सोमवार 25 फ़रवरी 1991 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 125-02-91 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 25-02-91 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Sōch aur karma mē̃ samāntā lānā hī paramātma pyār nibhānā hai 3Dilārām bāpdādā apnē diltakhta naśīl bachchō̃ prati bōlēḥ -

1TO BRING ABOUT EQUALITY IN YOUR THOUGHTS AND DEEDS IS FULFILLING THE RESPONSIBILITY OF LOVE FOR GOD.

4Āj bāpdādā apnē sarv svarājya adhikārī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ kyōṅki svarājya adhikārī vahī anēk janm viśhva rājya adhikārī bantē haĩ .

2Today, BapDada is pleased to see all His children who have a right to self­sovereignty because only those who have a right to self­sovereignty can claim a right to world sovereignty.

5Tō āj double vidēśhī bachchō̃ sē bāpdādā svarājya kā samāchār pūchh rahē haĩ .

3So, today, BapDada is asking the double­foreign children the news of their self­sovereignty.

6Har ēk rājya adhikārī kā rājya achchhī tarah sē chal rahā hai  ?

4Is the kingdom of each self­sovereign functioning well?

7Āpkē rājya chalānē vālē sāthī sahyōgī sāthī , sadā samay par yathārth rīti sē sahyōg dē rahē haĩ ki bīch-bīch mē̃ kabhī dhōkhā bhī dē dētē haĩ  ?

5Are your co­operative companions who rule the kingdom with you always co­operative accurately at the right time or do they sometimes also deceive you?

8Jitnē bhī sahyōgī karmchārī karmēndriyā̃ , chāhē sthūl haĩ , chāhē sūkṣhma haĩ , sabhī āpkē order mē̃ hai  ?

6However many co­operative workers you have – organs, whether physical or subtle ­ are they all working under your orders?

9Jiskō jis samay jō order karō usī samay usī vidhi sē āpkē madadgār bantē haĩ  ?

7Whatever you order at any particular time, do they become your helpers at that time in that particular way?

10Rōj apnī rājya darbār lagātē hō  ?

8Do you hold a royal court every day?

11Rājya kārōbārī sabhī 100 āgyākārī , vaphādār , ever ready haĩ  ?

9Are all the workers in the kingdom 100% obedient, faithful and ever­ready?

12Kyā hālchāl hai  ?

10How is everything?

13Achchhā hai va bahut achchhā hai va bahut , bahut , bahut achchhā hai  ?

11Is it good, very good or very, very, very good?

14Rājya darbār achchhī tarah sē sadā saphaltāpūrvak hōtī hai vā kabhī-kabhī kōī sahyōgī karmchārī halchal tō nahī̃ kartē haĩ  ?

12Is the royal court always successful or do your co­operative workers sometimes create upheaval?

15Is purānī duniyā key|kī rājya sabhā kā hālchāl tō achchhī tarah sē jāntē hō - na law hai , na order hai .

13You know the condition of the royal court (the government) of this old world very well – there is neither law nor order.

16Lēkin āpkī rājya darbār law full bhī hai aur sadā hā̃ jī , jī hājir - is order mē̃ chaltī hai .

14However, your royal court is lawful and always functions with “Ha ji” (Yes indeed) and “Ji hajir” (I am present).

17Jitnā rājya adhikārī śhaktiśhālī hai utnā rājya sahyōgī karmchārī bhī svataḥ bhī sadā iśhārē sē chaltē , rājya adhikārī nē order diyā ki yah nahī̃ sunnā hai aur yah nahī̃ karnā hai , nahī̃ bōlnā hai , tō second mē̃ iśhārē pramāṇ kārya karē̃ .

15To the extent that the ones with the right of the kingdom are powerful, accordingly, the co­operative companions of that kingdom also always automatically move along with signals. 16As soon as the one with the right gives an order, “Do not listen to this, do not do this, do not say this,” they would work according to those signals in a second.

18Aisē nahī̃ ki āpnē order kiyā - nahī̃ dēkhō aur vah dēkh karkē phir māphī māṅgē ki mērī galtī hō gaī .

