is, when you are under an external influence, what is the elevated method to attain success in that situation?
122Inmē̃ phāydā hai , bōjhā halkā hō gayā . 123Kōī bhī bāt āyēgī tō kahē̃gē nimitt banē huē baṛē jānē .
114When you perform such an action, your intellect is under an influence at that time, and that is why you consider that which is wrong to be right.
124Halkē hō gayē nā . 125Lēkin sirph kahnē mātra nahī̃ , samajhanē-mātra , snēh-mātra , svamān-mātra hō . 126In guhya bātō̃ kō bāp jānē aur jō samajhdār bachchē hai vah jānē̃ .
115You do not understand wrong to be wrong but you understand it to be right. 116Then you become stubborn or try to prove something; this is an indication of an intellect that is under an external influence.
127Nimitt banī huī ātmāō̃ kē liē kuchh bhī kahnā arthāt bāp kē liē kahnā .
117At such times, constantly remember the elevated instructions of one BapDada.
128Nimitt bāp nē banāyā hai nā . 129Bāp sē jyādā āpkō parakhnē key|kī śhakti hai ?
118You must give importance to the directions given by the souls BapDada has made His instruments.
130Bāpdādā kā ati snēh sabhī bachchō̃ sē hai . 131Aisē nahī̃ ki nimitt banē huē sē hī pyār hai .
119At that time, do not think that those who are instruments are saying something to you because someone has told them something.
132Dūsrō̃ sē nahī̃ hai .
120You become deceived by that.
133Yah bhī pyār K|kē kāraṇ hī direction dētē hai . 134Pyār nahī̃ hōtā tō kahtē - jaisē chal rahē haĩ , chaltē rahē̃ . 135Jab itnī himmat rakhī hai aur brāhmaṇ-jīvan mē̃ chal rahē hō , uṛ rahē hō tō chhōṭī-sī kamzōrī bhī kyō̃ rah jāē ?
121By giving importance to the teachings and directions at the time they are given to you by the elevated souls who are the instruments, even though those things might be bad, you are not responsible. 122Baba always said about Brahma Baba that if a mistake was made by Brahma, that mistake would change and be corrected for you.
136Yah hai pyār . 137Pyār vālē key|kī kamī kabhī nahī̃ dēkhī jātī hai .
123There should never be any waste thoughts about souls who have been made the instruments.
138Yah hai pyār key|kī niśhānī . 139Jissē dil kā sachchā pyār hōtā hai uskī kamī kō hamēśhā apnī kamī samajhtā hai . 140Achchhā
124If an instrument soul gives you a decision which you do not feel to be correct, you are not responsible; your sins will not increase.
141Kōī bhī kārya karō tō kabhī bhī kōī halchal K|kē vātāvaraṇ K|kē prabhāv mē̃ nahī̃ āō .
125Your work will be done accurately because the Father is there. 126He will change that sin.
142Apnā prabhāv ḍālō tō vah āpkē prabhāv mē̃ ā jāyēṅgē aur dil sē yahī nikalēgā ' saphaltā hamārā janma-siddh adhikār hai .
127This is a deep secret, incognito machinery. 128Therefore, make important use of the elevated directions given by the elevated souls who are the instruments.
143' himmat kā bahut mahattva hai .
129There is benefit in that for you.
144Kabhī kisī bāt mē̃ ghabrāō nahī̃ .
130Loss will change into benefit.
145Hajār bhujāō̃ vālē āp bhī hō .
131This is the Father’s guarantee. 132Do you understand?
146Bāp key|kī hajār bhujāē̃ āpkī bhī tō huī nā . 147Achchhā
133This is why you are told that the wonderful game is very unique.
148Bāmbē sāyan centre key|kī teachers tathā bhāiyō̃ kō dēkh bāpdādā bōlē - yah sab kārya samāpt kar pahũchē hai .
134The Father is responsible. 135The Father is also responsible for those He has made instruments. 136He is also responsible to change your sin.
149Pās|pass hōkē āyē hō ki pās-vid-ônar hōkē āyē hō ? 150Achchhā part bajāyā . 151Yah bhī snēh kā return ātmā kō prāpt hōtā hī hai .
137They have not been made instruments just like that; they have been made instruments after consideration and thought, according to the law of the drama. 138Do you understand?
152Jiskō snēh milā hai vah samay par snēh kā return jarūr kartā hai .
139The teachers like that (what Baba has said), do you not? 140There is benefit in this, is there not?
153Kaī ātmāō̃ key|kī is samay K|kē part mē̃ bhī āvaśhyaktā hai aur naī duniyā K|kē ādi mē̃ bhī āvaśhyaktā hai .
141So much of your burden is lightened. 142If anything comes up, you would say: The seniors who have been made instruments know about it.
154Tō kyā karē̃gē ?
143You become light, do you not?
155Drama tō chalnā hī hai nā ! 156Isliē jō bhī gayē haĩ vā jā rahē haĩ - viśhēṣh ātmāō̃ key|kī ādi mē̃ bhī āvaśhyaktā hai .
