सोमवार 2 मार्च 1992 की अव्यक्त मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

0> 102-03-92 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban

0> > 02-03-92 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban

2Mahāśhivrātri manānā arthāt pratigyā karnā , vrat lēnā aur bali chaṛhnā

1To celebrate Maha Shiv Ratri means to make a promise, to hold a fast and to sacrifice yourself.

3Jyōti bindu śhiv bābā jyōti bindu sāligrāmō̃ prati bōlē ḥ 4Āj divya mahājyōti bāp apnē jyōtibindu bachchō̃ sē mil rahē haĩ .

2Today, the Father, the Great Divine Light (Divya Maha Jyoti) is meeting His children who are points of light (jyoti bindu).

5Bāpdādā bhī mahān jyōti haĩ aur āp bachchē bhī mahān jyōti svarūp hō .

3BapDada is the Great Light and you children are also the form of great light.

6Tō divya jyōti bāp divya jyōti ātmāō̃ sē mil rahē haĩ .

4So the Father, the Divine Light is meeting the souls who are divine lights.

7Yah mahān jyōti kitnī pyārī aur nyārī hai  !

5This Great Light is so lovely and unique.

8Bāpdādā har ēk K|kē mastak K|kē bīch chamaktī huī jyōti kō dēkh rahē haĩ .

6BapDada is seeing the light that is sparkling in the middle of the forehead of each of you.

9Kitnā divya aur pyārā nazārā hai .

7This is such a divine and lovely scene.

10Chamaktē huē rūhānī sitārō̃ kā kitnā achchhā saṅgaṭhan dēkh rahē haĩ .

8Baba is seeing such a beautiful gathering of the sparkling spiritual stars.

11Is rūhānī jyōtirmay sitārō̃ kā mandal alaukik aur ati sundar hai .

9The constellation of these spiritual stars of light is alokik and extremely beautiful.

12Āp sabhī bhī is divya tārā maṇḍal mē̃ apnā chamaktā huā bindu svarūp dēkh rahē hō  ?

10Are all of you also seeing your sparkling form of a point of light in this constellation of divine stars?

13Yahī mahāśhivrātri hai .

11This is the Maha Shiv Ratri.

14Śhiv jyōti kē sāth āp anēk jyōtibindu sāligrām hō .

12Together with Shiv Jyoti, there are all you innumerable jyoti bindus, the saligrams.

15Bāp bhī mahān , bachchē bhī mahān haĩ .

13The Father is great and the children are also great.

16Isliē mahāśhivrātri gāī jā rahī hai .

14This is why Maha Shiv Ratri is remembered.

17Kitnī śhrēṣhṭh bhāgyavān ātmāē̃ hō  ! 18Jō chaitanya sākār svarūp mē̃ śhiv bāp kē sāth śhivrātri manā rahē hō .

15You are such fortunate and elevated souls that you are celebrating Shiv Ratri in the living form, in the corporeal form with Father Shiva.

19Aisē kabhī saṅkalp mē̃ , svapn mē̃ bhī nahī̃ sōchtē thē ki aisī alaukik śhivrātri manānē vālē ham sāligrām ātmāē̃ haĩ .

16Never in your thoughts or even in your dreams did you think that you are the saligram souls who would celebrate such an alokik Shiv Ratri.

20Āp sab chaitanya rūp mē̃ manātē hō .

17All of you celebrate it in the living form.

21Uskā hī yādgār ab bhaktō̃ dvārā zaḍ-catatra mē̃ chaitanya bhāvnā sē manānē kā dēkh rahē hō .

18You now see the memorial of this in the form of the devotees who celebrate it with real feeling for the non­living images.

22Sachchē bhakta chitra mē̃ bhāvnā sē , bhāvnā svarūp anubhav kartē aur āp sāli-grām ātmāē̃ sammukh manānē vālī hō .

19Because of their true love, true devotees experience a form of love from the images whereas you saligram souls are those who personally celebrate with Baba.

23Tō kitnā bhāgya hai  !

20So, how great your fortune is!

24Padma , arab , kharab yah bhī āpkē bhāgya K|kē sāmnē kuchh nahī̃ hai .

21Millions, multimillions, or multibillions are nothing compared to your fortune!

25Isliē sabhī bachchē niśhchay K|kē phalak sē kahtē haĩ - hamnē dēkhā , hamnē pāyā .

22This is why all of you children say with the sparkle of faith: We saw and we attained.

26Yah gīt sabhī kā hai yā kōī-kōī kā hai  ?

23Is this the song of all of you or only of some of you?