17It wouldn’t be that you give an order, “Do not look at that,” and they look at that and then ask for forgiveness, saying that they made a mistake.

19Karnē kē bād sōchē tō uskō samajhdār sāthī kahē̃gē  ?

18If someone thinks about something after doing it, would you call that one a sensible companion?

20Man kō order diyā ki vyarth nahī̃ sōchō , second mē̃ full stop , dō second bhī nahī̃ lagnē chāhiē .

19When you order your mind not to have waste thoughts, and to put a full­stop in a second, it should not take two seconds.

21Iskō kahā jātā hai - yuktiyukt rājya darbār .

20This is called a yuktiyukt royal court.

22Aisē rājya adhi-kārī banē hō  ?

21Have you become those with a right to such a kingdom?

23Rōj rājya darbār lagātē hō yā jab yād ātā hai tab order dētē hō  ?

22Do you hold court every day or do only issue an order when you remember?

24Rōj din samāpt hōtē apnē sahyōgī karmchāriyō̃ kō check karō .

23Every day, at the end of the day, check your co­operative workers.

25Agar kōī bhī karmēndriyō̃ sē vā karmchārī sē bār-bār galatī|galtī hōtī rahtī hai tō galat kārya kartē-kartē saṅskār pakkē hō jātē haĩ .

24When any physical organs or workers repeatedly make a mistake, it is by performing those wrong actions that it becomes a firm sanskar.

26Phir change karnē mē̃ samay aur mēhnat bhī lagtī hai .

25Then, it takes time and effort to change it.

27Usī samay check kiyā aur change karnē key|kī śhakti dī|the tō sadā kē liē ṭhīk hō jāyēṅgē .

26If you check it at that time and then give it that power to change, it will be put right for all time.

28Sirph bār-bār check kartē rahō ki yah wrong hai , yah ṭhīk nahī̃ hai aur uskō change karnē key|kī yukti va knowledge key|kī śhakti nahī̃ dī|the tō sirph bār-bār check karnē sē bhī parivartan nahī̃ hōtā .

27If you simply repeatedly check yourself and realise that it is wrong, that it is not right, but do not apply a method to change it or do not give it the power of knowledge, then too, transformation doesn’t take place.

29Isliē pahlē sadā karmēndriyō̃ kō knowledge key|kī śhakti sē change karō .

28Therefore, first of all, change the physical organs with the power of knowledge.

30Sirph yah nahī̃ sōchō ki yah wrong hai . 31Lēkin right kyā hai aur right par chalnē key|kī vidhi spaṣhṭ hō .

29Do not just think that that is wrong because you clearly know what is right and you also know the method to follow that which is right.

32Agar kisī kō kahtē rahē̃gē tō kahnē sē parivartan nahī̃ hōgā lēkin kahnē K|kē sāth-sāth vidhi spaṣhṭ karō tō siddhi hō .

30If you just continue to tell others, transformation will not take place by telling them, but, together with telling them, also clarify the method with them and then there will be success.

33Jō ātmā svarājya chalānē mē̃ saphal rahtī hai tō saphal rājya adhikārī key|kī niśhānī hai vah sadā apnē purūṣhārth sē aur sāth-sāth jō bhī samparka mē̃ ānē vālī ātmāē̃ haĩ vah bhī sadā us saphal ātmā sē santuṣhṭ hōṅgī aur sadā dil sē us ātmā kē prati śhukriyā nikaltā rahēgā .

31Then those souls will remain successful with self­sovereignty functioning. 32The sign of those who are successful in their sovereignty is that they will always be content with their effort. 33Together with that, all the souls who come into contact with such souls will always remain content with those souls, and thanks will always emerge for those souls from their heart.

34Sarv K|kē dil sē , sadā dil K|kē sāj sē vāh-vāh K|kē gīt bajtē rahē̃gē , unkē kānō̃ mē̃ sarv dvārā yah vāh-vāh kā śhukriyā kā saṅgīt sunāī dēgā .

34From everyone’s heart, there would always be the music of the song of “Wah, Wah” emerging. 35Their ears would constantly hear the music of the thanks of “Wah, Wah” from everyone.

35Yah gīt automatic hai .

36This song is automatic.

