बुधवार 3 अप्रैल 1991 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 103-04-91 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 03-04-91 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Sarv hadō̃ sē nikal bēhad K|kē vairāgī banō 3Avyakt bāpdādā apnē bachchō̃ prati bōlēḥ - 4Āj kalp bād phir sē milan manānē sabhī bachchē apnē sākārī sweet home madhuban mē̃ pahũch gayē haĩ . 5Sākārī vatan kā sweet home madhuban hī hai .

1Today, all the children have reached their corporeal sweet home of Madhuban, where a spiritual meeting between Baba and the children takes place, and where the gathering for that meeting takes place in order to celebrate the meeting after a kalpa.

6Jahā̃ bāp aur bachchō̃ kā rūhānī mēlā lagtā hai . 7Milan mēlā hōtā hai .

2All the children have come into the gathering for the meeting.

8Tō sabhī bachchē milan mēlē mē̃ āyē huē hō . 9Yah bāp aur bachchō̃ kā milan mēlā sirph is saṅgamyug par aur madhuban mē̃ hī hōtā hai .

3This gathering for a meeting between the Father and the children only takes place at the confluence age, and only takes place in Madhuban.

10Isliē sabhī bhāg kar madhuban mē̃ pahũchē hō .

4This is why you have come running and reached Madhuban.

11Madhuban bāpdādā kā sākār rūp mē̃ bhī milan karātā aur sāth-sāth sahaj yād dvārā avyakt milan bhī karātā hai , kyōṅki madhuban dharnī kō rūhānī milan key|kī , sākār rūp mē̃ milan key|kī anubhūti kā vardān milā huā hai . 12Vardānī dharnī hōnē K|kē kāraṇ milan kā anubhav sahaj kartē hō .

5Madhuban enables a meeting to take place with BapDada in the corporeal form, and together with that, through easy remembrance, it enables the avyakt meeting, because the land of Madhuban has received the blessing to give the experience of a spiritual meeting in the corporeal form.

13Aur kōī bhī sthān par gyān sāgar aur gyān nadiyō̃ kā milan mēlā nahī̃ hōtā .

6Because it is the land that has received the blessing, it gives an easy experience of the meeting.

14Sāgar aur nadiyō̃ K|kē milan mēlē kā yah ēk hī sthān hai . 15Aisē mahān vardānī dharnī par āyē hō - aisē samajhtē hō  ?

7At no other place does the meeting between the Ocean of Knowledge and the rivers of knowledge take place.

16Tapasyā varṣh mē̃ viśhēṣh is kalp mē̃ pahlī bār milnē vālē bachchō̃ kō golden chance milā hai .

8This is the only place for a meeting between the Ocean and the rivers. 9You have come to such a great land that has received blessings.

17Kitnē lucky hō  !

10You think this, do you not?

18Tapasyā K|kē ādi mē̃ hī nayē bachchō̃ kō extra bal milā hai . 19Tō ādi mē̃ hī yah extra bal āgē kē liē , āgē baṛhnē mē̃ sahyōgī banēgā .

11During the Year of Tapasya, it is especially those children who are celebrating the meeting for the first time in this kalpa who are being given a golden chance. 12How lucky you are!

20Isliē nayē bachchō̃ kō drama nē bhī āgē baṛhnē kā sahyōg diyā hai .

13Are you lucky? 14At the beginning of tapasya, the new children have received extra power.

21Isliē yah ulhanā nahī̃ dē sakē̃gē ki ham tō pīchhē āyē haĩ . 22Nahī̃ , tapasyā varṣh kō bhī vardān milā huā hai .

15This power that has been given at the beginning will become co­operative in the future to enable you to move forward.

23Tapasyā varṣh mē̃ vardānī bhūmi par ānē kā adhikār milā hai , chance milā hai .

16The drama has also given co­operation to the new children to enable them to move forward.

24Yah extra bhāgya cum|kam nahī̃ hai  !

17This is why you will not be able to complain, saying: We came later.

25Yah varṣh kā , madhuban dharnī kā aur apnē purūṣhārth kā - tīnō̃ vardān viśhēṣh āp nayē bachchō̃ kō milē huē haĩ . 26Tō kitnē lucky huē  !

18No, the Year of Tapasya has also been given a special blessing. 19During the Year of Tapasya, you have the right and have been given a chance to come to the land of blessings.

27Itnē avināśhī bhāgya kā naśhā sāth mē̃ rakhnā .

20This extra fortune is not little.

28Sirph yahā̃ tak naśhā na rahē , lēkin avināśhī bāp hai , avināśhī āp śhrēṣhṭh ātmāē̃ hō , tō bhāgya bhī avināśhī hai .

21You, the new children, have especially been given three blessings for the Year, of coming to the land of Madhuban, and for your effort. 22How lucky you are!

29Avināśhī bhāgya kō avināśhī rakhnā .

23Keep the intoxication of the eternal fortune with you.

30Yah sirph sahaj attention dēnē key|kī bāt hai . 31Tension vālā attention nahī̃ .

24It shouldn't be with you just whilst you are here, but Baba is eternal.

32Sahaj attention hō , aur muśhkil hai bhī kyā  ? 33Mērā bābā jān liyā , mān liyā .

25You, the elevated souls are eternal, and your fortune is eternal.