27Sabhī gātē haĩ nā  ?

24Do all of you sing this?

28Vā yah gātē hō ki dēkh lē̃gē , pā lē̃gē  ?

25Or, do you sing: We will see, we will attain at some point?

29Pā liyā hai vā pānā hai  ?

26Have you attained or have you yet to attain?

30Double vidēśhī kyā samajhtē haĩ pā liyā hai  ?

27Do the double foreigners think that they have attained?

31Bāpakō dēkhā bhī hai nā  ?

28You have seen the Father, have you not?

32Dil sē kahtē hō ki bāp kō dēkhā hai , pāyā hai .

29You say with your heart that you have seen the Father and found Him.

33Dēkhnā aur pānā tō kyā lēkin bāp kō apnā banā liyā hai .

30Let alone having seen Him and found Him, you have made Him belong to you.

34Bāp āpkō hō gayā hai nā .

31The Father now belongs to you, does He not?

35Dēkhō , āpkō bāp hō gayā tab tō āpkē kahnē sē bāp ā jātē hai nā .

32Look, the Father belongs to you, and this is why He comes when you tell Him to.

36Tō adhikārī ban gayē nā .

33So, you are those who have a right, are you not?

37Mahāśhivrātri key|kī kyā viśēṣatāē̃ haĩ  ?

34What are the specialities of Maha Shiv Ratri?

38Ēk tō bāp kē āgē pratigyā kartē haĩ aur dūsrā bāp K|kē pyār mē̃ vrat rakhtē haĩ . 39Kyōṅki pyār aur khuśhī mē̃ sab bhūl jātē haĩ isliē vrat rakhtē haĩ .

35Firstly, you make a promise to the Father. 36Secondly, you hold a fast out of love for the Father because out of love and happiness you forget everything. 37This is why you hold a fast.

40Khuśhī key|kī khurāk khā lētē tō dūsrī khurāk key|kī āvaśhyaktā nahī̃ hōtī hai .

38You eat the nourishment of happiness, and so there is no need for any other nourishment.

41Milan key|kī khuśhī K|kē kāraṇ vrat rakhtē haĩ .

39You hold a fast because of the happiness of celebrating a meeting.

42Vrat khuśhī key|kī bhī niśhānī hai aur vrat rakhnā arthāt pyār mē̃ tyāg-bhāvanā .

40To hold a fast is a sign of happiness, and to hold a fast also means to have the feeling of renunciation out of love.

43Kuchh chhōṛnā arthāt tyāg bhāvnā key|kī niśhānī hai .

41To give up something is a sign of the feeling of renunciation.

44Tīsrī bāt - śhivrātri arthāt bali chaṛhnā .

42Thirdly, Shiv Ratri means to sacrifice yourself.

45Yādgār rūp mē̃ tō sthūl bali chaṛhātē haĩ lēkin hōnā , man , buddhi aur sambandh sē samarpit hōnā - yah hai vāstavik bali chaṛhnā .

43As a memorial, people offer a physical sacrifice. 44However, it is to surrender yourself with your mind, intellect and relationships – this is the true sacrifice.

46Tō yē tīnō̃ hī viśēṣatāē̃ mahāśhivrātri key|kī viśēṣatāē̃ haĩ .

45So these 3 specialities are the specialities of Maha Shiv Ratri.

47Śhivrātri manānā arthāt yah tīnō̃ viśēṣatāē̃ practical jīvan mē̃ lānā . 48Sirph kahnā nahī̃ lēkin karnā .

46To celebrate Shiv Ratri means to put these 3 specialities into your practical life, not just to speak about it, but to do it.

49Kahnā aur karnā sadā samān hō .

47Your speaking and your doing should always be equal.

50Bāpdādā nē bachchō̃ key|kī khuśakhabārī kā samāchār bhī sunā ki chāhē bhārat K|kē bachchō̃ nē , chāhē double vidēśhī bachchō̃ nē , sabhī nē mahāśhivrātri kā practical svarūp pratigyā kī hai .

48BapDada also heard the good news of the children, and how all of them, both the children of Bharat and the double­foreign children, all of them, made a promise in a practical form for Maha Shiv Ratri.

51Tō pratigyā arthāt kahnā aur karnā dōnō̃ samān .

49A promise means your speaking and doing are both equal.

52Bahut achchhī bāt hai - sabhī nē pahlē bāpdādā kō sabsē baṛē tē baṛā birth day kā gift pratigyā arthāt śhrēṣhṭh saṅkalp kā diyā hai .

50It is very good. 51First of all, all of you gave BapDada your promise and your elevated thought as the greatest gift for His birthday.

