शुक्रवार 26 मार्च 1993 की अव्यक्त मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0> 126-03-93 ōm śhānti avyakt bāpadādāmadhuban 2Avyakt varṣh mē̃ lakṣhya aur lakṣhaṇ kō samān banāō
0> > 26-03-93 Om Shanti Avyakt Bapdada Madhuban
3Āj nirākārī aur ākārī bāpdādā sarvaśhrēṣhṭha brāhmaṇ ātmāō̃ kō ākār rūp sē aur sākār rūp sē dēkh rahē haĩ . 4Sākār rūp vālī āp sabhī ātmāyē̃ bhī bāp K|kē sammukh hō aur ākārī rūpdhārī bachchē bhī sammukh haĩ . 5Dōnō̃ kō bāpdādā dēkh harṣhit hō rahē haĩ . 6Sabhī K|kē dil mē̃ ēk hī saṅkalp hai , umaṅg hai ki-ham sabhī bāp samān sākārī sō ākārī aur ākārī sō nirākārī bāp samān banē̃ .
1In the Avyakt Year, make your aim and qualifications the same.
7Bāpdādā sabhī K|kē is lakṣhya aur lakṣhaṇ kō dēkh rahē haĩ . 8Kyā dikhāī diyā ?
2Today, incorporeal and subtle BapDada is seeing the most elevated Brahmin souls in the subtle and corporeal forms.
9Majority kā lakṣhya bahut achchhā dr̥iṛh hai lēkin lakṣhaṇ kabhī dr̥iṛh haĩ , kabhī sādhāraṇ haĩ . 10Lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ samāntā ānā-yah niśhānī hai samān bannē key|kī .
3All of you souls in the corporeal form are personally in front of the Father, and the children who are in the subtle form are also in front of Baba.
11Lakṣhya dhāraṇ karnē mē̃ 99 % bhī kōī haĩ , bākī number-vār haĩ . 12Lēkin sadā , sahaj aur natural nature mē̃ lakṣhaṇ dhāraṇ karnē mē̃ kahā̃ tak haĩ-isamē̃ minority 90 % tak haĩ , bākī aur number-vār haĩ . 13Tō lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ aur lakṣhaṇ kō bhī natural aur nature banānē mē̃ antar kyō̃ hai ? 14Samay pramāṇ , circumstance pramāṇ , samasyā pramāṇ kaī bachchē purūṣhārth dvārā apnē lakṣhya aur lakṣhaṇ kō samān bhī banātē haĩ .
4BapDada is pleased seeing both.
15Lēkin yah natural aur nature hō jāyē , usmē̃ abhī aur attention chāhiē . 16Yah varṣh avyakt phariśhtā sthiti mē̃ sthit rahnē kā manā rahē hō .
5All of you have one thought and the enthusiasm in your heart that you all become the same as the Father, from corporeal to subtle, and subtle to incorporeal.
17Yah dēkh bāpdādā bachchō̃ K|kē pyār aur purūṣārth-dōnō̃ kō dēkh-dēkh khuśh hōtē haĩ , vāh bachchē , vāh kā gīt bhī gātē haĩ . 18Sāth-sāth abhī aur āgē sarv bachchō̃ K|kē lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ samāntā dēkhnā chāhtē haĩ . 19Āp sab bhī yahī chāhtē hō nā . 20Bāp bhī chāhtē , āp bhī cāhatē-phir bīch mē̃ bākī kyā hai ?
6BapDada is seeing this aim and the qualifications for it in everyone.
21Vah bhī achchhī tarah sē jāntē hō . 22Āpas mē̃ workshop kartē hō nā ! 23Bāpdādā nē lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ antar hōnē key|kī viśhēṣh ēk hī bāt dēkhī . 24Chāhē ākārī phariśhtā , chāhē nirākārī nirantar , natural nature hō jāyē-isakā mūl ādhār hai nirahaṅkārī bannā .
7What is visible?
25Ahaṅkār anēk prakār kā hai . 26Sabsē viśhēṣh kahnē mē̃ bhal ēk śhabda dēh-abhimān hai lēkin dēh-abhimān kā vistār bahut hai . 27Ēk hai mōṭē rūp mē̃ dēh-abhimān , jō kaī bachchō̃ mē̃ nahī̃ bhī hai .
8The aim of the majority is very good and determined, but the qualifications for it are sometimes determined and sometimes ordinary.
28Chāhē svayã key|kī dēh , chāhē aurō̃ key|kī dēh-agar aurō̃ key|kī dēh kā bhī ākarṣhaṇ hai , vō bhī dēh-abhimān hai . 29Kaī bachchē is mōṭē rūp mē̃ pās|pass haĩ , mōṭē rūp sē dēh K|kē ākār mē̃ lagāv vā abhimān nahī̃ hai . 30Parantu iskē sāth-sāth dēh K|kē sambandh sē apnē saṅskār viśhēṣh haĩ , buddhi viśhēṣh hai , guṇ viśhēṣh haĩ , kōī kalāyē̃ viśhēṣh haĩ , kōī śhakti viśhēṣh hai-usakā abhimān arthāt ahaṅkār , naśhā , rōb-yē sūkṣhma dēh-abhimān hai . 31Agar in sūkṣhma abhimān mē̃ sē kōī bhī abhimān hai tō na ākārī phariśhtā natural-nirantar ban saktē , na nirākārī ban saktē .
9Bringing about equality in the aim and qualifications is a sign of becoming like the Father.
32Kyōṅki ākārī phariśhtē mē̃ bhī dēhbhān nahī̃ hai , double light hai . 33Dēh-ahaṅkār nirākārī bannē nahī̃ dēgā .
10There are some who have imbibed their aim to 99% and all the rest are numberwise.
34Sabhī nē is varṣh attention achchhā rakhā hai , umaṅg-utsāh bhī hai , chāhnā bhī bahut achchhī hai , chāhtē bhī haĩ lēkin āgē aur attention please ! 35Check karō - kisī bhī prakār kā abhimān vā ahaṅkār natural svarūp sē puruṣhārthī svarūp tō nahī̃ banā dētā hai ? 36Kōī bhī sūkṣhma abhimān aṅśh rūp mē̃ bhī rahā huā tō nahī̃ hai jō samay pramāṇ aur kahā̃ sēvā pramāṇ bhī emerge hō jātā hai ? 37 kyōṅki anśh-mātra hī samay par dhōkhā dēnē vālā hai .
11However, to what extent have you imbibed the qualifications constantly and easily, in a natural way and made it part of your nature?
38Isliē is varṣh mē̃ jō lakṣhya rakhā hai , bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki lakṣhya sampann hōnā hī hai . 39Chaltē-chaltē kōī viśhēṣh sthūl rūp mē̃-us din , us samay-kōī bhūl bhī nahī̃ kartē hō lēkin kabhī-kabhī yē anubhav kartē hō nā ki - āj vā abhī nāmālūm kyā hai jō jaisī khuśhī hōnī chāhiē vaisī nahī̃ hai , nā-mālūm āj akēlāpan vā nirāśhā vā vyarth saṅkalpō̃ kā achānak tūphān kyō̃ ā rahā hai ! 40Amr̥itvēlā bhī kiyā , class bhī kiyā , sēvā bhī , job bhī kiyā-parantu yē kyō̃ hō rahā hai ? 41 kāraṇ kyā hōtā hai ?
12In this, the minority are up to 90%.
42Mōṭē rūp kō tō check kar lētē hō aur usmē̃ samajhtē hō ki kōī galatī|galtī nahī̃ huī . 43Lēkin sūkṣhma abhimān K|kē svarūp kā aṅśh sūkṣhma mē̃ prakaṭ hōtā hai . 44Isliē kōī bhī kām mē̃ dil nahī̃ lagēgī , vairāgya , udās-udās feel hōgā . 45Yā tō sōcēṅgē-kōī ēkānt K|kē sthān par chalē jāyē̃ , yā sōcēṅgē-sō jāyē̃ , rest mē̃ chalē jāyē̃ yā parivār sē kinārā kar lē̃ thōṛē time kē liē .
13All the rest are numberwise.
46In sab sthitiyō̃ kā kāraṇ aṅśh key|kī kamāl hōtī hai . 47Kamāl nahī̃ kahō , dhamāl hī kahō . 48Tō sampūrṇ nirahaṅkārī bannā arthāt ākārī-nirākārī sahaj bannā .