34Tō jō jān liyā , mān liyā , anubhav kar liyā , adhikār prāpt hō gayā phir muśhkil kyā hai  ?

26To keep the eternal fortune eternal is simply a question of paying attention.

35Sirph ēk hī mērā bābā - yah anubhav hōtā rahē .

27Not the attention with tension, but easy attention.

36Yahī full knowledge hai .

28Then, what is difficult?

37Ēk ‘ ‘ bābā ' ' śhabda mē̃ sārā ādi-madhy-ant kā gyān samāyā huā hai .

29You have recognised "My Baba", but have you accepted Him?

38Kyōṅki bīj hai nā .

30Or, have you just recognised Him?

39Bīj mē̃ tō sārā jhāṛ samāyā huā hōtā hai nā .

31You have accepted Him also, have you not?

40Vistār bhūl saktā hai lēkin sār ēk bābā śhabda - yah yād rahnā muśhkil nahī̃ hai .

32You have recognised Him, you have accepted Him, you have experienced Him, you have claimed the right.

41Sadā sahaj hai nā  !

33So what is difficult?

42Kabhī sahaj , kabhī muśhkil nahī̃ . 43Sadā bābā mērā hai .

34There should constantly be the experience, "Only my Baba, my Baba".

44Ki kabhī kabhī mērā hai  ?

35This is full knowledge.

45Jab sadā bābā mērā hai tō yād bhī sadā sahaj hai . 46Kōī muśhkil bāt nahī̃ . 47Bhagvān nē kahā - āp mērē aur āpnē kahā - āp mērē .

36The whole knowledge from the beginning, through the middle until the end is merged in the word, "Baba", because Baba is the Seed, and the whole tree is merged in the Seed.

48Phir kyā muśhkil hai  ? 49Isliē viśhēṣh nayē bachchē aur āgē baṛhō . 50Abhī bhī āgē baṛhnē kā chance hai .

37It is possible to forget the expansion, but it is not difficult to remember the essence in the word "Baba".

51Abhī final samāpti kā bigul nahī̃ bajā hai .

38Do you find it difficult? 39It should always be easy.

52Isliē uṛō aur aurō̃ kō bhī uṛātē chalō . 53Iskī vidhi hai west|waste arthāt vyarth kō bachāō .

40It shouldn't be sometimes difficult and sometimes easy, but it should always be easy.

54Bachat kā khātā , jamā kā khātā baṛhātē chalō .

41Is Baba always yours or is He yours only sometimes?

55Kyōṅki 63 janm sē bachat nahī̃ kī hai lēkin ganvāyā hai .

42If Baba is always yours, remembrance should also always be easy. 43It is not a difficult thing.

56Sabhī khātē vyarth ganvā kar khatm kar diyā hai .

44God said to you: You are Mine. 45And you said in return: You are mine.

57Śhvāṅs kā khazānā bhī ganvāyā , saṅkalp kā khazānā bhī ganvāyā , samay kā khazānā bhī ganvāyā , guṇō̃ kā khazānā bhī ganvāyā , śhaktiyō̃ kā khazānā bhī ganvāyā , gyān kā khazānā bhī ganvāyā . 58Kitnē khātē khālī hō gayē  !

46So then, what is difficult? 47This is why the new children especially can go further ahead, because there is still a chance to move forward. 48As yet, the bugles for the final completion have not been played.

59Abhī in sabhī khātō̃ kō jamā karnā hai .

49Therefore, fly and inspire others to fly.

60Jamā hōnē kā samay bhī abhī hai aur jamā karnē key|kī vidhi bhī bāp dvārā sahaj mil rahī hai . 61Vināśhī khazānē̃ kharcha karnē sē kam hōtē haĩ , khuṭtē haĩ aur yah sab khazānē̃ jitnā sva kē prati , aur aurō̃ kē prati śhubh vr̥itti sē kārya mē̃ lagāyēṅgē , utnā jamā hōtā jāyēgā , baṛhtā jāyēgā . 62Yahā̃ khazānō̃ kō kārya mē̃ lagānā , yah jamā kī vidhi hai . 63Vahā̃ rakhnā jamā karnē key|kī vidhi hai aur yahā̃ lagānā jamā karnē key|kī vidhi hai .

50For this, the method is to save waste.

64Phark hai . 65Samay kō svayã prati yā aurō̃ prati śhubh kārya mē̃ lagāō tō jamā hōtā jāyēgā .

51Continue to accumulate in the savings account, because for sixty three births you have not been saving, but you have been wasting.

66Gyān kō kārya mē̃ lagāō .

52All accounts have been finished by wasting them.

67Aisē guṇō̃ kō , śhaktiyō̃ kō jitnā lagāyēṅgē utnā baṛhēgā . 68Yah nahī̃ sōchnā - jaisē vah locker mē̃ rakh dētē haĩ aur samajhtē haĩ bahut jamā hai , aisē āp bhī sōchō mērē buddhi mē̃ gyān bahut hai , guṇ bhī mērē mē̃ bahut haĩ , śhaktiyā̃ bhī bahut haĩ .

53You wasted the treasure of breath, you wasted the treasure of thought, you also wasted the treasure of time, the treasure of virtues, the treasure of powers and you also wasted the treasure of gyan. 54You became so empty! 55Now you have to accumulate in all these accounts.