36Iskē liē ṭēparikārḍar bajānā nahī̃ paṛtā .

37You don’t need to play a tape recorder for this.

37Iskē liē kōī sādhanō̃ key|kī āvaśhyaktā nahī̃ .

38There is no need for any musical instruments for this.

38Yah anahad gīt hai .

39This is an endless song.

39Tō aisē saphal rājya adhikārī banē hō  ?

40So, have you become such successful self­sovereigns?

40Kyōṅki abhī K|kē saphal rājya adhikārī bhaviṣhya mē̃ saphaltā kā phal viśhva kā rājya prāpt karē̃gē .

41Successful self­sovereigns of the present time will attain the kingdom of the world in the future as the fruit of their success.

41Agar sampūrṇ saphaltā nahī̃ , kabhī kaisē haĩ , kabhī kaisē haĩ , kabhī 100 saphaltā hai , kabhī sirph saphaltā hai . 42100 saphal nahī̃ haĩ tō aisē rājya adhikārī ātmā kō viśhva kā , rājya kā takht , tāj prāpt nahī̃ hōtā lēkin royal family mē̃ ā jātā hai .

42If there isn’t complete success ­ if it is sometimes like this and sometimes like that, sometimes 100% success and sometimes just success, not 100% success ­ then such a self­sovereign soul would not attain the throne or the crown of the kingdom, but would become part of the royal family.

43Ēk haĩ takhtnaśhīn aur dūsrē haĩ takhtnaśhīn royal family .

43One is to be seated on the throne and the other is the royal family seated on a throne.

44Takht naśhīn arthāt vartamān samay bhī sadā double takhtnaśhīn rahē .

44To be seated on the throne means that at the present time, too, you always remain seated on the double throne.

45Double takht kaun sā  ?

45What is the double throne?

46Ēk akāl takht aur dūsrā bāp kā dil takht .

46One is the immortal throne and the other is the Father’s heart­throne.

47Tō jō abhī sadā double takht naśhīn hai , kabhī-kabhī vālā nahī̃ , aisē sadā diltakhtanaśhīn viśhva kā bhī takhtnaśhīn hōtā hai . 48Tō check karō - sārē din mē̃ double takhtnaśhīn rahē  ?

47So, those who are always seated on the double throne – not those who are seated on it sometimes ­ those who are always seated on the heart­throne become constantly seated on the throne of the kingdom of the world.

49Agar takhtnaśhīn nahī̃ tō āpkē sahyōgī karmchārī karmēndriyā̃ bhī āpkē order par nahī̃ chal saktī̃ . 50Rājā kā order mānā jātā hai .

48So check yourself: Was I seated on the double throne throughout the day? 49If you were not seated on the throne, then nor could your co­operative workers obey your orders.

51Rājya ( takht ) par nahī̃ hō aur vah order karē tō mānā nahī̃ jātā hai .

50A king’s orders are obeyed. 51If the king is not on his throne and issues an order, that is not obeyed.

52Ājkal tō takht kē bajāē kursī hō gaī hai , takht tō khatm hō gayā .

52Nowadays, instead of a throne, they have a chair; the throne system has finished.

53Yōgya nahī̃ hai tō takht gāyab hō gayā hai .

53They are not worthy and so the throne has disappeared.

54Kursī par haĩ tō sab mānē̃gē .

54If you are seated on your chair, everyone will obey you.

55Agar kursī par bhī nahī̃ haĩ tō sab nahī̃ mānē̃gē .

55If you are not seated on your chair, not everyone will obey you.

56Lēkin āp tō kursī vālē nētā nahī̃ hō .

56However, you are not the politicians with the chair.

57Svarājya adhikārī rājē hō .

57You are the kings who have a right to self­sovereignty.

58Sabhī rājā hō ki kōī prajā bhī hai  ?

58Are all of you kings, or are some of you subjects?

59Rājyōgī arthāt rājā .

59To be a Raj Yogi means to be a king.

60Dēkhō kitnē padma padma padma bhāgyavān hō  !

60Look how multi­multi­multimillion times fortunate you are!

61Duniyā , usmē̃ bhī viśhēṣh vidēśh halchal mē̃ hai .