14So, why is there a difference in the aim and its qualifications and making those qualifications natural and part of your nature?
49Jaisē kabhī-kabhī dil nahī̃ hōtī ki kyā sadā ēk hī dincharyā mē̃ chalnā hai , change tō chāhiē nā ? 50Na chāhtē bhī yah sthiti ā jātī hai . 51Jab nirahaṅkārī ban jāyēṅgē tō ākārī aur nirākārī sthiti sē nīchē ānē key|kī dil nahī̃ hōgī . 52Usī mē̃ hī lavlīn anubhav karē̃gē .
15According to the time, according to the circumstances, according to problems, some children make their aim and its qualifications the same through making effort, but greater attention is now needed to make them natural and part of your nature.
53Kyōṅki āpkī ōrījinal anādi stage tō nirākārī hai nā . 54Nirākār ātmā nē is śharīr mē̃ pravēśh kiyā hai .
16You are celebrating this year as the year of stabilising yourselves in the stage of an avyakt angel.
55Śharīr nē ātmā mē̃ nahī̃ pravēśh kiyā , ātmā nē śharīr mē̃ pravēśh kiyā . 56Tō anādi ōrījinal svarūp tō nirākārī hai nā .
17BapDada is pleased seeing both the love and the effort of the children and He also sings the song: Wah children! wah!
57Ki śharīrdhārī hai ? 58Śharīr kā ādhār liyā lēkin liyā kisnē ? 59Āp ātmā nē , nirākār nē sākār śharīr kā ādhār liyā .
18Together with this, He further wishes to see equality in all the children's aim and their qualifications.
60Tō ōrījinal kyā huā-ātmā yā śharīr ? 61Ātmā . 62Yē pakkā hai ?
19All of you also want this, do you not?
63Tō ōrījinal sthiti mē̃ sthit hōnā sahaj yā ādhār lēnē vālī sthiti mē̃ sahaj ? 64Ahaṅkār ānē kā darvājā ēk śhabda hai , vō kaunsā ? 65 maĩ .
20The Father wants this, you also want it, and so what comes inbetween?
66Tō yah abhyās karō-jab bhī maĩ śhabda ātā hai tō ōrījinal svarūp sāmnē lāō - maĩ kaun ? 67Maĩ ātmā yā phalānā-phalānī ? 68Aurō̃ kō gyān dētē hō nā - maĩ śhabda hī uṛānē vālā hai , maĩ śhabda hī nīchē lē ānē vālā hai . 69 maĩ kahnē sē ōrījinal nirākār svarūp yād ā jāyē , yē natural hō jāyē tō yah pahlā pāṭh sahaj hai nā .
21You also know that very well.
70Tō isī kō check karō , ādat ḍālō - maĩ sōchā aur nirākārī svarūp smr̥iti mē̃ ā jāyē . 71Kitnī bār maĩ śhabda kahtē hō ! 72Mainnē yah kahā , maĩ yah karū̃gī , maĩ yah sōchtī hū̃ … - anēk bār maĩ śhabda use kartē hō . 73Tō sahaj vidhi yah hai nirākārī vā ākārī bannē kī-jab bhī maĩ śhabda use karō , phauran apnā nirākārī ōrījinal svarūp sāmnē āyē .
22You hold workshops amongst yourselves, do you not?
74Yē muśhkil hai vā sahaj hai ? 75Phir tō lakṣhya aur lakṣhaṇ samān huā hī paṛā hai .
23BapDada saw one special aspect for there being a difference between the aim and the qualifications.
76Sirph yah yukti-nirahaṅkārī banānē kā sahaj sādhan apnākar K|kē dēkhō . 77Yah dēhbhān kā maĩ samāpt hō jāyē .
24Whether you become a subtle angel or incorporeal; the main basis to make this constantly your natural nature, is to become egoless.
78Kyōṅki maĩ śhabda hī dēh-ahaṅkār mē̃ lātā hai aur agar maĩ nirākārī ātmā svarūp hū̃ - yah smr̥iti mē̃ lāyēṅgē tō yah maĩ śhabda hī dēh-bhān sē parē lē jāyēgā . 79Ṭhīk hai nā . 80Sārē din mē̃ 25-30 bār tō jarūr kahtē hōṅgē . 81Bōltē nahī̃ hō̃ tō sōchtē tō hōṅgē - maĩ yah karū̃gī , mujhē yah karnā hai … .
25There are many types of ego.
82Plan bhī banātē hō tō sōchtē hō nā . 83Tō itnē bār kā abhyās , ātmā svarūp key|kī smr̥iti kyā banā dēgī ?
26When speaking, there is one main word, and that is ‘body consciousness’, but there is a lot of expansion of body consciousness.
84Nirākārī . 85Nirākārī ban , ākārī phariśhtā ban kārya kiyā aur phir nirākārī !
27One is body consciousness in the gross form, which many children do not have.
86Karm-sambandh K|kē svarūp sē sambandh mē̃ āō , sambandh kō bandhan mē̃ nahī̃ lāō . 87Dēh-abhimān mē̃ ānā arthāt karm-bandhan mē̃ ānā .
28If there is attraction to the body, whether to your own body or to another’s, that too is body consciousness.
88Dēh sambandh mē̃ ānā arthāt karm-sambandh mē̃ ānā . 89Dōnō̃ mē̃ antar hai . 90Dēh kā ādhār lēnā aur dēh K|kē vaśh hōnā-dōnō̃ mē̃ antar hai . 91Phariśhtā vā nirākārī ātmā dēh kā ādhār lēkar dēh K|kē bandhan mē̃ nahī̃ āyēgī , sambandh rakhēgī lēkin bandhan mē̃ nahī̃ āyēgī .
29However, some children have passed that gross form.
92Tō bāpdādā phir isī varṣh mē̃ result dēkhē̃gē ki nirahaṅkārī , ākārī phariśhtē aur nirākārī sthiti mē̃-lakṣya aur lakṣhaṇ kitnē samān huē ? 93Mahāntā key|kī niśhānī hai nirmāntā . 94Jitnā nirmāṇ utnā sabkē dil mē̃ mahān svataḥ hī banē̃gē .
30There may not have arrogance or attachment to the bodily form in a gross way, but in relation to the body, they have special sanskars, a special intellect, special virtues, special talents or special powers: the ego of those, that is, the arrogance, intoxication and bossiness are the subtle arrogance of the body.
95Binā nirmāntā K|kē sarv K|kē master sukhdātā ban nahī̃ saktē . 96Nirmāntā nirahaṅkārī sahaj banātī hai . 97Nirmāntā kā bīj mahāntā kā phal svataḥ hī prāpt karātā hai . 98Nirmāntā sabkē dil mē̃ duāyē̃ prāpt karānē kā sahaj sādhan hai .
31Out of all those subtle types of arrogance if there is any one type of arrogance, then, neither can you naturally and constantly become a subtle angel nor can you become incorporeal, because subtle angels also do not have any body consciousness.
99Nirmāntā sabkē man mē̃ nirmāṇ ātmā kē prati sahaj pyār kā sthān banā dētī hai . 100Nirmāntā mahimā yōgya svataḥ hī banātī hai . 101Tō nirahaṅkārī bannē key|kī viśhēṣh niśhānī hai - nirmāntā . 102Vr̥itti mē̃ bhī nirmāntā , dr̥iṣhṭi mē̃ bhī nirmāntā , vāṇī mē̃ bhī nirmāntā , sambandh-sampark mē̃ bhī nirmāntā .
32They are doublelight.
103Aisē nahī̃ ki mērī vr̥itti mē̃ nahī̃ thā lēkin bōl nikal gayā .
33The arrogance of the body does not allow you to become incorporeal.
104Nahī̃ . 105Jō vr̥itti hōgī vō dr̥iṣhṭi hōgī , jō dr̥iṣhṭi hōgī vō vāṇī hōgī , jō vāṇī hōgī vahī sambandh-sampark mē̃ āyēgā . 106Chārō̃ mē̃ hī chāhiē .
34Everyone has paid very good attention this year. 35There is zeal and enthusiasm; there is a very good desire; you want this too, but let there be further attention please.