69Lock up karkē nahī̃ rakhō , use karō . 70Samjhā .

56The time to accumulate in them is now.

71Jamā karnē key|kī vidhi kyā hai  ? 72Kārya mē̃ lagānā .

57You are also receiving an easy method from Baba to accumulate in them.

73Svayã prati bhī use karō , nahī̃ tō loose hō jāyēṅgē . 74Kaī bachchē kahtē haĩ ki sarv khazānē̃ mērē andar bahut samāyē huē haĩ . 75Lēkin samāyē huē key|kī niśhānī kyā hai  ?

58Perishable treasures run out and decrease as you spend them, whereas the more you use all these treasures for the self and for others with a pure attitude, the more they will increase and accumulate.

76Samāyē huē haĩ arthāt jamā hai .

59You have to make use of these treasures.

77Tō uskī niśhānī hai - sva prati va aurō̃ kē prati samay par kām mē̃ āyē .

60The method to accumulate these is to use them at the time of need, and then they will grow.

78Kām mē̃ āyē hī nahī̃ aur kahē bahut jamā hai , bahut jamā hai . 79Tō iskō yathārth jamā kī vidhi nahī̃ kahē̃gē .

61Just as you make use of knowledge, in the same way, the more you use the virtues and the powers, the more they will increase.

80Isliē agar yathārth vidhi nahī̃ hōgī tō samay par sampūrṇtā key|kī siddhi nahī̃ milēgī .

62Don't think they should be kept in a locker. 63Think "I have many virtues, I have power".

81Dhōkhā mil jāyēgā .

64Don't start to lock them up.

82Siddhi nahī̃ milēgī .

65Use them!

83Guṇō̃ kō , śhaktiyō̃ kō kārya mē̃ lagāō tō baṛhtē jāyēṅgē .

66Do you understand the method for accumulation? 67It is to make use of them.

84Tō bachat key|kī vidhi , jamā karnē key|kī vidhi kō apnāō .

68Use them for yourself, otherwise you will lose them.

85Phir vyarth kā khātā svataḥ hī parivartan hō saphal hō jāyēgā .

69Some children say: All the treasures are merged in me.

86Jaisē bhakti mārg mē̃ yah niyam hai ki jitnā bhī āpkē pās|pass sthūl dhan hai tō uskē liyē kahtē haĩ - dān karō , saphal karō tō baṛhtā jāyēgā .

70But what is the sign of them being merged? 71The sign of them being merged and accumulated is that they are useful to the self and to others at a time of need.

87Saphal karnē kē liē kitnā umaṅg-utsāh baṛhātē haĩ , bhakti mē̃ bhī . 88Tō āp bhī tapasyā varṣh mē̃ sirph yah nahī̃ check karō ki vyarth kitnā ganvāyā  ? 89Vyarth ganvāyā , vah alag bāt hai .

72If they are not being used, yet you say you have accumulated a lot, then this is not the accurate method for accumulating. 73Therefore, if the method is not accurate, you will not be able to achieve the result of becoming perfect on time.

90Lēkin yah check karō ki saphal kitnā kiyā  ?

74You will be deceived. 75There will not be success.

91Jō sārē khazānē̃ sunāyē . 92Guṇ bhī hai bāp key|kī dēn .

76Make use of the virtues and make use of the powers and they will increase.

93Mērā yah guṇ hai , mērī śhakti hai - yah svapn mē̃ bhī galatī|galtī nahī̃ karnā .

77So, adopt the method of saving, the method of increasing and the method of accumulating.

94Yah bāp key|kī dēn hai tō prabhu dēn . 95Paramātma dēn kō mērā mānnā - yah mahāpāp hai .

78Then you will see that the account of waste will have been transformed and everything will be used in a worthwhile way.

96Kaī bār kaī bachchē sādhāraṇ bhāṣhā mē̃ sōchtē bhī haĩ aur bōltē bhī haĩ ki mērē is guṇ kō use nahī̃ kiyā jātā , mērē mē̃ yah śhakti hai , mērī buddhi bahut achchhī hai , iskō use nahī̃ kiyā jātā hai . 97‘ mērī ' kahā̃ sē I|āī|eye  ? 98‘ mērī ' kahā aur mailī huī .

79On the path of bhakti, there is a system of physical wealth being given in donation or used in a worthwhile so that it increases. 80Even in bhakti, in order to make people use it in a worthwhile way, they increase their zeal and enthusiasm.

99Bhakti mē̃ bhī yah śhikṣhā 63 janmō̃ sē dētē rahē haĩ ki mērā nahī̃ mānō , tērā mānō .

81During the Year of Tapasya you also must not just check whether there was waste or not.

100Lēkin phir bhī mānā nahī̃ . 101Tō gyān mārg mē̃ bhī kahnā tērā aur mānnā mērā - yah ṭhagī yahā̃ nahī̃ chaltī .

82Waste is a different thing from checking to see how many of the treasures that Baba just told you about were used in a worthwhile way.

102Isliē prabhu prasād kō apnā mānnā - yah abhimān aur apmān karnā hai .

83The virtues are a gift from the Father. 84Do not make a mistake, even in dreams, saying: 'My virtues, my powers'.

103‘ ‘ bābā-bābā ' ' śhabda kahā̃ bhī bhūlō nahī̃ .

85These are a gift from the Father, the gift from God.