53Tō bāpdādā bhī sabhī bachchō̃ K|kē gift key|kī thanks dē rahē haĩ .

52So BapDada is also giving thanks to all the children for their gift.

54Gift mē̃ dī|the huī pratigyā sadā smr̥iti sē samarth banātī rahēgī .

53The promise you made as a gift will constantly continue to make you powerful in your awareness.

55Pahlē sē hī yah nahī̃ sōchō ki pratigyā kartē tō haĩ lēkin patā nahī̃ chal sakē̃ yā nahī̃  ! 56Nibhā sakē̃ yā nahī̃ nibhā sakē̃  !

54Do not think in advance: I am making a promise, but I don't know whether I will be able to continue or not, whether I will be able to fulfil it or not.

57Yah sōchnā arthāt kamzōrī kō āhvāhan karnā .

55To think in this way means to invoke weakness.

58Tō kamzōrī arthāt māyā tō jab svayã hī āhvāhan kar rahē hō tō vah kamzōrī pahlē hī taiyār rahtī hai ānē kē liē .

56Weakness means Maya. 57When you yourself invoke it, then the weakness is ready in advance to come.

59Yah tā āp uskō nimantraṇ dē rahē hō .

58You yourself are inviting her to come.

60Isliē kōī bhī saṅkalp vā karma kartē hō tō samarth sthiti mē̃ sthit hō samarthī sē karō .

59Therefore, when you create a thought or perform any action, stabilize yourself in a powerful stage, and do it with power.

61Kam-zōr saṅkalp mix nahī̃ karō .

60Do not mix in weak thoughts.

62Yah śhrēṣhṭh saṅkalp rakhō ki himmat hamārī , attention hamārā aur madad bāp kī hai hī hai .

61Have the elevated thought: If I have courage and attention, I will definitely receive help from the Father.

63Is vidhi sē pratigyā practical mē̃ lānē mē̃ bahut sahaj anubhav karē̃gē .

62By putting your promise into a practical form in this way, you will experience everything to be easy.

64Sadaiv yah sōchō anēk kalp key|kī vijayī ātmā maĩ hū̃ .

63Always think that you are a victorious soul of many cycles.

65Vijay key|kī khuśhī , vijay kā naśhā śhaktiśhālī banā dēgā .

64The happiness of victory and the intoxication of victory will make you powerful.

66Vijay āp brāhmaṇ ātmāō̃ kē liē sadā sāthī ban bandhī huī hai aur kahā̃ jāyēgī  ?

65Victory is tied to you Brahmin souls as your constant companion. 66Where else can it go?

67Sivāē pāṇḍavō̃ K|kē , vijay nē kis kō sāth diyā  ? 68Vahī pāṇḍav hō nā  !

67Did victory accompany anyone except the Pandavas?

69Jab bāp sāthī hai tō vijay bhī āpkī sāthī hai .

68You are those same Pandavas, are you not?

70Sadā apnē mastak par vijay kā tilak lagā huā hī hai yah dēkhō .

69Since the Father is your Companion, victory is also your companion.

71Jō prabhu K|kē galē kā hār ban gayē , unkī hār kabhī hō nahī̃ saktī .

70Continually check that the tilak of victory is always on your forehead.

72Sampūrṇ vijayī K|kē rūp mē̃ apnā yādgār vijay mālā dēkh rahē hō nā  ?

71Those who have become the garland (haar) around God’s neck can never be defeated (haar).

73Aisē tō gāyan nahī̃ hai nā - vijay aur hār mālā hai  ! 74Nahī̃ , vijay mālā hai . 75Vijayī maṇakē tō āp hō nā  !

72You are seeing your memorial as a completely victorious soul in the form of the rosary of victory, are you not?

76Tō vijayī mālā K|kē maṇakē kabhī hār nahī̃ khā saktē .

73There isn't the praise of the rosary of victory and defeat.

77Har ēk nē jō saṅkalp kiyā bāp-dādā nē sārī scene dēkhī .

74No, it is the rosary of victory. 75So you are the victorious beads, are you not?

78Achchhē umaṅg-utsāh sē , khuśhī-khuśhī sē pratigyā lī hai .

76So the beads of the rosary of victory can never be defeated.

79Aur āp chaitanya sāligrāmō̃ nē pratigyā lī hai is-liē tō bhakta bhī uskā yādagārā manātē rahtē haĩ .

77So whatever thought each of you had, BapDada saw the entire scene. 78You made a promise with good zeal and enthusiasm in great happiness.