107Tīn mē̃ hai , ēk mē̃ nahī̃ hai-tō bhī ahaṅkār ānē key|kī margin hai . 108Iskō kahā jātā hai phariśhtā .
36Check: Does any type of ego or arrogance change your natural form into the form of an effortmaker?
109Tō samjhā , bāp-dādā kyā chāhtē haĩ aur āp kyā chāhtē hō ? 110 chāhnā dōnō̃ key|kī ēk hai , abhī karnā bhī ēk karō .
37Is there a trace of a subtle form of ego that still remains which may emerge according to the time or sometimes even according to service?
111Achchhā ! 112Āgē sēvā K|kē nayē-nayē plan kyā banāyēṅgē ?
38It may only be a trace, but it would deceive you at the appropriate time.
113Kuchh banāyā hai , kuchh banāyēṅgē . 114Chāhē yah varṣh , chāhē āgē kā varṣ-jaisē aur plan sōchtē hō ki bhāṣhaṇ bhī karē̃gē , sambandh-sampark bhī baṛhāyēṅgē , baṛē programme bhī karē̃gē , chhōṭē programme bhī karēṅgē-yē tō sōchtē hī hō lēkin vart-mān samay K|kē gati pramāṇ abhī sēvā key|kī bhī fast gati chāhiē . 115Vō kaisē hōgī ? 116Vāṇī dvārā , sambandh-sampark dvārā tō sēvā kar hī rahē hō , mansā-sēvā bhī kartē hō lēkin abhī cāhiē-thōṛē samay mē̃ sēvā key|kī saphaltā jyādā hō .
39Therefore, BapDada's desire is that you fulfil your aim that you have for this year.
117Saphaltā arthāt result . 118Uskī vidhi hai ki vāṇī K|kē sāth-sāth pahlē apnī sthiti aur sthān K|kē vibrations powerful banāō . 119Jaisē āpkē jaṛ chitra kyā sēvā kar rahē haĩ ? 120Vibrations dvārā kitnē bhaktō̃ kō prasann kartē haĩ !
40As you move along, even though you don't make a specific mistake on a particular day or at a particular time, you do sometimes experience not knowing why there isn't the happiness that there should be on that day, or at that moment.
121Double vidēśhiyō̃ nē mandir dēkhē haĩ ? 122Āpkē hī tō mandir haĩ nā !
41You don't know why today there is loneliness, hopelessness or suddenly a storm of waste thoughts.
123Ki sirph bhārat vālō̃ K|kē mandir haĩ ? 124Āpkē chitra sēvā kar rahē haĩ nā !
42You had amrit vela, you went to class, you did service, you did your job, and so why is this happening?
125Tō vāṇī dvārā bhal karō lēkin abhī aisī planning karō , vāṇī K|kē sāth-sāth vibration key|kī aisī vidhi banāō jō vāṇī aur vibration double kām karē . 126Vibration bahutkāl rahtā hai . 127Vāṇī sē sunā huā kabhī-kabhī kaiyō̃ kō bhūl bhī jātā hai lēkin vibration key|kī chhāp jyādā samay chaltī hai . 128Jaisē-āp lōg apnē jīvan mē̃ anubhavī hō ki kōī kā ulṭā vibration agar āpkē man mē̃ yā buddhi mē̃ baiṭh jātā hai , tō ulṭā kitnā samay chaltā hai !
43What is the reason?
129Vibration andar baiṭh jātā hai nā . 130Aur bōl tō usī samay bhūl jāyēgā lēkin vibration K|kē rūp mē̃ man aur buddhi mē̃ chhāp lag jātī hai .
44Through checking in the gross form you understand that there hasn't been a mistake made, but that a trace of a subtle form of arrogance emerges.
131Aur kitnā samay usī vibration K|kē vaśh , us vyakti sē vyavahār mē̃ ātē hō ? 132Chāhē ulṭā hō , chāhē sulṭā hō lēkin vibration muśhkil sē miṭtā hai . 133Lēkin yah rūhānī vibrations phailānē kē liē pahlē apnē man mē̃ , buddhi mē̃ vyarth vibrations samāpt karē̃gē tab rūhānī vibration phailā sakē̃gē . 134Kisī K|kē bhī prati agar vyarth vibrations dhāraṇ kiyē huē haĩ tō rūhānī vibrations nahī̃ phailā saktē .
45This is why you are unable to focus your heart on any task.
135Vyarth vibration rūhānī vibration kē āgē ēk dīvār ban jātī hai . 136Chāhē sūrya kitnā bhī prakāśhmay hō , agar sāmnē dīvār ā gaī , bādal ā gayē-tō sūrya K|kē prakāśh kō prajjvalit hōnē nahī̃ dētē . 137Jō pakkā vibration hai-vō hai dīvār aur jō halkē vibration haĩ-vō hai halkē bādal yā kālē bādal . 138Vō rūhānī vibrations kō ātmāō̃ tak pahuñchnē nahī̃ dēgē .
46There is only disinterest and you just feel sad.
139Jaisē sāgar mē̃ kōī jāl ḍālkar anēk chījō̃ kō ēk hī bār ikaṭhṭhā vra dētē haĩ yā kahā̃ bhī apnī jāl phailākar ēk samay par anēkō̃ kō apnā banā lētē haĩ , tō vibrations ēk hī samay par anēk ātmāō̃ kō ākarṣhit kar saktē haĩ . 140Vibrations vāyumaṇḍal banātē haĩ . 141Tō āgē key|kī sēvā mē̃ vr̥itti dvārā rūhānī vibration sē sāth-sāth sēvā karō , tabhī fast hōgī . 142Vibration aur vāyumaṇḍal K|kē sāth-sāth vāṇī key|kī bhī sēvā karē̃gē tō ēk hī samay par anēk ātmāō̃ kā kalyāṇ kar saktē hō .
47You then either wish to go to a place of solitude, or you think about going to sleep.
143Bākī programmes kē liē āgē bhī banī banāī stage kā prayōg aur jyādā karō , uskō aur baṛhāō . 144Samparka vālō̃ dvārā yah sahyōg lēkar is sēvā kō vr̥iddhi kō prāpt kar saktē haĩ . 145Sahyōgiyō̃ kā sahyōg kisī bhī vidhi sē baṛhātē chalō tō svataḥ hī sēvā mē̃ sah-yōgī bannē sē sahaj yōgī ban jāyēṅgē . 146Kaī aisī ātmāyē̃ hōtī haĩ jō sīdhā sahajyōgī nahī̃ banē̃gī lēkin sahyōg lētē jāō , sah-yōgī banātē jāō .
48You wish to go for a rest or to move away from the family for a little while.
147Tō sahyōg mē̃ āgē baṛhtē-baṛhtē sahyōg unhō̃ kō yōgī banā dētā hai .
49The reason for all these states is the wonder of the trace of something.
148Tō sahyōgī ātmāō̃ kō aur stage par lāō , unhō̃ kā sahyōg saphal karō . 149Samjhā , kyā karnā hai ?
50Don't even call it a wonder (kamala), but call it an upheaval (dhamaal).
150Kōī ēk ātmā bhī sahyōgī bantī hai tō vah ātmā practical mē̃ sahyōg lēnē sē , dēnē sē , pratyakṣha duāō̃ sē sahaj āgē baṛhtī hai aur anēkō̃ key|kī sēvā kē nimitt bantī hai . 151Sāth-sāth varṣh mē̃ mās mukar karō-kuch mās viśhēṣh svayã K|kē purūṣhārth vā śhrēṣhṭh śhakti dhāraṇ karnē K|kē abhyās K|kē , jiskō āp tapasyā , retreat yā bhaṭṭhiyā̃ kahtē hō . 152Harēk dēśh K|kē pramāṇ dō-dō mās fix karō , jaisī season hō . 153Dō mās tapasyā K|kē , dō mās chhōṭī-chhōṭī sēvāō̃ K|kē , dō mās baṛē rūp key|kī sēvāō̃ K|kē - aisē fix karō .
51To be completely egoless means easily to become subtle and incorporeal.