104Bābā nē śhakti dī hai , buddhi dī hai , bābā kā kārya hai , bābā kā centre hai , bābā key|kī sab chījē̃ hai . 105Aisē nahī̃ samjhō - mērā centre hai , hamnē banāyā hai , hamārā adhikār hai . 106‘ hamārā ' śhabda kahā̃ sē āyā  ?

86It is a great sin to consider the gift from God to be yours. 87Many times, many children think and speak in ordinary language: 'My virtue is not being used', or 'I have this power, but it is not being used'. 'My intellect is very good, but it is not being used'.

107Āpkā hai kyā  ?

88How is it yours?

108Gaṭhrī sambhāl kar rakhī hai kyā  ?

89To say 'mine' means to make it dirty.

109Kaī bachchē aisā naśhā dikhātē haĩ - hamnē centre kā makān banāyā hai tō hamārā adhikār hai .

90Even in bhakti, this teaching was given for sixty­three births: Don't say mine, say Yours.

110Lēkin banāyā kiskā centre  ?

91But you didn't do it.

111Bābā kā centre hai nā  ! 112Tō jab bābā kō arpaṇ kar diyā tō phir āpkā kahā̃ sē āyā  ? 113Mērā kahā̃ sē āyā  ?

92On the path of knowledge also, to say, 'Yours', but to consider it to be 'mine', is cheating and it will not do.

114Jab buddhi badaltī hai tō kahtē haĩ - mērā hai . 115Mērē-mērē nē hī mailā kiyā phir mailā hōnā hai  ?

93Therefore, to consider the holy offering from God to be yours means to be arrogant and disrespectful.

116Jab brāhmaṇ banē tō brāhmaṇ jīvan kā bāp sē pahlā vāydā kaun sā hai  ?

94Don't ever forget the word "Baba". 95Baba has given power, Baba has given the intellect.

117Nayō̃ nē vāydā kiyā hai , yā purānō̃ nē kiyā hai  ?

96It is Baba's task, it is Baba's centre, and all these things are Baba's.

118Nayē bhī abhī tō purānē hōkar āyē hō nā  ?

97Don't think: 98This is my centre.

119Niśhchay buddhi kā form bharkar āyē hō nā  ?

99I created the centre, so I have a right to it.

120Tō sabkā pahlā-pahlā vāydā hai - tan-man-dhan aur buddhi sab tērē .

100Where did 'yours' come from? 101Is it yours?

121Yah vāydā sabhī nē kiyā hai  ?

102Have you carefully kept a bundle aside?

122Abhī vāydā karnē vālē hō tō hāth uṭhāō . 123Jō samajhtē haĩ ki āivēl kē liē kuchh tō rakhnā paṛēgā .

103Many children show such intoxication: I built the building for the centre, so I have a right to it.

124Sab kuchh bāp kō kais dē dēgē  ?

104But whose centre did you build?

125Kuchh tō kinārā rakhnā paṛēgā .

105It is Baba's centre, is it not?

126Jō samajhtē haĩ ki yah samajhdārī kā kām hai , vah hāth uṭhāō .

106If you have surrendered it to Baba, how can it be yours? 107How can there be "mine"?

127Kuchh kinārē rakhā hai  ?

108Is it "mine"? 109Is it a little bit?

128Dēkhnā , phir yah nahī̃ kahnā ki hamkō kisnē dēkhā  ?

110Be careful! 111When the intellect turns, you say: This is mine anyway.

129Itnī bhīṛ mē̃ kisnē dēkhā  ?

112By saying, "mine, mine", you dirtied it.

130Bāp kē pās tō T . V|we . bahut clear hai .

113It will be dirtied again.

131Ussē chhip nahī̃ saktē hō . 132Isliē sōch , samajh karkē thōṛā rakhnā hō , bhal rakhō .

114Do you remember the first promise you made to Baba for your Brahmin life when you became a Brahmin?

133Pāṇḍav kyā samajhtē hō  ?

115What is that promise?

134Thōṛā rakhnā chāhiē  ? 135Achchhī tarah sē sōchō .

116Have the new ones made it or only the old ones?

136Jinkō rakhnā hai vē|way abhī hāth uṭhā lē , bach jāyēṅgē .

117The new ones have now also come as the old ones did.

137Nahī̃ tō yah samay , yah sabhā , yah āpkā kāndh kā hilānā - yah sab dikhāī dēgā .

118You have come after completing the form about having faith in the intellect, have you not?

138Kabhī bhī mērāpan nahī̃ rakhō .

119You have not come, weak.

139Bāp kahā aur pāp gayā . 140Bāp nahī̃ kahtē tō pāp hō jātā hai .

120So everyone's first promise was: Mind, body, intellect and wealth are Yours.

141Pāp vaśh K|kē hō karkē , phir buddhi kām nahī̃ kartī hai .

121Did you make this promise or is there someone who did not make it?

142Kitnā bhī samjhāō , kahē̃gē nahī̃ , yah tō right hai .

122Those who did not make it, raise your hand! 123If you are going to make it now, raise your hand.

143Yah tō hōnā hī hai .

124Are you making it now?

144Yah tō karnā hī hai .

125You have made it.

145Bāp kō bhī rahm paṛtā hai .

126Achcha, this doesn't matter either.