80 ( tapasyā K|kē sambandh sē kal sabhī nē 56 vī̃ śhiv jayantī par 56 pratijñāyē̃ kī haĩ .

79All of you living saligrams have made a promise, and so the devotees also celebrate the memorial of that. 80Achcha.

81) 82Bali chaṛh chukē .

81Have you sacrificed yourselves?

83Bali chaṛhnā arthāt mahābalavān bannā .

82To sacrifice yourself means to have great strength.

84Bali kiskī chaṛhātē haĩ  ?

83What do you offer as a sacrifice?

85Kamzōriyō̃ key|kī .

84Weaknesses.

86Jab kamzōriyō̃ key|kī bali chaṛhā dī tō kyā ban gayē  ? 87Mahābalavān .

85When you have sacrificed all your weaknesses, what do you become?

88Sabsē baṛī kamzōrī hai dēh abhimān .

86You become someone with great strength.

89Dēh-bhān samarpit karnā arthāt unkē vanśh kō bhī sam-ārpit kiyā . 90Kyōṅki dēh-abhimān kā sūkṣhma vanśh bahut baṛā hai .

87The greatest weakness is body consciousness. 88To surrender body consciousness means to surrender even its progeny, because the subtle progeny of body consciousness is so huge.

91Anēk prakār K|kē chhōṭē baṛē dēh-bhān hai .

89There are many little and large forms of body consciousness.

92Tō dēh-bhān key|kī bali chaṛhānā arthāt vanśh sahit samarpit hōnā .

90So to sacrifice body consciousness means to surrender it with its progeny.

93Aṅśh bhī nahī̃ rakhnā .

91You must not even keep the slightest trace of it.

94Aṅśhmātra bhī agar rah gayā tō bār-bār chumbak kī tarah khīñchtā rahēgā . 95Āpkō patā bhī nahī̃ paṛēgā .

92If even the slightest trace of it remains, it will repeatedly pull you like a magnet and you will not even know about it.

96Na chāhtē bhī chumbak apnē taraph khīñch lēgā .

93Against your wish, the magnet will pull you towards itself.

97Aisē nahī̃ samajhnā - aisē kōī samāy kē liē yah dēh abhimān kā kōī prakār kām mē̃ lānē kē liē kinārā karkē rakhē̃ .

94Do not think that you should put some form of body consciousness aside to use at some time later on.

98Phir kyā kahtē haĩ - iskē binā kām nahī̃ chaltā .

95What do you then say? 96That you cannot do anything without it.

99Kām chaltā hai lēkin thōṛē samay key|kī vijay dikhāī dētī hai .

97Of course you can, but then victory is only visible for a temporary period.

100Abhimān kō svamān samajh lētē hō .

98You consider arrogance (abhimaan) to be self­respect (Swaman).

101Lēkin is alpkāl key|kī vijay mē̃ bahut kāl key|kī hār samāyī huī hai .

99However, in this temporary victory, defeat is merged for a long period of time.

102Aur jiskō thōṛē samay key|kī hār samajhtē hō vō sadā kāl key|kī vijay prāpt karātī hai .

100That which you consider to be defeat for a short period of time enables you to claim victory for all time.

103Isliē dēh abhimān K|kē aṅśhmātra sahit samarpit hō - iskō kahā jātā hai śhiv bāp kē ūpar bali chaṛhnā arthāt mahābalavān bannā .

101Therefore, to surrender body consciousness with all its traces, too, is called sacrificing oneself to Father Shiva, that is, to become someone with great strength.

104Aisī śhivrātri manāī hai nā  ?

102You have celebrated such a Shiv Ratri, have you not?

105Yah vrat dhāraṇ karnā hai .

103You have to imbibe this fast.

106Vē|way lōg tō sthūl chījō̃ kā vrat rakhtē haĩ lēkin āp kyā vrat lētē hō  ?

104Those people hold a fast of physical things, but what fast do you observe?

107Śhrēṣhṭh vr̥itti dvārā yah vrat lētē hō ki sadā kamzōr vr̥itti kō miṭāē , śhubh aur śhrēṣhṭh vr̥itti dhāraṇ karē̃gē .

105Through your elevated attitude, you hold a fast that you will constantly finish the weak attitude and adopt a pure and elevated attitude.

108Jab vr̥itti mē̃ śhrēṣhṭhatā hai tō sr̥iṣhṭi śhrēṣhṭh hī nazar āyēgī . 109Kyōṅki vr̥itti sē dr̥iṣhṭi aur kr̥iti kā connection hai .