154Aisē nahī̃ ki 12 mās sēvā mē̃ itnē busy hō jāō jō sva key|kī pragati kē liē time cum|kam milē . 155Jaisā dēśh kā season hō , kaī samay aisē hōtē haĩ jismē̃ bāhar key|kī viśhēṣh sēvā nahī̃ kar saktē , vō samay apnē pragati kē prati viśhēṣh rūp sē rakhō . 156Sārā sāl sēvā nahī̃ karō-yah bhī nahī̃ hō saktā , sārā sāl sirph tapasyā karō-yah bhī nahī̃ hō saktā . 157Isliyē dōnō̃ kō sāth-sāth lakṣhya mē̃ rakhtē huē apnē sthān K|kē pramāṇ mukar karō jismē̃ sēvā aur sva key|kī pragati-dōnō̃ sāth-sāth chalē̃ .
52Sometimes, you don't have any desire to do anything.
158Achchhā , is varṣh key|kī season key|kī samāpti hai .
53You think: Is this going to be our timetable all the time?
159Samāpti mē̃ kyā kiyā jātā hai ? 160Samāpti mē̃ ēk tō samārōh kiyā jātā hai aur dūsrā ādhyātmik bātō̃ mē̃ svāhā kiyā jātā hai . 161Tō samārōh tō kal manā liyā hai . 162 ( kal 10 sāl sē purānē double vidēśhī bhāī-bahanō̃ key|kī ceremony manāī gaī thī ) dēkhnē vālō̃ nē bhī manāyā yā sirph baiṭhnē vālō̃ nē , sirph das varṣh vālō̃ nē manāyā ?
54There has to be some change.
163Sabhī nē manāyā nā ! 164Abhī svāhā kyā karē̃gē ?
55Will this timetable be the same all the time?
165Ēk bāt viśhēṣh man-buddhi sē svāhā karō , vāṇī sē nahī̃ , sirph paṛh liyā vah nahī̃ , man-buddhi sē svāhā karō . 166Phir dēkhō , sva aur sēvā mē̃ tīvr gati kaisē hōtī hai ! 167Tō āj key|kī lahar hai-kisī bhī ātmā kē prati vyarth vibration kō svāhā karō . 168Svāhā kar saktē hō ?
56You arrive at this stage even against your will.
169Ki thōṛā-thōṛā rahēgā ? 170Aisē nahī̃ samjhō ki yah hai hī aisā tō vibration tō rahēgā nā !
57When you become egoless, you will not wish to come down from the subtle and incorporeal stages.
171Kaisā bhī hō lēkin āp naigēṭiv vibration kō badal positive vibration rakhē̃gē tō vah ātmā bhī naigēṭiv sē positive mē̃ ā hī jāyēgī , ānī hī hai . 172Kyōṅki jab tak yah vyarth vibration man-buddhi mē̃ hai , tō fast gati key|kī sēvā hō hī nahī̃ saktī . 173Vr̥itti dvārā rūhānī vibrations phailānē haĩ . 174Vr̥itti hai rocket , jō yahā̃ baiṭhē-baiṭhē jahā̃ bhī chāhō , jitnā bhī powerful parivartan karnē chāhō vah kar saktē hō .
58You will experience yourself to be lost in that.
175Yah rūhānī rocket hai . 176Jahā̃ tak jitnō̃ kō pahuñchānē chāhō , utnā powerful vr̥itti sē vibration , vibration sē vāyumaṇḍal banā saktē hō . 177Chāhē vō real mē̃ wrong bhī hō lēkin āp uskā wrong dhāraṇ nahī̃ karō . 178Wrong kō āp kyō̃ dhāraṇ kartē hō ?
59Why?
179Yē śhrīmat hai kyā ? 180Samajhnā alag chīj hai .
60Your original stage is incorporeal, is it not?
181Knowledgeful bhalē banō lēkin knowledgeful kē sāth powerful bankar K|kē uskō samāpt kar dō . 182Samajhnā alag chīj hai , samānā alag chīj hai , samāpt karnā aur alag chīj hai . 183Bhal samajhtē hō-yē wrong hai , yē right hai , yē aisā hai .
61The incorporeal soul has entered that body; the body has not entered the soul, but the soul has entered the body.
184Lēkin andar vah samāō nahī̃ . 185Samānā ātā hai , samāpt karnā nahī̃ ātā hai . 186Gyān arthāt samajh .
62So, your original eternal form is incorporeal, is it not?
187Lēkin samajhdār uskō kahā jātā hai jiskō samajhnā bhī ātā hō aur miṭānā bhī ātā hō , parivartan karnā bhī ātā hō . 188Is varṣh mē̃ man aur buddhi kō bilkul vyarth sē free karō . 189Yahī fast gati kō sādhāraṇ gati mē̃ lē ātī hai . 190Isliē yē samāpti samārōh karō arthāt svāhā karō .
63Or, is it that of a bodily being?
191Bilkul clean . 192Kaisā bhī hai , lēkin kṣhamā karō .
64The support of the body has been taken, but who has taken the support?
193Śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā K|kē vr̥itti sē śhubh vibrations dhāraṇ karō . 194Kyōṅki last mē̃ āgē baṛhtē huē yahī vr̥itti-vibration āpkī sēvā baṛhāyēgī , tab jaldī sē jaldī kam sē kam 9 lākh banā sakē̃gē . 195Samjhā , kyā svāhā karnā hai ? 196Vyarth vr̥itti , vyarth vibration svāhā !
65You, the incorporeal soul have taken the support of the corporeal body.
197Phir dēkhō , natural yōgī aur nature mē̃ phariśhtā banē hī huē haĩ . 198Is anubhav par retreat karō , workshop karō - kaisē hōgā , nahī̃ ; aisē hōgā . 199 achchhā ! 200Anēk bachchō̃ K|kē dēśh-vidēśh sē apnē vijay K|kē , purūṣhārth K|kē aur snēh K|kē aur bhinn-bhinn utsav kē prati patra , card bhī bahut āyē haĩ aur snēh key|kī saugāt bhī bahut āī haĩ .
66So what is original: the soul or the body?
201Jis snēh sē sabhī bachchō̃ nē yād , pyār , saugta bhējī hai , bāpdādā nē un har ēk bachchē key|kī yād , pyār vā saugāt padma guṇā snēh sampann svīkār key|kī . 202Bāpdādā kē pās sabkē man K|kē saṅkalp aur dil K|kē pyār key|kī diliyā̃ sab pahũch gaī . 203Isliē messenger bankar lāyē hō tō phir yē yād , pyār kā return , sandēśh sandēśhī bankar K|kē sabkō dēnā . 204Bāpdādā jāntē haĩ ki sabhī bachchē dūr baiṭhē bhī dil K|kē samīp haĩ aur jō sahyōg adhikār K|kē rūp sē bachchē bāp sē māṅgtē haĩ yā kahtē haĩ , tō adhikārī bachchō̃ kō sahyōg kā adhikār prāpt hai aur ant tak prāpt hōnā hī hai .
67The soul.
205Chāhē sammukh hō , chāhē dūr baiṭhē sammukh haĩ - sabhī bachchō̃ kō bāp kā snēh , sahyōg , sarv śhaktiyō̃ kā adhikār avaśhya prāpt hai . 206Isliē kabhī bhī kōī na kamjōr bannā , na dil-śhikast bannā , na purūṣhārth mē̃ sādhāraṇ puruṣhārthī bannā . 207Bāp combined hai , isliē umaṅg-utsāh sē baṛhtē chalō . 208Kamjōrī , dilaśi-kastapan bāp K|kē havālē kar dō , apnē pās|pass nahī̃ rakhō .
68Are you sure about this?
209Apnē pās|pass sirph umaṅg-utsāh rakhō . 210Jō kām key|kī chīj nahī̃ hai vō kyō̃ rakhtē hō !
69Is it easy to stabilise yourself in the original stage, or in the stage of taking support?
211Isliē sadā umaṅg-utsāh mē̃ nāchtē rahō , gātē rahō aur brahmā bhōjan kartē rahō . 212Sadā phariśhtā arthāt dēh-bhān sē nyārā , nirahaṅkārī , dēh-ahaṅkār K|kē riśhtē sē nyārā aur bāp kā pyārā . 213Sadā svayã kō bār-bār ōrījinal svarūp maĩ nirākārī hū̃ - aisē niśhchay aur naśhē mē̃ uṛnē vālē , sadā nirmāntā dvārā mahāntā key|kī prāpti K|kē anubhavī ātmāyē̃ , aisē nirmāṇ , sadā mahān aur sadā ākārī nirākārī sthiti kō nature aur natural banānē vālē sarv śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō bāpdādā kā bahut-bahut-bahut yād , pyār aur namastē . 214Madhuban nivāsiyō̃ kō sēvā key|kī mubārak dētē huē bāpdādā bōlē -
70What is easy?