146Kyōṅki us samay pāp K|kē vaśh hōtē haĩ . 147Bāp bhūl jātā hai tō pāp ā jātā hai .

127You did not make it before, but raise your hand if you are making it now.

148Aur pāp K|kē vaśh hōnē K|kē kāraṇ jō bōltē haĩ , jō kartē haĩ vah svayã bhī nahī̃ samajhtē ki ham kyā kar rahē haĩ , kyōṅki parvaśh hōtē haĩ . 149Tō sadā gyān K|kē hōśh mē̃ rahō . 150Pāp K|kē jōśh mē̃ nahī̃ āō . 151Bīch-bīch mē̃ yah māyā key|kī lahar ātī hai .

128Those who think: Something has to be kept aside for the future, and so how can everything be given to Baba; something has to be kept aside, and so you consider this to be a sensible activity, raise your hand!

152Āp nayē in bātō̃ sē bach karkē rahnā .

129Do you want to keep anything aside?

153Mērā-mērā mē̃ nahī̃ jānā .

130You are giving it to Baba today.

154Thōṛā purānē hō jātē haĩ tō phir yah mērē-mērē key|kī māyā bahut ātī hai .

131However, be careful! 132Don't think, 'Who saw us anyway'.

155Mērā vichār , mērī buddhi hī nahī̃ hai tō mērā vichār kahā̃ sē āyā  ?

133Who is going to see anyone in such a crowd? 134Baba has a very clear TV.

156Tō samjhā , jamā karnē key|kī vidhi kyā hai  ?

135You cannot be hidden from that.

157Kārya mē̃ lagānā . 158Saphal karō , apnē īśhvarīy saṅskārō̃ kō bhī saphal karō tō vyarth saṅskār svataḥ hī chalē jāyēṅgē .

136Therefore, if you want to keep a little aside after careful consideration, then by all means keep it, it is good.

159Īśhvarīy saṅskārō̃ kō kārya mē̃ nahī̃ lagātē hō tō vah locker mē̃ rahtē aur purānā kām kartē rahtē .

137There should be a little that is mine, that there should be two annas or four annas from a rupee kept aside.

160Kaiyō̃ key|kī yah ādat hōtī hai ki bank mē̃ yā alamāriyō̃ mē̃ rakhnē key|kī . 161Bahut achchhē kapṛē hōṅgē , paisē hōṅgē , chījē̃ hōṅgī , lēkin use phir bhī purānē karē̃gē . 162Purānī vastu sē unhō̃ kō pyār hōtā hai aur almārī key|kī chījē̃ almārī mē̃ hī rah jāyēgī aur vah purānē sē hī chalā jāyēgā . 163Tō aisē nahī̃ karnā - purānē saṅskār use kartē rahō aur īśhvarīy saṅskār buddhi K|kē locker mē̃ rakhō .

138What do the pandavs think?

164Nahī̃ , kārya mē̃ lagāō , saphal karō .

139Should you keep a little aside?

165Tō yah chart rakhō ki saphal kitnā kiyā  ?

140Think about it, think carefully.

166Saphal karnā mānā bachānā yā baṛhānā .

141What do those at the back think?

167Mansā sē saphal karō , vāṇī sē saphal karō .

142Should you keep a little aside?

168Sambandh-sampark sē , karma sē , apnē śhrēṣhṭh saṅg sē , apnē ati śhaktiśhālī vr̥itti sē saphal karō .

143Those who wish to keep a little, raise your hand now! 144You will be saved.

169Aisē nahī̃ ki mērī vr̥itti tō achchhī rahtī hai . 170Lēkin saphal kitnā kiyā  ?

145Otherwise later you will see this time, this gathering, and your nodding.

171Mērē saṅskār tō hai hī śhānt lēkin saphal kitnā kiyā  ?

146Never let there be the consciousness of "mine".

172Kārya mē̃ lagāyā  ? 173Tō yah vidhi apnānē sē sampūrṇtā key|kī siddhi sahaj anubhav kartē rahē̃gē .

147When you say, Bap (Father), pap (sin) finishes. 148When you do not say, Bap, it becomes pap.

174Saphal karnā hī saph-latā key|kī chābī hai . 175Samjhā - kyā karnā hai  ?

149When you become influenced by sin, your intellect doesn't work.

176Sirph apnē mē̃ hī khuśh nahī̃ hōtē rahō - maĩ tō bahut achchhī guṇvān hū̃ , maĩ bahut achchhā bhāṣhaṇ kar saktī hū̃ , maĩ bahut achchhā gyānī hū̃ , yōg bhī mērā bahut achchhā hai .

150No matter how much someone tries to explain to you, you say: No, this is right, this has to happen, this has to be done. 151Baba feels mercy, because at that time you are under the influence of sin.

177Lēkin achchhā hai tō use karō nā .

152Baba is forgotten and sin comes.

178Uskō saphal karō . 179Sahaj vidhi hai - kārya mē̃ lagāō aur baṛhāō .

153Because you are under the influence of sin, you do not understand what you are doing and saying.