61The world, especially the countries abroad, are in upheaval.

62Vah war|vār aur hār key|kī duvidhā mē̃ hai .

62They are in a confusion of war and defeat.

63Kōī hār rahā hai , kōī war|vār kar rahā hai aur kōī hālchāl sun karkē usī halchal mē̃ hai .

63Some are being defeated, some are at war and others are in upheaval hearing about the conditions everywhere.

64Tō vah hai hār aur war|vār key|kī halchal mē̃ aur āp hō bāpdādā K|kē pyār mē̃ .

64So, they are in an upheaval of defeat and war, and you are lost in BapDada’s love.

65Paramātma pyār dūr-dūr sē khiñchkar lāyā hai .

65God’s love has pulled you from far away and brought you here.

66Kaisī bhī paristhitiyā̃ hō lēkin paramātmā pyār kē āgē paristhitiyā̃ rōk nahī̃ saktī̃ .

66No matter what the circumstances are, they cannot stop you in front of God’s love.

67Paramātma pyār buddhivān key|kī buddhi ban paristhiti kō śhrēṣhṭh sthiti mē̃ badal lētā hai .

67God’s love becomes the Intellect of the Wise and changes the situations into an elevated stage.

68Double vidēśhiyō̃ mē̃ bhī dēkhō pahlē pōlēṇḍa vālē kitnē prayatna kartē thē , asambhav lagtā thā aur abhī kyā lagtā hai  ?

68Among double foreigners too, see how those from Poland used to make so much effort, and they used to think that it was impossible! 69However, what does it feel like now?

69Russia vālē bhī asambhav samajhtē thē , chāhē 24 ghaṇṭā bhī line mē̃ khaṛā rahnā paṛā , pahũch tō gayē nā .

70Even those from Russia used to think that it was impossible; even if they had to wait in a queue for 24 hours, they reached here.

70Muśhkil sahaj hō gayā .

71The difficult became easy.

71Tō śhukriyā kahē̃gē nā .

72So, you would say “thanks”, would you not?

72Aisē hī sadā hōtā rahēgā .

73It will continue to happen like that all the time.

73Kaī sōchtē haĩ ant mē̃ vimān band hō jāyēṅgē phir ham kaisē jāyēṅgē  ?

74Some think “Planes will stop flying at the end, so how will we come here?”

74Paramātma pyār mē̃ vah śhakti hai jō kisī key|kī āṅkhō̃ mē̃ aisā jādū kar dēgī jō vah āpkē bhējnē liē parvaśh hō jāyēṅgē lēkin sirph pyār karnē vālē nahī̃ , lēkin nibhānē vālē hō̃ .

75God’s love has such power that it will cast magic in someone’s eyes so that they will be compelled to send you. 76However, you mustn’t be those who just have love for God, but those who fulfil the responsibility of love.

75Nibhānē vālī ātmāō̃ sē bāp kā bhī vāydā hai - ant tak her|har samasyā kō pār karnē mē̃ prīti key|kī rīti nibhātē rahē̃gē .

77The Father has promised those who fulfil the responsibility of love that He will also continue to fulfil the responsibility of love in order to overcome any problem until the end.

76Kabhī-kabhī prīt karnē vālē nahī̃ bannā . 77Sadā nibhānē vālē .

78Do not become those who have love only sometimes; be those who always fulfil the responsibility of love.

78Prīt karnā anēkō̃ kō ātā hai lēkin nibhānā kōī-kōī kō ātā hai isliē āp kōī mē̃ kōī hō .

79Many know how to love, but only a few know how to fulfil the responsibility of love and this is why you are a handful out of many.

79Bāpdādā sadaiv double vidēśhī bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ kyōṅki himmat sē bāp key|kī madad K|kē pātr ban anēk prakār key|kī māyā K|kē bānḍēj aur anēk prakār K|kē rīti , rivāj aur rasm K|kē bāunḍrīz kō pār karkē pahũch gayē haĩ .

80BapDada is always pleased to see the double­foreign children because you became worthy to receive His help through your courage and you broke many types of bondage of Maya and crossed many boundaries of the different customs and systems and arrived here.