215Achchhā , viśhēṣh madhuban nivāsiyō̃ kō bahut-bahut mubārak hō . 216Sārā season apnī madhurtā aur athak sēvā sē sarv key|kī sēvā kē nimitt banē . 217Tō sabsē pahlē sārī season mē̃ nimitt sēvādhārī viśhēṣh madhuban nivāsiyō̃ kō bahut-bahut mubārak . 218Madhuban hai hī madhu arthāt madhurtā .
71The door for arrogance to enter is one word.
219Tō madhurtā sarv kō bāp K|kē snēh mē̃ lātī hai . 220Isliē chāhē hall|hāl mē̃ hō , chāhē chalē gayē hō lēkin sabhī kō viśhēṣh ēk-ēk department kō bāpdādā viśhēṣh mubārak sēvā kī dē rahē haĩ aur sadā athak bhav , madhur bhav K|kē vardānō̃ sē baṛhtē , uṛtē chalō . 221Avyakt bāpdādā key|kī personal mulākāt 222Group nã . 1
72What is that word?
223Albēlāpan kamjōrī lātā hai , isliyē alert rahō 224Sabhī saṅgamyugī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō nā ! 225Saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā kyā hai jō kisī bhī yug mē̃ nahī̃ hai ? 226Saṅgamyug key|kī viśhēṣhtā hai-ēk tō pratyakṣha phal miltā hai aur ēk kā padma guṇā prāpti kā anubhav isī janm mē̃ hī hōtā hai .
73It is the word “I”.
227Pratyakṣha phal miltā hai nā . 228Agar ēk second bhī himmat rakhtē hō tō madad kitnē samay tak miltī rahtī hai !
74Practise: Whenever the word "I" is used, bring the original form in front of you.
229Kisī ēk key|kī bhī sēvā kartē hō tō khuśhī kitnī miltī hai ! 230Tō ēk key|kī padma guṇā prāpti arthāt pratyakṣhaphal is saṅgam par miltā hai . 231Tō tājā fruit khānā achchhā lagtā hai nā . 232Tō āp sabhī pratyakṣha phal arthāt tājā phal khānē vālē hō , isīliē śhaktiśhālī hō .
75Who am I?
233Kamjōr tō nahī̃ haĩ nā . 234Sab powerful haĩ . 235Kamjōrī kō ānē nahī̃ dēnā .
76Should it be the soul, or should it be "I am suchandsuch a person"?
236Jab tandarūst hōtē haĩ tab kamjōrī svataḥ khatm hō jātī hai . 237Sarvśhaktivān bāp dvārā sadā śhakti miltī rahtī hai , tō kamjōr kaisē hōṅgē .
77You give knowledge to others that the word "I" makes you fly and that the same word "I" makes you fall.
238Kamjōrī ā saktī hai ? 239Kabhī galatī|galtī sē ā jātī hai ? 240Jab kumbhakaraṇ key|kī nīnd mē̃ albēlē hōkar sō jātē hō tab ā saktī hai , nahī̃ tō nahī̃ ā saktī hai . 241Āp tō alert hō nā .
78If, by saying the word "I", your original incorporeal form is remembered, and it becomes natural, then this first lesson is easy, is it not?
242Albēlē hō kyā ?
79So check this.
243Sabhī alert haĩ ?
80Instil this habit.
244Sadā alert haĩ ? 245Saṅgam-yug mē̃ bāp milā sab-kuchh milā .
81As soon as you think "I", the incorporeal form should enter your awareness.
246Tō alert hī rahē̃gē nā .
82How many times do you say "I"?
247Jiskō bahut prāptiyā̃ hōtī rahtī haĩ vō kitnā alert rahtē haĩ ! 248Rivājī businessman kō business mē̃ prāptiyā̃ hōtī rahtī haĩ tō albēlā hōgā yā alert hōgā ? 249Tō āpkō ēk second mē̃ kitnā miltā hai ! 250Tō albēlē kaisē hōṅgē ?
83"I said this."
251Bāp nē sarv śhaktiyā̃ dē dī̃ .
84"I will do this."
252Jab sarv śhaktiyā̃ sāth haĩ tō albēlāpan nahī̃ ā saktā hai . 253Sadā hōśi-yār , sadā khabardār rahō ! 254U|you . K|kē . kō tō bāpdādā kahtē hī haĩ ō . K|kē . . 255Tō jō ō . K|kē . hōgā vah jab alert hōgā tab tō ō . K|kē . hōgā nā .
85"I think this."
256Foundation powerful hai , isliē jō bhī ṭāl-ṭāliyā̃ nikalī haĩ vah bhī śhaktiśhālī haĩ . 257Viśhēṣh bāpdādā nē-brahmā bāp nē apnē dil sē london kā pahlā foundation ḍālā hai . 258Brahmā bāp kā viśhēṣh lāḍlā hai . 259Tō āp pratyakṣha phal K|kē sadā adhikārī ātmāyē̃ hō .
86You use the word "I" many times.
260Karma karnē K|kē pahlē phal taiyār hai hī . 261Aisē hī lagtā hai nā .
87So this is the easy way to become incorporeal and subtle.
262Yā mēhnat lagtī hai ? 263Nāchtē-gātē phal khātē rahtē hō . 264Vaisē bhī double vidēśhiyō̃ kō phal achchhā lagtā hai nā .
88Whenever you use the word "I", your incorporeal and original form should instantly come in front of you.
265Bāpdādā bhī U|you . K|kē . arthāt sadā ō . K|kē . rahnē vālē bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ . 266Apnā yah title sadā yād rakhanā-ō . K|kē . . 267Yah kitnā baṛhiyā title hai ! 268Sabhī sadā ō . K|kē . rahnē vālē aur aurō̃ kō bhī apnē chēhrē sē , vāṇī sē , vr̥itti sē ō . K|kē . banānē vālē .
89Is this difficult or easy?
269Yahī sēvā karnī hai nā ! 270Achchhā hai . 271Sēvā kā śhauk bhī achchhā hai .
90Then your qualifications are certain to become equal to your aim.
272Jō bhī jahā̃ sē bhī āyē hō lēkin sabhī tīvr puruṣhārthī aur uṛtī kalā vālē hō .
91Simply adopt this easy method of becoming egoless and see.
273Sabsē jyādā khuśh kaun rahtā hai ? 274Naśhē sē kahō-maĩ !
92This "I" of the arrogance of the body should finish.
275Sivāē khuśhī K|kē aur hai hī kyā ! 276 khuśhī brāhmaṇ jīvan key|kī khurāk hai . 277Khurāk K|kē binā kaisē chalē̃gē .
93It is the word "I" that brings you into the arrogance of the body.
278Chal rahē hō , tō khurāk hai tabhī tō chal rahē hō nā . 279Sthān bhī baṛh rahē haĩ . 280Dēkhō , pahlē tīn pair pr̥ithvī lēnā baṛī bāt lagtī thī aur abhī kyā lagtā hai ? 281Sahaj lagtā hai nā .
94If you bring into your awareness the form of "I, the incorporeal soul", then this word "I" will take you beyond the arrogance of the body.
282Tō london nē kamāl kī hai nā . 283 ( abhī 50 acre jamīn milī hai ) himmat dilānē vālē bhī achchhē haĩ aur himmat rakhnē vālē bhī achchhē haĩ . 284Dēkhō , āp sabkī aṅgulī nahī̃ hōtī tō kaisē hōtā . 285Tō sabhī U|you . K|kē . vālē lucky haĩ aur aṅgulī dēnē mē̃ bahādur haĩ .
95This is right, is it not?
286Group nã . 2 287Apnī sarv jimmēvāriyā̃ bāp kō dēkar bēphikr bādśhāh banō
96Throughout the day, you probably use the word "I" 25 to 30 times.
288Sadā apnē kō bēphikr bādśhāh anubhav kartē hō ?
97You may not say it, but you probably think it.
289Yā thōṛā-thōṛā phikra hai ?