180Binā mēhnat K|kē baṛhtā jāyēgā aur 21 janm ārām sē khānā . 181Vahā̃ mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī . 182Viśhāl mahaphil hai ( ōm śhānti bhavan kā hall|hāl ēkdam full bhar gayā isliē kaiyō̃ kō nīchē meditation hall , chhōṭē hall|hāl mē̃ baiṭhnā paṛā . 183Hall|hāl chhōṭā paṛ gayā ) śhāstrō̃ mē̃ yah āpkā jō yādgār hai , usmē̃ bhī gāyan hai - pahlē gilās mē̃ pānī ḍālā , phir ussē ghaṛē mē̃ ḍālā , phir ghaṛē sē tālāb mē̃ ḍālā , tālāb sē nadī mē̃ ḍālā .

154Always remain in the consciousness of knowledge.

184Ākhrīn kahā̃ gayā  ? 185Sāgar mē̃ .

155Don't come under the force of sin.

186Tō yah mahaphil pahlē history hall|hāl mē̃ lagī , phir meditation hall mē̃ lagī , abhī ōm śhānti bhavan mē̃ lag rahī hai .

156In-between this wave comes in. 157This is the wave of Maya, so you new ones should remain safe from it.

187Ab phir kahā̃ lagēgī  ?

158Don't be caught up in these matters.

188Lēkin iskā matlab nahī̃ ki sākār milan K|kē binā avyakt milan nahī̃ manā saktē hō .

159Do not go into the consciousness of 'mine, mine'. 160When souls become a little older, there is a lot of Maya of 'mine, mine'.

189Avyakti milan manānē kā abhyās samay pramāṇ baṛhnā hī hai aur baṛhānā hī hai .

161Since this is not my idea, or it is not my intellect..., where did 'my idea', come from?

190Yah tō dādiyō̃ nē merciful hōkar āp sabkē ūpar viśhēṣh rahm kiyā hai , nayō̃ kē ūpar .

162So do you understand what the method to accumulate is? 163Use it in a task and make it successful.

191Lēkin avyakt anubhav kō baṛhānā - yah samay aur kārya mē̃ āyēgā .

164Use your Godly sanskars in a worthwhile way and the sanskars of waste will go away.

192Dēkhō , nayē-nayē bachchō̃ kē liē hī bāpdādā viśhēṣh yah sākār mē̃ milan kā part ab tak bajā rahē haĩ .

165When you do not use your Godly sanskars for a task, they simply remain in the locker, and just the old ones continue to work.

193Lēkin yah bhī kab tak  ?

166It happens like that.

194Sabhī khuśarājī hō , santuṣhṭ hō  ? 195Bāhar rahnē mē̃ bhī santuṣhṭ hō  ? 196Yah bhī drama mē̃ part hai . 197Jab kahtē hō sārā ābū hamārā hōgā , tō vah kaisē hōgā  ?

167Some have the habit of keeping very beautiful things in a bank or beautiful clothes or a lot of money also in a cupboard, but they use the old things.

198Pahlē āp charaṇ tō rakhō .

168They have love for the old things.

199Phir abhī jō dharmaśhālā nām hai vah apnā hō jāyēgā . 200Dēkhō , vidēśh mē̃ abhī aisē hōnē lagā hai .

169The things in the cupboard simply remain in the cupboard, and they will just make do with the old things.

201Church itnē nahī̃ chaltē haĩ tō be|B . K|kē . kō dē dī hai . 202Jō aisē baṛē-baṛē sthān hai , chal nahī̃ pātē haĩ tō offer kartē haĩ nā .

170So do not do this. 171Do not continue to use the old sanskars and let the Godly sanskars simply remain in the locker of your intellect. 172Use them for a task, use them in a worthwhile way.

203Tō brāhmaṇō̃ K|kē charaṇ paṛ rahē haĩ jagah-jagah par , ismē̃ bhī rāz hai .

173So maintain a chart of how much you used them in a worthwhile way.

204Brāhmaṇō̃ kō rahnē kā drama mē̃ part milā hai .

174To use something in a worthwhile way means to save or increase it.

205Tō sārā hī apnā jab hō jāyēgā phir kyā karē̃gē  ? 206Āp hī offer karē̃gē āp sambhālō . 207Hamē̃ bhī sambhālō , āśhram bhī sambhālō . 208Jis samay jō part miltā hai , usmē̃ rājī rah karkē part bajāō .

175Use it in a worth while way with your mind, or make it successful through your words, or make it worthwhile through relations and contacts, through actions, through your elevated company and with your extremely powerful attitude.

209Achchhā . 210Madhuban nivāsī aur teachers sabhī nīchē sun rahē haĩ .

176Do not just think, 'My attitude is always very good'.

211Sunnē dvārā mil rahē haĩ . 212Teachers aur madhuban nivāsiyō̃ kō sēvā kā pratyakṣhaphal sabkē santuṣhṭatā key|kī duāē̃ miltī hai .

177But how much of it was used in a worthwhile way? 'My sanskars are those of peace anyway.' But how much were they put to use in a worthwhile way?

213Yah brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī yā bāp key|kī duāē̃ extra lift K|kē rūp mē̃ kām mē̃ ātī haĩ .

178By adopting the method of using them in a task, you will easily experience the success of becoming perfect.

214Yah brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē dil key|kī duāē̃ cum|kam nahī̃ hai . 215Achchhā -

179To use something in a worthwhile way is the key to success.