80Yah himmat bhī cum|kam nahī̃ hai .

81This courage is no less.

81Himmat sabhī nē achchhī rakhī hai .

82All of you have maintained courage well.

82Chāhē nayē haĩ , chāhē purānē haĩ , dōnō̃ baiṭhē haĩ .

83New and old, both are sitting here.

83Bahut purānē sē purānē bhī haĩ aur is kalp K|kē nayē bhī haĩ .

84There are many who are the oldest ones of all and also those who are new in this cycle.

84Dōnō̃ key|kī himmat achchhī hai .

85The courage of both is good.

85Is himmat mē̃ tō sabhī number one hō phir number kis bāt mē̃ hai  ?

86All of you are number one in maintaining this courage, and so, in what respect is there a number?

86Double vidēśhī viśhēṣh purūṣhārth kartē haĩ aur rūhrihān mē̃ bhī kahtē haĩ - 108 key|kī mālā mē̃ jarūr āyēṅgē . 87Kōī question kartē haĩ ki ā saktē haĩ  ?

87Double foreigners make special effort and in their heart­to­heart conversations they say that they will definitely become part of the rosary of 108. Do any of you question whether you can become part of this?

88Ānē avaśhya haĩ .

88You will definitely become part of it.

89Double vidēśhiyō̃ kē liē bhī mālā mē̃ seat rijarvḍa hai . 90Lēkin kaun aur kitnē - vah āgē chal sunāyēṅgē .

89A seat in the rosary is reserved for double foreigners, but how many and who will become part of it – Baba will you tell you as you progress further.

91Tō number kyō̃ bantē haĩ  ?

90So, why is a number created?

92Har ēk apnē adhikār sē kahtē hō - mērā bābā hai .

91Each of you says with your right: He is my Baba!

93Tō adhikār bhī pūrā hai phir bhī number kyō̃  ?

92So, you have full rights, and yet, why is there a number?

94Jō number one hōgā aur number āṭh hōgā , dōnō̃ mē̃ antar tō hōgā nā  !

93Of course there will be a difference in the one who is number one and the one who is number eight.

95Itnā antar kyō̃ paṛtā  ?

94Why is there that much difference?

9616 hajār key|kī tō bāt chhōṛō , 108 mē̃ bhī dēkhō - kahā̃ ēk , kahā̃ 108 . 97Tō kyā antar huā  ?

95Let alone the rosary of 16,000, look at just the 108 – there is a vast difference between one and 108. So why is there a difference?

98Himmat mē̃ sab pās|pass hō lēkin himmat K|kē return mē̃ jō bāp aur brāhmaṇ parivār dvārā madad miltī hai , us madad kō prāpt kar kārya mē̃ lagānā aur samay par madad kā use karnā , jis samay jō madad arthāt śhakti chāhiē usī śhakti dvārā samay par kām lēnā , yah nirṇay śhakti aur kārya mē̃ lagānē key|kī kārya śhakti ismē̃ antar hō jātā hai .

96All of you have passed in courage. 97However, in return for your courage, the help that you receive from the Father and the Brahmin family – to receive that help and to use it at the right time, to be able to use the help, that is, the power that you need at a particular time – the difference is in the power to decide and the power to use it for a task.

99Sarvśhaktivān bāp dvārā sarv śhaktiyō̃ kā varsā sabhī kō miltā hai .

98All of you receive an inheritance from the Almighty Authority Father, the One with All Powers.

100Kōī kō 8 śhakti , kōī kō 6 śhakti nahī̃ miltī .

99It isn’t that some receive 8 powers and others receive 6 powers.

101Sarvśhaktiyā̃ miltī haĩ .

100You all receive all powers.

102Pahlē bhī sunāyā nā ki vidhi sē siddhi hōtī hai .

101You were told earlier too that you receive success by using the right method.

103Kārya śhakti key|kī vidhi - ēk hai bāp K|kē bannē key|kī vidhi , dūsrī hai bāp sē varsā prāpt karnē key|kī vidhi aur tīsrī hai prāpt kiyē huē varsē kō kārya mē̃ lagānē key|kī vidhi .