98"I will do this, I will do that."
290Kyōṅki jab bāp nē āpkī jimmēvārī lē lī , tō jimmēvārī kā phikra kyō̃ ?
99Even when you make plans, what do you think?
291Abhī sirph responsibility hai bāp K|kē sāth-sāth chaltē rahnē key|kī . 292Vah bhī bāp K|kē sāth-sāth hai , akēlē nahī̃ . 293Tō kyā phikra hai ?
100When you have practised doing something so many times, what will happen to the awareness of the form of the soul?
294Kal kyā hōgā-yē phikra hai ? 295Job kā phikra hai ?
101It will make you incorporeal.
296Duniyā mē̃ kyā hōgā - yē phikra hai ? 297Kyōṅki jāntē hō ki-hamārē liē jō bhī hōgā achchhā hōgā .
102Become incorporeal, become a subtle angel, carry out your task and then become incorporeal once again.
298Niśhchay hai nā . 299Pakkā niśhchay hai yā hiltā hai kabhī ?
103Come into relationships with the relationship of karma.
300Jahā̃ niśhchay pakkā hai , vahā̃ niśhchay kē sāth vijay bhī niśhchit hai . 301Yē bhī niśhchay hai nā ki vijay huī paṛī hai . 302Yā kabhī sōchtē hō ki patā nahī̃ hōgī yā nahī̃ ? 303Kyōṅki kalp-kalp K|kē vijayī haĩ aur sadā rahēṅgē-yē apnā yādgār kalp pahlē vālā abhī phir sē dēkh rahē hō .
104Do not bring bondage in a relationship.
304Itnā niśhchay hai nā ki kalp-kalp K|kē vijayī haĩ . 305Itnā niśhchay hai ?
105To have arrogance of the body means to come into a bondage of karma.
306Kalp pahlē bhī āp hī thē yā dūsrē thē ? 307Tō sadā yahī yād rakhnā ki ham niśhchaybuddhi vijayī ratna haĩ .
106To come into a relationship with the body means to have a relationship of karma.
308Aisē ratna hō jin ratnō̃ kō bāpdādā bhī yād kartē haĩ .
107There is a difference between the two.
309Yē khuśhī hai nā ? 310Bahut mauj mē̃ rahtē hō nā . 311Is alaukik divya śhrēṣhṭh janm key|kī aur apnē madhuban ghar mē̃ pahuñchnē key|kī mubārak .
108There is a difference between taking the support of the body and to be under the influence of the body.
312Group nã . 3 313Bāp aur āp - aisē combined rahō jō kabhī kōī alag na kar sakē 314Sabhī apnē kō sadā bāp aur āp combined haĩ-aisā anubhav kartē hō ?
109Taking the support of the body, an angel and incorporeal soul will not come into the bondage of the body; they will have a relationship, but not come into bondage.
315Jō combined hōtā hai usē kabhī bhī , kōī bhī alag nahī̃ kar saktā . 316Āp anēk bār combined rahē hō , abhī bhī hō aur āgē bhī sadā rahē̃gē . 317Yē pakkā hai ? 318Tō itnā pakkā combined rahnā .
110During this year, BapDada will see the result: to what extent has the aim and the qualifications of becoming egoless, subtle angels and incorporeal become equal.
319Tō sadaiv smr̥iti rakhō ki-kambāiṇḍa thē , combined haĩ aur combined rahē̃gē . 320Kōī key|kī tākat nahī̃ jō anēk bār K|kē kambā-iṇḍa svarūp kō alag kar sakē . 321Tō pyār key|kī niśhānī kyā hōtī hai ? 322 ( combined rahnā ) kyōṅki śharīr sē tō majbūrī mē̃ bhī kahā̃-kahā̃ alag rahnā paṛtā hai .
111The sign of greatness is humility.
323Pyār bhī hō lēkin majbūrī sē kahā̃ alag rahnā bhī paṛtā hai . 324Lēkin yahā̃ tō śharīr key|kī bāt hī nahī̃ .
112The greater the humility, the more a soul will automatically be great in everyone's heart.
325Ēk second mē̃ kahā̃ sē kahā̃ pahuñch saktē hō ! 326Ātmā aur paramātmā kā sāth hai .
113Without becoming humble, you cannot become a master bestower of happiness for all.
327Paramātmā tō kahā̃ bhī sāth nibhātā hai aur har ēk sē combined rūp sē prīt key|kī rīti nibhānē vālē haĩ . 328Harēk kyā kahēṅgē-mērā bābā hai . 329Yā kahēṅgē-tērā bābā hai ? 330Harēk kahēgā-mērā bābā hai !
114Humility easily makes you egoless.
331Tō mērā kyō̃ kahtē hō ? 332Adhikār hai tab hī tō kahtē hō . 333Pyār bhī hai aur adhikār bhī hai .
115The seed of humility automatically enables you to attain the fruit of greatness.
334Jahā̃ pyār hōtā hai vahā̃ adhikār bhī hōtā hai . 335Adhikār kā naśhā hai nā .
116Humility is the easy method for claiming blessings from the heart of everyone.
336Kitnā baṛā adhikār milā hai ! 337Itnā baṛā adhikār satyug mē̃ bhī nahī̃ milēgā !
117A soul with humility is easily given a place of love in everyone's heart.
338Kisī janm mē̃ paramātm-adhikār nahī̃ miltā . 339Prāpti yahā̃ hai .
118Humility automatically makes you worthy of praise.
340Prālabdh satyug mē̃ hai lēkin prāpti kā samay abhī hai . 341Tō jis samay prāpti hōtī hai us samay kitnī khuśhī hōtī hai ! 342Prāpt hō gayā-phir tō common bāt hō jātī hai . 343Lēkin jab prāpt hō rahā hai , us samay kā naśhā aur khuśhī alaukik hōtī hai !
119The special sign of becoming egoless is humility.
344Tō kitnī khuśhī aur naśhā hai ! 345Kyōṅki dēnē vālā bhī bēhad kā hai . 346Tō dātā bhī bēhad kā hai aur miltā bhī bēhad kā hai . 347Tō mālik kiskē hō-had K|kē yā bēhad K|kē ?
120There is humility in your attitude, humility in your drishti, humility in your words and also humility in your connections and relationships.
348Tīnō̃ lōk apnē banā diyē haĩ . 349Mūlvatan , sūkṣhmavatan hamārā ghar hai aur sthūl vatan mē̃ tō hamārā rājya ānē vālā hī hai .
121It should not be that you say: "It wasn't in my attitude, but the words just emerged”.
350Tīnō̃ lōkō̃ K|kē adhikārī ban gayē ! 351Tō kyā kahē̃gē - adhikārī ātmāyē̃ .
122No, whatever is your attitude, your drishti will be accordingly.
352Kōī aprāpti hai ? 353Tō kyā gīt gātē hō ? 354 ( pānā thā vah pā liyā ) pānā thā vah pā liyā , abhī kuchh pānē kō nahī̃ rahā .
123Whatever is your drishti, your words will be according to that, and whatever are your words will also be in your connections and relationships.
355Tō yē gīt gātē hō ?
124There has to be humility in all four.
356Yā kōī aprāpti hai-paisā chāhiē , makān chāhiē ! 357Nētā key|kī kursī chāhiē ? 358Kuchh nahī̃ chāhiē .
125If there is humility in three and not in one, then there is a margin for allowing arrogance.
359Kyōṅki kursī hōgī tō bhī ēk janm kā bhī bharōsā nahī̃ aur āpkō kitnī guarantee hai ? 36021 janm key|kī guarantee hai . 361Gāranṭī-kārḍa māyā tō chōrī nahī̃ kar lētī hai ? 362Jaisē yahā̃ passport khō lētē haĩ tō kitnī muśhkil hō jātī hai !
126This is known as being an angel.
363Tō gāranṭī-kārḍa māyā tō nahī̃ lē lētī hai ? 364Chupā-chupī kartī hai .
127So, do you understand what BapDada wishes and what you wish?
365Phir āp kyā kartē hō ?
128The wish of both is the same.
366Lēkin aisē śhaktiśhālī banō jō māyā key|kī himmat nahī̃ . 367Group nã . 4
129Now let the deeds be the same.