106When your attitude is elevated, the world will also be seen as elevated, because your attitude has a connection with your vision and actions.

110Kōī bhī achchhī vā burī bāt pahlē vr̥itti mē̃ dhāraṇ hōtī hai phir vāṇī aur karma mē̃ ātī hai .

107Anything good or bad is first instilled into your attitude, and then it enters your words and actions.

111Vr̥itti śhrēṣhṭh hōnā arthāt vāṇī aur karma svataḥ śhrēṣhṭh hōnā .

108For your attitude to be elevated, means your words and actions will automatically be elevated.

112Āpkī viśhēṣh sēvā viśhva-parivartan key|kī bhī śhubh vr̥itti sē hai .

109Your special service of world transformation is also brought about through having a pure attitude.

113Vr̥itti sē vibration , vāyumaṇḍal banātē hō .

110You create the vibrations and the atmosphere through your attitude.

114Tō śhrēṣhṭh vr̥itti kā yah vrat dhāraṇ karnā - yahī śhivrātri manānā hai .

111To imbibe this fast of an elevated attitude is to celebrate Shiv Ratri.

115Yah tō sun liyā nā ki manānā arthāt bannā , kahnā arthāt karnā .

112You have already heard that to celebrate means to become; to speak about something means to do it practically.

116Jō siddhi prāpt ātmāyē̃ hōtī haĩ jiskō lōgō̃ key|kī bhāṣhā mē̃ siddha purūṣh kahā jātā hai aur āp kahē̃gē siddhi svarūp ātmā - tō unhō̃ ka her|har saṅkalp apnē prati yā dūsrō̃ kē prati jō bhī kartē haĩ vah karma mē̃ siddha hō jātē haĩ , jō bōl bōltē hai vah siddha hō jātā hai .

113In the language of other people, those souls who have attained success are called successful beings, and you call them the souls who are embodiments of success. 114So whatever thoughts they create for themselves or for others take practical shape in their actions. 115Whatever words they speak take on a practical form. 116You call this 'sat vachan', the true versions that take on a practical form.

117Jiskō kahtē haĩ sat-vacan . 118Tō sabsē baṛē tē baṛī siddhi svarūp ātmāē̃ āp hō nā .

117So, you are the greatest souls who are embodiments of success, are you not?

119Tō saṅkalp aur bōl siddha hōṅgē nā , siddha hōnā arthat saphal hōnā .

118So your words and thoughts will become true, will they not? 119To become true means for them to be worthwhile.

120Pratyakṣha svarūp mē̃ ānā yah hai siddha hōnā .

120For them to take on a practical form means for them to be worthwhile.

121Tō sadaiv yah smr̥iti mē̃ rakhō ki ham sabhī siddhi svarūp ātmāē̃ haĩ .

121So always have the consciousness that you are the souls who are embodiments of success.

122Ham siddhi svarūp ātmāō̃ kā her|har saṅkalp , bōl , her|har karma svayã kō vā sarv kō siddhi prāpt hōnē vālā hō . 123Vyarth nahī̃ .

122Therefore, every thought, every word and every action of you souls who are embodiments of success enables you and others to attain success.

124Kahā aur kiyā tō siddha huā .

123They are not wasteful.

125Kahā , sōchā aur kiyā nahī̃ tō vah vyarth gayā .

124If you do something as soon as you say it, it is worthwhile.

126Kaī aisē sōchtē haĩ ki hamārē saṅkalp bahut achchhē chaltē haĩ , bahut achchhē-achchhē vichār umaṅg ātē haĩ , apnē prati yā sēvā kē prati , lēkin saṅkalp tak hī rah jātē haĩ . 127Practical karma mē̃ , svarūp mē̃ nahī̃ ātē hai .

125If you said something and thought about it, but did not do it, it became wasteful. 126Some think that they have very good thoughts and very good ideas, that they have very good enthusiasm for the self and for service. 127However, it only remains in their thoughts; it does not come into their practical actions, in a practical way.

128Tō iskō kyā kahē̃gē  ?

128So what would you call that?

129Saṅkalp bahut achchhē hai lēkin karma mē̃ antar kyō̃  ?

129They have very good thoughts, but why is there a difference in their action?

130Iskā kāraṇ kyā hai  ?

130What is the reason for this?

131Agar bīj bahut achchhā hai lēkin phal achchhā nahī̃ nikalē tō kyā kahē̃gē  ?

131If a seed is very good, but the fruit that emerges from it is not good, what would you say?

132Dharnī yā parhēj key|kī kamī hai .

132That something is lacking in the earth or in the care of it.