102The method of using the power in a task – one is the method of belonging to the Father, the second is the method of receiving an inheritance from the Father, and the third is the method of using the inheritance that you have received from the Father.

104Kārya mē̃ lagānē key|kī vidhi mē̃ antar hō jātā hai .

103So, there is a difference in the method of using it for a task.

105Points sabkē pās|pass hai .

104All of you have the points.

106Ēk topic par workshop kartē hō tō kitnē points nikāltē hō  !

105When you have a workshop on any topic, you extract so many points.

107Tō ēk point buddhi mē̃ rakhnā , yah hai ēk vidhi , aur dūsrā hai point ban point kō kārya mē̃ lagānā . 108Point rūp bhī hō aur points bhī hō̃ .

106So, one method is to keep one point in your intellect and the second is to become a point and to use the point: to become the point­form and also to have the points.

109Dōnō̃ kā balance hō .

107Let there be a balance of the two.

110Yah hai number one vidhi sē sē number one siddhi prāpt karnā .

108This is receiving number one success with the number one method.

111Kabhī point K|kē vistār mē̃ chalē jātē hō . 112Kabhī point rūp mē̃ ṭik jātē haĩ .

109Sometimes you go into the expansion of the points and sometimes you stabilize yourself in the point­form.

113Point rūp aur point sāth-sāth chāhiē .

110Being the point­form and having the points have to be together.

114Kārya śhakti kō baṛhāō .

111So, increase the power of using this.

115Samjhā .

112Do you understand?

116Number one ānā hai tō yah karnā paṛēgā .

113If you want to become number one, you have to do this.

117Ājkal science key|kī śhakti , science K|kē sādhanō̃ dvārā kāry-śakti kitnī tēj kar rahī hai  !

114Nowadays, through the power of science, they have speeded up the power of using something through the facilities provided by science.

118Jō chaitanya manuṣhya kārya kar saktā hai , jitnē samay aur jitnā yathārth chaitanya manuṣhya kar saktā hai utnā science K|kē sādhan computer kitnā jaldī kām kartā hai .

115The amount of work that a living person is able to do in a certain time, the facilities of science, a computer, is able to do that same work so much more quickly.

119Chaitanya manuṣhya kō bhī correction kartā hai .

116A computer even corrects a living person.

120Tō jab science K|kē sādhan kāry-śakti kō tīvr banā saktē haĩ , kaī aisī invention nikalī bhī haĩ aur nikal bhī rahī haĩ , tō brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī silence key|kī śhakti kitnā tīvr kārya yathārth saphal kar saktī hai .

117So, since the facilities of science can speed up the power of using something – many such inventions have been made and are also being made – then with the power of silence, Brahmin souls can make a task successful so fast, accurately.

121Second mē̃ nirṇay hō , second mē̃ kārya kō practical mē̃ saphal karō .

118Take a decision in a second, and in a second make the task successful in a practical way.

122Sōchnā aur karnā - iskā bhī balance chāhiē .

119You also need to have the balance of thinking and doing.

123Kaī brāhmaṇ ātmāē̃ sōchtī bahut hai , lēkin karnē K|kē samay jitnā sōchtē haĩ utnā kartē nahī̃ haĩ aur kaī phir karnē mē̃ lag jātē haĩ - sōchtē pīchhē haĩ ki ṭhīk kiyā vā nahī̃ kiyā  ?

120Some Brahmin souls think too much, but at the time of doing something, they don’t do as much as they think whereas others begin to do and think later about whether they did it correctly or not.

124Kyā karnā hai abhī  ?

121What should be done now?

125Tō sōchnā aur karnā - dōnō̃ sāth-sāth hō .

122Thinking and doing should both be at the same time.

126Nahī̃ tō kyā hōtā hai  ?

123What happens otherwise?

127Sōchtē haĩ ki yah karnā hai lēkin sōch K|kē karē̃gē aur sōchtē sōchtē kārya kā samay aur paristhiti badal jātī hai .

124You think that you are going to do something, but if you try to do it after thinking, then while thinking about it, the time or the situation of carrying that out changes.

128Phir kahtē haĩ karnā tō thā , sōchā tō thā … .