144However, it is not just for the sake of saying it, but it also has to be understood in this way with love and with selfrespect.
157Yah nayā caipṭar ( pāṭh ) śhurū karē̃gē nā .
145The Father and the children who are sensible know about these deep aspects.
158Yōgbal key|kī paidāiśh kā nayā caipṭar śhurū karnē kē liē kaun-sī ātmāyē̃ chāhiē ?
146To say anything about souls who are the instruments means to say that about the Father.
159Yōgī ātmāē̃ chāhiē nā !
147The Father has made them instruments, has He not?
160Nimitt bahānā kōī bhī ban jātā hai , lēkin chuktū bhī hōnā hai aur sēvā bhī hōnī hai .
148Do you have greater power to discern than the Father? 149BapDada has deep love for all you children.
161Abhī yah nahī̃ sōchnā ki kr̥iṣhṇa kō janm kaun dēgā , rādhē kō kaun janm dēgā .
150It is not that He has love only for the instruments and not for others. 151It is because of love that He gives directions.
162Is vistār mē̃ nahī̃ jānā . 163Yah kōī topic nahī̃ hai .
152If He didn't have love, He would say: Let them carry on the way they are.
164Isliē kahā ki karmō̃ key|kī līlā ' vāh-vāh ' hai , bākī janm kōī bhī dē - inmē̃ nahī̃ jānā . 165Āpkō jānā hai yā sōchnā hai ' achchhā !
153But no; since you have had so much courage and are following the Brahmin life and flying, why should there be even a small weakness?
166Chārō̃ ōr K|kē sadā parakhnē key|kī śhakti key|kī viśhēṣh ātmāō̃ kō sadā her|har karma aur sambandh mē̃ śhrēṣhṭh saphaltā prāpt karnē vālī saphaltāmūrt ātmāō̃ kō , sadā himmat aur śhubhbhāvnā aur śhubhkāmnā dvārā parivartan karnē vālī śhaktiśhālī ātmāō̃ kō sadā , ' vāh mērē śhrēṣhṭh karma ' K|kē khuśhī K|kē gīt gānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā yād-pyār aur namastē . 167Party sē avyakt bāpdādā key|kī mulākāt 168Sadā apnē kō rūp-basant anubhav kartē hō ? 169Rūp arthāt gyānī tū ātmā bhī hai aur yōgī tū ātmā bhī hai .
154This is love.
170Jis samay chāhē rūp ban jāyē̃ aur jis samay chāhē basant ban jāē̃ .
155One cannot bear to see weaknesses in someone for whom there is love. 156This is a sign of love.
171Isliē āp sabkā slōgan hai - ' yōgī banō aur pavitra banō mānā gyānī banō ' ' .
157You always consider a weakness in the one you truly love in your heart to be your own weakness. 158Achcha.
172Aurō̃ kō yah slōgan yād dilānē hai nā . 173Tō dōnō̃ sthiti second mē̃ ban saktē haĩ .
159Whatever task you perform, never become influenced by an atmosphere of upheaval.
174Aisē na hō ki bannē chāhē̃ rūp aur yād ātī rahē gyān key|kī bātē̃ . 175Second sē bhī cum|kam time mē̃ fullstop lag jāyē̃ .
160Let there be your influence, and they will then come under your influence and it will emerge in your heart that success is your birthright.
176Aisē nahī̃ - fullstop lagāō abhī aur lagē pañch minute kē bād .
161Courage is very important. 162Do not be frightened about anything.
177Isē powerful brake nahī̃ kahē̃gē .
163You are also ones with a thousand arms.
178Powerful brake kā kām hai , jahô lagāō vahī̃ lagē .
164Baba's thousand arms are also yours, are they not? 165Achcha.
179Second bhī dēr sē lagī tō accident hō jāyēgā .
166BapDada meeting brothers and teachers from the Sion Centre, Bombay:
180Fullstop arthāt brake powerful hō .
167All of you have arrived here having completed your task.
181Jahô man-buddhi kō lagānā chāhē vahā̃ lagā lē̃ . 182Yah man-buddhi-sanskār āp ātmāō̃ key|kī śhaktiyā̃ hai .
168Have you come after having passed or after having passed with honours? 169You played a good part.
183Isliē sadā vah practice kartē rahō ki jis samay , jis vidhi sē man-buddhi kō lagānā chāhtē haĩ vaisā lagtā hai yā time lag jātā hai ? 184Check kartē hō yā sārā din bīt jātā hai phir rāt kō check kartē hō ? 185Bīch-bīch mē̃ check karō . 186Jis samay bahut buddhi busy hō , us samay trial karkē dēkhō ki abhī-abhī agar buddhi kō is taraph sē haṭākar bāp key|kī taraph lagānā chāhē̃ tō second mē̃ lagtī hai ?
170A soul definitely receives the return of his love.
187Aisē tō second bhī bahut hai . 188Iskō kahtē haĩ controlling power .
171One who has received love definitely gives the return of love at a time of need.