368Trikāldarśhī ban bankar her|har karma karō 369Sabhī apnē kō takhtnaśhīn ātmāyē̃ anubhav kartē hō ?
130What new plans of service will you make for the future?
370Abhī takht milā hai yā bhaviṣhya mē̃ milnā hai , kyā kahē̃gē ? 371Sabhī takht par baiṭhē̃gē ?
131You have made some plans already and you have yet to make more plans.
372 ( diltakhta bahut baṛā hai ) diltakhta tō baṛā hai lēkin satyug K|kē takht par ēk samay mē̃ kitnē baiṭhē̃gē ? 373Takht par bhalē kōī baiṭhē lēkin takht adhikārī royal family mē̃ tō āyēṅgē nā . 374Takht par ikaṭṭhē tō nahī̃ baiṭh sakē̃gē ! 375Is samay sabhī takhtnaśhīn haĩ .
132Whether for the future, whether for this year, or for future years, you say for the future plans that you will give lectures, you will increase contacts and relationships, you will have large and small programmes; you think about this.
376Isliē is janm kā mahatva hai . 377Jitnē chāhē̃ , jō chāhē̃ diltakhtanaśhīn ban saktē haĩ .
133However, according to the present speed of time, the speed of service should also be fast.
378Is samay aur kōī takht hai ? 379Kaunsā hai ?
134How will that happen?
380 ( akāltakht ) āp avināśhī ātmā kā takht yē bhr̥ikuṭī hai . 381Tō bhr̥ikuṭī K|kē takhtnaśhīn bhī hō aur diltakhtanaśhīn bhī hō . 382Double takht hai nā !
135You are doing service through words and through connections and relationships.
383Naśhā hai ki maĩ ātmā bhr̥ikuṭī K|kē akāltakhtnaśhīn hū̃ ! 384Takhtnaśhīn ātmā kā sva par rājya hai , isīliē svarājya adhikārī haĩ . 385Svarājya adhikārī hū̃-yah smr̥iti sahaj hī bāp dvārā sarv prāpti kā anubhav karāyēgī . 386Tō tīnō̃ hī takht key|kī knowledge hai .
136You also do service through the mind.
387Knowledgeful hō nā ! 388Powerful bhī hō yā sirph knowledgeful hō ? 389Jitnē knowledgeful hō , utnē hī powerful hō .
137However, what is now needed is that there should be greater success in service in a shorter time.
390Yā knowledge-full adhik , powerful cum|kam ?
138Success means results.
391Knowledge mē̃ jyādā hōśhiyār hō ! 392Knowledgeful aur pôvaraphul-dōnō̃ hī sāth-sāth . 393Tō tīnō̃ takht key|kī smr̥iti sadā rahē .
139The method for this is that together with words, first of all, make your stage and the vibrations of your place powerful.
394Gyān mē̃ tīn kā mahatva hai . 395Trikāldarśhī bhī bantē haĩ .
140For instance, what service do your nonliving images do?
396Tīnō̃ kāl kō jāntē hō . 397Yā sirph vartamān kō jāntē hō ?
141They satisfy so many devotees through their vibrations.
398Kōī bhī karma kartē hō tō trikāldarśhī bankar karma kartē hō yā sirph ēkadarśī bankar karma kartē hō ? 399Kyā hō-ēk darśī yā trikāldarśhī ? 400Tō kal kyā hōnē vālā hai-vah jāntē hō ? 401Kahō-ham yah jāntē haĩ ki kal jō hōgā vah bahut achchhā hōgā .
142They do this, do they not?
402Yē tō jāntē hō nā ! 403Tō trikāldarśhī huē nā .
143Have the doubleforeigners seen their temples?
404Jō hō gayā vō bhī achchhā , jō hō rahā hai vah aur achchhā aur jō hōnē vālā hai vah aur bahut achchhā ! 405Yah niśhchay hai nā ki achchhē sē achchhā hōnā hai , burā nahī̃ hō saktā . 406Kyō̃ ? 407Achchhē sē achchhā bāp milā , achchhē sē achchhē āp banē , achchhē sē achchhē karma kar rahē hō .
144They are your temples, are they not?
408Tō sab achchhā hai nā . 409Ki thōṛā burā , thōṛā achchhā hai ?
145Or are they the temples of only the people of Bharat? 146They are yours too.
410Jab mālūm paṛ gayā ki maĩ śhrēṣhṭh ātmā hū̃ , tō śhrēṣhṭh ātmā kā saṅkalp , bōl , karma achchhā hōgā nā ! 411Tō yah sadā smr̥iti rakhō ki-kalyāṇakārī bāp milā tō sadā kalyāṇ hī kalyāṇ hai . 412Bāp kō kahtē hī haĩ viśhva-kalyāṇakārī aur āp master viśhva-kalyāṇakārī hō ! 413Tō jō viśhva kā kalyāṇ karnē vālā hai uskā akalyāṇ hō hī nahī̃ saktā .
147Your images are doing service.
414Isliē yah niśhchay rakhō ki her|har samay , her|har kārya , her|har saṅkalp kalyāṇkārī hai . 415Saṅgamyug kō bhī nām dētē haĩ-kalyāṇakārī yug . 416Tō akalyāṇ nahī̃ hō saktā . 417Tō kyā yād rakhē̃gē ?
148So, by all means, serve through words, but now make such plans that together with words, create such a method of serving through vibrations so that the vibrations and words perform a double task.
418Jō hō rahā hai vah achchhā aur jō hōnē vālā vah bahut-bahut achchhā . 419Tō yah smr̥iti sadā āgē baṛhātī rahēgī . 420Achchhā , sabhī kōnē-kōnē mē̃ bāp kā jhaṇḍā laharā rahē hō . 421Sabhī bahut himmat aur tīvr purūṣhārth sē āgē baṛh rahē hō aur sadā baṛhtē rahē̃gē .
149Vibrations stay for a long time.
422Future dikhāī dētā hai nā . 423Kōī bhī pūchhē - āpkā bhaviṣhya kyā hai ?
150When people hear words, many forget them, whereas impression of vibrations lasts longer.
424Tō bōlō-hamakō patā hai , bahut achchhā hai . 425Group nã . 5 426Svarājya hamārā janmasiddh adhikār hai - is naśhē mē̃ rahkar her|har karma karō
151You have experienced in your life that the wrong type of vibrations stay in your mind and intellect for a long time.
427Sabhī tīn bindu K|kē rahasya kō jāntē hō ?
152How long do those wrong vibrations last for?
428Jāntē hō yā practical mē̃ bhī anubhavī hō ?
153They stay inside you, do they not?
429Tīn bindī lagānī ātī haĩ ? 430Yā kabhī bhūl jātē hō , kabhī lagātē hō ? 431Kyōṅki yē tīnō̃ hī yād rakhnā āvaśhyak hai .
154At that time, the words are forgotten but an impression is left on your mind and intellect in the form of vibrations.
432Agar ēk bāp bindu kō yād karō tō dōnō̃ aur bindu sahaj hī yād ā jāyēṅgē . 433Tō bāp kō yād karnā sahaj hai yā muśhkil hai ?
155For how long do you then remain under the influence of those vibrations of others and interact with those people on that basis?
434Sahaj hai tō sadā kyō̃ nahī̃ ?
156This happens, does it not?
435Māyā powerful hai yā master sarvśhaktivān powerful ? 436Master tō aur hī tēj hōtā hai .
157Whether they are wrong or right, vibrations are removed with great difficulty.
437Phir māyā powerful kaisē hō jātī hai ? 438 ( apnī kamjōrī K|kē kāraṇ ) kamjōrī kab tak rahnī hai ?
158However, in order to spread spiritual vibrations, first finish the vibrations of waste in your mind and intellect.
439Phir dūsrē varṣh bhī tō nahī̃ kahē̃gē ?
159Only then will you be able to spread spiritual vibrations.
440Chāhē māyā kitnā bhī śhaktiśhālī hō lēkin sarvśhaktivān bāp sē kōī śhaktiśhālī hai nahī̃ .
160If you have waste vibrations for anyone, you cannot spread spiritual vibrations.
441Tō bhūl jātē hō ki ham master haĩ . 442Kyā yah kabhī bhūltē hō ki maĩ phalānī hū̃ ?
161The vibrations of waste become a wall in front of spiritual vibrations.