125You then say: I was going to do it, I had thought about it.

129Jab science K|kē sādhan tīvr gati K|kē hō rahē haĩ , ēk second mē̃ kyā nahī̃ kar lētē haĩ  !

126Since instruments of science that have a fast speed are being invented, what can you not do in a second?

130Vināśh K|kē sādhan tīvr gati K|kē taraph jā rahē haĩ tō sthāpanā K|kē silence K|kē śhaktiśhālī sādhan kyā nahī̃ kar saktē  !

127The instruments for destruction are moving forward at a fast speed, and so what can the powerful facilities of the silence power of the establishment not do?

131Abhī tō prakr̥iti āp mālikō̃ kā āhvān kar rahī hai . 132Āp lōg unkō order nahī̃ kartē tō prakr̥iti kitnī dhamāl kar rahī hai  !

128Now, the fast speed is invoking you masters – you don’t order her and so the elements are creating so much chaos.

133Mālik taiyār hō jāō tō prakr̥iti āpkā svāgat karē .

129If you masters become ready, the elements will welcome you.

134Aisē taiyār hō  ?

130Are you ready for that?

135Ki abhī taiyār kar rahē hō  ?

131Or, are you now becoming ready?

136Sampūrṇ taiyārī key|kī mahimā āpkē bhakta lōg ab tak kar rahē haĩ .

132Even until now, your devotees are praising the full preparations.

137Apnī mahimā kō jāntē hō  ?

133Do you know your praise?

138Ab check karō ki in sabmē̃ sarvguṇ sampann bhī hō , sampūrṇ nirvikārī bhī hō , sampūrṇ āhĩsak aur maryādā purūṣhōttam bhī hō , 16 kalā sampann bhī hō  ? 139Sabhī bātō̃ mē̃ full hai tō samjhō mālik taiyār haĩ aur ismē̃ percentage hai tō mālik taiyār nahī̃ .

134Now check: Are you full of all virtues, completely viceless, completely non­violent, the most elevated beings following the highest code of conduct and 16 celestial degrees full? 135If you are full in everything, then you can understand that the masters are ready. 136However, if there is a percentage in this, then understand that the masters are not ready.

140Bālak hai lēkin mālik nahī̃ banē haĩ .

137You are a child, but you have not become a master.

141Tō prakr̥iti āp mālik kā svāgat karēgī .

138Then, the elements will welcome you masters.

142Bāp K|kē bālak haĩ .

139You are the children of the Father.

143Vah tō ṭhīk hai .

140That is fine.

144Ismē̃ pās|pass hō .

141You have passed in that.

145Lēkin in pāñchō̃ hī bātō̃ mē̃ sampann bannā arthāt mālik bannā .

142However, to become full in all these five things means to become a master.

146Prakr̥iti kō order karē̃  ?

143Should we order the elements?

147Achchhā .

144Achcha.

148Tapasyā varṣh mē̃ tō taiyār hō jāyēṅgē nā  ?

145You will become ready in the Year of Tapasya, will you not?

149Phir tō order karē̃ nā  ?

146Should we order it then?

150Yah tapasyā varṣh last chance hai yā phir hai aur thōṛā chance dō .

147This Year of Tapasya is the last chance, or, will you then say, “Give us a little chance!”?

151Phir tō nahī̃ kahē̃gē nā  !

148You will not ask for it then, will you?

152Achchhā .

149Achcha.

153Chārō̃ ōr K|kē sarv rājya adhikārī ātmāō̃ kō , sadā double takhtnaśhīn viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā sōchnā aur karnā dōnō̃ śhaktiyō̃ kō samān banānē vālī vardānī ātmāō̃ kō , sadā paramātma pyār nibhānē vālē sachchē dil vālē bachchō̃ kō dilārām bāp-dādā kā yādpyār aur namastē .

150To all the souls everywhere who have a right to self­sovereignty, to all the special souls who are always seated on the double throne, to the souls who have been blessed and who make the powers of thinking and doing equal, to the children who are conquerors of the heart who fulfil the responsibility of love for God, love, remembrance and namaste from Dilaram BapDada. 151* * * O MS H A N T I * * *