216Chārō̃ ōr K|kē sarv milan manānē K|kē , gyān ratan dhāraṇ karnē K|kē chātrak ātmāō̃ kō ākār rūp mē̃ vā sākār rūp mē̃ milan mēlā manānē vālī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā sarv khazānō̃ kō saphal kar saphaltā svarūp bannē vālī ātmāō̃ kō , sadā mērā bābā aur kōī had kā mērāpan aṅśhmātra bhī na rakhnē vālē aisē bēhad K|kē vairāgī ātmāō̃ kō sadā her|har samay vidhi dvārā sampūrṇtā key|kī siddhi prāpt karnē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 217Dādiyō̃ sē  : sadaiv kōī naī scene hōnī chāhiē nā . 218Yah bhī drama mē̃ naī scene thī jō repeat huī . 219Yah sōchā thā ki yah hall|hāl bhī chhōṭā hō jāyēgā  ?

180Do you understand what you have to do?

220Sadā ēk scene tō achchhī lagtī nahī̃ . 221Kabhī-kabhī key|kī scene achchhī lagtī hai . 222Yah bhī ēk rūhānī raunak hai nā  !

181Do not be happy with just yourself: 'I am very good and virtuous, my yoga is very good'.

223In sabhī ātmāō̃ kā saṅkalp pūrā hōnā thā , isliē yah scene hō gaī .

182But if it is that good, then use it! 183Use it in a worthwhile way.

224Yahā̃ sē chhuṭṭī dē dī - bhalē āō .

184This is an easy method, is it not?

225Tō kyā karē̃gē  ?

185Or, is it difficult?

226Abhī tō nayē aur baṛhnē haĩ .

186Use it for a task and increase it.

227Aur purānē tō purānē hō gayē . 228Jaisē umaṅg sē āyē haĩ vaisē apnē kō set kiyā hai , yah achchhā kiyā hai .

187It will continue to increase without any effort, and you will then use it in comfort for twenty-one births.

229Viśhāl tō hōnā hī hai .

188You will not have to make any effort.

230Cum|kam tō hōnā hai hī nahī̃ .

189There, there is an unlimited gathering.

231Jab viśhva kalyāṇkārī kā title hai tō viśhva kē āgē yah tō kuchh bhī nahī̃ haĩ . 232Vr̥iddhi bhī hōnī hai aur vidhi bhī nayē sē naī hōnī hai . 233Kuchh na kuchh tō vidhi hōtī rahnī hai .

190There is the praise of your memorial mentioned in the scriptures: First, water was put into a glass, then it was put into a pot, then into a pond, then from the pond it flowed into the river.

234Abhī vr̥itti powerful hōgī .

191Where did it finally go? 192Into the ocean.

235Tapasyā dvārā vr̥itti powerful hō jāyēgī tō svataḥ hī vr̥itti dvārā ātmāō̃ key|kī bhī vr̥itti change hōgī . 236Achchhā - āj sab sēvā kartē thaktē tō nahī̃ hō nā .

193So this gathering first took place in the history hall, then in the meditation hall, and now it is taking place in Om Shanti Bhavan.

237Mauj mē̃ ā rahē hō . 238Mauj hī mauj hai .

194Now where is it to take place?

239Achchhā . 240Party sē  : sadā apnē kō ēkras sthiti mē̃ anubhav kartē hō  ?

195But this does not mean that without the corporeal meeting, you cannot celebrate an avyakt meeting.

241Ēkras sthiti hai yā aur had K|kē ras ākārṣit kartē haĩ  ? 242Nir-ntar yōgī ban gayē  ?

196The practice of the avyakt meeting has to increase according to the time, and you have to increase it.

243Sadā powerful yōg hai yā phark paṛtā hai  ? 244Nirantar arthāt antar na hō .

197The Dadis became merciful and had special mercy for the new ones.

245Aisē śhaktiśhālī banē hō yā ban rahē hō  ?

198But now, increase the experience of the avyakt.

246Kitnē tak banē hō  ? 24775 tak pahũchē hō  ?

199That will be useful to you at the right time.

248Kyōṅki sadā ēkras kā arth|earth hī hai ēk kē sāth sadā jaisē bāp , vaisē maĩ , bāp samān .

200Look, BapDada is even now playing the part of the corporeal meeting for the new children. 201But till when will this continue?

249Bannā tō bāp samān hai .

202So, are all of you happy and content?

250Bāp tō śhakti bhartē hī haĩ . 251Rōj key|kī murlī kyā hai  ?

203You have not had any difficulties whilst in this gathering, have you?

252Śhakti bhartī hai nā  !

204Are all of you content?

253Lēkin bharnē vālē bhartē haĩ .

205Are you content in living outside also?

254Sadaiv smr̥iti rakhō ki ham mahāvīr haĩ , śivaśaktiyā̃ haĩ tō kabhī bhī nirbal nahī̃ hōṅgē , kamjōr nahī̃ hōṅgē .

206This is also a part in the drama. 207Since you say that the whole of Abu will belong to you, how is this to happen?

255Kyōṅki kōī bhī vighna tab ātā hai jab kamjōr bantē haĩ .

208So first of all, at least place your fee there.

256Agar kamjōr nahī̃ banō tō vighna nahī̃ ā saktā . 257Mahāvīr kō kahtē haĩ vighna vināśhak .

209So, now there is just the name of a dharamshala, but then it will all become yours.