133Aisē hī saṅkalp rūpī bīj achchhā hai .

133In the same way, the seed of the thought is good.

134Bāpdādā kē pās saṅkalp pahũchtē haĩ .

134The thoughts reach BapDada.

135Bāpdādā bhī khuśh hōtē haĩ - bahut achchhā bīj bōyā hai , bahut achchhā saṅkalp kiyā hai , abhī phal milā ki milā .

135BapDada also becomes happy that you have sown a very good seed, that you have had a very good thought and that you are now about to receive the fruit.

136Lēkin hōtā kyā hai  ?

136However, what happens instead?

137Dr̥iṛh dhāraṇ kī dharnī key|kī kamī aur bār-bār attention K|kē parhēj key|kī kamī .

137You lack the earth of determination and the precaution of repeatedly paying attention.

138Bāpdādā hansī kā khēl dēkhtē rahtē haĩ .

138BapDada continues to watch the amusing games.

139Jaisē bachchē lōgē gas kā gubbārā uṛātē haĩ nā , bahut achchhī gas bharkar uṛātē haĩ aur khuśh hōtē haĩ , gubbārā ūpar gayā , bahut achchhā uṛ rahā hai . 140Lēkin chaltē-chaltē nīchē ā jātā hai . 141Tō kabhī bhī purūṣhārth mē̃ nirāśh nahī̃ banō .

139Just as children fly a gas balloon, they fly it filled with a lot of gas and become very happy that the balloon is flying high, that it is flying very well, but from flying, it comes down, similarly you must never become disheartened in your efforts: I have to do this, it has to happen, I have to become this.

142Karnā hī hai , hōnā hī hai , vijay mālā mērā hī yādgār hai . 143Nirāśh hōkar yah nahī̃ sōchō achchhā kar lē̃gē , dēkh lē̃gē .

140The rosary of victory is my memorial. 141Do not ever become disheartened and say: Achcha, I will do it at some time, I will see about it.

144Nahī̃ , kal tō kyā abhī karnā hī hai .

142No. 143Never mind tomorrow, you have to do it now!

145Agar nirāśhā kō kuchh second vā minute bhī apnē andar sthān diyā tō phir vah sahaj jānē vālī nahī̃ hai .

144If you give disheartenment a place for a few seconds or a few minutes within yourself, it will not go away easily.

146Uskō bhī brāhmaṇ ātmāō̃ kē pās majā ātā hai .

145It also enjoys being with Brahmin souls.

147Isliē nirāśh kabhī nahī̃ banō .

146Therefore, never become disheartened.

148Abhimān bhī nahī̃ , nirāśhā bhī nahī̃ .

147Do not have any arrogance, and do not become disheartened.

149Kōī abhimān mē̃ ā jātē haĩ , kōī nirāśhā mē̃ ā jātē haĩ .

148Some become arrogant and some become disheartened.

150Yah dōnō̃ mahābalavān bannē nahī̃ dētē haĩ .

149Neither of these allows you to become one with great strength.

151Jahā̃ abhimān hōtā hai vahā̃ apmān key|kī feeling bhī jyādā ātī hai .

150Wherever there is arrogance, there is a greater feeling of insult.

152Kabhī abhimān mē̃ , kabhī apmān mē̃ - dōnō̃ sē khēltē rahtē haĩ .

151Sometimes there is arrogance and sometimes there is insult: you continue to play with both of these.

153Jahā̃ abhimān nahī̃ hōgā uskō apmān bhī apmān nahī̃ lagēgā .

152Where someone hasn't any arrogance, if that one is insulted, he will not feel it to be an insult.

154Vah sadā nirmān aur nirmāṇ K|kē kārya mē̃ busy rahēgā .

153He will always remain humble and busy in the task of renewal.

155Jō nirmān hōtā hai vahī nirmāṇ kar saktā hai .

154Only those who are humble can renew something.

156Tō śhivrātri manānā arthāt nirmān ban nirmāṇ karnē K|kē kartavya mē̃ lagnā .

155To celebrate Shiv Ratri means to be humble and to engage yourself in the task of renewal. 156Do you understand?

157Samjhā  ! 158Tō āj sabhī apnē dil par śhrēṣhṭh saṅkalp key|kī ḍōrī dvārā vijay kā jhaṇḍā laharāō .

157So, today, all of you should hoist the flag of victory with the rope of elevated thought in your heart.

159Yah jhaṇḍā laharānā brāhmaṇō̃ key|kī sēvā key|kī rasam hai , vidhi hai .

158To hoist a physical flag is a system or method of service for Brahmins.