443Śharīr nahī̃ bhūltē hō aur apnē āpkō bhūl jātē hō ! 444Yē wonder ( W o n d e r ; āśyarca ) nahī̃ hai ! 445Tō āp wonder kartē hō ? 446Yē wonder nahī̃ karnā .
162No matter how powerful the sun may be, if there is a wall in front of it, or if there are clouds, the light of the sun cannot come through.
447Sadā bāp aur āp sāth haĩ , combined haĩ , tō bhūl kaisē saktē haĩ . 448Bāp sē alag rahtē hō kyā ?
163So, strong vibrations are like a wall and lighter vibrations are like light clouds or black clouds.
449Tō yahī kahō ki na bhūltē haĩ , na bhūlē̃gē . 450Bāp sē pyār hai nā .
164They don't allow spiritual vibrations to reach souls.
451Tō sabsē pyārā bhūl saktā hai ? 452Bhūlnā chāhē̃ tō bhī nahī̃ bhūl saktē . 453Jab anubhav kar liyā ki bāp hī saṅsār hai , tō saṅsār K|kē sivāē aur kuchh hai kyā ? 454Phir bhūltē kyō̃ hō ?
165Just as many things can be caught in the sea at the same time by throwing a net, and some spread their net and make many people belong to them at one time, in the same way, vibrations can attract many souls at one time.
455Khēl kartē hō ? 456Kahō-bhūl nahī̃ saktē .
166Vibrations create an atmosphere.
457Sōchō ki sārē kalp mē̃ bāp abhī milā hai , phir mil nahī̃ saktā . 458Golden age mē̃ bhī bāp nahī̃ hōgā .
167So for service in the future, together with attitude, do service with vibrations, then the speed will be fast.
459Brahmā bāp sāth hōgā . 460Śhiv bāp abhī miltē haĩ , tō bhūl kaisē jāyēṅgē ? 461Tō abhī kyā kahēṅgē-bhūlanā muśhkil hai yā yād karnā muśhkil hai ?
168If, together with vibrations and the atmosphere, you do service through words, you will bring benefit to many souls at the same time.
462 ( jō combined hai uskō alag karnā muśhkil hai )
169For the programmes, make more use of an already prepared stage.
463Master sarvśhaktivān ban her|har śhakti kō kārya mē̃ lagāō . 464Sarv śhaktiyō̃ jō milī haĩ vah haĩ hī samay par use karnē kē liē . 465Agar samay par kōī chīz kām mē̃ nahī̃ I|āī|eye tō us chīj kā mahatva hī kyā rahā ! 466Samay par use kartē-kartē abhyāsī hō jāyēṅgē .
170Increase that form of service.
467Mālik bankar śhaktiyō̃ kō order karō . 468Mālik bankar order karē̃gē tō śhaktiyā̃ mānē̃gī bhī .
171Taking this cooperation from those in contact you can expand this type of service.
469Agar kamjōr hōkar order karē̃gē tō nahī̃ mānē̃gī . 470Śhaktiyā̃ āpkē order kō mānnē kē liē sadā taiyār haĩ , sirph mālikpan nahī̃ bhūlō . 471Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō mālik banātē haĩ , kamjōr nahī̃ banātē .
172Increase cooperation from the cooperative ones through any method, and then, by being cooperative in service, they will automatically become easy yogis.
472Sabhī rājyōgī hō , kamjōr yōgī tō nahī̃ hō nā .
173There are souls who do not become easy yogis straight away.
473Rājā kamjōr hōtā hai kyā ? 474Rājyōgī hō . 475Bāp kō yahī khuśhī hai ki her|har bachchā rājā hai , kōī prajā nahī̃ hai . 476Sārē kalp mē̃ aisā kōī nahī̃ hōgā jiskē itnē sārē bachchē rājā hō̃ !
174However, you must keep taking cooperation from them, make them cooperative and by them moving forward in giving co operation, their cooperation will make them into yogis.
477Tō sab rājā hō . 478Svarājya adhikārī ban gayē .
175So bring cooperative souls onto the stage of service.
479Tō yahī khuśhī aur naśhā rakhō ki ham sabhī svarājya adhikārī haĩ .
176Make use of their co operation in a worthwhile way.
480Kōī pūchē-svarājya milā hai ?
177Do you understand what you have to do?
481Tō kyā kahē̃gē ? 482Kahō - svarājya hamārā janmasiddh adhikār hai . 483Yē naśhā rakhō ki svarājya birth-right hai . 484Birth-right kōī chhīn nahī̃ saktā .
178If even one soul gives or receives cooperation, that soul moves forward easily with instant blessings and becomes an instrument to serve many others.
485Abhī sabhī jō bhī āyē hō-agalē varṣh tīn guṇā jyādā saṅkhyā baṛhānā . 486Dēkhēṅgē-kaun jyādā baṛī mālā banākar lātē haĩ .
179Together with that, during the year, fix months when there can be the practice of special effort for the self and for developing elevated power.
487Sārē viśhva key|kī ātmāyē̃ sukh-śhānti key|kī bhīkh māṅgnē K|kē liyē āpkē sāmnē ānī haĩ . 488Āp dātā K|kē bachchē master dātā sabkō mālāmālā karē̃gē . 489Kyōṅki sivāē ēk bāp K|kē aur kahā̃ jāyēṅgē ? 490Tō apnē sarv khazānō̃ sē bhaṇḍārē bharpūr kartē jāō-jō kōī bhī āvē tō khālī hāth nahī̃ jāyē , bharpūr hōkar jāyē .
180You call this tapasya, a retreat or a bhatti.
491Yē nazārā āgē chalkar anubhav karē̃gē . 492Vidāī K|kē samay sabhī nē bāpdādā kō badhāiyā̃ dī̃ aur gīt gāyā . 493Rēspāṇḍa dētē huē bāpdādā bōlē -
181And so, according to each country, fix two months for this according to the season: two months for tapasya, two months for small programmes, two months for large programmes.
494Sabhī santuṣhṭ huē .
182Fix it in this way.
495Achchhā , jō sadā santuṣhṭ haĩ vah tālī bajāō . 496 ( sabhī nē khūb tāliyā̃ bajāī ) bāp kō her|har bachchā ati-ati pyārā hai .
183It should not be that you become so busy in service for 12 months that there is no time for selfprogress.
497Yah season nirvighna aur utsāh bharī utsav sampann samāpt huī . 498Kitnē utsav manāyē haĩ ? 499Dēkhō , śhivrātri manāī , hōlī|holy manāī aur 10 varṣh vālō̃ K|kē kitnē function manāyē !
184So, as is the country and the season of that country, let there be special time for your own progress because there are times when outside service is not possible.
500Tō kitnē utsav manāyē ? 501Tō yah season kaunsī rahī ?
185Not to do service throughout the year is not possible.
502Tō sadā aisē utsāh mē̃ rahtē utsav manātē uṛtē rahnā . 503Utsav achchhā lagtā hai nā .
186To have tapasya throughout the entire year is also not possible.
504Achchhā lagtā hai ? 505Tō sadā manātē rahnā .
187Therefore, keep both in your aim.
506Bāp sāth hai tō sārā parivār bīj mē̃ hai . 507Jab bhī apnē kō akēlā samjhō tō madhuban mē̃ pahuñch jānā binā ticket . 508Kaun-sī plain|plane milēgī ?
188Each country, whether Bharat or abroad, can fix a time according to your place: a time in which service and selfprogress can both happen simultaneously.
509Divya buddhi K|kē vimān mē̃ binā ticket ā saktē hō . 510Yah plain|plane tō sabkē pās|pass hai nā . 511Ever ready hai . 512Is plain|plane key|kī kabhī strike ( haṛtāl ) bhī nahī̃ hōgī aur late|lēṭ bhī nahī̃ āyēgā , time par āyēgā .
189To those who constantly fly with the faith and intoxication again and again: "I am an incorporeal soul"; to the humble souls who attain greatness through constant humility, to all the elevated and humble souls who make their subtle and incorporeal stage natural and their nature, lots and lots and lots of love and remembrances and namaste from BapDada.
513Achchhā ! 514Bāp akēlā kuchh nahī̃ kar saktā . 515Āp sabkā bāp kē sāth dhanyavād hai .
190* * * O MS H A N T I * * *