258Tō yah kiskā title hai  ? 259Āp sabhī vighna vināśhak hō yā vighnō̃ mē̃ ghabrānē vālē hō  ? 260Kōī bhī śhakti key|kī kamī huī tō master sarv śhaktivān nahī̃ kahē̃gē .

210Look, even in the foreign lands, it has already happened that when people were not able to use a church so much, they gave it to the Brahma Kumaris to use.

261Isliē sadā yād rakhō ki sarv śhaktiyā̃ bāp kā varsā hai . 262Varsā tō pūrā milā hai yā thōṛā milā hai  ?

211So people offer for your use those big places they have, but are notable to run, either by your paying money or by some other way.

263Tō ēk bhī śhakti cum|kam nahī̃ hōnī chāhiē . 264Is samay sabhī madhuban nivāsī hō nā  !

212So now, some such places in the foreign lands are becoming centres.

265Abhī madhuban kō sāth lē jānā . 266Kyōṅki madhuban arthāt madhurtā .

213Since it has begun in the foreign lands, it will happen here also, will it not?

267Madhuban āpkē sāth hōgā tō sadā hī sampūrṇ aur sadā hī santuṣhṭ rahē̃gē .

214So the feet of the Brahmins are being placed at every place. 215There is significance in this also.

268Aisē nahī̃ kahnā ki madhuban mē̃ tō bahut achchhā thā . 269Abhī badal gayē .

216So the Brahmins receive the part in the drama to set their feet there.

270Madhuban kā bābā bhī sāth hai . 271Tō madhuban key|kī viśhēṣhtā bhī sāth hai .

217So what will you do when the whole of Abu becomes yours?

272Tō sadā apnē kō master sarv śhaktivān anu-bhav karē̃gē .

218They themselves will offer it to you, saying: You look after it.

273Sabhī tīvr puruṣhārthī hō yā puruṣhārthī hō  ?

219They will say: Look after us and also the centre.

274Tīvr puruṣhārthī key|kī niśhānī kyā hōtī hai  ? 275Tīvr puruṣhārthī sadā uṛtī kalā vālā hōgā , sadā double light hōgā .

220Therefore, wherever, and whatever part you receive at any time, play it whilst being even more raazyukt (one who knows all secrets).

276Kabhī ūpar , kabhī nīchē nahī̃ , sadā uṛtī kalā . 277Jitnā-jitnā vichitr bāp sē pyār hai tō jissē pyār hōtā hai vaisā hī bannā hōtā hai .

221Achcha. 222Madhuban niwasis are sitting below;the teachers are sitting in the meditation hall and listening there. 223They are meeting through listening.

278Svayã bhī vichitr ātmā rūp mē̃ sthit hōṅgē tō uṛtī kalā mē̃ rahē̃gē .

224The teachers and Madhuban niwasis receive the instant fruit of their service as blessings of contentment from everyone.

279Achchhā . 280 ( bāpdādā kā madhur yād patra double vidēśhī bhāī-bahanō̃ prati )

225These blessings from the Brahmin souls and the Father are useful, in the form of an extra lift.

281Chārō̃ ōr K|kē double vidēśhī bachchō̃ kō bāpdādā dilavar key|kī dil sē bahut-bahut yādpyār svīkār hō . 282Sarv bachchō̃ key|kī madhuban K|kē riphrēśamēnṭa K|kē umaṅg-utsāh key|kī khuśhbū patrō̃ dvārā , rūhrihān dvārā bāp kē pās pahũch rahī hai . 283Bāpdādā bhī bachchō̃ kā tīvr purūṣhārth dēkh khuśh hō rahē haĩ aur sadā āgē uṛānē mē̃ sāthī hai . 284Īśhvarīy parivār K|kē bhī sahyōg key|kī duāē̃ sadā sabkē sāth haĩ .

226The blessings from the heart of Brahmin souls are no less.

285Dēkhō , mīṭhē bachchē is tapasyā varṣh mē̃ lagan key|kī agni dvārā sarv vyarth saṅkalp , samay aur saṅskārō̃ kō samāpt kar samarth-sampanna bannē kā jō dr̥iṛh saṅkalp kiyā hai , unkō apnī himmat aur bāp key|kī madad sē pūrā karnā hī hai aur hōnā hī hai . 286Iskē liē sadā bāp kō apnē companion K|kē rūp mē̃ sāth rakhnā aur company tīvr puruṣhārthī follow father brāhmaṇ ātmāō̃ key|kī karnī hai . 287Ismē̃ hī sahaj saphaltā anubhav kartē rahē̃gē . 288Double vidēśhī bachchō̃ par tō viśhēṣh bāp kā pyār hai kyōṅki bachchē bhī bāp K|kē lav|love mē̃ līn rahtē haĩ .

227To the chatrak souls in all four directions who celebrate a meeting and imbibe the jewels of knowledge, to the elevated souls who celebrate a meeting in the subtle form and the corporeal form, to the souls who use all the treasures in a worthwhile way and become the embodiment of success, to the souls who have unlimited disinterest and who constantly have the consciousness of, 'my Baba', and have no trace of the limited consciousness of 'mine', to the children who constantly attain the success of becoming complete through the accurate method, BapDada's love, remembrances and namaste.

289Uṛtē rahō aur uṛātē rahō . 290Achchhā .

228* * * O MS H A N T I * * *