160Lēkin sāth-sāth sadā vijay kā jhaṇḍā laharātā rahē .

159However, as well as this, let the flag of victory also be constantly flying.

161Kōī bhī duḥkh key|kī bāt hōtī hai tō jhaṇḍā nīchē kar dētē haĩ lēkin āpkā jhaṇḍā kabhī nīchē nahī̃ hō saktā .

160When something sorrowful happens, the flag is brought down, but your flag can never come down. 161It is constantly high.

162Sadā ūñchā . 163Tō aisā jhaṇḍā laharāyēṅgē nā  ?

162So, you will hoist such a flag, will you not?

164Achchhā - tapasyā varṣh key|kī result bhī milī .

163Achcha, BapDada also received the result of the Year of Tapasya.

165Sabhī nē apnā-apnā judge bankar apnē kō number diyā .

164Each of you became your own judge and gave yourself a number.

166Achchhā kiyā .

165You did well.

167Majority chārō̃ ōr key|kī result sē yah dikhāī diyā ka is tapasya varṣh nē sabkō sva K|kē purūṣhārth kē prati attention achchhā khiñchvāyā hai . 168Jab attention gayā tō tension bhī chalā hī jāyēgā nā  !

166From the result of the majority everywhere, it has been seen that the Year of Tapasya has drawn everyone's attention to the effort of the self very well. 167Since your attention has been drawn, tension will go away, will it not? 168So, the total result of many of you is good.

169Tō total result kaīyō̃ key|kī achchhī rahī hai .

169There is a majority of you in the second number.

170Second number mējōriṭī hai . 171Third bhī hai lēkin first aur chauthā number cum|kam hai .

170There are also those in the third number, and there are only a few who have claimed the first or fourth number.

172Second number K|kē hisāb sē first aur fourth cum|kam haĩ .

171Compared to the second number, there are very few in the first and fourth numbers.

173Bākī second aur third yē majority hai aur bāpdādā ēk bāt par viśhēṣh khuśh hai ki sabhī nē is tapasyā varṣh kō mahatva diyā hai .

172However, the majority are those with second or third number. 173BapDada is happy about one thing in particular, that all of you have given importance to this Year of Tapasya.

174Isliē paper āyē haĩ lēkin majority achchhē rūp sē pās|pass hō gayē .

174This is why, though the paper came, the majority of you have passed very well.

175Yah saṅkalp jō rakhā ki tapasyā karnī hai - is saṅkalp key|kī samarthī nē sahyōg diyā hai .

175The thought you had, that you have to do tapasya ­ the power of this thought has given you co­operation.

176Isliē result achchhī hai , kharāb nahī̃ hai .

176This is why the result is good; it is not bad.

177Mubārak hō .

177Congratulations!

178Bākī ab prize tō dādiyā̃ dē̃gī , bāp nē sabkō bahut-acchē , bahut-acchē key|kī prize dē dī .

178However, now, the Dadis will give you a prize. 179The Father has already given you a prize of “You are very good, you are very good!”.

179Aisē nahī̃ ki tapasyā varṣh pūrā hō gayā , abhī albēlē ban jāyē .

180Do not think that now the Year of Tapasya has finished, you can become careless.

180Nahī̃ , aur baṛī prize lēnī hai .

181No, you have to claim an even bigger prize.

181Sunāyā nā - karma aur yōg K|kē balance key|kī prize lēnī hai , sēvā aur tapasyā K|kē balance key|kī blessing anubhav karnī hai aur nimitt mātra prize lēnī hai .

182You were told that you have to claim the prize of the balance between karma and yoga. 183You have to experience the blessings of the balance between service and tapasya, and just claim the prize in name.

182Sachchī prize tō bāp aur parivār key|kī blessing key|kī prize hai .

184The true prize is that of blessings from the Father and the family.

183Vah tō sabkō mil rahī hai .

185You are all receiving them anyway.

184Achchhā - āj sūkṣhma vatan banāyā hai .

186Achcha, today you have created a subtle region.

185Achchhā hai - vāyumaṇḍal achchhā banā hai .

187It is good. 188A very good atmosphere has been created.

186Us jyōti dēśh kē āgē tō yah sajā huā sūkṣhma vatan model hī lagtā hai nā .

189Compared to that world of light, this decorated subtle region seems like a model.

187Phir bhī bachchē̃ kā umaṅg aur utsāh vāyumaṇḍal vr̥itti kō khīñchtā jarūr hai .

190Even so, the zeal and the enthusiasm of the children and the atmosphere definitely pull the attitude.