189Jisamē controlling power nahī̃ vah ruling power K|kē adhikārī ban nahī̃ saktē . 190Svarājya K|kē hisāb sē abhī bhī ruler ( śāsak ) hō .
172There is a need for some souls to play their part at this time and there are also some who are needed at the beginning of the new world.
191Svarājya milā hai nā !
173What will you do?
192Aisē nahī̃ ā̃kh kō kahō yah dēkhō aur vah dēkhē kuchh aur , kān kō kahō ki yah nahī̃ sunō aur suntē hī rahē .
174The drama has to move on, does it not? 175Therefore, there is a need at the beginning for those special souls those who have gone or are going.
193Iskō controlling power nahī̃ kahtē .
176A new chapter will now begin, will it not?
194Kabhī kōī kamēnndriy dhōkhā na dē̃ - iskō kahtē haĩ - ' svarājya .
177Which souls are needed to begin the new chapter for reproduction through yogapower?
195' tō rāj chalānē ānā hai nā ?
178Yogi souls are needed, are they not?
196Agar rājā kō prajā mānē nahī̃ tō usē nām kā rājā kahē̃gē yā kām kā ? 197Ātmā kā anādi svarūp hī rājā kā hai , mālik kā hai .
179Anything may become the excuse, but settlement has to take place and service too has to take place.
198Yah tō pīchhē partantra ban gaī hai lēkin ādi aur anādi svarūp svatantr hai .
180Now do not think about who will give birth to Krishna and who will give birth to Radhe.
199Tō ādi aur anādi svarūp sahaj yād ānā chāhiē nā .
181Do not go into that expansion. 182That is not a topic.
200Svatantr hō yā thōṛā-thōṛā partantra hō ? 201Man kā bhī bandhan nahī̃ .
183This is why you have been told that the games of karma are wonderful.
202Agar man kā bandhan hōgā tō yah bandhan aur bandhan kō lē āyēgā .
184Anyone may give birth; do not go into that.
203Kitnē janm bandhan mē̃ rahkar dēkh liyā ! 204Abhī bhī bandhan achchhā lagtā hai kyā ?
185Are you going to go there or are you just going to think about it? 186Achcha.
205Bandhanmukt arthāt rājā , svarājya-adhikārī . 206Kyōṅki bandhan prāptiyō̃ kā anubhav karnē nahī̃ dētā . 207Isliē sadā brake powerful rakhō , tab ant mē̃ pās-vid-ônar hōṅgē arthāt first division mē̃ āyēṅgē . 208First mānā fast , ḍhīlē-ḍhīlē nahī̃ .
187To the special souls in all directions who always have the power to discern, to the souls who are embodiments of success and attain elevated success in their every action and relationship, to the powerful souls who bring about transformation through courage, good wishes and pure feelings, to the children who constantly sing the song of happiness 'How wonderful my elevated karma is', BapDada's love, remembrance and namaste.
209Brake fast lagē . 210Kabhī bhī ū̃cāī K|kē rāstē par jātē haĩ tō pahlē brake check kartē haĩ . 211Āp kitnā ū̃chē jātē hō !
188Blessing: May you be introverted and give the experience of spirituality by remaining stable in your elevated form and elevated intoxication.
212Tō brake chāhiē nā ! 213Bār-bār check karō . 214Aisā nā hō ki āp samjhō brake bahut achchhī hai lēkin time par lagē nahī̃ , tō dhōkhā hō jāyēgā . 215Isliē abhyās karō - stop kahā aur stop hō jāyē̃ .
189Just as the sparkle of the special stars in the galaxy of all the stars seen in the distance is lovely and unique, in the same way, you stars should be visible as special souls in the midst of ordinary souls.
216Riddhi - siddhi vālē kyā kartē haĩ ? 217Siddhi dikhātē hai - chaltī huī train kō stop kar diyā … . 218Lēkin ussē kyā phāydā ?
190While in your ordinary form, you should have an extraordinary and spiritual stage and then in the gathering you will be seen as the people of God.
219Āp saṅkalpō key|kī ṭrēphik kō stop kartē hō . 220Issē bahut phāydē haĩ .
191For this, have the practice of remaining introverted before you come into extroversion.
221Āpkī haĩ ' vidhi sē siddhi ' aur unkī hai ' riddhi-siddhi . 222' vah alpkāl kī hai , yah sadākāl kī hai .
192Always remain stable in your elevated form and intoxication and together with being knowledgefull, also be powerful and then give knowledge.
223Tō sabhī knowledgeful ban gayē . 224Rachnā aur rachtā key|kī sārī knowledge ā gaī .
193Only then will you be able to give many souls an experience.
225Duniyā vālē samajhtē haĩ - mātāyē̃ kyā karēgī . 226Aur mātāyē̃ asambhav kō bhī sambhav banā dētī haĩ .
194Slogan: If you keep Ravan’s property with you, Dilaram, the Comforter of Hearts, cannot stay in your heart.
227Aisī śhaktiyā̃ hō nā ? 228Achchhā !
195* * * O MS H A N T I * * *