188Sabhī sūkṣhma vatan mē̃ baiṭhē hō  ?

191So, are all of you sitting in the subtle region?

189Sākār śharīr mē̃ rahtē man sē sūkṣhmavatan vāsī ban milan manāō .

192While in the corporeal body, become residents of the subtle region and celebrate a meeting with your mind.

190Bāpdādā kō khuśhī hai ki bachchō̃ kō sūkṣhma vatan itnā pyārā lagtā hai . 191Tabhī tō banāyā hai nā .

193BapDada is happy that children have so much love for the subtle region, and this is why you have created it.

192Bahut achchhī mēhnat karkē banāyā hai aur pyār sē banāyā hai , śhrēṣhṭh umaṅg utsāh K|kē saṅkalp sē banāyā hai .

194You have created it with a lot of effort and love. 195You have created it with the elevated thoughts of zeal and enthusiasm.

193Isliē bāpdādā saṅkalp karnē vālō̃ kō , sākār mē̃ lānē vālō̃ kō sabhī kō mubārak dētē haĩ .

196This is why BapDada congratulates all those who have had the thought and all those who put it into the corporeal form.

194Yah bhī bēhad K|kē khēl mē̃ khēl hai , aur kyā khēl karē̃gē , yahī khēl karē̃gē nā .

197This is also a game within the unlimited game. 198Which other games would you play?

195Kabhī svarg banāyēṅgē , kabhī sūkṣhma vatan banāyēṅgē .

199Sometimes, you would create heaven and sometimes you would create the subtle region.

196Yah buddhi kō khīñchtā hai .

200These are the games you would play, are they not?

197Achchhā - chārō̃ ōr K|kē sarv jyōtibindu sāligrāmō̃ kō bāp K|kē divya janm vā bachchō̃ K|kē divya janm vā bachchō̃ K|kē divya janm key|kī mubārak hō . 198Aisē sarvaśhrēṣhṭha sadā siddhi svarūp ātmāō̃ kō , sadā divya chamaktē huē sitārō̃ kō , sadā abhimān aur apmān sē nyārē rahnē vālē svamān mē̃ sthit rahnē vālī ātmāō̃ kō , sadā śhrēṣhṭh purūṣhārth aur śhrēṣhṭh sēvā K|kē utsāh-umaṅg key|kī śhrēṣhṭh āśhāō̃ K|kē dīpak jagānē vālī ātmāō̃ kō , sadā apnē dil par vijay kā jhaṇḍā laharānē vālī śivamayī śhakti sēnā kō , sadā purūṣhārth mē̃ saphaltā sahaj anubhav karnē vālē saphaltā svarūp bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē . 19956 vī̃ śhivjayantī par bāpdādā nē dhvaj phahrātē huē sarv bachchō̃ kō badhāī dī|the . 200Sadā viśhva mē̃ bāp aur vijayī bachchō̃ kō yah sukh-śhānti dēnē vālā jhaṇḍā laharātā rahēgā .

201This is good.

201Chārō̃ ōr śhiv bāp aur śhiv śhaktiyō̃ key|kī rūhānī sēnā kā yah nām bālā hōtā rahēgā . 202Yah mahān , ūñchā jhaṇḍā viśhva kō sadā laharātā huā dikhāī dēgā .

202This pulls your intellect. 203Achcha. 204To all the jyoti bindu saligrams from everywhere, congratulations for the divine birth of the Father and the divine birth of the children.

203Yah avināśhī jhaṇḍā , avināśhī bāp aur avināśhī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā yādgār hai . 204Tō sadā khuśhī key|kī laharō̃ sē , khuśhī kā jhaṇḍā , bāp K|kē nām bālā karnē kā jhaṇḍā , bāp kō pratyakṣha karnē kā jhaṇḍā laharā rahē hō , laharātē rahē̃gē . 205Aisē mahāśhivrātri par āp sabhī bachchō̃ kō aur chārō̃ ōr K|kē sarv brāhmaṇ viśhēṣh ātmāō̃ kō bahut-bahut birth day key|kī mubārak aur yādpyār .

205To the most elevated souls who are constantly embodiments of success, to the constantly sparkling divine stars who are constantly beyond arrogance and insult and who remain stable in their self­respect, to the souls who ignite the lamps of elevated hopes, of elevated effort and elevated service with zeal and enthusiasm, to the Shakti Army who have the power of Shiva and who constantly hoist the flag of victory in their heart, to the children who are embodiments of success who constantly and easily experience success in their efforts, love, remembrance and namaste from BapDada. 206* * O M S H A N T I * * *